रविवार 6 सितंबर 2026 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

006-09-26 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 19-10-11 madhuban 1 «  vyarth samay , vyarth saṅkalp K|kē vijayī ban āpas mē̃ saṅskār milan key|kī rās kā saṅkalp karō ' '

006/09/26 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 19/10/2011 1Become victorious over wasting time and wasteful thoughts, meet each other and think about how you can harmonise sanskars.

2Āj bāpdādā apnē chārō̃ ōr K|kē mīṭhē-mīṭhē pyārē-pyārē bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .

2Today, BapDada is seeing His sweetest and loveliest children everywhere.

3Sabhī baṛē pyār sē apnī yād dē rahē haĩ .

3Everyone is giving their remembrance with a lot of love.

4Itnā pyār sirph bāp kō hī kartē haĩ .

4They have so much love for just the Father.

5Yah paramātma pyār sirph abhī prāpt hōtā hai .

5This love from God is only received at this time.

6Har ēk bachchā pyār mē̃ lavlīn hai .

6Each child is lost in love.

7Bāp bhī her|har bachchē kō pyār kā respond dē rahē haĩ .

7The Father is also giving every child the response of his or her love.

8Vāh bachchē vāh  !

8Wah children! 9Wah!

9Chāhē sammukh haĩ , chāhē dūr haĩ lēkin har ēk bachchā bāp K|kē dil mē̃ samāyā huā hai .

10Whether personally in front of the Father or far away, each child is merged in the Father’s heart.

10Sabkē dil mē̃ yah gīt baj rahā hai itnā pyār karēgā kaun  !

11The song “Who else would love me this much?” is playing in each child’s heart.

11Yah bāp aur bachchō̃ kā ātmik pyār her|har bachchē kō dēh sē nyārā aur bāp kā pyārā banānē vālā hai aur yah pyār abhī hī bachchō̃ kō prāpt hōtā hai .

12This soul-conscious love between the Father and children is such that it makes each child detached from the body and loved by the Father. 13Only at this time is this love received by you children.

12Yah pyār bachchō̃ kō kyā sē kyā banānē vālā hai .

14This love is making you children into something great from what you were.

13Yah pyār sirph is ēk janm mē̃ prāpt hōtā hai .

15This love is received in only this one birth.

14Bāp bhī bachchō̃ kā snēh dēkh bachchō̃ K|kē snēh mē̃ samā jātā hai .

16Seeing the children’s love, the Father also becomes merged in love for the children.

15Āj bāpdādā har ēk K|kē mastak mē̃ tīn bhāgya dēkh rahē haĩ .

17Today, BapDada is seeing three lines of fortune on the forehead of each one.

16Ēk bāp K|kē svarūp mē̃ prāpt varsē kā bhāgya , dūsrā śhikṣhak K|kē rūp mē̃ śhrēṣhṭh śhikṣhā kā bhāgya aur tīsrā satgurū K|kē rūp mē̃ vardānō̃ kā bhāgya .

18One is the fortune of the inheritance received from the form of the Father. 19The second is the fortune of the elevated teachings from the form of the Teacher. 20The third is the fortune of blessings from the form of the Satguru.

17Har ēk kā mastak in tīnō̃ bhāgya sē chamak rahā hai .

21Each one’s forehead is sparkling with these three types of fortune.

18Bāpdādā bhī apnē bhāgyaśhālī bachchō̃ kō dēkh harṣhit hō rahē haĩ .

22BapDada is also pleased to see His fortunate children.

19Chāhē sammukh baiṭhē haĩ , chāhē dūr baiṭhē haĩ lēkin dil mē̃ najdīk haĩ .

23Whether you are sitting personally in front of Him or far away, you are close to His heart.

20Aisē bachchō̃ aur bāp kā pyār sārē kalp mē̃ is samay hī prāpt hōtā hai .

24Such love between the children and the Father is only received at this time of the whole cycle.

21Yah pyār kā anubhav aurō̃ kō bhī karā rahē hō .

25You are giving the experience of this love to others too.

22Abhī kōī-kōī lōg samajhtē haĩ ki in brāhmaṇ ātmāō̃ kō kuchh milā hai .

26Now, some people think that you Brahmin souls have found something. 27What you have received is continuing to become clear to them.

23Kyā milā hai , uskā spaṣhṭīkaraṇ hōtā jā rahā hai .

28The Father saw that there is a great impact of the Platinum Jubilee everywhere.

24Bāp nē dēkhā ab is platinum jubilee kā chārō̃ ōr prabhāv hai aur bachchō̃ nē bhī dil sē sēvā kī hai aur āgē bhī plan banāyā hai .

29The children have served from their hearts and also made plans for the future. 30BapDada is congratulating all of you children everywhere: Wah children!

25Tō bāpdādā bhī chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō mubārak dē rahē haĩ vāh bachchē vāh  !

31Wah! 32For 75 years you have been doing everything according to your own effort.

26Yah 75 varṣh apnē-apnē puruṣhārth anusār pār kartē nirvighna bankē , banākē pahuñch gayē hō .

33By becoming free from obstacles and making others free from obstacles, you have reached here.

27Abhī bāp bachchō̃ sē kyā chāhtē haĩ  ?

34What does the Father now want from you children?

28Bāp kō sadā her|har bachchē mē̃ yahī āśhā hai ki her|har bachchā bāp samān ban jāē .

35The Father constantly hopes that each child will become equal to the Father.

29Jaisē brahmā bāp vijayī banē , aisē her|har bachchā sadā vijayī banē .

36Just as Father Brahma became victorious, in the same way, let every child always be victorious.

30Iskē liē jaisē brahmā bāp nē kyā kiyā  ?

37What did Father Brahma do for this?

31Follow father .

38Follow the father!

32Tō āp sabhī bhī her|har kadam uṭhātē pahlē check karō ki yah kadam brahmā bāp nē kiyā  ?

39So, while taking every step, all of you also first of all have to check: Did Father Brahma do this?

33Brahmā bāp nē her|har bachchē prati , chāhē jāntē thē ki yah bachchā kamjōr hai , puruṣhārth mē̃ bhī , sēvā mē̃ bhī lēkin kamjōr kē ūpar aur hī rahm aur kalyāṇ key|kī bhāvnā rahī .

40Even while knowing that a particular child was weak in his efforts and in his service, he had even more feelings of mercy and benevolence for those who were weak.

34Aisē hī bāpdādā sabhī bachchō̃ kō bhī yahī kahtē apnē parivār K|kē harēk bhāī yā bahan prati śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā , rahm aur kalyāṇ key|kī dr̥iṣhṭi sē unkē bhī sahyōgī banō .

41BapDada says to all the children: Similarly, have pure feelings and good wishes and, with the vision of mercy and benevolence, be co-operative with each brother and sister of your family.

35Bāpdādā nē pahlē bhī sunāyā ki pyār key|kī subject mē̃ har ēk bachchā yathā śhakti pās|pass hai .

42BapDada told you earlier too that, in the subject of love, each and every child has passed according to his capacity.

36Pyār K|kē kāraṇ hī āgē baṛh rahē haĩ .

43It is because of love that you are moving forward.

37Abhī bāpdādā bachchō̃ K|kē pyār kō dēkh khuśh hai .

44Seeing the children’s love, the Father is pleased.

38Pyār key|kī subject K|kē kāraṇ har ēk bachchā number-vār chal rahā hai .

45Because of the subject of love, each child is moving along, numberwise.

39Abhī bāpdādā chāhtē haĩ ki pyār mē̃ kuchh kurbānī bhī kī jātī hai .

46BapDada now wants a sacrifice made out of love.

40Bāp sē pyār hai isliē kaun see|sī|C kurbānī karnī hai  ?

47You have love for the Father and so what sacrifice are you going to make?

41Jō bāpdādā chāhtā hai vah samajh tō gayē hō , samajhtē hō nā bāp kyā chāhtā hai  ?

48You have of course understood what BapDada wants. 49You do understand what BapDada wants, do you not?

42Samajhtē hō  ?

50Nod!

43Kāndh hilāō .

51Do you understand?

44Samajhtē hō  ? 45Tō karnā hai iskī bhī himmat hai nā  !

52Then, do you have the courage to do that?

46Himmat hai tō hāth uṭhāō .

53If you have courage, then raise your hands!

47Himmat hai  ?

54Do you have courage?

48Achchhā .

55Achcha.

49Tō himmatē bachchē madadē bāp hai hī . 50Abhī bāpdādā chāhtē haĩ , result mē̃ dēkhā tō abhī tak sampūrṇ pavitratā K|kē hisāb sē vyarth saṅkalp bhī apavitratā kā bīj hai .

56When the children have courage, the Father’s help is always there. 57In the result that BapDada has seen until now, in terms of complete purity, even waste thoughts are a seed of impurity.

51Tō bāpdādā nē dēkhā yah vyarth saṅkalp chalnā , yah majority bachchō̃ mē̃ ab bhī saṅskār rahā huā hai .

58BapDada saw that the majority of you still have the sanskar of having waste thoughts.

52Ēk vyarth saṅkalp aur dūsrā vyarth samay yah majority bachchō̃ mē̃ ab bhī dikhāī dētā hai .

59One is waste thoughts and the other is wasting time. 60This is even now visible in the majority of you children.

53Aur vyarth saṅkalp kā ādhār hai man , jō manmanābhav hōnē nahī̃ dētā kyōṅki bāpdādā nē kāphī samay sē iśhārā dē diyā hai ki jō kuchh hōnā hai vah achānak hōnā hai .

61The basis of waste thoughts is your mind, which doesn’t allow you to become Manmanabhav. 62BapDada has been giving you this signal for a long time: Whatever is going to happen is going to happen suddenly.

54Tō achānak K|kē hisāb sē bāpdādā nē check kiyā majority bachchō̃ mē̃ yah vyarth saṅkalp kā saṅskār hai .

63In terms of something happening suddenly, BapDada saw that the majority of you children have the sanskar of having waste thoughts.

55Tō jab brahmā bāp vyarth samay , vyarth saṅkalp K|kē vijayī ban karmātīt huē tō follow father .

64Father Brahma became victorious over having waste thoughts and wasting his time; he became karmateet. 65So you have to follow the father.

56Bāpdādā nē dēkhā ki man hai tō āpkī rachnā , āp man K|kē rachtā hō tō man kō chalānē vālē hō .

66BapDada saw that your mind is your creation, that you are the creator of your mind, and so you control your mind.

57Man key|kī controlling power , ruling power K|kē mālik hō lēkin phir bhī man kahā̃ dhōkhā dē dētā hai .

67Each of you is the master with controlling power and ruling power over your mind, but, nevertheless, your mind still deceives you.

58Hai āpkī rachnā , mērā hai nā  !

68It is your creation, you say, “It is mine!”

59Lēkin controlling power cum|kam hōnē K|kē kāraṇ dhōkhā dē dētā hai .

69However, because of not having enough controlling power, it deceives you.

60Man kō ghōṛā bhī kahā jātā hai lēkin āpkē pās|pass śhrīmat key|kī lagām hai . 61Hai nā lagām  !

70The mind is also said to be a horse, but you have the reins of shrimat.

62Agar man kabhī bhī west|waste saṅkalp key|kī taraph lē jātā tō lagām kō tight karnē sē vyarth saṅkalp key|kī thōṛī bhī apavitratā kō khatm kar saktē hō .

71You do have these reins, do you not? 72If your mind ever takes you to any waste, then, by tightening the reins, you can finish the slightest impurity of wasteful thoughts that still remains.

63Man K|kē mālik ban , jaisē brahmā bāp nē rōz man key|kī checking key|kī , aisē rōz check karō aur vyarth saṅkalp kō samāpt karō .

73Become a master of your mind. 74Just as Father Brahma checked his mind every day, in the same way, check your mind every day and finish any wasteful thoughts.

64Tō āj bāpdādā yahī chāhtā hai ki is vyarth saṅkalpō̃ kō samāpt karō .

75Today, BapDada wants you to finish these wasteful thoughts.

65Burē saṅkalp cum|kam haĩ , vyarth jyādā haĩ lēkin ismē̃ time bahut jātā hai .

76There are few bad thoughts but more wasteful thoughts and these do take up a lot of your time.

66Man K|kē mālik ban man kō aisē busy karō jō aur taraph ākarṣhit hō āpkī lagām kō ḍhīlā nahī̃ karē .

77Become a master of your mind and keep your mind so busy that it cannot be attracted to anything else that would slacken the reins.

67Hō saktā hai yah  ?

78Is this possible?

68Āj bāpdādā vyarth saṅkalp K|kē samāpti kā sabkō saṅkalp dē rahē haĩ .

79Today, BapDada is giving everyone the thought to finish all wasteful thoughts.

69Hō saktā hai  ?

80Is this possible?

70Hāth uṭhāō jō samajhtē haĩ vyarth saṅkalp bhī samāpt , ceremony manāyēṅgē .

81Those of you who feel that you will finish all wasteful thoughts and have a ceremony for this, raise your hands!

71Vyarth samay bhī bachānā hai .

82Also save your time from being wasted.

72Samay aur saṅkalp dōnō̃ kō bachānā hai kyōṅki bāpdādā sabkā chart dēkhtē haĩ .

83You have to save both your time and your thoughts, because BapDada is seeing each one’s chart.

73Tō chart mē̃ yah kamī majority mē̃ dēkhnē I|āī|eye .

84BapDada saw this shortcoming in the charts of the majority of you.

74Man K|kē mālik hī viśhva K|kē mālik bannē haĩ . 75Jaisē brahmā bāp manjīt ban viśhva kā mālik ban gayā , abhī tō āpkē liē , bachchō̃ kē liē āvāhna kar rahē haĩ , āpkī advance party bhī āvāhna kar rahī hai .

85Only those who are the masters of their minds are to become the masters of the world. 86Just as Father Brahma became a conqueror of his mind and became a master of the world, so he is now invoking all of you children. 87Even the advance party is invoking you.

76Sunāyā thā chār bajē advance party vālē bhī vatan mē̃ ātē haĩ tō pūchhtē haĩ kab mukti kā gate|get khōlē̃gē  ?

88You were told that even those of the advance party come to the subtle region at 4.00 am and ask: “When will the gates to liberation open?”

77Kiskō khōlnā hai  ?

89Who is going to open these?

78Āp sabhī mukti kā gate|get khōlnē vālē hō nā  !

90All of you are going to open the gates to liberation, are you not?

79Āpkā sampūrṇ bannā arthāt mukti kā gate|get khulnā .

91Your becoming complete means the gates to liberation will open.

80Tō bāpdādā sē advance party rūhrihān kartī hai , kab tak  ?

92Those of the advance party were having a heart-to-heart conversation with BapDada: “Till when?”

81Tō bāp āpsē pūchhtē haĩ kab tak  ?

93So, the Father is asking you: Till when?

82Tō kyā javāb dēgē  ?

94So, what response should be given?

83Pahlī line vālē bōlō , kab tak  ?

95Those in the front row: Till when?

84Her|har kārya kē liē date fix kartē hō nā  !

96You fix a date for every task, do you not?

85Tō is kārya key|kī date kab tak  ?

97So, when will you fix a date for this task?

86Brahmā bāp tō phariśhtē rūp mē̃ āvāhna kar rahē haĩ .

98Father Brahma is invoking you through his angelic form.

87Batā saktē hō date  ?

99Can you tell Baba the date?

88Bōlō , date fix kar saktē haĩ  ?

100Speak! 101Are you able to fix the date?

89Abhī date fix hai  ?

102Is the date fixed now?

90Pāṇḍav hāth uṭhāō , date fix hai  ?

103Pandavas, raise your hands; have you fixed the date?

91Nahī̃ hai .

104You haven’t!

92Kyō̃  ?

105Why?

93Dīdī kahtī hai bābā ham lōgō̃ kō lagan thī ghar jānā hai , ghar jānā hai , ghar jānā hai .

106Didi was saying: “Baba, we had the deep desire: We have to go home, we have to go home, we have to go home.”

94Dādī kahtī hai hamkō lagan thī karmātīt hōnā hai , karmātīt hōnā hai … .

107Dadi was saying: “We have the deep desire: We have to become karmateet, we have to become karmateet.”

95Tō āp sabhī kā tō dīdī dādī sē pyār hai nā .

108All of you have love for Didi and Dadi, do you not?

96Hai tō sabhī sē kyōṅki jō bhī advance party mē̃ gayē haĩ un sabhī sē āpkā pyār tō hai .

109You have love for everyone, because all of you have love for all those who have gone into the advance party.

97Abhī unkē praśhna kā uttar dō .

110Now, give a response to their question.

98Tō āpas mē̃ rūhrihān kar ab kuchh javāb taiyār karnā .

111Therefore, now have a heart-to-heart conversation among yourselves and prepare a reply.

99Karē̃gē  ?

112Will you do this?

100Āj tō double foreigners K|kē milan kā din hai nā  !

113Today, it is the day for the double foreigners to meet, is it not?

101Tō double foreigners bhī āpas mē̃ rāy karkē date batānā aur bhārat vālē bhī is par charchā karkē batānā . 102Hai javāb .

114So, you double foreigners also have to discuss this among yourselves and tell Baba the date. 115Those from Bharat too have to discuss this and tell Baba.

103Hā̃ bōlō , bōlō . . . .

116Do you have a reply?

104Jō bōlē vah hāth uṭhāō .

117Yes, speak! 118Speak!

105 ( mōhanī bahan New York - bābā date āp fix kariyē , ham lōg ever ready haĩ ) nahī̃ āp fix karō nā .

119Those who want to say something, raise your hands. 120(Mohiniben of New York: “Baba, You fix the date and we are all ever-ready.”) No, you have to fix it.

106Taiyār āpkō hōnā hai nā .

121You have to become ready, do you not?

107Bāp tō kahēgā ki is dīvālī par dīvālī karō , ever ready .

122The Father would say: Have this Diwali on this Diwali.

108Ever ready  ?

123Ever-ready?

109Yā kahē̃gē jaldī hai  ?

124Are you ever-ready?

110Isliē kahtē haĩ āp batāō .

125This is why Baba is saying: You have to tell Baba. 126(Dr.

111 ( ḍā . Nirmalā bahan nē kahā - bābā ēk sāl dō ) achchhā , ismē̃ śhāmil hō , yah kah rahī hai ēk sāl .

127Nirmala said: “Baba, give us one year, till next Diwali.”) Achcha, do you agree? 128She is asking for one year.

112Jō samajhtē haĩ ēk sāl vah hāth uṭhāō .

129Those who feel that you want one year, raise your hands!

113Baṛā hāth uṭhāō .

130Raise your hands high!

114Achchhā .

131Achcha.

115Ēk sāl vālō̃ kā nām note karō .

132Note down the names of those who want one year.

116Achchhā hai .

133It is good.

117Dūsrē sab muskarātē haĩ .

134All the others are smiling.

118Bōlō .

135Speak!

119 ( nirvair bhāī nē kahā - now aur never , āj abhī hōnā hai ) tō tālī bajāō .

136(Nirwairbhai: “Now or never! 137It has to happen today and now.”) So, applaud!

120Achchhā , bahut achchhā .

138Achcha. 139Very good.

121Tō abhī abhī sabhī apnē man mē̃ yah promise karō ki kabhī bhī vyarth saṅkalp nahī̃ ānē dēgē .

140Now, right now, each of you has to make a promise to yourself in your mind that you will never allow waste thoughts to enter your mind.

122Yah hō saktā hai  ?

141Is this possible?

123Abhī sē kahtē haĩ now or never , tō kam sē kam yah sab promise kartē haĩ ki abhī sē na vyarth saṅkalp , na vyarth samay gãvāyēṅgē  ?

142You are saying from now: Now or never. 143So, at the very least, are you all making the promise that you will not have any waste thoughts or waste your time?

124Ismē̃ jō taiyār haĩ vah hāth uṭhāō .

144Those who are ready for this, raise your hands!

125Majority nē uṭhāyā hai .

145The majority of you have raised your hands.

126Jō samajhtē haĩ ki time lagēgā , vah hāth uṭhāō .

146Those who feel that this will take time, raise your hands!

127Kōī nahī̃ .

147No one.

128Thōṛē-thōṛē haĩ jō hāth uṭhā rahē haĩ .

148There are a few who are saying that they want some time.

129Achchhā tō is dīvālī par yah ēk dr̥iṛh saṅkalp karnā , jinhōnnē majority nē hāth uṭhāyā hai , vah svāhā karnā isīliē āp sabkī taraph sē dr̥iṛh saṅkalp kē liē āj cake kāṭē̃gē .

149A few are raising their hands. 150Achcha, on this Diwali, have this one determined thought. 151All of those of the majority who raised their hands, all of you have to make a sacrifice and, this is why, on behalf of all of you, we will cut a cake for your determined thoughts.

130Pasand hai nā  !

152Do you like this?

131Āj kā cake is dr̥iṛh saṅkalp kā sūchak hai kyōṅki sabhī chāhtē haĩ , agyānī bhī chāhtē haĩ ki ab kuchh hōnā chāhiē , ab kuchh hōnā chāhiē lēkin tākat nahī̃ hai .

153Today’s cake is a symbol of this determined thought, because all of you - and even those who do not have knowledge - want something to happen now. 154Something should happen now, but they don’t have the power.

132Āp bachchō̃ mē̃ tō saṅkalp kō pūrṇ karnē key|kī tākat hai . 133Follow father hai nā .

155You children have the power to fulfil your thoughts. 156You are following the father, are you not?

134Brahmā bāp kā janm hī dr̥iṛh saṅkalp sē huā hai . 135Karnā hai .

157The birth of Father Brahma took place with the determined thought: “I have to do this!”

136Sōchē̃gē nahī̃ , kyā karū̃ , kyā nahī̃ karū̃ , karnā hai .

158Not that “I will think about it. 159Should I do it or not do it?”

137Us ēk dr̥iṛh saṅkalp nē itnē bachchō̃ kā bhaviṣhya banāyā .

160“I have to do this.” 161That one determined thought created the future of so many children.

138Ēk brahmā bāp nē kitnī himmat rakhī .

162One Father Brahma maintained so much courage.

139Ādhā hissā milā aur yagya rachā .

163He received half his share and he created a sacrificial fire.

140Yagya K|kē brāhmaṇ rachē aur ab dēśh vidēśh key|kī ātmāyē̃ pahuñch gaī haĩ , ēk brahmā bāp K|kē dr̥iṛh saṅkalp K|kē kāraṇ .

164He created the Brahmins of the yagya and now souls from this land and abroad have reached here because of that one determined thought of Father Brahma.

141Tō dr̥iṛh saṅkalp kyā nahī̃ kar saktā .

165So, what can a determined thought not achieve?

142Yah tō āpkē āgē example hai .

166There is this example in front of you.

143Saṅkalp kartē hō , bahut achchhē achchhē saṅkalp bāp kē pās pahuñchtē haĩ lēkin usmē̃ dr̥iṛhtā kam hōtī hai .

167You have very good thoughts and these reach the Father, but they lack determination. 168When any situation comes in front of you, that determination reduces.

144Kōī bāt sāmnē I|āī|eye nā tō dr̥iṛhtā kam hō jātī hai . 145Dr̥iṛhtā saphaltā key|kī chābī hai .

169Determination is the key to success. 170Look, those from Delhi had the determined thought: “We have to do this.”

146Dēkhō , dillī vālō̃ nē dr̥iṛh saṅkalp kiyā , karnā hī hai . 147Hō gayā nā  !

171So, it happened, did it not? 172They didn’t say: “We will think about it, we will see about it.”

148Sōchē̃gē , dēkhē̃gē , yah nahī̃ kiyā .

173It was everyone’s determined thought.

149Sabkā dr̥iṛh saṅkalp , nimitt banē huē bachchō̃ kā sahyōg aur dr̥iṛh saṅkalp usnē practical saphaltā lāī .

174It was this daughter and this child who became the instruments, but it was everyone’s co-operation and the determined thoughts that brought about the practical success.

150Ismē̃ sabnē sāth diyā aur ēkmat huē .

175Everyone gave their hand in this and they were all united.

151Hā̃ nā , hā̃ nā nahī̃ , ēk dr̥iṛh mat huī tō dr̥iṛhtā mē̃ itnī śhakti hai .

176They didn’t say “yes”, “no”, “yes”, “no”. 177There was the determined direction, because determination has this much power.

152Jō kārya ārambh kartē haĩ usmē̃ pahlē dr̥iṛh saṅkalp kā bīj ḍālō , uskā phal nikalnā hī hai .

178Whatever task you begin, first of all, sow the seed of determined thoughts and that definitely has to bear fruit.

153Yah itnā 75 varṣh kaisē bītā , brahmā bāp aur bachchō̃ kē sāth nē dr̥iṛh saṅkalp sē 75 varṣh pūrē kiyē .

179How did these 75 (90 this year) years go by? 180It was through the company of Father Brahma and the children and their determined thoughts that we have completed 75 years.

154Umaṅg-utsāh sē baṛhtē baṛhātē rahē , tab yah 75 varṣh pūrē kiyē .

181They have continued to move forward and make others move forward with zeal and enthusiasm.

155Abhī yah saṅkalp karō āj vyarth samay , vyarth saṅkalp samāpt karnā hī hai .

182This is how the 75 years have been completed. 183Today, have this thought: “Today, I definitely have to finish all wastage of time and wasteful thoughts.”

156Jab vyarth samāpt hō jāyēgā tō sadā śhrēṣhṭh saṅkalp kā khajānā kamāl dikhāyēgā .

184When the waste finishes, the treasure of constant, elevated thoughts will show wonders. 185BapDada is pleased to see you double foreigners.

157Tō bāpdādā double vidēśhiyō̃ kō dēkh khuśh hai , vr̥iddhi bhī kar rahē haĩ aur double sēvā key|kī taraph attention achchhā hai . 158Sirph bāpdādā yah iśhārā phir bhī dē rahā hai ki āpas mē̃ saṅskār milan key|kī rās karō .

186You are progressing and paying very good attention to doing double service. 187BapDada is nevertheless giving this signal again: You have to perform the dance of harmonising your sanskars with one another. 188Do not think: “The centre is functioning very well, good service is taking place.”

159Yah nahī̃ sōchō , centre tō achchhā chal rahā hai , service tō achchhī hō rahī hai lēkin jab ēk parivār hai , prabhu parivār hai , laukik parivār nahī̃ prabhu parivār hai . 160Prabhu parivār kā arth|earth hī hai ēk dō mē̃ śhubh bhāvnā , kalyāṇ key|kī bhāvnā . 161Ēk dō mē̃ yahī saṅkalp rahē ki ham sabhī kō sāth-sāth ēk dō kō āgē baṛhātē mukti kā gate|get khōlkē sāth jānā hī hai , isliē her|har centre mē̃ aisā vāyumaṇḍal hō jō samajh mē̃ āvē yah 8 nahī̃ , 10 nahī̃ lēkin 10 hī ēk haĩ .

189However, since this is one family, - it is God’s family, it is not a worldly family, but God’s family and God’s family means to have good wishes and feelings of benevolence for one another - have this thought for one another: “All of us together, with one another’s company, will move forward and open the gates to liberation and return home together.” 190This is why there has to be such an atmosphere at every centre that people don’t think that there are eight or ten people here, but that these ten are one (united).

162Tō dīvālī par har ēk apnē mē̃ saṅkalp karō ki abhī saṅskār milan key|kī rās karnī hī hai .

191Now, each one of you has to have the thought in your mind for Diwali of performing the dance of harmonising your sanskars.

163Ēk bhī ātmā ēk dō sē dūr nahī̃ hō , sab ēk hō .

192Let not a single soul be distant from anyone; let all be united.

164Tō is dīvālī par saṅskār milan key|kī rās karnā .

193On this Diwali, perform the dance of harmonising sanskars.

165Man mē̃ dr̥iṛh saṅkalp karnā ki ēk bhī mērē sē bhārī nahī̃ hō , sab halkē .

194Have this determined thought in your mind: “Not a single person should be heavy with me; let everyone be light.”

166Saṅskār nahī̃ miltē haĩ tō bhārī hōtē haĩ .

195When your sanskars are not in harmony, there is heaviness.

167Tō bāp samajhtē haĩ ki is saṅkalp sē mukti kā darvājā khōlnē kē liē jaldī taiyār hō jāyēṅgē .

196The Father feels that, with this thought, you will quickly become ready to open the gates.

168Check karō kōī bhī hamārē sē nārāz nahī̃ , lēkin bhārī bhī nahī̃ hōnā chāhiē .

197Check: Not only should no one become upset with you, but no one should even become heavy.

169Hō saktā hai yah  ?

198Is this possible?

170Hō saktā hai  ?

199Is it possible?

171Kāndh hilāō hō saktā hai .

200Nod if it is possible!

172Hō saktā hai tō hāth uṭhāō .

201If it is possible, then raise your hands!

173Tō is dīvālī par achchhī raunak hō jāyēgī .

202Then, there will be very good splendour on this Diwali.

174Bāpdādā double foreigners kō rōz dil mē̃ emerge kartē haĩ , kyō̃  ?

203Double foreigners: BapDada makes you double foreigners emerge in His heart every day.

175Kyō̃ emerge kartē haĩ  ?

204Why? 205Why does He make you emerge?

176Kyōṅki double foreigners nimitt banē haĩ sārē viśhva mē̃ bāp kā nām bālā karnē kē liē .

206Because the double foreigners have become instruments to glorify the Father’s name throughout the whole world.

177Kis bāt par  ?

207Through what?

178Ki jab yah bhāratvāsī nahī̃ haĩ , foreigners haĩ inhōnnē apnā bhāgya banā liyā tō ham kyō̃ rah jāē̃  !

208Since they are not residents of Bharat, they are foreigners and they have created their fortune; therefore, why should they be left out?

179Yah prērṇā is dillī K|kē programme sē bhārat mē̃ achchhī phailī hai isliē bāpdādā sēvā kē nimitt āp sabhī kō emerge kartē haĩ .

209This inspiration has spread very well in these programmes in Delhi and this is why BapDada makes you children emerge as instruments for service.

180Bhārat kō jagāyēṅgē , jagā rahē haĩ aur āgē bhī aisē V|we . I|āī|eye . pī|P taiyār karē̃gē jō bhārat kō jagāyēṅgē .

210You will awaken Bharat. 211You are awakening it and you will prepare such VIPs in the future too who will awaken Bharat.

181Unkā anubhav bhārat vālō̃ kō jagāyēgā .

212Your (foreigners) experience will awaken the people of Bharat.

182Bāpdādā kō yād hai śhurū-śhurū mē̃ bahut V|we . I|āī|eye . Ps lē ātē thē .

213BapDada remembers how you used to bring many VIPs here in the beginning.

183Programmes kartē thē .

214You used to have programmes.

184Abhī yah sēvā nahī̃ hai .

215That service doesn’t happen now.

185Aisē V|we . I|āī|eye . pī|P taiyār karō jō stage par apnā anubhav sunāyē̃ .

216Prepare such VIPs who will share their experiences on the stage.

186Abhī jyādā cultural dikhāyā , anubhav bhī sunāyā lēkin thōṛā time thā , abhī aisē V|we . I|āī|eye . pī|P lāō jō bhārat vālō̃ key|kī takdīr kō jagāyē .

217Now, there have been more cultural programmes, and you also shared experiences, but there was little time. 218Now bring such VIPs who will awaken the fortune of those from Bharat.

187Abhī bhī jō foreigners aur bhārat key|kī sēvā ikaṭṭhī key|kī uskā bhī prabhāv achchhā rahā .

219The service that took place now of the foreigners and those of Bharat made a good impact.

188Ab mil karkē aisī sēvā kō baṛhātē chalō .

220Now, all of you continue to increase such service together.

189Aur mukhya bāt apnē kō har ēk chāhē bhāratvāsī chāhē foreigners jaldī jaldī aisē sampann banāō jō āp sabkī sampannatā mukti kā gate|get khōl dē .

221The main thing is that each one of you, whether a resident of Bharat or from abroad, should make yourself complete so quickly that your completion opens the gates to liberation.

190Achchhā .

222Achcha.

191Chārō̃ ōr K|kē chāhē sāmnē baiṭhē haĩ , chāhē kahā̃ bhī baiṭhē haĩ lēkin sabkā attention madhuban mē̃ hai .

223Whether you are sitting in front of Baba, or wherever you may be sitting, everyone’s attention is on Madhuban.

192Bāpdādā kō dēkh rahē haĩ , majority tō dēkh hī rahē haĩ .

224All are seeing BapDada, the majority of you are seeing BapDada.

193Bāpdādā bhī sabhī bachchō̃ kō , chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō sadā harṣhit rahnē vālē , sadā double puruṣhārthī , double puruṣhārthī arthāt sva K|kē puruṣhārth mē̃ bhī aur sēvā K|kē puruṣhārth mē̃ , aisē double puruṣhārthī aur double niśhchay aur naśhē mē̃ rahnē vālē , sadā bāp kē sāth rahnē vālē , sadā āpas mē̃ bhī kalyāṇ aur rahm key|kī śhubh bhāvnā mē̃ rahnē vālē , ēk-ēk bachchē kō nām sahit bāpdādā dil key|kī yād pyār dē rahē haĩ .

225To all the children from everywhere who remain constantly cheerful, to the constant double effort-makers - double effort-makers means those who are making effort for the self and also making effort in service; to those who are such double effort-makers and those who have double intoxication and faith, to those who constantly stay with the Father, to those who constantly have feelings of benevolence and pure feelings of mercy, BapDada is giving love and remembrance personally from His heart to each and every child by name.

194Lēkin āj key|kī bāt vyarth saṅkalp key|kī samāpti key|kī bhūl nahī̃ jānā .

226However, do not forget what Baba said today about finishing all waste thoughts.

195Bāpdādā kē pās record tō pahuñch hī jātā hai . 196Bāpdādā dēkhē̃gē kitnē tīvr puruṣhārthī bachchē haĩ aur ēk dō kō bhī umaṅg utsāh dē āgē baṛhānē vālē haĩ .

227The record reaches BapDada anyway. 228BapDada will see how many intense effort-making children there are and there are also those who increase zeal and enthusiasm in one another and make them move forward.

197Agar kōī galat bhī kartā hai tō uskē prati vah galat kartā hai , aur āp uskī galatī|galtī kā man mē̃ saṅkalp kartē hō , yah kartā hai , yah kartā hai , yah kartā hai . . . yah bhī khatm karō .

229When someone is doing something wrong, you have thoughts of that one’s mistake in your mind: “He is doing this or that or this.” 230Finish all of this! 231Give them your co-operation, give them your elevated feelings.

198Unkō sahyōg dō , śhrēṣhṭh bhāvnā dō , aisī sēvā kartē sārē saṅgaṭhan kō śhrēṣhṭh saṅkalp vālē banānā hī hai .

232By doing such service, you have to make the whole gathering a gathering of those who have elevated thoughts.

199Kōī centre par kabhī bhī ēk dō kē prati kōī bhī aur bhāvnā nahī̃ hō , śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā , ṭhīk hai nā  !

233At any centre, let there not be any other feeling for anyone at the centre. 234Let there only be good wishes and pure feelings; is that right?

200Bahut achchhā .

235Very good.

201Abhī sabhī bachchō̃ kō bāpdādā mubārak kē sāth dil kā yādpyār bhī sāth mē̃ dē rahē haĩ .

236Together with congratulations, BapDada is also giving all the children love and remembrance from His heart.

202Achchhā .

237Achcha.

203Vardān  : niṣhkām sēvā dvārā viśhva kā rājya prāpt karnē vālē viśhva kalyāṇī , merciful bhav

238Blessing: May you be a merciful world benefactor and receive the kingdom of the world by doing altruistic service.

204Jō niṣhkām sēvādhārī haĩ unhē̃ kabhī yah saṅkalp nahī̃ ā saktā ki mainnē itnā kiyā , mujhē issē kuchh śān-mān vā mahimā milnī chāhiē . . . yah bhī lēnā huā .

239Those who are altruistic servers must never think: “I have done so much, and so I should receive some honour or respect because of it”. 240That would also be a form of taking.

205Dātā K|kē bachchē agar lēnē kā saṅkalp bhī kartē haĩ tō dātā nahī̃ huē .

241If children of the Bestower have thoughts of taking, they would not then be bestowers.

206Yah lēnā bhī dēnē vālē kē āgē śhōbhtā nahī̃ .

242That form of taking does not suit those who are bestowers.

207Jab yah saṅkalp samāpt hō tab viśhva mahārāzan kā status prāpt hō .

243When that thought finishes, you will then receive the status of a world emperor.

208Aisā niṣhkām sēvādhārī , bēhad kā vairāgī hī viśhva kalyāṇī , merciful bantā hai .

244Only such altruistic servers, those with unlimited disinterest, can become merciful world benefactors.

209Slōgan  : apnī galatī|galtī dūsrē par lagānā - yah bhī parchintan hai .

245Slogan: To blame others for your mistake is also a form of thinking about others (parchintan).

210

246

211Avyakt iśhārē - ab apnē dātā svarūp kō pratyakṣha karō

247*** Om Shanti *** 248Avyakt Signal: Now reveal your form of a bestower.

212Sabsē baṛē sē baṛī dēn hai - dātā K|kē bachchē ban sarv kō sahyōg dēnā .

249The greatest gift of all is to become a child of the Bestower and give everyone co-operation.

213Bigaṛē huē kārya kō , bigaṛē huē saṅskārō̃ kō , bigaṛē huē mood|mūḍ kō śhubh bhāvnā sē ṭhīk karnē mē̃ sadā sarv K|kē sahyōgī bannā .

250Always co-operate with everyone with your good wishes in putting right a task that has been spoilt, sanskars that have been spoilt or a mood that has been spoilt.

214Isnē yah kahā , yah kiyā , yah dēkhtē , suntē , samajhtē huē bhī apnē sahyōg K|kē stock dvārā parivartan kar usē bharpūr karnā - yah sabsē baṛā dān hai .

251“This one said this or did this.” 252Whilst seeing, hearing and understanding this, bring about transformation with your stock of co-operation and make that soul full. 253This is the biggest donation of all.