बुधवार 14 अक्टूबर 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

014-10-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

014/10/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - bāp kō yād karnē key|kī bhinn-bhinn yuktiyā̃ rachō , puruṣhārth kar chart rakhō , thakō nahī̃ , tūphānō̃ mē̃ aḍōl rahō ' '

1Essence: Sweet children, create different methods for remembering the Father. 2Make effort and keep your chart. 3Don't become tired. 4Remain unshakeable in storms.

Question

2Praśhna  : bachchō̃ kō apnā kaun sā anubhav āpas mē̃ ēk dō kō sunānā chāhiē  ?

5Question: What experiences should you children share with one another?

Answer

3Uttar  : ham bāp kō kitnā samay aur kaisē yād kartē haĩ  !

6Answer: 1. For how long do you remember the Father and how do you remember Him?

4Bhōjan K|kē samay bāp kī yād rahtī hai yā anēk prakār K|kē vichār ā jātē haĩ  !

7During meal times, do you remember the Father or do you have many other thoughts?

5Bābā kahtē bachchē try karkē dēkhō .

8Baba says: Children, try this and see.

6Bhōjan par bāp K|kē sivāē dūsrā kuchh yād tō nahī̃ ātā hai  !

9During meal times, do you remember anyone other than the Father?

7Phir āpas mē̃ ēk dō kō anubhav sunāō .

10Then, share your experiences among yourselves.

82 - kōī bhī dardnāk scene dēkhtē hamārī sthiti kaisī rahī  ! 9Iskā bhī anubhav sunānā chāhiē .

112. You should also share your experiences of what your stage is like when you see any fearsome scene.

Song

10Gīt  : lākh jamānē vālē …

12Song: No matter what thousands of people of the world say.

Murli

11Ōm śhānti .

13Om shanti.

12Mīṭhē-mīṭhē bachchē ab bēhad bāp kō kaisē bhūlē̃gē , jissē bēhad kā varsā miltā hai . 13Jiskō ādhā-kalp sē yād kartē thē .

14How can you sweetest children forget the unlimited Father from whom you receive the unlimited inheritance and whom you have been remembering for half the cycle?

14Yah tō samjhāyā hai ki manuṣhya kō kabhī bhagvān nahī̃ kahā jātā .

15It has been explained to you that human beings can never be called God.

15Tō ab jabki bēhad kā bāp milā hai , uskī yād mē̃ hī karāmat hai .

16Now that you have found the unlimited Father, the benefit that you receive by remembering Him is a miracle.

16Jitnā patit-pāvan bāp kō yād karē̃gē , utnā pāvan bantē jāyēṅgē .

17The more you remember the Purifier Father, the purer you will continue to become.

17Tum apnē kō ab pāvan kah nahī̃ saktē hō , jab tak ant hō .

18You cannot say that you are pure at present; not till the end can you say it.

18Jab sampūrṇ pāvan ban jāyēṅgē tō yah śharīr chhōṛ jāē sampūrṇ pavitra śharīr lē̃gē .

19When you become completely pure, you will shed your bodies and take completely pure bodies.

19Jab satyug mē̃ nayā śharīr milē tab sampūrṇ kahē̃gē .

20When you receive new bodies in the golden age, you will be said to be perfect.

20Phir rāvaṇ kā khātmā hō jātā hai .

21Ravan will have been destroyed by then.

21Satyug mē̃ rāvaṇ key|kī effigy nahī̃ banāī jātī hai .

22No effigies of Ravan are made in the golden age.

22Tō tum bachchē jab baiṭhtē hō , chaltē-phirtē hō tō buddhi mē̃ yah yād rahē . 23Ab hamnē 84 kā chakra pūrā kiyā hai phir nayā chakra śhurū hōtā hai .

23Whether you children sit down or move around, let it be in your intellects that you have now completed the cycle of 84 births and that the new cycle is to begin.

24Vah hai hī naī pavitra duniyā , nayā bhārat naī dēhlī .

24That is the pure, new world, new Bharat and new Delhi.

25Bachchē jāntē haĩ pahlē jamunā kā kaṇṭhā hai , jahā̃ par paristān bannā hai .

25You children know that it is at first by the banks of the River Jamuna where the land of angels is created.

26Bachchō̃ kō bahut achchhī rīti samjhāyā jātā hai , pahlē-pahlē tō bāp kō yād karō .

26It is explained to you children very clearly that you must first of all remember the Father.

27Bhagvān bāp paṛhātē haĩ .

27God, the Father, is teaching you.

28Vahī bāp teacher gurū hai , yah bhalā yād rakhō .

28He is the Father, the Teacher and the Guru. 29You must remember this.

29Bābā nē yah bhī samjhāyā thā ki tum bājōlī khēltē hō .

30Baba had also explained that you do a somersault.

30Varṇō̃ kā chitra bhī bahut jarūrī hai .

31The picture of the different clans is also very essential.

31Sabsē ūpar hai śhivbābā phir chōṭī brāhmaṇ .

32Shiv Baba is the highest and then there is the topknot of Brahmins.

32Yah samjhānē kē liē bābā kahtē haĩ .

33Baba says this in order to explain it to you.

33Achchhā yah buddhi mē̃ rakhō ki ham 84 janmō̃ key|kī bājōlī khēltē haĩ .

34OK. 35Keep it in your intellects that you are doing a somersault of 84 births.

34Ab saṅgam hai , bāp jāstī samay nahī̃ rahtē haĩ .

36It is now the confluence age. 37The Father doesn't stay here for long.

35Phir bhī 100 varṣh tō lagtē haĩ .

38Nevertheless, it does take about 100 years.

36Uthal pāthal pūrī hō phir rājya śhurū hō jātā hai .

39After the upheaval comes to an end, the kingdom begins.

37Mahābhārat laṛāī tō vahī hai , jismē̃ anēk dharm vināśh , ēk ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā hō rahī hai .

40It is the same Mahabharat War in which the innumerable religions are destroyed and the one original, eternal deity dharma is established.

38Tumhārī kalābājī tō wonderful hai .

41Your talents are wonderful.

39Tumkō patā hai phakīr lōg kalābājī khēltē , tīrthō̃ par jātē haĩ .

42You know how religious beggars (fakirs) go on pilgrimages while displaying their talent (somersaulting).

40Manuṣhyō̃ key|kī śhraddhā tō rahtī hai nā . 41Tō unhō̃ kō kuchh na kuchh dē dētē haĩ .

43People have faith in them, and so they give them something or other.

42Parvariśh unhō̃ key|kī hōtī rahtī hai kyōṅki aisē manuṣhya apnē sāth kyā uṭhāyēṅgē .

44They continue to sustain them, because what would those people carry with themselves?

43Bābā tō in sab bātō̃ kā anubhavī hai .

45Baba is experienced in all of these things.

44Bābā nē anubhavī rath liyā hai .

46Baba has taken an experienced chariot.

45Gurū bhī kiyē .

47This one has had many gurus.

46Dēkhā bhī bahut kuchh . 47Tīrtha bhī kiyē haĩ .

48He has seen a lot and also been on many pilgrimages.

48Ab bābā kahtē haĩ bājōlī tō yād kar saktē hō .

49Baba says: You can remember the somersault.

49Ham abhī brāhmaṇ haĩ phir dēvtā , kṣhatriya banē̃gē .

50We are now Brahmins, and we will then become deities and then warriors.

50Yah hai sārī bhārat key|kī bāt .

51All of this refers to Bharat.

51Bāp nē aisē samjhāyā hai aur dharm tō jaisē by-plot haĩ .

52The Father has explained that all other religions are like “by-plots”.

52Bāp nē tumkō hī tumhārē 84 janmō̃ key|kī kahānī batāī hai .

53The Father has told you your story of 84 births.

53Sensible jō haĩ vah hisāb sē samajh saktē haĩ . 54Islāmī āyēṅgē tō average kitnē janma lē̃gē .

54Those who are sensible can understand by calculating how many births on average those of Islam would take when they come.

55Accurate hisāb key|kī tō darkār nahī̃ .

55There is no need for an accurate calculation.

56In bātō̃ mē̃ tō kōī phikarāt key|kī bāt nahī̃ .

56These things are nothing to worry about.

57Sabsē jāstī phikar yah rahtī hai ki ham bābā kō yād kartē rahē̃ .

57The greatest worry that you have is to continue to remember the Father.

58Bas ēk hī phikar hai , ēk kō yād karnē kā .

58This is the only worry you have: to remember just the One.

59Ghaṛī-ghaṛī māyā aur phikarāt mē̃ ḍāl dētī hai , ismē̃ māyā phikar mē̃ bahut ḍāltī hai .

59Maya repeatedly brings you many other worries. 60Here, Maya causes you a lot of worry.

60Bachchō̃ kō yād karnā hī chāhiē .

61You children should definitely have remembrance.

61Ab hamkō ghar jānā hai .

62We now have to return home.

62Sweet home kiskō yād nahī̃ āyēgā .

63Who would not remember their sweet home?

63Pukārtē bhī haĩ śhānti dēvā .

64They ask for peace from the Bestower of Peace.

64Bhagvān kō kahtē haĩ - hamkō śhānti dō .

65They ask God for peace.

65Ab tum bachchē yah tō jāntē hō yah purānī duniyā khatm hō jānī hai .

66You children know that this old world is to be destroyed.

66Yah bhī tumhārī buddhi mē̃ hai aur manuṣhya tō ghōr andhiyārē mē̃ haĩ .

67This is in your intellects, whereas all other human beings are in extreme darkness.

67Śhānti satyug mē̃ hī hōtī hai . 68Ēk dharm , ēk bhāṣhā , rasam-rivāj bhī ēk hī hai .

68Only in the golden age is there peace: there is one religion, one language and one custom and system.

69Vahā̃ hai hī śhānti kā rājya .

69That is the kingdom of peace.

70Advait key|kī bāt hī nahī̃ .

70There is no question of division.

71Vahā̃ tō ēk hī rājāī hōtī hai aur satōpradhān haĩ .

71There is just the one kingdom there and it is satopradhan.

72Rāvaṇrājya hai nahī̃ jō laṛāī hō .

72The kingdom of Ravan doesn't exist there that there would be a war.

73Tō tum bachchō̃ kō khuśhī kā pārā chaṛhnā chāhiē .

73Therefore, the mercury of happiness of you children should rise.

74Śhāstrō̃ mē̃ jō gāyan hai atīndriya sukh gōp-gōpiyō̃ sē pūchhō .

74In the scriptures, it is remembered: Ask the gopes and gopis about supersensuous joy.

75Gōp-gōpiyā̃ tō tum hō nā .

75You are those gopes and gopis.

76Tum sammukh mē̃ baiṭhē hō .

76You are sitting here face to face.

77Tumhārē pās|pass bhī number-vār haĩ jinkō yād rahtā hai ki bābā hamārā bābā bhī hai , teacher bhī hai , gurū bhī hai .

77You are numberwise in remembering that Baba is our Baba, our Teacher and also our Guru.

78Yah tō wonder hai nā .

78This is a wonder!

79Life tak sāth dētē haĩ .

79He is your Companion for life.

80Gōd mē̃ liyā aur paṛhāī śhurū kar dētē .

80As soon as He adopts you, the study begins.

81Tō yah yād rahnē sē bhī khuśhī bahut rahēgī .

81You will experience a lot of happiness by remembering just this much.

82Parantu māyā phir yah bhī bhulā dētī hai .

82However, Maya makes you forget even this.

83Manuṣhyō̃ kō yah bhī samjhānā hōtā hai , manuṣhya pūchhtē haĩ bākī thōṛā samay kahtē hō , kyā proof hai  ?

83This still has to be explained to people. 84People ask you what proof you have that there is very little time left.

84Bōlō , dēkhō ismē̃ likhā huā hai bhagvānuvāch .

85Tell them: Look, it is written here: These are the versions of God.

85Yagya bhī rachā huā hai .

86A sacrificial fire has also been created.

86Yah hai gyān yagya .

87This sacrificial fire is of this knowledge.

87Ab śhrīkr̥iṣhṇa tō yagya rach na sakē̃ .

88Shri Krishna cannot create a sacrificial fire.

88Bachchō̃ kō yah bhī buddhi mē̃ rahnā chāhiē ki ham brāhmaṇ is bēhad yagya K|kē haĩ .

89It should remain in the intellects of you children that we are the Brahmins of this unlimited sacrificial fire.

89Bābā nē hamkō nimitt banāyā hai .

90Baba has made us instruments.

90Jab tum achchhī rīti gyān aur yōg key|kī dhārṇā kartē hō , ātmā sampūrṇ ban jātī hai tab is bhambhōr kō āg lagēgī .

91When you souls imbibe this knowledge and yoga very well and you become complete and perfect, this haystack will be set on fire.

91Manuṣhyō̃ kō hī patā hōtā hai nā ki yah bēhad kā karmakṣhētra hai , jahā̃ sabhī ākar khēl kartē haĩ .

92Human beings are aware that this is the unlimited field of action where everyone comes and plays his part.

92Banī banāī ban rahī . . . bāp kahtē haĩ bachchē chintā unkī kī jāē jō anhōnī hō .

93That which is predestined is taking place again. 94The Father says: You children only worry about the unknown.

93Hō gayā sō drama mē̃ thā phir unkā chintan kāhē kā karē̃ .

95Whatever happened was fixed in the drama and so why should you worry about that?

94Ham drama kō dēkhtē haĩ .

96We are watching a drama.

95Drama mē̃ jab kōī aisā dardnāk scene hōtā hai tō manuṣhya dēkhkar rōtē haĩ .

97When people see a painful scene in a drama (film), they cry.

96Ab vah tō huā jhūṭhā drama . 97Yah tō sachchā drama hai .

98That is an artificial drama whereas this is the real drama.

98Sach-sach kartē haĩ .

99People continue to say: It is the truth! 100It is the truth!

99Parantu tumkō kōī duḥkh K|kē āṅsū nahī̃ ānē chāhiē .

101However, you shouldn't have any tears of sorrow.

100Sākṣhī hōkar tumkō dēkhnā hai .

102You have to observe everything as detached observers.

101Jāntē hō yah drama hai , ismē̃ rōnē key|kī kyā darkār hai .

103You know that this is a drama and so what is there to cry about?

102Past is past .

104Past is past!

103Kab vichār bhī nahī̃ karnā chāhiē .

105You should never even think about it.

104Tum āgē baṛhtē bāp kō yād kartē rahō aur sabkō rāstā batātē rahō .

106Continue to move forward and remember the Father and also show everyone the path.

105Bābā tō rāy dētē rahtē haĩ .

107Baba continues to advise you.

106Trimūrti K|kē chitra tumhārē pās|pass bahut haĩ .

108You have many pictures of the Trimurti.

107Clear likhā huā hai vah śhivbābā yah varsā .

109It is clearly written that that is Shiv Baba and that this is the inheritance you receive from Him.

108Tum bachchō̃ kō yah chitra dēkhnē sē bahut khuśhī hōnī chāhiē .

110You children should have a lot of happiness when you see these pictures.

109Bābā sē hamkō viṣhṇupurī kā varsā miltā hai .

111We are receiving the inheritance of the land of Vishnu from Baba.

110Purānī duniyā tō khatm hōnī hai .

112The old world has to be destroyed.

111Bas yah chitra sāmnē rakh dō , ismē̃ kharchā tō kuchh bhī nahī̃ hai .

113Simply keep these pictures in front of you. 114There is no expense in that.

112Jhāṛ bhī bahut achchhā hai .

115The picture of the tree is also very good.

113Rōz savērē uṭhkar vichār sāgar manthan karō .

116Wake up early every morning and churn the ocean of this knowledge.

114Apnā teacher āpēhī bankar paṛhō .

117Become your own teacher and study.

115Buddhi tō sabkō hai .

118Everyone has an intellect.

116Chitra apnē ghar mē̃ rakh dō .

119Just keep these pictures in your home.

117Har ēk chitra mē̃ first class gyān hai .

120Every picture has first-class knowledge.

118Kahtē haĩ vināśh hōgā tō tumhārī bāp kē sāth prīt hai nā .

121It is said: Destruction will take place. 122However, you already have love for the Father, do you not?

123Shiv Baba becomes the Agent and gets us engaged.

119Kahtē bhī haĩ satgurū milā dalāl K|kē rūp mē̃ . . . tō tumhē̃ kitnī achchhī-achchhī bātē̃ samajhanē-samajhānē kē liē milī haĩ .

124Now that you have found the Satguru in the form of an agent (Brahma), you have also received so many good things to understand and explain to others.

120Phir bhī māyā kā pomp bahut hai .

125Even then, there is the great pomp of Maya.

121100 varṣh pahlē yah bijlī , gas ādi thōṛēhī thī .

126Electricity and gas, etc. did not exist 100 years ago.

122Āgē viceroy ādi 4 ghōṛē key|kī , 8 ghōṛē key|kī gāṛī mē̃ ātē thē .

127In earlier days, Viceroys etc. would travel in carriages drawn by four or eight horses.

123Āgē sāhūkār lōg gāṛī mē̃ chaṛhtē thē .

128Previously, wealthy people used to travel by car.

124Ab tō vimān ādi nikal paṛē haĩ .

129Now, there are aeroplanes, etc.

125Āgē yah kuchh nahī̃ thā .

130Earlier, none of these things existed.

126100 varṣh K|kē andar yah kyā hō gayā hai .

131Look at what has happened just in the last 100 years.

127Manuṣhya samajhtē haĩ ki yahī svarg hai .

132People think that this is heaven.

128Ab tum bachchē jāntē hō svarg tō svarg hai . 129Yah sab pāī paisē key|kī chījē̃ haĩ , inkō artificial pomp kahā jātā hai .

133You children now understand that heaven is heaven, whereas here, everything is just worth pennies. 134All of this is called artificial pomp.

130Ab tum bachchō̃ kō yahī ēk phurnā chāhiē ki ham bāp kō yād karē̃ , jismē̃ hī māyā vighna ḍāltī hai .

135You children should now have the one concern of remembering the Father. 136It is in this that Maya causes obstacles.

131Bābā apnā misāl bhī batlātē haĩ . 132Bhōjan khātā hū̃ , bahut kōśhiśh kartā hū̃ - yād mē̃ rah khāū̃ phir bhī bhūl jātā hū̃ .

137Baba relates his own example of when he has his meals: I try a great deal to eat in remembrance but, in spite of that, I forget Baba.

133Tō samajhtā hū̃ bachchō̃ kō tō mēhnat bahut hōtī hōgī .

138Therefore, I can understand how much effort it must take you children.

134Achchhā bachchē tum try karkē dēkhō .

139OK, children, just try it for yourselves and see!

135Bābā key|kī yād mē̃ rahkar dikhāō .

140Try staying in remembrance of Baba.

136Dēkhō sārā samay yād ṭhahar saktī hai .

141Check yourselves to see whether you are able to stay in remembrance all the time.

137Anubhav sunānā chāhiē .

142You should relate your experience.

138Bābā sārā samay yād ṭhahar nahī̃ saktī hai . 139Bahut kisam-kisam key|kī bātē̃ yād ā jātī haĩ .

143Baba, I am unable to stay in remembrance all the time because I remember many other things.

140Bābā khud apnā anubhav batātē haĩ .

144Baba himself relates his own experience.

141Bābā nē jismē̃ pravēśh kiyā yah bhī puruṣhārthī hai , in par tō baṛē jhañjhaṭ haĩ .

145The one whom Baba entered is also an effort-maker and he has many responsibilities.

142Baṛā kahlānā , baṛā duḥkh pānā .

146To be known as an important person means to receive a lot of sorrow.

143Kitnē samāchār ātē haĩ .

147Baba receives so much news.

144Vikārō̃ K|kē kāraṇ kitnā mārtē haĩ .

148They beat women so much for vice.

145Ghar sē nikāl dētē haĩ .

149They even throw them out of the house.

146Bachchiyā̃ kahtī haĩ maĩ īśhvar key|kī śharaṇ mē̃ āī hū̃ .

150Daughters say: I have come to seek refuge with God.

147Kitnē vighna paṛtē haĩ .

151They have so many obstacles.

148Kōī kē pās śhānti nahī̃ hai .

152No one has any peace.

149Tum bachchō̃ kō khātirī hai . 150Abhī puruṣhārth kar śhrīmat par chal śhānti mē̃ rahtē hō .

153You children have the guarantee that if you make effort and follow shrimat, you can remain peaceful.

151Is bābā nē yahā̃ bhī kaī aisē ghar dēkhē haĩ jahā̃ āpas mē̃ mēl-milāp mē̃ bahut rahtē haĩ .

154Here, Baba has seen many such families who live together in great unity.

152Sabhī baṛō̃ key|kī āgyā mē̃ chaltē haĩ .

155All of them follow the directions of their seniors.

153Kahtē haĩ hamārē pās|pass tō jaisē svarg lagā paṛā hai .

156They say: It is as though we are in heaven.

154Abhī bābā tumkō aisē svarg mē̃ lē jātē haĩ . 155Jahā̃ sab prakār K|kē sukh haĩ .

157Baba is now taking you to such a heaven where there are all types of happiness.

156Dēvtāō̃ kā 36 prakār kā bhōjan gāyā huā hai .

158It is remembered that 36 varieties of food are offered to the deities.

157Ab tum svarg kā varsā bāp sē lētē hō .

159You are now receiving your inheritance of heaven from the Father.

158Vahā̃ tō kitnē svādiṣhṭ vaibhav khātē rahē̃gē aur pavitra hōṅgē .

160There, you will eat so much delicious food and you will also remain pure.

159Ab tum us duniyā K|kē mālik bantē hō .

161You are now becoming the masters of that world.

160Rājā-rānī , prajā mē̃ fark hōgā nā .

162There would be a difference between the king, the queen and the subjects.

161Āgē rājāyē̃ lōg bahut bhabhkē mē̃ rahtē thē .

163Earlier, royal people lived in great splendour.

162Yah tō ṭhaharē patit aur rāvaṇ K|kē rājya mē̃ , tō vichār karō satyug mē̃ kyā hōgā .

164However, they were impure and in the kingdom of Ravan, and so just think what they would be like in the golden age.

163Sāmnē chitra lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē rakhē haĩ .

165The picture of Lakshmi and Narayan is placed in front of you.

164Śhrīkr̥iṣhṇa kē liē jhūṭhī bātē̃ likh badnāmī kar dī hai .

166They have written false things about Shri Krishna and defamed him.

165Jhūṭh mānā jhūṭh , sach key|kī rattī nahī̃ .

167A lie means a lie; there isn't a grain of truth in it.

166Ab tum samajhtē hō ham svarg K|kē mālik thē phir 84 janma lē bilkul śhūdra buddhi ban gayē haĩ .

168You now understand that you were the masters of heaven and that while taking 84 births, your intellects became completely those of shudras.

167Kyā hall|hāl hō gayā hai .

169Look what your condition has become!

168Ab phir puruṣhārth kar kyā bantē hō  !

170What are you now becoming by making effort?

169Bābā pūchhtē bhī haĩ nā ki tum kyā banē̃gē  ?

171Baba asks you what you will become.

170Tō sab hāth uṭhātē haĩ sūryavanśhī banē̃gē . 171Ham tō māt-pitā kō pūrā follow karē̃gē .

172You all raise your hands to become part of the sun dynasty: We will follow the Mother and Father completely.

172Cum|kam puruṣhārth thōṛēhī karē̃gē .

173We won’t make any less effort.

173Sārī mēhnat yād aur āp samān banānē par hai isliē bāp kahtē haĩ jitnā hō sakē service karnā sīkhō .

174All the effort is in having remembrance and in making others equal to yourselves. 175This is why the Father says: Learn as much as possible how to do service.

174Hai bahut sahaj .

176It is very easy.

175Yah śhivbābā , yah viṣhṇupurī , lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya hōgā .

177This is Shiv Baba, this is the land of Vishnu which will be the kingdom of Lakshmi and Narayan.

176Yah tō bahut anubhavī hai .

178This one is very experienced.

177Sīṛhī par tum samjhā saktē hō .

179You can explain the picture of the ladder.

178Tum bachchō̃ kō yah jhāṛ , chakra dēkhnē sē hī buddhi mē̃ sārā gyān ā jānā chāhiē .

180All of this knowledge should enter the intellects of you children when you look at the pictures of the tree and the cycle.

179Yah jō lakṣhmī-nārāyaṇ haĩ inhō̃ key|kī rājdhānī kahā̃ chalī gaī  !

181Where did the kingdom of Lakshmi and Narayan go?

180Kisnē laṛāī kī  !

182Who fought in the war?

181Jissē harāyā .

183Who was the one who defeated you?

182Ab tō vah rājya hai nahī̃ .

184That kingdom doesn't exist now.

183In īśhvarīy bātō̃ kō kuchh nahī̃ jāntē haĩ .

185They don't know about these Godly matters at all.

184Tum bachchō̃ kō yah bhī sākṣhātkār huā hai . 185Kaisē guphāō̃ , khāniyō̃ sē jākar sōnē , hīrē ādi lē ātē haĩ .

186You children have had visions of how gold and diamonds are brought from the caves and mines.

186Yah science tumhārē sukh kē liē hōgī .

187This science will exist for your happiness.

187Yahā̃ hai duḥkh kē liē , vahā̃ aeroplane bhī phulaprūph hōṅgē .

188Here, it exists for sorrow. 189There, even aeroplanes will be foolproof.

188Bachchō̃ nē śhurū-śhurū mē̃ yah sab kuchh sākṣhātkār kiyā huā hai .

190You children had visions of all these things at the beginning.

189Pichhāṛī mē̃ bhī tum bahut sākṣhātkār karē̃gē .

191At the end, too, you will have many visions.

190Yah bhī tumnē sākṣhātkār kiyā hai . 191Chōr lūṭnē ātē haĩ , phir tumhārī śhakti kā rūp dēkh bhāg jātē haĩ .

192You have also had visions of how thieves come to loot everything and how, when they see your form of Shakti, they run away.

192Vah sab bātē̃ pichhāṛī kī haĩ .

193All of these things apply to the end.

193Chōr lūṭnē tō āyēṅgē , tum bāp kī yād mē̃ khaṛē hōṅgē tō vah ēkdam bhāg jāyēṅgē .

194Thieves will come to rob you, but if you are standing in remembrance of the Father, they will run away.

194Ab bāp kahtē haĩ bachchē khūb puruṣhārth karō .

195The Father says: Children, now make a lot of effort.

195Mukhya bāt hai pavitratā key|kī .

196The main thing is purity.

196Ēk janm pavitra bannā hai .

197Become pure for just one birth.

197Maut tō sāmnē khaṛā hai .

198Death is just ahead of you.

198Kudratī āpdāyē̃ bahut kaṛī āyēṅgī , jismē̃ sab khatm hō jāē̃ .

199Many very severe natural calamities will come in which everything will be destroyed.

199Śhivbābā in dvārā samjhātē haĩ , inkī ātmā bhī suntī hai .

200Shiv Baba explains to you through this one. 201This one's soul also listens.

200Yah bābā sab batlātē haĩ .

202This Baba tells you everything.

201Śhivbābā kō tō anubhav nahī̃ hai .

203Shiv Baba doesn't experience any of this.

202Bachchō̃ kō anubhav hōtā hai . 203Māyā K|kē tūphān kaisē ātē haĩ .

204It is you children who experience how the storms of Maya come.

204Pahlē number mē̃ yah hai , tō inkō sab anubhav hōgā .

205This one is number one and so he experiences everything.

205Tō ismē̃ ḍarnā nahī̃ hai , aḍōl rahnā hai .

206There is nothing to be afraid of in this. 207Remain unshakeable.

206Bāp kī yād mē̃ rahnē sē hī śhakti miltī hai .

208By staying in remembrance of the Father, you will receive power.

207Kōī bachchē chart likhtē haĩ phir chaltē-chaltē band kar dētē haĩ .

209Some children write their chart but then, while moving along, they stop doing it.

208Bābā samajh jātē hai thak gayā hai .

210Baba then understands that they have become tired.

209Pārlaukik bāp jissē itnā baṛā varsā miltā hai aisē bāp kō kabhī patra bhī nahī̃ likhtē haĩ .

211They don't even write a letter to the Father from beyond from whom they receive such a great inheritance.

210Yād hī nahī̃ kartē  !

212They never even remember Him.

211Aisē bāp kō tō kitnā yād karnā chāhiē . 212Śhivbābā ham āpkō bahut yād kartē haĩ .

213Such a Father should be remembered so much: Shiv Baba, I remember You a great deal.

213Bābā āpkī yād bigar ham bhalā kaisē rah saktē haĩ  !

214Baba, how can I live without remembering You?

214Jis bāp sē viśhva kī bādśhāhī miltī hai , aisē bāp kō kaisē bhūlē̃gē .

215How can you forget the Father from whom you receive the sovereignty of the world?

215Ēk card likhā vah bhī tō yād kiyā nā .

216Even if you just write a card, that is also remembering the Father.

216Laukik bāp bhī bachchō̃ kō chiṭṭhī likhtē haĩ - nūrē ratna . . . . strī , pati kō kaisē chiṭṭhī likhtī hai  !

217A physical father would also write a letter to his child: My child who is the light of my eyes. 218What would a wife write to her husband?

217Yahā̃ tō dōnō̃ sambandh haĩ .

219Here, you have both relationships.

218Yah bhī yād karnē key|kī yukti hai .

220This is also a way of remembering the Father.

219Kitnā mīṭhā bābā hai  !

221Baba is so sweet!

220Hamsē kyā māṅgtē haĩ  ?

222What does He ask of us?

221Kuchh bhī nahī̃ .

223Nothing at all.

222Vah tō dātā hai , dēnē vālā hai nā .

224He is the Bestower. 225He is the One who gives.

223Yah lēnē vālā nahī̃ .

226He doesn't take anything.

224Kahtē haĩ sweet children maĩ āyā hū̃ , bhārat kō khuśhbūdār bagīchā banākar jātā hū̃ .

227He says: Sweet children, I have come and I will then go back having made Bharat into a fragrant garden.

225Achchhā  !

228Achcha.

226Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

229To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

227Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

230The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

228Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

231Essence for dharna:

2291 ) sūryavanśhī bannē kē liē māt-pitā kō pūrā-pūrā follow karnā hai .

2321. In order to become part of the sun dynasty, follow the Mother and Father accurately.

230Yād mē̃ rahnē key|kī aur āp samān banānē key|kī mēhnat karnī hai .

233Make effort to stay in remembrance and make others equal to yourself.

2312 ) puruṣhārth kar śhrīmat par chal śhānt rahnā hai .

2342. Make effort, follow shrimat and remain peaceful.

232Baṛō̃ key|kī āgyā mānnī hai .

235Obey the orders of the seniors.

Blessing

233Vardān  : ēk bal ēk bharōsē K|kē ādhār par mañjil kō samīp anubhav karnē vālē himmatvān bhav

236Blessing: May you be courageous and, on the basis of one Strength and one Support, experience your destination to be close.

234Ūñchī mañjil par pahuñchnē sē pahlē āndhī tūphān lagtē hī haĩ , steamer kō pār jānē kē liē bīch bhãvar sē cross karnā hī paṛtā hai isliē jaldī mē̃ ghabrāō mat , thakō vā rūkō mat .

237Before you reach your highest destination, there will definitely be hurricanes and storms. 238In order to go across to the other side, a steamer has to go through the middle of an ocean. 239Therefore, do not quickly become afraid, or tired and stop.

235Sāthī kō sāth rakhō tō her|har muśhkil sahaj hō jāyēgī , himmatvān ban bāp key|kī madad K|kē pātr banō .

240Keep your Companion with you and all difficulties will then become easy. 241Be courageous and worthy of receiving the Father’s help.

236Ēk bal ēk bharōsā - is pāṭh kō sadā pakkā rakhō tō bīch bhãvar sē sahaj nikal āyēṅgē aur mañjil samīp anubhav hōgī .

242Always keep the lesson of one Strength and one Support firm and you will easily be able to pass through the whirlpool (middle of the ocean) and experience your destination to be close.

Slogan

237Slōgan  : viśhva kalyāṇkārī vah hai jō prakr̥iti sahit her|har ātmā kē prati śhubh bhāvnā rakhtē haĩ .

243Slogan: A world benefactor is one who has good wishes for every soul as well as for matter.

244*** Om Shanti ***

Avyakt Signal

238Yē avyakt iśhārē - parōpkār key|kī bhāvnā sē sampann ban apkārī par bhī upkār karō

245Avyakt Signal: Embrace the spirit of uplifting others and uplift those who have defamed you.

239Her|har ātmā kē prati rahm key|kī bhāvnā , sadā sahyōg key|kī bhāvnā , himmat baṛhānē key|kī bhāvnā hō .

246Let there always be feelings of mercy, feelings of constant co-operation and feelings of giving courage to every soul.

240Her|har paristhiti mē̃ , her|har kārya mē̃ , her|har sahyōgī saṅgaṭhan mē̃ niḥsvārth pan hō , tab kahē̃gē par upkār key|kī bhāvnā .

247In every situation, in every task and in every co-operative gathering, let there be feelings of altruism. 248Then, it can be said that you have the desire to uplift everyone.

241Jaisē brahmā bāp nē sva kē prati kuchh bhī svīkār nahī̃ kiyā .

249Father Brahma did not accept anything for himself.

242Na mahimā svīkār key|kī , na vastu svīkār key|kī , na rahnē kā sthān svīkār kiyā .

250He neither accepted praise, nor things. 251Nor did he accept a place to stay in.

243Sthūl aur sūkṣhma sadā «  pahlē bachchē ' ' , iskō kahtē haĩ par-upkārī , ismē̃ follow father kar samān banō .

252Both physical and subtle, it was always, “children first”. 253This is called uplifting others. 254Follow the Father in this way and become equal to Him.