मंगलवार 6 अक्टूबर 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
006-10-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
006/10/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - ab sīkhnē K|kē sāth-sāth teacher ban sikhānā bhī hai , yah paṛhāī is antim janm kē liē hī hai , isliē achchhī rīti paṛhō aur paṛhāō ' '
1Essence: Sweet children, together with studying, you now also have to become teachers and teach others. 2This study is for this last birth and you must, therefore, study well and also teach others.
Question
2Praśhna : satyugī rājdhānī kis ādhār par sthāpan hōtī hai ?
3Question: On what basis is the golden-aged kingdom established?
Answer
3Uttar : saṅgam key|kī paṛhāī K|kē ādhār par .
4Answer: On the basis of how much you study at the confluence age.
4Jō achchhī rīti paṛhtē haĩ athavā jin par brahspati key|kī daśhā hai vah sūryavanśhī mē̃ ātē haĩ .
5Those who study well and who have the omens of Jupiter over them will go into the sun dynasty.
5Jō paṛhtē nahī̃ , service nahī̃ kartē un par budh key|kī daśhā baiṭhtī , vah jaisē buddhū haĩ .
6Those who don't study and who don't do service have the omens of buddh (lack of wisdom) over them, and they are like buddhus.
6Vah prajā mē̃ ā jātē haĩ .
7They become part of the subjects.
7Ūñch prajā , naukar chākar ādi sab is samay key|kī paṛhāī K|kē ādhār par hī bantē haĩ .
8Elevated subjects, as well as maids and servants etc., are all created on the basis of how you study at the present time.
Murli
8Ōm śhānti .
9Om shanti.
9Rūhānī bachchō̃ prati athavā ātmāō̃ prati rūhānī bāp arthāt paramātmā baiṭh samjhā rahē haĩ .
10The spiritual Father, that is, the Supreme Soul, sits here and explains to you spiritual children, you souls.
10Rūhānī bāp kō paramātmā kahā jātā hai .
11The spiritual Father is called the Supreme Soul.
11Sabhī ātmāō̃ kā bāp ēk parampitā paramātmā hai .
12The Father of all souls is the one Supreme Father, the Supreme Soul.
12Vah baiṭh brahmā tan dvārā samjhātē haĩ .
13He sits here and explains to you through the body of Brahma.
13Bhaktimārg mē̃ manuṣhya kahtē haĩ trimūrti brahmā .
14On the path of devotion, people speak of “Trimurti Brahma”.
14Abhī tum brāhmaṇ aisē nahī̃ kahē̃gē .
15You Brahmins would not say this.
15Tum tō kahtē hō trimūrti śhiv arthāt brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kā rachayitā śhiv .
16You speak of Trimurti Shiva, that is, Shiva, the Creator of Brahma, Vishnu and Shankar.
16Trimūrti brahmā kā kōī arth|earth nahī̃ nikaltā hai .
17There is no meaning in the expression, “Trimurti Brahma”.
17In tīnō̃ dēvtāō̃ kā rachayitā hai hī śhiv , isliē trimūrti śhiv kahā jātā hai .
18The Creator of these three deities is Shiva. 19This is why Trimurti Shiva is said.
18Ēk rachayitā , bākī sab haĩ rachnā .
20There is the one Creator and all the rest are creation.
19Bēhad kā bāp ēk hī hai .
21There is just the one unlimited Father.
20Laukik bāp tō har ēk kā apnā-apnā hai .
22Everyone has his own physical father.
21Is samay tō sab śhivbābā K|kē bachchē banē haĩ .
23At this time, all have become the children of Shiv Baba.
22Bachchō̃ kō mālūm hai , ham ātmāyē̃ 84 kā chakra lagātī haĩ . 23Tō 84 bāp bantē haĩ had K|kē .
24You children know that we souls go around the cycle of 84 births, and so we have 84 limited fathers.
24Satyug mē̃ bhī mā̃ bāp kōī bēhad kā varsā nahī̃ dētē haĩ .
25In the golden age, the parents don't give you an unlimited inheritance.
25Satyug kē liē bēhad kā varsā tō abhī tumkō miltā hai .
26It is now that you receive the unlimited inheritance for the golden age.
26Vahā̃ lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī rājdhānī hai aur jō bhī rājāī vālē rajvāṛē hōṅgē unkē bachchō̃ kō apnē bāp kā varsā milēgā .
27It is the kingdom of Lakshmi and Narayan there. 28All the children of other royal families would receive their inheritance from their physical fathers.
27Phir bhī vahā̃ sukh bahut hai .
29Nevertheless, there is a lot of happiness there.
28Is samay tumkō bēhad kā bāp bēhad viśhva kā mālik banātē haĩ .
30At this time, the unlimited Father is making you into the masters of the unlimited world.
29Sadā sukh kā 21 janmō̃ kē liē varsā miltā hai .
31You receive the inheritance of constant happiness for 21 births.
30Vahā̃ duḥkh kā nām niśhān nahī̃ hōtā .
32There, there is no name or trace of sorrow.
31Vām mārg śhurū hōnē sē hī duḥkh śhurū hō jātā hai .
33As soon as the path of sin begins, sorrow begins.
32Jō bhī āyē unhē̃ yah samjhānā hai ki tumhē̃ dō bāp haĩ .
34Explain to whoever comes: You have two fathers.
3384 janmō̃ mē̃ tō 84 bāp had K|kē miltē haĩ .
35You take 84 births and so you have 84 limited fathers.
34Bēhad kā bāp tō ēk hī hai .
36You only have the one unlimited Father.
35Abhī tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ yah bhī samajh hai ki mūlvatan kyā hai !
37The intellects of you children have the understanding of what the incorporeal world is.
36Mūlvatan jō chitra mē̃ dikhātē hō vah bhī baṛā-baṛā banānā chāhiē , usmē̃ chhōṭī-chhōṭī ātmāyē̃ sitārē misal chamaktī hō̃ .
38The incorporeal world that you show in the pictures should be a big picture with tiny souls sparkling like stars.
37Jaisē āgē tum fire fly kā hār banātē thē , vaisē yah mūlvatan kā bhī banānā chāhiē .
39Just as you earlier used to make garlands of fireflies, similarly, you should also make the incorporeal world like that.
38Projector show dikhātē haĩ tō usmē̃ bhī mūlvatan kā chitra aisā dikhānā chāhiē .
40When you show a projector show, also show a picture of the incorporeal world like that.
39Jhāṛ baṛā hō tō clear dikhāī paṛē ki ham ātmāyē̃ vahā̃ rahtī haĩ .
41If the picture of the tree is large, it can be clearly seen that we souls reside there.
40Bachchō̃ kō samajhnē mē̃ bhī sahaj hōgā .
42It will be easy for children to understand.
41Yah hai bēhad kā bābā , jō brahmā dvārā daivī sampradāy key|kī sthāpanā kar rahē haĩ .
43This is the unlimited Baba who is establishing the deity community through Brahma.
42Tum abhī brāhmaṇ hō phir daivī guṇō̃ vālē dēvtā banē̃gē .
44You are now Brahmins and you will then become deities with divine virtues.
43Abhī sabhī mē̃ āsurī guṇ haĩ , unkō āsurī avguṇ kahē̃gē .
45Everyone now has devilish traits; they are called devilish defects.
44Vām mārg sē duḥkh śhurū hōtā hai .
46Sorrow begins with the path of sin.
45Aisē nahī̃ ki rajōpradhān bannē sē phaṭ duḥkhī hōtē haĩ . 46Nahī̃ , thōṛī-thōṛī kalā kamtī hōtī jātī hai .
47It isn't that you become unhappy as soon as you become rajopradhan; no, your degrees decrease gradually.
47Mukhya chitra hai hī trimūrti , gōlā aur nark-svarg K|kē gōlē .
48The main pictures are the Trimurti, the cycle and the globes of heaven and hell.
48Yah pahlē-pahlē samjhānē kē liē bahut jarūrī hai .
49It is essential to explain these first.
49Jhāṛ K|kē chitra mē̃ bhī ādhā-ādhā kalp kā māp pūrā hai .
50In the picture of the tree, there is a clear explanation of half the cycle and then the other half of the cycle.
50Accurate hōnē sē pūrā samjhānē mē̃ āyēgā .
51When it is done accurately, they will be able to understand fully.
51Yah gyān sivāē bāp K|kē aur kōī samjhā na sakē .
52No one, except the Father, can explain this.
52Ghaṛī-ghaṛī samjhānē kē liē trimūrti kā chitra jarūr chāhiē .
53You definitely need to explain the picture of the Trimurti over and over again.
53Yah hai nirākār bēhad kā bāp , jiskō sab yād kartē haĩ .
54This is the incorporeal, unlimited Father whom everyone remembers.
54Ātmā jāntī hai vah hamārā bēhad kā bāp hai , unkō duḥkh mē̃ sab yād kartē haĩ .
55Souls know that He is our unlimited Father. 56Everyone remembers Him at times of sorrow.
55Satyug mē̃ yād karnē key|kī darkār hī nahī̃ .
57In the golden age, there is no need to remember Him.
56Vah tō hai hī sukhdhām .
58It is the land of happiness.
57Dēvtāyē̃ hī punarjanma lētē āyē haĩ .
59Deities have continued to take rebirth.
58Yah bhī kiskō patā nahī̃ .
60No one knows this either.
59Tum jāntē hō - satōpradhān sē phir ham kaisē satō rajō tamō mē̃ ātē haĩ .
61You know how, from being satopradhan, we go through the stages of sato, rajo and tamo.
60Ātmā mē̃ khād paṛtī jātī hai .
62Souls have alloy mixed into them.
61Tumhārī ātmā jāntī hai ki hamkō 84 janmō̃ kā part bajānā hai . 62Vah accurate hamārī ātmā mē̃ nūndh hai .
63You souls know that you have to play your parts of 84 births; these are recorded in us souls accurately.
63Kitnī chhōṭī see|sī|C ātmā mē̃ part sārā nūndhā huā hai .
64Such tiny souls have whole parts recorded in them.
64Yah hai guhya tē guhya samajhnē key|kī bātē̃ .
65This is a most profound thing to understand.
65Kōī bhī manuṣhya mātra sannyāsī , udāsī ādi key|kī buddhi mē̃ yah bātē̃ ā nahī̃ saktī .
66No human being, sage or sannyasi can have these things in his intellect.
66Bhal nāṭak kahtē haĩ , nāṭak kō drama nahī̃ kahā jātā .
67Although they speak of a play, a play is not a drama.
67Yah drama hai .
68This is a drama.
68Drama , bioscope ādi āgē nahī̃ thē .
69Previously, they didn't have dramas or bioscopes (films) etc.
69Pahlē movie thē , abhī talkie banē haĩ .
70At first, they just had silent movies, whereas they now have “talkie” movies.
70Ham ātmāyē̃ bhī silence sē talkie mē̃ ātī haĩ .
71We souls also come into “talkie” from silence.
71Talkie sē phir movie mē̃ jāē bād mē̃ silence mē̃ jātē haĩ isliē tum bachchō̃ kō sikhāyā jātā hai ki jāstī talk na karō .
72We go from “talkie” into “movie” and then we go into silence. 73This is why you children are told not to talk too much.
72Royal manuṣhya bahut āhistē bōltē haĩ .
74Royal people speak very softly.
73Tumkō jānā hai - sūkṣhmavatan mē̃ .
75You have to go to the subtle region.
74Sūkṣhmavatan kā gyān abhī bāp nē samjhāyā hai .
76The Father has explained the knowledge of the subtle region to you.
75Yah hai talkie duniyā , vah hai movie .
77This is a world of “talkie” and that is a movie.
76Vahā̃ īśhvar sē bātchīt chaltī hai .
78There, you talk to God.
77Vahā̃ saphēd light kā rūp hai , āvāj nahī̃ .
79There, there is the form of white light, but no sound.
78Vahā̃ key|kī movie bhāṣhā ēk dō mē̃ samajh jātē haĩ .
80They understand one another through “movie” language.
79Tō abhī tumkō jānā hai silence mē̃ via movie .
81You now have to go into silence via “movie”.
80Bāp kahtē haĩ mujhē pahlē-pahlē sūkṣhma sr̥iṣhṭi rachnī paṛē phir pīchhē sthūl .
82The Father says: I first have to create the subtle world and then the physical.
81Gāyā bhī jātā hai mūlvatan , sūkṣhma , sthūl … manuṣhyō̃ kō yah bhī patā nahī̃ ki brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar sūkṣhmavatanvāsī haĩ .
83It is remembered: The incorporeal world, the subtle region and the corporeal world. 84People don't even know that Brahma, Vishnu and Shankar are residents of the subtle region.
82Vahā̃ kōī duniyā nahī̃ hai .
85There is no world there.
83Sirph brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar dēkhnē mē̃ ātē haĩ .
86Only Brahma, Vishnu and Shankar are to be seen there.
84Viṣhṇu 4 bhujā vālā dēkhtē hō , issē siddha hai , pravr̥itti mārg hai .
87You see Vishnu with four arms. 88It shows that this is the family path.
85Sannyāsiyō̃ kā hai nivr̥iti mārg .
89Sannyasis belong to the path of isolation.
86Yah bhī drama hai , jiskā varṇan karkē bāp samjhātē haĩ .
90That too is in the drama which the Father speaks of and explains to you.
87Mukhya bāt tō bāp kahtē haĩ manmanābhav .
91The Father says: The main thing is “Manmanabhav”.
88Bākī hai detail .
92All the rest is detail.
89Vah samajhnē mē̃ time lagtā hai .
93It takes time to understand that.
90Nutshell mē̃ hai bīj aur jhāṛ .
94In a nutshell, there is the Seed and the tree.
91Bīj kō dēkhnē sē sārā jhāṛ buddhi mē̃ ā jātā hai .
95When you look at a seed, your intellect can picture the whole tree.
92Bāp bīj-rūp hai , unkō is jhāṛ kā aur sr̥iṣhṭi K|kē chakra kā sārā knowledge hai , samjhānē kē liē sr̥iṣhṭi chakra alag hai . 93Jhāṛ alag hai .
96The Father is the Seed and He has all the knowledge of this tree and the world cycle. 97The explanation of the world cycle is different from that of the tree.
94Jhāṛ mē̃ yah sab chitra diyē haĩ .
98All of these images have been shown in the picture of the tree.
95Kōī bhī dharm vālē kō dikhāyā jāē tō samajh saktē haĩ . 96Ham svarg mē̃ tō ā nahī̃ sakē̃gē .
99When you show the picture of the tree to anyone of any other dharma, he will be able to understand that he is unable to go to heaven.
97Bhārat jab prāchīn hai tō sirph dēvī-dēvtāyē̃ hī thē . 98Bākī sab śhāntidhām mē̃ rahtē haĩ .
100When it was the time of ancient Bharat, there were just the deities, because everyone else resided in the land of peace.
99Tum bīj aur jhāṛ dōnō̃ kō jāntē hō .
101You know both the Seed and the tree.
100Bīj ūpar mē̃ hai , jiskō vr̥ikṣhapati kahtē haĩ .
102The Seed is up above and He is called the Lord of the Tree.
101Ab tum bāp K|kē banē hō tō tumhārē ūpar brahspati key|kī daśhā baiṭhī huī hai .
103You now belong to the Father and so you have the omens of Jupiter over you.
102Jō bāp K|kē bantē haĩ unkē ūpar brahspati key|kī daśhā kahē̃gē .
104Those who belong to the Father are said to have the omens of Jupiter over them.
103Phir hai śhukra key|kī daśhā , budh key|kī daśhā .
105Then, there are the omens of shukra (thanksgiving) and then the omens of buddh (lack of wisdom).
104Brahspati key|kī daśhā vālē sūryavanśhī bantē haĩ .
106Those who have the omens of Jupiter over them become part of the sun dynasty.
105Budh key|kī daśhā vālē prajā mē̃ chalē jātē haĩ , service nahī̃ kar saktē .
107Those who have the omens of buddh become part of the subjects. 108They are unable to do service.
106Bāp kō yād nahī̃ kar saktē haĩ tō buddhū ṭhaharē , ismē̃ bhī number-vār buddhū bantē haĩ .
109If they are unable to remember the Father, they are buddhus (fools) and, in that too, they are numberwise.
107Kōī ūñch prajā kōī cum|kam prajā .
110Some become elevated subjects and others become lesser subjects.
108Kahā̃ sāhūkār prajā phir kahā̃ unkē bhī naukar chākar .
111There is a vast difference between wealthy subjects and their maids and servants.
109Sārā paṛhāī par madār hai .
112Everything depends on how much you study.
110Paṛhāī bhī satōguṇī , rajōguṇī , tamōguṇī hōtī hai .
113Studying is also satoguni, rajoguni and tamoguni.
111Rājdhānī sthāpan hō rahī hai .
114A kingdom is being established.
112Jō hōśhiyār haĩ vah bāp kī yād mē̃ bhī rahtē haĩ . 113Sārā jhāṛ buddhi mē̃ rahtā hai .
115Those who are clever stay in remembrance of the Father; the whole tree stays in their intellects.
114Paṛhāī sē hī teacher , barrister bantē haĩ .
116It is only by studying that you can become a teacher or a barrister.
115Teacher phir dūsrē kō bhī paṛhātē haĩ .
117A teacher then teaches others.
116Paṛhtē tō sab haĩ .
118Everyone studies.
117Ēk hī paṛhāī hai phir kōī tō paṛhkar ūñch chaṛh jātē haĩ , kōī phir vahā̃ hī teacher ban jātē haĩ .
119They have just one study: some study and become elevated whereas others become teachers there (where they studied).
118Jō sīkhē haĩ vah paṛhātē haĩ .
120They teach whatever they studied.
119Abhī tum bhī paṛhtē hō .
121You too are now studying.
120Kōī tō paṛhtē-paṛhtē teacher ban jātē haĩ .
122Some study and become teachers.
121Khud kahtē haĩ teacher kā kām hai āpsamān teacher banānā .
123They themselves say it is a teacher's duty to make others the same as herself.
122Teacher nahī̃ banē̃gē tō aurō̃ kā kalyāṇ kaisē karē̃gē .
124If you don't become teachers, how would you benefit others?
123Time thōṛā hai , jab tak vināśh hō tab tak sīkhtē rahē̃gē .
125Very little time remains and you will continue to study until destruction takes place.
124Phir tō sīkhnā band hō jāyēgā .
126Your studying will then end.
125Phir bābā 5 hajār varṣh bād ākar sikhlāyēṅgē .
127Then, after 5000 years, Baba will come and teach you again.
126Yah paṛhāī kōī saikṛō̃ varṣh nahī̃ chalnē vālī hai .
128This study will not continue for hundreds and hundreds of years.
127Yah tō hai hī is antim janm kē liē paṛhāī .
129This study is just for this last birth.
128Paṛhnā aur paṛhānā hai .
130You have to study and then teach.
129Sab tō teacher nahī̃ ban saktē haĩ .
131Not everyone can become a teacher.
130Agar sab teacher ban jāē̃ phir tō bahut ūñch pad pā lē̃ . 131Number-vār tō hōtē hī haĩ .
132If everyone were to become a teacher, many would claim a high status; it is numberwise.
132Pahlē-pahlē kōī kō bhī dō bāp kā parichay dō .
133First of all, give anyone who comes the introduction of the two fathers.
133Chitra hōnē sē achchhā samajhē̃gē .
134When you have pictures of this, they will be able to understand well.
134Trimūrti kā chitra tō jarūr sāth hōnā chāhiē .
135You should definitely have a picture of the Trimurti with you.
135Yah śhivbābā , yah prajāpitā brahmā . 136Sabhī kā great-great grand father .
136That One is Shiv Baba and this is Prajapita Brahma, the great-great-grandfather of all.
137Tō jarūr pahlē āyā hōgā nā .
137So, He must definitely have come previously.
138Sabsē āgē hai brahmā .
138Brahma is in front of everyone.
139Abhī rachnā rach rahē haĩ .
139Creation is now being created through him.
140Abhī tum brāhmaṇ banē hō phir brāhmaṇ hī dēvtā banē̃gē .
140You have now become Brahmins and you Brahmins will then become deities.
141Brāhmaṇō̃ kā jhāṛ chhōṭā hai .
141The tree of Brahmins is small.
142Dēvtāyē̃ thōṛē hōtē haĩ phir bād mē̃ vr̥iddhi kō pātē jātē haĩ .
142There are very few deities and then their number continues to grow.
143Yah tumhārā nayā jhāṛ sthāpan hō rahā hai .
143Your new tree is being established.
144Vah aur dharm vālī ātmāyē̃ tō ūpar sē ātī haĩ - part bajānē , girnē key|kī bāt nahī̃ hai .
144Souls of other dharma come down from up above to play their parts. 145There is no question of falling.
145Yahā̃ tō tumhārā nayā jhāṛ sthāpan hōtā hai .
146Your new tree is being established.
146Māyā bhī sāmnē hai .
147Maya too is in front of you.
147Tumkō tamōpradhān sē satōpradhān bannā hī hai .
148You have to become satopradhan from tamopradhan.
148Transfer hōnā hai kyōṅki duniyā badal rahī hai , isliē mēhnat hōtī hai .
149You have to be transferred because the world is changing and this is why it takes effort.
149Dēvī-dēvtā dharm key|kī yahā̃ saṅgamyug par sthāpanā hōtī hai .
150The deity religion is being established here at the confluence age.
150Tum yah bhī batlātē hō ki satyug kitnē varṣh kā hai . 151Satyug sē phir kaliyug kaisē bantā hai .
151You also show how long the golden age is and how the golden age then becomes the iron age.
152Kaliyug mē̃ tamōpradhān tō hōnā hī hai .
152In the iron age, everyone has to become tamopradhan.
153Tamōpradhān hō̃ tab tō phir satōpradhān banē̃ .
153It is only when you have become tamopradhan that you can then become satopradhan.
154Tum satōpradhān thē phir khād paṛtī gaī hai .
154You were satopradhan and alloy then continued to be mixed into you.
155Abhī bhal kōī naī ātmā 2-3 janma lē tō bhī jhaṭ khād paṛ jātī hai .
155Now, even if a new soul has come down and takes two or three births, alloy will very quickly be mixed into him.
156Unmē̃ hī sukh , unmē̃ hī duḥkh bhōgtī hai .
156In that short period, that soul will experience happiness and sorrow.
157Kōī kā ēk janm bhī hōtā hai .
157Some souls just take one birth.
158Jab ānā band hō jāyēgā tab vināśh hōgā .
158When souls stop coming, destruction will take place.
159Phir sabhī ātmāō̃ kō vāpis jānā hōgā .
159Then, all souls will have to return home.
160Pāp ātmāyē̃ aur puṇya ātmāyē̃ ikaṭṭhī jātī haĩ .
160Sinful souls and charitable souls return home together.
161Phir puṇya ātmāyē̃ nīchē utartī haĩ .
161Then the charitable souls come down.
162Saṅgam par sārī badlī|badalī hōtī hai .
162Everything changes at the confluence age.
163Tō bachchō̃ kō sārā drama buddhi mē̃ rakhnā chāhiē .
163So you children should keep the whole drama in your intellects.
164Bāp kē pās yah sārī knowledge hai nā .
164The Father has all of this knowledge.
165Kahtē haĩ maĩ ākar sr̥iṣhṭi chakra K|kē ādi-madhy-ant kā sārā rāz samjhātā hū̃ .
165He says: I come and tell you all the secrets of the beginning, the middle and end of the world cycle.
166Bhakti mārg mē̃ thōṛēhī yah gyān sunātā hū̃ .
166I don't speak this knowledge on the path of devotion.
167Bhagat yād kartē haĩ tō unkō sākṣhātkār karātā hū̃ .
167When devotees remember Me, I grant them visions.
168Bhakti mārg śhurū hōtā hai tab mērā bhī part śhurū hōtā hai .
168My part also begins when the path of devotion begins.
169Satyug trētā mē̃ maĩ vānaprasth mē̃ rahtā hū̃ .
169I remain in retirement in the golden and silver ages.
170Bachchō̃ kō sukh mē̃ bhēj diyā bākī kyā !
170What else is there for Me to do once I have sent the children into happiness?
171Maĩ vānaprasth lētā hū̃ .
171I just take retirement.
172Yah vānaprasth lēnē key|kī rasam bhārat mē̃ hī hai .
172The system of retirement (taking a guru) is only in Bharat.
173Bēhad kā bāp kahtē haĩ maĩ vānaprasth mē̃ baiṭh jātā hū̃ .
173The unlimited Father says: I stay in retirement.
174Bēhad kā bāp hī ākar gurū K|kē rūp mē̃ vānaprasth mē̃ lē jātē haĩ .
174Only the unlimited Father comes as the Guru and takes us into retirement.
175Manuṣhya gurūō̃ kā saṅg lētē haĩ - bhagvān sē milnē liē .
175People seek the company of gurus to find God.
176Śhāstra paṛhē̃gē , tīrthō̃ par jāyēṅgē , gaṅgā snān karē̃gē . 177Parantu milā tō kuchh bhī nahī̃ hai .
176They study the scriptures, go on pilgrimages and bathe in the Ganges, but they don’t find anything.
178Abhī tumkō bēhad kā bāp milā hai .
177You have now found the unlimited Father.
179Duḥkh sē chhuṛākar , rāvaṇ rājya sē nikāl rāmrājya mē̃ lē jātē haĩ .
178He liberates you from sorrow, removes you from the kingdom of Ravan and sends you to the kingdom of Rama.
180Bēhad kā bāp ēk hī bār ākar rāvaṇ K|kē duḥkh sē chhuṛātē haĩ , isliē unkō liberator kahā jātā hai .
179The unlimited Father only comes once to liberate you from the sorrow of Ravan and this is why He is called the Liberator.
181Satyug mē̃ hai hī rāmrājya . 182Bākī ātmāyē̃ śhāntidhām chalī jātī haĩ .
180In the golden age, it is the kingdom of Rama and all the rest of the souls will have gone to the land of peace.
183Yah bhī kōī nahī̃ jāntē haĩ . 184Mujh ātmā kā svadharm hī hai - śhānt .
181No one knows that the religion of oneself, each soul, is peace.
185Yahā̃ part mē̃ ānē sē aśhānt banē haĩ phir śhānti yād ātī hai .
182It is after souls have come here to play their parts that they become peaceless and so they remember that peace.
186Asul mē̃ rahvāsī śhāntidhām K|kē haĩ .
183Originally, souls are residents of the land of peace.
187Ab kahtē haĩ mujhē śhānti chāhiē .
184Souls now say: I want peace.
188Man kō śhānti chāhiē .
185My mind wants peace.
189Samjhāyā jātā hai - ātmā man-buddhi sahit hai .
186It is explained that each soul has a mind and an intellect.
190Ātmā hai hī śhānt svarūp phir yahā̃ karma mē̃ ātī hai .
187Souls are embodiments of peace and they then come here to act.
191Yahā̃ śhānti kaisē milēgī .
188How can they experience peace here?
192Yah tō hai hī aśhāntidhām .
189This is the land of peacelessness.
193Satyug mē̃ sukh śhānti dōnō̃ haĩ .
190In the golden age, there are both peace and happiness.
194Pavitratā bhī hai , dhan daulat bhī hai .
191There are purity and prosperity.
195Bāp samjhātē haĩ tumkō kitnā sukh-śhānti , dhan daulat ādi sab kuchh thā .
192The Father explains: You had so much happiness, peace, prosperity, everything.
196Ab phir tumkō aurō̃ kō samjhānā hai .
193You now have to explain to others.
197Jinhōnnē kalp pahlē varsā liyā thā vahī achchhī rīti samajhnē key|kī kōśhiśh karē̃gē .
194Those who claimed their inheritance in the previous cycle will try to understand this very well.
198Bhal dērī sē ātē haĩ parantu purānō̃ sē jhaṭ āgē chalē jātē haĩ .
195Although some come later, they can quickly go ahead of the older ones.
199Dērī sē ānē vālō̃ kō aur hī points achchhī miltī haĩ . 200Din-pratidin sahaj hōtā jātā hai .
196Those who come towards the end receive better points because this study becomes easier day by day.
201Yah bhī samajhē̃gē ab hamnē samjhā tō sab hai phir tamōpradhān sē satōpradhān bannē key|kī mēhnat bhī karnī hai .
197They know that they have understood everything, but they now have to make effort to become satopradhan from tamopradhan.
202Uskē liē tīvr puruṣhārth karnē lag paṛē̃gē kyōṅki samajhtē haĩ time thōṛā hai , jitnā hō sakē puruṣhārth mē̃ lag jāyē̃ .
198For that, they have to start making intense effort because they understand that very little time remains. 199They feel that they should engage themselves in making as much effort as possible.
203Maut sē pahlē ham puruṣhārth kar lēvē̃ .
200They should make effort before death comes.
204Vah apnā chart rakhtē hōṅgē .
201They should also keep their charts.
205Paṛhāī tō sahaj hai .
202This study is very easy.
206Bākī hai yād kī bāt .
203As well as that, there is the question of remembrance.
207Gāyā bhī huā hai - rām sumir prabhāt mōrē man . . . ātmā kahtī hai hē mērē man , rām kā simraṇ karō .
204It is remembered: O mind, remember Rama in the early morning! 205The soul says: O my mind, remember Rama!
208Bhakti mārg mē̃ tō yah bhī kiskō patā nahī̃ hai ki rām kaun hai .
206On the path of devotion, no one knows who Rama is.
209Vah raghupati rāghau rājārām kah dētē haĩ .
207They speak of King Rama who is the head of the Raghu clan.
210Kitnī gaṛbaṛ kar dī hai .
208They have created so much confusion.
211Sabkā bhagvān vah rām kaun hai , manuṣhya kuchh bhī samajhtē nahī̃ haĩ .
209Who is Rama, the God of everyone? 210People don't understand anything at all.
212Waste of time , waste of money kartē rahtē .
211They continue to waste their time and money.
213Tum bachchō̃ kō hamnē viśhva kā rājya bhāgya diyā thā , phir kahā̃ kiyā ?
212I gave you children your fortune of the kingdom of the world. 213What did you do with it?
2145 hajār varṣh pahlē tumkō svarg kī rājāī dī thī , vah phir kaisē ganvāī ?
214Five thousand years ago, you were given the sovereignty of heaven. 215How did you lose it?
215Ab tum samajhtē hō - kaisē ham nīchē girtē āyē haĩ .
216You now understand how you continued to come down.
216Abhī phir chaṛhnā hai .
217You now have to ascend again.
217Chaṛhtī kalā ēk second mē̃ , utartī kalā 5 hajār varṣh mē̃ .
218It takes one second to ascend and 5000 years to descend.
218Brahmā sō viṣhṇu bannē mē̃ ēk second , viṣhṇu sē brahmā bannē mē̃ 5 hajār varṣh lagtē haĩ .
219It takes one second for Brahma to become Vishnu and 5000 years for Vishnu to become Brahma.
219Kitnī points samjhātē haĩ .
220Baba explains so many points.
220Achchhā !
221Achcha.
221Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
222To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
222Rūhānī bāp key|kī rūhānī bachchō̃ kā namastē .
223The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
223Dhārṇā kē liē mukhya sār :
224Essence for dharna:
2241 ) ab talkie sē movie , movie sē silence mē̃ jānā hai , isliē talkie ( bātchīt ) bahut cum|kam karnī hai . 225Royalty sē bahut āhistē bōlnā hai .
2251. You now have to go from” talkie” to “movie” and then from “movie” into silence. 226Therefore, talk very little, very softly and with great royalty.
2262 ) knowledge samajhnē kē bād tīvr puruṣhārth kar satōpradhān bannā hai .
2272. After understanding this knowledge, make intense effort to become satopradhan.
227Yād kā chart rakhnā hai .
228Keep a chart of your remembrance.
Blessing
228Vardān : is lōk K|kē lagāv sē mukt ban avyakt vatan kā sair karnē vālē uṛtā pañchhī bhav
229Blessing: May you become a flying bird, free from attachment to this world, and tour around the subtle region.
229Buddhi rūpī vimān sē avyakt vatan va mūlvatan kā sair karnē kē liē uṛtā pañchhī banō .
230In order to tour around the subtle region and the incorporeal world with the plane of your intellect, become a flying bird.
230Buddhi dvārā jab chāhō , jahā̃ chāhō pahuñch jāō .
231Use your intellect to go wherever you want, whenever you want.
231Yah tab hōgā jab bilkul is lōk K|kē lagāv sē parē rahē̃gē .
232This will only be possible when you become completely free from attachment to this world.
232Yah asār saṅsār hai , is asār saṅsār sē jab kōī kām nahī̃ , kōī prāpti nahī̃ tō buddhi dvārā bhī jānā band karō .
233This world is tasteless and when you have nothing to do with this tasteless world where there is no attainment, you should stop going there with your intellect.
233Yah raurav nark hai ismē̃ jānē kā saṅkalp aur svapn bhī na āyē .
234This world is in the extreme depths of hell and so let there not be any thoughts or dreams of going into this world.
Slogan
234Slōgan : apnē chēhrē aur chalan sē satyatā key|kī sabhyatā kā anubhav karānā hī śhrēṣhṭhatā hai .
235Slogan: To give the experience of truth and good manners through your face and your activity is greatness.
236*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
235Yē avyakt iśhārē - parōpkār key|kī bhāvnā sē sampann ban apkārī par bhī upkār karō
237Avyakt Signal: Embrace the spirit of uplifting others and uplift those who have defamed you.
236Jō parōpkār key|kī bhāvnā sē sampann hai , vah sadā santuṣhṭamaṇī K|kē samān svayã bhī santuṣhṭ hōgā aur sarv kō bhī santuṣhṭ karnē vālā hōgā .
238Those who are full of feelings of upliftment and mercy will constantly be jewels of contentment; they themselves will be content and they will make others content.
237Kamāl yah hai jō hopeless mē̃ hope paidā kar dēgā , jiskē prati sab nirāśhā dikhāyē̃ , aisē vyakti vā aisī sthiti mē̃ sadā kē liē unkī āśhā K|kē dīpak jagā dēgā .
239Their wonder is that they will create hope in those who are hopeless. 240Their lamps of hope always remain ignited for people and situations in which others have shown hopelessness.
238Apnē upkār key|kī śhubh bhāvnā sē , snēh sē , śhakti sē , mīṭhē bōl sē , utsāh-umaṅg K|kē sahyōg sē dilśhikasta kō śhaktivān banā dēgā arthāt bhikhārī kō bādśhāh banā dēgā .
241With their good wishes for uplifting others, they will give love, power, sweet words and the co-operation of zeal and enthusiasm, and make disheartened souls powerful, that is, they will make beggars into emperors.