गुरुवार 27 अगस्त 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
027-08-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
027/08/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - ab is bēhad key|kī purānī duniyā kā vināśh hōnā hai , naī duniyā sthāpan hō rahī hai , isliē naī duniyā mē̃ chalnē kē liē pavitra banō ' '
1Essence: Sweet children, this unlimited old world is now to be destroyed. 2A new world is being established and, therefore, in order to go to the new world, you must become pure.
Question
2Praśhna : paramātmā kē bārē mē̃ tum bachchē kaun see|sī|C wonderful bāt jāntē hō jō manuṣhyō̃ key|kī samajh sē bāhar hai ?
3Question: What wonderful things do you know about God that are beyond the understanding of human beings?
Answer
3Uttar : tum kahtē hō jaisē ātmā jyōti bindu hai , vaisē paramātmā bhī ati sūkṣhma jyōti bindu hai .
4Answer: You say that, just as a soul is a point of light, the Supreme Soul too is an extremely subtle point of light.
4Yah wonderful bātē̃ manuṣhyō̃ key|kī samajh sē bāhar haĩ .
5These wonderful things are beyond the understanding of human beings.
5Kaī bachchē bhī ismē̃ mūnjh jātē haĩ .
6Even some of you children get confused about this.
6Bābā kahtē bachchē mūnjhō mat .
7Baba says: Children, don't be confused!
7Agar chhōṭē rūp mē̃ yād nahī̃ rahtī tō baṛē rūp mē̃ yād karō . 8Yād jarūr karnā hai .
8If you’re unable to remember Him as a tiny form, remember Him as a large form, but definitely do remember Him.
Song
9Gīt : rāt K|kē rāhī thak mat jānā …
9Song: O traveller of the night, do not become weary! 10The destination of the dawn is not far off.
Murli
10Ōm śhānti .
11Om shanti.
11Rūhānī bachchō̃ kō rūhānī bāp baiṭh samjhātē haĩ isliē bachchō̃ kō ātma-abhimānī hō baiṭhnā hai .
12The spiritual Father sits here and explains to you spiritual children and this is why you children have to sit here in soul consciousness.
12Aisā aur kōī jagah samjhāyā nahī̃ jātā .
13This is not explained anywhere else.
13Kōī bhī sādhū-santa aisē nahī̃ samjhātē ki ātma-abhimānī hō baiṭhō .
14None of the sages or holy men say that you should sit in soul consciousness.
14Yah ēk bāp hī samjhātē haĩ aur kiskō kahnē āyēgā nahī̃ .
15Only the one Father says this. 16No one else would know how to say this.
15Yah yukti kōī batā nahī̃ sakē̃gē .
17No one else can show you this method.
16Tum bachchē bhī samajhtē hō ham ātmā haĩ .
18You children understand that you are souls.
17Ātmā hī ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētī hai .
19A soul sheds a body and takes another.
18Kab barrister , kab doctor bantī hai .
20Sometimes a soul becomes a barrister and sometimes a doctor.
19Ātmā hī abhī patit banī hai phir pāvan banēgī .
21Souls have now become impure and will then become pure.
20Ātmā mē̃ gyān dhāraṇ hōtā hai .
22The soul imbibes this knowledge.
21Bāp nirākār gyān kā sāgar hai tō jarūr ākar gyān sunāyēṅgē nā .
23The incorporeal Father is the Ocean of Knowledge and He therefore definitely comes and speaks this knowledge.
22Patit-pāvan hai tō jarūr ākar pāvan banāyēṅgē .
24He is the Purifier and He therefore definitely comes and purifies you.
23Vah hai supreme parampitā paramātmā .
25He is the Supreme: the Supreme Father, the Supreme Soul.
24Maĩ tumhārā bāp supreme hū̃ , knowledgeful hū̃ .
26I am your Father, the Supreme, the One who is full of knowledge.
25Mujhē apnā śharīr nahī̃ hai .
27I do not have a body of My own.
26Yah sab knowledge tumhārī ātmā dhāraṇ kartī hai tō tumkō ātma-abhimānī bannā hai .
28You souls have to imbibe all of this knowledge. 29Therefore, you have to become soul conscious.
27Dēh-abhimān nahī̃ rakhnā hai aur kōī aisī jagah nahī̃ jahā̃ sunnē aur sunānē vālē dōnō̃ dēhī-abhimānī hō̃ .
30Don't have any body consciousness. 31There’s no other place where the one who speaks and those who listen are both soul conscious.
28Bāp tō hai hī nirākār .
32The Father is incorporeal.
29Vah ākar tumkō rājyōg sikhlātē haĩ .
33He comes and teaches you Raja Yoga.
30Bākī sab manuṣhya haĩ hī dēh-abhimānī .
34All other human beings are body conscious.
31Bhal in lakṣhmī-nārāyaṇ kē liē kahē̃gē - yah ātma-abhimānī thē phir bhī dēhbhān tō rahtā hai nā .
35You say that Lakshmi and Narayan were soul conscious, but they were still aware of their bodies.
32Yah gyān parampitā paramātmā hī ākar dētē haĩ .
36Only the Supreme Father, the Supreme Soul, comes and gives you this knowledge.
33Ātmā kō dhāraṇ karnā hōtā hai .
37You souls have to imbibe it.
34Ātmā kō hī patit sē pāvan hōnē key|kī yukti batātē haĩ .
38He only shows you souls the way to become pure from impure.
35Abhī sārī duniyā kā down fall hai phir rise karnē ātē haĩ .
39It is now the downfall of the whole world and He has come to make it rise.
36Yah tum bachchē jāntē hō .
40Only you children know this.
37Down fall mānā destruction rise mānā construction .
41“Downfall” means destruction and “rise” means construction.
38Sthāpanā aur vināśh . 39Sthāpanā kiskī ?
42Establishment and destruction - establishment of what?
40Naī duniyā key|kī , svarg key|kī sthāpanā aur phir purānī duniyā hell , nark kā vināśh .
43Establishment of the new world of heaven. 44Then there is the destruction of the old world of hell.
41Destruction aur construction .
45Destruction and construction.
42Kaliyug hai purānī duniyā , iskā vināśh jarūr chāhiē .
46The iron age is an old world and it definitely has to be destroyed.
43Vināśh key|kī niśhānī - yah mahābhārī mahābhārat laṛāī hai .
47The symbol of destruction is this great Mahabharat War.
44Mahābhārat kā vr̥itānt mahābhārat śhāstra mē̃ dikhātē haĩ .
48They have described the Mahabharat War in the Mahabharata scripture.
45Bāp , brahmā dvārā sthāpanā kartē haĩ .
49The Father carries out establishment through Brahma.
46Sō tō jarūr naī duniyā key|kī karē̃gē nā .
50He definitely establishes a new world.
47Yah hai bēhad kā vināśh aur bēhad key|kī sthāpanā , bāp hī nayā makān banāyēṅgē - bachchō̃ kē liē .
51This is an unlimited destruction and unlimited establishment. 52Only a father would construct a new home for his children.
48Phir purānā jarūr khalās karāyēṅgē .
53He would then definitely have the old one demolished.
49Tum samajhtē hō - bābā ab naī duniyā sthāpan kar rahē haĩ .
54You now understand that Baba is establishing the new world.
50Tamōpradhān sē phir satōpradhān banānē kē liē hamkō taiyār kar rahē haĩ .
55He is preparing you in order to make you satopradhan from tamopradhan.
51Vināśh kē liē mahābhārat key|kī laṛāī maśhhūr hai .
56The Mahabharat War is very well known for destruction.
52Kahtē haĩ yah vahī samay hai .
57They say: “This is that same time.”
53Vahī stars ākar āpas mē̃ milē haĩ jō mahābhārat K|kē samay thē .
58The same stars that were there at the time of the Mahabharat War have now come together again.
54Is sīṛhī mē̃ bhī likhā gayā hai bhārat K|kē utthān aur patan key|kī adbhut kahānī .
59It is written on the picture of the ladder: The amazing story of the rise and fall of Bharat.
55Is line mē̃ kalp-kalp akṣhar bhī ānā chāhiē .
60The words “every cycle” should also be added to that line.
56Śhurū sē ant tak manuṣhya 84 janma lētē haĩ .
61Human beings take 84 births from the beginning to the end.
57Yah bhī tumhārī buddhi mē̃ hai .
62You have this in your intellects.
58Manuṣhyō̃ key|kī buddhi kō tō ēkdam godrēj kā tālā lagā huā hai .
63The intellects of human beings are completely locked with Godrej locks.
59In bātō̃ kō manuṣhya kō jānnā hai .
64Human beings have to know these things.
60Ātmāyē̃ yahā̃ śharīr dhāraṇ kartī haĩ part bajānē .
65Souls adopt bodies here in order to play their parts.
61Tō drama K|kē ādi-madhy-ant K|kē creator , director , mukhya actors ādi kō jānnā chāhiē nā .
66Therefore, you should know the beginning, the middle and the end, as well as the Creator, the Director and main actors of this drama.
62Abhī tumkō drama K|kē ādi-madhy-ant , who is who , sārē drama kā patā paṛ gayā hai - śhurū sē lēkar ant tak .
67You now know the beginning, the middle and the end of the drama: who’s who in this whole drama, from the beginning to the end.
63Bāp dvārā yah knowledge sārī mil rahī hai .
68You receive all of this knowledge from the Father.
64Sr̥iṣhṭi chakra kaisē phirtā hai . 65Inkō kahā jātā hai rūhānī knowledge .
69How the world cycle turns is called spiritual knowledge.
66Jismānī gyān kō philosophy kahā jātā hai .
70The knowledge of physical aspects is called philosophy.
67Spiritual knowledge , rūhānī knowledge kō gyān kahā jātā hai .
71Spiritual knowledge is called gyan.
68Ab yah sab bātē̃ bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ biṭhāī haĩ .
72All of these things are made to sit in the intellects of you children.
69Bachchē jāntē haĩ ab 84 janmō̃ kā nāṭak pūrā hōtā hai .
73You children know that this play of 84 births is now coming to an end.
70Abhī ham vāpis jātē haĩ parantu patit kōī vāpis jā na sakē .
74We are now to return home. 75However, no impure human being can return home.
71Nahī̃ tō itnē jap tap tīrtha ādi kyō̃ kartē .
76Otherwise, why would people go on so many pilgrimages and do so much tapasya, chanting, etc?
72Pavitra bannē liē hī gaṅgā snān karnē jātē haĩ , parantu ussē kōī pāvan tō ban nahī̃ saktē isliē vāpis kōī jā nahī̃ saktē .
77They go to bathe in the Ganges in order to become pure, but no one can become pure through that. 78This is why no one can return home.
73Gapōṛē tō bahut lagātē haĩ ki phalānā pār nirvāṇdhām gayā , jyōti jyōt samāyā .
79They tell many lies, saying that so-and-so went to Nirvana, the land beyond, or that they merged into the light.
74Bāp nē samjhāyā hai vāpis kōī jātā nahī̃ hai .
80The Father has explained that no one can return home.
75Sab actors yahā̃ hī haĩ .
81All the actors are here.
76Abhī nāṭak pūrā hōtā hai tō sabhī stage par khaṛē huē haĩ . 77Abhī sab yahā̃ maujūd haĩ .
82The play is now coming to an end and everyone is therefore on stage; all are now present here.
78Manuṣhyō̃ kō patā nahī̃ ki bauddhī , kriściyan ādi kahā̃ haĩ .
83People don't know where the Buddhists and Christians, etc. are.
79Tum samajhtē hō jō sab ātmāyē̃ ūpar sē yahā̃ āī haĩ vah sab is samay tamōpradhān haĩ .
84You understand that all the souls that have come from up above are tamopradhan at this time.
80Tamōpradhān sē satōpradhān kalp pahlē bhī banē thē .
85You became satopradhan from tamopradhan in the previous cycle too.
81Bāp hī ākar sthāpanā , vināśh karātē haĩ .
86Only the Father comes and inspires this establishment and destruction.
82Kahtē bhī haĩ yah gyān rājāō̃ kā rājā banānē vālā hai .
87It is said that this knowledge is for making you into the kings of kings.
83Yah bēhad K|kē bāp nē kahā hai ki maĩ tumkō rājāō̃ kā rājā banātā hū̃ .
88The unlimited Father says: I make you into kings of kings.
84Śhrīkr̥iṣhṇa tō sthāpanā nahī̃ karātē .
89Shri Krishna doesn’t have establishment carried out.
85Creator bāp hai .
90The Father is the Creator.
86Bāp hī ākar samjhātē haĩ ki tum mujhē bulātē hī tab hō jabki sr̥iṣhṭi patit hai .
91The Father Himself comes and explains: Only when the world is impure does everyone call out to Me.
87Aisē nahī̃ ki maĩ naī sr̥iṣhṭi rachtā hū̃ .
92It isn't that I create a new world (from nothing).
88Jaisē dikhātē haĩ pralay huī , yah sab wrong hai .
93They show total annihilation taking place; all of that is wrong.
89Manuṣhya bulātē hī haĩ ki hē patit-pāvan āō tō jarūr patit duniyā mē̃ āyēṅgē nā .
94People call out: O Purifier, come! 95Therefore, He definitely comes into the impure world.
90Bāp hī ākar śhrīkr̥iṣhṇapurī kā sākṣhātkār karātē haĩ .
96The Father comes and gives you visions of the land of Shri Krishna.
91Dikhātē haĩ śhrīkr̥iṣhṇa pīpal K|kē pattē par sāgar mē̃ āyā . . . yah hai ṭhīk bāt .
97They show that Shri Krishna came, floating on a pipal leaf in an ocean. 98That is right.
92Naī duniyā mē̃ first śhrīkr̥iṣhṇa hī ātē haĩ .
99Shri Krishna comes first into the new world.
93Sāgar mē̃ nahī̃ parantu garbh mahal mē̃ ātē haĩ .
100He doesn't come in an ocean, but in the palace of a womb.
94Aṅgūṭhā chūstē , baṛē ārām sē garbh mahal mē̃ rahtē haĩ .
101He sucks his big toe and stays in great comfort in the palace of a womb.
95Satyug mē̃ jō bhī bachchē hōtē haĩ - garbh mahal mē̃ rahtē haĩ .
102All the babies born in the golden age stay in the palace of a womb.
96Unhōnnē garbh mahal key|kī bāt kō phir sāgar mē̃ pattē par baiṭh dikhāyā hai .
103They have portrayed the aspect of the palace of a womb as floating on the ocean on a pipal leaf.
97Vah sab hai bhakti mārg key|kī bātē̃ .
104All of those things belong to the path of devotion.
98Bāp in sab śhāstrō̃ kā sār baiṭh samjhātē haĩ .
105The Father sits here and tells you the essence of all of those scriptures.
99Yahā̃ garbhajail mē̃ rahtē haĩ tab kahtē haĩ hamkō bāhar nikālō .
106Here, you stay in the jail of a womb. 107This is why you say: Let me out!
100Phir ham pāp nahī̃ karē̃gē .
108I will not commit sin any more!
101Parantu rāvaṇ key|kī duniyā mē̃ pāp tō hōtē hī haĩ . 102Phir bhī pāp karnē lag paṛtē haĩ .
109However, in Ravan’s world, there is sin anyway and you then begin to sin once again.
103Tum ādhākalp jēl birds ban jātē hō .
110You become jailbirds for half a cycle.
104Chōr lōgō̃ kō jēl birds kahtē haĩ .
111Thieves are called jailbirds.
105Bāhar nikaltē rahtē phir bhī chōrī kartē rahtē haĩ aur jēl mē̃ jānā paṛtā hai isliē jēl birds kahtē haĩ .
112As soon as they come out, they steal again and end up in jail again; this is why they are called jailbirds.
106Bāp nē samjhāyā hai yah rāvaṇ rājya hai .
113The Father has explained that this is Ravan’s kingdom.
107Vahā̃ tō yah bātē̃ hōtī hī nahī̃ .
114These things don't exist there.
108Vah hai hī rāmrājya .
115That is Rama’s kingdom.
109Vahā̃ na garbhajail hai aur na vah jēl hōtā hai .
116There, there is neither the jail of a womb nor any other jail.
110Yahā̃ tō kitnē manuṣhya jēl mē̃ paṛē rahtē haĩ .
117Here, so many people just stay in jail.
111Garbh jēl hai tō vah bhī jēl hai . 112Double jēl hai .
118There is the jail of a womb and also the other jail and so it is a double jail.
113Kaliyug kā ant hai nā .
119It is now the end of the iron age.
114Bāp samjhātē haĩ tum bachchē abhī construction kar rahē hō .
120The Father explains: You children are now carrying out construction.
115Rise aur fall , her|har kalp hōtā hī rahtā hai .
121There continues to be the rise and fall every cycle.
116Rise aur fall duniyā kā hōtā hai . 117Usmē̃ mukhya part hai bhārat kā .
122There is the rise and fall of the world and Bharat has the main part in this.
118Gātē bhī rahtē haĩ ātmā paramātmā alag rahē bahukāl . . . . tō uskā bhī hisāb chāhiē nā .
123They continue to sing: Souls were separated from the Supreme Soul for a long time. 124Therefore, there has to be a calculation for this.
119Kaun see|sī|C ātmāyē̃ bahutkāl sē alag rahī haĩ .
125Which souls remained separated for a long time?
120Pahlē-pahlē dēvī-dēvtā dharm key|kī ātmāyē̃ ātī haĩ part bajānē .
126The souls of the deity religion come to play their parts first.
121Abhī vah dēvtā haĩ nahī̃ , jō rājya karkē jātē haĩ , unhō̃ K|kē chitra niśhāniyā̃ rahtī haĩ .
127Those deities don't exist now. 128There are the signs and pictures of those who existed and ruled.
122Rājāī tō khatm hō gaī .
129The kingdoms have finished.
123Heaven khalās hō jātā hai tō phir hell hōtā hai phir hell khatm tō heaven bantā hai .
130When heaven comes to an end, it becomes hell. 131Then, when hell finishes, it becomes heaven.
124Tō naī duniyā kā construction hōtā hai aur hell kā destruction hōtā hai .
132There is the construction of the new world and the destruction of hell.
125Construction kē liē bachchē chāhiē nā .
133You children are needed for the construction.
126Rahnē vālē bhī tum hō .
134You are the ones who are going to reside there.
127Pahlē tō tumkō daivī guṇō̃ vālā dēvtā bannā paṛē .
135First of all, you have to become deities with divine virtues.
128Yah bhī gāyan hai manuṣhya sē dēvtā . . . mūt palītī manuṣhya haĩ nā .
136It is remembered that it didn't take God long to change humans into deities. 137Human beings are now very impure.
129Bhagvānuvāch - gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē kamal fool|phūl samān bannā hai .
138God speaks: While living at home, live like a lotus!
130Yah is mr̥ityulōk kā hai hī antim janm , ismē̃ pavitra bannā hai .
139This is your last birth in the land of death. 140Therefore, become pure.
131Yah achchhī rīti samjhānā chāhiē .
141Explain this very clearly.
132Ham yah mr̥ityulōk kā antim janm pavitra rahtē haĩ .
142We remain pure in this last birth of the land of death.
133Bāp kahtē haĩ - in vikārō̃ par jīt pānē sē tum viśhva kā mālik banē̃gē .
143The Father says: By conquering these vices, you will become the masters of the world.
134Bachchē bhī sunkar phir aurō̃ kō samjhātē haĩ ki is purānī duniyā kā vināśh sāmnē khaṛā hai .
144You children listen to this and then explain to others that the destruction of this old world is just ahead.
135Yah vahī mahābhārat key|kī laṛāī hai , kām mahāśhatru hai , isliē pratigyā karō .
145This is the same Mahabharat War. 146Lust is the greatest enemy. 147This is why you have to make a promise.
136Abhī tum samajhtē hō ham pavitra bantē haĩ .
148You now understand that you are becoming pure.
137Is purānī duniyā kā vināśh jarūr hōnā hai , unkē pahlē pavitra jarūr bannā hai .
149This old world is definitely going to be destroyed. 150Before that happens, you definitely do have to become pure.
138Vināśh hōtā hai phir tō bāt mat pūchhō - hāhākār hō jātā hai , bahut kaṛā maut hai .
151When destruction takes place, there will be such cries of distress, don't even ask! 152The deaths will be very severe.
139Tum dēkh bhī nahī̃ sakē̃gē .
153You won't even be able to watch them.
140Kōī kā operation hōtā hai tō kamjōr lōg ṭhahartē nahī̃ , gir paṛtē haĩ isliē doctor lōg families kō tō allow nahī̃ kartē .
154When someone has an operation, weak ones can't stand there; they would just faint. 155This is why doctors don't allow families to go there.
141Yah tō kitnā bhārī operation hōgā .
156This is going to be such a big operation.
142Ēk dō kō mārtē rahē̃gē .
157They will continue to kill one another.
143Yah hai dirty duniyā , kāṇṭō̃ kā jaṅgal .
158This dirty world is a forest of thorns.
144Satyug kō kahā jātā hai garden of flowers , phūlō̃ kā bagīchā .
159The golden age is called a garden of flowers.
145Dēvtāyē̃ chaitanya fool|phūl haĩ nā .
160Deities are living flowers.
146Manuṣhya tō samajhtē haĩ bahiśht mē̃ kōī phūlō̃ kā bagīchā hōtā hai , jō suntē haĩ sō kah dētē haĩ .
161Human beings think that there is a garden of flowers in Bahist (heaven). 162They just say whatever they have heard.
147Garden of|off allāh kahtē haĩ nā , phir dhyān mē̃ bhī garden dēkhē̃gē . 148Allāh nē hāth mē̃ phūl diyā .
163They speak of the Garden of Allah. 164They even see gardens in trance and think that Allah put a flower in their hand.
149Buddhi mē̃ hī khudāī bagīchā hai .
165They imagine God's garden.
150Bhakti mārg mē̃ sākṣhātkār karnē kē liē bhakti kartē haĩ .
166People on the path of devotion perform devotion in order to receive visions.
151Sākṣhātkār huā tō kahē̃gē sarvavyāpī hai nā .
167When they have a vision, they say that it means He is omnipresent.
152Jō past huā sō phir hōgā .
168Whatever happened in the past will happen again.
153Bachchē jis pōśhāk mē̃ , jaisē āyē haĩ , aisī pōśhāk mē̃ phir kalp bād āyēṅgē .
169Whatever costumes children have come in, they will come here in this same costumes again after a cycle.
154Drama kō kōī achchhī rīti samajhtē haĩ , bābā kē pās kōī ātē haĩ tō bābā pūchhtē haĩ āgē kab āyē hō ?
170Some understand the drama very well. 171When someone comes to meet Baba, Baba asks him: Have you ever been here before?
155Kahtē haĩ - hā̃ bābā āpsē kalp āgē bhī milē thē , āpsē varsā lēnē āyē thē .
172He would say: Yes Baba. 173I met you in the previous cycle too. 174I came to claim my inheritance from You.
156Bāp pūchhtē haĩ kyā martabā pāyā thā ?
175The Father asks: What status did you claim?
157Bābā mama kahtē haĩ tō jarūr unhō̃ K|kē gharānē mē̃ āyēṅgē .
176Since you speak of Mama and Baba, you will definitely come in their dynasty.
158Bābā kahtē haĩ aisā puruṣhārth karō jō ūñch pad pāō .
177Baba says: Make such effort that you claim a high status.
159Yah sab bātē̃ tumhārī buddhi mē̃ haĩ .
178All of these things are in your intellects.
160Barōbar laṛāī bhī hai , nark vināśh tō hōnā hī hai .
179There truly is to be a war. 180Hell has to be destroyed.
161Tumhārē pās|pass chitra baṛē first class haĩ .
181You have first-class pictures.
162Yah śhrīkr̥iṣhṇa K|kē dō gōlē vālā chitra bhī chhapānā chāhiē , ismē̃ baṛā clear hai .
182You should also print the picture of Shri Krishna with the two globes. 183That is very clear.
163Svarg K|kē dvār khultē haĩ tō nark taraph lāt hai .
184While the gates to heaven are being opened, he is kicking hell away.
164Tumhārā bhī mũh hai svarg taraph , yah tō bilkul accurate bāt hai .
185You are also facing heaven. 186It is absolutely accurate.
165Jāntē hō abhī hamkō ghar jānā hai tō ghar kō hī yād karnā paṛē .
187You know that you now have to return home. 188Therefore, you have to remember the home.
166Purānī duniyā kō bhūlnā paṛē , iskō kahā jātā hai bēhad kā vairāgya .
189You have to forget the old world. 190This is called unlimited disinterest.
167Purānī duniyā kō chhōṛ ham bābā kē pās jātē haĩ .
191We leave the old world and go to Baba.
168Yād kī yātrā sē hī jāyēṅgē .
192We will only go there by staying on the pilgrimage of remembrance.
169Mukhya hai hī yād kī bāt .
193The main thing is remembrance.
170Yād tō sab kartē haĩ nā .
194Everyone remembers Him.
171Abhī bāp yathārth bāt ākar samjhātē haĩ ki mujhē yād karō .
195The Father comes and tells you correctly: Remember Me!
172Yah hai avyabhichārī yād sō bhī arth|earth sahit .
196This remembrance is unadulterated and also meaningful.
173Tum jāntē hō śhivbābā bhī bindī hai .
197You know that Shiv Baba is a point.
174Apnē kō bhī ātmā bindī samajhē̃ , bāp kō bhī bindī samajhē̃ .
198Consider yourselves to be souls, points, and also consider the Father to be a point.
175Naī bāt dēkh bhūl jātē haĩ .
199When you see something new, you forget.
176Apnē kō ātmā samajh phir bāp kō aur apnē ghar kō yād karnā hai .
200Consider yourselves to be souls and remember the Father and the home!
177Achchhā bindī chhōṭī lagtī hai , ghar tō baṛā hai nā . 178Ghar kō yād karō .
201OK, if you find a point too tiny to remember, your home is vast, so remember your home.
179Bābā bhī vahā̃ rahtē haĩ .
202Baba too resides there.
180Ham tum vahā̃ jāyēṅgē jahā̃ bābā rahtē haĩ .
203You and I will go where Baba resides.
181Bindī yād nahī̃ paṛtī hai , achchhā ghar tō yād paṛtā hai nā , vah hai śhāntidhām aur vah hai sukhdhām .
204If you’re unable to remember a point, then at least you’re able to remember the home. 205That is a land of peace and the other is a land of happiness.
182Yah hai duḥkhdhām .
206This is a land of sorrow.
183Abhī tum number-vār puruṣhārth anusār paṛh rahē hō phir sukhdhām mē̃ ā jāyēṅgē .
207You are now studying, numberwise, according to your efforts, and you will then go to the land of happiness.
184Bāp K|kē bachchē haĩ tō jarūr svarg kī bādśhāhī chāhiē .
208You are children of the Father and you would therefore definitely want the sovereignty of heaven.
185Kalp pahlē bhī śhivbābā āyā thā , svarg kī bādśhāhī dī thī .
209Shiv Baba also came in the previous cycle and gave you the sovereignty of heaven.
186Tum bhūl gayē hō .
210You have now forgotten that.
187Bāp kahtē haĩ - abhī phir āyā hū̃ , tumkō dēnē .
211The Father says: I have come once again to give it to you.
188Kitnē bār tumnē rājāī lī aur ganvāī hai .
212You have received and lost the kingdom so many times!
189Anginat bār varsā liyā hai phir bhī aisē bāp kō bhūl kyō̃ jātē hō !
213You have claimed your inheritance countless times. 214In that case, why do you forget such a Father?
190Māyā K|kē tūphān sē bahut laṛāī hōtī hai isliē nāṭak bhī dikhātē haĩ - māyā us taraph khīñchtī hai , prabhū is taraph khīñchtē haĩ .
215There are many battles with the storms of Maya. 216This is why a play shows Maya pulling you from one side and God pulling you from the other side.
191Gyān mē̃ vighna nahī̃ paṛtē , yād mē̃ vighna paṛtē haĩ , ismē̃ hī mēhnat hai .
217There are no obstacles in this knowledge, but there are in remembrance. 218This requires effort.
192Ab bāp kahtē haĩ - mahārathī banō .
219The Father says: Now become maharathis.
193Is purānī duniyā kō tō āg lagnī hai .
220This old world is to be set on fire.
194Is yagya mē̃ sārī purānī duniyā svāhā hōnī hai tō mahāvīr bhī bannā hai .
221The whole of the old world is to be sacrificed into this sacrificial fire. 222Therefore, become mahavirs.
195Tum bachchō̃ kō akhaṇḍ , aṭal , aḍōl rājya pānā hai .
223You children have to claim the unshakeable, immovable kingdom.
196Tumhārā buddhiyōg bāp kē sāth aisā rahē jō bhal kitnā bhī tūphān āyē , māyā kuchh kar na sakē .
224Your intellects have to be connected in yoga to the Father in such a way that, no matter how many storms come, Maya can’t do anything.
197Yah hai tumhārī pichhāṛī key|kī avasthā , jab transfer hōnā hōtā hai .
225This will be your stage at the end, when you are to be transferred.
198Jaisē school mē̃ imtihān pichhāṛī kō hōtē haĩ , tumhārī mālā bhī pichhāṛī mē̃ banē̃gī .
226In a school, examinations take place at the end. 227Your rosary will also be created at the end.
199Tumkō bahut sākṣhātkār hōgā - phalānē yah banē̃gē , phalānā yē banēgā .
228You will have many visions: So-and-so will become this and so-and-so will become that.
200Yē dāsī banēgī . . . yē sab batāyēṅgē .
229This one will become a maid, etc. 230Everything will be shown.
201Us samay tō kuchh bhī kar nahī̃ sakē̃gē , phir pachhtānā paṛēgā , yah hamnē kyā kiyā !
231At the time of the end, you won't be able to do anything and there will have to be repentance. 232“What have I done?
202Śhrīmat par kyō̃ nahī̃ chalā !
233Why did I not follow shrimat?”
203Parantu ant samay mē̃ kuchh hō nahī̃ sakēgā .
234However, you won’t be able to do anything at that time.
204Aisē bahut pachhtātē haĩ .
235Many repent in that way.
205Manuṣhya kiskā khūn kar phir bād mē̃ pachhtātē haĩ .
236People kill others and repent later on.
206Parantu khūn tō hō gayā phir kyā kar sakē̃gē isliē bāp kahtē haĩ - ġaphlat mat karō , apnā puruṣhārth kartē rahō .
237However, the killing already took place and so what can be done then? 238This is why the Father says: Don't be careless! 239Continue to make your own efforts.
207Achchhā !
240Achcha.
208Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
241To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
209Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
242The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
210Dhārṇā kē liē mukhya sār :
243Essence for dharna:
2111 ) 84 janmō̃ kā nāṭak abhī pūrā hōtā hai , vāpas ghar chalnā hai , isliē ātma-abhimānī rah pāvan bannā hai .
2441. The play of 84 births is now coming to an end. 245You now have to return home. 246Therefore, remain soul conscious and become pure.
212Dēh-abhimān miṭānā hai .
247Remove all body consciousness.
2132 ) arth|earth sahit apnē kō ātmā bindū samajh , bindū bāp key|kī avyabhichārī yād mē̃ rahnā hai .
2482. Consider yourself to be a soul, a point, and with the true meaning of that in your mind, stay in unadulterated remembrance of the Father, a Point.
214Mahāvīr ban apnī avasthā aḍōl , achal banānī hai .
249Become a mahavir and make your stage unshakeable and immovable.
Blessing
215Vardān : vyarth key|kī leakage kō samāpt kar samarth bannē vālē cum|kam kharcha bālānaśhīn bhav
250Blessing: May you spend less and bring about greater glorification and become powerful by stopping any wasteful leakage.
216Saṅgamyug par bāpdādā dvārā jō bhī khajānē milē haĩ un sarv khajānō̃ kō vyarth jānē sē bachāō tō cum|kam kharcha bālānaśhīn ban jāyēṅgē .
251Save all the treasures that you have received from BapDada at the confluence age from any wastage and you will become one who brings about greater glorification with less expenditure.
217Vyarth sē bachāv karnā arthāt samarth bannā .
252To save anything from being wasted means to become powerful.
218Jahā̃ samarthī hai vahā̃ vyarth jāyē - yah hō nahī̃ saktā .
253It is not possible for there to be any wastage where there is power.
219Agar vyarth key|kī leakage hai tō kitnā bhī puruṣhārth karō , mēhnat karō lēkin śhaktiśhālī ban nahī̃ saktē , isliē leakage kō check kar samāpt karō tō vyarth sē samarth hō jāyēṅgē .
254If there is any wasteful leakage, then, no matter how much effort you make or hard work you do, you cannot become powerful. 255This is why you have to check any leakage and stop it. 256Then, from being wasteful, you will become powerful.
Slogan
220Slōgan : pravr̥itti mē̃ rahtē sampūrṇ pavitra rahnā - yahī yōgī va gyānī tū ātmā key|kī challenge hai .
257Slogan: To remain completely pure while living at home with your family is the challenge of a yogi and gyani soul.
258*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
221Yē avyakt iśhārē - apavitratā K|kē bīj kō bhī samāpt kar sampūrṇ svachchha ( pavitra ) banō
259Avyakt Signal: Finish the seed of impurity and become completely clean (pure).
222Paramātma gyān key|kī navīntā pavitratā hai .
260The newness of God’s knowledge is purity.
223Falak sē kahtē hō nā ki āg-kapūs ikaṭṭhā rahtē bhī āg nahī̃ lag saktī .
261You say with spiritual intoxication that even when cotton wool lives with fire, it cannot catch fire.
224Āp lōg bhāṣhaṇō̃ mē̃ bhī kahtē hō ki pavitratā K|kē binā yōgī tū ātmā , gyānī tū ātmā ban hī nahī̃ saktē .
262You even say in your lectures that, without purity, you cannot become yogi and gyani souls.
225Tō yah challenge ab practical rūp mē̃ lāō .
263So, now put this challenge into practice.