रविवार 27 सितंबर 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
027-09-26 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 15-12-11 madhuban
027/09/26 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 15/12/2011
1Sadā phakhur mē̃ rah bēphikr bādśhāh banō , tīvr puruṣhārth dvārā sampann aur samān ban sāth chalnē key|kī taiyārī karō
1Constantly maintain your spiritual intoxication and become a carefree emperor. 2Become complete and equal by making intense effort and make preparations to return home with the Father.
2Āj bāpdādā bēphikr bādśhāhō̃ key|kī sabhā dēkh rahē haĩ .
3Today, BapDada is seeing the gathering of carefree emperors.
3Yah sabhā is samay hī lagtī hai kyōṅki sabhī bachchō̃ nē apnē phikar bāp kō dēkar bāp sē phakhur lē liyā hai .
4Only at this time is this gathering held, because all the children have given their worries (fikar) to the Father and have taken intoxication (fakhur) from Him.
4Yah sabhā abhī hī lagtī hai .
5This gathering is only held at this time.
5Āp bhī har ēk savērē sē uṭhtē karma kartē bhī bēphikr aur bādśhāh ban chaltē hō nā !
6From the moment that each one of you wakes up in the morning and performs actions, you remain carefree and move along as an emperor, do you not?
6Yah bēphikr kā jīvan kitnā pyārā lagtā hai .
7This carefree life is so lovely!
7Bēphikr key|kī niśhānī kyā dikhāī dētī hai ?
8What are the visible signs of being carefree?
8Har ēk K|kē mastak mē̃ light , ātmā chamaktī huī dikhāī dētī hai .
9The light of the sparkling soul is visible on the forehead of each one.
9Yah bēphikr jīvan kaisē banī ?
10How did you make your life carefree?
10Bāp nē sabhī bachchō̃ K|kē jīvan sē phikar lēkar phakhur dē diyā hai .
11The Father took the worries away from the lives of all you children and gave you intoxication.
11Jinkē jīvan mē̃ phakhur nahī̃ phikar hai unkē mastak mē̃ light nahī̃ chamaktī hai .
12Those who do not have intoxication in their lives, that is, those who have worries, do not have a light shining on their foreheads.
12Unkē mastak mē̃ bōjh key|kī rēkhāyē̃ dēkhnē mē̃ ātī haĩ .
13Instead, lines of burden are visible on their foreheads.
13Tō batāō āpkō kyā pasand hai ?
14So, tell Me, what do you prefer?
14Light yā bōjh ?
15Do you prefer a light or a burden?
15Agar kōī bōjh bhī ātā hai tō bōjh arthāt phikar bāp kō dēkar phakhur lē saktē haĩ .
16Even if there is some burden - burden means worry – you can give that worry to the Father and take intoxication from Him.
16Āp sabkō bēphikr life pasand hai nā !
17All of you do like a carefree life, do you not?
17Dēkhnē vālē bhī bēphikr life pasand kartē haĩ .
18All of those who see you also prefer a carefree life.
18Tō bāpdādā āj chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ K|kē chāhē sammukh haĩ , chāhē jahā̃ bhī baiṭhē haĩ , bachchō̃ K|kē mastak bīch chamaktī huī light hī dēkh rahē haĩ .
19So, today, BapDada is seeing the sparkling lights on the foreheads of all the children everywhere, whether you are sitting in front here or wherever you are sitting.
19Tō sadā bēphikr rahtē haĩ yā kabhī kōī phikra bhī ātā hai ?
20So, do you remain constantly carefree or do you sometimes worry?
20Hai kōī phikar ?
21Do you have any worries?
21Jab bāp nē prakr̥itijīt , vikārō̃ jīt banā diyā tō phikar kaisē ā saktā hai ?
22Since the Father has made you a conqueror of matter and a conqueror of vices, how can you have any worry?
22Tō hāth uṭhāō bēphikar banē hō ?
23So, raise your hand if you have become carefree.
23Banē hō sadā ?
24Have you become this forever?
24Sadā banē hō yā kabhī-kabhī ?
25Have you become this forever or only sometimes?
25Kabhī-kabhī vālē bhī haĩ ?
26There are still those who are carefree only sometimes.
26Hāth tō nahī̃ uṭhātē , bāpdādā bhī nahī̃ dēkhnē chāhtē haĩ .
27You are not raising your hands. 28BapDada does not want to see hands for this.
27Bāpdādā her|har bachchē kō bēphikr bādśhāh dēkhnē chāhtē haĩ .
29BapDada wants to see every child as a carefree emperor.
28Agar kabhī-kabhī vālē bhī haĩ tō bahut sahaj vidhi hai jō bhī thōṛā bahut phikar ātā hai tō mērē kō tērē mē̃ badal lō .
30If you sometimes have a worry, then a very easy method, when there is a little worry, is to change “mine” (mera) into “Yours” (Tera).
29Yah had K|kē mērēpan kō , mērē kō tērē mē̃ badalnē key|kī bahut sahaj vidhi hai .
31To change this limited “mine”, to change “mine” into “Yours”, is a very easy method.
30Āp tō kahtē hī hō mērā bābā , tō ab mērā kyā rahā ?
32You say, “My Baba”, and so what is “mine”?
31Had kā mērā tō samāpt huā nā !
33So, the limited mine has finished, has it not?
32Mērā bābā hō gayā .
34It is now “My Baba”.
33Sabhī dil sē kahtē hō nā mērā bābā ! 34Pyārā bābā ! 35Mīṭhā bābā !
35All of you say from your hearts, “My Baba, lovely Baba, sweet Baba”, do you not?
36Tō mērē mē̃ tērē kō samānā muśhkil hai kyā ?
36So, is it difficult to merge the “mine” into “Yours”?
37Phark kyā hai ?
37What is the difference?
38Tē aur maĩ , itnā chhōṭā sā phark hai .
38Just “m” and “T”: it is such a small difference.
39Saṅkalp kar liyā sab tērā aur mērā kyā rahā ?
39You had the thought “Everything is Yours”, so what remains mine?
40Mērā bābā .
40Mine is Baba.
41Tō bāpdādā nē dēkhā majority bachchō̃ nē had K|kē mērē kō tērā banāyā hai isliē kyā ban gayē ?
41BapDada saw that the majority of you children have made the limited “mine” into “Yours”, and so what have you become?
42Bēphikr bādśhāh .
42Carefree emperors!
43Tō āj bāpdādā bachchō̃ kō bēphikr bādśhāh svarūp mē̃ dēkh rahē haĩ .
43So, today, BapDada is seeing all of you children as carefree emperors.
44Dēkhō , bhakti mārg mē̃ bhī āpkē chitra banātē haĩ tō double tāj dikhātē haĩ .
44Look, even on the path of devotion, when they create your images, they are created with a double-crown.
45Ēk tō light kā tāj hai hī kyōṅki bēphikr ātmā key|kī niśhānī hai mastak mē̃ light chamaktī hai aur dūsrā tāj vikārō̃ par vijayī banē hō isliē tāj dikhāyā hai isliē yah attention rakhō ki jab bāpdādā nē phikar lēkar phakhur dē diyā tō kyā ban gayē ?
45There is firstly the crown of light, because the sign of a carefree soul is the sparkling light on the forehead and the second crown is shown for becoming victorious over the vices. 46Therefore, since BapDada has taken away your worries and given you intoxication, pay attention to what you have become.
46Bēphikr bādśhāh .
47Each of you has become a carefree emperor.
47Bādśhāh banē haĩ tō takht bhī chāhiē nā !
48Since you have become an emperor, you also need a throne.
48Tō bāpdādā nē tīn takht K|kē mālik banāyā hai .
49So, BapDada has made you a master of three thrones.
49Jāntē hō tīn takht kaun sē haĩ ?
50Do you know which three thrones they are?
50Ēk takht bhr̥ikuṭī kā , yah tō sabkō hai hī .
51One is the throne of the centre of your forehead, which everyone has.
51Dūsrā takht hai bāpdādā kā diltakhta aur tīsrā hai viśhva kā takht , rājya kā takht .
52The second throne is BapDada’s heart throne and the third throne is the throne of the world, the throne of sovereignty.
52Tō āp sabkō yah tīn takht prāpt haĩ nā !
53All of you have these three thrones, do you not?
53Sabsē śhrēṣhṭh hai bāp-dādā kā diltakhta .
54The most elevated throne is BapDada’s heart throne.
54Tō check karō takht par rahtē hō ?
55Therefore, check whether you remain seated on that throne.
55Kyōṅki bāpdādā K|kē diltakhta par kaun baiṭhtā hai ?
56Who can sit on BapDada’s heart throne?
56Jisnē sadā svayã bhī bāpdādā kō apnē diltakhta mē̃ biṭhāyā hai , jō sadā śhrēṣhṭh sthiti mē̃ master sarvśhaktivān hai .
57Those who have made BapDada sit constantly on their heart-throne, those who are constantly in their elevated stage of a master almighty authority.
57Tō check karō ki sadā takhtnaśhīn haĩ ? 58Yā kabhī miṭṭī mē̃ bhī ā jātē haĩ .
58So, check whether you are always seated on the heart throne or whether you sometimes go into the mud.
59Yah dēhbhān miṭṭī hai .
59This body consciousness is the mud.
60Bahut samay miṭṭī mē̃ rahē haĩ tō kabhī-kabhī miṭṭī mē̃ tō nahī̃ chalē jātē ?
60Because you were in the mud for a long time, you don’t sometimes go back into that mud, do you?
61Tō bāpdādā sabhī bachchō̃ kō samay kā īśhārā dē rahē haĩ .
61So, BapDada is giving all of you children a signal of the time.
62Achānak kā pāṭh pakkā karā rahē haĩ , iskē liē is saṅgam K|kē samay kā bahut-bahut mahatva rakhnā hai kyōṅki is ēk janm mē̃ anēk janmō̃ key|kī prālabdh banānī hai isliē bāpdādā nē iśhārā diyā thā tō saṅgam K|kē samay mē̃ dō bātō̃ kā her|har samay attention dēnā hai .
62He is making you make the lesson of “suddenly” very firm. 63This is why you have to give a lot of importance to the time of the confluence age because it is in this one birth that you have to create a reward of many births. 64This is why BapDada had given you a signal that you have to pay attention at the confluence age to two things at every moment.
63Vah dō bātē̃ tō yād hōṅgī - samay aur saṅkalp .
65You must have remembered these two things? 66Time and thoughts.
64Bāpdādā kō sabhī nē vyarth saṅkalp , saṅkalp dvārā dēnē key|kī himmat rakhī thī .
67All of you children have kept your courage to give your waste thoughts to BapDada in your minds.
65Tō check karō himmat sadā kāyam hai ? 66Kyōṅki himmatē bachchē ēk bār tō bāp hajār bār madadgār hai .
68So, check whether you are keeping that courage forever, because when you children keep your courage once, the Father gives a thousandfold help.
67Tō abhī kyā samajhtē hō ?
69So, what do you think?
68Vyarth saṅkalp kā jō himmat rakh bāp kē āgē saṅkalp kiyā vah kāyam hai ?
70Is the determined thought you have placed in front of the Father with courage that you will not have any waste thoughts for ever?
69Kyōṅki is vyarth saṅkalpō̃ mē̃ samay bahut jātā hai aur āpkā is samay K|kē pramāṇ kārya hai viśhva key|kī ātmāō̃ kō sandēśh dēnē kā .
71This is because a lot of time goes into waste thoughts and, according to the present time, your task is to give the message to the souls of the world.
70Tō vyarth saṅkalp kō samāpt karnā hai tab duḥkhī , aśhānt ātmāō̃ kō sukh śhānti kā anubhav karā sakē̃gē .
72So, you have to finish all your waste thoughts, for only then will you be able to give the experience of peace and happiness to unhappy souls.
71Bāpdādā kō duḥkhī bachchō̃ kō dēkh taras paṛtā hai .
73Seeing the unhappy souls, BapDada feels compassion.
72Āpkō bhī apnē bhāī-bahinō̃ kō dēkh taras tō paṛtā hai nā !
74You also feel compassion when you see your sisters and brothers, do you not?
73Bāpdādā nē dēkhā ki vartamān samay sabhī kō rūchi hai , plan banāyā bhī hai , practical kiyā bhī hai .
75BapDada saw that, at present, everyone has an interest, has made plans and has also done it practically.
74Sabhī programme bahut achchhē kiyē haĩ , iskī mubārak bhī dē rahē haĩ .
76All the programmes that you did were very good and BapDada is congratulating you for those.
75Lēkin abhī samay K|kē pramāṇ jaldī-jaldī unhō̃ kō vāris banāō , jō kuchh na kuchh varsē K|kē adhikārī ban jāyē̃ .
77However, now, according to the time, you have to make them into heirs quickly, so that they can claim at least a right to some inheritance.
76Achchhā-achchhā bahut kahtē haĩ , bāpdādā nē bhī bachchō̃ K|kē sēvā key|kī yah result tō dēkhī hai aur bāp bachchō̃ par khuśh bhī hai .
78Many of them say that this is very good. 79BapDada has also seen this result from the service that you children did and the Father is also pleased with you children.
77Dil sē kar rahē haĩ aur abhī samay pramāṇ suntē bhī rūchi sē haĩ .
80You are doing everything from your hearts and now, according to the time, everyone is listening to you with interest.
78Itnā antar tō āyā hai .
81There is at least this much difference.
79Achchhā-achchhā lagtā hai lēkin achchhā banākē kuchh na kuchh varsē K|kē adhikārī banāō .
82They find it all very good, but you now have to make them good and enable them to claim a right to the inheritance in whatever way possible.
80Iskē liē bāpdādā nē pahlē bhī iśhārā diyā hai ki abhī samay anusār tīvr puruṣhārthī bannē key|kī āvaśhyaktā hai .
83BapDada had already signalled you earlier about this: Now, according to the time, you need to become an intense effort-maker.
81Tīvr puruṣhārthī bannē kē liē mukhya puruṣhārth hai second mē̃ bindī lagānā .
84In order to become an intense effort-maker, the main effort you need to make is to put a full stop in a second.
82Second aur bindī , dōnō̃ samān .
85One second and putting a full stop should both be simultaneous.
83Tō ab bāpdādā bachchō̃ kā tō bēphikr bādśhāh kā rūp dēkh rahā hai .
86So, BapDada is now seeing the carefree emperor form of you children.
84Abhī isī rūp kō sadā anubhav karō .
87You have to experience this form all the time.
85Kōī bhī kuchh bhī āvē tō mērē kō tērē mē̃ samā dō .
88When anything or anyone comes in front of you, just merge “mine” into “Yours”.
86Āj bāpdādā nē dēkhā , gurūvār kā din hai bahut bachchē bāpdādā kē pās pahuñchē , tō bāpdādā nē kahā saptāh K|kē dō din viśhēṣh haĩ . 87Ēk gurūvār dūsrā itvār , Sunday .
89BapDada saw that it is Thursday today and that many children have come to BapDada. 90BapDada said: Two days of the week are special: Thursday and Sunday.
88Tō gurūvār K|kē din gurū kā din hai , gurū sē kyā miltā hai ?
91Thursday is the day of the Guru, so what do you receive from the Guru?
89Vardān .
92Blessings!
90Tō gurūvār K|kē din vardān kā din viśhēṣh hai , is rūp sē gurūvār kō manāō .
93So, Thursday is the special day of blessings. 94Celebrate Thursday in this way.
91Kōī na kōī viśhēṣh vardān amr̥itvēlē sē apnē buddhi mē̃ emerge rakhō .
95Keep one special blessing or another emerged in your intellects from amrit vela.
92Vardān tō anēk haĩ lēkin viśhēṣh ēk vardān apnē liē buddhi mē̃ rakh check karō ki vardānī din mē̃ vardān svarūp ban , vardān kō repeat nahī̃ karnā hai lēkin vardān svarūp bannā hai aur check kartē rahō tō āj kitnā samay vardān svarūp rahē ?
96There are many blessings, but keep one special blessing in your intellects and then check. 97On the day of blessings, instead of just repeating the blessing, become an embodiment of that blessing. 98Become an embodiment of that blessing and continue to check for how long you remained an embodiment of that blessing.
93Sunday kā din viśhēṣh duniyā mē̃ chhuṭṭī kā din hōtā hai .
99In the world, Sunday, in particular, is a holiday.
94Tō Sunday K|kē din manāō jō bhī kuchh apnē jīvan mē̃ saṅkalp mātra bhī kamjōrī hō , svapn mātra bhī kamjōrī hō uskō chhuṭṭī dēnā hai .
100So, celebrate Sunday. 101Whatever weaknesses you have in your life - in your thoughts or even in your dreams - bid farewell to them.
95Tō jaisē lōg yah dōnō̃ hī din achchhā bitātē haĩ , aisē āp bhī in dōnō̃ din mē̃ viśhēṣh yah lakṣhya aur lakṣhaṇ sirph lakṣhya nahī̃ lēkin lakṣhya kē sāth lakṣhaṇ kō attention mē̃ rakhō .
102Just as people spend these two days very well, so you also especially have to keep this aim and its qualifications for these two days, not just the aim but also its qualifications in your attention.
96Bāpdādā nē sabhī bachchō̃ kō sāth lē chalnē kā vāydā kiyā hai .
103BapDada has promised all of you children to take you back home with Him.
97Iskē liē sāth chalnē key|kī taiyārī kyā karnī hai ?
104So, what preparations do you have to make in order to return home with Him?
98Bāp tō second mē̃ aśharīrī ban jāyēṅgē lēkin āpnē jō vāydā kiyā hai , bāp nē bhī vāydā kiyā hai sāth chalē̃gē , tō check karō uskī taiyārī hai ?
105The Father will become bodiless in a second. 106However, you have made a promise and the Father has also promised that you will go back together. 107Therefore, check whether you have made preparations for that.
99Second mē̃ bindī lagāī , sampann aur sampūrṇ ban chalā .
108Put a full stop in a second, become complete and perfect and off you go!
100Tō aisī taiyārī hai ?
109Have you made such preparations?
101Sāth tō chalnā hai nā !
110You all want to return with Baba, do you not?
102Chalnā hai ? 103Kāndh hilāō .
111Nod if you want to go back with Baba.
104Chalnā hai , achchhā .
112You want to go back. 113Achcha.
105Pakkā ?
114Are you sure?
106Hāth mē̃ hāth dēnā , iskā arth|earth hai samān bannā .
115To put your hand in His hand means to become equal.
107Tō check karō samay tō achānak ānā hai , tō itnī taiyārī hai jō sāth mē̃ chalē̃ ?
116So, check, because that time will come suddenly. 117So, have you made such preparations that you can return home with Baba?
108Bāp kā bachchō̃ sē pyār hai nā ! 109Tō bāp ēk kō bhī sāth chalnē mē̃ pīchhē chhōṛnē nahī̃ chāhtē .
118The Father loves you children, and so the Father does not want to leave any one of you behind.
110Sāth hai , sāth rahē̃gē , sāth chalē̃gē aur sāth rājdhānī mē̃ rāj gharānē mē̃ āyēṅgē .
119We are together and will remain together; we will go back together and go into the royal family in the kingdom together.
111Mañjūr hai nā !
120Do you agree with this?
112Mañjūr hai ?
121Do you?
113Taiyārī hai ?
122Are you ready?
114Mañjūr hai mē̃ tō hāth uṭhā lē̃gē , yah hāth nahī̃ uṭhāō .
123When you are asked whether you agree, you raise your hands, but don’t raise your hands for this.
115Taiyārī hai , ismē̃ hāth uṭhāō .
124Raise your hands if you have made your preparations!
116Baṛā hāth uṭhāō .
125Raise your hands high!
117Achchhā .
126Achcha.
118Kal bhī vināśh hō jāē tō taiyār hō ?
127Would you be ready if destruction were to take place tomorrow?
119Lēkin apnī sēvā kō samāpt kiyā hai ?
128However, have you finished your service?
120Sēvā tō abhī rahī huī hai yā sēvā samāpt hō gaī hai ?
129There is still service left to be done. 130Have you completed your service?
121Sandēśh sabkō pahuñch gayā hai ?
131Has everyone received the message?
122Sirph apnē mōhallē mē̃ hī dēkhō , āpnē har ēk kō bāp ā gayā hai , varsā lēnā hō tō lē lō , yah sandēśh diyā hai ?
132Just check in your own area: have you given everyone the message that the Father has come and that they should claim their inheritance?
123Abhī plan banā rahē haĩ .
133You are now making plans for that.
124Bāpdādā nē sunā ki ghar-ghar mē̃ sandēśh dēnē kā plan banā rahē haĩ .
134BapDada has heard that you are making plans to give the message to every home.
125Achchhā hai , sandēśh tō dēnā hī hai , nahī̃ tō ulhanā milēgā .
135It is good. 136You have to give the message, otherwise you will receive complaints.
126Programme banāyā hai nā !
137You have made the programmes.
127Uṭhō , bāp kō plan batāyā hai nā !
138Stand up! 139You have shown plans to the Father, have you not?
128Uṭhō .
140Stand up!
129 ( media vālō̃ kō uṭhāyā ) achchhā hai ulhanā pūrā kar lō kyōṅki hōnā tō achānak hī hai .
141(Baba made the Media people stand up.) 142It is good. 143Finish their complaint, because everything is going to happen suddenly.
130Tō āpas mē̃ milkar isī plan kō practical mē̃ lāō .
144So, get together and put this plan into a practical form.
131Āpas mē̃ rāy salāh jaldī karō , samay lag jātā hai nā tō umaṅg bhī thōṛā kam hō jātā hai .
145You can consult one another quickly. 146When it takes time, your enthusiasm decreases a little.
132Bākī bāp-dādā kō pasand hai ki ghar-ghar mē̃ yah ulhanā pūrā hō jāē . 133Aisē na kahē̃ ki hamkō tō patā nahī̃ paṛā , bāp āyā aur chalā bhī gayā , ham vañchit rah gayē !
147BapDada would like this complaint of every home to finish: “The Father came and we did not even know that the Father had come and He went away and we were deprived.”
134Sabhī kō umaṅg hai nā !
148You all have enthusiasm, do you not?
135Sabkō umaṅg hai ?
149Do you have enthusiasm?
136Sēvā karkē ulhanā pūrā karnā hai .
150You have to do this service and finish that complaint.
137Umaṅg hai tō bāpdādā kā sahyōg bhī hai .
151When you have enthusiasm, you also receive BapDada’s help.
138Achchhā .
152Achcha.
139Tō bāpdādā K|kē dil key|kī āśh kō tō sabhī jāntē hī hō . 140Samān aur sampūrṇ , yah dō śhabda sadā check karō tō kyā bāp key|kī yah āśhā pūrṇ key|kī ?
153All of you know what BapDada’s wishes are: for you to become equal and perfect. 154Always check these words: Am I fulfilling the Father’s hopes?
141Kyōṅki bāpdādā her|har bachchē kō bāp K|kē āśhāō̃ kā sitārā samajhtē haĩ .
155BapDada considers every child to be a star of His hopes.
142Har ēk bachchē kā bāp sē pyār hai , yah tō bāpdādā bhī jāntē haĩ .
156Every child has love for the Father. 157BapDada knows this.
143In sabhī kō madhuban mē̃ lānē vālā kyā hai ?
158What is it that brings all of you to Madhuban?
144Yah pyār key|kī train mē̃ ātē haĩ . 145Pyār K|kē plain|plane mē̃ ātē haĩ .
159All of you come in the train of love or the plane of love.
146Tō bāp bhī bachchō̃ K|kē pyār key|kī subject mē̃ bachchō̃ sē khuśh hai .
160So, the Father is pleased with you children in the subject of the children’s love for the Father.
147Lēkin jō dō śhabda bāp chāhtē haĩ samān aur sampūrṇ , iskō bhī sampann karnā hī hai .
161However, you also have to become complete in the two words that Baba wants: equal and perfect. 162This also has to be accomplished.
148Tō āj bāpdādā chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō dil sē snēh sē dēkh ēk-ēk bachchē kō dil K|kē pyār key|kī mubārak dē rahē haĩ .
163So, today, BapDada is seeing all of you children everywhere with so much love in His heart and is congratulating every child with love from His heart.
149Achchhā .
164Achcha.
150Teachers bahut āī haĩ : teachers kō tō bāpdādā sadā hī yād kartē , pyār kartē kyōṅki teachers nimitt bantī haĩ her|har bhāī aur bahinō̃ kō āgē baṛhānē kē liē .
165Many teachers have come: BapDada always remembers the teachers and gives them love, because the teachers become instruments to make every brother and sister move forward.
151Teacher kō bāpdādā gurūbhāī kahtē haĩ .
166BapDada calls the teachers “gurubhai” (next in line to the guru).
152Gurūbhāī kā arth|earth hai samān kyōṅki jaisē bāp kā kartavya hai sadā sēvā mē̃ busy rahnā , aisē yōgya teachers bāp samān sadā sēvādhārī aur sadā saphaltā svarūp ban saphal svarūp banānē vālī haĩ .
167Gurubhai means equal, because just as the Father’s duty is to remain constantly busy doing service, in the same way, the worthy teachers are those who are servers, the same as the Father, and are constantly embodiments of success who make others into embodiments of success.
153Bāpdādā kō teachers prati sadā hī dil mē̃ pyār hai .
168BapDada always has great love for the teachers in His heart.
154Kyō̃ ?
169Why?
155Teacher arthāt sadā sēvādhārī , sadā bāp samān banānē vālī aur nayō̃ nayō̃ kō bāp kā parichay dē , anubhavī banākē bāp K|kē varsē K|kē adhikārī banānē vālī .
170A teacher means a constant server, always one who makes others equal to the Father and also one who gives the introduction of the Father to new ones, and makes them experienced and worthy of claiming an inheritance from the Father.
156Tō bāpdādā teachers par khuśh hai aur yahī dil kā pyār , bāp kā pyār student mē̃ bhī bharkar unhō̃ kō bhī bāp K|kē pūrē varsē K|kē adhikārī banānē vālī haĩ .
171So, BapDada is pleased with the teachers. 172The love that the teachers have for the Father in their hearts - they fill the students with that love and enable them to claim a right to the inheritance.
157Bāp key|kī har ēk teacher mē̃ ummīnd rahtī hai ki yah har ēk teacher jō bāp key|kī āśhāyē̃ haĩ , jō bāp chāhtē haĩ vah pratyakṣha karnē aur karānē vālī haĩ isliē ēk-ēk teacher kō bāpdādā padamguṇā mubārak dē rahē haĩ .
173The Father has hopes in each of you teachers that you will fulfil the hopes that the Father has and reveal what the Father wants. 174This is why BapDada is giving each one of you teacher multimillionfold congratulations.
158Mubārak dē rahē haĩ .
175He is giving you congratulations.
159Achchhā .
176Achcha.
160Double vidēśhī bhāī bahinō̃ sē : double vidēśhī bhī bāpdādā nē dēkhā sēvā mē̃ bhārat key|kī ātmāō̃ sē cum|kam nahī̃ haĩ .
177To Double Foreigners: BapDada has seen that you double foreigners are no less than the souls of Bharat in doing service.
161Bāpdādā khuśh hōtē haĩ ki har ēk apnē-apnē sthān mē̃ sēvā key|kī vr̥iddhi bhī kar rahē haĩ aur svayã kō bhī achchhē umaṅg utsāh mē̃ chalā rahē haĩ .
178BapDada is pleased to see how you are all expanding service in your own places and are also moving forward with zeal and enthusiasm by yourselves.
162Double vidēśhiyō̃ kā yah saṅskār hai ki jō karē̃gē vah umaṅg utsāh sē karkē pūrā karē̃gē aur puruṣhārth K|kē taraph bhī attention hai .
179It is the sanskar of double foreigners that whatever they do, they do it with zeal and enthusiasm and they complete it, and they also pay attention to their efforts.
163Tō sabhī hāth uṭhāō ki sabhī tīvr puruṣhārthī haĩ ?
180All of you raise your hands to all being intense effort-makers.
164Tīvr puruṣhārthī haĩ ?
181Are you intense effort-makers?
165Achchhā .
182Achcha.
166Sabkē taraph sē bhī bahut-bahut mubārak hai , kyō̃ ?
183Also, many, many congratulations on behalf of everyone. 184Why?
167Tīvr puruṣhārthī arthāt bāpdādā key|kī āśhāō̃ kō pūrṇ practical karnē vālē .
185An intense effort-maker means one who fulfils BapDada’s hopes in a practical way.
168Tō bāpdādā tīvr puruṣhārth key|kī mubārak dē rahē haĩ .
186So, BapDada is congratulating you for your intense efforts.
169Tīvr puruṣhārthī haĩ aur sadā tīvr puruṣhārthī ban aurō̃ kō bhī tīvr puruṣhārthī banāyēṅgē .
187You are intense effort-makers and will always be intense effort-makers and also make others into intense effort-makers.
170Tō sārā vidēśh tīvr puruṣhārthī key|kī list mē̃ ā jāyē .
188All the lands abroad will then come into the list of intense effort-makers.
171Aisā record kuchh hai aur kuchh dikhānā hai .
189You have this record to some extent, but you still have to show this.
172Lēkin bāpdādā puruṣhārth key|kī mubārak dē rahē haĩ .
190However, BapDada is congratulating you for your efforts.
173Murlī kē ūpar bhī attention hai , yah bāpdādā kō murlī kā snēh achchhā lagtā hai .
191You pay attention to the murli. 192BapDada likes it that you have love for the murli.
174Madhuban sē bhī pyār , murlī sē bhī pyār , parivār sē bhī pyār aur mērā bābā sē bhī pyār .
193You also have love for Madhuban. 194You have love for the murli. 195You have love for the family and you also have love for “My Baba!”
175Abhī sūkṣhma puruṣhārth K|kē taraph bhī attention achchhā hai aur bāpdādā nē dēkhā ki janak bachchī kā bhī bahut dhyān hai .
196You are now also paying attention well to making subtle effort. 197BapDada has seen that the child Janak has also paid a lot of attention to the foreign countries.
176Yahā̃ rahtē bhī her|har class pahlē foreign kō pahuñchtā hai .
198Although she lives here, her every class first goes abroad.
177Tō pālnā bhī achchhī mil rahī hai .
199So, you are receiving very good sustenance.
178Yah bhī āpkā luck hai .
200This is also your luck.
179Luckiest aur sweetest dōnō̃ hī haĩ .
201You are both the luckiest and also the sweetest.
180Achchhā .
202Achcha.
181Pahlī bār ānē vālō̃ sē : yah tō bahut haĩ .
203To those who have come for the first time: There are many of you.
182Hāth hilāō .
204You can wave.
183Tō sabhī apnē madhuban ghar mē̃ padhārē haĩ , uskī bāpdādā ēk-ēk bachchē kō mubārak dē rahē haĩ kyōṅki last samay K|kē pahlē pahuñch gayē hō .
205All of you have reached your own home of Madhuban. 206BapDada is congratulating each of you children for this, because you have reached here before the final period.
184Last sō fast jānē kā chance hai .
207You have the chance of coming last and going fast.
185Bāpdādā bachchō̃ kō dēkh khuśh hō rahē haĩ .
208BapDada is happy to see you children.
186Āyē , bhalē padhārē aur āgē kē liē ab tīvr puruṣhārth kar āgē sē bhī āgē jānē kā dr̥iṛh saṅkalp karō .
209You are welcome. 210So now make intense effort, move ahead and have the determined thought to go ahead of all.
187Dr̥iṛhtā saphaltā key|kī chābī hai .
211Determination is the key to success.
188Tō bāp-dādā jō bhī āj bachchē āyē haĩ unhō̃ kō viśhēṣh dr̥iṛhtā K|kē chābī key|kī saugāt dē rahē haĩ .
212BapDada is giving a special gift of the key of determination to all of you children who have come here today.
189Dr̥iṛhtā kō kabhī bhī halkā nahī̃ karnā .
213Never let your determination become slack.
190Dr̥iṛhtā āpkō sadā sahaj āgē baṛhātī rahēgī .
214Determination will constantly and easily enable you to move forward.
191Tō bāpdādā khuśh hai bhalē padhārē , apnā varsā lēnē kē liē āyē , iskī bahut-bahut mubārak .
215BapDada is pleased. 216Welcome! 217You have come to claim your inheritance. 218Many, many congratulations for this.
192Achchhā .
219Achcha.
193Chārō̃ ōr K|kē sarv brāhmaṇō̃ kō bāpdādā dil kā pyār aur sadā āgē baṛhnē kā śhrēṣhṭh saṅkalp dē rahē haĩ .
220BapDada is giving love from His heart and the elevated thought to all you Brahmins everywhere that you move constantly forward.
194Ēk-ēk bachchē kō bāp dēkh bhī rahē haĩ aur dēkh-dēkh dil mē̃ samā rahē haĩ .
221The Father is seeing each of you children and is also merging you in His heart on seeing you.
195Najdīk vālē tō bāpdādā kō sāmnē dēkh rahē haĩ aur āp sab sādhan dvārā sāmnē hī dēkh rahē hō .
222Those who are sitting close are seeing BapDada in front of them, and the rest of you are seeing the Father in front of you through the facilities.
196Bāpdādā bhī āp sabhī kō jahā̃ bhī baiṭhē hō tō aisē hī dēkh rahā hai jaisē sammukh hī baiṭhē haĩ aur ēk-ēk kō dil kā pyār dē rahē haĩ .
223Wherever you are sitting, BapDada is also seeing you as though you are in front of Him and is giving each of you love from His heart.
197Baṛhtē chalō , tīvr puruṣhārth kar āgē sē āgē baṛhtē chalō .
224Continue to move forward. 225Make intense effort and continue to move ahead of all.
198Achchhā .
226Achcha.
199Sammukh baiṭhnē vālō̃ kō bhī bāpdādā kā yād-pyār aur sadā āgē baṛhnē key|kī mubārak hō , mubārak hō , mubārak hō .
227To all those who are sitting in front of BapDada, love and remembrance and congratulations for constantly moving forward. 228Congratulations! 229Congratulations!
200Achchhā .
230Achcha!
Blessing
201Vardān : her|har śhikṣhā kō svarūp mē̃ lākar sabūt dēnē vālē sapūt vā sākṣhātkār mūrt bhav
231Blessing: May you become a worthy image that grants visions and prove it by putting all the teachings into practice.
202Jō bachchē śhikṣhāō̃ kō sirph śhikṣhā key|kī rīti sē buddhi mē̃ nahī̃ rakhtē , lēkin unhē̃ svarūp mē̃ lātē haĩ vah gyān svarūp , prēm svarūp , ānand svarūp sthiti mē̃ sthit rahtē haĩ .
232The children who do not just keep those teachings in their intellects in the form of teachings, but also put them into practice, remain stable in the stage of an embodiment of this knowledge, an embodiment of love and an embodiment of bliss.
203Jō her|har point kō svarūp mē̃ lāyēṅgē vahī point rūp mē̃ sthit hō sakē̃gē .
233Those who put every point of this knowledge into practice are able to remain stable in the point form.
204Point kā manan athavā varṇan karnā sahaj hai lēkin svarūp ban anya ātmāō̃ kō bhī svarūp kā anubhav karānā - yahī hai sabūt dēnā arthāt sapūt vā sākṣhātkār mūrt bannā .
234It is easy to think about or speak about a point, but to become that and give that experience to other souls is to prove it. 235This is what it means to become a worthy image that grants visions.
Slogan
205Slōgan : ēkāgratā kī śhakti kō baṛhāō tō man-buddhi kā bhaṭaknā band hō jāyēgā .
236Slogan: Increase your power of concentration and the wandering of your mind and intellect will stop.
206
237 238*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
207Yē avyakt iśhārē - ab apnē dātā svarūp kō pratyakṣha karō
239Avyakt Signal: Now reveal your form of a bestower.
208Kōī bhī nirbal ātmā āpkē sāmnē āyē tō us nirbal kō bal dō .
240When a weak soul comes in front of you, give that weak soul power.
209Sarv-śaktiyō̃ kā varsā jō prāpt kiyā hai vah usē dō .
241Give that soul the inheritance of all powers that you have received.
210Sarv ātmāō̃ kō bāp kā khazānā dēnē vālē dātā banō , apnī śhaktiyō̃ dvārā pyāsī va taṛaphtī huī ātmāō̃ kō jī-dān dō , vardātā ban prāpt huē vardānō̃ dvārā unhē̃ bhī bāp K|kē samīp sambandh mē̃ lāō , yahā̃ K|kē dātāpan K|kē saṅskārō̃ sē bhaviṣhya mē̃ 21 janmō̃ tak rājyapad prāpt hōgā .
242Become a bestower and give the Father’s treasures to all souls. 243Use your own powers to give thirsty and desperate souls the donation of life. 244Become a bestower of blessings and, with blessings, bring them into a close relationship with the Father. 245By using your sanskars of a bestower here, you will be able to fill yourself with the sanskars of a royal status, that is, of a bestower for 21 births in the future.