रविवार 30 अगस्त 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
030-08-26 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 13-04-11 madhuban
030/08/26 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 13/04/2011
1Jvālāmukhī agni svarūp yōg key|kī śhakti sē saṅskārō̃ kā saṅskār karō , apnē chalan , chēhrē , dr̥iṣhṭi , vr̥itti aur saṅkalp sē bāp kō pratyakṣha karō
1Use your volcanic fire of the power of yoga to have the cremation ceremony of sanskars. 2Reveal the Father with your behaviour, face, vision, attitude and thoughts.
2Āj bachchō̃ K|kē pyār nē pyār K|kē sāgar kō bhī apnē pās|pass bulā liyā .
3Today, the love of the children enabled them to bring the Ocean of Love to them.
3Bāpdādā kō khuśhī hai ki bachchō̃ kā bāp sē dil kā pyār achchhā hai aur sadā hī is pyār K|kē ādhār sē bāp samān ban hī jāyēṅgē .
4BapDada is pleased that you children have love for the Father in your hearts and, on the basis of constantly having this love, you will definitely become equal to the Father.
4Vaisē bhī bāpdādā nē pyār key|kī subject mē̃ bachchō̃ kō āgē rakhā hai .
5In any case, BapDada has placed you children ahead in the subject of love.
5Tō āj bachchō̃ nē apnē pyār key|kī tār mē̃ bāndh pyār K|kē sāgar kō madhuban mē̃ viśhēṣh bulā liyā .
6Today, you children have tied Him with the string of your love and especially called the Ocean of Love to Madhuban.
6Aisā pyār sadā emerge rahē .
7Let such love constantly remain emerged.
7Dilārām bāp kō bhī bachchō̃ K|kē dil kā pyār sadā pahuñchtā rahtā hai lēkin number-vār jarūr hai .
8The love of you children’s hearts constantly continues to reach the Father, the Comforter of Hearts, but it is definitely numberwise.
8Bāp yah chāhtā hai ki pyār key|kī niśhānī hai ki sadā har ēk K|kē dil mē̃ dilārām sāth rahē , kōī bhī bachchā akēlā na hō , combined hō .
9The Father wishes that the sign of this love should be that the Comforter of Hearts remains constantly in each one’s heart, that no child should be alone, you should all be combined.
9Tō check karnā sadā combined rahtē hō vā kab kab akēlē bhī ban jātē hō ?
10Check whether you remain constantly combined or whether you sometimes become alone.
10Akēlē mē̃ māyā apnā chance lē lētī hai isliē bāpdādā sadā kahtē haĩ dilārām kō sadā dil mē̃ basā lō .
11When you are alone, Maya takes her chance and this is why BapDada says: Let the Comforter of Hearts be constantly settled in your heart.
11Iskō kahā jātā hai sachchā aur sadā pyār .
12This is called true and constant love.
12Tō kabhī akēlē bantē hō ki sadā sāth rahtē hō ?
13Do you sometimes become alone or do you remain constantly combined?
13Her|har bachchē kā vāydā kyā hai ?
14What is the promise that each child has made?
14Khās madhuban nivāsiyō̃ kā naśhā hai ki sāth haĩ , sāth chalē̃gē , sāth rājya karē̃gē . 15Aisē hī jō viśhēṣh bahut-bahut mīṭhē nimitt bachchē baiṭhē haĩ , unhō̃ kā tō bāp sē dil kā vāydā hai aur majority kā practical bhī hai jō sadā combined rūp mē̃ rahtē haĩ lēkin number-vār haĩ .
15You residents of Madhuban especially have the intoxication that you are together, that you will return home together and that you will come to rule the kingdom together. 16Similarly, those very, very sweet instrument children who are sitting here have promised the Father with their hearts - for the majority, it is also in a practical form - that you will constantly stay in the combined form.
16Bāp chāhtē haĩ her|har bachchā , mahārathī nimitt bachchē tō aurō̃ kō bhī apnē chēhrē dvārā bāp kā sākṣhātkār karānē vālē haĩ . 17Unhō̃ K|kē chēhrē aur chalan sē bāp kā prakāśhmay chēhrā aur sāth mē̃ bāp jaisī nyārī aur pyārī chalan kā sākṣhātkār hōtā rahtā hai .
17However, it is numberwise. 18BapDada wants every maharathi instrument child to grant a vision of the Father with their faces, and that visions of the Father’s face, filled with light and of His lovely and unique behaviour continue to be granted with their faces and behaviour. 19You saw Father Brahma.
18Brahmā bāp kō dēkhā , brahmā bāp nē ant tak bāp key|kī śhrīmat pramāṇ her|har murlī mē̃ kitnā bārī bābā-bābā kahā , gintī karnā her|har murlī mē̃ bābā-bābā kitnē bārī kahtē haĩ , aur apnī sūrat sē , mūrt sē , vachan sē , viśhēṣh nayan aur mastak sē bāp kō pratyakṣha kiyā , āp bachchē tō anubhavī hō ki brahmā bāp kō dēkhtē kyā anubhav hōtā ?
20Till the end, how many times, in every murli, did Father Brahma say “Baba, Baba” according to shrimat? 21Just count that! 22In every murli, he says, “Baba, Baba” so many times, and with his face, image, words and especially has eyes and forehead, he revealed the Father. 23All of you children have experienced this.
19Bāpdādā . 20Sirph bāp śhabda kōī nahī̃ kahtā , sadā har ēk K|kē mukh sē bāpdādā , bāpdādā ikaṭṭhā nikaltā aur anubhav hōtā .
24What do you experience when you look at Father Brahma? 25BapDada. 26No one just says the word “Father” (Bap), but from each one’s lips, the word “BapDada” emerges, for they are experienced together.
21Aisē follow father .
27Follow the Father in the same way.
22Āpkē chēhrē sē , bōl sē , chalan sē , dr̥iṣhṭi sē bāp kī yād svataḥ hī dēkhnē vālē kō āvē .
28Let anyone who looks at you automatically remember the Father through your face, words, behaviour and vision.
23Abhī bāp nē dēkhā ki majority āp sabkā yahī saṅkalp hai ki ham apnē chēhrē yā bōl yā karma dvārā bāp kō pratyakṣha karē̃ .
29The Father saw just now that the majority of you have the thought to reveal the Father through your face, words and deeds.
24Tō follow father .
30So, follow the father.
25Jaisē brahmā bāp nē apnē chalan chēhrē sē , dr̥iṣhṭi sē , vr̥itti sē , saṅkalp sē sadā bāp kō pratyakṣha kiyā , āp sabkō tō anubhav hai nā !
31Father Brahma constantly revealed the Father through his behaviour, face, vision, attitude and thoughts. 32All of you experienced that.
26Akēlā brahmā bāp nahī̃ dēkhtē thē , bāpdādā hī dēkhtē thē .
33It was not Father Brahma alone who was looking at you. 34BapDada was looking at you.
27Kāraṇ ?
35The reason?
28Brahmā bāp nē sadā apnē nayanō̃ mē̃ , mastak mē̃ bāp kō samāyā .
36Father Brahma constantly merged the Father in his eyes and on his forehead.
29Tō āpkē viśhēṣh nayan , mukh , chalan bāpdādā kō samāyā huā pratyakṣha karē̃ .
37Let your eyes, mouth and behaviour reveal BapDada as merged in you.
30Her|har bōl mē̃ sikhānē vālā anubhav hō , yah jō bhī bōl rahī hai , bōl rahā hai iskō sikhānē vālā , ismē̃ śhakti bharnē vālā sarvśhaktivān bāp hai , bhagvān hai .
38Let the One who is teaching you be experienced in your every word: whatever he is saying, whatever she is saying, the One teaching and filling them with power is the Almighty Authority Father, it is God.
31Yah bhagvān K|kē bachchē haĩ , bhagvān K|kē student haĩ , bhagvān kō follow karnē vālē followers nahī̃ , lēkin kadam mē̃ padam banānē vālē haĩ .
39These are the children of God. 40These are the students of God. 41They are not the followers of God who follow God, but those who create multimillions at every step.
32Ab samay bhī āpkā sahyōgī bannē kē liē taiyār hai .
42Now, even the time is ready to co-operate with you.
33Hālatē̃ badal rahī haĩ . 34Jō hālatē̃ na chāhtē bhī bhagvān key|kī yād dilātī haĩ .
43Circumstances are changing and these circumstances are reminding everyone of God even against their conscious wish.
35Tō ēk samay aur dūsrā āp nimitt banē huē dōnō̃ group key|kī viśhēṣhtā hai , ēk viśhēṣh nimitt banē̃ huē madhuban nivāsī haĩ , dūsrā banā banāyā nimitt group meeting mē̃ āyē hō .
44So, one is the time and the other is the speciality of both groups of instruments. 45This group that has come for this meeting is a ready-made group.
36Bāpdādā nē dēkhā majority ānē vālē bachchō̃ key|kī dil mē̃ umaṅg-utsāh hai ki hamē̃ bāp kō pratyakṣha karnā hī hai . 37Chāhē apnī sūrat key|kī sīrat sē , chāhē vāṇī sē , chāhē kōī bhī ātmāyē̃ sambandh-sampark mē̃ haĩ , ājkal āpkī mansā ātmāō̃ K|kē kalyāṇ key|kī bhāvnā sē āpkē connection mē̃ ā rahī haĩ aur ānē bhī chāhtī haĩ .
46BapDada has seen that the majority of you children who have come have zeal and enthusiasm in your hearts: “We are definitely going to reveal the Father” - with your face, with the character of your face, with words, with the connection and relationship to any soul. 47Nowadays, by your serving souls with the benevolent feelings of your minds, souls are coming into connection with you and want to come into connection with you.
38Aur jō bāpdādā nē mansā sēvā kā kārya diyā hai , usmē̃ bhī dēkhā ki jō yōgyukt hōkar mansā sēvā kā abhyās kartē haĩ tō abhī yah vibration chārō̃ ōr kisī na kisī kō pahuñch rahā hai ki hamē̃ kahā̃ sē light key|kī kiraṇē̃ , sukh śhānti key|kī lahar ā rahī hai lēkin kahā̃ sē ā rahī hai , abhī vah spaṣhṭ nahī̃ huā hai .
48It has been seen that, in the task that BapDada has given you of serving with your minds, when you practise serving with your minds whilst being yogyukt, you definitely enable these vibrations to reach someone or other. 49They feel that rays of light and waves of happiness and peace are coming to them from somewhere, but it is not clear to them where they are coming from.
39Ā rahī hai lēkin bhārat K|kē bāpdādā K|kē bachchō̃ sē ā rahī hai , vah spaṣhṭ nahī̃ huā hai .
50These rays and waves are coming, but it is not clear to them that they are coming to them from BapDada’s children from Bharat.
40Nahī̃ tō bhāgē̃gē .
51Otherwise, they would all come running here.
41Abhī aur śhaktiśhālī kiraṇē̃ aisī ātmāō̃ par ḍālō jō unhō̃ kō spaṣhṭ hō jāē , pahuñch rahī hai , śhurū huā hai abhī lēkin thōṛā-thōṛā kōī-kōī key|kī kiraṇē̃ pahuñchnē lagī haĩ , abhī iskō aur śhaktiśhālī banāō .
52Now project even more powerful rays onto those souls, so that it becomes clear to them. 53They are reaching them. 54It has just begun. 55Some rays have begun to reach some of them a little.
42Iskē liē jō vighna paṛtā hai , pahuñchnē mē̃ spaṣhṭ hōnē mē̃ kāraṇ bantā hai , yōg lagātē hō , amr̥itvēlē baiṭhtē hō lēkin jvālāmukhī yōg , uskī kamī hai .
56Now make this even more powerful. 57The thing that creates an obstacle in this, that becomes a reason for them not reaching them clearly, is that although you have yoga, that you sit for amrit vela, volcanic yoga is lacking.
43Iskē kāraṇ ēk tō jin bhaktō̃ kō yā ātmāō̃ kō āp kiraṇē̃ bhējtē hō vah itnī spaṣhṭ nahī̃ hōtī haĩ aur dūsrā jvālāmukhī agni svarūp yōg key|kī śhakti na hōnē mē̃ yā kamī hōnē mē̃ saṅskār jō bīch mē̃ vighna ḍāltē haĩ , vah saṅskār bhī samāpt nahī̃ hōtē haĩ .
58Because of this, the devotees and souls to whom you send these rays do not receive them that clearly. 59Secondly, because of your not having, or lacking, the power of the volcanic fire of yoga, the sanskars that create an obstacle in between cannot be finished.
44Puruṣhārth kartē hō saṅskār parivartan hō jāyē lēkin martē haĩ , jaltē nahī̃ haĩ .
60You make effort for the sanskars to be transformed, and these sanskars do die, but they do not get burnt.
45Jaisē rāvaṇ kō sirph mārtē nahī̃ haĩ , mārnē kē bād jalātē haĩ kyōṅki mārnē kē bād śharīr tō rah jātā hai nā !
61Just as Ravan is not only killed but, after he has been killed, he is burnt, because, even after he is killed, his body still remains.
46Tō aisē hī āp amr̥itvēlē yād mē̃ baiṭhtē hō lēkin yōg agni rūp mē̃ jvālā rūp mē̃ cum|kam hai .
62In the same way, you sit for remembrance at amrit vela, but the yoga of the form of fire, the volcanic form of fire, is lacking.
47Milan manātē hō , rūhrihān kartē hō , apnē jīvan key|kī bātē̃ bhī kartē hō .
63You celebrate a meeting, you have a heart-to-heart conversation, and you also talk about the things in your life.
48Lagātār yōg agni rūp hō , saṅskār kō mārtē jarūr hō , vah martā hai lēkin bīch-bīch mē̃ uṭh jātā hai .
64You have a constant fire of yoga. 65You definitely do kill the sanskars, and those sanskars do die, but they rise up again every now and then.
49Jal jāyēgā tō nām rūp khatm hō jāyēgā .
66When they are burnt, their name and form finish.
50Abhī sabhī bachchē rūhrihān mē̃ bhī kahtē haĩ jitnā chāhtē haĩ utnā nahī̃ hai .
67Now, even in your heart-to-heart conversations, all of you children say that you do not have as much as you want to have.
51Tō bāpdādā āj yah iśhārā dē rahē haĩ kyōṅki special mahāvīr bachchē meeting mē̃ āyē haĩ aur madhuban nivāsī arthāt madhuban mē̃ hai kyā , madhuban arthāt bābā .
68BapDada is giving a signal today because special mahavir children have come to the meeting today and there are the Madhuban residents. 69What is there in Madhuban? 70Madhuban means Baba.
52Madhuban kahnē sē sabkō kyā yād ātā hai ?
71What does everyone remember when you say “Madhuban”?
53Madhuban kā bābā .
72Baba of Madhuban.
54Tō madhuban vālō̃ kō viśhēṣh yah attention rakhnā chāhiē ki madhuban kahnē sē madhuban kā bābā yād ātā hai !
73So, those from Madhuban have to pay this special attention. 74When you say “Madhuban”, do you remember Baba of Madhuban?
55Madhuban mē̃ rahnē vālē kō kis dr̥iṣhṭi sē dēkhtē haĩ ?
75With which vision does everyone look at those who live in Madhuban?
56Madhuban vālē hāth uṭhāō .
76Those from Madhuban, raise your hands!
57Bahut haĩ .
77There are many.
58Chāhē nīchē , chāhē ūpar lēkin āj key|kī sabhā mē̃ sabsē jyādā madhuban nivāsī haĩ .
78Whether at the bottom (Shantivan) or at the top (Pandav Bhavan, Gyan Sarovar, etc.), the maximum number in today’s gathering is of the residents of Madhuban.
59Bāpdādā khuśh hai ki madhuban nivāsī yah kamāl avaśhya dikhāyēṅgē ki her|har madhuban nivāsī K|kē sūrat aur sīrat sē bābā bābā hī dikhāī dē .
79BapDada is pleased that the residents of Madhuban will definitely show the wonder that Baba and Baba alone is visible from the face and character of every resident of Madhuban.
60Bāt sē bāp dikhāī dē kyōṅki madhuban mē̃ yagya sēvā kā bal aur phal bahut miltā hai .
80Let the Father be visible in every situation, because a lot of power (bal) and fruit (fal) is received by serving the yagya in Madhuban.
61Lēnē vālā lēvē , lēkin miltā hai .
81Those who wish to take it can take it; you definitely do receive it.
62Saṅskār kō dēkhnē yā saṅskār milānē mē̃ aur sadā attention dēnē key|kī āvaśhyaktā hai .
82You need to pay greater, constant attention to looking at your sanskars and in harmonising your sanskars.
63Bāpdādā kō her|har madhuban K|kē bachchō̃ sē viśhēṣh pyār hai kyō̃ ?
83BapDada has special love for every child of Madhuban. 84Why?
64Bāp K|kē sthāpan kiyē yagya key|kī sēvā mē̃ svayã kō samarpaṇ kiyā hai .
85Because you have surrendered yourselves to serving the yagya that the Father Himself created.
65Madhuban nivāsiyō̃ kō ēk tō apnē puruṣhārth kā phal mil rahā hai aur dūsrā jō madhuban mē̃ ānē vālē chāhē brāhmaṇ , chāhē naī ātmāyē̃ ātī haĩ unhō̃ key|kī sēvā kā , yagya sēvā hai , sādhāraṇ sēvā nahī̃ hai , yagya sēvā kā extra puṇya bhī miltā hai .
86Firstly, the residents of Madhuban are receiving the fruit of the efforts they have made and secondly, serving the Brahmin souls or new souls that come to Madhuban is service of the yagya; it is not ordinary service. 87You receive extra charity for serving the yagya.
66Agar kōī bhī madhuban nivāsī apnē bāpdādā key|kī śhrīmat par amr̥itvēlē sē rāt tak śhrīmat pramāṇ chaltā hai tō unkō extra , madhuban vālē khud jānē nahī̃ jānē , albēlē rahē̃ tō bhī madhuban kā sēvā kā puṇya miltā jarūr hai .
88If any resident of Madhuban is moving along accurately as per the shrimat received from BapDada, from amrit vela till night time, then he definitely receives extra charity from that. 89Whether those from Madhuban know this or not, or even if they remain careless, nevertheless, they definitely do receive the charity of their service.
67Madhuban nivāsī bannā sādhāraṇ bāt nahī̃ hai .
90It is not an ordinary thing to become a resident of Madhuban.
68Chāhē kōī kaisā bhī kām kar rahā hai , chalō saphāī karā rahā hai . 69Lēkin aisē sādhāraṇ kām kā bhī puṇya bahut hai kyōṅki bāp kā rachā huā yagya hai .
91No matter what type of work someone is doing, even if he is getting the cleaning done, even such ordinary work allows you to create a lot of charity, because it is the yagya that has been created by the Father.
70Is yagya sē hī madhuban mē̃ hī sabhī kō paramātma pyār prāpt hōtā hai isliē sivāē madhuban K|kē bāp kahā̃ bhī nahī̃ ātā hai .
92It is from this yagya, from this Madhuban, that everyone receives God’s love and this is why the Father does not go anywhere except here.
71Yah madhuban kō bāp K|kē ānē kā , milnē kā milānē kā part nūndhā huā hai .
93Madhuban has recorded the Father’s part of coming, of meeting you and of enabling others to meet Him.
72Tō har ēk madhuban vālē apnē puṇya K|kē khātē kō jānō , pahchānō aur us mahān prāpti svarūp banō .
94Each of you residents of Madhuban has to know your account of charity, recognise it and become an embodiment of that great attainment.
73Kuchh bhī hō , āpkā kām hai baṛō̃ tak pahuñchānā , pahuñchāyā arthāt dil sē nikālā , āpkī jimmēvārī pūrī huī .
95No matter what happens, it is your duty to enable that thing to reach the seniors, because to make it reach them means to remove it from your heart. 96Then your responsibility is over.
74Agar āp samajhtē hō kuchh hō nahī̃ rahā hai tō āpkā ismē̃ pāp nahī̃ banēgā . 75Jō jimmēvār hai unhō̃ kā banēgā .
97If you think that nothing is happening about it, you will then not accumulate sin in this; it will be the sin of those who are responsible.
76Āp niśhchint rahō .
98You simply have to remain carefree.
77Dēnā āpkā kām hai , lēkin sōchnā kyā huā , kyā nahī̃ huā , yah kyō̃ nahī̃ huā , vah kyō̃ nahī̃ huā , iskī āpkō āvaśhyaktā nahī̃ hai aur hī vyarth saṅkalp chalē̃gē .
99Your duty is to tell them about it. 100However, to think about what happened and what didn’t happen, why this did not happen, why that did not happen, you don’t need to worry about it, or you would have even more wasteful thoughts.
78Āpkī jō jimmēvārī hai vah āp karō , pahuñchāō .
101You just fulfil your responsibility and enable it to reach them.
79Lēkin pahuñchānē kē bād , pahuñchānā bhī rīti pramāṇ , madhuban nivāsī brāhmaṇ hō , ūñch hō , apnē martabē kō jān aisā kartavya karō jō āpkō sab āpkē kartavya kō sunkar aur bhī sīkhē̃ .
102It has to reach them, and you have to make it reach them according to the custom and system. 103After all, you are Brahmins who are the residents of Madhuban. 104You are elevated, you know your status and carry out such a task that, when others see the tasks you carry out, they also learn.
80Madhuban nivāsī kē ūpar sabhī kō bhāvnā hai , tō aisē bhāvnā vālō̃ kō bhāvnā kā phal dikhāō .
105Everyone has a lot of faith in the residents of Madhuban. 106So, show the fruit of their faith to those who have that faith.
81Madhuban vālō̃ mē̃ bāpdādā jāntē haĩ ki kōī kōī bachchē bahut maryādāpūrvak sva puruṣhārthī , bāp sē snēhī ban sahyōg dēnē vālē bhī bachchē haĩ .
107Among the children of Madhuban, BapDada knows that there are some children who make effort on themselves with the code of conduct, they have love for the Father and co-operate with Him.
82Lēkin bāpdādā yahī chāhtā hai , bāpdādā key|kī chāhnā kyā hai madhuban nivāsiyō̃ kē prati ?
108BapDada wishes: what is BapDada’s wish for the residents of Madhuban?
83Madhuban nivāsī her|har bāp kā bachchā yagya snēhī , sahyōgī ban apnē chalan dvārā sabhī kō bāp kā parichay dē ki ham madhuban nivāsiyō̃ kā kitnā baṛā bhāgya hai , bhāgya kō prasiddh karō kyōṅki yagya nivāsī hō , paramātmā nē kyā rachā pahlē ?
109That every child of the Father who is a resident of Madhuban should be loving and co-operative to the yagya and give everyone the Father’s introduction with their behaviour: “We residents of Madhuban have such great fortune!” 110Reveal your fortune, because you are the residents of the yagya. 111What did God create first of all?
84Yagya rachā . 85Aur yagya key|kī dharnī nimitt madhuban hai .
112He created the yagya, and the land of the yagya is Madhuban.
86Jāntē hō nā madhuban key|kī mahimā , jō jāntē haĩ madhuban key|kī mahimā , vah hāth uṭhāō .
113You know the praise of Madhuban, do you not? 114Those who know the praise of Madhuban, raise your hands!
87Bāpdādā yahā̃ ( sāmnē T . V|we . par ) dēkhtē haĩ .
115BapDada is looking here (seeing on the TV).
88Achchhā , bahut achchhā .
116Achcha, very good.
89Jō nimitt banē huē bachchē haĩ , bāpdādā unhē̃ dēkhkar khuśh hōtē haĩ .
117BapDada is pleased to see that the children have become instruments.
90Sabhī attention dētē haĩ lēkin aur attention dēkē sabkō santuṣhṭ karō tō viśhva kō santuṣhṭī key|kī kiraṇē̃ pahuñchē , yah bhī kārya nimitt vālō̃ kō karnā hai .
118You do pay attention, but you have to pay attention and make them content and let the rays of contentment reach the world. 119Those who have become instruments have to carry out this task too.
91Jō nimitt haĩ unhō̃ kō apnē apnē hands K|kē , saṅskār parivartan karānē mē̃ thōṛī mēhnat karnī paṛēgī .
120The reason for this is that those who are instruments have their own hands. 121You will have to make a little effort in enabling them to transform their sanskars.
92Sēvā karātē hō , rahnē khānē kā prabandh majority centre dētē haĩ lēkin unhō̃ mē̃ śhakti aisī bharō jō bāp sē śhakti lē āpkē sēvāsthān kā vāyumaṇḍal aisā banāyē̃ jō bhī āvē vah pahlē tō vāyumaṇḍal key|kī ākarṣhaṇ mē̃ ā jāyē kyōṅki ājkal sab yahī chāhtē haĩ ki aisē kōī kārya hō jō ānē sē hī anubhav hō kuchh , dēkhnē sē hī anubhav hō kuchh .
122You enable them to do service and for the majority of them, the centre provides their accommodation and food. 123However, now fill them with such power that they take power from the Father and create such an atmosphere in your service place that anyone who comes is first attracted by the atmosphere. 124This is because, nowadays, everyone wants there to be some function which enables them to experience something as soon as they come, so that they have an experience just by seeing it.
93Sunnē kā anubhav hōtā hai , yōg kā anubhav hōtā hai lēkin vāyumaṇḍal kā bhī anubhav hō , yah attention nimitt banī huī ātmāō̃ kō rakhnā , unkī viśhēṣh sēvā hai .
125They experience listening and they experience yoga, but let them also experience the atmosphere. 126The souls who have become instruments have to pay attention to this: this is your special service.
94Svayã agar yōgyukt ban vāyumaṇḍal mē̃ ṭhīk sthiti mē̃ rahtē haĩ tō unkā prabhāv sēvāsthān par automatically paṛtā hai .
127If you yourself remain yogyukt and maintain a good stage in the atmosphere, that automatically creates an impact on the service place.
95Jaisē bāpdādā vā baṛē nimitt ātmāō̃ kā vāyumaṇḍal , vibration paṛtā hai nā .
128There is the influence of BapDada and the senior instruments in the atmosphere and in the vibrations.
96Bāpdādā kā vāyumaṇḍal badaltā hai nā .
129The atmosphere around BapDada changes.
97Tō her|har bachchē kō vāyumaṇḍal banānē kā , kyōṅki abhī apnē centres kā vāyumaṇḍal badalē̃gē tab saṅsār kā vāyumaṇḍal badalēgā , nimitt āpkē sēvāsthān sē .
130So, every child has to create an atmosphere, because only when you change the atmosphere of your centres will the atmosphere of the world change. 131It will happen from your service places.
98Puruṣhārth hai , lakṣhya hai lēkin is lakṣhya kō aur powerful banāō .
132You are making effort, you have this aim, but you now have to make this aim even more powerful.
99Jiskō dēkhē̃ , lōg śhakla sē vibration sē jān jātē haĩ ājkal , kyōṅki āsurī śhakti kā bhī prabhāv unhō̃ key|kī buddhi mē̃ hai , knowledge kā bhī prabhāv hai , isliē jō bhī meeting mē̃ āyē hō , har ēk jimmēvār hō .
133Nowadays people can understand you from your face and your vibrations. 134Their intellects are influenced by devilish intellects but they are also influenced by this knowledge. 135This is why, whoever has come here for the meeting, each one of you is responsible.
100Nahī̃ tō meeting mē̃ nām kyō̃ ḍālā !
136Otherwise, why did you put your name forward for the meeting?
101Himmat hai nā tab āpkā nām huā nā isliē apnā pharja pratyakṣha karō .
137You have courage and this is why your name was included. 138Therefore, now reveal your duty.
102Karnē chāhtē bhī hō , bāpdādā jāntē haĩ karnē kā prayatna bhī kar rahē hō lēkin thōṛā prayatna kō baṛhāō .
139You do wish to do that. 140BapDada knows that you are making effort to do that, but now increase your effort a little more.
103Samjhā .
141Do you understand?
104Abhī bāpdādā sabkī result dēkhnē chāhtē haĩ .
142Now, BapDada wants to see everyone’s result.
105Madhuban vālē yā meeting vālē , dōnō̃ key|kī result dēkhnē chāhtē haĩ .
143Whether those from Madhuban or those who have come for the meeting, Baba wants to see results from both.
106Jō jagat ambā kā viśhēṣh puruṣhārth rahā , bāp kā kahnā aur jagat ambā kā karnā .
144The special effort made by Jagadamba was: The Father said something and Jagadamba did it.
107Āpkī dīdī kā yahī śhabda thā , ab ghar chalnā hai , ab ghar chalnā hai .
145Your Didi’s words were: “We now have to return home, we have to return home.”
108Āpkī dādī kā yahī saṅkalp rahā ab karmātīt hōnā hai , karmātīt hōnē K|kē class karānā , karmātīt kā umaṅg dilānā .
146The thought of your Dadi was: “We now have to become karmateet.” 147She used to conduct classes on becoming karmateet and she gave enthusiasm for becoming karmateet.
109Āpkē pāṇḍav jō gayē , unhō̃ kā bhī yahī dil mē̃ saṅkalp rahā ki hamē̃ jō pāṇḍav , pāṇḍavō̃ kō vijayī kahā jātā hai , tō pāṇḍavō̃ kā jō lakṣhya rahā aur hai bhī ki jō gāyan hai vijayī pāṇḍav , pāṇḍav kahō tō kyā yād ātā hai ?
148Your Pandavas who have been and gone also had the thought: “All of us Pandavas are said to be victorious.” 149The aim that the Pandavas had, and still have, is that the memorial is of the victorious Pandavas. 150What do you remember when you speak of the Pandavas?
110Vijay .
151Victory.
111Chāhē akṣhōṇī sēnā thī tō bhī pāṇḍav śhabda kahnē sē vijay yād ātī hai . 1125 pāṇḍav lēkin vijayī .
152Even though there was an unlimited army on the other side, when you remember the word “Pandavas”, you remember victory.
113Kaisā bhī vāyumaṇḍal hō , akṣhōṇī sēnā kā vāyumaṇḍal thā lēkin pāṇḍav , pāṇḍavpati key|kī śhrīmat sē vijayī banē aur vijay kā nām bālā kiyā . 114Abhī vahī pāṇḍav vijayī ban aurō̃ kō bhī vijay dilānē vālē .
153There were five Pandavas but they were victorious. 154No matter what the atmosphere was like, there was the atmosphere of the unlimited army, but the Pandavas became victorious with the shrimat of the Father of the Pandavas, and victory was glorified.
115Tō pāṇḍavō̃ kō dēkh karkē bāpdādā khuśh hōtē haĩ , kis bāt mē̃ khuśh hōtē haĩ ?
155Now, those same Pandavas have become victorious and are enabling others to have victory.
116Ki śhaktiyō̃ K|kē sāthī haĩ .
156BapDada is pleased to see the Pandavas.
117Śhaktiyō̃ kō sahyōg dē āgē baṛhānē mē̃ sāthī haĩ .
157In what respect is He pleased? 158That you are the companions of the Shaktis.
118Jaisē bāp nē śhaktiyō̃ kō śhivśhakti kā mantra dē combined banāyā , aisē pāṇḍav bhī śhaktiyō̃ kō jō pāṇḍavō̃ mē̃ viśhēṣhtā hai , us viśhēṣhatāō̃ mē̃ śhaktiyō̃ kō sahyōg dēkē āgē rakhnē vālē achchhē haĩ , aur sadā achchhē tē achchhē ban āgē baṛhnē vālē haĩ .
159You are companions in giving your co-operation to the Shaktis and making them move forward. 160Just as the Father gave the Shaktis the mantra of being Shiv Shaktis and made them combined, in the same way, the Pandavas, as per their speciality, are good in giving co-operation to the Shaktis and keeping them in front.
119Bāpdādā āj āpkē snēh kō dēkh āp sabkō snēh kā hār pahnātē haĩ .
161They are constantly becoming the best of all and are moving forward. 162Achcha.
120Bas āp bhī har ēk kō snēh sahyōg kā hār pahnāō .
163Seeing your love today, BapDada is garlanding all of you with the garland of love.
121Bā̃hō̃ kā hār nahī̃ , dil mē̃ sahyōg kā hār pahnāō .
164Now, all of you also simply have to garland one another with the garland of love and co-operation.
122Bāpdādā nē pahlē bhī kahā hai har ēk bachchē key|kī jēb mē̃ sahyōg K|kē note hōnē chāhiē .
165Not a garland of arms, but garland one another with the garland of co-operation from your hearts.
123Tō galatiyā̃ note nahī̃ karō , lēkin sahyōg K|kē note sē jēb bharā huā hōnā chāhiē .
166BapDada has told you earlier too that there should be notes of co-operation in the pockets of each of you children.
124Kahā̃ bhī dēkhō sahyōg chāhiē tō sahyōg kā note dē dō . 125Hai jēb mē̃ ?
167Let your pockets be filled with notes of co-operation, not notes of mistakes.
126Sahyōg K|kē note haĩ ? 127Bharā huā hai , khīsā ( jēb ) bharā huā hai ?
168Whenever you see that co-operation is needed somewhere, just give a note of co-operation.
128Khālī tō nahī̃ hai ?
169Do you have it in your pocket?
129Āp sahyōg kā note dō aur vah āpkō duāō̃ kā hār pahnāyēṅgē .
170Do you have notes of co-operation? 171Are they full? 172Your pockets are full.
130Āpkē advance party key|kī viśhēṣh ātmāyē̃ aur bāp sūkṣhmavatan nivāsī intjār kar rahē haĩ .
173They are not empty, are they? 174You just give a note of co-operation and they will garland you with a garland of blessings.
131Āpkō unhō̃ kā saṅkalp pahuñchtā hai ? 132Vah date māṅgtē haĩ .
175The special souls of your advance party and the father, who is a resident of the subtle region, are waiting.
133Āpkī baṛī baṛī dādiyā̃ aur dādāyē̃ dōnō̃ date kā intjār kar rahē haĩ .
176Does their thought reach you? 177They are asking for a date. 178Your senior Dadis and Dadas are waiting for a date.
134Tō unhō̃ kō date dēgē !
179Will you give them a date?
135Dēgē ?
180Will you?
136Pahlī line batāō , date dēgē ?
181Those in the front row, speak! 182Will you give a date?
137Ki kahē̃gē wait and see .
183Or, will you say, “Wait and see”?
138Har ēk kō ismē̃ kyā karnā hai ?
184What is each one of you going to do for this?
139Har ēk apnē rahē huē saṅskārō̃ kā saṅskār kar lō , samay samīp ā jāyēgā .
185Each of you has to cremate your remaining sanskars, and that time will then come close.
140Samay kō samīp lānē kā yahī tarīkā hai .
186This is the only way to bring the time close.
141Jō vighna ḍāl rahā hai , rahē huē saṅskār .
187It is the remaining sanskars that are creating obstacles.
142Tō abhī jab dūsrē bārī season śhurū hōgā usmē̃ din haĩ , kāphī din haĩ .
188Days still remain, many days remain, before the beginning of the next season.
143Rōz kōī na kōī saṅskār kā saṅskār kar dēnā . 144Ēk ēk kā kartē jāō , itnē din haĩ .
189Every day, cremate one sanskar or other. 190Continue to cremate them one by one; there are that many days remaining.
145Tō kaun kahtā hai , aglē bārī jab bāpdādā āyē tō ham hāth uṭhāyēṅgē saṅskār kā saṅskār hō gayā .
191Who feels that when BapDada comes next season, you will raise your hands for having cremated your sanskars? 192Those who feel this, raise your hands!
146Vah hāth uṭhāō . 147Hō gayā ?
193That they have been cremated?
148Hāth tō uṭhā rahē haĩ .
194You are raising your hands.
149Bāpdādā advance mē̃ bahut bahut bahut mubārak dē rahē haĩ .
195BapDada is giving you many, many, many congratulations in advance.
150Achchhā .
196Achcha.
151Vardān : ālasya K|kē bhinn-bhinn rūpō̃ kō samāpt kar sadā hullās mē̃ rahnē vālē tīvr puruṣhārthī bhav
197Blessing: May you be an intense effort-maker and finish all the different forms of laziness and constantly have enthusiasm.
152Vartamān samay māyā kā war|vār ālasya K|kē rūp mē̃ bhinn-bhinn tarīkē sē hōtā hai .
198At present, Maya attacks you with various forms of laziness.
153Yē ālasya bhī viśhēṣh vikār hai , isē khatm karnē kē liē sadā hullās mē̃ rahō .
199Laziness is a particular vice and in order to finish it, you have to remain constantly enthusiastic.
154Jab kamāī karnē kā hullās hōtā hai tō ālasya khatm hō jātā hai isliē kabhī bhī hullās kō cum|kam nahī̃ karnā .
200When you have the enthusiasm to earn an income, your laziness finishes, and so you must never allow your enthusiasm to decrease.
155Sōchē̃gē , karē̃gē , kar hī lē̃gē , hō jāyēgā … yah sab ālasya key|kī niśhānī hai .
201“I will think about it. 202I will do it, I will definitely do it, it will happen…” - are all signs of laziness.
156Aisē ālasya vālē nirbal saṅkalpō̃ kō samāpt kar yahī sōchō ki jō karnā hai , jitnā karnā hai abhī karnā hai - tab kahē̃gē tīvr puruṣhārthī .
203Finish all of those weak thoughts that are filled with laziness and think: “Whatever I have to do and however much I have to do, I have to do that now.” 204You will then be said to be an intense effort-maker.
157Slōgan : sachchē sēvādhārī vah haĩ jinkā sōchnā aur kahnā samān hō .
205Slogan: A truly serviceable soul is one whose thinking and doing are the same.
158
206
159Yē avyakt iśhārē - apavitratā K|kē bīj kō bhī samāpt kar sampūrṇ svachchha ( pavitra ) banō
207*** Om Shanti *** 208Avyakt Signal: Finish the seed of impurity and become completely clean (pure).
160Pavitratā key|kī śhamā sadā śhrēṣhṭh tē śhrēṣhṭh jaltī rahē , zarā bhī halchal mē̃ nahī̃ āyē , achal .
209Let the flame of purity be constantly elevated and ignited. 210Do not have the slightest upheaval, but remain unshakeable.
161Jitnī achal pavitratā key|kī śhamā hōgī utnā sahaj sabhī bāp kō pahchān sakē̃gē aur pavitratā key|kī jayjaykār hōgī .
211The more unshakeable your flame of purity is, the more easily everyone will be able to recognise the Father and there will be victory for purity.
162Pavitratā key|kī personality kō sadā emerge rūp mē̃ smr̥iti mē̃ rakhō .
212Constantly keep the personality of purity emerged in your awareness.
163Smr̥iti hī samarthī kā ādhār hai aur jahā̃ samarthī hai vahā̃ māyā ā nahī̃ saktī .
213Your awareness is the basis of your power and, where there is power, Maya cannot come.
164Samarth ātmā kē pās māyā kā ānā asambhav hai .
214It is impossible for Maya to come to a powerful soul.