रविवार 11 अक्टूबर 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
011-10-26 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 18-01-12 madhuban
011/10/26 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 18/01/2012
1Sēvāō̃ K|kē sāth-sāth ēk dō K|kē sahyōgī ban vāyumaṇḍal mē̃ tīvr puruṣhārth key|kī lahar phailāō , manjīt ban ātmāō̃ key|kī mansā sēvā karō
1Along with doing all types of service, co-operate with one another and spread waves of intense effort into the atmosphere. 2Become a conqueror of your mind and serve souls with your mind.
2Āj viśhēṣh snēh kā din hai .
3Today is a special day of love.
3Chārō̃ ōr K|kē bachchē snēh svarūp sē milan manā rahē haĩ .
4All the children everywhere are celebrating a meeting in their loving form.
4Āp sabhī bhī snēh svarūp mē̃ magan haĩ .
5All of you are also absorbed in the form of love.
5Āj amr̥itvēlē sē chārō̃ taraph K|kē bachchē amr̥itvēlē sē bhī pahlē snēh rūp sē dil K|kē snēh K|kē mōtiyō̃ key|kī mālāyē̃ lēkar pahuñch gayē thē .
6Today, even before amrit vela, all the children from everywhere reached here in their loving forms, carrying their garlands of pearls of love in their hearts.
6Anēk prakār K|kē bhinn-bhinn man K|kē bhāvō̃ kō bāp kē āgē varṇan kar rahē thē .
7They were describing to the Father the many various types of feelings in their minds.
7Āp jāntē hō ki bachchō̃ kā snēh kitnā pyārā hai .
8You know how lovely the love of the children is.
8Bhinn-bhinn bhāṣhāyē̃ , bhinn-bhinn bhāv sē bāpdādā kē āgē apnē dil key|kī bāt bōl bhī rahē thē aur nayanō̃ sē , mukh sē apnē bhāv bhī spaṣhṭ kar rahē thē .
9The children were speaking to BapDada of the things in their hearts in their different languages and with their different feelings, and also expressing their feelings very clearly with their eyes and their mouths (words).
9Bāpdādā chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ K|kē snēh K|kē bhāv dēkh sabhī K|kē snēh mē̃ samā gayē aur dil sē yahī bōl nikalē vāh bachchē vāh !
10Seeing the feelings of love of all the children everywhere, BapDada became merged in everyone’s love and the words that emerged from His heart were: Wah children! 11Wah!
10Aur bachchō̃ K|kē mukh sē vāh bābā vāh ! 11K|kē gīt sunāī dē rahē thē .
12The song from the children’s mouths was: “Wah Baba! 13Wah!”
12Bāpdādā her|har bachchē kō dēkh bachchō̃ K|kē lav|love mē̃ līn thē aur bachchē bāp K|kē lav|love mē̃ līn thē .
14Seeing every child, BapDada was lost in the children’s love and the children were lost in the Father’s love.
13Āj kā din bāp bachchō̃ kō bālak sō mālik banānē key|kī dr̥iṣhṭi sē dēkh rahē thē .
15Today, the Father was seeing the children with the vision of making the children into the masters.
14Āj kā din bachchō̃ K|kē rāj tilak kā din hai .
16Today is the day of the children receiving the tilak of sovereignty.
15Āj K|kē din bāpdādā svayã phariśhtē rūp mē̃ rahkar bachchō̃ kō viśhva sēvā arth|earth nimitt banāyā .
17Today is the day that BapDada Himself stayed in the angelic form and made the children into instruments for world service.
16Svayã backbone banē̃ , bachchō̃ kō viśhva key|kī stage par pratyakṣha kiyā aur bāpdādā abhī bachchō̃ key|kī sēvā kō dēkh , jō jimmēvārī dī|the uskī result kō dēkh bachchō̃ par bahut-bahut khuśh hai aur dil sē mubārak dē rahē haĩ .
18He Himself became the backbone and revealed the children on the world stage. 19Now, seeing the children’s service, seeing the result of the responsibility that BapDada gave to the children, He is very, very pleased with the children and is congratulating them from His heart.
17Mubārak hō , mubārak hō .
20Congratulations! 21Congratulations!
18Bāpdādā nē dēkhā abhī bhī bāp dvārā diyē huē viśhva sēvādhārī K|kē vardān pramāṇ her|har bachchē nē ati snēh aur dil sē sēvā kī hai aur kar bhī rahē haĩ .
22BapDada saw that, even now, every child has received the blessing that the Father gave him of being world servers with a lot of love in his heart and is doing that too.
19Result bhī bāpdādā nē dēkhī , har ēk bachchē K|kē dil mē̃ lagan hai mērā bābā aur bāp K|kē dil mē̃ snēh hai vāh mērē bachchē .
23BapDada also saw the result. 24Every child has this deep love in his heart for “My Baba” and the Father has love in His heart, “Wah My children!”
20Vartamān samay majority chhōṭē baṛē centres nivāsī bachchō̃ mē̃ umaṅg hai ki abhī jaldī sē jaldī chārō̃ ōr bāp kō pratyakṣha karnā hī hai .
25At present, the majority of the children at big and small centres have the enthusiasm to reveal the Father everywhere quickly.
21Yah umaṅg , yah utsāh bāpdādā nē chakra lagākē dēkhā , chhōṭē baṛē sēvākēndra K|kē bachchō̃ kō sēvā kā umaṅg bahut-bahut-bahut achchhā hai aur āgē bhī achchhā rahēgā .
26While touring around, BapDada saw this zeal and enthusiasm. 27The children at small and large centres have lots and lots of enthusiasm for service and will continue to have it in the future too.
22Tō bāpdādā āj snēh K|kē din chārō̃ ōr K|kē chāhē dēśh , chāhē vidēśh sabhī bachchō̃ kō apnē dr̥iṣhṭi sē , dil sē snēh aur sēvā kā return dil kā snēh yādpyār padamguṇā dē rahē haĩ .
28Today, on this day of love, BapDada is giving all the children in this land and abroad, as a return of their love and service, multimillionfold love and remembrance with His drishti and the love in the heart.
23Abhī samay anusār jō umaṅg hai ki bāp kō pratyakṣha karnā hai , vah dhīrē-dhīrē ātmāō̃ K|kē dil mē̃ bhī ānē lagā hai .
29According to the time, the enthusiasm now to reveal the Father is gradually entering the hearts of souls as well.
24Samajhtē haĩ ki brahmākumāriyō̃ nē kuchh pāyā hai , parivartan hō rahā hai .
30They understand that the Brahma Kumaris have attained something and that transformation is taking place.
25Pahlē jō samajhtē thē patā nahī̃ kyā kartē haĩ , abhī yahā̃ tak āyē haĩ ki achchhā kārya kar rahē haĩ .
31Previously, they used to think: “We don’t know what they are doing”, whereas now they are thinking: “You are doing good work.
26Jō ham nahī̃ kar saktē vah inhōnnē apnē saṅgaṭhan mē̃ saphaltā pāī hai isliē āj bāpdādā sāmnē baiṭhē huē bachchō̃ kō vā chārō̃ ōr jō bhī bachchē sun rahē haĩ , dēkh rahē haĩ sabhī bachchō̃ kō dil kā snēh , dil kā pyār viśhēṣh dē rahē haĩ .
32What we are not able to do, you have done successfully in your gathering.” 33This is why BapDada is giving special love from His heart to all the children who are sitting in front of Him and all you children everywhere who are listening and watching Him.
27Abhī āgē kyā karnā hai ?
34What do we have to do now?
28Sēvā key|kī mubārak tō bāpdādā nē dē dī , ab bāpdādā yahī chāhtē haĩ ki abhī har ēk bachchē kō yah umaṅg-utsāh , dr̥iṛh niśhchay , tīvr puruṣhārth karnā hai ki ab bāp samān phariśhtā bannā hī hai kyōṅki abhī sabhī kō bāp kē sāth return journey karnī hai .
35BapDada has already congratulated you for your service. 36BapDada now wants every child to have this zeal and enthusiasm and determined faith for making intense effort: I definitely have to become an angel, equal to the Father, because everyone has now to make the return journey with the Father.
29Samān phariśhtā bannā hī hai kyōṅki sabhī kā vāydā hai sāth chalē̃gē , sāth rājya karē̃gē .
37You definitely have to become an angel, equal to Him, because all of you have promised: We will return home together and go to rule together.
30Tō brahmā bāp bhī phariśhtā ban gayā , tō sāth kaisē chalē̃gē ?
38Father Brahma has already become an angel. 39So, how will you return with Him?
31Brahmā bāp nē jīvan mē̃ hī phariśhtāpan kā svarūp dikhāyā .
40Father Brahma showed his angelic form in his life.
32Kitnī jimmēvārī rahī !
41He had so many responsibilities.
33Sabhī kō yōgī banānā hī hai lēkin itnī jimmēvārī hōtē bhī āp sabnē dēkhā nyārā aur pyārā rahā .
42Everyone has to be made into a yogi. 43However, all of you saw that, even though he had so many responsibilities, he remained loving and detached.
34Sadā bēphikr bādśhāh rahā , phikar nahī̃ bēphikr bādśhāh .
44He always remained a carefree emperor: no worries, but a carefree emperor.
35Aisē hī āp bachchō̃ kō bhī abhī bāp samān bēphikr bādśhāh phariśhtā bannā hī hai .
45In the same way, you children also have to become equal to the Father, carefree emperors, angels.
36Yah dr̥iṛh saṅkalp hai , bannā hī hai !
46You must have this determined thought: I definitely have to become this.
37Ki yah sōchtē hō ban hī jāyēṅgē !
47Or, do you think that you will become that at some point?
38Abhī bāpdādā nē dēkhā ki abhī samay anusār jitnā sēvā kā umaṅg-utsāh practical mē̃ hai itnā hī abhī tīvr puruṣhārthī bannā aur banānā , sampann bannā aur banānā , is point kē ūpar bhī abhī svayã bhī umaṅg-utsāh mē̃ rahnā aur vāyumaṇḍal mē̃ bhī umaṅg-utsāh dilānā .
48BapDada saw that, according to the time, to the extent that you have zeal and enthusiasm for doing service in a practical way, you also now have to have zeal and enthusiasm for yourself to become an intense effort-maker and to make others the same. 49Become complete and make others complete and also have enthusiasm in yourself and spread that zeal and enthusiasm into the atmosphere.
39Ēk dō K|kē sahyōgī ban ab vāyumaṇḍal mē̃ tīvr puruṣhārth key|kī lahar phailāō .
50Be co-operative with one another and now spread a wave of intense effort into the atmosphere.
40Jaisē ēk dō mē̃ sēvā kā umaṅg vāyumaṇḍal mē̃ phailāyā hai aisē abhī bāpdādā bachchō̃ mē̃ yahī śhubh āśhā rakhtē haĩ ki yah lahar vāyumaṇḍal mē̃ phailē .
51Just as you spread enthusiasm for doing service among yourselves and into the atmosphere, in the same way, BapDada now has the pure hope that you will spread this wave into the atmosphere.
41Bāpdādā khuśh hai lēkin abhī bhī puruṣhārth hai , tīvr puruṣhārth karnā hai .
52BapDada is pleased, but, even now, you are just making effort, whereas you now have to make intense effort.
42Abhī her|har bachchē mē̃ bāpdādā key|kī yahī āśh hai ki her|har bachchā bāp K|kē āśhāō̃ kā sitārā hō .
53BapDada has this hope for every child and so each of you children is a star of the Father’s hopes, are you not?
43Aisē sitārā hō ?
54Are you?
44Jō samajhtē haĩ ham bāp key|kī āśhāō̃ K|kē sitārē ban yah umaṅg-utsāh vāyumaṇḍal mē̃ phailāyēṅgē vah hāth uṭhāō .
55Those of you who feel that you will become the stars of the Father’s hopes and spread this zeal and enthusiasm into the atmosphere, raise your hands!
45Achchhā .
56Achcha.
46Hāth tō bahut achchhā uṭhātē haĩ .
57You raise your hands very well!
47Bāpdādā hāthō̃ kō dēkhkē khuśh hō jātē haĩ .
58Seeing your hands, BapDada is pleased.
48Majority nē hāth uṭhāyā hai , pīchhē vālō̃ kā dikhāī nahī̃ dētā lēkin āgē vālō̃ kā dikhāī diyā .
59The majority of you raised your hands. 60Baba cannot see the hands of those at the back, but He can see them for those at the front.
49Abhī pīchhē vālē bhī uṭhā rahē haĩ , mubārak hō , mubārak hō .
61Those at the back are now raising their hands. 62Congratulations! 63Congratulations!
50Achchhā .
64Achcha.
51Bāpdādā nē dēkhā ki viśhēṣh man mē̃ kōī bhī bāt kā umaṅg-utsāh ātā hai tō vah kārya sākār rūp mē̃ achchhā hō jātā hai isliē bāpdādā is bārī snēh K|kē din mē̃ yah homework dē rahā hai ki har ēk bachchā man K|kē kāraṇ jō saṅkalp aur samay vyarth jātā hai , agar kabhī bhī kōī vyarth saṅkalp ā jātā hai tō sabhī kō anubhav hōgā ki usmē̃ time kitnā west|waste jātā hai . 52Energy kitnī west|waste jātī hai .
65BapDada has seen that, when someone’s mind has zeal and enthusiasm for something in particular, then that thing is put into a practical form very well and this is why, at this time on this day of love, BapDada is giving you this homework. 66Every child understands that time and thoughts are wasted because of the mind. 67If you have ever had any waste thoughts, you would have then experienced how so much of your time and energy is wasted.
53Tō bāpdādā yah homework dēnē chāhtā hai ki yah dō mās har ēk bachchā man K|kē vyarth saṅkalp aur vyarth samay K|kē bachat key|kī apnē prati vidhi banāvē .
68So, BapDada wants to give you this homework: for two months, let each child create a method for yourself to stop the wastage of thoughts and time that take place in your mind.
54In dō mās mē̃ har ēk apnā chart rakhē ki vyarth samay , vyarth saṅkalp kē ūpar kitnā control kiyā ?
69Each one of you must keep your chart for the next two months: How much control did I have over the waste of time and waste thoughts?
55Kyōṅki abhī samay K|kē pramāṇ āp sabhī kō mansā śhakti dvārā ātmāō̃ key|kī mansā sēvā karnē kā samay hōgā .
70This is because, now, according to the time, it will be time for all of you to serve souls with the power of your minds.
56Iskē liē sadā man kē ūpar attention rakhnā jarūrī hai .
71For this, it is necessary to pay constant attention to your mind.
57Kahā huā bhī hai manjīt jagatjīt .
72It is said: Those who conquer their minds conquer the world.
58Tō manmanābhav K|kē vāyumaṇḍal mē̃ man K|kē vyarth kō samāpt karnā hai .
73So, with the atmosphere of Manmanabhav, you have to finish all wastage.
59Kar saktē haĩ ?
74Are you able to do this?
60Karē̃gē ?
75Will you do this?
61Vah hāth uṭhāō .
76Those who can do this, raise your hands!
62Bāpdādā inām dēgā .
77BapDada will give you a prize.
63Apnī result āp dēkhnā .
78You have to look at your own result.
64Man khuśh tō man key|kī khuśhī bāṇṭē̃gē .
79If your mind is happy, you will share the happiness of your mind.
65Yah puruṣhārth mē̃ number sabhī āgē sē āgē lēnē kā attention rakhō .
80All of you have to pay attention to claiming a number ahead of all in this effort.
66Saṅkalp , samay dōnō̃ sē vyarth samāpt aur samarth saṅkalp , samarth samay ānē vālē samay mē̃ vāyumaṇḍal mē̃ phailēgā .
81Then all wastage will finish. 82The wastage of both thoughts and time will finish. 83Then, in the time to come, powerful thoughts and powerful time will spread into the atmosphere.
67Bāpdādā ēk bāt par bachchō̃ kō dēkh khuśh hai .
84Seeing the children, BapDada is pleased about one thing.
68Kaun see|sī|C bāt par ?
85What is that?
69Ki her|har bachchē nē sēvā tō kī hai lēkin sāth mē̃ jō bāpdādā kā iśhārā hai ki double rājā banō .
86That every child has done service, but, along with that, BapDada’s signal is: Become a double king.
70Jāntē hō nā !
87You know that, do you not?
71Ēk svarājya adhikārī aur dūsrā bhaviṣhya rājya adhikārī .
88One is to be a self-sovereign, a master of oneself, and the second is to have a right to the future kingdom.
72Svarājya adhikārī aur bāp kō naśhā hai ki aisā aur kōī bāp nahī̃ jiskā her|har bachchā svarājya adhikārī hō .
89Be a master of oneself. 90The Father has the intoxication that there is no other father whose every child is a master of himself.
73Āp sabhī svarājya adhikārī hō nā !
91All of you are masters of yourselves, are you not?
74Sva par ātmā rājya karnē vālī hai .
92Each soul is ruling himself.
75Karmēndriyō̃ K|kē vaśh nahī̃ , rājya adhikārī .
93You are not influenced by the physical organs and senses, but you have a right to the kingdom.
76Tō bāp yahī chāhtē haĩ ki har ēk bachchā svarājya adhikārī sadā rahē , kabhī kabhī nahī̃ .
94The Father wants every child to be a constant master of himself, not just sometimes.
77Ban saktē haĩ ?
95Can you become this?
78Yah dō mās jō diyā hai , ismē̃ note karnā svarājya adhikārī rahē ? 79Yā karmēndriyō̃ K|kē vaśh ban gayē ?
96In the two months that you have been given, note down whether you remained a master of yourself, or whether you were influenced by your physical senses.
80Abhī karmātīt bannā hai , samay samīp ā rahā hai .
97Now, you have to become karmateet. 98The time is coming close.
81Tō kyā karnā hai ?
99So, what are you going to do?
82Chaltē-phirtē svarājya adhikārī bannā hī hai .
100While walking and moving around, you definitely have to become a master of yourself.
83Yah saṅskār āp brāhmaṇ bachchō̃ K|kē hī haĩ .
101This sanskar is definitely a sanskar of you Brahmin children.
84Double rājya , svarājya aur phir bhaviṣhya mē̃ viśhva rājya .
102A double kingdom is self-sovereignty now and then the world sovereignty in the future.
85Bāpdādā chakra lagātē bachchō̃ kā result note kartē haĩ tō sadā svarājya adhikārī ismē̃ abhī attention chāhiē .
103While touring around, BapDada notes down the results of the children. 104Now, there is a need to pay more attention to being a constant master of oneself.
86Tō dō kārya bāpdādā nē diyā ēk yah dō mās svarājya adhikārī kahā̃ tak rahtē ?
105BapDada has given you two tasks: 1) To what extent you remain a master of yourself for the next two months.
87Vah apnī result dēkhnī hai aur sāth-sāth man key|kī controlling power , ruling power dvārā vyarth samāpt karnā hai .
106You have to look at your own result. 1072) With your controlling power and ruling power over your mind, you have to finish all wastage.
88Ismē̃ jō number lē̃gē uskō bāpdādā inām dēgā .
108BapDada will give a prize to those who claim a number in this.
89Pasand hai ?
109Do you like this?
90Karnā hai nā !
110You are going to do it, are you not?
91Karē̃gē ? 92Karē̃gē nā !
111Will you do it?
93Kāndh hilāō .
112Nod.
94Achchhā .
113Achcha.
95Bāpdādā nē āj sabhī kā jō snēh hai vah svīkār kiyā .
114Today, BapDada accepted everyone’s love.
96Amr̥itvēlē tō vatan mē̃ bhī bahut bachchō̃ key|kī rimjhim thī .
115At amrit vela, there was the beautiful splendour of the children in the subtle region.
97Advance party bhī vatan mē̃ āj apnē dil kā snēh dēnē liē , lēnē liē āyē thē .
116Today, even the advance party came to the subtle region to give the love of their hearts and to receive love.
98Ab vah bāp sē pūchhtē haĩ ki ākhir hamārā yah part kab tak ?
117They are now asking the Father: Ultimately, until when are we going to have this part?
99Kyā javāb dē̃ ?
118What response should Baba give?
100Pahlī line vālē batāō kyā javāb dē̃ ?
119Those sitting in the first row, what reply should Baba give?
101Kyā kahā ?
120What would you say?
102 ( dādī jānkī nē kahā ham ready haĩ ) āp akēlē jāyēṅgī ?
121(Dadi Janki replied: I am ready.) 122Will you return alone?
103 ( sabhī jāyēṅgē ) āpkā pyār hai nā , aisē chhōṛkar rājya kaisē karē̃gē .
123(Everyone will return together.) 124You have love, do you not? 125How can you just leave them and go to rule the kingdom?
104 ( advance party vālē hamkō kyō̃ chhōṛkar chalē gayē ) unhō̃ kā part thā nā .
126(Why did those of the advance party leave me alone and go away?) 127It was in their parts.
105Unhō̃ kō jānā hī thā .
128They had to go.
106Abhī āp yah kōśhiśh karō ki jaldī jaldī saṅgaṭhan taiyār karō .
129Now, you have to try and quickly prepare a gathering.
107Jō dō mās kām diyā hai nā , agar yah kām āp sabhī kō karā dē̃gī , result nikālē̃gī tō jaldī hō jāyēgā .
130If you make everyone do the work that you have been given for two months and give the result, it will happen quickly.
108 ( bābā K|kē snēh mē̃ kar lē̃gē ) snēh tō hai , snēh mē̃ sabhī pās|pass haĩ .
131(Out of love for Baba, they will do it.) 132There is love. 133All of you have passed in the subject of love.
109Bāpdādā bhī dēkhtē haĩ ki snēh sabkā hai lēkin snēh kē sāth śhakti bhī chāhiē .
134BapDada sees that everyone has love, but, as well as that, you also need power.
110Iskē liē amr̥itvēlē kō powerful banāō , baiṭhtē haĩ bāpdādā baiṭhnē key|kī mubārak dētē haĩ lēkin jō baiṭhnē kā vāyumaṇḍal śhaktiśhālī chāhiē , kōī kaisē baiṭhtā hai , kōī kaisē baiṭhtā hai .
135For this, make amrit vela powerful. 136You sit for remembrance and BapDada is congratulating you for that, but a powerful atmosphere is needed to sit in. 137Some sit like this, some sit like that.
111Agar āp phōṭō nikālō nā , tō āpkō khud lagēgā ki aur kuchh hōnā chāhiē .
138If you were to take a photograph, you yourself would feel: Something else is needed now.
112Jō bāpdādā nē jvālāmukhī yōg kahā , uskē ūpar abhī aur gahrā attention dēnā .
139BapDada has spoken of volcanic yoga and you now have to pay deeper attention to that.
113Puruṣhārth kartē haĩ sabhī lēkin puruṣhārth kē āgē tīvr śhabda jōṛō .
140Everyone does make effort, but now, add the word ‘intense’ in front of the word ‘effort’.
114Abhī bāpdādā nē her|har bachchē kō yah dō mās diyē haĩ , ismē̃ jitnā attention dēgē tō attention kē sāth bāpdādā bhī extra āpkō sahyōg dēgā .
141BapDada has now given every child two months. 142The more attention you pay, the more help BapDada will give you for your attention.
115Man K|kē mālik , man kō aisē chalāō jaisē pāṅw aur bā̃h kō chalātē hō .
143Masters of the mind, make your minds function just as you make your hands and feet function.
116Jō chāhtē hō vah kartē haĩ nā .
144You can do whatever you want, can you not?
117Abhī āp chāhō yahā̃ nahī̃ yahā̃ rakhū̃ tō rakh saktē hō nā !
145If you want to put something in a particular place and not anywhere else, you can do that, can you not?
118Aisē mind control , jō chāhē vahī man saṅkalp karē .
146Have such mind control. 147Your mind should only have the thoughts you want it to have.
119Rōz rāt kō result dēkhō āj man key|kī ruling power , controlling power kahā̃ tak rahī ?
148Every night, check your results: To what extent did I have ruling power and controlling power over my mind.
120Abhī vyarth kō samāpt jaldī-jaldī karnā chāhiē , ab samarth ban vāyumaṇḍal mē̃ samarthapan key|kī śhakti phailāō .
149You should now put an end to waste very quickly. 150Now become powerful and spread the power of being powerful into the atmosphere.
121Bāpdādā tō bachchō̃ kā duḥkh dard , pukār sun karkē bachchō̃ dvārā abhī jaldī samāpti karānē chāhtē haĩ .
151Seeing and hearing the children’s sorrow and suffering, BapDada now wants completion to take place soon.
122Sunāyā nā , puruṣhārth sab kar rahē haĩ lēkin abhī add karō tīvr .
152You were told that everyone is making effort, but now add the word “intense”.
123Karnā hī hai , karē̃gē , dēkhē̃gē … yah gē-gē nahī̃ chalēgā .
153“I have to do it”, not that I will do it or that I will see about it. 154This language of postponing something for the future will not work anymore.
124Snēh kā nazārā bhī āj dēkhā , har ēk K|kē dil mē̃ kitnā pyār hai lēkin jitnā pyār hai nā , sāth mē̃ utnā śhakti bhī chāhiē .
155Today, you all saw the scene of love. 156Each of you has so much love in your heart, but, to the extent that there is love, there also has to be power.
125Abhī śhakti kō bharō .
157Now, fill yourself with power.
126Kabhī bhī kōī bhī bahanē̃ apnē kō sirph śhakti nahī̃ , śhivśhakti samjhō .
158None of you sisters should consider yourself to be just a Shakti, but consider yourself to be a Shiv Shakti.
127Śhivśhakti , bāp sāth hai .
159You are a Shiv Shakti: the Father is with you.
128Pāṇḍavō̃ sē pāṇḍavpati sāth hai .
160The Father of the Pandavas is with the Pandavas.
129Tō abhī kyā karē̃gē ?
161So, what will you do now?
130Jō bāpdādā nē kahā hai puruṣhārth kē āgē tīvr śhabda lagāō .
162BapDada has told you to add the word “intense” in front of the word “effort”.
131Vāyumaṇḍal banāō .
163Create such an atmosphere.
132Ēk dō K|kē sahyōgī ban har ēk apnē-apnē jis sthān par rahtē hō , us sthān kō śhaktiśhālī banāō , sāthiyō̃ kō śhaktiśhālī banāō .
164Be co-operative with one another and, while staying at your own places, make your place powerful. 165Make your companions powerful.
133Tō kyā karē̃gē abhī ?
166So, what will you do now?
134Navīntā karē̃gē nā !
167You will do something new, will you not?
135Jab mērā bābā kahtē haĩ , tō ' mērē ' jaisā bannā tō paṛēgā nā .
168Since you say “My Baba”, you have to become like the One who is “Mine” (Baba), do you not?
136Har ēk apnē dil mē̃ dr̥iṛh saṅkalp karō , saṅkalp achchhē-achchhē kartē hō , amr̥itvēlē bāpdādā dēkhtē haĩ ki saṅkalp achchhē kartē hō yah karē̃gē , yah karē̃gē , yah karē̃gē lēkin jab karmayōgī bantē hō , sambandh-sampark mē̃ ātē hō tō usmē̃ phark hō jātā hai .
169Let each of you have this determined thought in your heart. 170You have very good thoughts. 171At amrit vela, BapDada sees that you create very good thoughts, that you will do this and that, but when you become a karma yogi, when you go into connections and relationships, it then becomes different.
137Karmayōgī key|kī sthiti usmē̃ attention jyādā chāhiē .
172You now need to pay greater attention to the stage of being a karma yogi.
138Achchhā .
173Achcha.
139Sabhī khuśh tō haĩ nā !
174All of you are happy, are you not?
140Khuśh haĩ ?
175Are you happy?
141Dēkhō nayē-nayē bhī kitnē ātē haĩ .
176So many new ones also come.
142Jō nayē pahlī bār āyē haĩ vah hāth uṭhāō .
177Those who are new and have come for the first time, raise your hands!
143Dēkhō kitnē haĩ ?
178Look, there are so many.
144Ādhā class nayē āyē haĩ .
179Half the class is of new ones.
145Bāpdādā āyē huē nayē bachchō̃ kō dēkh khuśh hai kyōṅki last samāpti kē samay sē tō pahlē ā gayē haĩ .
180BapDada is pleased to see the new ones who have come, because you have at least come here before the final completion.
146Lēkin jitnā lēṭ āyē hō itnā hī tīvr puruṣhārth karnā paṛēgā kyōṅki is thōṛē time mē̃ āpkō pūrē 21 janmō̃ kā bhaviṣhya banānā hai .
181However, to the extent that you have come late, you will have to make that much intense effort, because in this short time you have to accumulate enough for your full 21 births in the future.
147Itnā attention rakhnā paṛēgā .
182You will have to pay this much attention.
148Samay kō bachānā , second bhī vyarth nahī̃ ganvānā .
183Save your time! 184Do not waste even a second.
149Tīvr puruṣhārthī rahnā , sādhāraṇ puruṣhārth sē pahuñchnā muśhkil hai .
185Remain an intense effort-maker. 186By making ordinary effort, it will be difficult for you to reach your destination.
150Phir bhī bāpdādā āyē huē bachchō̃ kō dil sē mubārak dē rahē haĩ .
187Nevertheless, BapDada is congratulating from His heart you children who have come. 188Congratulations!
151Achchhā .
189Achcha.
152Teachers bahinē̃ bahut āī haĩ : teachers kō dēkhkar tō bāpdādā bahut khuśh hōtē haĩ kyōṅki jō nimitt teachers banī haĩ , vah bāpdādā kō pratyakṣha karnē kē nimitt banī huī haĩ .
190Many teachers have come. 191Seeing the teachers, BapDada is very pleased, because the instrument teachers have become instruments to reveal BapDada.
153Kōī bhī teacher kō dēkhtē khuśh hōtē haĩ kyōṅki teachers mānā hī jiskē features sē future dikhāī dē .
192Seeing any teacher, everyone is happy, because a teacher means the one through whose features the future is visible.
154Future āpkā kyā hai ?
193What is your future?
155Future hai sadā dilkhuśh , sadā adhikārī , adhīn hōnē vālē nahī̃ .
194Your future is to remain constantly happy in your heart, always to have a right, not to be dependent.
156Tō teachers K|kē features yah sākṣhātkār karātē haĩ .
195So, the features of the teachers give a vision of this.
157Har ēk teacher sadā yahī samajhē kahā̃ bōlā , kahā̃ nahī̃ bōlā bhalē , lēkin vartamān samay key|kī prāpti aur bhaviṣhya key|kī prāpti āpkē features , āpkī śhakla dikhātī hai .
196Let each teacher constantly think: Whether you say something somewhere or not, your features and face have to reveal the attainment of the present and the future.
158Sadā yah attention rakhō ki hamārā chēhrā aisā sākṣhātkār karānē vālā hō .
197Constantly pay this attention: Is my face always such that it grants a vision?
159Kōī bhī teacher K|kē sāmnē āyē , teacher kō dēkh ēk tō khuśhamijāj hō jāē , khuśhī uskē jīvan mē̃ dikhāī dē .
198Anyone who comes in front of a teacher, seeing the teacher, they would firstly become happy and happiness would then become visible in their lives.
160Aisē khuśhnumā aur khuśhkismat hō .
199You are so happy and you also have the fortune of happiness.
161Bāp-dādā nē dēkhā hai har ēk teacher kā lakṣhya achchhā hai . 162Karnā hī hai .
200BapDada saw that the aim of each and every teacher is good: “I have to do this.
163Bannā hī hai .
201I have to become this.”
164Aisē hai nā ?
202It is like this, is it not?
165Lakṣhya kyā hai ?
203What is your aim?
166Yahī lakṣhya hai nā !
204This is your aim, is it not?
167Tō yah lakṣhya lakṣhaṇ mē̃ dikhāī dētā bhī hai aur jyādā dikhāī dēnā chāhiē .
205So, this aim is visible in your qualifications, but it should be even more visible.
168Jō bhī āvē khuśhī jarūr lē jāyē kyōṅki khuśhī her|har manuṣhya kō āvaśhyak hai .
206Whoever comes should definitely take that happiness away with them because every human being needs happiness.
169Chāhtē haĩ lēkin ban nahī̃ pātē haĩ tō teachers mānā features dvārā bhī sēvā karē .
207They want it, but they are not able to become that. 208So, ‘teachers’ means those who serve with their features.
170Anubhav karē̃ ki yah kyā ban gaī hai !
209Let them experience: “What has this one become?”
171Abhī āgē chal karkē āpkā chēhrā aur chalan yah sēvā jyādā karēgā kyōṅki jaisē samay nājuk āyēgā tō samay cum|kam milēgā lēkin chāhnā baṛhēgī , kuchh milē , kuchh milē .
210Now, as you progress further, your face and activity will do this service a lot more because as the times become more delicate, you will have less time but their desire to receive something or other will increase.
172Iskē liē teachers kō sadā aisē ever ready rahnā chāhiē , jō kōī āvē vah kam sē kam kuchh lēkē hī jāvē .
211This is why you teachers must always remain ever-ready so that anyone who comes definitely takes away something.
173Chēhrē aur chalan dvārā bhī kuchh na kuchh lēkē jāyē .
212Let them take away something or other from your faces and activity.
174Dātā K|kē bachchē hō nā !
213You are the children of the Bestower, are you not?
175Bāpdādā tō teachers kō dēkhkar bahut khuśh hōtē haĩ .
214BapDada is very pleased to see you teachers.
176Dil hī dil mē̃ guṇ gātē haĩ vāh teachers vāh !
215He sings your praise in His heart: Wah teachers! 216Wah!
177Kyōṅki har ēk teacher sēvā tō kartē hī haĩ aur apnī result rāt kō bhī dēkhtē hōṅgē ki āj key|kī sēvā kyā huī !
217Each teacher definitely does do service and you must be checking your result at night as to what service you do each day.
178Apnā chart tō āpēhī dēkhtē haĩ . 179Jō lakṣhya rakhā sēvā kā vah huā ?
218You look at your own chart: Did I fulfil the aim of doing service that I had?
180Agar kāraṇē akāraṇē nahī̃ huā , tō dūsrē din double karō .
219If not, due to one reason or another, then do double service the next day.
181Khālī nahī̃ chhōṛō kyōṅki teachers mānā nimitt dātā K|kē bachchē dātā .
220Do not just leave it, because a teacher means an instrument bestower, a child of the Bestower.
182Tō bāpdādā tō khuśh hōtē haĩ chāhē chhōṭē centre kī haĩ chāhē baṛē centre kī haĩ lēkin tyāg karkē sēvā-sthān par ānā , yah bhī himmat hai nā .
221So BapDada is pleased - no matter whether you are from a small centre or a big centre - because to come to a service place, having renounced everything, is also courage, is it not?
183Tō bāpdādā āpkī himmat par tō khuśh hai .
222BapDada is pleased with your courage.
184Ab aur sāthī banāō .
223Now make more companions.
185Aur bhī teachers nikālō kyōṅki sēvā baṛhnī hī hai .
224Make more teachers emerge because service is going to increase.
186Abhī thōṛā haṅgāmā hōgā aur sab utkaṇṭhā sē āpkē āgē āyēṅgē .
225Now, wait for a little upheaval and everyone will come to you with a longing.
187Service baṛhnē vālī hai , cum|kam hōnē vālī nahī̃ hai .
226Service is going to increase; it is not going to decrease.
188Achchhā .
Blessing
189Vardān : svamān key|kī seat par sthit rah māyā kō surrender karānē vālē śhrēṣhṭh svamāndhārī bhav
227Blessing: May you have elevated self-respect and make Maya surrender by remaining stable on your seat of self-respect.
190Saṅgamyug kā sabsē śhrēṣhṭh svamān hai master sarvśhaktimān key|kī smr̥iti mē̃ rahnā .
228The most elevated self-respect of the confluence age is to stay in the awareness of being a master almighty authority.
191Jaisē kōī baṛā officer vā rājā jab svamān key|kī seat par sthit hōtā hai tō dūsrē bhī usē sammān dētē haĩ , agar svayã seat par nahī̃ tō uskā order kōī nahī̃ mānē̃gē , aisē āp bhī svamāndhārī ban apnē śhrēṣhṭh svamān key|kī seat par set rahō tō māyā āpkē āgē surrender hō jāyēgī .
229When a senior officer or a king is seated on his seat of self-respect, others also show him respect. 230If he were not on his seat, no one would then follow his orders. 231In the same way, when you also become one who has self-respect and remain seated on your seat of self-respect, Maya will surrender to you.
Slogan
192Slōgan : sākṣhīpan key|kī sthi ti mē̃ rah dilārām kē sāth kā anubhav karnē vālē hī lavlīn ātmā haĩ .
232Slogan: Those who remain stable in the stage of a detached observer and experience the company of the Comforter of Hearts are souls who are absorbed in love.
193
233 234*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
194Yē avyakt iśhārē - parōpkār key|kī bhāvnā sē sampann ban apkārī par bhī upkār karō
235Avyakt Signal: Embrace the spirit of uplifting others and uplift those who have defamed you.
195Apkārī par bhī upkār karnā , yahī gyānī tū ātmā kā kartavya hai .
236To uplift even those who defame you is the duty of a knowledgeable soul.
196Jaisē bāp nē glāni kō bhī kalyāṇkārī dr̥iṣhṭi sē dēkhā .
237The father even saw defamation with benevolent vision.
197Upkārī par upkār tō duniyā vālē bhī kartē haĩ , bhakta ātmāyē̃ bhī kartē haĩ lēkin gyānī tū ātmā kā arth|earth hai sarv kē prati kalyāṇ key|kī bhāvnā , akalyāṇ saṅkalp mātra bhī nahī̃ hō .
238Even people of the world have mercy for those who have mercy, devotee souls also have that. 239However, to be a knowledgeable soul means to have feelings of benefit for everyone and not to have the slightest thought of causing a loss.
198Apkāriyō̃ par bhī upkār karē tab kahē̃gē viśhva kalyāṇkārī .
240Only when you have feelings of mercy and upliftment for those who defame you will you be said to be a world benefactor.