शुक्रवार 14 अगस्त 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
014-08-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
014/08/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - rōz apnē āpsē pūchhō ki maĩ ātmā kitnā śhuddha banā hū̃ , jitnā śhuddha banē̃gē utnā khuśhī rahēgī , sēvā karnē kā umaṅg āyēgā ' '
1Essence: Sweet children, ask yourself every day: How pure have I, this soul, become? 2The purer you become, the happier you will feel and the more enthusiasm you will have for doing service.
Question
2Praśhna : hīrē jaisā śhrēṣhṭh bannē kā puruṣhārth kyā hai ?
3Question: What effort must you make in order to become as elevated as a diamond?
Answer
3Uttar : dēhī-abhimānī banō , śharīr mē̃ jarā bhī mōh na rahē .
4Answer: Become soul conscious. 5Let there not be the slightest attachment to your body.
4Phikar sē phārig hō ēk bābā key|kī yād mē̃ rahō - yahī śhrēṣhṭh puruṣhārth hīrē jaisā banā dēgā .
6Stay beyond all worries and stay in remembrance of Baba alone. 7This elevated effort will make you like a diamond.
5Agar dēh-abhimān hai tō samjhō avasthā kachchī hai . 6Bābā sē dūr hō .
8If there is body consciousness, understand that your stage is weak and that you are distant from Baba.
7Tumhē̃ is śharīr key|kī sambhāl bhī karnī hai kyōṅki is śharīr mē̃ rahtē karmātīt avasthā kō pānā hai .
9You have to look after your body because you have to attain your karmateet stage while in this body.
Song
8Gīt : mukhṛā dēkh lē prāṇī …
10Song: Look at your face in the mirror of your heart!
Murli
9Ōm śhānti .
11Om shanti.
10Bāp bachchō̃ kō samjhātē haĩ ki jiskē yōgbal sē pāp kaṭtē haĩ , unkō khuśhī kā pārā chaṛh jātā hai .
12The Father explains to you children: The mercury of happiness rises in those who cut their sins away with the power of yoga.
11Apnī avasthā kō āpēhī bachchē jān saktē haĩ .
13You children can know your own stage for yourselves.
12Jab avasthā achchhī hōtī hai tō service kā śhauk bahut achchhā hōtā hai .
14When your stage is good, you are very interested in doing service.
13Jitnā-jitnā śhuddha hōtē jāyēṅgē utnā aurō̃ kō bhī śhuddha athavā yōgī banānē kā umaṅg āyēgā kyōṅki tum rājyōgī vā rājr̥iṣhi hō .
15The purer you become, the more enthusiasm you have for making others pure and yogi, because you are Raja Yogis and Raj Rishis.
14Haṭhyōg r̥iṣhi tatva kō bhagvān māntē haĩ .
16Hatha yoga rishis consider the elements to be God.
15Rājyōg r̥iṣhi bhagvān kō bāp māntē haĩ . 16Tatva kō yād karnē sē unhō̃ K|kē kōī pāp nahī̃ kaṭtē haĩ .
17Raja Yoga rishis consider God to be their Father; their sins are not cut away by remembering the elements.
17Tatva kē sāth yōg lagānē sē kōī bal nahī̃ miltā hai .
18They don't receive power by having yoga with the elements.
18Kōī bhī dharm vālē yōg kō jāntē nahī̃ haĩ isliē kōī bhī sachchā yōgī ban vāpis nahī̃ jā saktē .
19No one of any of the religions knows about yoga. 20This is why none of them can become a true yogi and return home.
19Abhī tum bachchē apnī avasthā khud bhī jān saktē hō .
21Now, you children can know your stage for yourselves.
20Ātmā jitnā bāp kō yād karēgī utnā khuśhī hōgī .
22There will be happiness according to how much you souls remember your Father.
21Apnī jāñch rakhnī hai .
23You have to check yourselves.
22Bachchē bhī ēk dō key|kī avasthā kō , apnī avasthā kō jān saktē haĩ .
24You children can know one another's stage as well as your own stage.
23Dēkhnā hai hamārā kōī śharīr mē̃ bhān tō nahī̃ hai !
25Each of you have to check that you yourself don’t have any body consciousness.
24Dēh-abhimān hai tō samjhō ham bahut kachchē haĩ . 25Bābā sē bahut dūr haĩ .
26If there is body consciousness, understand that you are very weak and that you are very distant from Baba.
26Bāp pharmān kartē haĩ bachchē tumhē̃ ab hīrē jaisā bannā hai .
27The Father orders you: Children, you now have to become like diamonds.
27Bāp dēhī-abhimānī banātē haĩ .
28The Father makes you soul conscious.
28Bāp kō dēh-abhimān hōtā nahī̃ .
29The Father doesn't have any body consciousness.
29Dēh-abhimān hōtā hai bachchō̃ kō .
30It is the children who are body conscious.
30Bāp kī yād sē tum dēhī-abhimānī banē̃gē .
31You become soul conscious by having remembrance of the Father.
31Apnī jāñch kartē rahō , ham kitnā samay yād kartē haĩ .
32Continue to check yourself: How long do I stay in remembrance?
32Jitnā yād karē̃gē utnā khuśhī kā pārā chaṛhēgā aur apnē kō lāyak banāyēṅgē .
33The more you remember Baba, the higher your mercury of happiness will rise and the more worthy you will make yourself.
33Aisē bhī mat samajhnā ki kōī bachchē karmātīt avasthā kō pahũch gayē haĩ .
34Don't think that any of the children have reached their karmateet stage.
34Nahī̃ , race chal rahī hai .
35No, the race is still going on.
35Race jab pūrī hōgī tab final result hōgī .
36The final result will be announced when the race has finished.
36Phir vināśh bhī śhurū hō jāyēgā .
37Then, destruction will begin.
37Tab tak yah rehearsal hōtī rahēgī jab tak karmātīt avasthā ā jāē .
38Rehearsals will continue to take place until you reach your karmateet stage.
38Ham kisī key|kī burāī nahī̃ kar saktē .
39We cannot speak ill of anyone.
39Ant mē̃ hī sabkā patā paṛēgā .
40Everyone's result will be known at the end.
40Abhī tō thōṛā time paṛā hai .
41There is now still some time left.
41Yah dādā bhī kahtē haĩ mīṭhē bachchē , abhī thōṛā samay paṛā hai .
42This Dada also says: Sweet children, there is now a short time left.
42Is samay ēk bhī karmātīt avasthā kō pā na sakē .
43At this time, not a single one can reach his karmateet stage.
43Bīmārī ādi hōtī hai - iskō karmabhōg kahā jātā hai .
44Any illness, etc. is called the suffering of karma.
44Bhōgnā kā aur kiskō patā nahī̃ paṛtā hai .
45No one else can know about that suffering.
45Vah andar key|kī pīṛā hōtī hai .
46That pain is internal.
46Abhī ēkras avasthā kisī key|kī banī nahī̃ hai .
47No one has created a constant and stable stage as yet.
47Jitnī kōśhiśh kartē haĩ utnā vikalp , tūphān bahut ātē haĩ .
48The more you try to achieve this, the more sinful thoughts and storms will come to you.
48Tō bachchō̃ kō kitnī khuśhī rahnī chāhiē .
49You children should experience so much happiness.
49Viśhva kā mālik bannā kōī cum|kam bāt hai kyā ?
50Is it a small thing to become a master of the world?
50Manuṣhya sāhūkār haĩ baṛē-baṛē baṅglē haĩ , tō khuśhī rahtī hai kyōṅki sukh bahut hai .
51Wealthy people remain very happy because they have huge mansions and all comforts.
51Abhī bhī tum bāp sē athāh sukh lētē hō .
52You are now receiving infinite happiness from the Father.
52Jāntē hō bābā sē ham rājāī lē̃gē .
53You know that you will claim your kingdom from Baba.
53Śhānti mē̃ itnā khuśhī nahī̃ hōtī , jitnī dhan mē̃ khuśhī hōtī hai .
54They don't experience as much happiness with peace as they do with their wealth.
54Sannyāsī gharbār chhōṛ jāē jaṅgal mē̃ rahtē thē .
55Sannyasis used to leave their homes and families and go and live in the forests.
55Kabhī paisā hāth mē̃ nahī̃ rakhtē thē , sirph rōṭī lētē thē .
56They would never accept money, but only chapattis.
56Abhī tō kitnē dhanvān hō gayē haĩ .
57They have now become so wealthy!
57Sabkō paisē key|kī chintā bahut hai .
58Everyone worries a lot about money.
58Vāstav mē̃ rājā kō prajā kā ōnā rahtā hai isliē laṛāī kā sāmān rakhtē haĩ .
59In fact, a king is concerned about his people and this is why he keeps all the materials for war.
59Satyug mē̃ tō laṛāī ādi key|kī bāt hōtī nahī̃ .
60In the golden age, there is no question of war.
60Abhī tum bachchō̃ kō khuśhī hōtī hai - ham apnī rājāī mē̃ jātē haĩ .
61You children now have the happiness that you are going to your own kingdom.
61Vahā̃ ḍar key|kī kōī bāt nahī̃ hōtī .
62There is no question of fear there.
62Tax ādi key|kī bāt nahī̃ .
63There is no question of tax, etc.
63Yah śharīr key|kī phikarāt yahā̃ rahtī hai .
64It is here that there are concerns of the body.
64Gāyā jātā hai phikar sē phārig svāmī . . . tum jāntē hō phikar sē phārig hōnē kē liē abhī ham itnā puruṣhārth kartē haĩ .
65It is remembered, “The Swami, the Lord, took you beyond all your worries.” 66You know how much effort you are now making in order to go beyond all worries.
65Phir 21 janma liē kōī phikarāt nahī̃ rahēgī .
67Then, there won’t be any worries for 21 births.
66Bābā kō yād karnē sē tum bahut aḍōl rahē̃gē .
68By remembering Baba, you will remain unshakeable.
67Rāmāyaṇ key|kī kathā bhī tumhārē par hai .
69The story of the Ramayana is based on you.
68Tum hī mahāvīr bantē hō .
70You are the ones who become mahavirs.
69Ātmā kahtī hai hamkō rāvaṇ hilā nahī̃ saktā .
71The soul says: Ravan cannot shake us.
70Vah avasthā pichhāṛī kō āyēgī .
72That will be your stage at the end.
71Abhī tō kōī bhī hil jāyēṅgē .
73At present, anyone can shake.
72Phikarāt rahēgī .
74There will be worries.
73Jab viśhva mē̃ laṛāī lagēgī tab samajhē̃gē ab time ā gayā hai .
75When the world war begins, you will understand that that time has now come.
74Jitnā bāp kō yād karnē kā puruṣhārth karē̃gē utnā phāydā hōgā .
76The more effort you make to remember the Father, the more you will benefit.
75Puruṣhārth karnē kā abhī hī samay hai .
77Now is the only time to make effort.
76Phir tō vināśh key|kī dhūmdhām hōgī .
78Later on, there will be a lot of upheaval of destruction.
77Abhī tō śharīr mē̃ bhī mōh rahtā hai nā .
79Now, there is attachment even to your bodies.
78Bābā khud kahtē haĩ śharīr key|kī sambhāl rakhō .
80Baba Himself says: Look after your bodies.
79Antim śharīr hai , ismē̃ hī puruṣhārth kar karmātīt avasthā kō pānā hai .
81Those are your final bodies and it is through those bodies that you have to make effort to reach your karmateet stage.
80Jītē rahē̃gē , bāp kō yād kartē rahē̃gē .
82For as long as you live, you must continue to remember the Father.
81Bāp samjhātē haĩ bachchē jītē rahō .
83The Father says: Children, may you have a long life!
82Jitnā jiyēṅgē utnā bāp kō yād kar ūñch varsā lē̃gē .
84The longer you live, the more you will remember the Father and the more elevated the inheritance you claim will be.
83Abhī tumhārī kamāī hōtī rahtī hai .
85You are now continuing to earn an income.
84Śharīr kō nirōgī tandarūst rakhō , ġaphlat nahī̃ karnī hai .
86Keep your bodies healthy and free from illness. 87Don't be careless about this.
85Khān-pān key|kī sambhāl rakhē̃gē tō kuchh nahī̃ hōgā .
88If you take precautions with your food and drink, nothing will happen.
86Ēkras chalan sē śharīr bhī tandarūst rahēgā .
89By keeping your behaviour constant (disciplined about everything), your body will remain healthy.
87Yah amūlya tan hai .
90These are invaluable bodies.
88Ismē̃ puruṣhārth kar dēvī-dēvtā bantē hō tō balihārī is samay kī hai .
91It is with these bodies that you make effort and become deities. 92Therefore, the greatness is of this time.
89Khuśhī rahnī chāhiē .
93You should have this happiness.
90Jitnā bāp aur varsē kō yād karē̃gē utnā nārāyaṇī naśhā chaṛhā rahēgā .
94The more you remember the Father and the inheritance, the greater will be the intoxication of becoming like that Narayan you have.
91Bāp kī yād sē hī tum ūñch tē ūñch pad pāyēṅgē .
95It is only by having remembrance of the Father that you will be able to claim a high status.
92Dēkhnā hai ham kitnā khuśhī mē̃ , kitnā phakhur mē̃ rahtē haĩ .
96Check to see how much happiness and intoxication you maintain.
93Garībō̃ kō tō aur hī khuśhī rahnī chāhiē .
97The poor should have even greater happiness.
94Sāhūkārō̃ kō tō dhan kā phikar rahtā hai .
98The wealthy worry about their wealth.
95Tumhārē mē̃ kumāriyō̃ kō tō kōī phikar nahī̃ hai .
99The kumaris among you have no worries at all.
96Hā̃ kōī K|kē mitra-sambandhī garīb haĩ , tō sambhāl rakhnī paṛtī hai .
100Yes, if someone's friends or relatives are poor, they have to be looked after.
97Jagātē bhī rahnā hai .
101Continue to awaken everyone.
98Agar nahī̃ jagtē haĩ tō phir kahā̃ tak madad kartē rahē̃gē .
102If they don't awaken, for how long are you going to continue to help them?
99Bābā kahtē haĩ nā - tum serviceable khud banō vā strī kō rūhānī service mē̃ dō .
103Baba says: Become serviceable yourself and allow your wife to do spiritual service.
100Tum hō bābā K|kē madadgār .
104You are Baba's helpers.
101Madad tō sabkō chāhiē nā .
105Everyone needs help.
102Akēlā bāp bhī kyā karēgā , kitnō̃ kō mantra dē !
106What could the Father do on his own? 107How many could He give the mantra to by Himself?
103Ham tumkō dētē haĩ - tumkō phir aurō̃ kō dēnā hai , kalam lagānā hai .
108I give you the mantra and you then have to give it to others. 109Continue to plant the sapling.
104Bachchō̃ kō kahtē rahtē haĩ jitnā hō sakē madadgār banō , mantra dētē jāō .
110He continues to tell you children: As much as possible, continue to become a helper and give the mantra.
105Tumhārē śhāstrō̃ mē̃ bhī hai ki sabkō paigām diyā thā ki bāp āyē haĩ varsā lēnā hai tō bāp kō yād karō .
111Tell people: It says in your scriptures that everyone was given the message that the Father has come. 112Therefore, remember Him in order to claim your inheritance.
106Dēhdhāriyō̃ kō yād nahī̃ karō .
113Don't remember bodily beings.
107Apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karē̃gē tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē aur varsā mil jāyēgā .
114If you consider yourselves to be souls and remember the Father, your sins will be absolved and you will claim your inheritance.
108Gītā tō bahut suntē sunātē haĩ .
115Many have been listening to and relating the Gita.
109Usmē̃ prasiddh akṣhar hai manmanābhav .
116The well-known term in that is ‘Manmanabhav’.
110Bāp kō yād karō tō mukti kō pāyēṅgē .
117Remember the Father and you will receive liberation.
111Sannyāsī bhī yah pasand karē̃gē . 112Madhyājī bhav arthāt jīvanmukti .
118Sannyasis also like this. ‘Madhyajibhav’ means liberation-in-life.
113Bachchē bāp K|kē bantē haĩ tō bāp kahtē haĩ - bachchē tumhārī ātmā patit hai , patit chal nahī̃ sakē̃gē .
119When you children belong to the Father, He says: Children, you souls have become impure. 120You will not be able to return while you are impure.
114Yah samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
121This is something to be understood.
115Tum bhāratvāsī satōpradhān thē , tamōpradhān banē ab phir satōpradhān bannā hai tō bāp kahtē haĩ puruṣhārth karō tō ūñch pad milēgā .
122You people of Bharat were satopradhan. 123You have become tamopradhan and you now have to become satopradhan again. 124Therefore, the Father says: Make effort and you will claim an elevated status.
116Bhakti tō janma-janmāntar kartē āyē hō .
125You have been performing devotion for birth after birth.
117Tum jāntē hō - pahlē-pahlē avyabhichārī bhakti śhurū huī .
126You know that there was at first unadulterated devotion.
118Abhī kitnī vyabhichārī bhakti hai .
127Devotion is now so adulterated.
119Śharīrō̃ key|kī bhī pūjā hōtī hai , vah hai bhūt pūjā .
128They even worship bodies and that is the worship of the elements.
120Dēvtāyē̃ phir bhī pavitra haĩ .
129Deities are at least pure.
121Parantu is samay tō sab tamōpradhān haĩ .
130However, at this time, all are tamopradhan.
122Tō pūjā bhī tamōpradhān hōtī jātī hai .
131Therefore worshipping also continues to become tamopradhan.
123Abhī bāp kō yād karnā hai .
132You now have to remember the Father.
124Bhakti kā akṣhar kōī nahī̃ bōlnā hai .
133You mustn't speak any words of devotion.
125Hāy rām - yah bhī bhakti kā akṣhar hai .
134To say: “O Rama!” 135(O God!) is also an expression of devotion.
126Aisē kōī pukār nahī̃ karnī hai .
136You mustn't call out in that way.
127Ismē̃ kuchh bhī uchchāraṇ karnē key|kī bāt nahī̃ .
137Here, there is no need to say anything.
128Ōm śhānti bhī ghaṛī-ghaṛī nahī̃ kahnā hai . 129Śhānti mānā aham ātmā śhānt svarūp haĩ .
138You mustn't even say: “Om shanti” again and again. ‘Shanti’ means: I, a soul, am an embodiment of peace.
130Sō tō haĩ hī .
139Souls are that in any case.
131Ismē̃ bōlnē key|kī bāt nahī̃ rahtī .
140There is no need to say it.
132Dūsrē kōī manuṣhya kō kahē̃gē ōm śhānti , vah tō arth|earth jarā bhī nahī̃ samajhē̃gē .
141If you say: “Om shanti” to other people, they won’t understand the meaning of it at all.
133Vō lōg tō ōm key|kī baṛī-baṛī mahimā kartē haĩ .
142They sing great praise of the word “Om”.
134Tum tō arth|earth samajhtē hō phir ōm śhānti kahnā bhī phāltū hai .
143You understand the meaning, and so it is useless to keep saying: "Om shanti".
135Hā̃ ēk dō sē aisē pūchh saktē hō - śhivbābā key|kī yād mē̃ hō ?
144Yes, you can ask one another: “Are you in remembrance of Shiv Baba?”
136Jaisē ham bhī bachchī sē pūchhtā hū̃ yah kiskā śhrr̥iṅgār kartī hō ?
145When I ask the daughter: “Whom are you decorating?”
137Bōltī hai śhivbābā K|kē rath kā .
146She replies: “Shiv Baba's chariot.”
138Yah śhivbābā kā rath hai nā . 139Jaisē husain kā rath hōtā hai nā .
147Just as there is the chariot of Hussein, so this is Shiv Baba's chariot.
140Ghōṛē kō śhrr̥iṅgār kartē haĩ .
148They decorate a horse.
141Ghōṛē kā arth|earth nahī̃ samajhtē haĩ .
149They don't understand the meaning of the horse.
142Dharm sthāpan karnē vālē jō ātē haĩ unkī ātmāyē̃ pavitra hōtī haĩ .
150The souls of the founders who come to establish religions are pure.
143Purānī patit ātmā dharm sthāpan kar na sakē .
151Old, impure souls cannot establish a religion.
144Tum dharm sthāpan nahī̃ kartē hō , śhivbābā tumhārē dvārā kartē haĩ . 145Tumkō pavitra banātē haĩ .
152You do not establish a religion. 153Shiv Baba does that through you and He makes you pure.
146Vō lōg bhakti mārg mē̃ bahut śhrr̥iṅgār ādi kartē haĩ .
154Those people do a lot of decoration, etc. on the path of devotion.
147Yahā̃ śhrr̥iṅgār pasand nahī̃ kartē .
155Here, you don't like decoration.
148Bāp kitnā nirahaṅkārī hai .
156The Father is so egoless.
149Khud kahtē haĩ ham bahut janmō̃ K|kē ant K|kē bhī ant mē̃ ātā hū̃ .
157He Himself says: I come at the end of the last of this one’s many births.
150Pahlē satyug mē̃ hōgā śhrī nārāyaṇ .
158At first, there will be Shri Narayan in the golden age.
151Śhrī lakṣhmī sē bhī pahlē śhrī nārāyaṇ āyēgā . 152Vah tō baṛā hōgā nā isliē śhrīkr̥iṣhṇa kā nām gāyā huā hai .
159Shri Narayan will come even before Shri Lakshmi; he would be older. 160This is why Shri Krishna's name is praised.
153Śhrīnārāyaṇ sē bhī śhrīkr̥iṣhṇa key|kī mahimā jāstī kartē haĩ .
161People praise Shri Krishna a lot more than they do Shri Narayan.
154Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī hī janmāṣhṭamī manātē haĩ .
162They celebrate the birthday of Shri Krishna.
155Śhrī nārāyaṇ kā birth day nahī̃ manātē .
163They don't celebrate the birthday of Shri Narayan.
156Yah kōī nahī̃ jāntē ki śhrīkr̥iṣhṇa sō śhrīnārāyaṇ .
164No one knows that Shri Krishna becomes Shri Narayan.
157Nām tō bachpan kā hī chalēgā nā .
165The childhood name would continue.
158Phalānē nē janma liyā , uskā birth day manātē haĩ isliē śhrīkr̥iṣhṇa kā hī manātē haĩ .
166So-and-so took birth and so they celebrate his birthday. 167This is why they only celebrate the birthday of Shri Krishna.
159Śhrīnārāyaṇ kā kiskō patā nahī̃ .
168No one knows about the birthday of Shri Narayan.
160Pahlē-pahlē śhivjayantī phir hai śhrīkr̥iṣhṇa jayantī phir rām key|kī . . . śhiv kē sāth gītā kā bhī janm hōtā hai .
169First of all, there is Shiva’s birthday and then Shri Krishna’s birthday and then Rama’s birthday, etc. 170As well as Shiva, there is also the birth of the Gita.
161Śhivbābā ātē hī haĩ bahut janmō̃ K|kē ant K|kē janm mē̃ .
171Shiv Baba only comes at the end of this one's many births.
162Bujurg anubhavī rath mē̃ hī ātē haĩ .
172He only enters a mature, experienced body.
163Kitnā achchhā samjhāyā huā hai , tō bhī kiskī buddhi mē̃ nahī̃ ātā .
173Everything is explained so clearly and yet nothing enters anyone's intellect.
164Bāp kahtē yah gyān prāyaḥ lōp hō jātā hai .
174The Father says: This knowledge disappears.
165Jab maĩ ākar sunāū̃ tab tum bhī sunā saktē hō .
175Only when I come and give you this knowledge can you relate it.
166Abhī tum bachchē jāntē hō ham bhaviṣhya mē̃ accurate yah ( dēvī-dēvtā ) banē̃gē .
176You children now know that you will become these (deities) accurately in the future.
167Bābā nē 2-3 prakār K|kē sākṣhātkār kiyē thē .
177Baba had two or three types of visions.
168Yah banū̃gā , tāj vālā banū̃gā , pagṛī vālā banū̃gā .
178“I will become this; I will become one with a crown. 179I will become one with a turban.”
1692-4 rājāī K|kē janmō̃ kā sākṣhātkār kiyā thā .
180He had visions of the kingdoms of two to four births.
170Abhī tum samajh saktē hō - in bātō̃ kō duniyā mē̃ aur kōī samajh nahī̃ saktē .
181You can now understand these things. 182No one else in the world can understand these things.
171Hā̃ , itnā samajhtē haĩ achchhā karma karē̃gē tō achchhā janm milēgā .
183Yes, they understand that, if they perform good actions, they will receive a good birth.
172Abhī tum puruṣhārth hī bhaviṣhya kē liē kar rahē hō . 173Nar sē nārāyaṇ bannē kā .
184You are now making effort for the future to become Narayan from an ordinary human.
174Tum jāntē hō - ham yah pad pāyēṅgē .
185You know that you will claim that status.
175Yah khuśhī jāstī unkō rahēgī jō karmātīt avasthā kō pānē kā puruṣhārth kartē rahtē hōṅgē .
186Those who continue to make effort to attain their karmateet stage will experience greater happiness.
176Kahtē haĩ bābā ham tō mama bābā kō follow karē̃gē tab tō takht par baiṭh sakē̃gē .
187You say: “Baba, we will follow Mama and Baba, for only then will we be able to sit on the throne.”
177Yah bhī samajh chāhiē , kitnī ham service kartē haĩ aur kitnā khuśhī mē̃ rahtē haĩ .
188You also need to understand how much service you do and how much happiness you maintain.
178Khud khuśhī mē̃ rahē̃gē tō dūsrō̃ kō bhī khuśhī mē̃ lāyēṅgē .
189When you remain happy yourself you will be able to make others happy.
179Andar kōī kharābī hōgī tō dil khātī rahēgī .
190If there is anything bad inside you, your conscience will continue to bite.
180Kōī-kōī ākar kahtē haĩ - bābā hamārē mē̃ krōdh hai .
191Some come and tell Baba that they have a lot of anger inside them.
181Yah bhūt hai hamārē mē̃ .
192“I have this evil spirit in me.”
182Phikar key|kī bāt huī nā .
193This is something to be concerned about.
183Bhūt kō rahnē nahī̃ dēnā chāhiē .
194Do not allow any evil spirit to remain.
184Krōdh kyō̃ karē̃ !
195Why should you become angry?
185Pyār sē samjhānā hōtā hai .
196Explain with love.
186Bābā kōī par krōdh thōṛēhī karē̃gē .
197Baba doesn't get angry with anyone.
187Śhivbābā key|kī mahimā hai nā .
198There is praise of Shiv Baba.
188Bahut phāltū jhūṭhī mahimā bhī kartē haĩ .
199Many sing useless false praise.
189Maĩ kartā kyā hū̃ !
200“What do I do?”
190Mujhē kahtē haĩ ākar patit sē pāvan banāō . 191Jaisē doctor kō kahtē haĩ hamārī bīmārī dūr karō .
201I am told: “Come and purify the impure”, just as a doctor is told to come and remove someone's illness.
192Vah davāī dē injection lagātē haĩ , sō tō unkā kām hī hai .
202He gives medicine or an injection, because that is his job.
193Baṛī bāt thōṛēhī hai .
203That is not a big thing.
194Paṛhtē hī haĩ service kē liē .
204They study in order to be able to do service.
195Jāstī paṛhtē haĩ tō jāstī kamāī kartē haĩ .
205If they study more, they are able to earn more.
196Bāp kō tō kōī kamāī nahī̃ karnī hai .
206The Father doesn't have to earn an income.
197Unkō tō kamāī karānā hai .
207He inspires you to earn an income.
198Bābā kahtē mujhē tum avināśhī surgeon bhī kahtē hō , yah jāstī mahimā kar dī hai .
208The Father says: You even call Me the eternal Surgeon. 209You have given Me greater praise.
199Patit-pāvan kō kōī surgeon nahī̃ kahā jātā .
210The Purifier cannot be a surgeon, like they say.
200Yah sirph mahimā hai .
211That is just praise given to Me.
201Bāp tō sirph kahtē haĩ mujhē yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē . 202Bas .
212The Father simply says: Remember Me and your sins will be absolved, that is all.
203Mērā part hī hai tumkō yah samjhānē kā ki māmēkam yād karō , jitnā yād karē̃gē utnā ūñch pad pāyēṅgē .
213My part is to explain this to you: Constantly remember Me alone! 214The more you remember Me, the higher the status you will claim.
204Yah hai hī rājyōg kā gyān .
215This is the knowledge of Raja Yoga.
205Gītā jinhōnnē paṛhī hai , unkō samjhānā sahaj hōtā hai .
216This is easy to explain to those who have studied the Gita.
206Tum pūjya rājāō̃ K|kē rājā bantē hō , phir pujārī banē̃gē .
217You are becoming worthy-of-worship kings of kings. 218You will then become worshippers.
207Tumkō mēhnat karnī hai .
219You have to make effort.
208Tum viśhva kō pavitra banātē hō .
220You are making the world pure.
209Kitnā bhārī martabā hai .
221The status is so high.
210Tum sab aṅgulī dētē hō - kaliyugī pahāṛ kō palṭānē .
222Each of you is giving your finger to lift this iron-aged mountain.
211Bākī pahāṛ ādi kuchh bhī hai nahī̃ .
223It isn't that there really is a mountain.
212Ab tum jāntē hō - naī duniyā ānī hai , isliē rājyōg jarūr sīkhnā hai .
224You now understand that the new world is to come and that you must therefore definitely study Raja Yoga.
213Bāp hī ākar sikhlātē haĩ .
225The Father comes and teaches you this.
214Satōpradhān bannā hai .
226Become satopradhan!
215Jō kalp pahlē banē hōṅgē unkō samjhānē sē jañchēgā . 216Bāt tō ṭhīk kahtē haĩ .
227When you explain to those who understood in the previous cycle, they like it and say: “What you are saying is right.”
217Barōbar bāp nē kahā thā - manmanābhav .
228Truly, the Father said: Manmanabhav!
218Akṣhar saṅskr̥it hai .
229This is a Sanskrit term.
219Bāp tō hindī mē̃ kahtē haĩ mujhē yād karō .
230The Father speaks in Hindi: Remember Me!
220Abhī tum samajhtē hō ham kitnē ūñch dharm , ūñch karma vālē thē tab tō gāyan hai 16 kalā . . . ab phir aisā bannā hai .
231You now understand that you belonged to an elevated dharma and that your actions were also elevated. 232This is why there is the praise: 16 celestial degrees full. 233You now have to become like that again.
221Apnē kō dēkhnā hai kahā̃ tak ham satōpradhān banē haĩ , pāvan banē haĩ .
234Check yourself to see to what extent you have become satopradhan and pure.
222Kahā̃ tak narkavāsiyō̃ kō svargvāsī banānē key|kī sēvā kartē haĩ .
235How much service do you do to change the residents of hell into the residents of heaven?
223Achchhā !
236Achcha.
224Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
237To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
225Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
238The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
226Dhārṇā kē liē mukhya sār :
239Essence for dharna:
2271 ) bāp samān nirahaṅkārī bannā hai .
2401. Become as egoless as the Father.
228Is śharīr key|kī sambhāl kartē huē śhivbābā kō yād karnā hai .
241While looking after your body, stay in remembrance of Shiv Baba.
229Rūhānī service mē̃ bāp kā madadgār bannā hai .
242Become a helper of the Father in doing this spiritual service.
2302 ) andar mē̃ kōī bhī bhūt kō rahnē nahī̃ dēnā hai .
2432. Don’t allow any evil spirit to remain inside you.
231Kabhī kisī par krōdh nahī̃ karnā hai .
244Never become angry with anyone.
232Sabsē bahut pyār sē chalnā hai .
245Interact with everyone with a lot of love.
233Māt-pitā kō follow kar takhtnaśhīn bannā hai .
246Follow the mother and father and claim the throne.
Blessing
234Vardān : svārtha śhabda K|kē arth|earth kō jān sadā ēkras sthiti mē̃ sthit hōnē vālē sahaj puruṣhārthī bhav
247Blessing: May you become an easy effort-maker by knowing the meaning of the word “swarth” (swa – self, rath – chariot) and remain constantly in a constant and stable stage.
235Ājkal ēk dō mē̃ jō lagāv hai vah snēh sē nahī̃ lēkin svārtha sē hai .
248Nowadays, the attachment that people have for one another is not out of love but out of selfishness.
236Svārtha K|kē kāraṇ lagāv hai aur lagāv K|kē kāraṇ nyārē nahī̃ ban saktē isliē svārtha śhabda K|kē arth|earth mē̃ sthit hō jāō arthāt pahlē sva K|kē rath kō svāhā karō .
249There is attachment because of selfishness and, because of that attachment, they are unable to remain detached. 250Therefore, stabilise yourself in the meaning of the word “swarth”, that is, first of all, sacrifice the chariot of yourself.
237Yah svārtha gayā tō nyārē ban hī jāyēṅgē .
251When that “swarth” (swa-arth – for the self, swarth – also means selfishness) goes, you will become detached.
238Is ēk śhabda K|kē arth|earth kō jānnē sē sadā ēk K|kē aur ēkras ban jāyēṅgē , yahī sahaj puruṣhārth hai .
252By knowing the meaning of this one word, you will constantly belong to One and become constant and stable. 253This is easy effort.
Slogan
239Slōgan : phariśhtā rūp mē̃ rahnē sē kōī bhī vighna apnā prabhāv ḍāl nahī̃ saktā .
254Slogan: When you stay in your angelic form, no obstacle can make an impact on you.
255*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
240Yē avyakt iśhārē - apavitratā K|kē bīj kō bhī samāpt kar sampūrṇ svachchha ( pavitra ) banō
256Avyakt Signal: Finish the seed of impurity and become completely clean (pure).
241Sampūrṇ pavitratā āp brāhmaṇō̃ kā śhrr̥iṅgār hai , sadā śhrr̥iṅgār kī huī mūrt ārthāt sadā pavitra svarūp mē̃ sthit rah bēhad key|kī stage par hero part bajāō .
257Complete purity is the decoration of you Brahmins. 258Constantly remain a decorated image, that is, remain stable in your pure form and play your hero part on this unlimited stage.
242Sadā brahmchārī arthāt saṅkalp mē̃ bhī kisī prakār key|kī apavitratā vr̥itti kō chañchal nahī̃ banāyē .
259Remain constantly brahmachari (celibate, pure), so that no type of impurity, even in thoughts, disturbs your attitude.
243Vr̥itti key|kī chañchaltā bhī register kō dāgī banā dētī hai - isliē vr̥itti sē bhī sadā brahmchārī banō .
260Any disturbance or mischief in your attitude will put a black mark on your register. 261Therefore, remain constantly celibate even in your attitude.