गुरुवार 20 अगस्त 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
020-08-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
020/08/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp āyē haĩ tumhē̃ is pāp key|kī duniyā sē nikāl chain key|kī duniyā mē̃ lē jānē , bāp dvārā tumhē̃ sukh-śhānti kī dō saugātē̃ miltī haĩ ' '
1Essence: Sweet children, the Father has come to remove you from this world of sin and take you to a world of rest and comfort. 2You receive the two gifts of happiness and peace from the Father.
Question
2Praśhna : sārī duniyā mē̃ sachchī-sachchī nuns tum hō , sachchī nuns kisē kahē̃gē ?
3Question: You are the true nuns in the whole world. 4Who are called true nuns?
Answer
3Uttar : sachchī nuns vah jinkī buddhi mē̃ ēk key|kī yād hō arthāt none but one .
5Answer: True nuns are those whose intellects have remembrance of the One, that is, they remember none but One.
4Vē|way apnē kō bhal nuns kahlātī haĩ lēkin unkī buddhi mē̃ sirph ēk Christ key|kī yād nahī̃ , Christ kō bhī god kā bachchā kahē̃gē . 5Tō unkī buddhi mē̃ dō haĩ aur tumhārī buddhi mē̃ ēk bāp hai isliē tum sachchī-sachchī nuns hō .
6Although other nuns are called nuns, they don't only have Christ in their intellects. 7Christ is also said to be the son of God, and so they have two beings in their intellects, whereas you only have the one Father in your intellects and this is why you are true nuns.
6Tumhē̃ bāp kā pharmān hai pavitra rahnā hai .
8You have received the Father's order to remain pure.
Song
7Gīt : is pāp key|kī duniyā sē …
9Song: Take us away from this world of sin to a world of rest and comfort.
Murli
8Ōm śhānti .
10Om shanti.
9Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ nē gīt sunā .
11You sweetest, spiritual children heard the song.
10Kisnē sunā ?
12Who heard it?
11Ātmāō̃ nē .
13You souls.
12Ātmā kō paramātmā nahī̃ kahā jā saktā .
14Souls cannot be called the Supreme Soul.
13Manuṣhya kō bhagvān nahī̃ kah saktē .
15Human beings cannot be called God.
14Achchhā abhī tum hō brāhmaṇ .
16Achcha. 17You are now Brahmins.
15Tumkō abhī dēvtā nahī̃ kahā jātā .
18You cannot be called deities at this time.
16Brahmā kō bhī dēvtā nahī̃ kahā jā saktā .
19Even Brahma cannot be called a deity.
17Bhal kahtē haĩ brahmā dēvtāē namaḥ , viṣhṇu dēvtāē namaḥ . . parantu brahmā aur viṣhṇu mē̃ tō bahut fark hai .
20Although they say, "Salutations to the deity Brahma, salutations to the deity Vishnu", there is a lot of difference between Brahma and Vishnu.
18Viṣhṇu kō dēvtā kahā jātā hai , brahmā kō dēvtā nahī̃ kah saktē kyōṅki vah hai brāhmaṇō̃ kā bāp .
21Vishnu can be called a deity, whereas Brahma cannot be called a deity because he is the father of Brahmins.
19Brāhmaṇō̃ kō dēvtā nahī̃ kahā jā saktā .
22Brahmins cannot be called deities.
20Ab yah bātē̃ kōī manuṣhya , manuṣhya kō nahī̃ samjhā saktē , bhagvān hī samjhātē haĩ .
23Human beings cannot explain these things to human beings. 24Only God can explain these things.
21Manuṣhya tō andhaśhraddhā mē̃ jō ātā hai sō bōl dētē haĩ .
25Out of blind faith, human beings say whatever enters their minds.
22Abhī tum bachchē samajhtē hō - rūhānī bāp ham bachchō̃ kō paṛhā rahē haĩ . 23Apnē kō ātmā samajhnā chāhiē .
26You children understand that the spiritual Father is now teaching you to consider yourselves to be souls.
24Aham ātmā yah śharīr lētī haĩ .
27I, a soul, adopt this body.
25Aham ātmā nē 84 janma liē haĩ .
28I, a soul, have taken 84 births.
26Jaisē-jaisē karma kartē haĩ vaisē śharīr miltā hai .
29You receive a body according to the actions you perform.
27Śharīr sē ātmā alag hō jātī hai tō phir śharīr sē pyār nahī̃ rahtā .
30When a soul separates from his body, there is no love for the body.
28Ātmā sē pyār rahtā hai .
31Love is experienced for the soul.
29Ātmā mē̃ bhī pyār tab hai jabki ātmā śharīr mē̃ hai .
32Love is experienced for souls when they are in bodies.
30Pitrō̃ kō manuṣhya bulātē haĩ , śharīr tō unkā khatm hō gayā phir bhī unkī ātmā kō yād kartē haĩ isliē brāhmaṇ mē̃ bulātē haĩ .
33People invoke departed souls. 34The bodies have been burnt, yet they still remember the soul and this is why they invite it to enter the body of a brahmin priest.
31Kahtē haĩ phalānē key|kī ātmā āō , yah bhōjan ākar khāō .
35They say: “Soul of so-and-so, come! 36Come and eat this food!”
32Gōyā ātmā mē̃ mōh rahtā hai .
37This means that there is attachment to that soul.
33Parantu pahlē śharīr mē̃ mōh thā , vah śharīr yād ātā thā .
38Previously, there was attachment to the body and the body would have been remembered.
34Aisē nahī̃ samajhtē ki ham ātmā kō bulātē haĩ .
39They don't understand that they are calling the soul.
35Ātmā hī sab kuchh kartī hai .
40It is the soul who does everything.
36Ātmā mē̃ achchhē vā burē saṅskār rahtē haĩ .
41Good and bad sanskars are in each soul.
37Pahlē-pahlē hai dēh-abhimān phir uskē bād aur vikār ātē haĩ .
42First of all, there is body consciousness and the other vices come after that.
38Sabkō milākar kahā jātā hai vikārī .
43When there are all the vices, that person is called vicious.
39Jismē̃ yah vikār nahī̃ haĩ unkō kahā jātā hai nirvikārī .
44Someone who doesn't have these vices is called viceless.
40Yah tō samajhtē hō barōbar bhārat mē̃ jab dēvī-dēvtā thē tō unmē̃ daivīguṇ thē .
45You understand that when deities were in Bharat, they had divine virtues.
41In lakṣhmī-nārāyaṇ kā hai hī dēvī-dēvtā dharm .
46Lakshmi and Narayan belonged to the deity religion.
42Jaisē kriściyan dharm mē̃ male|mail|mēl athavā female sab kriściyan haĩ . 43Yah bhī kahā jātā hai dēvī-dēvtā .
47Just as there are males and females in Christianity so, too, the deities are referred to as Devi and Devta.
44Rājā-rānī , prajā sab dēvī-dēvtā dharm K|kē haĩ .
48The king, queen and subjects all belong to the deity religion.
45Yah bahut ūñch sukh dēnē vālā dharm hai .
49This religion is very elevated and one that gives happiness.
46Bachchō̃ nē gīt bhī sunā , yah ātmā nē kahā ki bābā aisī jagah lē chalō jahā̃ mujhē cain-śānti hō . 47Vah tō hai sukhdhām aur śhāntidhām .
50You children heard the song. 51It is the soul who said: “Baba, take me to a place where I can experience rest, comfort and peace”, that is, to a land of happiness and peace.
48Yahā̃ baṛē bēchain haĩ .
52People here are very restless and disturbed.
49Satyug mē̃ bēchainī hōtī nahī̃ .
53There is no restlessness in the golden age.
50Ātmā jāntī hai bābā bigar kōī chain key|kī duniyā mē̃ lē jā nahī̃ saktē haĩ .
54You souls know that no one but Baba can take you to that world of rest and comfort.
51Bāp kahtē haĩ - mukti aur jīvanmukti yah dō saugātē̃ maĩ kalp-kalp lātā hū̃ .
55The Father says: Every cycle, I bring you the two gifts of liberation and liberation-in-life.
52Parantu tum bhūl jātē hō , drama mē̃ bhūlnā hī hai .
56However, you forget this; it is fixed in the drama for you to forget.
53Sab bhūl jāē̃ tab tō maĩ āū̃ .
57I can only come when everyone has forgotten.
54Abhī tum brāhmaṇ banē hō , tumkō niśhchay hai hamnē 84 janma liē haĩ .
58You have now become Brahmins and you have the faith that you have taken 84 births.
55Jō pūrā gyān nahī̃ uṭhāyēṅgē vah pahlē naī duniyā mē̃ bhī nahī̃ āyēṅgē . 56Trētā vā trētā K|kē ant mē̃ ā jāē̃ .
59Those who don't take this full knowledge cannot be the first ones to go to that new world; they go to the silver age or the end of the silver age.
57Sārā madār hai puruṣhārth par .
60Everything depends on your efforts.
58Satyug mē̃ sukh thā , in lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā .
61There was happiness in the golden age when it was the kingdom of Lakshmi and Narayan.
59Achchhā iskē aglē janm mē̃ yah kaun thē , kiskō patā nahī̃ hai .
62Achcha, who were they in their previous birth? 63No one knows this.
60Aglē janm mē̃ yah brāhmaṇ thē .
64They were Brahmins in their previous birth.
61Ussē pahlē śhūdra thē .
65Before that, they were shudras.
62Varṇō̃ par tum achchhī rīti samjhā saktē hō .
66You can explain the different castes very well.
63Abhī tum samajhtē hō ham 21 janm kē liē chain pāyēṅgē .
67You now understand that you will receive rest and comfort for 21 births.
64Bābā hamkō vah rāstā batā rahē haĩ .
68Baba is showing us the path.
65Ham abhī patit haĩ isliē bēchain haĩ , duḥkhī haĩ .
69We are now impure and this is why we are unhappy and restless.
66Jahā̃ chain hō uskō sukh-śhānti kahē̃gē .
70The place where there is rest and comfort is also called the place of peace and happiness.
67Tō ab tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ ādi-madhy-ant kā gyān hai .
71You children now have this knowledge of the beginning, middle and end in your intellects.
68Samajhtē hō barōbar satyug mē̃ bhārat kitnā sukhī thā .
72You understand how Bharat was very happy in the golden age.
69Duḥkh athavā bēchainī kā nām nahī̃ thā .
73There was no mention of sorrow or restlessness.
70Abhī tum puruṣhārth kar rahē hō svarg mē̃ jānē liē .
74You are now making effort to go to heaven.
71Abhī tum banē hō īśhvarīy sampradāy K|kē aur vah haĩ āsurī sampradāy K|kē .
75You have now become part of God’s community, whereas those people belong to the devil’s community.
72Kahtē haĩ nā - pāp ātmā .
76It is said: “Sinful soul.”
73Ātmāyē̃ anēk haĩ , paramātmā ēk hai .
77Souls are many whereas the Supreme Soul is One.
74Sab brothers haĩ , sab paramātmā hō nahī̃ saktē .
78All are brothers. 79Not everyone can be the Supreme Soul.
75Itnī thōṛī see|sī|C bāt bhī manuṣhyō̃ key|kī buddhi mē̃ nahī̃ hai .
80Even this tiny matter doesn't sit in the intellects of human beings.
76Bābā nē samjhāyā hai yah sārī duniyā baṛā bēhad kā ṭāpū hai , vah chhōṭē-chhōṭē ṭāpū hōtē haĩ .
81Baba has explained that this whole world is an unlimited island. 82Other islands are smaller.
77Is bēhad ṭāpū par rāvaṇ kā rājya hai .
83Ravan’s kingdom is over this unlimited island.
78In bātō̃ kō manuṣhya nahī̃ samajhtē haĩ .
84Human beings don't understand these things.
79Vah tō sirph kahāniyā̃ sunātē rahtē haĩ .
85They simply continue to tell stories.
80Kahānī kō gyān nahī̃ kahā jātā .
86Stories cannot be called knowledge.
81Unsē manuṣhya sadgati kō pā nahī̃ saktē .
87Human beings cannot be granted salvation through them.
82Gyān sē sadgati miltī hai .
88Salvation is received through this knowledge.
83Gyān dēnē vālā hai ēk bāp , dūsrā na kōī .
89Only the one Father, and no one else, gives this knowledge.
84Bhaktō̃ key|kī bhagvān hī ākar rakṣhā kartē haĩ .
90God alone comes and protects the devotees.
85Manuṣhya , manuṣhya key|kī rakṣhā nahī̃ kar saktē .
91Human beings cannot protect human beings.
86Śhivbābā sabhī bachchō̃ kō varsā dētē haĩ .
92Shiv Baba gives all of you children the inheritance.
87Vah bāp bhī hai , śhikṣhak bhī hai , satgurū bhī hai .
93He is the Father, the Teacher and the Satguru.
88Vakīl , barrister bhī hai kyōṅki jamghaṭō̃ key|kī sajā sē chhuṛānē vālā hai .
94He is also the Lawyer or Barrister because He frees you from the punishment of the demons of death.
89Satyug mē̃ kōī bhī jēl mē̃ nahī̃ jāyēṅgē .
95No one goes to jail in the golden age.
90Bāp sabkō jēl sē chhuṛātē haĩ .
96The Father frees everyone from jail.
91Bachchō̃ key|kī sarvaśhrēṣhṭha sab manōkāmanāyē̃ pūrī hōtī haĩ .
97All of the most elevated desires of you children are now being fulfilled.
92Rāvaṇ dvārā aśhuddh kāmanāyē̃ pūrī hōtī hai . 93Bāp dvārā śhuddha kāmanāyē̃ pūrī hōtī haĩ .
98All impure desires are fulfilled by Ravan and all pure desires are fulfilled by the Father.
94Śhuddha kāmanāyē̃ pūrī hōnē sē tum sadā sukhī ban jātē hō .
99When your pure desires are fulfilled, you become happy for all time.
95Aśhuddh kāmnā hai - patit vikārī bannā .
100An impure desire is to become impure and vicious.
96Pāvan rahnē vālē kō brahmchārī kahā jātā hai .
101Those who remain pure are called brahmacharis.
97Tumkō bhī pavitra rahnā hai .
102You too have to remain pure.
98Pavitra ban aur pavitra duniyā kā mālik bannā hai .
103Become pure and become the masters of the pure world.
99Patit sē pāvan ēk bāp hī banātē haĩ .
104Only the one Father makes you pure from impure.
100Sādhū-santa ādi tō vikār sē paidā hōtē haĩ , dēvtāō̃ kē liē aisē thōṛēhī kahē̃gē .
105Sages and holy men are born through vice. 106You wouldn't say the same of deities.
101Vahā̃ vikār hōtē hī nahī̃ . 102Vah hai hī pāvan duniyā .
107There are no vices there; that is a pure world.
103Lakṣhmī-nārāyaṇ sampūrṇ nirvikārī thē , bhārat pavitra thā .
108Lakshmi and Narayan were completely viceless. 109Bharat too was pure.
104Yah abhī tum samajhtē hō . 105Satyug mē̃ purity thī tō peace prosperity thī , sab sukhī thē , rāvaṇ rājya jab sē huā hai tō girtē āyē haĩ . 106Abhī tō kōī kām K|kē nahī̃ rahē haĩ .
110You now understand that when there was purity in the golden age, there was also peace and prosperity. 111Everyone was happy. 112People have been coming down since it became the kingdom of Ravan; they are now of no use.
107Ēkdam kauṛī misal ban gayē haĩ .
113They have become completely like shells.
108Ab phir hīrē misal bāp dvārā bantē hō .
114You are now becoming like a diamond through the Father.
109Bhārat jab satyug thā tō hīrē jaisā thā .
115When Bharat was in the golden age, it was like a diamond.
110Ab tō kauṛī misal bhī nahī̃ hai .
116Now it is not even worth a shell.
111Apnē dharm kā hī kiskō patā nahī̃ paṛtā hai . 112Pāp kartē rahtē haĩ .
117None of them even know their own religion; they continue to commit sin.
113Vahā̃ tō pāp kā nām nahī̃ .
118There, there is no mention of sin.
114Tum dēvī-dēvtā dharm K|kē nāmīgrāmī hō , dēvtāō̃ K|kē ḍhēr chitra haĩ .
119You, who belong to the deity religion, are very well known. 120There are many images of the deities.
115Aur dharmō̃ mē̃ dēkhē̃gē ēk hī chitra rahtā hai , kriściyan pās|pass ēk hī Christ kā chitra hōgā .
121You can see in other religions that they only have one image. 122Christians only have the one image of Christ.
116Bauddhiyō̃ kē pās ēk hī buddha kā .
123The Buddhists only have one image of Buddha.
117Kriściyan , Christ kō hī yād kartē haĩ , unkō nuns kahā jātā hai .
124Christians only remember Christ. 125They are called nuns.
118Nuns mānā sivāē ēk Christ K|kē aur kōī nahī̃ isliē kahtē haĩ none but Christ , brahmchārī rahtē haĩ .
126“Nuns” means those who remember Christ alone and no one else. 127This is why it is said: They remember none but Christ. 128They remain celibate.
119Tum bhī nuns hō .
129You are also nuns.
120Tum apnē gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē nuns bantī hō .
130You belong to the household path and become nuns.
121Ēk hī bāp kō yād kartī hō . 122None but one , ēk śhivbābā dūsrā na kōī .
131You only remember the one Father; none but One. 132You belong to Shiv Baba and none other.
123Unhō̃ key|kī buddhi mē̃ phir bhī dō ā jātē haĩ .
133Those nuns still have two beings in their intellects.
124Christ kē liē bhī samajhē̃gē vah god kā bachchā thā . 125Parantu unkō god key|kī knowledge nahī̃ .
134They believe that Christ was God's son, but they don’t have this knowledge of God.
126Tum bachchō̃ kō knowledge hai , sārī duniyā mē̃ aisā kōī nahī̃ jiskō paramātmā key|kī knowledge hō .
135You children have this knowledge. 136No one in the whole world has this knowledge of God (Parmatma).
127Paramātmā kahā̃ rahtē haĩ , kab ātē haĩ , unkā kyā part chaltā hai , yah kōī nahī̃ jāntē .
137No one knows where God resides, when He comes or what His part is.
128Bhagvān kō jānī jānan-hār kahtē haĩ .
138God (Bhagwan) is also called the One who knows everything (Janijananhar).
129Samajhtē haĩ vah hamārē dil key|kī bāt kō jāntē haĩ .
139From this title, people think that He knows what is in everyone's heart.
130Bāp kahtē haĩ - maĩ nahī̃ jāntā , hamkō kyā paṛī hai - jō har ēk key|kī dil kō baiṭh read karũgā , ham āyē hī haĩ patitō̃ kō pāvan banānē .
140The Father says: I don't know this. 141What would be the need for Me to sit and read what is in each one's heart? 142I have come just to purify the impure.
131Agar kōī pavitra nahī̃ rahtē haĩ , jhūṭh bōltē haĩ tō nuksān apnē kō pahũchāyēṅgē .
143If someone doesn't remain pure and tells lies, he only causes himself a loss.
132Gāyā huā hai - dēvtāō̃ key|kī sabhā mē̃ asur jākar baiṭhtē thē .
144It is remembered that devils came and sat in the gathering of deities.
133Vahā̃ amr̥it bāṇṭā jātā thā , kōī vikār mē̃ jākar phir chhipkar āē baiṭhtē tō vah asur huē nā .
145Nectar was distributed there. 146Someone who indulges in vice and then secretly comes and sits in this gathering would be a devil.
134Āpēhī apnā pad bhraṣhṭa kar dēgē .
147He would ruin his own status.
135Har ēk kō apnā puruṣhārth karnā hai .
148Each of you has to make your own efforts.
136Nahī̃ tō apnī hī satyānāśh kartē haĩ .
149Otherwise, you totally destroy yourself.
137Bahut aisē haĩ jō chhipkar baiṭh jātē haĩ .
150There were many who came and secretly sat in the gathering.
138Kahtē haĩ ham vikār mē̃ thōṛēhī jātē , parantu vikār mē̃ jātē rahtē haĩ .
151They would say that they did not indulge in vice, but they were doing that.
139Yah gōyā apnē kō ṭhagtē haĩ . 140Apnī hī satyānāśh kartē haĩ .
152They were cheating themselves; they were destroying their own truth and thereby completely destroying themselves.
141Parampitā paramātmā , jiskā right hand dharmarāj hai unkē āgē jhūṭh bōltē haĩ tō khud hī daṇḍ K|kē bhāgī ban paṛtē haĩ .
153When they tell lies in front of the Supreme Father, the Supreme Soul, whose right hand is Dharamraj, they are invoking their own punishment.
142Bahut centres mē̃ bhī aisē hōtē haĩ .
154There are many like that at many centres.
143Bābā jab pahlī bār dēhlī mē̃ gayā thā tō rōj ēk ātā thā aur vikār mē̃ jātā rahtā thā .
155When Baba went to Delhi the first time, there was someone who came to the centre every day and who also indulged in vice.
144Pūchhā jātā thā jabki pavitra nahī̃ rahtē hō tō ātē kyō̃ hō ? 145Kahtā thā - āūṅgā nahī̃ tō nirvikārī kaisē banū̃gā .
156When he was asked why he still came to the centre when he wasn’t staying pure, he replied, "If I don’t come here, how will I become viceless?
146Pavitratā achchhī lagtī hai parantu rah bhī nahī̃ saktā hū̃ .
157I do like purity but am unable to remain pure.
147Ākhrīn tō sudhar jāūṅgā .
158Eventually I will be reformed.
148Nahī̃ āūṅgā tō bēṛā gark hō jāyēgā .
159If I don't come, my boat will be totally sunk.
149Aur kōī rāstā hī nahī̃ hai isliē hamkō yahā̃ ānā paṛtā hai .
160It is because there is no other way that I have to come here.”
150Bāp samjhātē haĩ tum vāyumaṇḍal kharāb kartē hō , kahā̃ tak aisē ātē rahē̃gē .
161The Father explained: You are spoiling the atmosphere. 162How much longer are you going to continue in this way?
151Pāvan jō bantē haĩ unkō patit sē jaisē ghr̥iṇā ātī hai .
163Those who are becoming pure dislike those who remain impure.
152Kahtē haĩ bābā inkē hāth kā khānā bhī achchhā nahī̃ lagtā .
164They say, “Baba, I don't like eating the food prepared by this one.”
153Bāp nē yukti bhī batāī hai , khān-pān key|kī khiṭpiṭ hōtī hai , aisē tō nahī̃ naukrī chhōṛ dēgē , phir yukti sē chalānā hōtā hai .
165The Father also showed you a method for this: When there is a problem with your food, it isn’t that you have to leave your job etc. 166You have to find some strategy.
154Kōī kō samjhāō tō bigaṛ paṛtē haĩ , pavitra kaisē rahē̃gē .
167When you explain to someone, he becomes upset: “How can I remain pure?
155Yah tō kab sunā nahī̃ .
168I have never heard this before.
156Sannyāsī bhī rah nahī̃ saktē .
169Even sannyasis can’t remain pure at home.
157Jab gharbār chhōṛ jātē haĩ tab pavitra rah saktē haĩ .
170It is only when they leave their homes and families that they’re able to remain pure.”
158Parantu yah kiskō patā nahī̃ ki yahā̃ patit-pāvan parampitā paramātmā paṛhātē haĩ .
171However, no one knows that it is the Purifier, the Supreme Father, the Supreme Soul, who is teaching you here.
159Nahī̃ māntē isliē virōdh kartē haĩ .
172Because they don't believe this, they cause opposition.
160Śhivbābā brahmā tan mē̃ ātē haĩ , kōī śhāstra dikhāō .
173They say, “Show us a scripture that says that Shiv Baba enters the body of Brahma!”
161Yah tō gītā mē̃ likhā huā hai maĩ sādhāraṇ būṛhē tan mē̃ ātā hū̃ .
174It is written in the Gita: “I enter an ordinary, mature body.”
162Vah apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē .
175He doesn't know his own births.
163Yah tō likhā huā hai phir tum kaisē kahtē hō ki paramātmā kaisē manuṣhya tan mē̃ āyēṅgē .
176This is written in the Gita, so how can you question how God enters a human body?
164Patit tan mē̃ hī ākar rāstā batāyēṅgē nā .
177He enters an impure body to show you the path.
165Āgē bhī āyē thē aur kahā thā - māmēkam yād karō .
178He came previously too to show you the path and said: Constantly remember Me alone!
166Vahī paramdhām mē̃ rahtē haĩ aur kahtē haĩ māmēkam yād karō .
179He resides in the supreme abode and says: Constantly remember Me alone!
167Śhrīkr̥iṣhṇa kā śharīr tō mūlvatan mē̃ nahī̃ hōgā - jō kahē māmēkam yād karō .
180The body of Shri Krishna would not exist in the incorporeal world for him to say: Constantly remember me alone!
168Ēk parampitā paramātmā hī sādhāraṇ tan mē̃ pravēśh kar tum bachchō̃ kō kahtē haĩ māmēkam yād karō tō is yōg agni sē tumhārē pāp kaṭ jāyēṅgē isliē hī mujhē patit-pāvan kahtē haĩ .
181Only the Supreme Father, the Supreme Soul, enters an ordinary body and says to you children: Constantly remember Me alone and your sins will be cut away with this fire of yoga. 182This is why I am called the Purifier.
169Patit-pāvan jarūr ātmāō̃ kā hōgā nā .
183He is definitely the Purifier of souls.
170Patit bhī ātmā hī bantī hai .
184It is souls who become impure.
171Bāp kahtē haĩ - tum pavitra ātmā 16 kalā sampūrṇ thī .
185The Father says: When you souls were pure, you were 16 celestial degrees full.
172Abhī no|know kalā , bilkul hī patit ban gayē hō .
186There are now no degrees; you have become completely impure.
173Maĩ kalp-kalp ākar tumkō samjhātā hū̃ .
187I come and explain to you every cycle.
174Tum jō kām chitā par baiṭh patit ban jātē hō phir gyān chitā par biṭhākar tumkō pāvan banātā hū̃ .
188You become ugly by sitting on the pyre of lust. 189Therefore, I come and make you sit on the pyre of this knowledge and purify you.
175Bhārat mē̃ pavitra pravr̥ittimārg thā , abhī apavitr pravr̥ittimārg hai .
190The pure household path existed in Bharat, whereas it is now the impure family path.
176Kiskō bhī chain nahī̃ .
191No one has any rest or comfort.
177Ab bāp kahtē haĩ dōnō̃ gyān chitā par baiṭhō .
192The Father says: Now, both have to sit on this pyre of knowledge.
178Her|har ātmā kō apnē-apnē karmō̃ anusār śharīr miltā hai .
193We souls receive bodies according to the actions we perform.
179Aisē nahī̃ ki dūsrē janm mē̃ vahī pati-patnī āpas mē̃ milē̃gē .
194It isn't that they will also be the same husband and wife in their next births.
180Nahī̃ , itnī race kar na sakē .
195No; there cannot be such a race.
181Yah tō paṛhāī kī bāt hai nā .
196This is a matter of studying.
182Agyān kāl mē̃ hō saktā hai , āpas mē̃ bahut prēm hai - tō unkī manōkāmanāyē̃ pūrī hō saktī haĩ , vah tō hai patit vikārī mārg .
197That can happen on the path of ignorance where they have so much love for one another that their desires can be fulfilled. 198That is an impure, vicious path.
183Pati kē pīchhē patnī chitā par baiṭhtī hai .
199The widow too climbs onto the funeral pyre of her husband.
184Dūsrē janm mē̃ bhī jākar unsē miltī hai .
200She then goes and meets him in his next birth.
185Parantu dūsrē janm mē̃ unkō thōṛēhī mālūm paṛēgā .
201However, they would not be aware of that in their next birth.
186Tum bhī bābā kē sāth gyān chitā par chaṛhtē hō .
202You sit on the pyre of knowledge with Baba.
187Yah chhī-chhī śharīr chhōṛ chalē jāyēṅgē .
203You will shed your dirty bodies and return home.
188Tumkō yah abhī mālūm hai , unkō tō nahī̃ rahtā ki ham āgē janm mē̃ aisē sāthī thē .
204You know this at this time, but they don't know that they were companions in their previous births.
189Tumkō bhī bād mē̃ vahā̃ yah bātē̃ yād nahī̃ rahē̃gī .
205Even you won't remember these things there, later on.
190Abhī tumhārī buddhi mē̃ aim object hai .
206You now have this aim and objective in your intellects.
191Mama bābā , lakṣhmī-nārāyaṇ banē̃gē .
207Mama and Baba will become Lakshmi and Narayan.
192Viṣhṇu hai dēvtā .
208Vishnu is a deity.
193Prajāpitā brahmā kō dēvtā nahī̃ kah saktē .
209Prajapita Brahma cannot be called a deity.
194Brahmā sō dēvtā bantē haĩ .
210Brahma becomes a deity.
195Brahmā sō viṣhṇu , viṣhṇu sō brahmā kaisē bantē haĩ - yah abhī tumnē samajh liyā hai .
211You now understand how Brahma becomes Vishnu and Vishnu becomes Brahma.
196Abhī tum jāntē hō - chain sirph svarg mē̃ hī hōtā hai .
212You now know that only in heaven can there be rest and comfort.
197Kōī martē haĩ tō kahtē haĩ svarg gayā arthāt chain mē̃ gayā .
213When someone dies, people say he has gone to heaven, that is, he has gone to a place of rest and comfort.
198Bēchainī mē̃ patit rahtē haĩ .
214It is the impure who remain restless.
199Bāp phir bhī kahtē haĩ apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .
215The Father says: Consider yourselves to be souls and remember the Father and your sins will be absolved.
200Bākī haĩ detail mē̃ samajhnē key|kī bātē̃ .
216The rest are matters of detail that have to be understood.
201Bāp knowledgeful hai tō tumkō bhī apnē jaisā knowledgeful banāyēṅgē .
217The Father is knowledge-full and so He makes you souls knowledge-full, the same as Himself.
202Bāp kī yād sē tum satōpradhān banē̃gē , yah ātmāō̃ key|kī race hai .
218You become satopradhan by having remembrance of the Father. 219This is a race of souls.
203Jō jāstī yād karē̃gē vah jaldī banē̃gē .
220Those who remember Him more will become this more quickly.
204Yah hai yōg aur paṛhāī kī race .
221This is a race of yoga and studying.
205School mē̃ bhī race hōtī hai nā .
222Races take place in schools too.
206Ḍhēr students hōtē haĩ , unmē̃ sē jō number one nikaltē haĩ unkō scholarship miltī hai .
223Many students take part. 224Those who claim number one receive a scholarship.
207Ēk hī paṛhāī lākhō̃ , karōṛō̃ ātmāō̃ kē liē hōtī hai , tō itnē school bhī hōṅgē nā .
225One study costs hundreds of thousands or millions of rupees and so there would be that many schools too.
208Ab tumkō yah paṛhāī paṛhnī hai .
226You now have to study this study.
209Sabkō rāstā batāō , andhō̃ key|kī lāṭhī banō . 210Ghar-ghar mē̃ paigām pahuñchānā hai .
227Show everyone this path. 228Become sticks for the blind and enable this message to reach every home.
211Achchhā !
229Achcha.
212Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
230To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
213Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
231The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
214Dhārṇā kē liē mukhya sār :
232Essence for dharna:
2151 ) ab aśhuddh kāmnāō̃ kā tyāg kar śhuddha kāmanāyē̃ rakhnī haĩ .
2331. Now renounce impure desires and have pure desires.
216Sabsē śhuddha kāmnā hai pavitra bankar pavitra duniyā kā mālik banē̃ . . . .
234The purest desire of all is to become pure and become a master of the pure world.
217Kōī bhī bhūl kō chhipākar apnē āpkō ṭhagnā nahī̃ hai .
235Don't hide any mistakes and deceive yourself.
218Dharmarāj bāp sē sadā sachchā rahnā hai .
236Always remain honest with the Father, Dharamraj.
2192 ) gyān chitā par baiṭh is paṛhāī mē̃ race kar bhaviṣhya naī duniyā mē̃ ūñch pad pānā hai .
2372. Sit on the pyre of knowledge and race in this study and claim a high status in the future new world.
220Yōg agni sē vikarmō̃ K|kē khātē kō dagdha karnā hai .
238Burn your account of sins in the fire of yoga.
Blessing
221Vardān : buddhi key|kī prīt ēk prītam sē lagākar sadā sammukh key|kī anubhūti karnē vālē vijayī ratna bhav
239Blessing: May you be a victorious jewel who constantly experiences being personally in front of the Beloved by connecting your intellect’s love to Him.
222Prīt buddhi arthāt buddhi key|kī lagan ēk prītam kē sāth lagī huī hō .
240A loving intellect means that the intellect’s love is connected to the one Beloved.
223Jiskī ēk kē sāth prīt hai unkī anya kisī bhī vyakti vā vaibhav kē sāth prīt juṭ nahī̃ saktī .
241Those who have love for the One cannot link their love to any other person or possession.
224Vē|way sadā bāpdādā kō apnē sammukh anubhav karē̃gē .
242They would constantly experience BapDada to be personally in front of them.
225Unhē̃ mansā mē̃ bhī śhrīmat K|kē viparīt vyarth saṅkalp vā vikalp nahī̃ ā saktē .
243They cannot even have wasteful or sinful thoughts against shrimat in their minds.
226Unkē mukh sē vā dil sē yahī bōl nikaltē - tumhī̃ sē khāū̃ , tumhī̃ sē baiṭhū̃ . . . . tumhī̃ sē sarv sambandh nibhāū̃ . . aisē sadā prīt buddhi rahnē vālē hī vijayī ratna bantē haĩ .
244The words, “I eat with You, I sit with You, I fulfil all relationships with You” would always emerge from their lips and in their hearts. 245Only those who constantly have loving intellects can become victorious jewels.
Slogan
227Slōgan : chāhiē-chāhiē kā saṅkalp ānā bhī royal rūp kā māṅgnā hai .
246Slogan: To have thoughts of “I want this. 247I want this” is a “royal” way of asking for something.
248*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
228Yē avyakt iśhārē - apavitratā K|kē bīj kō bhī samāpt kar sampūrṇ svachchha ( pavitra ) banō
249Avyakt Signal: Finish the seed of impurity and become completely clean (pure).
229Saṅgamyug par bāpdādā nē sabhī bachchō̃ kō pahlā vrat diyā hai - « sampūrṇ pavitra bhav ' ' .
250At this confluence age, BapDada gave all of you children the first vow: “May you be completely pure.”
230Yah pavitratā kā vrat sirph brahmcharya kā vrat nahī̃ hai lēkin brahmā bāp samān her|har bōl mē̃ pavitratā kā vibration samāyā huā hō .
251This vow of purity is not just a vow of celibacy, but, like Father Brahma, let every word have the vibration of purity merged in it.
231Her|har saṅkalp mē̃ pavitratā kā mahatva hō .
252In every thought, let there be the importance of purity.
232Her|har karma mē̃ , karmayōgī jīvan kā anubhav hō - iskō kahā jātā hai brahmchārī sō brahmācarī .
253In every action, let there be the experience of a karma yogi life. 254This is called being a Brahmchari (one who follows the footsteps) and brahmachari (one who is celibate).