सोमवार 21 सितंबर 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
021-09-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
021/09/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - apnē sē baṛō̃ kā regard rakhnā yah bhī daivīguṇ hai , jō hōśhiyār achchhā samjhānē vālē haĩ , unkō follow karnā hai ' '
1Essence: Sweet children, it is a divine virtue to give regard to those who are senior to you. 2Follow those who are clever and who explain very well.
Question
2Praśhna : satyug mē̃ kōī bhī bhakti key|kī rasam-rivāj nahī̃ hōtī hai - kyō̃ ?
3Question: Why are there no customs or systems of devotion in the golden age?
Answer
3Uttar : kyōṅki gyān kā sāgar bāp gyān dēkar sadgati mē̃ bhēj dētē haĩ .
4Answer: Because the Father, the Ocean of Knowledge, gives you this knowledge and sends you into salvation (the land of truth).
4Bhakti kā phal mil jātā hai .
5You receive the fruit of your devotion.
5Gyān milnē sē bhakti kā jaisē divorce hō jātā .
6When you receive this knowledge, you become divorced from devotion.
6Jab hai hī gyān kī prālabdha kā samay tō bhakti , tap dān puṇya karnē key|kī jarūrat hī kyā !
7Since that is the time for the reward of this knowledge, what need would there be for devotion, tapasya, donations or charity, etc.
7Vahā̃ yah kōī bhī rasam hō nahī̃ saktī .
8None of those customs can exist there.
Murli
8Ōm śhānti .
9Om shanti.
9Patit-pāvan śhiv bhagvānuvāch .
10The Purifier, God Shiva, speaks.
10Ab bāp baiṭh bachchō̃ kō gyān sunātē haĩ .
11The Father sits here and gives this knowledge to you children.
11Bachchō̃ kō samjhāyā gayā hai jab maĩ yahā̃ ātā hū̃ tō patitō̃ kō pāvan banānē kē liē gyān sunātā hū̃ aur kōī yah gyān sikhlā na sakē .
12It is explained to you children that when I come here, I speak this knowledge to make impure ones pure. 13No one else can teach you this knowledge.
12Vah bhī bhakti hī sikhlātē haĩ .
14They only teach devotion.
13Gyān sirph tum bachchē hī sīkhtē hō jō tum apnē kō brahmākumār-kumāriyā̃ samajhtē hō .
15Only the children who consider themselves to be Brahma Kumars and Kumaris study this knowledge.
14Dēlvāṛā mandir tumhārē sāmnē khaṛā hai .
16The Dilwala Temple is in front of you.
15Vahā̃ bhī rājyōg key|kī tapasyā mē̃ baiṭhē haĩ .
17There, too, you are sitting in Raja Yoga tapasya.
16Jagat ambā bhī hai , prajāpitā bhī hai .
18There is Jagadamba, the World Mother, and also Prajapita, the Father of People.
17Kumārī kanyā , adhar kumārī bhī hai .
19There are kumaris and half-kumaris.
18Bāp rājyōg sikhlā rahē haĩ .
20The Father is teaching you Raja Yoga.
19Ūpar mē̃ rājāī K|kē chitra bhī khaṛē haĩ .
21The picture of the kingdom is above (heaven on the ceiling in the Dilwala Temple).
20Bāp kōī bhakti nahī̃ sikhlātē haĩ .
22The Father doesn't teach you devotion.
21Bhakti hī unkī kartē haĩ jō sikhlākar gayē haĩ .
23You only perform devotion of the One who taught you and then departed.
22Parantu unkō patā nahī̃ hai ki kaun rājyōg sikhlāē rājāī sthāpan karkē gayē haĩ .
24However, people don’t know who taught you Raja Yoga and established the kingdom and then departed.
23Tum bachchē abhī jāntē hō bhakti alag chīz hai , gyān alag chīz hai .
25You children now know that devotion is a separate thing from this knowledge.
24Gyān sunānē vālā hai hī ēk aur kōī sunā na sakē .
26Only the One can speak this knowledge; no one else can do this.
25Gyān kā sāgar ēk hī hai .
27There is only one Ocean of Knowledge.
26Vahī ākar gyān sē patitō̃ kō pāvan banātē haĩ .
28Only He comes and makes impure ones pure with this knowledge.
27Aur jō bhī satsaṅg haĩ unmē̃ kōī bhī gyān nahī̃ sikhlā saktē .
29No one in any of the other spiritual gatherings can teach this knowledge.
28Bhal apnē kō śhrī śhrī 108 jagatgurū , bhagvān bhī kahtē haĩ parantu aisē kōī nahī̃ kahtē ki maĩ sabkā parampitā gyān kā sāgar hū̃ , unkō kōī parampitā tō kahtē hī nahī̃ .
30Although they have themselves called Shri Shri 108 Jagadguru or God, not one of them could say that he is the Supreme Father of all, the Supreme Soul, the Ocean of Knowledge. 31No one calls any of them the Supreme Father.
29Yah tō jāntē hī haĩ ki parampitā patit-pāvan hai .
32You know that the Supreme Father is the Purifier.
30Yah points buddhi mē̃ achchhī rīti rakhnī hai .
33Keep these points in your intellects very well.
31Manuṣhya kahtē haĩ yah brahmākumāriyā̃ tō bhakti kō divorce dētī haĩ .
34People say that you Brahma Kumaris divorce devotion.
32Lēkin jab gyān miltā hai tō bhakti kō divorce dēnā hī hai .
35However, when you receive this knowledge, you do have to divorce devotion.
33Aisē nahī̃ jab bhakti mē̃ jātē haĩ tō us samay yah mālūm paṛtā hai ki ham gyān kō divorce dētē haĩ .
36It isn't that when you go into devotion, you are aware that you are divorcing this knowledge.
34Nahī̃ , vah tō automatically rāvaṇ rājya mē̃ ā jātē haĩ .
37No, you automatically go into the kingdom of Ravan.
35Abhī tumkō samajh milī hai ki bābā hamkō rājyōg sikhlā rahē haĩ .
38You have received the understanding that Baba is now teaching you Raja Yoga.
36Rājyōg kā gyān hai , inkō bhakti nahī̃ kahē̃gē .
39Raja Yoga is knowledge, it cannot be called devotion.
37Bhagvān gyān kā sāgar hai , vah kabhī bhakti nahī̃ sikhlāyēṅgē .
40God is the Ocean of Knowledge. 41He never teaches devotion.
38Bhakti kā phal hai hī gyān . 39Gyān sē hōtī hai sadgati .
42The fruit of devotion is this knowledge and it is through this knowledge that there is salvation.
40Kaliyug K|kē ant mē̃ sab duḥkhī haĩ isliē is purānī duniyā kō duḥkhdhām kahā jātā hai .
43All are unhappy at the end of the iron age. 44This is why this old world is called the land of sorrow.
41In bātō̃ kō abhī tum samajhtē hō .
45You understand these things now.
42Bāp āyā huā hai bhakti kā phal arthāt sadgati dēnē .
46The Father has come to grant you the fruit of your devotion, that is, to grant you salvation.
43Rājyōg sikhlā rahē haĩ .
47He is teaching you Raja Yoga.
44Yah hai purānī duniyā , jiskā vināśh hōnā hai .
48This is an old world and it has to be destroyed.
45Hamkō rājāī chāhiē naī duniyā mē̃ .
49We want a kingdom in the new world.
46Yah rājyōg kā gyān hai .
50This is the knowledge of Raja Yoga.
47Gyān sikhlānē vālā ēk hī parampitā paramātmā śhiv hai .
51Only the one Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva, can teach this knowledge.
48Unkō hī gyān sāgar kahā jātā hai , śhrīkr̥iṣhṇa kō nahī̃ .
52He, and not Shri Krishna, is called the Ocean of Knowledge.
49Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī mahimā hī alag hai .
53The praise of Shri Krishna is separate.
50Jarūr āgē janm mē̃ aisā kartavya kiyā hai jō prince banā hai .
54He definitely performed such actions in his previous birth, which was how he became a prince.
51Abhī tum jāntē hō ham rājyōg kā gyān lē naī duniyā mē̃ svarg kā prince-princess banē̃gē .
55You now know that you are receiving the knowledge of Raja Yoga and that you will then become princes and princesses of heaven in the new world.
52Svarg kō sadgati , nark kō durgati kahā jātā hai .
56Heaven is salvation, whereas hell is degradation.
53Ham apnē liē rājya sthāpan kar rahē haĩ .
57We are establishing a kingdom for ourselves.
54Bākī jō yah gyān nahī̃ lē̃gē , pāvan nahī̃ banē̃gē tō rājdhānī mē̃ ā nahī̃ sakē̃gē kyōṅki satyug mē̃ bahut thōṛē hōṅgē .
58Those who don't take this knowledge and don't become pure will not go into the kingdom because there will be very few people in the golden age.
55Kaliyug ant mē̃ jō itnē anēk manuṣhya haĩ , vah jarūr muktidhām mē̃ hōṅgē .
59All the many people that exist at the end of the iron age would surely go into the land of liberation.
56Gum nahī̃ hō jātē haĩ , sab ghar chalē jātē haĩ .
60They don't disappear, but they all go back home.
57Abhī tō bachchō̃ kō ghar yād rahtā hai ki ab 84 janmō̃ kā chakra pūrā hōtā hai . 58Nāṭak pūrā hōtā hai .
61You children now remember your home, because the cycle of 84 births is now coming to an end; the play is coming to an end.
59Anēk bār chakra lagāyā hai .
62You have been around the cycle many times.
60Yah tum brāhmaṇ bachchē hī jāntē hō .
63Only you Brahmin children know this.
61Brāhmaṇ tō bantē jātē haĩ .
64Brahmins continue to be created.
6216108 key|kī mālā hai . 63Satyug mē̃ tō bahut nahī̃ hōṅgē .
65There is the rosary of 16,108. In the golden age, there won't be many people.
64Satyug kā model rūp bhī dikhlātē haĩ nā .
66A model of the golden age is shown.
65Baṛī chīz kā model chhōṭā hōtā hai . 66Jaisē sōnē key|kī dvārikā dikhlātē haĩ .
67A small model is created of something big, just as they show the golden Dwaraka (City in Gujarat).
67Kahā jātā hai - dvārikā mē̃ śhrīkr̥iṣhṇa kā rājya thā .
68It is said that there used to be the kingdom of Shri Krishna in Dwaraka.
68Ab dvārikā mē̃ kahē̃gē vā dēhlī mē̃ kahē̃gē ?
69Would you say that it was in Dwaraka or in Delhi?
69Jamunā kā kaṇṭhā tō yahā̃ dēhlī mē̃ hai .
70The banks of the River Jamuna are here in Delhi.
70Vahā̃ tō sāgar hai .
71There, there is the ocean.
71Yah tō bachchē samajhtē haĩ jamunā kā kaṇṭhā thā capital .
72You children understand that the capital was on the banks of River Jamuna.
72Dvārikā capital nahī̃ hai .
73Dwaraka was not the capital.
73Dēhlī maśhhūr hai .
74Delhi is very well known.
74Jamunā nadī bhī chāhiē . 75Jamunā key|kī mahimā hai .
75The River Jamuna that is praised also has to be there.
76Paristān dēhlī kō hī kahā jātā hai .
76Delhi is called Paristhan, the land of angels.
77Baṛī gaddī dēhlī hī hōgī .
77The main throne of the kingdom will be in Delhi.
78Abhī tō bachchē samajhtē haĩ bhakti mārg khalās hō gyān mārg hōtā hai .
78You children now understand that the path of devotion ends and that it then becomes the path of this knowledge.
79Yah daivī rājdhānī sthāpan hō rahī hai .
79The divine kingdom is being established.
80Bāp kahtē haĩ - āgē chal tumkō sab mālūm paṛ jāyēgā . 81Kaun-kaun kitnā pās|pass hōtē haĩ .
80The Father says: As you make progress you will come to know everything: how many pass and to what extent.
82School mē̃ bhī mālūm paṛtā hai , phalānē-phalānē itnē number sē pās|pass huē haĩ . 83Abhī dūsrē class mē̃ jātē haĩ .
81In a school, you come to know with how many marks so-and-so passed and that he will now go into the next class.
84Pichhāṛī K|kē samay jāstī patā paṛēgā . 85Kaun-kaun pās|pass hōtē haĩ jō phir transfer hōṅgē .
82Everything will be known towards the end: who have passed and who will be transferred.
86Class tō baṛā hai nā .
83The class is large.
87Bēhad kā class hai . 88Centres din-pratidin baṛhtē jāyēṅgē .
84It is an unlimited class and the number of centres will continue to grow day by day.
89Kōī ākar 7 rōz kā course achchhī rīti lē̃gē .
85Some will come and take the seven days' course very well.
90Ēk-dō rōz kā course bhī cum|kam nahī̃ hai .
86A course of just one or two days is not a small thing either.
91Dēkhtē haĩ kaliyug kā vināśh sāmnē khaṛā hai , ab satōpradhān bannā hai .
87You can see that the destruction of the iron age is just ahead. 88You now have to become satopradhan.
92Bāp nē kahā hai buddhi-yōg mērē sē lagāō tō satōpradhān ban jāyēṅgē . 93Pavitra duniyā mē̃ āyēṅgē , part tō jarūr bajānā hī hai . 94Jaisē drama mē̃ kalp pahlē part baj chukā hai .
89The Father has told you to connect your intellects in yoga to Him and you will become satopradhan and go to the pure world. 90You definitely have to play your parts, just as you played your parts in the drama in the previous cycle.
95Bhāratvāsī hī rājya kartē thē phir vr̥iddhi kō pāyā hai .
91The people of Bharat ruled the kingdom and then the population continued to grow.
96Jhāṛ vr̥iddhi kō pātā jātā hai .
92A tree also grows.
97Bhāratvāsī dēvī-dēvtā dharm vālē haĩ . 98Parantu pāvan na hōnē K|kē kāraṇ un pāvan dēvtāō̃ kō pūjtē haĩ . 99Jaisē kriściyan lōg Christ kō pūjtē haĩ .
93The people of Bharat belong to the deity dharma but, because they are no longer pure, they worship those pure deities just as Christians worship Christ.
100Ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm hai - satyug mē̃ .
94The original, eternal deity dharma exists in the golden age.
101Satyug key|kī sthāpanā karnē vālā hai bāp .
95It is the Father who establishes the golden age.
102Barōbar satyug mē̃ in dēvtāō̃ kā rājya thā .
96There truly was the kingdom of deities in the golden age.
103Tō jarūr ēk janm pahlē inhōnnē puruṣhārth kiyā hōgā . 104Jarūr vah saṅgam hī hōgā . 105Jabki purānī duniyā badal naī duniyā hōtī hai .
97They must definitely have made effort in their previous birth and that must have been at the confluence age when the old world changed and became new.
106Kaliyug badal satyug ānā hai tō kaliyug mē̃ patit hōṅgē .
98Since the iron age changes and becomes the golden age, there must definitely be impure ones in the iron age.
107Bābā nē samjhāyā hai yah lakṣhmī-nārāyaṇ kā chitra banātē hō vā literature chhapātē hō tō usmē̃ likh dēnā chāhiē ki inhōnnē is sahaj rājyōg K|kē gyān sē āgē janm mē̃ yah puruṣhārth kiyā hai .
99Baba has explained that when you have the pictures of Lakshmi and Narayan or literature printed, this should be written on them: They made effort in their previous birth with this knowledge of easy Raja Yoga.
108Sirph rājā-rānī tō nahī̃ hōṅgē . 109Prajā bhī tō bantī hai nā .
100There won't just be the king and queen; subjects are also created.
110Agyān mē̃ tō kuchh bhī manuṣhya nahī̃ jāntē sirph pūjā kartē rahtē haĩ .
101People are in ignorance and don't know anything, but simply continue to perform worship.
111Abhī tum samajhtē hō vē|way lōg pūjā kartē haĩ tō sirph lakṣhmī-nārāyaṇ kō hī dēkhtē rahtē .
102You now understand that when those people worship the idols of Lakshmi and Narayan, they just look at them.
112Gyān kuchh bhī nahī̃ .
103They don't have any of this knowledge.
113Lōg samajhtē haĩ bhakti bigar bhagvān hī nahī̃ milēgā .
104People believe that they can't find God without performing devotion.
114Tum kiskō kahtē hō bhagvān āyā huā hai tō tum par hanstē haĩ .
105When you tell others that God has come, they laugh at you.
115Bhagvān tō āyēgā kaliyug K|kē ant mē̃ , tō abhī kahā̃ sē āyā !
106They say: God will come at the end of the iron age. 107How could He have come now?
116Kaliyug K|kē ant mē̃ bhī kyō̃ kahtē haĩ , yah bhī samajhtē nahī̃ . 117Vah tō śhrīkr̥iṣhṇa kō dvāpar mē̃ lē gayē haĩ .
108They don't even understand why they say that He will come at the end of the iron age; they have shown Shri Krishna in the copper age.
118Manuṣhyō̃ kō jō ātā hai sō bōl dētē haĩ , bigar samajh K|kē isliē bāp kahtē haĩ tum bilkul hī bēsamajh ban gayē hō .
109People continue to say whatever enters their minds without any understanding. 110This is why the Father says: You have become completely senseless.
119Bāp kō sarvavyāpī kah dētē haĩ .
111You say that the Father is omnipresent.
120Bhakti bāhar sē tō bahut ḵẖūbṣhūrat dikhāī paṛtī hai .
112Devotion is externally very beautiful; it has so much sparkle.
121Bhakti key|kī chamak kitnī hai !
113You don’t have anything like that.
122Tumhārē pās|pass tō kuchh bhī nahī̃ hai . 123Aur kahā̃ bhī satsaṅg ādi mē̃ jāyēṅgē tō āvāj jarūr hōgā . 124Gīt gāyēṅgē .
114When you go to other spiritual gatherings, there is definitely noise there and they sing songs.
125Yahā̃ tō bābā record bhī nahī̃ pasand kartē .
115Here, Baba doesn't even like you to play records.
126Āgē chal śhāyad yah bhī band hō jāē̃ .
116As you progress further, perhaps even this will come to an end.
127Bāp kahtē haĩ - in gītō̃ ādi kā sab sār tumkō samjhātā hū̃ .
117The Father says: I explain the essence of all those songs, etc. to you.
128Tum arth|earth jāntē hō . 129Yah paṛhāī hai .
118You know the meaning of them because this is a study.
130Bachchē jāntē haĩ ham rājyōg sīkh rahē haĩ .
119You children know that you are studying Raja Yoga.
131Agar cum|kam paṛhē̃gē tō prajā mē̃ chalē jāyēṅgē isliē jō bahut hōśhiyār haĩ unkō follow karnā chāhiē kyōṅki unkā paṛhāī mē̃ attention jāstī hai tō ussē phāydā hōgā .
120If you study less, you will become part of the subjects. 121Therefore, you should follow those who are very clever, because they pay more attention to studying and there is benefit in that.
132Jō achchhā samjhānē vālē haĩ unsē sīkhnā chāhiē .
122Learn from those who explain very well.
133Jō achchhā samjhātē haĩ unkō centres par yād kartē haĩ nā .
123Everyone at the centres remembers those who explain this knowledge very well.
134Brahmākumārī tō baiṭhī hai phir kahtē haĩ phalānī āyē . 135Samajhtē haĩ yah baṛī hōśhiyār hai .
124Although there are already some Brahma Kumaris at a centre, they ask for so-and-so to come because they think that she is very clever.
136Aisē haĩ tō uskā phir ādar bhī karnā paṛē .
125If it is like this, then regard has to be given to her.
137Baṛē kā phir regard bhī aisā rakhnā hōtā hai .
126Regard has to be given to those who are senior to you.
138Yah gyān mē̃ hamārē sē tīkhē haĩ , jarūr inkō ūñch pad milēgā , ismē̃ ahaṅkār nahī̃ ānā chāhiē .
127“This one is cleverer than me in this knowledge and so she will definitely claim a high status.” 128There shouldn't be any arrogance about this.
139Baṛē key|kī baṛī ijjat hōtī haĩ .
129Honour for the seniors has to be maintained.
140President key|kī jarūr jāstī ijjat hōgī .
130A President would definitely be honoured more.
141Har ēk key|kī number-vār ijjat hōtī hai .
131Each one's honour is numberwise.
142Ēk-dō kā regard tō rakhē̃gē nā .
132Regard has to be given to one another.
143Barrister mē̃ bhī number-vār hōtē haĩ .
133It is numberwise among barristers too.
144Baṛē case mē̃ baṛā hōśhiyār vakīl lētē haĩ .
134People hire a very clever lawyer for an important case.
145Kōī-kōī tō lākh rūpayē kā bhī case uṭhātē haĩ .
135Some take cases costing hundreds of thousands of rupees.
146Number-vār jarūr hōtē haĩ .
136It is definitely numberwise.
147Hamsē hōśhiyār haĩ tō regard rakhnā chāhiē .
137If someone is cleverer than me, I have to give regard to that one.
148Centre sambhālnā hai .
138The centres have to be looked after too.
149Sab kām bhī karnā hai .
139Everything has to be done.
150Bābā kō sārā din khyālāt rahtē haĩ nā .
140Baba is concerned about this throughout the day.
151Pradarśhanī kaisē banāī jāyē , pūrā attention dēnā hai . 152Ham tamōpradhān sē satōpradhān kaisē banē̃ .
141Attention has to be paid as to how to set up exhibitions and how we can become satopradhan from tamopradhan.
153Bāp āyē hī haĩ satōpradhān banānē .
142The Father has come to make you satopradhan.
154Patit-pāvan bāp hī hai .
143Only the Father is the Purifier.
155Yahā̃ phir kahtē patit-pāvnī gaṅgā , usmē̃ janma-janmāntar snān kartē āyē haĩ .
144Here, they say that the Ganges is the Purifier and this is why they have been bathing in it for birth after birth.
156Pāvan tō kōī bhī nahī̃ banā hai .
145However, not a single person has become pure by doing that.
157Yah sab hai bhakti .
146All of it is devotion.
158Jabki kahtē haĩ hē patit-pāvan āō . 159Vah āyēgā tō jarūr saṅgam par , aur ēk hī bār ātē haĩ .
147Since you call out, "O Purifier, come!", He would definitely come at the confluence age and He would only come once.
160Har ēk key|kī apnī-apnī rasam-rivāj hai . 161Jaisē nēpāl mē̃ aṣhṭamī par bali chaṛhātē haĩ .
148Everyone has his or her own system and custom, just as in Nepal they offer a sacrifice on the eighth day.
162Chhōṭē bachchē kō hāth mē̃ bandūk dē chalvātē haĩ .
149They put a gun in the hand of a small child and make him fire it (for practice).
163Vah bhī bali chaṛhāyēṅgē .
150He would also offer a sacrifice.
164Baṛā hōgā tō ēk dhak sē bachhṛē kō kāṭ dēgā .
151When he grows older, he would be able to cut the head off a calf in one go.
165Kōī nē cum|kam dhak lagāyā , ēk dhak sē na marē tō vah bali nahī̃ huī , vah dēvī par nahī̃ chaṛhāyēṅgē .
152If someone applied less force and the animal wasn't killed in one go, it would not be considered a sacrifice and wouldn't be offered to the goddess.
166Yah sab hai bhakti mārg .
153All of that is the path of devotion.
167Har ēk key|kī apnī-apnī kalpanā hai .
154Everyone has his or her own imagination.
168Kalpanā par followers ban jātē haĩ .
155So many become followers just because of their imagination.
169Yahā̃ phir yah naī bātē̃ haĩ .
156Here, it is a completely new thing.
170Inkō tō bachchē hī jān sakē̃ .
157Only you children can know this.
171Ēk hī bāp baiṭh sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā gyān sunātē haĩ .
158Only the one Father sits here and tells you this knowledge of the beginning, the middle and the end of the world.
172Tumkō khuśhī rahtī hai ham svadarśhan chakradhārī haĩ , aur kōī samajh na sakē̃ .
159You have the happiness that you are spinners of the discus of self-realisation. 160No one else can understand this.
173Tumkō sabhā mē̃ ham kahē̃gē - sarvōttam brāhmaṇ kul bhūṣhaṇ , svadarśhan chakradhārī tō iskā arth|earth tum samajhē̃gē .
161If I were to call you in a gathering “The most elevated decoration of the Brahmin clan, the spinners of the discus of self-realisation”, you would understand the meaning of it.
174Nayā kōī hōgā tō mūnjh jāyēgā ki yah kyā kahā ? 175Svadarśhan chakradhārī tō viṣhṇu hai .
162New people would become confused and wonder what was said because they consider Vishnu to be the spinner of the discus of self-realisation.
176Yah naī bāt hai nā isliē tumhārē liē kahtē haĩ bāhar maidān mē̃ āō tō patā paṛē .
163This is something new. 164This is why it is said to you: Go out onto the field (of service) and you will know.
177Tumhārā hai gyān mārg .
165Yours is the path of this knowledge.
178Tum 5 vikārō̃ par jīt pātē hō .
166You conquer the five vices.
179In asurō̃ ( 5 vikārō̃ ) sē tumhārī laṛāī hai .
167Your war is against these devils (the five vices).
180Phir tum dēvtā bantē hō aur kōī laṛāī kī bāt nahī̃ hōtī .
168You are now becoming deities and so there is no question of a war.
181Jahā̃ asur haĩ vahā̃ dēvtāyē̃ hōtē nahī̃ .
169Deities cannot exist where devils exist.
182Tum hō brāhmaṇ , dēvtā bannē vālē . 183Jō puruṣhārth kar rahē hō .
170You are Brahmins who are going to become deities and you are making effort for that.
184Rūdra gyān yagya mē̃ brāhmaṇ jarūr chāhiē .
171Brahmins are definitely needed for the sacrificial fire of this knowledge of Rudra.
185Sivāē brāhmaṇō̃ K|kē yagya hōtā nahī̃ .
172There cannot be this sacrificial fire without Brahmins.
186Rūdra hai śhiv , phir śhrīkr̥iṣhṇa kā nām kahā̃ sē āyā .
173Shiva is Rudra, so where did Shri Krishna's name emerge from?
187Tum duniyā sē bilkul hī nyārē hō . 188Aur tum hō kitnē thōṛē .
174Out of the whole world, you are unique and there are very few of you.
189Chiṛiyāō̃ nē sāgar kō hap kiyā .
175It is said that the sparrows swallowed the ocean.
190Śhāstrō̃ mē̃ dant kathāyē̃ kitnī haĩ .
176There are so many tall stories in the scriptures.
191Bāp kahtē haĩ - ab vah sab bhūl māmēkam yād karō .
177The Father says: Now forget all of those and constantly remember Me alone.
192Ātmā hī bāp kō yād kartī hai .
178It is souls who remember the Father.
193Bāp tō ēk hai nā .
179There is only the one Father.
194Hē paramātmā vā prabhū kahtē haĩ tō us samay liṅg bhī yād nahī̃ ātā hai .
180When they say, "O Supreme Soul!" or "O God!" they don’t even remember the oval image at that time.
195Sirph īśhvar vā prabhū kah dētē haĩ .
181They simply say, “Ishwar” or “Prabhu”.
196Ātmā kō bāp sē ādhākalp kā sukh milā huā hai , tō phir bhakti mārg mē̃ yād kartī hai .
182Souls received happiness for half a cycle from the Father for that is why they remember Him on the path of devotion.
197Abhī tumkō knowledge milī hai - ātmā kyā hai , paramātmā kyā hai .
183You have now received this knowledge of souls and the Supreme Soul.
198Ham sab ātmāyē̃ mūlvatan mē̃ rahnē vālī haĩ , vahā̃ sē number-vār part bajānē ātī haĩ .
184All of us souls are residents of the incorporeal world. 185We come from there, numberwise, to play our parts.
199Pahlē ātē haĩ dēvī-dēvtāyē̃ .
186The deities come first.
200Kahtē haĩ Christ K|kē pahlē dēvī-dēvtā dharm thā .
187It is said that the deity dharma existed before Christ.
2015 hajār varṣh key|kī bāt hai .
188It is a matter of 5000 years.
202Vō lōg kah dētē 50 hajār sāl key|kī yah purānī chīz hai .
189Those people say that something is 50,000 years old.
203Parantu 50 hajār varṣh key|kī purānī chīz kōī hō nahī̃ saktī . 204Drama hai hī 5 hajār varṣh kā .
190However, since the drama is only 5000 years, there cannot be anything as old as 50,000 years.
205Mukhya dharm haĩ hī yah .
191These are the main religions.
206In dharm vālō̃ K|kē hī makān ādi hōṅgē .
192The buildings, etc. would belong to those of these religions.
207Pahlē-pahlē tō rajōguṇī buddhi thē .
193At first, those people had rajoguni intellects.
208Abhī tō aur hī tamōguṇī buddhi vālē haĩ .
194Now, they have become ones with even more tamopradhan intellects.
209Pradarśhanī mē̃ kitnā samjhātē haĩ .
195So much is explained at the exhibitions.
210Kiskī samajh mē̃ thōṛēhī ātā hai .
196No one is able to understand it.
211Brāhmaṇō̃ key|kī hī sapling lagnī hai .
197The sapling of Brahmins has to be planted.
212Tō bachchō̃ kō samjhāyā gayā hai - gyān alag chīz hai , bhakti alag chīz hai .
198Therefore, it is explained to you children that this knowledge is separate from devotion.
213Gyān sē sadgati hōtī hai isliē kahtē bhī haĩ hē patit-pāvan āō , duḥkh sē liberate karō . 214Phir guide ban sāth lē jāyēṅgē .
199There is salvation through this knowledge. 200This is why it is said: O Purifier, come! 201Liberate us from sorrow and become our Guide and take us back with You!
215Bāp ākar ātmāō̃ kō lē jātē haĩ .
202The Father comes and takes you souls back with Him.
216Śharīr tō sab khatm hō jāyēṅgē .
203All the bodies here will be destroyed.
217Vināśh hōgā nā .
204Destruction will take place.
218Śhāstrō̃ mē̃ ēk hī mahābhārat key|kī laṛāī gāī huī hai .
205In that scripture (the Gita), just the one Mahabharat War is remembered.
219Kahtē bhī haĩ yah vahī mahābhārat key|kī laṛāī hai .
206It is said that this will be the same Mahabharat War.
220Vah tō lagnī hī hai .
207It has to take place.
221Sabkō bāp kā parichay dētē rahō .
208Continue to give everyone the Father's introduction.
222Tamōpradhān sē satōpradhān bannē kā upāya tō ēk hī hai .
209There is only one way to become satopradhan from tamopradhan.
223Bāp kahtē haĩ - māmēkam yād karō tō vikarma vināśh hō jāyēṅgē aur ātmā mērē sāth chalī jāyēgī .
210The Father says: Constantly remember Me alone and your sins will be destroyed and you souls will come back home with Me.
224Sabkō sandēśh dētē rahō tō bahutō̃ kā kalyāṇ hōgā .
211Continue to give everyone this message and many will be benefitted.
225Achchhā !
212Achcha.
226Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
213To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
227Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
214The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
228Dhārṇā kē liē mukhya sār :
215Essence for dharna:
2291 ) jō paṛhāī mē̃ hōśhiyār haĩ , achchhā samjhātē haĩ - unkā saṅg karnā hai , unhē̃ regard dēnā hai .
2161. Keep the company of those who are clever in this study and who explain very well. 217Give them regard.
230Kabhī bhī ahaṅkār mē̃ nahī̃ ānā hai .
218Never become arrogant about anything.
2312 ) gyān key|kī naī-naī bātō̃ kō achchhī rīti samajhnā vā samjhānā hai .
2192. Understand and explain very well the new points of this knowledge.
232Isī khuśhī mē̃ rahnā hai ki ham haĩ svadarśhan chakradhārī .
220Maintain the happiness that you are spinners of the discus of self-realisation.
Blessing
233Vardān : nyārē aur pyārē pan key|kī yōgyatā dvārā lagāvmukt bannē vālē sahajyōgī bhav
221Blessing: May you be an easy yogi who is detached and loving and who thereby remains free from attachment.
234Sahajyōgī jīvan kā anubhav karnē kē liē gyān sahit nyārē banō , sirph bāhar sē nyārā nahī̃ bannā lēkin man kā lagāv na hō .
222In order to experience an easy yogi life, be detached with this knowledge. 223You don’t just have to be detached externally, but you must not have any attachment in your mind.
235Jitnā jō nyārā bantā utnā pyārā avaśhya ban jātā hai .
224To the extent that someone becomes detached, so he is accordingly loved.
236Nyārī avasthā pyārī lagtī hai .
225A detached stage is lovely.
237Jō bāhar K|kē lagāv sē nyārē nahī̃ vah pyārē bannē kē bajāē parēśhān hōtē haĩ isliē sahajyōgī arthāt nyārē aur pyārē pan key|kī yōgyatā vālē , sarv lagāvō̃ sē mukt .
226Those who do not become detached from external attachments become distressed instead of lovely. 227This is how an easy yogi who has the speciality of being detached and loving becomes free from all attachment.
Slogan
238Slōgan : sva puruṣhārth aur sēvā K|kē balance dvārā bandhan , sambandh mē̃ badal jāyēgā .
228Slogan: When you have the balance of making effort on yourself and doing service, any bondage will change into a relationship.
229*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
239Yē avyakt iśhārē - ab apnē dātā svarūp kō pratyakṣha karō
230Avyakt Signal: Now reveal your form of a bestower.
240Dātā K|kē bachchō̃ kō her|har second her|har saṅkalp mē̃ dēnā hai .
231You children of the Bestower have to bestow at every second and in every thought.
241Dātā kā mukhya guṇ hai udārachit .
232The main virtue of bestowers is generosity.
242Vah aurō̃ K|kē uddhār kē nimitt hōgā .
233Such souls will be instruments to uplift others.
243Tō sadaiv samjhō ki ham dātā K|kē bachchē haĩ , ēk second bhī dēnē K|kē sivāē na rahē , usī kō kahā jātā hai mahādānī .
234So, always remember that you are the children of the Bestower and that you cannot remain without bestowing for even a second. 235Such souls are called great donors.
244Sadaiv dēnē K|kē dvār khulē hō̃ , jaisē mandir kā darvājā sadaiv khulā rahtā hai , aisē dātā K|kē bachchē kā dēnē kā dvār kabhī band na hō .
236Your door should be constantly open for giving. 237Just as the door of a temple is always open, in the same way, the door of a bestower should never be closed but be constantly open for bestowing.