मंगलवार 15 सितंबर 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
015-09-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
015/09/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tum apnī takdīr bhaviṣhya naī duniyā kē liē banā rahē hō , yah tumhārā rājyōg hai hī naī duniyā kē liē ' '
1Essence: Sweet children, you are creating your fortune for the future new world. 2This Raja Yoga of yours is for the new world.
Question
2Praśhna : takdīrvān bachchō̃ key|kī mukhya niśhāniyā̃ kyā hōṅgī ?
3Question: What are the main signs of fortunate children?
Answer
3Uttar : 1 . takdīrvān bachchē kāydēsir śhrīmat par chalē̃gē .
4Answer: 1. Fortunate children follow shrimat according to the law.
4Kōī bhī kāydē K|kē viruddha kārya karkē apnē kō vā bāp kō ṭhagē̃gē nahī .
5They do not do anything against the law and so deceive themselves or the Father.
52 . unhē̃ paṛhāī kā pūrā-pūrā śhauk hōgā . 6Samjhānē kā bhī śhauk hōgā .
62. They take a full interest in studying and explaining to others.
73 . pass with honour ban scholarship lēnē kā puruṣhārth karē̃gē .
73. They make effort to pass with honours and claim a scholarship.
84 . kabhī kisī kō duḥkh nahī̃ dēgē .
84. They never cause anyone sorrow.
9Kabhī kōī ulṭā karma nahī̃ karē̃gē .
9They never perform any wrong actions.
Song
10Gīt : takdīr jagākar āī hū̃ …
10Song: I have come having had my fortune awakened.
Murli
11Ōm śhānti .
11Om shanti.
12Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ nē gīt sunā . 13Nayō̃ nē bhī sunā tō purānō̃ nē bhī sunā , kumāriyō̃ nē bhī sunā .
12You sweetest, spiritual children, heard the song; the new ones heard it and the old ones also heard it; the kumaris heard it.
14Yah pāṭhśhālā hai .
13This is a place of study.
15Pāṭhśhālā mē̃ kōī na kōī takdīr banānē jātē haĩ .
14People go to a place of study in order to create one kind of fortune or another.
16Vahā̃ tō anēk prakār key|kī takdīr hai , kōī surgeon bannē key|kī , kōī barrister bannē key|kī takdīr banātē haĩ .
15There are many types of fortune there. 16Some create the fortune of becoming surgeons and others create the fortune of becoming barristers.
17Takdīr kō aim object kahā jātā hai .
17Fortune is also called an aim and objective.
18Takdīr banānē bigar pāṭhśhālā mē̃ kyā paṛhē̃gē .
18Why would you study at school if it wasn’t for creating your fortune?
19Ab yahā̃ bachchē jāntē haĩ ki ham bhī takdīr banākar āyē haĩ - naī duniyā kē liē apnā rājya bhāgya lēnē .
19Here, you children know that, your fortune having awakened, you have come to claim your fortune of the kingdom of the new world.
20Yah hai naī duniyā kē liē rājyōg .
20This Raja Yoga is for the new world.
21Vah purānī duniyā kē liē barrister , engineer , surgeon ādi bantē haĩ .
21Those people become barristers, engineers or surgeons for the old world.
22Vah bantē-bantē , abhī purānī duniyā kā time bahut thōṛā rahā hai , vah tō khatm hō jāyēgā .
22There is now very little time left in the old world for becoming that; it will soon end.
23Vah takdīr hai is mr̥ityulōk kē liē , is janm kē liē .
23That fortune is for this land of death, for this birth.
24Tumhārī paṛhāī hai naī duniyā kē liē .
24Your study is for the new world.
25Tum naī duniyā kē liē takdīr banākar āyē hō .
25You have come having created your fortune for the new world.
26Naī duniyā mē̃ tumkō rājya-bhāgya milēgā .
26You will receive your fortune of the kingdom in the new world.
27Kaun paṛhātē haĩ ?
27Who is teaching you?
28Bēhad kā bāp , jissē hī varsā pānā hai .
28The unlimited Father from whom you claim your inheritance.
29Jaisē doctor lōgō̃ kō ḍôkṭarī kā varsā miltā hai apnī paṛhāī kā .
29Doctors receive their inheritance of the knowledge of a doctor through their studies.
30Achchhā jab būṛhē hōtē haĩ tab gurū kē pās jātē haĩ .
30Then, when they become old, they go to their guru.
31Kyā chāhtē haĩ ?
31What do they want?
32Kahtē haĩ hamkō śhāntidhām jānē key|kī śhikṣhā dō , hamkō sadgati dō .
32They ask: Give us guidance on how to go to the land of peace! 33Grant us salvation!
33Yahā̃ sē nikāl śhāntidhām lē jāō .
34Take us away from here to the land of peace!
34Bāp sē bhī varsā miltā hai - is janm kē liē . 35Bākī gurū sē tō kuchh nahī̃ miltā .
35You receive your inheritance from your father in this birth, but you don't receive anything from a guru.
36Teacher sē kuchh na kuchh varsā pātē haĩ kyōṅki ājīvikā tō chāhiē nā .
36You receive some sort of inheritance from your teacher because you need a livelihood.
37Bāp kā varsā hōtē huē bhī paṛhtē haĩ ki ham bhī apnī kamāī karē̃ .
37Even though you receive an inheritance from your father, you still study to earn your own income.
38Gurū sē kamāī kuchh huī nahī̃ .
38There is no income earned from a guru.
39Hā̃ , kōī-kōī gītā ādi achchhī paṛhkar phir gītā par bhāṣhaṇ ādi kartē haĩ .
39Yes, some study the Gita very well and then give lectures on it.
40Yah sab hai alpkāl sukh kē liē .
40All of that is for temporary happiness.
41Ab tō is mr̥ityulōk kā ant hai .
41It is now the end of this land of death.
42Tum jāntē hō ham naī duniyā key|kī takdīr banānē āyē haĩ .
42You know that you have come here to create your fortune for the new world.
43Yah purānī duniyā khatm hō jānī hai .
43This old world has to end.
44Bāp key|kī vā apnī milkiyat bhī sab bhasma jō jāyēgī .
44Your own property and the property that you receive from your father will all be burnt.
45Hāth phir bhī khālī jāyēṅgē .
45You will then go back empty-handed.
46Abhī tō kamāī chāhiē naī duniyā kē liē .
46You now need an income for the new world.
47Purānī duniyā K|kē manuṣhya tō vah kar nahī̃ sakē̃gē .
47People of the old world will not be able to do this.
48Naī duniyā key|kī kamāī karānē vālā hai hī śhivbābā .
48It is Shiv Baba who inspires you to earn an income for the new world.
49Yahā̃ tum naī duniyā kē liē takdīr banānē āyē hō .
49You have come here to create your fortune for the new world.
50Vah bāp hī tumhārā bāp bhī hai , teacher bhī hai , gurū bhī hai .
50That Father is your Father, Teacher and Guru.
51Aur vah ātē hī haĩ saṅgam par , bhaviṣhya kē liē kamāī sikhlānē .
51He comes at the confluence age in order to teach you to earn an income for the future.
52Ab is purānī duniyā mē̃ tō thōṛē rōz haĩ .
52There are now only a few more days left in this old world.
53Yah duniyā K|kē manuṣhya nahī̃ jāntē .
53People of the world don't know this.
54Tum bachchē jāntē hō naī duniyā kē liē yah hamārā bāp teacher satgurū hai .
54You children know that He is our Father, Teacher and Satguru for the new world.
55Bāp ātē hī haĩ śhāntidhām , sukhdhām mē̃ lē jānē .
55The Father comes to take you to the land of peace and the land of happiness.
56Kōī takdīr nahī̃ banātē haĩ , gōyā kuchh bhī samajhtē nahī̃ .
56Some don't make their fortune, that is, they don't understand anything.
57Ēk hī ghar mē̃ strī paṛhtī hai , puruṣh nahī̃ paṛhtā , bachchē paṛhē̃gē mā̃-bāp nahī̃ paṛhē̃gē .
57In the same family, the wife would be studying this, whereas the husband would not, or the children would be studying this and the parents would not.
58Aisē hōtā rahtā hai .
58This continues to happen all the time.
59Śhurū mē̃ parivār K|kē parivār āyē . 60Parantu māyā kā tūphān lagnē sē āśhcharyavat sunantī , kathantī bāp kō chhōṛ chalē gayē .
59In the beginning, whole families came but, when there were storms of Maya, those who were amazed by this knowledge, who then related it to others, left the Father and went away.
61Gāyā huā bhī hai āśhcharyavat sunantī kathantī bāp kā banantī , paṛhāī paṛhāvantī phir bhī . . . hāy kudrat , drama key|kī .
60It is remembered that those who were amazed on hearing this knowledge related it to others and belonged to the Father; they taught it to others and then, wonderful destiny of the drama!
62Drama key|kī hī bāt huī nā .
61Therefore, it is just a question of the drama.
63Bāp khud kahtē haĩ ahō drama , ahō māyā .
62The Father Himself says: O drama! 63O Maya!
64Kiskō phārkatī dē dī !
64Whom did you divorce?
65Strī-puruṣh ēk-dō kō divorce dētē haĩ .
65Husband and wife divorce each other.
66Bachchē bāp kō phārkatī dētē haĩ .
66Children divorce their father.
67Yahā̃ tō vah nahī̃ hai .
67It isn't like that here.
68Yahā̃ tō divorce dē na sakē̃ .
68Here, you cannot get a divorce.
69Bāp tō āyē haĩ bachchō̃ kō sachchī kamāī karānē .
69The Father has come to make you children earn a true income.
70Bāp thōṛēhī kiskō khaḍḍē mē̃ ḍālē̃gē .
70The Father does not make anyone fall into a pit.
71Bāp tō hai hī patit-pāvan , rahm-dil .
71The Father is the Purifier, the Merciful One.
72Bāp ākar duḥkh sē liberate kartē haĩ aur guide ban sāth lē jānē vālā hai .
72The Father comes and liberates you from sorrow. 73He becomes your Guide and takes you back home.
73Aisē kōī laukik gurū nahī̃ kahē̃gē ki maĩ tumkō sāth lē jāūṅgā .
74A worldly guru does not say that he will take you back with Him.
74Śhāstrō̃ mē̃ hai bhagvānuvāch - ki maĩ tum sabkō lē jāūṅgā .
75In the scriptures, it says: God speaks: I will take all of you back with Me.
75Machchharō̃ sadr̥iśhya sab jānē haĩ .
76Everyone will return like a swarm of mosquitoes.
76Tum bachchē achchhī rīti jāntē hō abhī hamkō jānā hai ghar . 77Yah śharīr chhōṛnā hai .
77You children know very well that you now have to return home; you have to renounce your bodies.
78Āp muyē mar gaī duniyā .
78When you die, the world is dead for you.
79Apnē kō sirph ātmā samajh bāp kō yād karnā hai .
79Simply consider yourselves to be souls and remember the Father.
80Yah tō purānā chōlā chhī-chhī hai .
80These are dirty old costumes.
81Yah duniyā bhī purānī hai .
81Even this world is old.
82Jaisē purānē ghar mē̃ baiṭhē hōtē haĩ , nayā ghar sāmnē bantā rahtā hai tō bāp bhī samajhēgā hamārē liē , bachchē bhī samajhtē hamārē liē ban rahā hai .
82When they are sitting in an old home and a new house is being built, the father and the children all understand that it is for them.
83Buddhi chalī jāyēgī nayē ghar taraph . 84Ismē̃ yah banāō , yah karō .
83Their intellects would be drawn to the new home: Do this here and do that there.
85Buddhi usmē̃ hī lagī rahēgī phir purānā tōṛ dētē haĩ .
84The intellects are connected to the new home and they then demolish the old one.
86Mamatva sārā purānē sē miṭāē nayē sē juṭ jātā hai .
85All attachment to the old home is finished and it is then forged with the new home.
87Yah hai bēhad duniyā key|kī bāt .
86This is a matter of the unlimited world.
88Purānī duniyā sē mamatva miṭānā hai aur naī duniyā sē lagānā hai .
87Finish your attachment to the old world and connect your intellects to the new world.
89Jāntē haĩ yah purānī duniyā khatm hōnī hai .
88You know that this old world is to be destroyed.
90Naī duniyā hai svarg . 91Usmē̃ ham rājāī pad pātē haĩ .
89The new world is heaven and we are claiming our royal status for it.
92Jitnā yōg mē̃ rahē̃gē , gyān key|kī dhārṇā karē̃gē aurō̃ kō samjhāyēṅgē , utnā khuśhī kā pārā chaṛhēgā .
90The more yoga we have, the more of this knowledge we imbibe and explain to others, the more our mercury of happiness will rise.
93Baṛā bhārī imtahān hai . 94Ham 21 janm kē liē varsā pā rahē haĩ .
91Since we are claiming our inheritance for 21 births, the examination is very important.
95Sāhūkār bannā tō achchhā hai nā .
92It is good to become wealthy, is it not?
96Baṛī āyu milē tō achchhā hai nā .
93It is good if you have a long life, is it not?
97Sr̥iṣhṭi chakra kō jitnā yād karē̃gē , jitnē kō āp samān banāyēṅgē utnā phāydā hai .
94The more you rotate the world cycle, the more you will make others similar to yourselves and the more you will benefit.
98Rājā bannā hai tō prajā bhī banānī hai .
95If you want to become a king you also have to create subjects.
99Pradarśhanī mē̃ itnē ḍhēr ātē haĩ , vah sārī prajā bantī jāyēgī kyōṅki is avināśhī gyān kā vināśh nahī̃ hōtā .
96So many come to the exhibitions and subjects will continue to be created through them, because this imperishable knowledge is never destroyed.
100Buddhi mē̃ āyēgā - pavitra ban pavitra duniyā kā mālik bannā hai .
97It will enter their intellects that they have to become pure and become the masters of the pure world.
101Rāmrājya key|kī sthāpanā hō rahī hai , rāvaṇ rājya kā vināśh hō jāyēgā .
98The kingdom of Rama is being established and the kingdom of Ravan is to be destroyed.
102Satyug mē̃ tō hōṅgē hī dēvtāyē̃ .
99In the golden age, there will just be deities.
103Bābā nē samjhāyā thā - lakṣhmī-nārāyaṇ kā chitra jō banātē haĩ , usmē̃ likhnā chāhiē ki past janm mē̃ yah tamōpradhān duniyā mē̃ thē phir is puruṣhārth sē tamōpradhān duniyā sē satōpradhān viśhva K|kē mālik banē̃gē .
100Baba has explained that the pictures you create of Lakshmi and Narayan should have this writing on it: In their previous birth they were in the tamopradhan world. 101Then, by making this effort, from being in the tamopradhan world, they became the masters of the satopradhan world.
104Mālik rājā-prajā sab hōtī hai nā .
102The kings and the subjects are all masters.
105Prajā bhī kahēgī bhārat hamārā sabsē ūñchā hai . 106Barōbar bhārat hī sabsē ūñch thā .
103Even the subjects would say that their Bharat is the most elevated of all.
107Abhī nahī̃ hai , thā jarūr .
104Truly Bharat was the most elevated of all.
108Abhī tō bilkul garīb hō gayā hai .
105It is not that now, but it definitely was that.
109Prāchīn bhārat sabsē sāhūkār thā .
106It has now become very poor.
110Ham bhāratvāsī sabsē ūñch dēvtā kul K|kē thē .
107Ancient Bharat was the wealthiest of all.
111Dūsrē kōī kō dēvī-dēvtā nahī̃ kahā jātā .
108We people of Bharat belonged to the highest deity clan.
112Ab tum bachchiyā̃ bhī paṛhtī hō phir aurō̃ kō samjhānā hai nā .
109Others cannot be called deities. 110You daughters are studying and you also explain to others.
113Bābā nē direction diyā nā . 114Kaisē pradarśhanī ādi mē̃ tār dī jāyē , sō likhkar āō .
111Baba has given you directions about how to write and send telegrams for holding exhibitions.
115Tumhārē pās|pass chitra bhī haĩ , tum siddh kar batlā saktē hō ki unhōnnē yah pad kaisē pāyā .
112You have the pictures and you can prove to them and show them how they claimed their status.
116Ab phir sē yah pad pā rahē haĩ śhivbābā sē .
113They are now once again claiming a status from Shiv Baba.
117Unkā chitra bhī hai .
114Their images also exist.
118Śhiv hai parampitā paramātmā .
115Shiva is the Supreme Father, the Supreme Soul.
119Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar K|kē bhī chitra haĩ .
116There are also the images of Brahma, Vishnu and Shankar.
120Parampitā paramātmā brahmā dvārā sthāpanā kar rahē haĩ .
117The Supreme Father, the Supreme Soul, is carrying out establishment through Brahma.
121Viṣhṇupurī sāmnē khaṛī hai .
118The land of Vishnu is just ahead.
122Viṣhṇu dvārā naī duniyā key|kī pālnā .
119The new world is sustained by Vishnu.
123Viṣhṇu hai rādhē-kr̥iṣhṇa K|kē dō rūp .
120Vishnu is the dual-form of Radhe and Krishna.
124Ab gītā kā bhagvān kaun ṭhaharā|ṭhahrā ?
121Who is the God of the Gita?
125Pahlē tō yah likhō ki gītā kā bhagvān nirākār śhiv hai na ki kr̥iṣhṇa .
122First of all, write down that the God of the Gita is incorporeal Shiva and not Shri Krishna.
126Brahmā sō viṣhṇu , viṣhṇu sō brahmā kaisē bantē haĩ .
123How does Brahma become Vishnu and Vishnu become Brahma?
127Ēk hī chitra par samjhānē mē̃ kitnā time lagātā hai . 128Jab buddhi mē̃ bāt baiṭhē .
124It takes so much time to explain just the one picture because it has to sit in their intellects.
129Pahlē-pahlē tō yah samjhākar aur phir likhnā chāhiē . 130Bāp kahtē haĩ - brahmā dvārā tumkō yōgbal sē 21 janm kā adhikār miltā hai .
125You should first explain this and then write: The Father says: With the power of yoga you claim all rights for 21 births through Brahma.
131Śhivbābā brahmā dvārā varsā dē rahē haĩ .
126Shiv Baba is giving you your inheritance through Brahma.
132Pahlē-pahlē inkī ātmā suntī hai .
127It is this one's soul who hears everything first.
133Ātmā hī dhāraṇ kartī hai .
128It is souls who imbibe everything.
134Mūl bāt hai hī yah .
129This is the main thing.
135Chitra tō śhiv kā dikhātē haĩ .
130They show images of Shiva.
136Yah hai parampitā paramātmā śhiv phir prajāpitā brahmā tō jarūr chāhiē .
131That is the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva, and so Prajapita Brahma is definitely needed.
137Yahā̃ prajāpitā brahmā K|kē brahmākumār-kumāriyā̃ ḍhēr K|kē ḍhēr haĩ .
132Here, there are so many Brahma Kumars and Kumaris of Prajapita Brahma.
138Jab tak brahmā K|kē bachchē na banē̃ , brāhmaṇ na banē̃ tō śhivbābā sē varsā kaisē lē̃gē .
133Unless you become Brahmins, children of Brahma, how can you claim your inheritance from Shiv Baba?
139Kukh key|kī paidāis tō hō na sakē .
134They cannot be a physical creation.
140Yah bhī gāyā jātā hai mukh vaṅśhāvalī .
135"Mouth-born creation" is remembered.
141Tum kahē̃gē ham prajāpitā brahmā K|kē mukh vaṅśhāvalī haĩ .
136You would say that you are the mouth-born creation of Prajapita Brahma.
142Vō guruō̃ K|kē chēlē athavā followers hōtē haĩ .
137Other people are the disciples or followers of gurus.
143Yahā̃ tum ēk kō hī bāp teacher satgurū kahtē hō .
138Here, you call that One alone, the Father, the Teacher and the Satguru.
144Sō bhī unkō kahtē hō jō nirākār śhivbābā gyān kā sāgar , knowledgeful hai .
139He is the One who is incorporeal Shiv Baba, the Ocean of Knowledge, the One who is knowledge-full.
145Sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā gyān dētē haĩ .
140He gives us this knowledge of the beginning, the middle and the end of the world.
146Vah teacher bhī hai .
141He is also the Teacher.
147Nirākār , ākar sākār dvārā sunātē haĩ .
142The Incorporeal comes and speaks to you through the corporeal.
148Ātmā hī bōltī hai nā .
143It is the soul who speaks.
149Ātmā kahtī hai mērē śharīr kō taṅg mat karō .
144The soul says: Don't give trouble to my body.
150Ātmā duḥkhī hōtī hai .
145It is the soul who becomes unhappy.
151Is samay hai patit ātmā .
146At this time, souls are impure.
152Patitō̃ kō pāvan banānē vālā parampitā paramātmā hai .
147It is the Supreme Father, the Supreme Soul, who purifies impure souls.
153Ātmā bulātī hai hē patit-pāvan , hē god father .
148Souls call out: “O Purifier! 149O God, the Father!”
154Ab father tō ēk baiṭhā hai phir bhī yād kiskō kartē haĩ .
150They have a father sitting there. 151So, whom are they remembering?
155Ātmā kahtī hai yah hamārī ātmā kā father hai . 156Vah hai śharīr kā father .
152The soul says: This is the Father of myself, this soul, whereas the other is the father of my body.
157Samjhāyā jātā hai ab ātmāō̃ kā bāp jō nirākār hai , vah baṛā yā śharīr kā rachayitā sākār bāp hai , vah baṛā ?
153It is explained whether the incorporeal Father of the soul is greater or the corporeal father, the creator of the body, is greater.
158Sākār tō nirākār kō yād kartā hai .
154The corporeal one also remembers the incorporeal One.
159Ab sabkō samjhānī dī jātī hai , jabki vināśh sāmnē khaṛā hai . 160Pārlaukik bāp ātē hī haĩ ant mē̃ , sabhī kō vāpis lē jānē .
155Since destruction is just ahead of you, it has to be explained to everyone that, the Father from beyond comes at the end in order to take everyone back home.
161Bākī jō kuchh bhī hai vah vināśh hōnē kā hai , iskō kahā hī jātā hai mr̥ityu-lōk .
156Everything else is to be destroyed. 157This is called a land of death.
162Jab kōī martā hai tō kahtē haĩ phalānā parlōk padhārā , śhāntidhām gayā .
158When someone dies, people say that he has gone to the world beyond, the land of peace.
163Manuṣhyō̃ kō patā nahī̃ hai ki parlōk satyug kō kahā jātā hai yā śhāntidhām kō ?
159People don’t know whether the world beyond (parlok) is the golden age or the land of peace.
164Satyug tō yahā̃ hī hōtā hai .
160The golden age exists here.
165Parlōk , śhānti-dhām kō kahē̃gē .
161The world beyond is the land of peace.
166Samjhānē key|kī baṛī yukti chāhiē .
162You have to explain in the right way.
167Mandirō̃ mē̃ jākar samjhānā chāhiē . 168Yah śhivbābā kā yādgār hai , jō śhivbābā hamkō paṛhā rahē haĩ .
163You should go and explain at the temples: This temple is the memorial of Shiv Baba who is teaching us.
169Śhiv hai vāstav mē̃ bindī . 170Parantu bindī key|kī pūjā kaisē karē̃ .
164In fact, Shiva is just a point, but how can a point be worshipped?
171Phal fool|phūl ādi kaisē chaṛhāyē jāyē̃ , isliē baṛā rūp banāyā hai .
165How can flowers and fruit be offered to Him? 166This is why they have given Him a big form.
172Itnā baṛā rūp kōī hōtā nahī̃ .
167He doesn't have such a big form.
173Gāyā bhī jātā hai bhrakuṭī kē bīch chamaktā hai ajab sitārā . . . baṛī chīz hō tō science vālē jhaṭ unkō pakaṛ lē̃ .
168It is remembered that a wonderful star sparkles in the centre of the forehead. 169If a soul were a big thing, scientists would immediately be able to catch it.
174Bābā samjhātē haĩ unkō parampitā paramātmā kā pūrā parichay milā nahī̃ hai .
170Baba explains that they haven't received the full introduction of the Supreme Father, the Supreme Soul.
175Jab tak takdīr khulē , abhī takdīr hī nahī̃ khulī hai .
171They cannot receive it until their fortune opens.
176Jab tak bāp kō na jānē̃ , yah na samajhē̃ ki hamārī ātmā bindī samān hai . 177Śhivbābā bhī bindī hai , ham bindī kō yād kartē haĩ .
172As yet, their fortune hasn't opened. 173Until they know the Father, they cannot understand that their souls are also like points.
178Aisē samajh yād karē̃ tab vikarma vināśh hō̃ .
174Shiv Baba is a point and we remember a point.
179Bākī yah dēkhnē mē̃ ātā , vah ātā . . . isē māyā kā vighna kahā jātā hai .
175Only when you remember Him with this awareness can your sins be destroyed.
180Abhī tō khuśhī hai ki hamkō paramātmā milā hai , parantu gyān bhī chāhiē nā .
176However, when you say, "I can see this" or, "I can see that." in visions, those are obstacles of Maya.
181Kiskō śhrīkr̥iṣhṇa kā sākṣhātkār hōtā hai tō khuśh hō jātē haĩ .
177You have the happiness that you have now found God, but this knowledge is also needed.
182Bābā kahtē haĩ - śhrīkr̥iṣhṇa kā sākṣhātkār kar bahut khuśhī mē̃ dance ādi kartē haĩ parantu unsē kōī sadgati nahī̃ hōtī .
178When someone has a vision of Shri Krishna, he becomes happy. 179Baba says: They have a vision of Shri Krishna and dance in happiness a great deal, but they don't attain salvation through that.
183Yah sākṣhātkār tō anāyās hī hō jātā hai .
180Those visions are granted just by chance.
184Agar achchhī rīti nahī̃ paṛhē̃gē tō prajā mē̃ chalē jāyēṅgē .
181If you don't study well you become part of the subjects.
185Thōṛā bhī suntē haĩ tō kr̥iṣhṇapurī mē̃ sādhāraṇ prajā ādi jākar banē̃gē .
182If someone hears just a little of this knowledge, he becomes part of the ordinary subjects in the land of Krishna.
186Abhī tum bachchē jāntē hō śhivbābā hamkō yah knowledge sunā rahē haĩ .
183You children know that Shiv Baba is now speaking this knowledge to you.
187Vah hai hī knowledgeful .
184He is knowledge-full.
188Bābā kā pharmān hai ki pavitra jarūr bannā hai .
185Baba's orders are: Definitely remain pure!
189Parantu kōī pavitra bhī rah nahī̃ saktē .
186However, some are unable to remain pure.
190Kabhī-kabhī patit bhī yahā̃ chhipkar ā jātē haĩ .
187Sometimes, even impure ones come and sit here secretly.
191Vah apnā hī nuksān kartē haĩ .
188They cause themselves a loss.
192Apnē kō ṭhagtē haĩ .
189They are only cheating themselves.
193Bāp kō ṭhagnē key|kī bāt hī nahī̃ .
190There is no question of cheating the Father.
194Bāp sē ṭhagī kar kōī paisā lēnā hai kyā !
191Are you going to acquire wealth by cheating the Father?
195Śhivbābā key|kī śhrīmat par kāydēsir nahī̃ chaltē tō kyā hall|hāl hōgā .
192What would your condition be if you don't follow Shiv Baba's shrimat according to the law?
196Bahut sajāyē̃ khānī paṛē̃gī , dūsrā phir pad bhī bhraṣhṭa hō jāyēgā .
193There will be a lot of punishment and your status will also be destroyed.
197Kōī bhī kāydē K|kē viruddha kām nahī̃ karnā chāhiē .
194Don't do anything against the law!
198Bāp tō samjhāyēṅgē nā - tumhārī chalan ṭhīk nahī̃ hai .
195The Father explains that your behaviour isn't right.
199Bāp tō kamāī karnē kā rāstā batātē haĩ phir kōī karē na karē unkī takdīr .
196The Father shows you the way to earn an income. 197Then, it is your fortune as to whether you do it or not.
200Sajāyē̃ tō khākar vāpis śhāntidhām mē̃ jānā hī hai , pad bhraṣhṭa hō jāyēgā tō kuchh bhī milēgā nahī̃ .
198Everyone has to return to the land of peace after experiencing punishment. 199If your status is destroyed, you receive nothing.
201Ātē tō bahut haĩ , parantu yahā̃ bāp sē varsā lēnē key|kī bāt hai .
200Many come here, but it is a question of claiming your inheritance from the Father.
202Bachchē kahtē haĩ , bābā sē tō ham svarg kā sūryavanśhī rājāī pad pāyēṅgē .
201Children say: I will claim a royal status in the sun dynasty of heaven from the Father.
203Rājyōg hai nā .
202This is Raja Yoga.
204Student scholarship bhī lētē haĩ nā .
203Students win a scholarship.
205Pās|pass hōnē vālō̃ kō scholarship miltī hai nā .
204Those who pass receive a scholarship.
206Yah mālā unhō̃ key|kī banī huī hai - jinhōnnē scholarship lī hai .
205That rosary is created to represent those who won a scholarship.
207Jitnā-jitnā jaisā pās|pass hōgā , aisī scholarship milēgī , vr̥iddhi hōtē-hōtē hajārō̃ ban jātē haĩ .
206Each of you will receive a scholarship to the extent that you pass. 207The number of you will grow and there will then be thousands.
208Rājāī pad hai scholarship .
208A royal status is the scholarship.
209Jō achchhī tarah paṛhāī paṛhtē haĩ , vah gupta nahī̃ rah saktē .
209Those who study well cannot remain incognito.
210Bahut nayē-nayē purānō̃ sē āgē nikal paṛē̃gē .
210Many new ones will be able to go ahead of the older ones.
211Hīrē jaisā jīvan banāyēṅgē .
211They will make their lives like diamonds.
212Apnī sachchī kamāī kar 21 janmō̃ kē liē varsā pāyēṅgē , kitnā khuśhī hōtī hai .
212They will earn their true income and claim their inheritance for 21 births. 213They have so much happiness.
213Jāntē haĩ yah varsā ab nahī̃ liyā tō phir kabhī nahī̃ lē sakē̃gē .
214You know that if you don't claim this inheritance now, you will never be able to claim it again.
214Paṛhāī kā śhauk hōtā hai nā .
215There has to be an interest in studying.
215Kōī kō tō jarā bhī śhauk nahī̃ hai samjhānē kā .
216Some don't have the slightest interest in explaining to anyone.
216Drama anusār takdīr mē̃ nahī̃ hai tō bhagvān bhī kyā karē .
217If, according to the drama, they don't have this in their fortune, what can God do?
217Achchhā !
218Achcha.
218Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
219To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
219Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
220The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
220Dhārṇā kē liē mukhya sār :
221Essence for dharna:
2211 ) kōī bhī kārya śhrīmat K|kē viruddha nahī̃ karnā hai .
2221. Don’t do anything that is against shrimat.
222Paṛhāī achchhī rīti paṛhkar ūñch takdīr banānī hai .
223Study well and make your fortune elevated.
223Kisī kō bhī duḥkh nahī̃ dēnā hai .
224Don't cause anyone sorrow.
2242 ) is purānī duniyā sē mamatva miṭā dēnā hai .
2252. Finish your attachment to the old world.
225Buddhiyōg naī duniyā sē lagānā hai .
226Connect your intellect in yoga with the new world.
226Khuśhī mē̃ rahnē kē liē gyān kō dhāraṇ kar dūsrō̃ kō dhāraṇ karānā hai .
227In order to remain happy, imbibe this knowledge and also inspire others to imbibe it.
Blessing
227Vardān : sōchnā , bōlnā aur karnā tīnō̃ kō samān banānē vālē sarvōttam puraṣhārthī bhav
228Blessing: May you become a most elevated effort-maker by making your thinking, speaking and doing equal.
228Sabhī śhikṣhāō̃ kā sār hai - ki kōī bhī karma sē dēkhnē , uṭhnē , baiṭhanē-calanē sōnē sē phariśhtāpan dikhāī dē , her|har karma mē̃ alaukiktā hō .
229The essence of all the teachings is that whatever you do, whether it is seeing, waking up, sitting up, moving around or sleeping, it should be seen as angelic. 230Let there be spirituality in every action.
229Kōī bhī laukiktā karma vā saṅskārō̃ mē̃ na hō .
231Let there not be anything worldly in any of your actions or sanskars.
230Sōchnā , karnā , bōlnā sab samān hō .
232Let your thinking, speaking and doing all be equal.
231Aisē nahī̃ ki sōchtē tō thē ki yah na karē̃ lēkin kar liyā .
233It shouldn’t be that you thought you should not do something, but you still did it.
232Jab tīnō̃ hī ēk samān aur bāp samān hō tab kahē̃gē śhrēṣhṭh vā sarvōttam puraṣhārthī .
234When all three are equal and equal to those of the Father, you will then be said to be a most elevated effort-maker.
Slogan
233Slōgan : jimmēvārī uṭhānā arthāt extra duāō̃ kā adhikārī bannā .
235Slogan: To take on a responsibility means to claim a right to extra blessings.
236*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
234Yē avyakt iśhārē - ab apnē dātā svarūp kō pratyakṣha karō
237Avyakt Signal: Now reveal your form of a bestower.
235Vartamān samay sarv ātmāō̃ kō śhānti aur śhakti key|kī hī āvaśhyaktā hai .
238At present, all souls want only peace and power.
236Apnī śhaktiśhālī śhānt mansā dvārā ātmāō̃ kō man K|kē śhānti kā anubhav karāō .
239With your powerful and peaceful mind, enable souls to experience peace of mind.
237Vāṇī aur mansā dōnō̃ sēvāyē̃ sāth-sāth karō .
240Serve simultaneously with your words and your mind.
238Viśhva mahārājan kō viśhva kā dātā kahtē haĩ .
241A world emperor is called a bestower to the world.
239Tō jab āp abhī sabkō sukh śhānti aur śhakti kā dān dēgē tab tō sabhī sukhdātā mānē̃gē .
242When you give everyone the donation of peace and power at this time, everyone will accept you as a bestower of happiness.