शुक्रवार 4 सितंबर 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
004-09-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
004/09/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - is bēhad K|kē drama mē̃ hero heroine kā part tumhārā hai , bāp kā nahī̃ , bāp kē pās sirph patitō̃ kō pāvan banānē kā hunar hai ' '
1Essence: Sweet children, you, and not the Father, have the parts of heroes and heroines in this unlimited drama. 2Only the Father has the skill of purifying the impure.
Question
2Praśhna : brahmā K|kē chitra kō dēkh jō praśhna uṭhātē haĩ , unhē̃ kaun sā rāz samjhānā hai ?
3Question: What significance should you explain to those who object when they see the picture of Brahma?
Answer
3Uttar : unhē̃ samjhāō ki yah ādi sō ant vālī ātmā hai .
4Answer: Explain to them that he is the soul who plays a part from the beginning to the end.
4Jō first prince śhrīkr̥iṣhṇa hai , unkē hī last janm mē̃ bāp ātē haĩ .
5The Father enters the body of the one who was the first Prince Shri Krishna. 6He enters him in his last birth.
5Yah patit tan hai , inhē̃ hī pāvan bannā hai .
7This is an impure body and it has to become pure.
6Yah kōī bhagvān nahī̃ .
8He is not God.
7Bhagvān tō ever-pure hai .
9God is ever pure.
8Usnē inkē tan kā ādhār liyā hai .
10He takes the support of this body.
Song
9Gīt : mukhṛā dēkh lē prāṇī …
11Song: Look at your face in the mirror of your heart.
Murli
10Ōm śhānti .
12Om shanti.
11Bāp nē bachchō̃ kō samjhāyā hai ki śhānti kē liē kōī bāhar dar-dar dhakkā nahī̃ khānā hai .
13The Father has explained to you children that you mustn't stumble around outside, from door to door, for peace.
12Jaisē haṭhyōgī sannyāsī samajhtē haĩ - gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē śhānti mil nahī̃ saktī . 13Śhānti jaṅgal mē̃ miltī hai .
14Hatha yogi sannyasis believe that they can’t find peace while living with their families at home and that they can only find it in the forests.
14Parantu bāp samjhātē haĩ śhānti vahā̃ bhī nahī̃ mil saktī .
15However, the Father explains that, even there, they cannot find peace.
15Is par ēk kahānī vā dr̥iṣhṭānt sunātē haĩ ki rānī K|kē galē mē̃ hār paṛā thā aur ḍhūṇḍhtī thī bāhar . . . . aisē śhānti tō tumhārē galē mē̃ paṛī hai .
16There is a story or an example about this: A queen was searching everywhere for the necklace that was around her neck. 17In the same way, peace is around your necks.
16Bāhar kahā̃ ḍhūṇḍhtē hō .
18Why are you searching for it outside?
17Bāp ākar samjhātē haĩ bachchē , tum ātmā kā svadharm hai hī śhānt .
19The Father comes and explains: Children, the original dharma of you souls is peace.
18Yah śharīr tō tumhārī karmēndriyā̃ haĩ , jissē tumkō part bajānā paṛtā hai .
20These bodies are your physical organs through which you play your parts.
19Ātmā tō avināśhī hai .
21Souls are imperishable.
20Ātmā kōī chhōṭī-baṛī nahī̃ hōtī hai , na vināśh hōtī hai .
22Souls never become larger or smaller and are never destroyed.
21Hā̃ ātmā patit bantī hai , inkō hī pāvan bannā hōtā hai .
23Yes, souls do become impure and do have to be purified.
22Ātmā kō pahlē kiśhōr śharīr miltā hai phir yuvā , br̥iddha hōtā hai .
24Souls at first receive small bodies, which grow into the bodies of youths, and those bodies continue to grow older.
23Ātmā tō hai hī ēkras .
25Souls are constant.
24Pahlē-pahlē tō ātmā kō jānnā hōtā hai .
26You first have to know about souls.
25Maĩ ātmā hī barrister ādi bantā hū̃ .
27I, the soul, become a barrister, etc.
26Iskō kahā jātā hai - ātma-abhimānī bhav .
28This is called being soul conscious.
27Bāp samjhātē haĩ bachchē tum dēh-abhimānī ban paṛē hō isliē apnē kō śharīr samajh lētē hō , yah bhūl jātē hō ki maĩ ātmā hū̃ , yah mērā śharīr hai .
29The Father explains: Children, you have become body conscious. 30This is why you consider yourselves to be bodies. 31You forget that you are souls and that these are your bodies.
28Tō apnē kō realise karnā hai .
32You have to realise yourselves.
2984 janm bhī ātmā lētī hai .
33It is souls who take 84 births.
30Abhī bāp nē samjhāyā hai jō brāhmaṇ banē haĩ vahī phir dēvtā bannē vālē haĩ .
34The Father has now explained: Those who have become Brahmins are then going to become deities.
31Aisē bhī nahī̃ ki sab 84 janma lētē haĩ .
35It isn't that everyone will take 84 births.
32Kōī pahlē āyēgā , kōī 50-100 varṣh bād bhī ātē rahē̃gē .
36Some will come at the beginning and others will continue to come after 50 or 100 years.
33Kōī K|kē 80-82 , kōī K|kē kitnē janm hōṅgē .
37Some will take 80 or 82 births. 38Others will take a different number of births.
34Manuṣhya tō 84 lākh janm kah dētē haĩ , insē bhī saiṭisphāī nahī̃ hōtē haĩ phir kah dētē kaṇ-kaṇ mē̃ bhagvān hai .
39People speak of 8.4 million births, but they are not even satisfied with that and so they say that God is in every particle.
35Ab bhagvān kahtē haĩ ki maĩ kisī manuṣhya tan mē̃ bhī nahī̃ hū̃ tō jānvar , patthar ṭhikkar kaṇ-kaṇ mē̃ kaisē hōgā .
40God now says: I am not in a human body (I do not have a human body), so how can I be in an animal or stone or particle, etc?
36Bāp nē samjhāyā hai number one hī last number mē̃ tamōpradhān bantē haĩ .
41The Father has explained that the number one soul then becomes tamopradhan by the end.
37Maĩ khud kahtā hū̃ ki maĩ bahut janmō̃ K|kē ant mē̃ sādhāraṇ tan mē̃ pravēśh kartā hū̃ .
42I Myself tell you that I enter an ordinary body at the end of his many births.
38Jisnē pūrē 84 janma liē haĩ vah tō jarūr patit hōgā .
43He has taken the full 84 births and so he would definitely be impure.
39Pāvan tō hō nahī̃ saktā .
44He cannot be pure at this time.
40Bāp khud kahtē haĩ pahlē number mē̃ hai śhrīkr̥iṣhṇa , first prince .
45The Father Himself says: Shri Krishna is the number one, first prince.
41Śhrī nārāyaṇ tō bād mē̃ bantā hai , jab baṛā hōtā hai . 42Vah bhī 20-25 varṣh kam hō jātē haĩ .
46He becomes Shri Narayan later on, when he is older; maybe 20 to 25 years less.
43Unkē bhī pūrē 84 janm nahī̃ kahē̃gē .
47You cannot say the full 84 births for them (Lakshmi and Narayan) either.
44Number one hai śhrīkr̥iṣhṇa . 45Bhal vahī phir svayamvar bād nārāyaṇ bantē haĩ .
48Shri Krishna is number one and he then becomes Narayan after his marriage.
46Parantu hisāb tō bachchō̃ kō karnā hai nā .
49However, you children have to keep an account.
47Pūrē 84 janm , 5 hajār varṣh śhrīkr̥iṣhṇa K|kē hī kahē̃gē .
50Only Shri Krishna is said to take the full 84 births in 5000 years.
48Tō bāp baiṭh samjhātē haĩ maĩ kalp-kalp usī hī tan mē̃ ātā hū̃ , jiskā ādi sē lēkar ant tak part hai .
51The Father sits here and explains: Every cycle, I enter the same body of the one who plays a part from the beginning to the end.
49Dūsrē kōī mē̃ ā nahī̃ saktā hū̃ .
52I cannot enter anyone else's body.
50Hisāb hai nā .
53There is this account.
51Brahmā hī pahlā number ṭhaharā|ṭhahrā .
54Brahma is number one.
52Maĩ aur kōī mē̃ ā kaisē saktā .
55How could I enter anyone else's body?
53Tumsē bahut lōg pūchhtē haĩ sirph ēk hī brahmā mē̃ kyō̃ ātē haĩ !
56Many people ask you: Why does God only come in the body of Brahma?
54Parantu yah hisāb hai nā .
57However, there is this calculation.
55Yah samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
58These matters have to be understood.
56Gāyā bhī huā hai brahmā dvārā sthāpanā kartē haĩ .
59It is remembered that establishment takes place through Brahma.
57Viṣhṇu vā śhaṅkar dvārā sthāpanā nahī̃ kartē .
60Establishment is not carried out through Vishnu or Shankar.
58Yah aur kōī kā kām nahī̃ hai .
61It is not anyone else’s task.
59Manuṣhya rachtā aur rachnā kō nahī̃ jāntē haĩ . 60Yah bhī drama mē̃ nūndh hai .
62People neither know the Creator nor the creation and this too is fixed in the drama.
61Banī banāī ban rahī . . . chintā tākī kījiyē . . . yah abhī key|kī bāt hai , jō hōnī hai vahī hōtī hai . 62Vah badal nahī̃ saktī .
63That which is predestined is taking place, and so why should you worry about anything? 64That refers to this time. 65Whatever has to happen will happen and nothing in that can be changed.
63Āj jō kuchh hōtā hai phir 5 hajār varṣh bād hōgā .
66Whatever happens today will happen again after 5000 years.
64Bābā nē samjhāyā bhī thā - kōī bhī bāt aisī dēkhō tō bōlō yah kōī naī bāt nahī̃ . 655 hajār varṣh pahlē bhī huā thā .
67Baba has explained that whenever you see something, say: “It is nothing new; it also happened 5000 years ago.”
66Ēkdam aisā likh dō . 67Phir bhal vah ākar pūchhē , likhnē mē̃ kōī harjā nahī̃ hai .
68Write this clearly and let people come and ask you about it. 69There is nothing wrong in writing this.
68Yah laṛāī pahlē lagī thī , nothing new .
70This war, too, took place before. 71It is nothing new.
69Mahābhārat key|kī laṛāī 5 hajār varṣh pahlē bhī huī thī .
72The Mahabharat War also took place 5000 years ago.
70Kriściyan nē bhārat mē̃ ākar rājya chhīnā , nothing new .
73Christians came and snatched away the kingdom of Bharat. 74That is nothing new.
71Phir kalp bād bhī aisē hī hōgā .
75It will happen again in the same way in the next cycle.
72Yah world key|kī history-geography repeat hōtī rahtī hai .
76The history and geography of the world continue to repeat.
73Ab phir sē ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā hō rahī hai .
77The original, eternal deity dharma is once again being established.
74Jinkē 84 janm pūrē huē haĩ vahī pahlē number mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ banē̃gē .
78Those who have taken the full 84 births will become the number one Lakshmi and Narayan.
75Yah sab rāz bāp hī baiṭh samjhātē haĩ .
79Only the Father sits here and explains all of these secrets.
76Bāp kahtē haĩ - maĩ manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp hū̃ , inkō ulṭā jhāṛ kahā jātā hai .
80The Father says: I am the Seed of the human world tree. 81This is called an inverted tree.
77Is kalpa vr̥ikṣha key|kī āyu 5 hajār varṣh hai .
82The duration of this kalpa tree is 5000 years.
78Svāstikā mē̃ 4 bhāg ēk jaisē dēkhē̃gē .
83In the swastika, you see four equal parts.
79Yug bhī equal haĩ , usmē̃ fark nahī̃ paṛtā .
84The ages are also equal; there can be no difference.
80Bāp samjhātē haĩ ki dēkhō duniyā mē̃ tō kyā-kyā hō rahā hai .
85The Father explains: Look at what is happening in the world!
81Kōī moon mē̃ jātē , kōī āg par , kōī pānī par chalnā sīkhtē haĩ .
86Some go to the moon, some learn to walk on fire or on water.
82Yah sab hai phāltū , issē kōī bhī phāydā nahī̃ .
87All of that is useless; there is no benefit in any of that.
83Manuṣhya pāvan ban mukti-jīvanmukti mē̃ tō jā nahī̃ saktē .
88Human beings cannot become pure and go into liberation or liberation-in-life.
84Kuchh bhī karē̃ parantu vāpis ghar jā nahī̃ saktē .
89No matter what they do, they cannot return home.
85Ātmā kō apnā ghar aur bāp kā ghar bhūl gayā hai .
90Souls have forgotten their home and the Father’s home.
86Ātmā apnē kō hī bhūl dēh-abhimānī ban paṛī hai .
91Souls have forgotten themselves and have become body conscious.
87Phir mandirō̃ mē̃ jākar mahimā gātē haĩ . 88Āp sarvguṇ sampann , ham nīñch pāpī haĩ .
92People go to temples and sing the praise: You are full of all virtues and we are degraded sinners.
89Apnī glānī kartē haĩ .
93They defame themselves.
90Bāp tō kabhī pujārī nahī̃ bantē .
94The Father never becomes a worshipper.
91Achchhā phir second number mē̃ kahē̃gē śhaṅkar bhī ever pūjya hai .
95For the second number, you would say that Shankar is ever worthy of worship.
92Vah bhī pujārī nahī̃ bantē , unkā part hī yahā̃ nahī̃ hai .
96He, too, never becomes a worshipper. 97He doesn’t have a part here.
93Is stage par part hai brahmā aur viṣhṇu kā .
98Only Brahma and Vishnu have parts on this stage.
94Brahmā aur viṣhṇu kā kyā-kyā part hai , yah duniyā mē̃ kiskō bhī patā nahī̃ hai .
99No one in the world knows the parts that Brahma and Vishnu have.
95Trimūrti brahmā kah dētē haĩ , arth|earth kuchh bhī nahī̃ samajhtē .
100They speak of Trimurti Brahma, but they don't understand the meaning of that at all.
96Yah bhī gātē haĩ brahmā dvārā sthāpanā , kaun kartē haĩ , unkā chitra hī nahī̃ .
101They speak of establishment through Brahma, but have no image of the One who establishes it.
97Mukh sē kahtē haĩ parantu vah kahā̃ hai .
102They say this, but where is He?
98Śhiv kyā chīz hai , vah bhī nahī̃ jāntē .
103They don't know who Shiva is.
99Ātmā kē liē kahtē haĩ bhrakuṭī kē bīch chamaktā hai ajab sitārā . . . maĩ ātmā avināśhī hū̃ , śharīr vināśhī hai .
104They say of souls: A wonderful star sparkles in the centre of the forehead. 105I, the soul, am imperishable and this body is perishable.
100Kitnē śharīr lētē haĩ , kuchh bhī patā nahī̃ .
106They don't know how many bodies they take.
101Manuṣhya kitnē duḥkhī haĩ , raṛiyā̃ mārtē rahtē haĩ - ō god father .
107Human beings are so unhappy and continue to cry out in distress: O God, the Father!
102Jabsē duḥkh śhurū huā hai , pukārtē āyē haĩ .
108They have been calling out since they began to experience sorrow.
103Yah bhī samjhāyā gayā hai bhārat mē̃ jab rāvaṇ rājya śhurū hōtā hai tō aisē nahī̃ aur dharmō̃ mē̃ bhī rāvaṇrājya hō gayā .
109It has also been explained that when Ravan’s kingdom begins in Bharat, it isn't that Ravan’s kingdom is in other religions.
104Nahī̃ , unkō tō apnē samay par satō rajō tamō mē̃ ānā hī hai .
110No, they have to go through the stages of sato, rajo and tamo in their own time.
105Yah kahānī sārī bhārat par hai .
111This story is based on Bharat.
106Vah tō by-plot haĩ .
112Those are “by-plots”.
107Bāp bīch mē̃ hī ātē haĩ .
113The Father comes in the middle.
108Bhārat jab tamōpradhān ban jātā hai tō phir sārā jhāṛ tamōpradhān ban jātā hai .
114After Bharat becomes tamopradhan, the whole tree becomes tamopradhan.
109Unkō bhī sukh duḥkh bhōgnā hai .
115They all have to experience happiness and sorrow.
110Jhāṛ mē̃ nayē-nayē pattē nikaltē haĩ .
116The new leaves that emerge on the tree are very beautiful.
111Vah baṛē śhōbhnik hōtē haĩ . 112Nayō̃ kō phir satō rajō tamō mē̃ jarūr ānā hai .
117New ones also definitely have to go through the stages of sato, rajo and tamo.
113Pichhāṛī mē̃ jō ātē haĩ unkā kuchh mān rahtā hai .
118Those who come at the end are given some respect.
114Ēk janm mē̃ bhī satō rajō tamō sē pās|pass kar saktē haĩ , parantu unkī kōī value nahī̃ rahtī .
119They pass through the stages of sato, rajo and tamo even in one birth, but they have no value.
115Value tō unkī hai jō hero-heroine kā part bajātē haĩ .
120Those who play the parts of a hero or heroine have value.
116Aisē nahī̃ kahē̃gē bābā hī hero-heroine kā part bajātē haĩ .
121It isn’t that only Baba plays a part of a hero and heroine.
117Bābā kē liē nahī̃ kah saktē haĩ .
122This cannot be said of Baba.
118Vah tō ākar patitō̃ kō pāvan banātē haĩ .
123He comes and purifies the impure.
119Khud patit nahī̃ bantē haĩ .
124He doesn't become impure Himself.
120Tum patit sē pāvan bannē key|kī mēhnat kartē hō .
125You are making effort to become pure from impure.
121Śhrīmat par rājyōg sē hī rājya liyā thā .
126You claimed your kingdom by following the shrimat of Raja Yoga.
122Abhī tum phir lē rahē hō .
127You are now receiving it once again.
123Bābā kahtē haĩ - maĩ tō rājya nahī̃ kartā hū̃ , tumkō rājāō̃ kā rājā banātā hū̃ .
128Baba says: I do not rule the kingdom, but I make you into the kings of kings.
124Ab duniyā mē̃ manuṣhya kahtē tō bahut haĩ .
129People in the world say many things.
125Bhagvānuvāch - maĩ tumkō rājāō̃ kā rājā banātā hū̃ .
130God speaks: I make you into the kings of kings.
126Parantu unkā arth|earth na khud samajhtē haĩ , na kiskō samjhā saktē haĩ .
131However, they don’t understand the meaning of this themselves and so they are unable to explain it to anyone.
127Bhagvānuvāch , tō jarūr bhagvān āyā thā tab tō kahā hōgā nā hē bachchō̃ , bhārat mē̃ hī śhiv jayantī , śhiv rātri manātē haĩ .
132If God spoke, then He must definitely have come. 133He would have said: O children! 134It is only in Bharat that people celebrate the birthday and the night of Shiva.
128Bāp ātē bhī haĩ bhārat khaṇḍ mē̃ .
135The Father only comes in the land of Bharat.
129Bhārat hī avināśhī khaṇḍ hai .
136Bharat alone is an imperishable land.
130Unkī mahimā bahut bhārī hai .
137Its praise is very great.
131Jaisē bāp key|kī mahimā aparamapār hai . 132Vaisē bhārat key|kī mahimā bhī aparamapār hai .
138Just as the Father's praise is infinite, so too, the praise of Bharat is infinite.
133Bhārat mē̃ hī parampitā paramātmā ākar sab manuṣhya mātra key|kī sadgati kartē haĩ .
139The Supreme Father, the Supreme Soul, only comes in Bharat and grants salvation to all human beings.
134Sabkō sukh dētē haĩ .
140He grants happiness to everyone.
135Unkā birth place bhārat hai .
141His birthplace is Bharat.
136Bhārat hī prāchīn dēśh hai .
142Bharat is an ancient land.
137Bhagvān rājyōg sikhlānē bhārat mē̃ hī āyā thā .
143God teaches Raja Yoga and He only comes in Bharat.
138Parantu śhrīkr̥iṣhṇa kō bhagvān kah dēnē sē unkī mahimā nahī̃ rahī hai .
144However, because they say that Shri Krishna is God, the praise of that One has been lost.
139Bhagvān tō hai hī ēk , unkō hī satgurū kahā jātā hai .
145God is only One. 146He alone is called the Satguru.
140Bākī gurū tō ḍhēr haĩ .
147There are many other gurus.
141Kōī dhandhā sikhlānē vālē kō bhī gurū kah dētē haĩ .
148Those who teach you any business are also called gurus.
142Ājkal tō sabkō avatār mān lētē haĩ .
149Nowadays, they believe everyone to be an incarnation.
143Kuchh bhī samajhtē nahī̃ .
150They don't understand anything at all.
144Jab bilkul patit ban jātē haĩ tab pukārtē haĩ - bābā ākar hamkō pāvan banāō .
151It is when they become completely impure that they call out: “Baba, come and purify us!”
145Bāp hī ākar sachchī-sachchī amarkathā sunātē haĩ .
152Only the Father comes and tells you the true story of immortality.
146Ab tumhārī buddhi mē̃ hai ki ham 84 janmō̃ mē̃ kaisē ātē haĩ .
153It is now in your intellects how you have been around the cycle of 84 births.
147Pahlē achchhā janm phir utartē āyēṅgē .
154The first birth will be good and you will then continue to come down.
148Duniyā key|kī bhī utartī kalā hōtī hai .
155The world also goes through the stage of descent.
149Manuṣhyō̃ key|kī buddhi satō , rajō , tamō bantī hai . 150Satyug sē phir thōṛī-thōṛī utartī kalā śhurū hō jātī hai .
156The intellects of human beings become sato, rajo and tamo; the degrees continue to decrease, little by littlem from the golden age.
151Chaṛhtī kalā tērē bhānē sarv kā bhalā .
157It is said: There are the stages of ascent and descent. 158It is only because of you that there is benefit for everyone.
152Sarv kā sadgati dātā tō ēk bāp hai nā .
159The Bestower of Salvation for All is the one Father.
153Vō gurū lōg tō sirph śhāstra sunātē haĩ .
160Those gurus only relate scriptures.
154Suntē-suntē girtē hī āyē haĩ .
161While listening to those, you have continued to come down.
155Bēhad kā bāp ākar bachchō̃ sē pūchhtē haĩ , maĩ tumkō itnā sāhūkār banākar gayā , itnē hīrē-javāharō̃ K|kē mahal dēkar gayā , vah sab kahā̃ gayē ?
162The unlimited Father comes and asks you children: I made you so wealthy and gave you so many palaces studded with diamonds and jewels and then left. 163What happened to all of that?
156Laukik bāp bachchō̃ kō paisē dētē haĩ lēkin bachchē paisā barbād kar dētē haĩ tō bāp bulākar pūchhtē haĩ tumnē itnā paisā kahā̃ barbād kiyā ?
164When a worldly father gives money to his children and they waste it, he would ask them: “How did you waste all that money?”
157Bachchō̃ kē pās paisē hōnē sē uṛātē bahut haĩ .
165When children have money, they spend it unnecessarily on useless things.
158Bāp dharmātmā hai , bachchē vilāyat mē̃ jākar lākhō̃ rūpayē uṛā ātē haĩ . 159Bāp kuchh kar nahī̃ saktā .
166A father may be a righteous soul (dharamatma), but when his children go abroad and waste hundreds of thousands, he wouldn't be able to do anything.
160Bāp phārkatī bhī nahī̃ dē saktē kyōṅki dādē key|kī milkiyat hai .
167He couldn’t even divorce his children, because the property is the grandfather’s.
161Parantu andar jaltē rahtē haĩ .
168However, he burns inside.
162Bāp K|kē mar jānē kē bād , kōī-kōī tō aisē gandē bachchē hōtē haĩ , 12 mās mē̃ sārī milkiyat uṛā dētē haĩ .
169When their father dies, some children become so dirty that they waste all the wealth in 12 months.
163Vah haĩ had key|kī bātē̃ . 164Yah hai phir bēhad key|kī bāt .
170That is a limited matter, whereas here it is an unlimited matter.
165Bēhad kā bāp kahtē haĩ tum kitnē dhanvān thē , viśhva K|kē mālik thē .
171The unlimited Father says: You were such wealthy masters of the world!
166Phir kaṅgāl kyō̃ banē hō ?
172So, how did you become bankrupt?
167Itnā dhan kahā̃ kiyā ?
173What did you do with all of that wealth?
168Bachchō̃ sē hī bāp pūchhtē haĩ - bhārat kō itnā sāhūkār banāyā , sab paisē kahā̃ gayē ?
174The Father would ask His children. 175I made Bharat so wealthy! 176Where did all of that wealth go?
169Phir bāp hī baiṭh samjhātē haĩ .
177Only the Father explains to you children.
170Bhakti mārg mē̃ kitnā kharchā kartē haĩ .
178On the path of devotion, you spent so much money.
171Śhāstrō̃ ādi K|kē pichhāṛī kitnā kharchā kartē haĩ .
179You spent so much on scriptures, etc.
172Māthā bhī ṭēktē gayē , ṭippaṛ bhī ghis gaī .
180You continued to bow your heads so that they became worn out.
173Paisē ādi sab kuchh ganvā baiṭhē , yah hai drama .
181You lost all of that wealth, etc. 182This is in the drama!
174Ham tumkō sāhūkār banātē haĩ . 175Rāvaṇ tumkō kaṅgāl banātē haĩ .
183I make you wealthy and Ravan makes you poverty-stricken.
176Bhāratvāsiyō̃ kō hī bāp samjhāyēṅgē nā .
184The Father only explains this to the people of Bharat.
177Bhārat hī sōnē key|kī chiṛiyā thī , itnā dhan thā jō dūsrē dharm vālē lūṭkar lē gayē .
185Only Bharat was the Golden Sparrow. 186It had so much wealth that those of other religions came and looted it.
178Khyāl tō karō - bhārat kyā thā !
187Just think what Bharat was!
179Yah bhī drama banā huā hai .
188This drama is predestined.
180Bhārat hī heaven , bhārat hī hell .
189Bharat was heaven and Bharat is now hell.
181Abhī hai nark , isliē bābā nē sīṛhī bhī aisī banvāī hai jō kōī bhī samajhē ham patit haĩ .
190It is now hell and this is why Baba has had the picture of the ladder made for anyone to understand that they are now impure.
182Chhōṭē-chhōṭē bachchō̃ kō bhī chitra par samjhāyā jātā hai nā .
191Little children are taught things with pictures.
183Nakśhē bigar bachchē kyā samajhē̃ .
192How can children understand anything without pictures?
184Bāp hī ākar patit sē pāvan bannē key|kī sahaj yukti batātē haĩ .
193Only the Father comes and teaches you an easy way to become pure from impure.
185Sahaj tē sahaj bhī hai , difficult sē difficult bhī hai .
194It is the easiest of all and the most difficult of all.
186Satyug mē̃ dēhī-abhimānī rahtē haĩ .
195In the golden age, you are soul conscious.
187Ātmā samajhtī hai ab śharīr baṛā huā hai , yah purānā chōlā chhōṛ dūsrā lēnā hai .
196The soul realises that his body has grown old and that he has to leave that old body and take a new one.
188Jaisē sākṣhātkār hō jātā hai - ab jākar bachchā bannā hai , purānī khal chhōṛ dētē haĩ .
197It is as though you have a vision of the child that you are then going to become. 198You shed your old skin.
189Yahā̃ kōī martā hai tō rōtē bhī haĩ . 190Band bājā bhī lē jātē .
199When a person here dies, people cry and they even hire a band to play.
191Satyug mē̃ tō khuśhī sē ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētē haĩ , tō śhādmānā manātē haĩ . 192Yahā̃ kitnā aphsōs kartē haĩ .
200In the golden age, they shed their bodies and take others in happiness. 201They have celebrations, whereas here they have so much sorrow.
193Kōī martā hai tō kahtē haĩ svarg padhārā .
202When a person dies, they say that he has gone to heaven.
194Tō iskā matlab nark mē̃ thā nā !
203This means that he was in hell.
195Abhī tum puruṣhārth kar rahē hō - svargvāsī bannē kē liē .
204You are now making effort to become residents of heaven.
196Bāp tumkō svargvāsī banātē haĩ .
205The Father is making you into residents of heaven.
197Bāp ātē hī haĩ jīvanmukti dēnē .
206The Father comes to grant you liberation-in-life.
198Rāvaṇ K|kē bandhan sē chhuṛāē jīvanmukt kartē haĩ .
207He liberates you from the bondage of Ravan and grants you liberation-in-life.
199Bāp kahtē haĩ - maĩ kalp pahlē muāphik ākar rājyōg sikhlātā hū̃ .
208The Father says: I come exactly as I did in the previous cycle and teach you Raja Yoga.
200Kalp-kalp brahmā K|kē hī tan mē̃ ātā hū̃ .
209I enter the body of Brahma every cycle.
201Tumkō brāhmaṇ jarūr bannā hai .
210You definitely have to become Brahmins.
202Yagya mē̃ brāhmaṇ tō jarūr chāhiē nā .
211Brahmins are definitely needed for a sacrificial fire.
203Yah hai rājasva aśhvamēdh avināśhī gyān yagya .
212This sacrificial fire is of this imperishable knowledge in which the horse is sacrificed for self-sovereignty.
204Is rath kō svāhā karnā hai .
213This chariot has to be sacrificed.
205Aśhva is rath kō kahā jātā hai .
214This chariot is called a horse.
206Rājasva , svarājya kē liē yah sab aśhva ( śharīr ) ismē̃ svāhā hōnē haĩ .
215All the horses, that is, the bodies, are going to be sacrificed into this fire for self-sovereignty.
207Ātmā tō svāhā nahī̃ hōgī .
216Souls cannot be sacrificed.
208Ātmāyē̃ hisāb-kitāb chuktū kar chalī jāyēṅgī . 209Phir nayēsir sabkā part śhurū hōgā .
217Souls will leave after settling their accounts and everyone's part will then begin anew.
210Inkō kahā jātā hai history-geography repeat .
218This is called the repetition of history and geography.
211Bāp ātē hī hai naī duniyā sthāpan kar purānī duniyā khalās karnē .
219The Father comes to establish the new world and destroy this old world.
212Yah ēk hī mahābhārat laṛāī hai , jō śhāstrō̃ mē̃ gāī huī hai .
220There is just this Mahabharat War that is remembered in the scriptures.
213Tō samjhānā chāhiē - is laṛāī sē yah svarg K|kē dvār khultē haĩ , isliē inkā gāyan śhāstrō̃ mē̃ hai .
221You should explain that the gates to heaven open through this war. 222This is why it is remembered in the scriptures.
214Achchhā !
223Achcha.
215Mīṭhē-mīṭhē sikīladh bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
224To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
216Rūhānī bāp key|kī rūhānī bachchō̃ kā namastē .
225The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
217Dhārṇā kē liē mukhya sār :
226Essence for dharna:
2181 ) bītī bātō̃ kā kabhī bhī chintan nahī̃ karnā hai .
2271. Don't worry about things of the past.
219Jō bāt bīt gaī , nothing new samajh bhūl jānā hai .
228Forget whatever has happened by considering it to be nothing new.
2202 ) is rājasva aśhvamēdh yagya mē̃ apnā tan-man-dhan sab svāhā kar saphal karnā hai .
2292. Sacrifice your body, mind and wealth into this sacrificial fire in which the horse is sacrificed for self-sovereignty and use them in a worthwhile way.
221Is antim janm mē̃ sampūrṇ pāvan bannē key|kī mēhnat karnī hai .
230Make effort in this last birth to become completely pure.
Blessing
222Vardān : śhrēṣhṭh vr̥itti dvārā pravr̥itti kō pragati kā sādhan banānē vālē sadā samarthvān bhav
231Blessing: May you be constantly powerful and use your elevated attitude to make your household a means for making progress.
223Pravr̥itti mē̃ pahlē vr̥itti sē pavitra vā apavitr bantē hō .
232In a household you first of all either become pure or impure with your attitude.
224Yadi vr̥itti kō sadā ēk bāp kē sāth lagā dō , ēk bāp dūsrā na kōī - aisī ūñchī vr̥itti rahē tō pravr̥itti pragati kā sādhan ban jāyēgī .
233If you always connect your attitude to the one Father, if you belong to the one Father and none other, if you have such an elevated attitude, your household will then become a means for your making progress.
225Vr̥itti ūñchī aur śhrēṣhṭh hai tō chañchal nahī̃ hō saktī .
234If your attitude is elevated, it cannot then become mischievous.
226Aisī śhrēṣhṭh vr̥itti dvārā pragati kartē huē gati-sadgati kō sahaj hī pā lē̃gē .
235By making progress with such an elevated attitude, you will easily receive liberation and salvation.
227Phir sab complain complete hō jāyēṅgī .
236All complaints will then be completed (finish).
Slogan
228Slōgan : agar pavitratā svapn mātra bhī hilātī hai tō niśhchay kā foundation kachchā hai .
237Slogan: If your purity is shaken, even in your dreams, it means your foundation of faith is weak.
238*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
229Avyakt iśhārē - ab apnē dātā svarūp kō pratyakṣha karō
239Avyakt Signal: Now reveal your form of a bestower.
230Jab āp chamaktē huē sitārē - sūrya , chandramā samān apnī sampūrṇ stage par athavā master dātāpan key|kī stage par sthit hōṅgē tō bhaṭaktī huī ātmāyē̃ , ḍhūṇḍhnē vālī ātmāyē̃ parvānō̃ kī tarah svataḥ hī pānē kē liē , milnē kē liē fast gati sē āpkē pās|pass āyēṅgī aur āp sabkō second mē̃ bāp dvārā mukti-jīvanmukti kā adhikār dilānē key|kī tīvragati sē sēvā karnī paṛēgī .
240When you sparkling stars reach your complete stage like the sun and the moon, that is, when you are stable in your stage of a master bestower, then automatically wandering, searching souls will quickly come to you to attain something and to meet you. 241All of you will have to serve at a fast speed to enable all of those souls to receive the right to liberation and liberation-in-life from the Father in a second.