सोमवार 28 सितंबर 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

028-09-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

028/09/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1Mīṭhē bachchē - abhī tum amarlōk key|kī yātrā par hō , tumhārī yah buddhi key|kī rūhānī yātrā hai , jō tum sachchē-sachchē brāhmaṇ hī kar saktē hō « 

1Essence: Sweet children, you are now on this pilgrimage to the land of immortality. 2This is your spiritual pilgrimage of the intellect; only you true Brahmins can go on this pilgrimage.

Question

2Praśhna  : apnē āpsē vā āpas mē̃ kaun see|sī|C vārtālāp karnā hī śhubh sammēlan hai  ?

3Question: What things should you talk to yourself about and what should you say among yourselves for it to be an auspicious meeting?

Answer

3Uttar  : apnē āpsē bātē̃ karō ki ham ātmā ab is purānē chhī-chhī śharīr kō chhōṛ vāpis ghar jāyēṅgē .

4Answer: Talk to yourself: I, the soul, will leave my dirty, old body and return home.

4Yah tan kōī kām kā nahī̃ , ab tō bābā kē sāth jāyēṅgē .

5This body is of no use. 6I will now return home with Baba.

5Āpas mē̃ jab miltē hō tō yahī vārtālāp karō ki service vr̥iddhi kō kaisē pāyē , sabkā kalyāṇ kis tarah hō , sabkō rāstā kaisē batāyē̃ … yahī śhubh sammēlan hai .

7When you meet one another, talk among yourselves about how service can expand, how everyone can benefit and how you can show the path to everyone. 8This is called an auspicious meeting.

Song

6Gīt  : dil kā sahārā ṭūṭ na jāyē . . .

9Song: Let the support of the heart not be broken.

Murli

7Ōm śhānti .

10Om shanti.

8Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchē , sabhī centres K|kē brahmā mukh vaṅśhāvalī sarvōttam brāhmaṇ kul bhūṣhaṇ apnē kul kō jāntē haĩ , jō jis kul K|kē hōtē haĩ vah apnē kul kō jāntē haĩ . 9Chāhē cum|kam kul vālē hō̃ vā achchhē kul vālē hō̃ , har ēk apnē kul kō jāntē haĩ aur samajhtē haĩ ki iskā kul achchhā hai .

11You sweetest, spiritual children know and all the most elevated decoration of the Brahmin clan, the mouth-born creation of Brahma at all the centres, know the clan they belong to, whether it is a low clan or a good clan. 12Everyone knows his own clan and understands whether someone’s clan is good.

10Kul kahō vā jāti kahō , duniyā mē̃ tum bachchō̃ K|kē sivāē aur kōī nahī̃ jāntē ki brāhmaṇō̃ kā hī sarvōttam kul hai .

13Whether you call it a clan or a caste, no one in the world, apart from you Brahmins, knows that the Brahmin clan is the most elevated clan of all.

11Pahlā number kul kahē̃gē tum brāhmaṇō̃ kā .

14The number one clan is that of you Brahmins.

12Brāhmaṇ kul arthāt īśhvarīy kul .

15The Brahmin clan is the Godly clan.

13Pahlē hai nirākārī kul phir ātē haĩ sākārī sr̥iṣhṭi mē̃ .

16At first, you are in the incorporeal clan and you then come into the corporeal world.

14Sūkṣhmavatan mē̃ tō kul hōtā nahī̃ .

17There are no clans in the subtle region.

15Ūñchē sē ūñchā sākār mē̃ hai - tum brāhmaṇō̃ kā kul .

18The highest clan of all in the corporeal form is that of you Brahmins.

16Tum brāhmaṇ āpas mē̃ bhāī-bahin hō .

19Among yourselves, you Brahmins are brothers and sisters.

17Bahan aur bhāī hōnē kāraṇ vikār mē̃ jā nahī̃ saktē .

20Because of being brothers and sisters, you cannot indulge in vice.

18Tum anubhav sē kah saktē hō ki yah pavitra rahnē key|kī baṛī achchhī yukti hai .

21You can say from experience that this is a very good way to remain pure.

19Har ēk kahtē haĩ - ham brahmākumār-kumārī haĩ .

22Each of you says that you are a Brahma Kumar or Kumari.

20Śhiv vãnśhī tō sab haĩ phir jab sākār mē̃ ātē haĩ tō prajāpitā kā nām hōnē K|kē kāraṇ bhāī-bahin hō jātē haĩ .

23All of you belong to the clan of Shiva and, when you come into your corporeal forms, you are all brothers and sisters because there is the name Prajapita.

21Prajāpitā brahmā hai tō jarūr rachtā hai , adopt kartē haĩ .

24Since there is Prajapita Brahma, he definitely creates and adopts.

22Tum kukh vaṅśhāvalī nahī̃ hō , mukh vaṅśhāvalī hō .

25You are not a creation born through a womb, but a mouth-born creation.

23Tō manuṣhya kukh vaṅśhāvalī aur mukh vaṅśhāvalī kā arth|earth bhī nahī̃ jāntē .

26People don't understand the meaning of “Creation born through a womb” or “Mouth-born creation”.

24Mukh vaṅśhāvalī arthāt adopted bachchē .

27“Mouth-born creation” means you adopted children.

25Kukh vaṅśhāvalī arthāt janm lēnē vālē .

28“A creation born through a womb” means children who take birth.

26Tumhārā yah janm alaukik hai .

29This is your spiritual birth.

27Bāp kō laukik , alaukik , pārlaukik kahā jātā hai .

30Your fathers are worldly (lokik), spiritual (alokik) and beyond the world (parlokik).

28Prajāpitā brahmā kō alaukik bāp kahā jātā hai .

31Prajapita Brahma is called the subtle father.

29Laukik bāp tō sabhī kō hai . 30Vah tō common hai .

32Everyone has a worldly father; that is common.

31Pārlaukik bāp bhī sabhī kā hai .

33The Father from beyond the world is also the Father of all.

32Bhakti mārg mē̃ tō hē bhagvān , hē parampitā sabhī kahtē rahtē haĩ . 33Parantu is bābā ( prajāpitā brahmā ) kō kabhī kōī pukārtē nahī̃ haĩ .

34On the path of devotion, everyone calls out: O God! 35O Supreme Father, Supreme Soul, but no one ever calls out in this way to this Baba (Prajapita Brahma).

34Yah bābā bhī hōtā hai brāhmaṇ bachchō̃ kā .

36He is the Baba of the Brahmin children.

35Un dōnō̃ kō tō sab jāntē haĩ . 36Bākī brahmā mē̃ mūnjh paṛtē haĩ kyōṅki brahmā tō hai hī sūkṣhmavatan mē̃ . 37Yahā̃ tō dikhātē nahī̃ haĩ .

37Everyone knows those two fathers, but they become confused by the picture of Brahma because they think that Brahma exists in the subtle region; he is not shown here.

38Chitrō̃ mē̃ bhī brahmā kō dāṛhī mū̃chh vālā dikhātē haĩ kyōṅki prajāpitā brahmā yahā̃ sr̥iṣhṭi mē̃ hai .

38In their images of Brahma, they have portrayed him as someone with a beard and moustache. 39This is because Prajapita Brahma exists in this world.

39Sūkṣhmavatan mē̃ tō prajā rach nahī̃ saktē .

40People cannot be created in the subtle region.

40Yah bhī kiskī buddhi mē̃ nahī̃ ātā hai .

41This doesn't enter anyone's intellect.

41Yah sab bātē̃ bāp samjhātē haĩ .

42The Father explains all of these things.

42Tum bachchō̃ key|kī yah rūhānī yātrā bhī gāī huī hai .

43This spiritual pilgrimage is also remembered.

43Rūhānī yātrā vah , jahā̃ sē phir lauṭ nahī̃ ānā hai .

44This spiritual pilgrimage is one from which you don't return.

44Dūsrī yātrāyē̃ tō sab janma-janmāntar kartē rahtē haĩ aur jākar lauṭ ātē haĩ .

45Everyone goes on those other pilgrimages for birth after birth; they go there and then they return.

45Vah hai jismānī yātrā , yah tumhārī hai rūhānī yātrā .

46Those are physical pilgrimages whereas this is your spiritual pilgrimage.

46Is rūhānī yātrā karnē sē tum mr̥ityulōk mē̃ nahī̃ lauṭtē hō .

47By making this spiritual pilgrimage, you don't return to the land of death.

47Bāp tumkō amarlōk key|kī yātrā sikhlātē haĩ .

48The Father teaches you the pilgrimage to the land of immortality.

48Vah kaśhmīr taraph amarnāth key|kī yātrā par jātē haĩ .

49They go on pilgrimage to Amarnath near Kashmir.

49Vah kōī amarlōk nahī̃ hai .

50That is not really the land of immortality.

50Amarlōk ēk hai ātmāō̃ kā , dūsrā hai manuṣhyō̃ kā , jiskō svarg athavā amarlōk kah saktē haĩ .

51One land of immortality is that of souls, whereas the other is that of human beings; it is called heaven or the land of immortality.

51Ātmāō̃ kā hai nirvāṇdhām .

52Souls belong to the land of Nirvana.

52Bākī amarlōk satyug aur mr̥ityulōk hai kaliyug aur nirvāṇdhām hai śhānti lōk , jahā̃ ātmāyē̃ rahtī haĩ .

53The land of immortality is the golden age and the land of death is the iron age. 54The land of Nirvana is the land of peace where souls reside.

53Bāp kahtē haĩ - tum amarpurī key|kī yātrā par hō .

55The Father says: You are now on this pilgrimage to the land of immortality.

54Paidal jānē key|kī vah śhārīrik yātrāyē̃ hai .

56All of those pilgrimages are physical where they go by foot.

55Yah hai rūhānī yātrā , jō sikhlānē vālā ēk hī rūhānī bāp hai aur ēk hī bār ākar sikhlātē haĩ .

57This pilgrimage is spiritual. 58Only the one spiritual Father teaches you this and He only comes and teaches it once.

56Vah tō janma-janmāntar key|kī bāt hai .

59The others are something you do for birth after birth.

57Yah hai mutyulōk K|kē ant key|kī yātrā .

60This is the final pilgrimage of the land of death.

58Yah tum brāhmaṇ kul bhūṣhaṇ hī jāntē hō .

61Only you decoration of the Brahmin clan know this.

59Rūhānī yātrā arthāt yād mē̃ hō .

62Spiritual pilgrimage means that you are in remembrance.

60Gāyā bhī jātā hai ant matī sō gati .

63It is remembered: Your final thoughts lead you to your destination.

61Tumkō yād ātā hī hai bābā kā ghar .

64You only remember Baba's home.

62Samajhtē hō ki ab nāṭak pūrā hōtā hai .

65You understand that this play is now about to end.

63Yah purānā vastra , purānā tan hai .

66This is an old costume and an old body.

64Ātmā mē̃ khād paṛnē sē śharīr mē̃ bhī khād paṛtī hai .

67When alloy is mixed into a soul, it becomes mixed even into the body.

65Jab ātmā pavitra bantī hai tō hamkō śharīr bhī pavitra miltā hai .

68When you souls become pure, you receive pure bodies.

66Yah bhī tum bachchē samajhtē hō .

69Only you children understand this.

67Bāhar vālē tō kuchh nahī̃ samajhtē .

70People outside don't understand any of this at all.

68Tum dēkhtē hō ki kōī-kōī samajhtē bhī haĩ .

71You can see that some of them do understand.

69Kōī key|kī buddhi mē̃ yah gyān nahī̃ .

72Others don’t have any of this knowledge in their intellects.

70Samajhnē vālā hōgā tō jarūr kiskō samjhāyēgā .

73If someone has understood something, he would definitely explain it to others.

71Manuṣhya jab yātrā par jātē haĩ tō pavitra rahtē haĩ .

74When people go on a pilgrimage, they remain pure.

72Phir ghar mē̃ ākar apavitr bantē haĩ .

75Then, when they return home, they become impure.

73Mās dō mās pavitra rahtē haĩ .

76They remain pure for a month or two.

74Yātrā key|kī bhī season hōtī hai .

77There are seasons for going on pilgrimage.

75Sadaiv tō yātrā par jā na sakē̃ .

78One cannot be on a pilgrimage all the time.

76Ṭhaṇḍī vā barsāt K|kē samay kōī jā na sakē̃ .

79No one can go when it is rainy or cold.

77Tumhārī yātrā mē̃ tō ṭhaṇḍī vā garmī key|kī kōī bāt nahī̃ hai .

80There is no question of hot or cold in your pilgrimage.

78Buddhi sē khud samajh saktē hō ki ham jā rahē haĩ bāp K|kē ghar .

81Your intellects can understand that you are going to your Father's home.

79Jitnā ham yād kartē haĩ utnā vikarma vināśh hōtē haĩ .

82The more you stay in remembrance, the more your sins are absolved.

80Bāp K|kē ghar mē̃ jākar phir ham naī duniyā mē̃ āyēṅgē .

83We will go to the Father's home and then go to the new world.

81Yah bābā hī samjhātē haĩ .

84Only Baba explains this.

82Yahā̃ bhī number-vār bachchē haĩ .

85You children here are numberwise too.

83Vāstav mē̃ yātrā kō bhūlnā nahī̃ chāhiē lēkin māyā bhulā dētī hai isliē likhtē bhī haĩ bābā āpkī yād bhūl jātī hai .

86In fact, you should not forget this pilgrimage but Maya makes you forget it. 87This is why you write: Baba, I forget to remember You.

84Arē yād kī yātrā - jissē tum ever healthy-wealthy bantē , aisī davāī kō tum bhūl jātē hō .

88Oh! the pilgrimage of remembrance is the thing that makes you ever healthy and wealthy and yet you forget to take this medicine!

85Vah yah bhī kahtē haĩ ki bāp kō yād karnā tō baṛā hī sahaj hai .

89You even say it is very easy to remember the Father.

86Apnē sāth bātē̃ karnī hōtī haĩ ki ham ātmā pahlē satōpradhān thī , ab tamōpradhān ban gaī haĩ .

90You have to talk to yourself: I, the soul, was at first satopradhan and I have now become tamopradhan.

87Ab śhivbābā hamkō yukti tō bahut achchhī batātē haĩ . 88Bākī abhyās karnā hai .

91Shiv Baba is showing us a very good method, but we do have to practise it.

89Āṅkh band kar vichār nahī̃ kiyā jātā .

92You don’t have to close your eyes to think.

90 ( bābā nē act karkē dikhāī ) aisē apnē sāth bātē̃ karō ki ham satōpradhān thē , ham hī rājya kartē thē .

93(Baba demonstrated this.) 94Talk to yourself in this way: I, the soul, was satopradhan and I used to rule there.

91Vah duniyā golden age thī phir silver copper iron age mē̃ ā gayē .

95That was a golden-aged world and then we went into the silver, copper and iron ages.

92Ab iron age kā ant hai , tab bābā āyā huā hai .

96It is now the end of the iron age and this is why Baba has come.

93Bābā ham ātmāō̃ kō kahtē haĩ ki mujhē yād karō aur apnē ghar kō yād karō . 94Jahā̃ sē āyē hō , tō phir ant matī sō gati hō jāyēgī .

97Baba says to us souls: Remember Me and remember your home from where you came and your final thoughts will then lead you to your destination.

95Tumkō vahā̃ hī jānā hai .

98You have to go back there.

96Yah yukti bāp batlātē haĩ ki savērē uṭhkar apnē sē bātē̃ karō .

99The Father tells you this method of waking up early and talking to yourself.

97Bābā act karkē dikhātē haĩ ki ham bhī savērē uṭh vichār sāgar manthan kartā hū̃ .

100Baba acts it out and shows you how he too wakes up early in the morning and churns the ocean of this knowledge.

98Sachchī kamāī karnī chāhiē nā .

101You have to earn a true income.

99Subah kā sānī . . . tō us sānī kō yād karnē sē tumhārā bēṛā pār hō jāyēgā .

102“Lord of the Early Morning, bring me a good customer!” 103By remembering that Lord, your boat will go across.

100Bābā jō kartē haĩ , jaisē kartē haĩ , vah bachchō̃ kō bhī samjhātē haĩ .

104Baba explains to you children whatever he does and how he does it.

101Ismē̃ khiṭpiṭ key|kī bāt nahī̃ hai .

105There is no question of conflict in this.

102Yah kamāī kī bahut achchhī yukti hai .

106This is a very good way to earn an income.

103Alpha kō yād karnē sē bē key|kī bādśhāhī tō mil hī jāyēgī .

107By remembering Alpha, you will definitely receive the sovereignty.

104Bachchē jāntē haĩ ki ham rājyōg sīkh rahē haĩ .

108You children know that you are studying Raja Yoga.

105Bābā bījrūp , knowledgeful hai tō ham bhī jhāṛ kō pūrā samajh gayē haĩ . 106Yah bhī mōṭē rūp mē̃ knowledge hai .

109Baba is the Seed and the knowledge-full One. 110We have also understood the tree fully; this is also knowledge in a gross form.

107Ādi mē̃ yah jhāṛ kaisē vr̥iddhi kō pātā hai phir kaisē unkī āyu pūrī hōtī hai aur jhāṛ tō tūphānō̃ ādi K|kē lagnē sē gir jātē haĩ .

111We understand how this tree grows in the beginning, how its life comes to its end and how, when there are storms, it falls.

108Parantu is manuṣhya sr̥iṣhṭi jhāṛ kā pahlā foundation dēvī-dēvtā dharm prāyaḥlōp hō jātā hai .

112However, the first foundation of the human world tree, the deity dharma, has disappeared.

109Yah bhī hōnā hī hai .

113This has to happen.

110Yah jab gum hō jāē tab kahā jāē ki ēk dharm key|kī phir sē sthāpanā aur anēk dharmō kā vināśh .

114Only when it has disappeared can it be said that there is once again establishment of the one dharma and destruction of the innumerable religions.

111Kalp-kalp yah dharm prāyaḥ lōp hōtā hai .

115This dharma disappears every cycle.

112Ātmā mē̃ khād paṛ jātī hai tō zewar jhūṭhā hō jātā hai .

116When alloy is mixed into souls, the jewellery becomes false.

113Bachchē samajhtē haĩ hamārē mē̃ khād thī , ab jab ham svachchha bantē haĩ tō aurō̃ kō rāstā batātē haĩ .

117You children understand that there is alloy in us souls and that we now have to become clean and show the path to others.

114Duniyā tō tamōpradhān hai .

118The world is tamopradhan.

115Pahlē satōpradhān heaven thā .

119At first, it was satopradhan heaven.

116Tō bachchō̃ kō savērē-savērē uṭh apnē sē bātē̃ arthāt rūhrihān karnī chāhiē .

120You children should therefore wake up early in the morning and talk to yourselves.

117Vichār sāgar manthan karnā chāhiē .

121You should churn the ocean of this knowledge.

118Phir kiskō samjhānā hōtā hai ki yah 84 janmō̃ kā chakra hai . 11984 janm kaisē lētē haĩ , kaun lētē haĩ .

122Then explain to others about this cycle of 84 births: who takes 84 births and how they take them.

120Jarūr jō pahlē āyēṅgē vahī lē̃gē .

123It is definitely those who come first who take them.

121Bāp bhī bhārat mē̃ ātē haĩ .

124The Father comes in Bharat.

122Ākar 84 kā chakra samjhātē haĩ .

125He comes and explains the cycle of 84 births to you.

123Bāp kahā̃ āyē haĩ , yah bhī nahī̃ jāntē haĩ .

126People don’t even know where the Father has come.

124Bāp ākar apnā parichay khud dētē haĩ .

127The Father comes and gives His own introduction.

125Kahtē haĩ ki maĩ tumkō rājyōg sikhlātā hū̃ , manmanābhav .

128He says: I teach you Raja Yoga: Manmanabhav!

126Mujhē yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .

129Remember Me and your sins will be absolved.

127Aisī samjhānī kōī dē na sakē . 128Bhal gītā ādi sunātē haĩ .

130Even though they relate the Gita, etc., none of them can give such an explanation.

129Vahā̃ bhī lōg jātē rahtē haĩ .

131People continue to go there.

130Parantu bhagvān kabhī tō āyā hōgā , gyān sunāyā hōgā .

132God must have come at some point and spoken knowledge.

131Phir jab āyē tab sunāyē nā .

133He speaks it again when He comes again.

132Vō lōg tō gītā pustak uṭhākar baiṭh sunātē haĩ .

134Those people pick up a Gita and relate that.

133Yahā̃ tō bhagvān hai gyān kā sāgar , inkō kuchh hāth mē̃ lē paṛhnā nahī̃ hai .

135Here, God is the Ocean of Knowledge. 136He doesn't have to pick anything up and read it.

134Yah sīkhtā nahī̃ hai .

137He doesn't study anything.

135Kalp pahlē bhī ākar tum bachchō̃ kō saṅgam par sikhāyā thā .

138He came in the previous cycle at the confluence age and taught you children.

136Bāp hī ākar rājyōg sikhlātē haĩ .

139Only the Father comes and teaches you Raja Yoga.

137Yah hai yād kī yātrā .

140This is the pilgrimage of remembrance.

138Tumhārī buddhi hī jāntī hai - sivāē brahmā mukh vaṅśhāvalī aisā kōī manuṣhya nahī̃ hōgā jiskē pās|pass yah gyān hōgā .

141Only your intellects know this. 142Apart from you, who are born through the mouth of Brahma, there are no human beings who have this knowledge.

139Sabmē̃ sarvavyāpī kā gyān bharā huā hai .

143Everyone is filled with the notion of omnipresence.

140Yah kōī nahī̃ jāntē ki paramātmā bindī hai .

144No one knows that God is a point.

141Gyān sāgar patit-pāvan hai .

145He is the Ocean of Knowledge and the Purifier.

142Sirph aisē hī gātē rahtē haĩ .

146They simply continue to sing that.

143Gurū lōg jō sikhātē haĩ vah sat-sat kartē rahtē .

147People continue to say "It’s true" to whatever their gurus teach them.

144Arth|earth kuchh bhī nahī̃ samajhtē .

148They don’t understand the meaning of it at all.

145Na us par kabhī vichār chalātē tō yah satya hai vā nahī̃ .

149They don’t even give a thought as to whether it is the truth or not.

146Bāp samjhātē haĩ ki tum bachchō̃ kō chaltē-phirtē yād kī yātrā mē̃ jarūr rahnā hai .

150The Father says that you children definitely have to stay on the pilgrimage of remembrance while walking and moving around.

147Nahī̃ tō vikarma vināśh hō nahī̃ saktē .

151Otherwise, your sins will not be absolved.

148Kuchh bhī karma kartē rahō parantu buddhi mē̃ bāp kī yād rahē .

152No matter what actions you perform, let there be remembrance of the Father in your intellects.

149Śhrīnāth dvārē mē̃ bhōjan banātē haĩ tō buddhi mē̃ vah śhrīnāth rahtā hai nā .

153When they prepare food at Shrinathdware, they have Shrinath in their intellects.

150Baiṭhē hī mandir mē̃ haĩ .

154They are sitting in the temple.

151Jāntē haĩ ki ham śhrīnāth kē liē banātē haĩ .

155They know that they are preparing it for Shrinath.

152Bhōjan banāyā , bhōg lagāyā phir ghar vālē bachchē ādi yād ātē rahē̃gē .

156They prepare the food, offer bhog and then remember their children at home, etc.

153Vahā̃ bhōjan banātē haĩ mukh band , bāt nahī̃ karē̃gē .

157They prepare food there with their mouths closed; they do not speak at all.

154Mansā sē kōī vikarma nahī̃ bantā hai .

158Sins are not committed in the mind.

155Vah śhrīnāth K|kē mandir mē̃ baiṭhē haĩ . 156Yahā̃ tō śhivbābā kē pās baiṭhē hō .

159They are sitting in the Shrinath Temple, whereas here, you are sitting with Shiv Baba.

157Yahā̃ bhī bābā yukti batātē rahtē haĩ .

160Baba continues to give you methods here.

158Bachchē kōī phāltū bāt nahī̃ karnā .

161Children, don’t talk about useless things!

159Sadaiv bāp sē mīṭhī-mīṭhī bātē̃ karnī haĩ .

162Always speak sweet things to the Father.

160Jaisā bāp vaisē bachchē .

163As is the Father, so are you children.

161Bāp key|kī smr̥iti mē̃ rahtā hai ki chakra kaisē phirtā hai , tab tum bachchō̃ kō ākar sunātē haĩ .

164The Father is aware of how the cycle turns, and this is why He comes and speaks to you children.

162Tum bachchē jāntē hō ki hamārā bābā manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp , chaitanya hai .

165You children know that your Baba is the Seed of the human world tree. 166He is the Living Being.

163Kitnī sahaj bāt hai .

167This is such an easy thing!

164Parantu phir bhī samajhtē nahī̃ haĩ kyōṅki pattharbuddhi haĩ nā .

168However, they still don't understand anything because they have stone intellects.

165Us bīj kō ham chaitanya nahī̃ kahē̃gē .

169People wouldn't say that a seed is living.

166Yah knowledgeful , chaitanya hai .

170That One is knowledge-full and living.

167Yah ēk hī hai . 168Vah bīj tō anēk prakār K|kē hōtē haĩ .

171He is the only One, whereas there are many other types of seed.

169Bhagvān kō kahā jātā hai - manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bīj rūp . 170Tō bāp hō gayā nā .

172God is said to be the Seed of the human world tree and so He is the Father.

171Ātmāō̃ kā bāp paramātmā hai tō sabhī brothers ṭhaharē , bāp bhī vahā̃ rahtē haĩ jahā̃ tum ātmāyē̃ nivās kartī hō .

173The Father of souls is the Supreme Soul, and so all are brothers. 174The Father also resides where you souls reside.

172Nirvāṇdhām mē̃ bāp aur bachchē rahtē haĩ .

175The Father and the children reside in the land of Nirvana.

173Is samay tum prajāpitā brahmā key|kī santān bhāī aur bahan hō , isliē kahlātē hō - śhiv vãnśhī brahmākumār-kumāriyā̃ .

176At this time, you are the children of Prajapita Brahma, brothers and sisters, and this is why you are called the Brahma Kumars and Kumaris who belong to the clan of Shiva.

174Yah bhī tumkō likhnā hai ki ham brahmākumār-kumāriyā̃ bhāī-bahin haĩ .

177You should also write that you Brahma Kumars and Kumaris are brothers and sisters.

175Bāp brahmā dvārā sr̥iṣhṭi rachē̃gē tō bhāī-bahin ṭhaharē nā .

178The Father creates the world through Brahma, and so you are brothers and sisters.

176Kalp-kalp aisē hī create kartē haĩ .

179He creates you in this way every cycle.

177Adopt kartē jātē haĩ .

180He continues to adopt you.

178Manuṣhya kō prajāpitā brahmā nahī̃ kahā jātā .

181No other human being is called Prajapita Brahma.

179Bhal bābā kahtē haĩ parantu vah hai had kā , inkō prajāpitā kahē̃gē kyōṅki bahut prajā hai arthāt ḍhēr bachchē haĩ .

182Although you say "baba", those are limited ones, whereas this one is called Prajapita because there are many children.

180Tō bēhad kā bāp bachchō̃ kō sabhī bātē̃ baiṭh samjhātē haĩ .

183The unlimited Father sits here and explains everything to you children.

181Yah duniyā bilkul bigaṛī huī chhī-chhī hai .

184This world is completely degraded and dirty.

182Ab tumkō vāh-vāh key|kī duniyā mē̃ lē jātē haĩ .

185He is now taking you to a world of wonders.

183Tumhārē mē̃ bhī bahut haĩ jō bhūl jātē haĩ .

186Many of you forget this.

184Agar yah yād hō tō bāp bhī yād rahē aur gurū bhī yād rahē ki ab vāpis jānā hai .

187If you were to remember that you now have to return home, you would remember the Father and also the Guru.

185Purānā śharīr chhōṛ dēgē kyōṅki yah tan ab kām kā nahī̃ hai .

188You would then shed your old bodies because your bodies are of no more use.

186Ātmā ab pavitra hōtī jātī hai tō śharīr bhī pavitra hōnā hai .

189You souls are now becoming pure and so your bodies too have to become pure.

187Āpas mē̃ aisī-aisī bātē̃ baiṭh karnī chāhiē , iskō kahā jātā hai - śhubh sammēlan , jismē̃ achchhī-achchhī bātē̃ hō̃ .

190You should sit and talk about these things amongst yourselves. 191This is called an auspicious meeting in which you talk about very good things.

188Service kaisē vr̥iddhi kō pāyē . 189Kalyāṇ kaisē karē̃  !

192You should think about how service can grow and how you can benefit everyone.

190Unhō̃ kā tō chhī-chhī sammēlan hai , gapōṛē mārtē rahtē haĩ .

193They have dirty gatherings where they continue to tell lies.

191Yahā̃ gapōṛē ādi key|kī bāt nahī̃ .

194Here, there is no question of lies.

192Sachchā-sachchā sammēlan isē kahā jātā hai .

195This is called the true gathering.

193Tumkō yah kahānī sunāī hai ki yah kaliyug hai , satyug kō svarg kahā jātā hai .

196You have been told the story of how this is the iron age and that the golden age is called heaven.

194Bhārat svarg thā , bhāratvāsī hī 84 janm bhōgtē haĩ .

197Bharat was heaven. 198The people of Bharat take 84 births.

195Ab ant mē̃ haĩ .

199It is now the end.

196Ab tum tamōpradhān sē satōpradhān bantē hō .

200You are now becoming satopradhan from tamopradhan.

197Ismē̃ kōī gaṅgā snān ādi nahī̃ karnā hai .

201Here, you don't have to bathe in the Ganges etc.

198Bhagvānuvāch ki maĩ sabhī kā bāp hū̃ .

202God speaks: I am the Father of all.

199Śhrīkr̥iṣhṇa sabkā bāp hō nahī̃ saktā .

203Shri Krishna cannot be the Father of all.

200Ēk dō bachchē kā bāp śhrī nārāyaṇ hai , na ki śhrīkr̥iṣhṇa .

204It is Shri Narayan, and not Shri Krishna, who is the father of one or two children.

201Śhrīkr̥iṣhṇa tō kumār hai .

205Shri Krishna is a kumar.

202Is prajāpitā brahmā kō tō bahut bachchē haĩ .

206This Prajapita Brahma has many children.

203Kahā̃ śhrīkr̥iṣhṇa bhagvānuvāch , kahā̃ śhiv bhagvānuvāch .

207There is a lot of difference between the versions of God Shri Krishna and God Shiva.

204Bhūl kitnī baṛī kar dī hai .

208They have made such a big mistake!

205Kahā̃ bhī pradarśhanī karō tō mukhya bāt yah hai ki gītā kā bhagvān yah hai vā vah  ?

209Whenever you hold an exhibition, explain the main thing about who the God of the Gita is: is it that One or this one?

206Pahlē-pahlē yah samjhānā chāhiē ki bhagvān śhiv kō kahā jātā hai .

210First of all, explain that Shiva is God.

207Yah buddhi mē̃ biṭhānā hai .

211Fix this firmly in their intellects.

208Is par probe hōnā chāhiē .

212Have a probe about this.

209Gītā K|kē bhagvān kā chitra bhī baṛā permanent hōnā chāhiē .

213Have a big permanent picture of the God of the Gita.

210Nīchē mē̃ likh dēnā chāhiē ki judge karō aur ākar samjhō .

214Below that, write: Judge for yourself and come and understand.

211Phir likhākar sahī lēnī chāhiē .

215Make them write this down and get them to sign it.

212Achchhā  !

216Achcha

213Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

217To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

214Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

218The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

215Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

219Essence for dharna:

2161 ) āpas mē̃ śhubh sammēlan kar service key|kī vr̥iddhi K|kē plan banānē haĩ .

2201. Have an auspicious meeting among yourselves and make plans to expand service.

217Apnē aur sarv K|kē kalyāṇ key|kī yukti rachnī hai .

221Create methods to benefit yourselves and everyone else.

218Kabhī bhī kōī vyarth ( phāltū ) bātē̃ nahī̃ karnī haĩ .

222Never talk among yourselves about wasteful or useless things.

2192 ) savērē-savērē uṭhkar apnē āpsē bātē̃ karnī haĩ , vichār sāgar manthan karnā hai .

2232 Wake up early in the morning and talk to yourself. 224Churn the ocean of this knowledge.

220Bhōjan banātē ēk bāp kī yād mē̃ rahnā hai .

225While preparing food, stay in remembrance of the one Father.

221Mansā bhī bāhar na bhaṭakē , yah dhyān rakhnā hai .

226Pay attention that your thoughts don’t wander outside.

Blessing

222Vardān  : sarv ātmāō̃ par snēh kā rājya karnē vālē viśhva rājya adhikārī bhav

227Blessing: May you rule the heart of all souls with love and become a world emperor in the future.

223Jō bachchē vartamān samay sarv ātmāō̃ K|kē dil par snēh kā rājya kartē haĩ vahī bhaviṣhya mē̃ viśhva K|kē rājya kā adhikār prāpt kartē haĩ .

228The children who rule the hearts of all souls with love at the present time will also claim the kingdom of the world in the future.

224Abhī kisī par order nahī̃ chalānā hai .

229You mustn’t order anyone at this time.

225Abhī sē viśhva mahārājan nahī̃ bannā hai , abhī viśhva sēvādhārī bannā hai , snēh dēnā hai .

230Do not become a world emperor now. 231You have to be a world server now and give love.

226Dēkhnā hai ki apnē bhaviṣhya K|kē khātē mē̃ snēh kitnā jamā kiyā hai .

232You have to check how much love you have now accumulated in your present account for the future.

227Viśhva mahārājan bannē kē liē sirph gyān dātā nahī̃ bannā hai iskē liē sabkō snēh arthāt sahyōg dō .

233In order to become a world emperor, you mustn’t just become a bestower of this knowledge, but you also have to give everyone love, that is, co-operation as well.

Slogan

228Slōgan  : jab thakāvaṭ feel hō tō khuśhī mē̃ dance karō , issē mood|mūḍ change hō jāyēgī .

234Slogan: When you feel tired, dance in happiness and your mood will change.

235*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

229Yē avyakt iśhārē - ab apnē dātā svarūp kō pratyakṣha karō

236Avyakt Signal: Now reveal your form of a bestower.

230Bāpdādā ab bachchō̃ sē yahī chāhtē haĩ ki mērā har ēk bachchā master dātā banē̃ .

237BapDada now wants you children to become master bestowers.

238Give to others what you have received from the Father. 239Do not have any desire to take from souls.

231Ab merciful ban apnē guṇō̃ kā , śhaktiyō̃ kā sabkō sahyōg dō , phrākdil banō .

240Become merciful to everyone and co-operate with your virtues and powers. 241Be generous-hearted.

232Jitnā dūsrō̃ kō dētē jāyēṅgē utnā baṛhtā jāyēgā .

242The more treasures you give to others, the more your treasures will increase.

233Vināśhī khajānā dēnē sē kam hōtā hai aur avināśhī khajānā dēnē sē baṛhtā hai - ēk dō , hajār pāō .

243Perishable treasures decrease by giving, whereas these imperishable treasures increase; give one and receive a thousandfold.