रविवार 23 अगस्त 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
023-08-26 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 31-03-11 madhuban 1Dr̥iṛh saṅkalp dvārā « tension free ' ' kā example ban sabkē ādhārmūrt banō , mansā śhakti dvārā duḥkhī ātmāō̃ kō khuśhī kā vardān dō
023/08/26 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 31/03/2011 1Have the determined thought to become an example of being tension free and of becoming an image of support for everyone. 2Use the power of your mind to give the blessing of happiness to souls who are experiencing sorrow.
2Āj great great grand father apnē kōṭō̃ mē̃ kōī , kōī mē̃ bhī kōī bachchō̃ K|kē bhāgya key|kī rēkhāyē̃ dēkh rahē haĩ .
3Today, the Great-great-grandfather is seeing the lines of fortune of His children who are the few out of multimillions and the handful of that few.
3Har ēk K|kē mastak sē chamaktī huī , divya chamaktē huē sitārē key|kī chamak dēkh rahē haĩ .
4He is seeing the sparkle of a divine, sparkling star on each one’s forehead. 5He is seeing the line of love in their eyes.
4Nayanō̃ sē snēh key|kī rēkhā dēkh rahē haĩ .
6He is seeing the line of this knowledge on their lips.
5Mukh sē gyān key|kī rēkhā dēkh rahē haĩ . 6Dil mē̃ dilārām K|kē lavlīn key|kī rēkhā dēkh rahē haĩ .
7He is seeing the line in their hearts of being lost in love for the heart of the Comforter of Hearts.
7Hāthō̃ mē̃ gyān K|kē khajānō̃ key|kī rēkhā dēkh rahē haĩ .
8He is seeing the line of the treasures of this knowledge on their hands.
8Pāṅw mē̃ her|har kadam mē̃ padam key|kī rēkhā dēkh rahē haĩ .
9He is seeing the line of multimillions at every step on their feet.
9Har ēk bachchā in rēkhāō̃ mē̃ number-vār sampann hai .
10Each child is full, numberwise, in each of these lines.
10Aisā bhāgya āpkē binā aur kiskā bhī nahī̃ hai .
11No one apart from you can have this fortune.
11Āpkā itnā śhrēṣhṭh bhāgya her|har bachchē sē chamaktā huā dikhāī dē rahā hai .
12Such elevated fortune of each one is visibly sparkling, and this fortune becomes imperishable. 13Why?
12Aur yah bhāgya avināśhī ban jātā hai kyō̃ ?
14Because it is the imperishable Father who gives it to you.
13Kyōṅki dēnē vālā avināśhī bāp hai . 14Is saṅgamyug par hī aisā śhrēṣhṭh bhāgya prāpt hōtā hai , jō bhaviṣhya mē̃ bhī chaltā rahtā hai .
15Only at this confluence age do you attain this elevated fortune which continues in the future too. 16This confluence age is the age of all attainments.
15Yah saṅgamyug sarv prāptiyō̃ kā yug hai , jō jitnā apnā bhāgya jamā kartā hai utnā anēk janm bhāgya kā phal prāpt hōtā rahtā hai .
17To the extent that each one of you accumulates your fortune, so you continue to receive the fruit of fortune for many births.
16Is saṅgamyug kī mahimā āp bachchē hī jāntē haĩ .
18Only you children know the praise of this confluence age.
17Saṅgamyug key|kī prāptiyā̃ sārē kalp mē̃ śhrēṣhṭh sē śhrēṣhṭh haĩ .
19The attainments of the confluence age are the most elevated of the whole cycle.
18Bāpdādā dēkh rahē haĩ har ēk bachchā is saṅgamyug key|kī prāptiyō̃ sē kitnā sampann hai .
20BapDada is seeing how much each child is filled with the attainments of the confluence age.
19Āp sabhī bhī sarv prāptiyō̃ K|kē anubhav mē̃ sadā rahtē hō yā kabhī kabhī ?
21Do all of you constantly experience all the attainments of the confluence age, or only sometimes?
20Avināśhī bāp hai tō prāptiyā̃ bhī avināśhī haĩ , bāpdādā her|har bachchē kō kis rūp mē̃ dēkhnē chāhtē haĩ , jāntē hō nā !
22The Father is imperishable and so the attainments are also imperishable. 23You know in which form BapDada wishes to see all of you, do you not?
21Bāpdādā yahī chāhtē haĩ ki her|har bachchā svarājya adhikārī rājā banē̃ . 22Sva kē ūpar arthāt karmēndriyō̃ kē ūpar , man-buddhi-sanskār kē ūpar rājā ban rājya karē .
24BapDada wants every child to be a self-sovereign king, to be a king and to rule over yourself, that is, over your physical senses and your mind, intellect and sanskars.
23Bhaviṣhya mē̃ tō rājya adhikārī banē̃gē lēkin abhī svarājya adhikārī rājā banē̃ .
25Of course, you will have a right to the kingdom in the future, but you should now become a king who has a right to self-sovereignty.
24Kōī bhī karmēndriyā̃ apnē control mē̃ hō̃ kyōṅki bāp dvārā sarv śhaktiyō̃ kā khajānā prāpt huā hai .
26All of your physical senses should be under your control, because you have received the treasure of all powers from the Father.
25Tō bāpdādā har ēk bachchē kō svarājya adhikārī rājā rūp mē̃ dēkhnē chāhtē haĩ .
27BapDada wishes to see every child in the form of a king who has a right to self-sovereignty.
26Tō āp sabhī svarājya adhikārī banē hō ?
28Have all of you become self-sovereigns, masters of yourselves?
27Man buddhi kē ūpar ruling power , controlling power ā gaī hai ?
29Have you developed ruling power and controlling power over your mind and intellect?
28Adhīnatā tō nahī̃ hai ?
30There isn’t any dependency, is there?
29Adhikārī haĩ .
31You have a right.
30Jab bāpdādā kō sāth mē̃ rakhtē haĩ , akēlē nahī̃ bantē haĩ , bāp kō sadā sāthī banākē rakhtē haĩ tō yah man buddhi saṅskār kisī key|kī bhī tākat nahī̃ jō control mē̃ nahī̃ rahē , isīliē bāpdādā śhaktiyō̃ kō sadā kahtē haĩ ki apnē kaun sē svarūp kō yād rakhō jō kabhī bhī bāp kā sāth bhūl nahī̃ jāē ?
32When you keep BapDada with you and you do not become alone, when you constantly keep the Father as your Companion, then neither do your mind, nor your intellect or sanskars have the power to be not under your control. 33This is why BapDada always says to you Shaktis: Which form of yours should you constantly remember, so that you never forget the Father’s company?
31Vah hai ham śhivśhakti haĩ .
34That form is: I am a Shiv Shakti.
32Śhiv aur śhakti sāth hai .
35Shiv and Shakti are combined.
33Yah smr̥iti māyājīt , prakr̥itijīt svataḥ banā dētī hai kyōṅki bāpdādā nē sunā diyā hai ki vartamān samay prakr̥iti apnā kārya kartī rahtī hai kyōṅki prakr̥iti kō bhī manuṣhya ātmāyē̃ taṅg kartē haĩ tō prakr̥iti bhī taṅg kartī hai .
36This awareness automatically makes you a conqueror of Maya and a conqueror of matter, because BapDada has already told you that, at present, the elements of matter are continuing to do their work. 37It is because human souls have troubled the elements of nature, that they too are troubling human souls.
34Ājkal dēkhtē hō ki prakr̥iti kahā̃ na kahā̃ apnā kārya kartī rahtī hai lēkin āp prakr̥itijīt ban prakr̥iti kō bhī satōpradhān banā rahē hō .
38Nowadays, you can see that the elements are carrying out their work somewhere or other, but you are becoming conquerors of matter and making the elements satopradhan.
35Lōg tō prakr̥iti key|kī halchal dēkh ḍartē haĩ ki kal kyā hōgā !
39People are afraid, seeing the upheaval of the elements, and are wondering what will happen tomorrow.
36Lēkin āp jāntē hō ki achchhē tē achchhā hōgā kyōṅki abhī yah saṅgamyug sr̥iṣhṭi chakra kā amr̥itvēlā chal rahā hai .
40You know that the best of all will happen because it is now the confluence age, the amrit vela of the world cycle.
37Tō amr̥itvēlē kē bād kyā hōtā hai ?
41What comes after amrit vela?
38Savērā .
42Morning.
39Andhkār khatm hō rōśhnī ā jātī , tō āpkō khuśhī hai ki abhī hamārā rājya sukhmay saṅsār , jahā̃ prakr̥iti bhī sukhmaī hai , vah rājya āyā ki āyā .
43Darkness finishes and there is light. 44You are now happy that your kingdom of the world of happiness, where matter also gives happiness, has now almost come. 45You have this happiness, do you not?
40Khuśhī hai nā ! 41Jis rājya mē̃ duḥkh aśhānti kā nāmniśhān nahī̃ hōgā kyōṅki abhī saṅgam par āp prakr̥itijīt ban rahē hō .
46In that kingdom, there will be no name or trace of sorrow or peacelessness, because you are becoming the conquerors of matter at the confluence age.
42Tō sabhī kō khuśhī hai nā kiskī ?
47What is the happiness that all of you have?
43Bōlō , hamārā rājya ānē vālā hai .
48Say, “Our kingdom is about to come.”
44Yah khuśhī hai ?
49Do you have this happiness?
45Jō is khuśhī mē̃ rahtē haĩ vah hāth uṭhāō .
50Those who maintain this happiness, raise your hands!
46Bahut achchhā .
51Very good.
47Āp tō khuśh rahtē hō iskī mubārak hō lēkin aisī khuśhī , apnī khuśhī āpkē bhāī bahin jō duḥkhī aśhānt haĩ uskō apnē bāp dvārā lī huī kiraṇō̃ dvārā khuśhī key|kī kiraṇē̃ pahuñchātē hō ?
52You remain happy and so congratulations for that! 53However, are you enabling this happiness of yours to reach your brothers and sisters with the rays that you have received from the Father, because they are experiencing sorrow and peacelessness?
48Bāpdādā nē kahā thā ki aisī mansā sēvā karnē kā time har ēk kō apnī dincharyā mē̃ fix karnā hai .
54BapDada had said: Each of you has to fix some time in your daily timetable to do such service with your mind.
49Jaisē aur kārya kē liē time fix kiyā huā hai aisē apnī khuśhī key|kī khurāk dvārā duḥkhī ātmāō̃ kō mansā śhakti dvārā thōṛā bahut vardān dēkarkē unhō̃ kō bhī khuśh karō , tō jinhōnnē apnā time mansā sēvā kē liē fix kiyā hai , vah hāth uṭhāō .
55Just as you have fixed a time for other things, in the same way, with the nourishment of your happiness and with the power of your mind, give them some blessings and make them happy. 56Those who have fixed their time for doing this service with their minds, raise your hands!
50Achchhā , jinhōnnē bhī nahī̃ kiyā hai , haĩ thōṛē lēkin har ēk kō iskā time fix karnā hai kyōṅki apnē hī bhāī bahan haĩ nā .
57Achcha. 58Those who haven’t done this are few; so now fix a time for this, because they are your brothers and sisters, are they not?
51Tō taras paṛtā hai nā !
59Do you not feel mercy?
52Ki taras nahī̃ paṛtā hai ?
60Or, is it that you don’t feel mercy for them?
53Paṛtā hai nā !
61You do, do you not?
54Aur bāpdādā sabhī kō dēkhnē chāhtē haĩ ki saṅgam key|kī jō viśhēṣh dō bātē̃ haĩ jō amūlya haĩ ēk saṅkalp śhakti aur dūsrā saṅgam kā samay kyōṅki saṅgam K|kē samay mē̃ ēk janm mē̃ anēk janm key|kī prālabdh banānī hai .
62BapDada wants to see the two special things of the confluence age that are invaluable: one is the power of thoughts and the other is the time of the confluence age, because in the one birth of the confluence age you have to create a reward for many births.
55Tō ājkal bāpdādā nē dēkhā hai ki bahutō̃ K|kē aśhuddh saṅkalp cum|kam chaltē haĩ lēkin vyarth saṅkalp ātē jātē haĩ .
63Nowadays, BapDada sees that many have fewer impure thoughts, but that waste thoughts do continue to come.
56Tō is ēk janm K|kē mūlya K|kē anusār vyarth saṅkalp abhī finish hōnē chāhiē kyōṅki saṅgamyug K|kē mahatva K|kē hisāb sē ēk second kaī kīmatī samay kā adhikār dilātā hai isliē har ēk in dōnō̃ bātō̃ K|kē , samay aur saṅkalp dōnō̃ K|kē mūlya kō jān samay kō aur saṅkalp kō saphal karō .
64According to the value of this one birth, waste thoughts now must finish because, according to the importance of the confluence age, one second gives you a right to so much invaluable time. 65This is why, each one of you has to know the value of these two things – time and thoughts – and to use your time and thoughts in a worthwhile way.
57Jaisē sthūl khajānē kō saphal kartē hō , jāntē hō ki ēk janm mē̃ saphal karnē sē anēk janm unkī prāpti jamā hōtī hai . 58Aisē in dōnō̃ bātō̃ kō attention dē saphal kar saphaltā mūrt banō .
66Just as you use your physical treasures in a worthwhile way and you know that by using them in a worthwhile way in this one birth you will accumulate that attainment for many births, in the same way, pay attention to both of these things; use them in a worthwhile way and become an image of success.
59Bāpdādā her|har bachchē kō āj viśhēṣh ēk vardān dē rahē haĩ , har ēk bachchā āj sē apnē kō tension free banā saktē hō ?
67Today, BapDada is giving each child one special blessing. 68Can each of you children make yourself tension free from today?
60Dr̥iṛh saṅkalp karō ki āj sē attention , no|know tension .
69Have the determined thought that, from today, there will be attention, no tension.
61Bāpdādā bachchō̃ kō jab tension mē̃ dēkhtē haĩ nā tō sōchtē haĩ abhī-abhī is bachchē kā phōṭō nikālkē bhējē̃ .
70When BapDada sees you children with tension, He feels that He should immediately take your photograph and send it to you, so that you would then understand what you have become.
62Tō khud hī samajh jāyēgā ki maĩ kyā ban gayā ! 63Bāpdādā manjīt , jagatjīt banānē chāhtē haĩ .
71BapDada wants to make each of you a conqueror of the mind and a conqueror of the world.
64Tension kismē̃ , man mē̃ hī tō ātā hai nā !
72After all, where does tension come? 73It comes in the mind, does it not?
65Tō āp tō rājā hō nā , svarājya adhikārī hō nā !
74You are kings. 75You are masters of yourselves, are you not?
66Kyā man āpkā hai yā man mālik hai ?
76Is the mind yours or is the mind your master?
67Āp kyā kahtē hō ?
77What do you say?
68Sārā din mērā man kahtē hō nā !
78Throughout the day, you say “my mind”, do you not?
69Mālik tō nahī̃ hai nā !
79It is not the master, is it?
70Kaun himmat rakhtā hai , bāp kā vardān sahaj milēgā lēkin sirph thōṛā attention rakhnā paṛēgā .
80Who has the courage? 81You will easily receive the Father’s blessing, but you simply have to pay a little attention.
71Bāp K|kē vardān key|kī madad kā anubhav karkē dēkhnā .
82Experience the help of the Father’s blessing and then see.
72Sabhī kā chēhrā jab bhī dēkhō tō kaisā dikhāī dē ?
83Whenever you then look at anyone’s face, what will it be like?
73Tension free , kamal puṣhp samān vā khilā huā gulāb K|kē puṣhp misal .
84Tension free, like a lotus or a rose in bloom.
74Bāpdādā nē dēkhā ki jō pahlē kām diyā thā , percentage likhnē kā . 75Sabhī sthānō̃ sē kuchh kuchh samāchār āyā hai .
85BapDada saw that He has received news from some places of the work He had given you of writing down your percentage.
76Yahā̃ bhī result nikālī hai .
86You have the result from here too.
77Attention diyā uskī mubārak bāpdādā dē rahē haĩ lēkin abhī bāpdādā yahī chāhtē haĩ ki samay pramāṇ abhī vāṇī dvārā sunnē kā samay bhī cum|kam milēgā isliē mansā dvārā aur apnē chēhrē aur chalan dvārā service karō .
87BapDada is congratulating you for having paid attention. 88However, according to the time, you will not have so much time to listen and, therefore, BapDada now wants you to do service with your mind, your face and your activity.
78Abhī kā abhyās āgē ānē vālē samay mē̃ kārya mē̃ āyēgā .
89The practice you have now will be useful in the times to come.
79Tō āj sē tension free kā saṅkalp kar saktē hō ?
90Can you have the thought to remain tension free from today?
80Kar saktē hō , hāth uṭhāō .
91Can you do it? 92Can you do it?
81Tension free .
93Raise your hands!
82Achchhā , sabhī kā phōṭō nikālō .
94Tension free! 95Achcha, take everyone’s photo.
83Bahut achchhā .
96Very good.
84Tō jō ātmāyē̃ circumstance K|kē pramāṇ bahut tension mē̃ rahtī haĩ , ājkal duniyā mē̃ tension bahut baṛh rahā hai , tō āpkā tension free kā anubhav aur tension free key|kī chalan aur chēhrā unhō̃ kē āgē ēk ādhārmūrt banēgā .
97Nowadays, tension is increasing a lot in the world. 98When the souls who have tension, according to the circumstances, see your experience of being tension free and that your activity and face are tension free, you will become an image of support for them.
85Agar āj duniyā mē̃ chakra lagāō yā samāchār sunō tō kyā dikhāī dētā hai ?
99Today, when you tour around in the world or hear the news, what do you see?
86Tempory apnē kō khuśh karnē K|kē sādhan banātē rahtē haĩ .
100They continue to invent ways to make themselves happy temporarily.
87Tō tension vālō̃ kō tension free kā example dikhāō tō unkō bhī sahārā dikhāī dē .
101Show those who have tension an example of being tension free, and they will then be able to see some support.
88Tō saṅkalp kiyā , apnē man mē̃ saṅkalp kiyā ki tension free rahē̃gē ?
102Did you have the thought in your mind that you will remain tension free?
89Kiyā ?
103Did you?
90Dr̥iṛh kiyā yā sādhāraṇ kiyā ?
104Is it a determined thought or ordinary?
91Jahā̃ dr̥iṛhtā hōtī hai vahā̃ saphaltā huī paṛī hai .
105Where there is determination, success is guaranteed.
92Karē̃gē nahī̃ , karnā hī hai . 93Pasand hai ?
106Not that you will do it at some point, but that you are definitely going to do it.
94Ismē̃ hāth uṭhāō .
107Do you like this?
95Bāpdādā nē ēk bāt dēkhī hai ki hāth uṭhākē bahut khuśh kar dētē haĩ .
108Raise your hands for this! 109BapDada saw one thing with which you please Baba by raising your hands.
96Hāth uṭhākē khuśh tō kiyā lēkin abhī kyā karē̃gē ?
110You pleased Baba by raising your hands, but what are you going to do now?
97Dr̥iṛh saṅkalp , sādhāraṇ saṅkalp usmē̃ rāt din kā phark hai . 98Karē̃gē aur karnā hī hai . 99Tō is varṣh key|kī is season kā āj last ḍē|day hai lēkin aglī season mē̃ bāpdādā har ēk chhōṭā baṛā centre , kāphī time hai bīch mē̃ , aglē varṣh key|kī season mē̃ kāraṇ nahī̃ lēkin nivāraṇ svarūp dēkhnē chāhtē haĩ .
111There is the difference of day and night between a determined thought and an ordinary thought: that you will do it at some point and that you definitely do have to do it. 112Today is the last day of this year’s season, but, next season, BapDada wants to see every centre, whether small or large – you have plenty of time till then – next year Baba does not want any reasons or excuses, but He wants to see you as embodiments of solutions.
100Tō kitnā himmat aur umaṅg hai ki brāhmaṇ parivār mē̃ tension kā nāmniśhān nahī̃ hō .
113How much courage and enthusiasm do you have for there not to be any name or trace of tension in the Brahmin family?
101Hō saktā hai ?
114Is this possible?
102Har ēk apnē sē pūchhē , hō saktā hai ?
115Each one of you can ask yourself; is this possible?
103Yah khuśhkhabarī bāpdādā sunnē chāhtē haĩ .
116BapDada wants to hear this good news.
104Bāpdādā nē dēkhā ki chāhnā sab rakhtē haĩ , karē̃gē lēkin jab samasyā ātī hai tō samasyā apnā banā dētī hai .
117BapDada saw that everyone has the desire to do this but, when problems come, they make you belong to them.
105Phir bahut mīṭhī bātē̃ kartē haĩ , yah hō jātā hai nā , yah tō hōgā nā !
118You then say very sweet things: “This happens, does it not?
106Yah tō chaltā hai nā !
119This will of course happen.
107Bāpdādā kō bahut mīṭhī mīṭhī bātē̃ sunātē haĩ .
120This continues all the time, does it not?” 121You tell BapDada many very sweet things.
108Sabkā kāraṇ rājā ban jāō , bas . 109Svarājya adhikārī ban jāō .
122The solution to everything is simply to become a king, that is all!
110Tō āj bāpdādā sabhī bachchō̃ kō chāhē sāmnē baiṭhē haĩ , chāhē dūr baiṭhē dil mē̃ baiṭhē haĩ . 111Āp tō āṅkhō̃ K|kē sāmnē haĩ , lēkin bāpdādā jō dūr baiṭhē haĩ unkō dil mē̃ dēkh rahē haĩ .
123Become a master of yourself, a self-sovereign. 124Baba is seeing all of you children; whether you are sitting in front of BapDada or you are sitting far away but are sitting in His heart, you are all in front of His eyes.
112Bāpdādā kō patā hai ki āj K|kē din madhuban mē̃ bhī chhōṭī chhōṭī gītā pāṭhśhālāyē̃ lag gaī haĩ .
125BapDada is seeing in His heart all of you who are far away. 126BapDada knows that there are small Gita pathshalas set up in Madhuban today.
113Bachchē āyē haĩ , bāpdādā bahut bahut bahut nīchē baiṭhnē vālō̃ kō , kahā̃ kahā̃ baiṭhnē vālō̃ kō sabsē pahlē dil kā dulār aur yādpyār dē rahē haĩ .
127BapDada is first of all giving lots and lots and lots of love, affection and remembrance from His heart to those who are sitting on the floor and in many different places.
114 ( āj śhāntivan mē̃ 28 hajār sē bhī adhik bhāī bahinē̃ pahuñchē huē haĩ ) bāpdādā nē dēkhā ki bachchō̃ kō thōṛī taklīph tō dēkhnī paṛī hai lēkin yah taklīph khuśhī mē̃ anubhav nahī̃ kartē haĩ .
128(More than 28,000 brothers and sisters have reached Shantivan today.) 129BapDada saw that some children have had to face a little difficulty, but, because of happiness, you don’t feel any difficulty.
115Phir bhī ārām sē sōnē kē liē tīn pair pr̥ithvī tō milī hai nā .
130At least you had three feet of land to sleep on comfortably.
116Jō paṭrānī banē haĩ un bachchō̃ kō bāpdādā viśhēṣh yādpyār dē rahē haĩ .
131BapDada is giving special love and remembrance to those who have become “pat-rani” (queens sleeping on the floor).
117Achchhā , jō āj pahlē bārī madhuban mē̃ āyē haĩ , yā bāpdādā sē milnē āyē haĩ , vah uṭhō .
132Achcha. 133Those who have come to Madhuban or to meet BapDada for the first time, stand up!
118Āj pahlē bārī ānē vālē bachchō̃ kō bāpdādā nayē brāhmaṇ parivār mē̃ ānē key|kī apnē taraph sē aur brāhmaṇ parivār key|kī taraph sē bahut-bahut badhāī dē rahē haĩ kyōṅki phir bhī toolate āyē hō lēkin ā tō gayē .
134BapDada is giving many, many congratulations to the children who have come for the first time to the new Brahmin family on behalf of Himself and on behalf of the Brahmin family, because even though you have come too late, you have at least come.
119Bāpdādā aur parivār kō dēkh tō liyā .
135You have now seen BapDada and the family.
120Bāpdādā samajhtē haĩ ki āp chāhō tō āj ānē vālō̃ kō viśhēṣh vardān hai ki agar dil sē chāhō tō last sō fast , fast sō āgē ā saktē hō .
136BapDada feels that, even if you have come today, you have a special blessing that, if you want it in your heart, then, although you have come last, you can go fast; you can go ahead fast.
121Bāpdādā aur parivār kā āp sab ātmāō̃ sē pyār hai , sahyōgī banē̃gē , snēh dēgē aur āpkō āgē baṛhāyēṅgē .
137BapDada and the family have love for all of you souls. 138They (the Brahmin family) will be co-operative; they will give you love and enable you to move forward.
122Chance dēgē , isīliē āj ānē vālō̃ kō āgē baṛhnē kā chance bahut achchhā drama mē̃ mil saktā hai .
139They will give you a chance. 140This is why those who have come today have a very good chance in the drama to go ahead.
123Sārā parivār jahā̃ sē bhī āyē hō tō vah parivār āpkā sahyōgī banēgā , āp sahaj yōgī bannā .
141Wherever you have come from, the whole family will co-operate with you and you just have to become easy yogis.
124Achchhā .
142Achcha.
125Sēvā kā turn rājasthān aur bhōpāl zone kā hai : rājasthān key|kī dharnī brahmā bāp kō bahut pasand I|āī|eye , jō rājasthān mē̃ hī madhuban banāyā hai .
143It is the turn of Rajasthan and Bhopal to serve: Father Brahma liked the land of Rajasthan so much that he created Madhuban in Rajasthan.
126Rājasthān key|kī sēvā bāpdādā nē dēkhā ki her|har sthān mē̃ abhī vr̥iddhi achchhī hō rahī hai .
144BapDada saw that very good expansion is now taking place in all the places of Rajasthan.
127Naī naī ātmāō̃ kō bāp kā sandēśh dēnē K|kē programmes bhī achchhē hō rahē haĩ .
145Very good programmes of giving the Father’s message to new souls are now taking place.
128Lēkin bāpdādā sabhī kō yahī kahtē haĩ har ēk sēvākēndra yagya snēhī vāris , aisā group banāvē jō svayã bhī āgē baṛhtē jāyē̃ , aurō̃ kō bhī yagya snēhī banāyē̃ .
146However, BapDada is telling everyone: Each centre has to prepare a group of heir souls who have love for the yagya, those who move forward themselves and who make others have love for the yagya.
129Aglē vārī bhī bāpdādā nē yah kahā yagya snēhī , sēvā snēhī aur saphal karnē mē̃ sadā āgē sē āgē baṛhnē vālē , vr̥iddhi hō rahī hai , achchhā hai , sandēśh dēnē K|kē kārya mē̃ har ēk umaṅg-utsāh mē̃ hai .
147BapDada said this: There has been the expansion of souls who have love for the yagya, who have love for service and who are moving forward in constantly using everything in a worthwhile way. 148It is good.
130Abhī bāpdādā yahī dēkhnē chāhtē haĩ ki sva aur sēvā dōnō̃ kā balance karnē vālē , har ēk centre sē jyādā mē̃ jyādā āgē ānē chāhiē .
149Everyone has a lot of zeal and enthusiasm in the task of giving the message. 150BapDada now wants to see the maximum number of those who have a balance of the self and service to move forward from each centre.
131Sirph sēvā nahī̃ , sva aur sēvā kyōṅki ab sva parivartan kā samay itnā jyādā nahī̃ hai , isīliē pahlē sva sāth mē̃ sēvā .
151Not just service, but the self and service, because there isn’t now that much time left for self-transformation. 152This is why it is first the self and then service with that.
132Har ēk sēvākēndra nirvighna , sab sāthī nirvighna , sirph teacher nahī̃ lēkin sārā class nirvighna aur sva parivartan kā attention rakhnē vālē hō .
153Each service centre has to become free from obstacles, all companions are to be free from obstacles. 154Not just the teachers, but the whole class has to be free from obstacles. 155So all of you have to pay attention to self-transformation.
133Tō yah vr̥iddhi karō .
156Now, increase this.
134Ēk ēk key|kī bātō̃ kō sunō aur unkō umaṅg-utsāh K|kē paṅkh lagāō , jō bāpdādā kō nirvighna centre kā samāchār dē sakō .
157Listen to each one and give them all wings of zeal and enthusiasm, so that you are able to give BapDada the news of the centre being free from obstacles.
135Bākī bāpdādā nē dēkhā rājasthān bhī āgē baṛh rahā hai , baṛhtā rahēgā .
158BapDada saw that Rajasthan is also moving forward and will continue to do so.
136Bāpdādā har ēk bachchē kō āgē baṛhnē key|kī mubārak dē rahē haĩ .
159BapDada is congratulating each child for moving forward.
137Achchhā .
160Achcha.
138Bhōpāl zone : achchhā , yah bhī zone apnē parivartan aur sēvā key|kī vr̥iddhi mē̃ achchhā āgē baṛh rahā hai .
161Bhopal zone: Achcha, this zone is also progressing very well in transforming the self and bringing about expansion in service.
139Bāpdādā kō khuśhī hai ki har ēk bachchā sva kē prati bhī plan banā rahē haĩ aur practical mē̃ bhī lā rahē haĩ .
162BapDada is pleased that each of you children is making plans for yourself and is also putting those into a practical form.
140Aur bābā key|kī śhubh āśhā hai ki sadā āgē baṛhtē rahē̃gē .
163BapDada’s pure hope is that you will constantly continue to make progress.
141Har ēk zone mē̃ dēkhā jātā hai ki abhī umaṅg-utsāh hai isliē sēvā mē̃ apnē apnē sthān mē̃ vr̥iddhi kar rahē haĩ .
164It is seen that there is zeal and enthusiasm in every zone and this is why you are bringing about expansion in service at your own places.
142Bāpdādā āgē kē liē bhī mubārak dē rahē haĩ , baṛhtē chalō , uṛtē chalō , uṛātē chalō .
165BapDada is congratulating you for the future too. 166Continue to make progress, fly and make others fly.
143Achchhā .
167Achcha.
144Double vidēśhī bhāī bahinō̃ sē : foreign vālō̃ kē pās papers tō ātē haĩ lēkin ēk viśhēṣhtā hai ki vah sachchī dil sē bōl dētē haĩ .
168Double-foreign brothers and sisters: It has been seen that, although those from abroad have test papers, they have the one speciality of speaking about them with an honest heart.
145Andar nahī̃ rakhtē haĩ aur uskā samādhān sachchī dil sē kartē rahtē haĩ .
169They don’t keep anything inside and they find a solution with an honest heart.
146Yah bāpdādā kō khuśhī hai ki sāph dil tō hajūr hāzir hō jātā hai .
170BapDada is pleased that when you have a clean heart, the Lord becomes present.
147Achchhī result dēkh bāpdādā mubārak bhī dē rahē haĩ aur vardān bhī dē rahē haĩ ki sadā āgē baṛhtē rahē̃gē .
171Seeing this good result, BapDada is congratulating you and also giving you this blessing: You will constantly continue to make progress.
148Teachers bhī achchhī mēhnat kar rahī haĩ .
172Teachers are also making good effort.
149Bāpdādā kō khuśhī hōtī hai ki sabsē jyādā madhuban kā phāydā foreign vālē uṭhā rahē haĩ .
173BapDada is pleased that those from abroad are taking the maximum benefit from Madhuban.
150Tō bāpdādā dēkhtē haĩ ki foreign K|kē chhōṭē chhōṭē sthānō̃ par bhī āvāj buland karnē key|kī sēvā karnā ārambh kar diyā hai .
174BapDada is seeing that you have started doing service abroad in a big way in even the smaller places.
151Tō sēvā key|kī mubārak hō , sva parivartan key|kī mubārak hō .
175Congratulations for the service you do and congratulations for your self-transformation.
152Uṛtē chalō aur uṛātē chalō .
176Continue to fly and make others fly.
153Achchhā .
177Achcha.
154Chārō̃ ōr K|kē dēśh aur vidēśh K|kē bachchō̃ kō bāpdādā puruṣhārth mē̃ sahaj āgē baṛhnē aur baṛhānē key|kī khās mubārak dē rahē haĩ .
178BapDada is especially congratulating the children everywhere in this land and abroad for easily moving forward in their effort and enabling others to move forward.
155Abhī jō samay ānē vālā hai , uskē liē bāpdādā nē direction dē diyē haĩ ki tīvr puruṣhārthī ban second mē̃ bindu lagānē , fullstop lagānē kā abhyās ati āvaśhyak hai .
179BapDada has already given a direction for the time that is to come: Become an intense effort-maker. 180Put a full stop in a second. 181The practice of putting a full stop is extremely essential.
156Is bāt kō halkā nahī̃ karō .
182Do not be slack in this.
157Achānak kuchh na kuchh hōnā hī hai isliē bāp key|kī śhubh āśhā hai ki har ēk bachchā sāth hai , sāth chalē̃gē , sāth rājya karē̃gē brahmā bāp kē sāth , śhivbābā sākṣhī hō jāyēgā .
183Anything can happen suddenly and this is why BapDada’s pure hope is that each child is with Him, will go back with Him and will rule the kingdom with Father Brahma. 184Then Shiv Baba will become the Detached Observer.
158Sāthī bannē vālē hō tō bāpdādā samān bannā hī hai .
185You are going to become companions and so you definitely have to become equal to BapDada.
159Achchhā - har ēk bachchē kō bāpdādā key|kī taraph sē is varṣh key|kī mubārak hai aur āgē varṣh key|kī bhī mubārak hai ki sadā bāp samān bannā hī hai .
186Achcha. 187Congratulations from BapDada to each child for this year, and for next year (season), too, for definitely becoming constantly equal to the Father.
160Achchhā .
188Achcha.
161Vardān : manan śhakti dvārā śhaktiśhālī ban vighnō̃ K|kē force kō samāpt karnē vālē sarv ākarṣhaṇ mukt bhav
189Blessing: May you finish all force of obstacles by becoming powerful with your churning power and thereby becoming free from all attractions.
162Vartamān samay manan śhakti dvārā ātmā mē̃ sarv śhaktiyā̃ bharnē key|kī āvaśhyaktā hai .
190At present, there is a need for you souls to fill yourselves with all the powers with your churning power.
163Iskē liē antarmukhī ban her|har point par manan karō tō makkhan nikalēgā aur śhaktiśhālī ban jāyēṅgē . 164Aisī śhaktiśhālī ātmāyē̃ atīndriya sukh key|kī prāpti kā anubhav kartī haĩ , unhē̃ alpkāl key|kī kōī bhī vastu apnē taraph ākarṣhit nahī̃ kar saktī .
191For this, be introverted and churn every point, so that the butter (essence) can be extracted and you can become powerful. 192Such powerful souls experience supersensuous joy. 193They are not attracted by anything temporary.
165Unkī magan avasthā dvārā jō rūhāniyat key|kī śhaktiśhālī sthiti bantī hai ussē vighnō̃ kā force samāpt hō jātā hai .
194The powerful stage of spirituality that is created by their stage of being merged in love is able to finish all force of obstacles.
166Slōgan : brāhmaṇ saṅsār mē̃ sarv kā sammān prāpt karnē vālē hī takhtnaśhīn bantē haĩ .
195Slogan: Those who receive everyone’s respect in the Brahmin world can be seated on a throne.
167
196
168Yē avyakt iśhārē - apavitratā K|kē bīj kō bhī samāpt kar sampūrṇ svachchha ( pavitra ) banō
197*** Om Shanti *** 198Avyakt Signal: Finish the seed of impurity and become completely clean (pure).
169Brahmā bāp aur śhiv bāp key|kī viśhēṣh pasandgī hai hī pavitratā .
199The special preference of Father Brahma and Father Shiva is purity.
170Lēkin pavitratā key|kī paribhāṣhā bahut śhrēṣhṭh aur guhya hai .
200However, the definition of purity is very deep.
171Pavitratā jahā̃ hōgī vahā̃ niśhchay , saccāī-saphāī , yē sab ā jātā hai .
201When there is purity, then faith, honesty and cleanliness also develop naturally.
172Sampūrṇ pavitratā kā arth|earth hī hai - svapna-mātra bhī apavitratā man aur buddhi kō touch nahī̃ karē , isī kō hī kahā jātā hai sachchē vaiṣhṇav .
202The meaning of complete purity is that impurity does not touch your mind or intellect even in your dreams. 203This is known as being a true Vaishnav.