सोमवार 5 अक्टूबर 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

005-10-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

005/10/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tum jiskī āj tak mahimā gātē thē , vahī ab tumhārē sāmnē hāzir hai , isliē sadaiv khuśhī mē̃ nāchtē rahō , kisī bāt kā ġam na hō ' '

1Essence: Sweet children, the One whom you have been praising until today is now in front of you, and you should therefore constantly dance in happiness and not experience sorrow about anything.

Question

2Praśhna  : puruṣhārthī bachchē apnē dil K|kē andar kaun see|sī|C jāñch avaśhya karē̃gē  ?

2Question: What will the effort-making children definitely check in their hearts?

Answer

3Uttar  : abhī tak mujh ātmā mē̃ kōī chhōṭā-mōṭā kāṇṭā tō nahī̃ hai  ?

3Answer: Whether there is still any large or small thorn in oneself, the soul.

4Kām kā kāṇṭā sabsē tīkhā hai .

4The thorn of lust is the sharpest of all.

5Krōdh kā kāṇṭā bhī bahut kharāb hai .

5The thorn of anger is also very bad.

6Dēvtāyē̃ krōdhī nahī̃ hōtē isliē mīṭhē bachchē kōī kāṇṭā hō tō nikāl dō .

6Deities never become angry. 7Therefore, sweet children, if there are any thorns, remove them.

7Apnē āpkō ghāṭē mē̃ mat ḍālō .

8Don't cause yourselves a loss.

Song

8Gīt  : tum māt pitā …

9Song: You are the Mother and the Father.

Murli

9Ōm śhānti .

10Om shanti.

10Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ nē apnē bāp key|kī mahimā sunī .

11You sweetest, spiritual children heard the praise of the Father.

11Vah gātē rahtē haĩ , yahā̃ tum practical mē̃ us bābā kā varsā lē rahē hō .

12There, they continue to sing this, whereas here, you are receiving the inheritance from that Baba practically.

12Tum jāntē hō bābā hamārē dvārā bhārat kō svarg banā rahē haĩ .

13You know that Baba is making Bharat into heaven through us.

13Jinkē dvārā banā rahē haĩ , jarūr vahī sukhdhām kā mālik banē̃gē .

14Those through whom He is making it into that will definitely become the masters of that land of happiness.

14Bachchō̃ kō tō bahut khuśhī rahnī chāhiē .

15You children should experience a lot of happiness.

15Bābā key|kī mahimā aparamapār hai , ussē ham varsā pā rahē haĩ .

16The praise of Baba is infinite and we are receiving our inheritance from Him.

16Abhī tum bachchō̃ par balki sārī duniyā par brahaspati key|kī daśhā hai .

17There are now the omens of Jupiter, not just over you children, but over the whole world.

17Abhī yah tum brāhmaṇ hī jāntē hō .

18Only you Brahmins know this.

18Bhārat khās aur duniyā ām , sab par brahaspati key|kī daśhā baiṭhī hai kyōṅki ab 16 kalā sampūrṇ bantē hō .

19There are the omens of Jupiter over Bharat in particular and the world in general because you are now becoming 16 celestial degrees full.

19Is samay tō kōī kalā nahī̃ hai .

20At this time, you have no degrees left.

20Bachchō̃ kō bahut khuśhī rahnī chāhiē .

21You children should have a lot of happiness.

21Aisē nahī̃ yahā̃ khuśhī hai , bāhar jānē sē gum hō jāē .

22It shouldn't be that you have happiness here, but, that as soon as you go outside, it disappears.

22Jiskī mahimā gātē rahtē hō vah ab tumhārē pās|pass hāzir hai .

23The One whose praise you have been singing is now present in front of you.

23Bābā samjhātē haĩ ki 5 hajār varṣh pahlē bhī rājāī dēkar gayā thā .

24Baba explains that 5000 years ago too, He went away, having given you the kingdom.

24Abhī tum dēkhē̃gē āhistē-āhistē sab pukārtē rahē̃gē .

25You can now see that, gradually, everyone will continue to call out.

25Tumhārē bhī slōgan nikaltē rahē̃gē .

26All your slogans will emerge.

26Jaisē kōī kahtē haĩ ēk dharm hō , ēk rājāī hō , ēk bhāṣhā hō .

27For instance, some people say: There should be one dharma, one kingdom and one language.

27Vē|way bhī ātmāyē̃ kahtī haĩ nā .

28It is souls who say this.

28Ātmā jāntī hai barōbar bhārat mē̃ ēk rājdhānī dēvī-dēvatāō̃ kī thī .

29The soul knows that there truly was one kingdom of deities in Bharat.

29Yah khuśhbū phailtī jāyēgī .

30This fragrance will continue to spread.

30Tum khuśhbū ḍāltē jātē hō .

31You continue to spread this fragrance.

31Drama plan anusār laṛāī K|kē bhī āsār sāmnē khaṛē haĩ .

32According to the drama plan, the signs of war are also just in front of you.

32Yah kōī naī bāt nahī̃ hai .

33This is nothing new.

33Bhārat kō 16 kalā sampūrṇ jarūr bannā hai .

34Bharat definitely has to become 16 celestial degrees full.

34Tum jāntē hō ham is yōgbal sē 16 kalā sampūrṇ ban rahē haĩ .

35You know that you are becoming 16 celestial degrees full with this power of yoga.

35Kahtē haĩ nā - dē dān tō chhūṭē grahaṇ .

36It is said: Make a donation and the eclipse of omens will be removed.

36Bāp bhī kahtē haĩ vikārō̃ kā , avguṇō̃ kā dān dō .

37The Father also says: Donate your vices and defects.

37Yah rāvaṇ rājya hai nā .

38This is the kingdom of Ravan, is it not?

38Bāp ākar insē chhuṛātē haĩ , ismē̃ bhī kām vikār baṛā bhārī avguṇ hai .

39The Father comes and liberates you from it. 40The vice of lust is the greatest defect.

39Tum dēh-abhimānī ban paṛē hō . 40Ab dēhī-abhimānī bannā paṛē . 41Śharīr kā bhī bhān chhōṛnā paṛē .

41You became body conscious and you now have to become soul conscious; you have to shed the consciousness of bodies.

42In bātō̃ kō tum bachchē hī samajhtē hō , duniyā nahī̃ jāntī .

42Only you children understand these matters; the world doesn't understand them.

43Bhārat jō 16 kalā sampūrṇ thā , sampūrṇ dēvtāō̃ kā rājya thā .

43When Bharat was 16 celestial degrees full, it was the kingdom of perfect deities.

44In lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī rājdhānī thī . 45Bhārat svarg thā .

44When it was the kingdom of Lakshmi and Narayan, Bharat was heaven.

46Ab 5 vikārō̃ kā grahaṇ lagā huā hai , isliē bāp kahtē haĩ dē dān tō chhūṭē grahaṇ .

45It has now been eclipsed by the five vices and this is why the Father says: Make a donation and the omens of the eclipse will be removed.

47Yah kām vikār hī girānē vālā hai isliē bāp kahtē haĩ yah dān dō tō 16 kalā sampann ban jāyēṅgē .

46It is this vice of lust that makes you fall. 47Therefore, the Father says: Donate this and you will become 16 celestial degrees full.

48Nahī̃ dēgē tō nahī̃ banē̃gē .

48If you don't donate it, you won't become 16 celestial degrees full.

49Ātmāō̃ kō apnā-apnā part milā huā hai nā .

49Souls have received their own parts.

50Yah bhī tumhārī buddhi mē̃ hai . 51Tumhārī ātmā mē̃ kitnā part hai .

50It is in your intellects how great the parts are that you souls have.

52Tum viśhva kā rājya bhāgya lētē hō .

51You claim your fortune of the kingdom of the world.

53Yah bēhad kā drama hai , athāh actors haĩ .

52This is an unlimited drama and there are many actors.

54Ismē̃ first class actors haĩ yah lakṣhmī-nārāyaṇ , unhō̃ kā number one part hai .

53The first-class actors are Lakshmi and Narayan. 54Lakshmi and Narayan have the number one parts.

55Viṣhṇu sō brahmā sarasvatī phir brahmā sarasvatī sō viṣhṇu bantē haĩ .

55Vishnu becomes Brahma and Saraswati and then Brahma and Saraswati become Vishnu.

56Yah 84 janmō̃ kā chakra kaisē lagātē haĩ , vah sārā buddhi mē̃ ā jātā hai .

56How they go around the cycle of 84 births is all in your intellects.

57Vyāpārī lōg chaupṛā rakhtē haĩ tō us par svāstikā nikāltē haĩ .

57When businessmen keep their account books, they draw a swastika on them.

58Gaṇēśh key|kī pūjā kartē haĩ .

58They worship Ganesh (swastika).

59Yah hai bēhad kā chaupṛā .

59This is an unlimited account book.

60Svāstikā mē̃ 4 bhāg hōtē haĩ .

60There are four parts in the swastika.

61Jaisē purī mē̃ chāval kā hāṇḍā rakhtē haĩ . 62Vah pak jātā hai tō 4 bhāg hō jātē haĩ .

61Similarly, in Jagannathpuri, they have a pot of rice which splits into four equal parts when the rice is cooked.

63Vahā̃ chāval kā hī bhōg lagtā hai .

62There, they only offer bhog of rice.

64Abhī tum bachchō̃ kō kaun paṛhā rahē haĩ  ?

63Who is now teaching you children?

65Most beloved bāp ākar tumhārā servant banā hai , tumhārī sēvā kartē haĩ .

64The most beloved Father has come and become your Servant and is serving you.

66Manuṣhya tō kah dētē ātmā nirlēp hai .

65People say that souls are immune to the effect of action.

67Abhī tum jāntē hō - ātmā mē̃ 84 janmō̃ kā part hai hī .

66You now know that you souls have parts of 84 births recorded in you.

68Unkō phir nirlēp kahnā kitnā rāt-din kā phark hō jātā hai .

67There is the difference of day and night between that and saying that souls are immune to the effect of action.

69Jab yah kōī achchhī rīti mās ḍēṛh baiṭh samajhē̃gē tab points buddhi mē̃ baiṭhē̃gī .

68Only when someone sits and understands all of this for a month or a month and a half will these points sit in his intellect.

70Din-pratidin points bahut nikaltī rahtī haĩ .

69Day by day, many points continue to emerge.

71Yah hai jaisē kastūrī . 72Śhāstrō̃ mē̃ tō kuchh bhī sār nahī̃ hai .

70This is like musk; there is no essence in the scriptures.

73Bābā kahtē haĩ - vah ab buddhi sē nikāl dō .

71Baba says: Now, remove all of that from your intellects.

74Gyān sāgar ēk maĩ hī hū̃ .

72I alone am the Ocean of Knowledge.

75Jab pūrā niśhchay baiṭhtā hai tō samajhtē haĩ - barōbar yah sab bhaktimārg kē liē hai .

73When you have this firm faith, you understand that all of that truly is for the path of devotion.

76Parampitā paramātmā hī ākar durgati sē sadgati kartē haĩ .

74Only the Supreme Father, the Supreme Soul, comes while you are degraded and grants you salvation.

77Sīṛhī par bhī clear dikhānā hai .

75You can also show this clearly in the picture of the ladder.

78Bhakti mārg śhurū hōtā hai tō rāvaṇ rājya śhurū hōtā hai .

76When the path of devotion begins, the kingdom of Ravan also begins.

79Abhī gītā episode repeat hō rahā hai .

77The episode of the Gita is now being repeated.

80Bāp kahtē haĩ - maĩ kalp-kalp , kalp K|kē saṅgamyugē ātā hū̃ .

78The Father says: I come every cycle at the confluence age of the cycle.

81Unhōnnē phir kachchh machchh avatār kah diyā hai .

79They have then said that He incarnates as a fish and a crocodile.

8224 avatār kah dētē haĩ .

80They speak of 24 incarnations.

83Bābā kahtē haĩ - ab tum par brahaspati key|kī daśhā hai .

81Baba says: You now have the omens of Jupiter over you.

84Mainnē tumkō svarg kā mālik banāyā .

82I made you into the masters of heaven.

85Ab rāvaṇ nē rāhū kī daśhā biṭhā dī hai .

83Ravan then put the bad omens of an eclipse over you.

86Ab phir bāp āyē haĩ svarg kā mālik banānē .

84The Father has now come to make you into the masters of heaven again.

87Tō apnē kō ghāṭā nahī̃ ḍālnā chāhiē .

85Therefore, you shouldn't cause yourself a loss.

88Vyāpārī lōg apnā khātā hamēśhā ṭhīk rakhtē haĩ .

86Businessmen always keep their accounts in good order.

89Ghāṭā ḍālnē vālē kō anāṛī kahā jātā hai .

87Those who incur a loss are called those with no common sense (“anari”).

90Ab tō yah sabsē baṛā vyāpārī hai .

88That One is the greatest Businessman.

91Kōī virlā vyāpārī vyāpār karē .

89Scarcely anyone does this business with Him.

92Yahī avināśhī vyāpār hai aur vyāpār tō sab miṭṭī mē̃ mil jānē vālē haĩ .

90This is an imperishable business, for all other businesses are going to turn to dust.

93Abhī tumhārā sachchā vyāpār hō rahā hai .

91You are now doing true business.

94Bāp hai bēhad kā saudāgar , ratnāgar . . . aur gyān kā sāgar kahā jātā hai .

92The Father is the unlimited Businessman, the Jewel Merchant and He is also called the Ocean of Knowledge.

95Pradarśhanī mē̃ dēkhō kitnē ātē haĩ .

93Look how many people come to the exhibitions.

96Centre mē̃ kōī muśhkil āyēṅgē .

94Hardly anyone would come to a centre.

97Bhārat tō bahut lambā chauṛā hai nā .

95Bharat is very large.

98Sab jagah tumkō jānā hai .

96You have to go everywhere.

99Pānī key|kī gaṅgāyē̃ tō sārē bhārat mē̃ nahī̃ haĩ .

97The Ganges of water doesn’t flow everywhere in Bharat.

100Yah bhī tumkō samjhānā paṛē ki pānī key|kī gaṅgā kōī patit-pāvnī nahī̃ hai .

98You also have to explain that the river Ganges is not the Purifier.

101Tum gyān gaṅgāō̃ kō jānā paṛēgā .

99You Ganges of this knowledge have to go there.

102Chārō̃ taraph pradarśhanī mēlē kartē rahē̃gē .

100You continue to hold exhibitions and fairs everywhere.

103Din-pratidin chitra bhī achchhē-achchhē bantē rahē̃gē .

101Day by day, very good pictures will continue to be made.

104Śhōbhnik chitra aisē hō̃ jō dēkhnē sē hī khuśhī ā jāē ki yah tō ṭhīk samjhātē haĩ .

102The pictures should be so beautiful that, as soon as people see them, they experience happiness and feel that what you are explaining is right.

105Ab lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī rājdhānī sthāpan hō rahī hai .

103The kingdom of Lakshmi and Narayan is being established.

106Abhī brāhmaṇ dharm key|kī sthāpanā hō rahī hai .

104The Brahmin religion is being established.

107Yah brāhmaṇ hī dēvī-dēvtā bantē haĩ .

105It is you Brahmins who then become deities.

108Tum abhī puruṣhārth kar rahē hō tō dil mē̃ apnē sē pūchhtē rahō ki hamārē mē̃ kōī chhōṭā-mōṭā kāṇṭā tō nahī̃ hai  !

106You are now making effort. 107Therefore, ask your hearts: Do I have any small or large thorn inside me?

109Kām kā kāṇṭā tō nahī̃ hai  !

108Do I have the thorn of lust in me?

110Krōdh kā chhōṭā sā kāṇṭā vah bhī bahut kharāb hai .

109Even a tiny thorn of anger is very bad.

111Dēvtāyē̃ krōdhī nahī̃ hōtē haĩ .

110Deities never become angry.

112Dikhātē haĩ śhaṅkar key|kī āṅkh khulnē sē vināśh hō jātā hai .

111It has been portrayed that destruction took place when Shankar opened his third eye.

113Yah bhī ēk kalaṅk lagāyā hai .

112That is just a false allegation made about Shankar.

114Vināśh tō hōnā hī hai .

113Destruction has to take place.

115Sūkṣhmavatan mē̃ śhaṅkar kō kōī sarp ādi thōṛēhī hō saktē haĩ .

114How could Shankar have a snake etc. in the subtle region?

116Vahā̃ dhartī hī kahā̃ jō sarp ādi nikalē̃ .

115There is no land there for snakes etc. to emerge from.

117Āsmān mē̃ thōṛēhī sarp ghūmē̃gē .

116Snakes would not wander around the sky.

118Sūkṣhmavatan aur mūlvatan mē̃ bāg bagīchē sarp ādi kuchh bhī nahī̃ hōtē .

117There are no gardens or snakes etc. in the subtle region or the incorporeal world.

119Yah sab yahā̃ hōtē haĩ .

118All of those things exist here.

120Svarg bhī yahā̃ hī hōtā hai .

119Heaven also exists here.

121Is samay manuṣhya kāṇṭē misal haĩ , isliē inkō kāṇṭō̃ kā jaṅgal kahā jātā hai .

120At this time, human beings are like thorns and this is why this place is called a forest of thorns.

122Satyug hai phūlō̃ kā bagīchā .

121The golden age is a garden of flowers.

123Tum dēkhtē hō - bābā kaisē bagīchā banātē haĩ .

122You can see how Baba is creating a garden.

124Most beautiful banātē haĩ .

123He is making you most beautiful.

125Sabkō hasīn banātē haĩ .

124He makes all of you beautiful.

126Khud tō ever hasīn hai .

125He Himself is ever beautiful.

127Sab sajaniyō̃ kō arthāt bachchō̃ kō hasīn banātē haĩ .

126He makes all of you brides, you children, beautiful.

128Rāvaṇ nē bilkul kālā banā diyā hai .

127Ravan had made you completely ugly.

129Ab tum bachchō̃ kō khuśhī hōnī chāhiē - hamārē ūpar brahaspati key|kī daśhā baiṭhī hai .

128You children should now have the happiness that there are the omens of Jupiter over you.

130Ādhā samay duḥkh , ādhā samay sukh hō , issē phāydā hī kyā  ?

129What benefit would there be if you had happiness for half the time and sorrow for the other half?

131Nahī̃ , 3 hissā sukh hai .

130No, you have happiness for three-quarters of the time.

132Yah drama banā huā hai .

131This drama is predestined.

133Bahut lōg pūchhtē haĩ ki drama aisā kyō̃ banāyā hai  ?

132Many people ask why such a drama was created.

134Arē yah tō anādi hai nā . 135Kyō̃ banā , yah praśhna uṭh nahī̃ saktā .

133Oh! but it is eternal; the question of why it was created cannot arise.

136Yah anādi avināśhī banā banāyā drama hai .

134This is the original eternal predestined drama.

137Banī banāī ban rahī . . . kiskō mōkṣh nahī̃ mil saktā .

135That which is predestined is taking place. 136No one can receive eternal liberation.

138Yah tō anādi sr̥iṣhṭi chalī ātī hai , chaltī rahēgī .

137This is the eternal world that has been continuing and will continue.

139Pralay hōtī nahī̃ .

138Annihilation never takes place.

140Bābā naī duniyā banātē haĩ , parantu ismē̃ guñjāis kitnī hai .

139Baba is making the world new, but how much margin is there in that?

141Jab manuṣhya patit duḥkhī hōtē haĩ tab hī bulātē haĩ .

140It is when people become impure and unhappy that they call out.

142Bābā ākar sabkī kāyā kalpavr̥ikṣha samān banātē haĩ .

141Baba comes and makes everyone's body like the kalpa tree (immortal).

143Tumhārī ātmā pavitra ban jātī hai tō śharīr bhī pavitra milēgā .

142When you souls become pure, you receive pure bodies.

144Tō bāp tumhārī kāyā kalpatarū banātē haĩ . 145Ādhākalp kab tumhārī akālē mr̥iityu nahī̃ hōgī . 146Tum kāl par jīt pātē hō .

143The Father is making your bodies eternal, that is, you will not experience untimely death for half a cycle; you conquer death.

147Tum bachchō̃ kō bahut puruṣhārth karnā chāhiē .

144You children should make a lot of effort.

148Jitnā ūñch pad pāyē̃ utnā achchhā hai .

145The higher the status you claim, the better it is.

149Puruṣhārth tō har ēk jāstī kamāī kē liē kartē haĩ .

146Each one has to make effort to earn a greater income.

150Lakṛī vālē bhī kahē̃gē ham jāstī lakṛī lē jāyē̃ tō jāstī kamāī hōgī .

147Those who gather wood say that if they gathered a lot more wood they would earn a lot more.

151Kōī tō ṭhagī sē bhī kamāī kartē haĩ .

148Some earn by cheating.

152Vahā̃ aisē kōī duḥkh key|kī bāt nahī̃ hōtī .

149There is no sorrow there like that.

153Ab tum bāp sē kitnā varsā lētē hō .

150You are now claiming such a great inheritance from the Father.

154Apnī jāñch karnī chāhiē ki ham svarg mē̃ jānē lāyak haĩ  ?

151You should examine yourself to see whether you are worthy of going to heaven.

155 ( nārad kā misāl ) śhāstrō̃ mē̃ tō bahut bātē̃ likh dī haĩ .

152(Example of Narad.) 153They have written many things in the scriptures.

156Yah tīrtha yātrā ādi sab chhōṛō .

154Now, put an end to all of those pilgrimages etc.

157Gīt bhī hai nā - chārō̃ taraph lagāyē phērē phir bhī . . . . ab bāp tumkō kitnī achchhī yātrā sikhlātē haĩ , ismē̃ kōī taklīph nahī̃ .

155There is also the song: You went around in all directions and still remained distant. 156The Father is now teaching you such a good pilgrimage. 157There is no difficulty in this.

158Sirph bāp kahtē haĩ māmēkam yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .

158The Father simply says: Constantly remember Me alone and your sins will be absolved.

159Bahut achchhī yukti tumkō sunātā hū̃ .

159I tell you a very good method.

160Bachchē suntē hō  !

160Children, are you listening?

161Yah mērā loan liyā huā rath hai .

161This is My chariot that I have taken on loan.

162Is bāp kō kitnī khuśhī hōtī hai . 163Hamnē bāp kō apnā śharīr loan mē̃ diyā hai . 164Bāp hamkō viśhva kā mālik banātē haĩ .

162This father has so much happiness: I have given my body to the Father on loan and He is making me into a master of the world.

165Nām bhī hai bhāgīrath .

163Its name is Bhagirath, (The Lucky Chariot).

166Tum jāntē hō bombs ādi taiyār hō rahē haĩ .

164You know that bombs etc. are being manufactured.

167Āg lagnī hai .

165There will be fire.

168Rāvaṇ kā but bhī banātē haĩ , mārnē liē .

166They make an effigy of Ravan in order to kill him.

169Yahā̃ mārnē ādi key|kī tō bāt nahī̃ .

167Here, there is no question of killing Ravan.

170Kahā̃ mārnē ādi key|kī bāt , kahā̃ yah rāvaṇpurī khatm hō rahī hai .

168On the one hand, there is the killing of Ravan and, on the other hand, the kingdom of Ravan is coming to an end.

171Tum bachchē rāmpurī mē̃ chalnē kē liē puruṣhārth kar rahē hō . 172Tō pūrā puruṣhārth karnā hai , kāṇṭā nahī̃ bannā hai .

169You children are making effort to go to the land of Rama, and so you have to make full effort. 170Don’t become thorns.

173Tum brāhmaṇ brāhmaṇiyā̃ hō .

171You are Brahmins.

174Sabkā ādhār murlī par hai .

172Everything for all of you depends on the murli.

175Murlī tumkō nahī̃ milēgī tō tum kyā karē̃gē .

173What would you do if you didn't receive murlis?

176Aisē nahī̃ ki sirph ēk brāhmaṇī kō hī murlī sunānī hai .

174Don't think that only one person can give knowledge.

177Kōī bhī murlī paṛhkar sunā saktē haĩ .

175Anyone can give this knowledge.

178Bōlnā chāhiē - āj tum sunāō .

179Ab tō samjhānē kē liē chitra bhī achchhē banē haĩ .

176Very good pictures have now been made with which you can explain to others.

180Yah mukhya chitra tō apnī dukān mē̃ rakh bahutō̃ kā kalyāṇ karō .

177You can place these main pictures in your shop and benefit many others.

181Us saudē K|kē sāth-sāth yah saudā bhī karō .

178Together with making that deal, also make this deal.

182Yah bābā K|kē avināśhī gyān ratnō̃ kā dukān hai .

179This is Baba's shop of the imperishable jewels of this knowledge.

183Bābā kōī manā nahī̃ kartē haĩ ki makān ādi nahī̃ banāō .

180Baba is not forbidding you to build houses etc.

184Bhal banāō . 185Paisā tō miṭṭī mē̃ mil jāyēgā .

181You may build them, the money would otherwise turn to dust.

186Issē kyō̃ nahī̃ makān banākar ārām sē rahō .

182Why should you not build a house and remain comfortable instead?

187Paisē kām mē̃ lagānē chāhiē .

183You should use the money you have.

188Makān bhī banāō , khānē kē liē bhī rakhō , dān-puṇya bhī karō .

184Build houses and also keep some for you yourselves to eat from and also to donate.

189Kaśhmīr kā rājā marā tō apnī private property jō thī vah sab ārya samājiyō̃ kō dān mē̃ dē gayā .

185When the King of Kashmir died, he donated all his private property to the Arya Samajis.

190Apnē dharm kē liē kartē haĩ nā .

186They do everything for their own dharma.

191Yahā̃ tō vah kōī bāt nahī̃ .

187Here, it is not like that.

192Sab bachchē haĩ , dān ādi key|kī bāt nahī̃ .

188All are children and there is no question of making donations etc.

193Vah hai had kā dān .

189Those are limited donations.

194Maĩ tō tumkō viśhva kī bādśhāhī dētā hū̃ .

190I give you the sovereignty of the world.

195Drama anusār bhāratvāsī hī rājya bhāgya lē̃gē .

191According to the drama, the people of Bharat will claim their fortune of the kingdom.

196Bhakti mārg mē̃ vyāpārī lōg kuchh na kuchh dharmāū jarūr nikāltē haĩ . 197Uskā bhī dūsrē janm mē̃ alpkāl kē liē miltā hai .

192On the path of devotion, businessmen definitely put something aside for a religious cause and they receive a limited reward for it in their next birth.

198Ab tō maĩ direct āyā hū̃ tō tum is kārya mē̃ lagāō .

193I have now come here directly. 194Therefore, you should use everything you have for this task.

199Mujhē tō kuchh nahī̃ chāhiē .

195I don't want anything.

200Śhivbābā kō apnē liē makān banānā hai kyā  !

196Does Shiv Baba need to build a home for Himself?

201Yah sab brāhmaṇō̃ kā hai .

197All of this is for you Brahmins.

202Garīb , sāhūkār sab ikaṭṭhē rahtē haĩ .

198The wealthy and the poor all live together.

203Tō yah sab bachchō̃ kā hī hai .

199So, all of this is for you children.

204Dēkhā jātā hai ghar mē̃ yah kaisē ārām sē rahtē haĩ , tō vah prabandh dēnā paṛē isliē kahtē haĩ sabkī khātirī karō .

200It is seen how someone lives comfortably at home and so all of those facilities have to be given here too. 201This is why you are told to be hospitable to everyone.

205Kōī chīz na hō tō mil saktī hai .

202If you don't have something, you can be given that.

206Bāp kō tō bachchō̃ par lav|love rahtā hai .

203The Father loves you children.

207Itnā lav|love aur kōī kā rah nahī̃ saktā .

204No one else can have this much love.

208Bachchō̃ kō kitnā samjhātē haĩ - puruṣhārth karō aurō̃ kē liē bhī yukti rachō .

205You children are told so often to make effort. 206Create different methods for others too.

209Ismē̃ chāhiē sirph 3 pair pr̥ithvī , jismē̃ bachchiyā̃ samjhātī rahē̃ .

207Just three square feet of land are needed for this, where you children can continue to explain.

210Kōī baṛē ādmī kā hall hō , bōlō ham jarūrī chitra rakh dētē haĩ . 211Ēk dō ghaṇṭā subah śhām class karkē chalē jāyēṅgē .

208If an important person has a hall, tell him: We shall put the important necessary pictures up here and hold classes here for two hours in the morning and two hours in the evening and then leave.

212Kharchā sab hamārā , nām tumhārā hōgā .

209We will pay for the cost of it and your name will be glorified.

213Bahut ākar kauṛī sē hīrē jaisā banē̃gē .

210Many will come and change from shells into diamonds.

214Achchhā  !

211Achcha.

215Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

212To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

216Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

213The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

217Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

214Essence for dharna:

2181 ) avināśhī bāp sē sachchā-sachchā avināśhī vyāpār karnā hai .

2151. Do true imperishable business with the eternal Father.

219Us saudē kē sāth is saudē mē̃ bhī samay dēnā hai .

216Together with that business, also give your time to this business.

220Gyān gaṅgā ban sabkō pāvan banānā hai .

217Become a Ganges of this knowledge and purify everyone.

2212 ) brāhmaṇ jīvan kā ādhār murlī hai jō pyār sē sunnī aur sunānī hai .

2182. The basis of Brahmin life is the murli, which you must listen to and read to others with a lot of love.

222Andar kōī bhī kāṇṭā hō tō usē nikāl dēnā hai .

219If you have any thorn inside you, remove it.

223Avguṇō̃ kā dān karnā hai .

220Donate your defects.

Blessing

224Vardān  : merciful key|kī bhāvnā dvārā apkārī par bhī upkār karnē vālē śhubhchintak bhav

221Blessing: May you have merciful feelings and uplift those who defame you with your pure and positive thoughts for them.

225Kaisī bhī kōī ātmā , chāhē satōguṇī , chāhē tamōguṇī samparka mē̃ āyē lēkin sabhī kē prati śhubhchintak arthāt apkārī par bhī upkār karnē vālē .

222No matter what type of soul comes into contact with you, whether satoguni or tamoguni, you are those who constantly have pure and positive thoughts for them, that is, you uplift those who insult you.

226Kabhī kisī ātmā kē prati ghr̥iṇā dr̥iṣhṭi na hō kyōṅki jāntē hō yah agyān K|kē vaśhībhūt hai , bēsamajh hai .

223Never have any vision of dislike towards any soul, because you know that the soul is under the influence of ignorance, that he is without understanding.

227Unkē ūpar rahm vā snēh āyē , ghr̥iṇā nahī̃ .

224Have mercy and love, not dislike, for that soul.

228Śhubhchintak ātmā aisā nahī̃ sōchēgī ki isnē aisā kyō̃ kiyā lēkin is ātmā kā kalyāṇ kaisē hō - yahī hai śhubhchintak stage .

225Souls who have pure and positive thoughts for others never think: Why did this one do this? 226They would always think of how they can benefit such a soul. 227This is the stage of a well-wisher.

Slogan

229Slōgan  : tapasyā K|kē bal sē asambhav kō sambhav kar saphaltā mūrt banō .

228Slogan: Use the power of tapasya to make the impossible possible and become an embodiment of success.

229*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

230Yē avyakt iśhārē - parōpkār key|kī bhāvnā sē sampann ban apkārī par bhī upkār karō

230Avyakt Signal: Embrace the spirit of uplifting others and uplift those who have defamed you.

231Vah trikāldarśhī hōnē K|kē kāraṇ ātmā K|kē sampūrṇ sahyōg kō sāmnē rakhtē huē , her|har ātmā key|kī kamzōrī kō parakhtē huē uskī kamzōrī kō svayã mē̃ dhāraṇ nahī̃ karēgā , varṇan nahī̃ karēgā lēkin anya ātmāō̃ key|kī kamzōrī kā kāṇṭā kalyāṇkārī svarūp sē samāpt kar dēgā .

231Through being trikaldarshi and remaining fully co-operative with the soul in front of them, while recognising the weaknesses of every soul, they will not imbibe that weakness into themselves, they will not speak about it, but through their benevolent form, they will finish the thorns of weaknesses of all souls.

232Kāṇṭē kē bajāē - kāṇṭē kō bhī fool|phūl banā dēgā .

232Instead of becoming thorns, they will make thorns into flowers.