मंगलवार 11 अगस्त 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

011-08-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

011/08/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - bāpdādā key|kī yādpyār lēnī hai tō serviceable banō , buddhi mē̃ gyān bharpūr hai tō varṣhā karō ' '

1Essence: Sweet children, in order to be loved and remembered by BapDada, become serviceable. 2When your intellects are full of this knowledge, rain it on others.

Question

2Praśhna  : kaun sā naśhā bharē huē bādalō̃ kō bhī uṛā kar lē jātā , barasnē nahī̃ dētā hai  ?

3Question: Due to which intoxication are the clouds that are full and ready to rain, unable to rain?

Answer

3Uttar  : agar phāltū dēh-abhimān kā naśhā āyā tō bharē huē bādal bhī uṛ jāyēṅgē .

4Answer: If there is some unnecessary intoxication of body consciousness, the clouds that are full are blown away.

4Barasē̃gē bhī tō service kē badlē dis-service karē̃gē .

5Even if they do rain, instead of doing service, they do disservice.

5Agar bābā sē pyār nahī̃ , unsē yōg nahī̃ tō gyān hōtē huē bhī jaisē khālī haĩ .

6If there is no love for Baba or no yoga with Him, then, although they do have this knowledge, it is as though they are empty.

6Aisē khālī bādal anēkō̃ kā kalyāṇ kaisē karē̃gē .

7How could such empty clouds benefit many?

Murli

7Ōm śhānti .

8Om shanti.

8Bākī thōṛē bādal bachē haĩ .

9Only a few clouds now remain.

9Jaisē barsāt jab kam hō jātī hai tō sāgar kē ūpar bādal nahī̃ hōtē haĩ , ṭhaṇḍē hō jātē haĩ .

10When the rain decreases, the clouds over the ocean disperse; they become empty.

10Vaisē yahā̃ bhī ṭhaṇḍē hō jātē haĩ .

11In the same way, here, too, you clouds become cold.

11Bādal unkō kahē̃gē jō refresh hō jākar varṣhā barsātē haĩ .

12Clouds are those who refresh themselves and then go and rain on others.

12Agar kōī barsāt nahī̃ kartē tō unkō bādal thōṛēhī kahē̃gē .

13If someone doesn't rain, he or she can’t be called a cloud.

13Yah haĩ gyān bādal . 14Vah haĩ pānī K|kē bādal .

14These clouds are of knowledge and those clouds are of water.

15Gyān K|kē bādal ātē haĩ , jab season hōtī hai .

15The clouds of knowledge come when it is their season.

16Refresh hō jākar aurō̃ kō refresh kartē haĩ .

16They come and refresh themselves and then go and refresh others.

17Bādal bhī number-vār hōtē haĩ . 18Kōī tō bahut jōr sē barastē haĩ .

17Clouds too are numberwise; some rain very heavily.

19Bādalō̃ kā kām hī hai barasnā aur murjhāyē huē paudhō̃ kō refresh karnā .

18It is the duty of clouds to rain and refresh the plants that have wilted.

20Jinmē̃ pūrā gyān hai vah chhipkar nahī̃ baiṭhtē .

19Those who are full of knowledge don't hide away.

21Unkō bābā kā direction bhī nahī̃ chāhiē .

20They don't even need Baba's directions.

22Haĩ hī bādal .

21They are clouds.

23Ātē hī haĩ bharkar barasnē kē liē .

22They only come to fill themselves and then rain on others.

24Jahā̃ dēkhē̃ kalrāṭhī jamīn hai , tō jākar sabja karnā chāhiē .

23Wherever you see that a land is very hard and barren, you should go and make it green.

25Mahārathī bachchē tō sab centres kō achchhī rīti jāntē haĩ . 26Kaun sā centre ṭhaṇḍā hai  ? 27Kis centres K|kē bachchō̃ kō jāstī tūphān ātē haĩ  ?

24Maharathi children know all the centres very well: they know which centres are still slack and in which centres’ some children have more storms.

28Mahārathī serviceable achchhī rīti jāntē haĩ .

25Maharathi serviceable children know this very well.

29Bābā bhī hamēśhā kahtē haĩ serviceable bachchō̃ kō yādpyār dēnā .

26Baba always says: Give My love and remembrance to the serviceable children.

30Achchhē-achchhē bādal service par jāyēṅgē .

27The good clouds will go on service.

31Pradarśhanī mē̃ bhī kōī sab ēkras nahī̃ samjhātē haĩ .

28Not everyone explains in the same way at the exhibitions.

32Mukhya bāt hī yah hai . 33Gītā kā bhagvān nirākār parampitā paramātmā hai , na ki sākārī śhrīkr̥iṣhṇa .

29The main thing is that the God of the Gita is the incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul, and not corporeal Shri Krishna.

34Samjhānē kā baṛā achchhā ḍhaṅg chāhiē .

30A very good method of explaining is required.

35Sārā din yahī khyālāt rahnē chāhiē ki sabkō jākar jagāyē̃ .

31Throughout the day, think about how to go and awaken others.

36Sab ghōr andhiyārē mē̃ paṛē haĩ .

32All are in extreme darkness.

37Sabkō prēm sē samjhātē rahō ki dō bāp haĩ .

33Continue to explain with love to everyone about the two fathers.

38Ēk had kā aur dūsrā bēhad kā .

34One is a limited father and the other is the unlimited One.

39Bēhad K|kē bāp kō hī patit-pāvan kahtē haĩ .

35Only the unlimited Father is called the Purifier.

40Ab tum bachchō̃ kō buddhi milī hai .

36You children have now received intellects (wisdom).

41Duniyā K|kē manuṣhya dēkhnē mē̃ bhal bhabhkē vālē haĩ parantu haĩ pattharbuddhi .

37Although people of the world have a lot of splendour, their intellects are like stone.

42Bāp khud kahtē haĩ in sādhū nām vālō̃ kā bhī mujhē hī uddhār karnā hai .

38The Father Himself says: I even have to uplift those who call themselves sages, etc.

43Vah bhī rachtā aur rachnā kō nahī̃ jāntē haĩ .

39They too don’t know the Creator or creation.

44Satyug sē lēkar phir yah gyān prāyaḥ lōp hō jātā hai .

40In the golden age, this knowledge will have disappeared.

45Parantu yah kiskō bhī patā nahī̃ .

41However, no one knows this.

46Śhāstrō̃ mē̃ yah gyān hai nahī̃ .

42This knowledge is not in the scriptures.

47Ussē kiskī sadgati hō nahī̃ saktī , gītā kā mān kitnā hai , parantu vah tō hai bhakti mārg .

43No one can receive salvation through them. 44There is so much regard for the Gita, but that is the path of devotion.

48Bāp tō patit-pāvan hai , vah baiṭh rājyōg sikhlātē haĩ .

45The Father is the Purifier; He sits here and teaches you Raja Yoga.

49Tō jarūr rājāī kē liē naī duniyā chāhiē .

46Therefore, a new world is definitely required for the kingdom.

50Bāp hī ākar rājyōg sikhlāyēṅgē .

47Only the Father comes and teaches you Raja Yoga.

51Yah bhī abhī tumkō mālūm paṛā hai , jinhō̃ kō kalp pahlē samjhāyā hōgā , unkō hī abhī samjhāyēṅgē phir samajhē̃gē .

48You know this now. 49He is now once again explaining to those whom he explained to in the previous cycle. 50Only then will they understand.

52Yah laṛāī kōī vah nahī̃ hai . 53Jaisē hamēśhā chaltī āī hai .

51It isn’t that same war takes place all the time.

548-10 varṣh chalkar phir band hō jāyēgī .

52That would last for eight to ten years and then stop.

55Drama anusār bombs jō banē haĩ vah kōī rakhnē kē liē nahī̃ haĩ .

53According to the drama, the bombs that have been made are not just for keeping.

56Patit manuṣhyō̃ kā maut hōnē bigar satyug āyēgā nahī̃ .

54The golden age will not come without there being the death of impure human beings.

57Śhānti kaisē sthāpan hō - yah bhī samjhānā paṛē .

55You also have to explain how peace is established.

58Śhānti sthāpan karnā vā śhrēṣhṭhāchārī duniyā banānā , yah tō ēk bāp kā hī kām hai .

56It is the task of the Father alone to establish peace and make this world elevated.

59Bāp kahtē haĩ aur saṅg buddhi kā yōg tōṛ ēk saṅg jōṛnā hai .

57The Father says: Break your intellects’ yoga away from everyone else and connect it to the One.

60Dēh sahit jō bhī kuchh dēkhnē mē̃ ātā hai , in sabsē tōṛnā hai .

58Break your connections with everything visible, including your own bodies.

61Ab hamkō vāpis jānā hai , tō ghar kō hī yād karnā hai .

59We now have to return home. 60Therefore, remember the home!

62Abhī tum samajhtē hō yah hai mr̥ityulōk .

61You now understand that this is a land of death.

63Ham amarlōk mē̃ jānē kē liē amar kathā sun rahē haĩ .

62We are listening to the story of immortality in order to go to that land of immortality.

64Dēvtāō̃ kō kahā jātā hai daivīguṇō̃ vālē manuṣhya .

63Deities are called human beings with divine virtues.

65Yahā̃ tō ēk bhī hō na sakē .

64There cannot be a single one like that here.

66Śhrīkr̥iṣhṇa kē liē bhī kitnī glānī likh dī hai .

65They have written so much defamation of Shri Krishna.

67Kuchh bhī buddhi mē̃ nahī̃ ātā .

66Nothing enters their intellects.

68Abhī tum bachchō̃ kō achchhī rīti puruṣhārth karnā hai , daivīguṇ dhāraṇ karnē haĩ .

67You children now have to make effort very well and imbibe divine virtues.

69Daivīguṇ kiskō kahā jātā hai - vah bhī samjhāyā jātā hai .

68It has also been explained to you what the divine virtues are.

70Sampūrṇ nirvikārī jarūr bannā hai .

69You must definitely become completely viceless.

71Yah hai mukhya pahlā guṇ .

70This is the main and foremost virtue.

72Jahā̃ tahā̃ tum dēkhē̃gē pavitra kē āgē apavitr māthā ṭēktē haĩ .

71You can see how impure ones everywhere bow down to those who are pure.

73Satyug mē̃ haĩ hī pavitra tō vahā̃ mandir hōtē nahī̃ .

72In the golden age, everyone is pure and so there are no temples there.

74Phir jab pujārī bantē haĩ tō mandir banātē haĩ , jō pāvan thē vahī patit bantē haĩ .

73They build temples when they become worshippers. 74Those who were pure have become impure.

75Yah hai bahut janmō̃ K|kē ant kā janm .

75This is the last of many births.

76Bāp kahtē haĩ - is purānī duniyā kō , purānē śharīr kō bhī bhūlnā hai .

76The Father says: Forget this old world and these old bodies.

77Is purānī duniyā kō ab khatm hōnā hai .

77This old world now has to end.

78Isē khalās hōnē mē̃ dērī nahī̃ lagēgī .

78It won’t take time for it to be destroyed.

79Yah purānī duniyā , dhan , daulat , māl-milakiyat sab gaī ki gaī .

79This old world, wealth, prosperity and treasures, etc. are all about to end.

80Thōṛē rōz bākī haĩ .

80Only a few more days remain.

81Duniyā mē̃ thōṛēhī kiskō patā hai ki yah purānī duniyā khatm hō jāyēgī .

81No one in the world knows that this old world is to be destroyed.

82Tum sunātē hō parantu jab viśhvās bhī baiṭhē nā .

82You tell everyone this, but they also have to have that faith.

83Bhagvānuvāch , jab samajhē̃ tab buddhi mē̃ baiṭhē .

83All of this can only sit in their intellects when they consider these to be the versions of God.

84Bāp tum bachchō̃ kō kahtē haĩ - apnē kō ātmā samajh mujh bāp kō yād karō .

84The Father says to you children: Consider yourselves to be souls and remember Me, your Father.

85Bachchē jāntē haĩ bēhad kā bāp hamkō rājyōg sikhlātē haĩ .

85You children know that the unlimited Father is teaching you Raja Yoga.

86Vah hai sab ātmāō̃ kā bāp . 87Sab brothers haĩ .

86He is the Father of all souls: all are brothers.

88Svarg mē̃ sabhī brothers sukhī thē , kaliyug mē̃ sabhī brothers duḥkhī haĩ .

87In heaven, all brothers were happy whereas in the iron age all brothers are unhappy.

89Sabhī ātmāyē̃ narkvāsī haĩ .

88All souls are now residents of hell.

90Sirph ātmā tō nahī̃ hōgī nā . 91Śharīr bhī tō chāhiē nā .

89There wouldn’t be just souls, they also have to have bodies.

92Ab tum bachchō̃ kō ātma-abhimānī bannā hai , ismē̃ hī mēhnat hai .

90You children now have to become soul conscious and it is this that requires effort.

93Māsī kā ghar nahī̃ hai .

91It is not like going to your aunty's home.

94Yah avasthā pakkī tab hō jab pahlē yah niśhchay hō ki parampitā paramātmā hamkō paṛhātē haĩ .

92This stage can only become firm when you first have the faith that the Supreme Father, the Supreme Soul, is teaching you.

95Śhivbābā ātē hī haĩ is śharīr dvārā paṛhānē .

93Shiv Baba comes here to teach you through this body.

96Ham bhī śharīr dvārā suntē haĩ , dhāraṇ kartē haĩ .

94We hear it through these bodies and imbibe it.

97Saṅskārō̃ anusār hī ēk śharīr chhōṛ dūsrā dhāraṇ kartē haĩ .

95We shed bodies and take others according to our sanskars.

98Jaisē bābā laṛāī vālō̃ kā misāl dētē haĩ .

96It is just like the example that Baba gives of those in the army.

99Laṛāī K|kē saṅskār lē jātē haĩ tō phir unmē̃ hī ā jātē haĩ .

97They take the sanskars of battling away with them and so they are pulled there in their next birth.

100Ab bāp K|kē saṅskārō̃ kā bhī tumkō mālūm hai ki nirākār bēhad K|kē bāp mē̃ kyā saṅskār haĩ  !

98You now know the Father's sanskars; you know what sanskars the incorporeal, unlimited Father has.

101Vah manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp hai .

99He is the Seed of the human world tree.

102Patit-pāvan , gyān kā sāgar hai .

100He is the Purifier and the Ocean of Knowledge.

103Vahī ākar pāvan banāyēṅgē .

101Only He comes and purifies us.

104Bāp kahtē haĩ - māmēkam yād karō tō tumhārē janma-janmāntar K|kē vikarma vināśh hōṅgē .

102The Father says: Constantly remember Me alone and your sins of many births will be absolved.

105Nahī̃ tō bahut sajāyē̃ khānī paṛē̃gī . 106Pad kuchh bhī nahī̃ milēgā .

103Otherwise, there will have to be a lot of punishment and no status will be received.

107Ab bachchē jāntē haĩ bābā hamkō sahaj rāstā batā dētē haĩ .

104You children now know that Baba is showing you a very easy path.

108Kahtē haĩ manmanābhav .

105He says: Manmanabhav!

109Yah akṣhar bhī gītā mē̃ haĩ , parantu iskā arth|earth nahī̃ samajhtē .

106This expression is also in the Gita, but the meaning of it is not understood.

110Bāp kahtē haĩ māmēkam yād karō .

107The Father says: Constantly remember Me alone!

111Dēh sahit dēh K|kē sab dharmō̃ kō chhōṛ apnē kō ātmā samajh mujh parampitā paramātmā kō yād karō .

108Renounce your bodies and all bodily religions, consider yourselves to be souls and remember Me, the Supreme Father, the Supreme Soul.

112Yād kō hī yōg agni kahā jātā hai .

109Remembrance is also called the fire of yoga.

113Yōg common akṣhar hai . 114Gītā mē̃ bhī hai parantu sirph śhrīkr̥iṣhṇa kā nām ḍāl dēnē sē ghōr andhiyārā kar diyā hai .

110Yoga is a common word; it is also mentioned in the Gita but, because they have put Shri Krishna’s name, they have created extreme darkness.

115Ab tum samjhātē hō tō kah dētē haĩ yah tumhārī kalpanā hai .

111Now, when you explain to them, they say that it is just your imagination.

116Kuchh bhī patā nahī̃ paṛtā hai .

112They don’t understand anything.

117Unkō varsā tō lēnā hī nahī̃ hai .

113They don’t want to claim the inheritance.

118Pahlē tō jab yah samajhē̃ ki yah bēhad kā bāp , bāp bhī hai , teacher bhī hai , satgurū bhī hai , vah hamkō paṛhātē haĩ .

114First of all, they have to understand that the unlimited Father is the Father, the Teacher and the Satguru and that He is teaching us.

119Yah pakkā niśhchay chāhiē .

115There has to be this firm faith.

120Nayē ādmī kō niśhchay baiṭh jāē , asambhav hai .

116It is impossible for a new person to have this faith instantly.

121Kōī-kōī nayē-nayē bhī sensible hōtē haĩ tō samajh jātē haĩ .

117Some new ones are sensible and so they are able to understand.

122Kōī tō yahā̃ ānē bhī nahī̃ chāhtē , kuchh bhī samajhtē nahī̃ .

118Some don't even want to come here; they don't understand anything at all.

123Jarā bhī buddhi mē̃ nahī̃ ātā .

119It doesn't enter their intellects at all.

124Itnē ḍhēr be|B . K|kē . haĩ jarūr inhō̃ kō bāp sē varsā milā hōgā .

120There are so many BKs. 121Therefore, they must definitely have received their inheritance from the Father.

125Vah family hō gaī .

122This is a family.

126Nām hī likhā huā hai brahmākumār-kumāriyā̃ , tō family huī nā .

123The name that is written is: Brahma Kumars and Kumaris, and so this is a family.

127Prajāpitā brahmā key|kī family kitnī baṛī hai parantu yah bāt kisī key|kī buddhi mē̃ nahī̃ ā saktī .

124The family of Prajapita Brahma is so large and yet this doesn’t sit in the intellect of anyone.

128Kōī pūchhē āpkī aim object kyā hai  ? 129Bōlō , bāhar board par likhā huā hai - prajāpitā brahmākumār kumāriyā̃ , tō family hō gaī .

125When someone asks what your aim and objective is, tell him that it is written on the board outside: “Prajapita Brahma Kumars and Kumaris.” 126Therefore this is a family.

130Ḍāḍē sē varsā miltā hai .

127We receive the inheritance from our Grandfather.

131Prajāpitā brahmā mukh dvārā śhivbābā rachnā rachtē haĩ .

128Shiv Baba creates creation through the mouth of Prajapita Brahma.

132Tō vah creator ṭhaharā|ṭhahrā , svarg rachtē haĩ tō jarūr bachchō̃ kō svarg kā varsā dēgē .

129Therefore, He is the Creator. 130He creates heaven and so He would definitely give you children the inheritance of heaven.

133Tō yah family huī nā .

131So, this is a family.

134Bāp bachchē , bachchiyā̃ aur dādā hai .

132There is the father, sons, daughters and the Grandfather.

135Brahmā bhī hai , śhiv bhī hai .

133There is Brahma and also Shiva.

136Vah hai rachayitā .

134He is the Creator.

137Nirākār hai tō bachchō̃ kō varsā kaisē dēgē .

135He is incorporeal. 136So, how does He give you children your inheritance?

138Brahmā dvārā varsā dētē haĩ .

137He gives you your inheritance through Brahma.

139Yah achchhī rīti samjhānā chāhiē .

138Explain this very clearly.

140Bōlō , yah tumhārē bāp kā ghar hai .

139Tell them: This is your Father's home.

141Inkō kahtē haĩ rūdra gyān yagya .

140This is also called the sacrificial fire of this knowledge of Rudra.

142Ham brāhmaṇ haĩ , bāp K|kē sivāē aur kōī rājyōg sikhlā na sakē .

141We are Brahmins. 142No one, apart from the Father, can teach Raja Yoga.

143Gītā mē̃ bhī hai nā - manmanābhav arthāt māmēkam yād karō .

143It says in the Gita: “Manmanabhav”, that is, constantly remember Me alone.

144Tō ham us ēk bāp kō hī yād kartē haĩ .

144Therefore, we only remember that one Father.

145Bhakti mārg mē̃ gātē haĩ ki bābā āp āyēṅgē tō ham vārī jāyēṅgē , ham āpkē banē̃gē .

145On the path of devotion they sing: “Baba, when You come I will surrender myself and belong to You.

146Ham ātmā is dēh kō chhōṛ āpkē sāth chalī jāyēṅgī .

146I, a soul, will shed this body and go back with You.

147Āpkē banē̃gē tō jarūr āpkē sāth bhī jāyēṅgē .

147When I belong to You, I will definitely go back with You.”

148Sagāī kartē haĩ tō sājan sāth lē jāyēṅgē nā .

148When a girl gets married she goes with her bridegroom.

149Yah śhiv sājan bhī kahtē haĩ , ham tumkō is duḥkh sē chhuṛāē sukhdhām mē̃ lē chalē̃gē .

149Shiva, the Bridegroom, says: I will liberate you from this sorrow and take you to the land of happiness.

150Phir apnē-apnē puruṣhārth anusār jākar rājāī karē̃gē , jō jitnā gyān dhan dhāraṇ karē̃gē utnā ūñch pad pāyēṅgē .

150Then, each of you will rule the kingdom according to your own efforts. 151To the extent that you imbibe the wealth of this knowledge, you will accordingly claim a high status.

151Chhōṭī-chhōṭī kumāriyā̃ bhī service kar rahī haĩ .

152The young daughters are doing service.

152Unhō̃ kō hī baṛē-baṛē vidvān , paṇḍitō̃ ādi kō samjhānā hai , śhauk hōnā chāhiē .

153They have to explain to the great scholars and pundits. 154Therefore, there has to be great interest.

153Kuśhtī hōtī hai tō baṛī-baṛī challenge dētē haĩ tō inkē sāth ham laṛē̃gē .

155In wrestling they issue challenges to wrestle with one another.

154Serviceable bachchō̃ kō ārām sē sōnā nahī̃ chāhiē . 155Ārām harām hai .

156Serviceable children should not sleep comfortably; it is a sin to rest.

156Jō bhī apnē kō mahārathī samajhtē haĩ , unhē̃ sukh sē sōnā nahī̃ hai .

157Those who consider themselves to be maharathis should not sleep comfortably in happiness.

157Service par chakra lagānā chāhiē .

158Constantly tour around to do service.

158Ājkal bābā pradarśhaniyā̃ bahut banvātē rahtē haĩ .

159Nowadays, Baba is having many exhibition sets made.

159Baṛō̃-baṛō̃ kō nimantraṇ bhēj dō .

160Invite eminent people.

160Abhī nahī̃ tō pīchhē ā jāyēṅgē .

161If not now, they will come at some time later on.

161Sādhū-santa mahātmā kōī bhī hō , jagātē rahō , parantu bāt karnē vālā chāhiē mahārathī .

162Continue to awaken sages, holy men and great souls. 163However, the one who speaks to them should be a maharathi.

162Jinkā bāp sē yōg nahī̃ , pyār nahī̃ vah tō jaisē khālī bādal haĩ .

164Those who don't have yoga with the Father and don’t love Him are like empty clouds.

163Vah kyā karē̃gē  !

165What would they be able to do?

164Yah tō jāntē hō paṛhē huē kē āgē anpaṛh bharī ḍhōyēṅgē .

166You understand that uneducated ones will bow down to those who are educated.

165Har ēk khud kō samajh saktē haĩ - ham kahā̃ tak paṛhā huā hū̃ .

167Each one of you can understand for yourself to what extent you are educated.

166Service karkē dikhātā hū̃ .

168That will be shown by the service you do.

167Agar bādal bharā huā hai aur barasē nahī̃ tō vah bādal hī kyā kām kā .

169If clouds are full and yet don't rain, of what use are those clouds?

168Har ēk kō apnī samajh chāhiē .

170Each one has to have his own understanding.

169Phāltū dēh-abhimān K|kē naśhē mē̃ rahē̃gē tō ūñch pad hamēśhā kē liē ganvā dēgē .

171If there is some useless intoxication of body consciousness, your high status will be lost for all time.

170Bābā kō service kā kitnā śhauk hai .

172Baba has so much interest in doing service.

171Government kō samjhānā chāhiē tō hamkō hall|hāl dō . 172Jahā̃ ham yah rūhānī sēvā kar manuṣhya kō dēvtā banā dē̃ .

173Explain to the Government and ask them for a hall where we can do this spiritual service to change humans into deities.

173Bāp āyē hī haĩ rājyōg sikhānē lēkin yuktiyukt samjhānā chāhiē .

174The Father has come to teach you Raja Yoga. 175However, you must explain with tact.

174Jō bhāṣhaṇ hī nahī̃ jāntē vah thōṛēhī samjhā sakē̃gē . 175Ūñch pad pā na sakē̃ .

176Those who don't know how to give lectures will not be able to explain; they will not be able to claim a high status.

176Pad vah pā sakē̃gē jō service karē̃gē .

177Those who do service will be able to claim a status.

177Baṛō̃-baṛō̃ kō likhō tō is knowledge K|kē bigar bhārat kā vā duniyā kā kalyāṇ nahī̃ hō saktā .

178Write to eminent people and say that there cannot be benefit for Bharat and this world without this knowledge.

178Education hai mukhya .

179Education is the main thing.

179In lakṣhmī-nārāyaṇ nē bhī education sē hī pad pāyā nā . 180Aglē janm mē̃ rājyōg sīkhē haĩ .

180Lakshmi and Narayan also claimed their status through their education: they studied Raja Yoga in their previous birth.

181Ham bhī abhī yahā̃ paṛh rahē haĩ .

181We are also now studying this here.

182School mē̃ student samajhtē haĩ ham yah imtahān dēkar phir jākar yah banē̃gē .

182Students in a school understand that they will take a particular exam and then become something.

183Yah tumkō knowledge miltī hai , vah is duniyā kē liē nahī̃ hai .

183This knowledge that you receive is not for this world.

184Tum bhī paṛhtē hō bhaviṣhya 21 janmō̃ kē liē , prālabdh banānē kē liē .

184You are studying to create a reward for your future 21 births.

185Vah paṛhtē haĩ is janm K|kē sukh kē liē .

185Those people study to receive happiness in this birth.

186Tō vah bhī paṛhnā hai aur sāth-sāth yah bhī śhikṣhā sīkhnī hai , ismē̃ ḍarnē key|kī bāt nahī̃ .

186Study that worldly knowledge too, but, at the same time, take these teachings. 187There is no need to be afraid of anything in this.

187Spiritual knowledge kyō̃ nahī̃ lēnī chāhiē .

188Why should you not take this spiritual knowledge?

188Chitra lēkar jāē samjhānā chāhiē .

189You should take the pictures and go and explain to others.

189Bōlō - knowledge sabkē liē bahut jarūrī hai , parantu bachchē ajun khaṛē nahī̃ hōtē .

190Tell them: This knowledge is essential for everyone. 191However, some children are not yet that alert or active.

190Naukrī ṭōkrī mē̃ phasē huē rahtē haĩ .

192They are trapped in their jobs and responsibilities.

191Bandhanmukt haĩ tō phir service mē̃ lag jānā chāhiē .

193If someone is free from bondage, he or she should become busy doing service.

192Śhrīmat par sab chalnē vālē tō haĩ nahī .

194Not everyone will follow shrimat.

193Bīch mē̃ māyā ghōṭālā mār dētī hai .

195Maya causes a lot of confusion in between.

194Kōī-kōī bachchō̃ kō śhauk bahut hai , parantu naśhā nahī̃ chaṛhtā ki ham jāyē̃ bahutō̃ kā kalyāṇ karē̃ .

196Some children have a lot of interest but they don't have the intoxication to go and benefit many others.

195Tō bābā bhī samajhē jabki bālig hō gayē tō ghuṭkā kyō̃ khānā chāhiē  !

197Baba also wonders: Since you have now become an adult, why do you choke?

196Kah saktē haĩ ki hamkō tō bhārat kā uddhār karnā hai .

198You can say that you have to uplift Bharat.

197Sachchī sēvā kar manuṣhya kō dēvtā banānā hai .

199We have to do true service and change human beings into deities.

198Bābā kō tō wonder lagtā hai , naśhā nahī̃ chaṛhtā isliē bābā kahtē haĩ rajō buddhi haĩ .

200Baba is very amazed that some don't have this intoxication. 201This is why Baba says: You have rajo intellects.

199Chance bahut achchhā hai .

202You have a very good chance.

200Aisē bhī bahut haĩ jinkō knowledge kā ghamaṇḍ bahut hai parantu disservice bahut kartē haĩ .

203There are even those who have a lot of ego about their knowledge and so they also continue to do a lot of disservice.

201Yah tō guṛ jānē guṛ key|kī gōthrī jānē .

204The jaggery and the bag that hold the jaggery know.

202Rāhū kā grahaṇ baiṭh jātā hai .

205There are the omens of the eclipse of Rahu.

203Brahspati key|kī daśhā utar rāhū key|kī baiṭh jātī hai .

206The omens of Jupiter are removed and there are then the omens of the eclipse of Rahu.

204Abhī-abhī dēkhō achchhā chal rahā hai . 205Abhī-abhī dēkhō phir grahachārī baiṭh jātī hai , gir paṛtē haĩ .

207One minute, they are moving along very well, and the next minute there are bad omens and they fall.

206Bachchō̃ kō tō bahut bahādur hōnā hai .

208You children have to be very courageous.

207Pān kā bīṛā uṭhānā hai .

209You have to take the initiative and fulfil the responsibility.

208Ham is bhārat kō svargvāsī banākar chhōṛē̃gē .

210We will definitely make this Bharat into heaven.

209Tumhārā dharm hai narkvāsī kō svargvāsī banānā , bhraṣhṭāchārī kō śhrēṣhṭhāchārī banānā .

211Your religion is to make the residents of hell into the residents of heaven and to make corrupt beings elevated.

210Bābā naśhā tō bahut achchhā chaṛhātē haĩ parantu bachchō̃ mē̃ number-vār chaṛhtā hai .

212Baba makes you very intoxicated, but the intoxication rises in you children, numberwise.

211Achchhā  !

213Achcha.

212Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

214To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

213Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

215The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

214Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

216Essence for dharna:

2151 ) bandhanmukt ban bhārat key|kī sachchī sēvā karnī hai .

2171. Become free from bondage and do true service of Bharat.

216Rūhānī sēvā kar manuṣhya kō dēvtā banānā hai .

218Do spiritual service and change human beings into deities.

217Gyān K|kē ghamaṇḍ mē̃ nahī̃ ānā hai .

219Don't have any ego about your knowledge.

218Rūhānī naśhē mē̃ rahnā hai .

220Maintain spiritual intoxication.

2192 ) niśhchaybuddhi ban pahlē apnī avasthā pakkī karnī hai .

2212. Let your intellect have faith and first make your stage strong.

220Dēh sahit jō kuchh dēkhnē mē̃ ātā hai , unsē tōṛnā hai aur ēk bāp kē sāth jōṛnā hai .

222Break away from whatever you see, including your body, and connect yourself to the one Father alone.

Blessing

221Vardān  : karnā aur kahnā - in dō kō samān banākar quality key|kī sēvā karnē vālē sachchē sēvādhārī bhav

223Blessing: May you be a true server who makes your doing and speaking the same and thereby does good quality service.

222Sadā attention rahē ki pahlē karnā hai phir kahnā hai .

224Pay constant attention to first doing what you speak of.

223Kahnā sahaj hōtā hai , karnē mē̃ mēhnat hai , mēhnat kā phal achchhā hōtā hai . 224Lēkin yadi dūsrō̃ kō kahtē hō svayã kartē nahī̃ , tō service K|kē sāth-sāth disservice bhī pratyakṣha hōtī hai .

225It is easy to say something, but it is much harder to do it. 226The fruit of hard work is good, but if you tell others to do something, but you do not do it yourself, then, together with service, disservice is also seen.

225Jaisē amr̥it K|kē bīch viṣh key|kī ēk būnd bhī paṛnē sē sārā amr̥it viṣh ban jātā hai , aisē kitnī bhī service karō lēkin ēk chhōṭī see|sī|C galatī|galtī service kō samāpt kar dētī hai , isliē pahlē apnē par attention dō tab kahē̃gē sachchē sēvādhārī .

227It is the same as when a drop of poison is put into nectar; the nectar becomes poisonous. 228In this way, no matter how much service you do, one little mistake will finish that service. 229So, first of all, pay attention to yourself and you will then be said to be a true server.

Slogan

226Slōgan  : anēktā mē̃ ēktā lānā , bigaṛī kō banānā - yah sabsē baṛī viśhēṣhtā hai .

230Slogan: To bring about unity in diversity, to rectify anything that has been spoilt, is the biggest speciality of all.

231*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

227Yē avyakt iśhārē - apavitratā K|kē bīj kō bhī samāpt kar sampūrṇ svachchha ( pavitra ) banō

232Avyakt Signal: Finish the seed of impurity and become completely clean (pure).

228Jab apavitratā arthāt kām mahāśhatru svapn vā saṅkalp mē̃ bhī war|vār na karē tab kahē̃gē double ahiṃsak .

233When the vice of impurity doesn’t disturb you in your dreams or thoughts, you can then be said to be doubly non-violent.

229Sadā bhāī kī smr̥iti sahaj aur svataḥ smr̥iti svarup mē̃ rahē .

234Constantly be aware of brotherhood easily and naturally, that is, be an embodiment of remembrance.

230Kabhī apnī sampūrṇ satōpradhān stage sē nīchē girkar apnā ghāt nahī̃ karnā .

235Never come down from your complete and satopradhan stage and thereby commit suicide.

231Ātmā K|kē aslī guṇ-svarūp aur śhakti-svarūp sthiti sē nīchē ānā arthāt vismr̥it hōnā , yah bhī pāp K|kē khātē mē̃ jamā hōtā hai .

236To come down from your original, virtuous and powerful form of being a soul means to forget, and that would be accumulated in the account of sin.