शुक्रवार 16 अक्टूबर 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
016-10-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
016/10/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - is purānī duniyā sē bēhad K|kē vairāgī banō kyōṅki bāp tumhārē liē nayā svarg rūpī ghar banā rahē haĩ ' '
1Essence: Sweet children, have unlimited disinterest in this old world because the Father is creating the new home of heaven for you.
Question
2Praśhna : is avināśhī rūdra yagya mē̃ kin-kin bātō̃ K|kē kāraṇ hī vighna paṛtē haĩ ?
2Question: Due to what things are there obstacles in this imperishable sacrificial fire of Rudra?
Answer
3Uttar : yah śhivbābā kā rachā huā avināśhī rūdra yagya hai , ismē̃ tum manuṣhya sē dēvtā bannē kē liē pavitra bantē hō , bhakti ādi chhōṛtē hō is kāraṇ vighna paṛtē haĩ .
3Answer: This is the imperishable sacrificial fire of Rudra created by Shiv Baba. 4You are being purified by this in order to change from human beings into deities. 5It is also because you stop performing devotion that there are obstacles.
4Lōg kahtē haĩ - śhānti hō , vināśh na hō aur bāp nē yah rūdra gyān yagya rachā hī hai purānī duniyā K|kē vināśh kē liē .
6People want there to be peace and for destruction not to take place, whereas the Father has created this sacrificial fire of the knowledge of Rudra for the destruction of the old world.
5Iskē bād hī śhānti key|kī duniyā āyēgī .
7It is only after this that the world of peace will come.
Murli
6Ōm śhānti .
8Om shanti.
7Ōm śhānti kā arth|earth bāp nē bachchō̃ kō samjhāyā hai .
9The Father has explained the meaning of “Om shanti” to you children.
8Aham ātmā kā svadharm hai śhānt .
10The original religion of myself, a soul, is peace.
9Śhāntidhām mē̃ jānē kē liē kōī puruṣhārth nahī̃ karnā paṛtā hai .
11You don't have to make effort to go to the land of peace.
10Ātmā svayã śhānt svarūp , śhāntidhām mē̃ rahnē vālī hai .
12Souls themselves are embodiments of peace, residents of the abode of peace.
11Yahā̃ thōṛē samay kē liē śhānt rah saktē haĩ .
13You can remain peaceful here for a short time.
12Ātmā kahtī hai mērī karmēndriyō̃ kā bājā thak gayā hai .
14The soul says: The harmonium of my physical organs has become tired.
13Maĩ apnē svadharm mē̃ ṭik jātā hū̃ , śharīr sē alag hō jātā hū̃ .
15I am now stabilising myself in my original dharma; I am becoming detached from my body.
14Parantu karma tō karnā hī hai .
16However, souls have to perform actions.
15Śhānti mē̃ kahā̃ tak baiṭhē rahē̃gē .
17For how long would you remain seated in peace?
16Ātmā kahtī hai - maĩ śhānti dēśh key|kī rahvāsī hū̃ .
18The soul says: I am a resident of the abode of peace.
17Sirph yahā̃ śharīr mē̃ ānē sē maĩ talkie banā hū̃ .
19It is by coming here into a body that I become "talkie".
18Aham ātmā mam śharīr hai .
20I am a soul and this is my body.
19Ātmā hī patit aur pāvan bantī hai .
21It is souls who become pure and impure.
20Ātmā patit bantī hai tō śharīr bhī patit bantā hai kyōṅki satyug mē̃ 5 tatva bhī satō-pradhān hōtē haĩ . 21Yahā̃ 5 tatva tamōpradhān haĩ .
22When a soul becomes impure, his body also becomes impure. 23In the golden age, the five elements are satopradhan, whereas the five elements here are tamopradhan.
22Sōnē mē̃ khād paṛnē sē sōnā patit ban jātā hai . 23Phir unkō sāph karnē kē liē āg mē̃ ḍālā jātā hai .
24When alloy is mixed into gold, the gold becomes impure, so it is then put into a fire to be cleansed.
24Unkō yōg agni nahī̃ kahā jātā .
25That is not called the fire of yoga.
25Yōg agni bhī hai , jissē pāp jaltē haĩ .
26Yoga too is a fire in which sins are burnt away.
26Ātmā kō patit sē pāvan banānē vālā paramātmā hai .
27It is the Supreme Soul who makes souls pure from impure.
27Nām hī ēk kā hai .
28Only the name of One is mentioned.
28Bulātē haĩ hē patit-pāvan āō .
29They call out: “O Purifier, come!”
29Drama plan anusār sabkō patit tamōpradhān bannā hī hai .
30According to the drama plan, everyone has to become impure and tamopradhan.
30Yah jhāṛ hai nā .
31This is a tree.
31Us jhāṛ kā bīj nīchē rahtā hai , inkā bīj ūpar mē̃ hai .
32Normally the seed of a tree is beneath it, but the Seed of this tree is above it.
32Bāp kō jab bulātē haĩ tō buddhi ūpar chalī jātī hai .
33When you call out to the Father, your intellect goes up above.
33Jissē tum varsā lē rahē hō vah ab nīchē āyā huā hai .
34The One from whom you are claiming your inheritance has now come down.
34Kahtē haĩ mujhē ānā paṛtā hai .
35He says: I have to come here.
35Mērā jō yah manuṣhya sr̥iṣhṭi kā jhāṛ hai , yah anēk variety dharmō̃ kā hai .
36This human world tree of Mine has a variety of innumerable religions.
36Ab vah tamōpradhān patit jaṛajaḍībhūt avasthā kō pāyā huā hai .
37It has now reached the tamopradhan stage of total decay.
37Bāp baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ - satyug mē̃ pahlē-pahlē hōtē haĩ dēvī-dēvtāyē̃ .
38The Father sits here and explains to you children. 39At first, in the golden age, there are deities.
38Ab kaliyug mē̃ haĩ asur .
40Now, in the iron age, there are devils.
39Bākī asur aur dēvtāō̃ key|kī laṛāī lagī nahī̃ .
41There was no war between devils and deities.
40Tum in āsurī 5 vikārō̃ par yōgbal sē jīt pātē hō .
42You are now conquering these devilish five vices with the power of yoga.
41Bākī kōī hiṃsak laṛāī kī bāt nahī̃ hai .
43It is not a question of a violent battle.
42Tum kōī bhī prakār key|kī hiṅsā nahī̃ kartē hō .
44You don't commit any kind of violence.
43Tum kiskō hāth bhī nahī̃ lagāyēṅgē .
45You would not even touch anyone.
44Tum double ahiṃsak hō .
46You are doubly non-violent.
45Kām kaṭārī chalānā , yah tō sabsē baṛā pāp hai .
47To use the sword of lust is the greatest sin of all.
46Bāp kahtē haĩ - yah kām kaṭārī ādi-madhy-ant duḥkh dētī hai .
48The Father says: This vice of lust causes sorrow from its beginning through the middle to the end.
47Vikār mē̃ nahī̃ jānā hai .
49You mustn't indulge in any vice.
48Dēvtāō̃ kē āgē mahimā gātē haĩ - āp sarvguṇ sampann , sampūrṇ nirvikārī .
50People sing praise in front of the deities: You are full of all virtues, completely viceless.
49Ātmā in organs dvārā jāntī hai .
51Souls understand this through these organs.
50Kahtē haĩ ki ham patit ban gayē haĩ tō jarūr kab pāvan thē , jō kahtē haĩ ham patit banē haĩ .
52People say: “We have become impure. 53This means they were definitely pure at some time. 54This is why they say that they have become impure.”
51Bulātē bhī haĩ hē patit-pāvan āō .
55People call out: “O Purifier, come!”
52Jab pāvan haĩ tab kōī bulātē hī nahī̃ .
56When they are pure, no one calls out to Him.
53Unkō svarg kahā jātā hai .
57That is called heaven.
54Yahā̃ tō sādhū-santa ādi kitnī dhun lagātē haĩ patit-pāvan sītārām … jahā̃ bhī jāō gātē rahtē haĩ .
58Here, sages and holy men chant: "O Purifier Rama of Sita, come!" 59They continue to sing this wherever they go.
55Bāp samjhātē haĩ ki sārī duniyā patit hai .
60The Father explains that the whole world is impure.
56Rāvaṇ rājya hai nā , rāvaṇ kō jalātē haĩ . 57Parantu unkā rājya kab sē huā , kiskō patā nahī̃ hai .
61This is the kingdom of Ravan. 62They burn Ravan, but no one knows when his kingdom began.
58Ḍhēr key|kī ḍhēr bhakti mārg kī sāmagrī hai .
63There is so much paraphernalia of the path of devotion.
59Kōī kyā kartē , kōī kyā kartē .
64Some do one thing and others do something else.
60Sannyāsī bhī kitnē yōg sikhātē haĩ .
65Sannyasis also teach so many types of yoga.
61Vāstav mē̃ yōg kiskō kahā jātā hai - yah kōī kō patā nahī̃ hai .
66In fact, no one knows what yoga truly is.
62Yah bhī kiskā dōṣh nahī̃ hai .
67You cannot blame anyone for this.
63Yah drama banā banāyā hai .
68This drama is predestined.
64Jab tak maĩ na āū̃ , inhō̃ kō apnā part bajānā hai .
69Until I come, they have to continue to play their parts.
65Gyān aur bhakti , gyān hai din satyug trētā , bhakti hai rāt dvāpar kaliyug phir hai vairāgya . 66Purānī duniyā sē vairāgya .
70There is this knowledge and devotion. 71Knowledge is the day, the golden and silver ages, and devotion is the night, the copper and iron ages, and then there is disinterest; there is disinterest in the old world.
67Yah hai bēhad kā vairāgya . 68Unhō̃ kā hai had kā vairāgya .
72This disinterest is unlimited whereas their disinterest is limited.
69Tum jāntē hō yah purānī duniyā ab khatm hōnē vālī hai .
73You know that this old world is now to be destroyed.
70Nayā ghar banātē haĩ tō purānē sē vairāgya hō jātā hai .
74When a new home is being built, there is disinterest in the old home.
71Dēkhō , bēhad kā bāp kaisā hai ! 72Tumkō svarg rūpī ghar banākar dētā hai .
75Look what the unlimited Father is like: He builds the home of heaven for you.
73Svarg hai naī duniyā . 74Nark hai purānī duniyā .
76Heaven is the new world and hell is the old world.
75Naī sō purānī sō phir naī bantī hai .
77The new world becomes old and then it becomes new again.
76Naī duniyā key|kī āyu kitnī hai , yah kiskō patā nahī̃ hai .
78No one knows what the duration of the new world is.
77Abhī purānī duniyā mē̃ rah ham naī banātē haĩ .
79We are now living in the old world and making the world new.
78Purānē kabristān par ham paristān banāyēṅgē .
80We will create the land of angels on this old graveyard.
79Yahī jamunā kā kaṇṭhā hōgā , is par mahal banē̃gē .
81There will be the same banks of the River Jamuna and palaces will be built by those banks.
80Yahī dēhlī jamunā nadī par hōgī .
82This same Delhi will be by the banks of the River Jamuna.
81Bākī yah jō dikhātē haĩ - pāṇḍavō̃ K|kē kilē thē . 82Yah sab drama plan anusār jarūr phir bhī banē̃gē .
83They show that the Pandavas had fortresses; they will definitely all be created once again according to the drama plan.
83Jaisē tum yagya tap dān ādi kartē hōṅgē , yah phir bhī karnā hōgā .
84Just as you created sacrificial fires, did tapasya, made donations and performed charity, so you will have to do that again.
84Pahlē śhiv key|kī bhakti kartē hō .
85At first you worshipped Shiva.
85First class mandir banātē hō , unkō avyabhichārī bhakti kahā jātā hai .
86You built first-class temples. 87That is called unadulterated worship.
86Ab tum gyān mārg mē̃ hō .
88You are now on the path of knowledge.
87Yah hai avyabhichārī gyān .
89This is unadulterated knowledge.
88Ēk hī śhivbābā sē tum suntē hō jiskī pahlē tumnē bhakti key|kī , us samay kōī aur dharm hōtē nahī̃ .
90You listen to Shiv Baba alone, the One you worship first. 91At that time, there were no other religions.
89Us samay tum bahut sukhī rahtē hō .
92You remained very happy at that time.
90Dēvtā dharm bahut sukh dēnē vālā hai .
93The deity religion is one that gives a lot of happiness.
91Nām lēnē sē mukh mīṭhā hō jātā hai .
94By mentioning its name, your mouth becomes sweet.
92Tum ēk bāp sē hī gyān suntē hō .
95Only from the one Father do you hear knowledge.
93Bāp kahtē haĩ aur kōī sē tum mat sunō .
96The Father says: Don't listen to anyone else.
94Yah hai tumhārā avyabhichārī gyān .
97This is your unadulterated knowledge.
95Bēhad bāp K|kē tum banē hō .
98You now belong to the unlimited Father.
96Bāp sē hī varsā milēgā . 97Number-vār puruṣhārth anusār .
99Only from the Father do you receive your inheritance, numberwise, according to the efforts you make.
98Bāp thōṛē samay kē liē sākār mē̃ āyā huā hai .
100The Father has come into the corporeal form for a short time.
99Kahtē haĩ mujhē tum bachchō̃ kō hī gyān dēnā hai .
101He says: I have to give this knowledge to only you children.
100Mērā yah sthāī śharīr nahī̃ hai , maĩ ismē̃ pravēśh kartā hū̃ .
102This is not My permanent body. 103I have entered this one.
101Śhiv jayantī sē phir jhaṭ gītā jayantī hō jātī hai .
104After the birthday of Shiva, there is immediately the birth of the Gita.
102Unsē gyān śhurū kar dētē haĩ .
105It is from then that He begins to give this knowledge.
103Yah rūhānī vidyā supreme rūh dē rahē haĩ .
106The Supreme Spirit is giving you this spiritual knowledge.
104Pānī key|kī bāt nahī̃ .
107It is not a question of water.
105Pānī kō thōṛēhī gyān kahē̃gē .
108Water cannot be called knowledge.
106Patit sē pāvan , gyān sē banē̃gē .
109It is with this knowledge that you become pure from impure.
107Pānī sē thōṛēhī pāvan banē̃gē .
110You won’t become pure with water.
108Nadiyā̃ tō sārī duniyā mē̃ haĩ hī .
111There are rivers throughout the whole world.
109Yah tō gyān sāgar bāp ātē haĩ , ismē̃ pravēśh kar knowledge sunātē haĩ .
112The Father, the Ocean of Knowledge, comes and enters this one and speaks this knowledge.
110Yahā̃ gaū mukh par jātē haĩ .
113Here, people go to a gaumukh (cow’s mouth).
111Vāstav mē̃ gaū mukh tum chaitanya mē̃ hō .
114In fact, you are gaumukhs in the living form.
112Tumhārē mukh sē gyān amr̥it nikaltā hai .
115The nectar of this knowledge emerges from your mouths.
113Gaū sē tō dūdh miltā hai . 114Pānī key|kī tō bāt hī nahī̃ , yah sab kuchh bāp baiṭh samjhātē haĩ . 115Jō sabkā sadgati dātā hai .
116A cow gives milk and so it is not a question of water. 117The Father, who is the Bestower of Salvation for All, sits here and explains everything.
116Ab sabhī durgati mē̃ paṛē haĩ .
118All are now in degradation.
117Āgē tum nahī̃ jāntē thē tō rāvaṇ kō kyō̃ jalātē haĩ .
119Previously, you didn't know why people burn an effigy of Ravan.
118Ab tum jāntē hō bēhad kā daśhaharā hōnē vālā hai .
120You now know that an unlimited Dashera is to take place.
119Yah sārī duniyā bēṭ ( ṭāpū ) hai .
121This whole world is an island (Lanka).
120Rāvaṇ kā rājya sārī sr̥iṣhṭi par hai .
122The kingdom of Ravan exists over the whole world.
121Jō śhāstrō̃ mē̃ hai bandar sēnā thī , bandarō̃ nē pul banāī . . . yah sab haĩ dant kathāyē̃ .
123It says in that scripture that there was an army of monkeys and that they built a bridge. 124All of those are tall stories.
122Bhakti ādi chaltī hai , pahlē hōtī hai avyabhichārī bhakti , phir vyabhichārī bhakti .
125Devotion, etc. continues. 126At first, there is unadulterated devotion and then there is adulterated devotion.
123Daśhaharā , rākhī bandhan sab abhī K|kē hī tyōhār haĩ .
127Dashera and Rakhsha Bandhan are festivals that refer to this time.
124Śhiv jayantī kē bād hōtī hai śhrīkr̥iṣhṇa jayantī .
128After Shiva’s birthday, there is Shri Krishna’s birthday.
125Abhī kr̥iṣhṇapurī sthāpan hō rahī hai .
129The land of Krishna is now being established.
126Āj hai kanspurī , kal hōgī kr̥iṣhṇapurī .
130Today, it is the land of Kans, the devil, and tomorrow it will be the land of Krishna.
127Kaṅs āsurī sampradāy kō kahā jātā hai .
131The devilish community is called Kans.
128Pāṇḍav aur kauravō̃ key|kī laṛāī hai nahī̃ .
132There was no war between the Pandavas and the Kauravas.
129Śhrīkr̥iṣhṇa kā janm hai satyug mē̃ , vah hai first prince .
133The birth of Shri Krishna takes place in the golden age. 134He is the first prince.
130School mē̃ paṛhnē jātā hai .
135He goes to school to study.
131Jab baṛā hōtā hai tō rājgaddī par baiṭhtā hai .
136When he is older, he sits on the throne of the kingdom.
132Mahimā sārī śhivbābā kī hai , jō patitō̃ kō pāvan banānē vālā hai .
137All the praise is of Shiv Baba, who purifies the impure.
133Bākī yah rās līlā ādi yah tō āpas mē̃ khuśhī manātē hōṅgē .
138To dance, etc. is just celebrating with one another in happiness.
134Bākī śhrīkr̥iṣhṇa kiskō gyān sunāyē , yah kaisē hō saktā hai .
139How could it be possible for Shri Krishna to give someone this knowledge?
135Bābā kahtē haĩ - kiskō manā nahī̃ karnī hai ki bhakti nahī̃ karō . 136Āpēhī chhūṭ jātī hai .
140Baba says: You mustn't tell anyone not to perform devotion; they will let go of it naturally.
137Bhakti chhōṛtē haĩ , vikār chhōṛtē haĩ , is par hī haṅgāmā hōtā hai .
141You renounce devotion and the vices and this is why there is upheaval.
138Bābā nē kahā hai maĩ rūdra yagya rachtā hū̃ , ismē̃ āsurī sampradāy K|kē vighna paṛtē haĩ .
142Baba has said: I create this sacrificial fire of Rudra and the devilish community creates obstacles in this.
139Yah hai śhivbābā kā bēhad kā yagya , jissē manuṣhya sē dēvtā bantē haĩ .
143This is the unlimited sacrificial fire of Shiv Baba in which human beings change into deities.
140Gāyā huā hai gyān yagya sē vināśh jvālā pragaṭ huī .
144It is remembered that the flames of destruction emerged from the sacrificial fire of knowledge.
141Jab purānī duniyā kā vināśh hō - tab tum naī duniyā mē̃ rājya karē̃gē .
145It is only when the old world has been destroyed that you will rule in the new world.
142Lōg kahtē haĩ ham kahtē śhānti hō , yah be|B . K|kē . kahtē vināśh hō .
146People say: We say that there should be peace, whereas these Brahma Kumaris say that destruction should take place.
143Gyān na samajhnē K|kē kāraṇ aisā bōltē haĩ .
147They say that because they don’t understand this knowledge.
144Bāp samjhātē haĩ - yah sārī purānī duniyā is gyān yagya mē̃ svāhā hō jāyēgī .
148The Father explains: The whole of this old world is to be sacrificed into the sacrificial fire of this knowledge.
145Purānī duniyā kō āg lagnē vālī hai .
149The old world is to be set on fire.
146Natural calamities āyēgī , sarsō̃ muāphik sab peace|pīs kar khatm hō jāyēṅgē .
150There will also be natural calamities. 151All will be crushed like mustard seeds and destroyed.
147Bākī kuchh ātmāyē̃ bach jāyēṅgī .
152Only a few souls will be saved.
148Ātmā tō avināśhī hai .
153Souls are imperishable.
149Ab bēhad key|kī hōlikā hōnī hai , jismē̃ śharīr sab khatm hō jāyēṅgē .
154Now the unlimited Holika is to take place in which all bodies will be destroyed.
150Bākī ātmā pavitra bankar chalī jāyēgī .
155However, souls will become pure and return home.
151Āg mē̃ chīz śhuddha hōtī hai .
156Things are purified when they are put in a fire.
152Havan kartē haĩ , śhuddhatā kē liē .
157People have sacrificial fires for purifying everything.
153Vah sab haĩ jismānī bātē̃ .
158All of those things are physical.
154Ab sārī duniyā svāhā hōnē vālī hai .
159The whole world is now to be sacrificed.
155Vināśh K|kē pahlē jarūr sthāpanā hōnī chāhiē .
160Establishment definitely has to take place before destruction.
156Kiskō samjhāō - pahlē sthāpanā phir vināśh .
161When you explain to others, tell them that establishment is first and there is then destruction.
157Brahmā dvārā sthāpanā .
162Establishment takes place through Brahma.
158Prajāpitā maśhhūr hai ādi dēv , ādi dēvī . . . jagat ambā K|kē lākhō̃ mandir haĩ .
163Prajapita Brahma is very well known; there is Adi Dev and Adi Devi. 164There are hundreds of thousands of temples to Jagadamba.
159Kitnē mēlē lagtē haĩ .
165So many fairs (melas) take place.
160Tum hō jagat ambā K|kē bachchē gyān-gyānēśhvarī , phir banē̃gī rāj-rājēśhvarī .
166You are Gyan Gyaneshwari (knowledgeable ones), the children of Jagadamba, and you then become Raj Rajeshwari (princes and princesses).
161Tum bahut dhanvān bantē hō .
167You become very wealthy.
162Phir bhakti mārg mē̃ lakṣhmī sē dīpmālā par vināśhī dhan māṅgtē haĩ .
168On the path of devotion, during the festival of Diwali, people pray to Lakshmi for perishable wealth.
163Yahā̃ tumkō sab kuchh mil jātā hai āyuśhvān bhav , putravān bhav .
169Here, you receive everything. 170“May you have a long life! 171May you have sons!”
164Vahā̃ 150 varṣh āyu rahtī hai .
172There, the average lifespan is 150 years.
165Yahā̃ tum jitnā yōg lagāyēṅgē utnī āyu baṛhtī jāyēgī .
173Here, the more yoga you have, the more your lifespans will increase.
166Tum īśhvar sē yōg lagākar yōgēśhvar bantē hō .
174You have yoga with Ishwar and become yogeshwar.
167Bāp kahtē haĩ maĩ dhōbī hū̃ .
175The Father says: I am the Laundryman.
168Sab mūt palītī ātmāō̃ kō sāph kartā hū̃ .
176I clean all the souls who are dirty clothes.
169Phir śharīr bhī śhuddha milēgā .
177You will then receive pure bodies.
170Maĩ second mē̃ duniyā K|kē kapṛē sāph kar lētā hū̃ .
178I clean the clothes of the world in a second.
171Sirph manmanābhav hōnē sē ātmā aur śharīr pavitra ban jāyēṅgē .
179Just by becoming “Manmanabhav” souls and bodies will become pure.
172Chhū mantra huā nā .
180That is magic, is it not?
173Second mē̃ jīvanmukti , kitnā sahaj upāya hai .
181It is such a good way to receive liberation-in-life in a second.
174Chaltē-phirtē sirph bāp kō yād karō aur kōī jarā bhī taklīph nahī̃ dētā hū̃ .
182While walking and moving around, simply remember the Father. 183I don’t give you any other difficulty at all.
175Ab tumhārī ēk second mē̃ chaṛhtī kalā hōtī hai .
184You now have the stage of ascent in a second.
176Bāp kahtē haĩ - maĩ tum bachchō̃ kā servant bankar āyā hū̃ .
185The Father says: I come here as the Servant of you children.
177Tumnē bulāyā hai - hē patit-pāvan ākar hamkō pāvan banāō tō servant huā nā .
186You called out to Me: “O Purifier, come and purify us!” 187Therefore, I am your Servant, am I not?
178Jab tum bahut patit bantē hō tō jōr sē chillātē hō .
188When you become very impure, you cry out very loudly.
179Ab maĩ āyā hū̃ .
189I have now come.
180Maĩ kalp-kalp ākar bachchō̃ kō mantra dētā hū̃ ki mujhē yād karō .
190I come every cycle and give you children a mantra: “Remember Me!”
181Manmanābhav kā arth|earth bhī yah hai .
191This is the meaning of “Manmanabhav”.
182Phir viṣhṇupurī kā mālik banē̃gē .
192You will then become the masters of the land of Vishnu.
183Tum āyē hō viṣhṇupurī kā rājya lēnē , rāvaṇ purī kē bād hai viṣhṇupurī .
193You have come to claim the kingdom of the land of Vishnu. 194After the land of Ravan, there is the land of Vishnu.
184Kanspurī kē bād kr̥iṣhṇapurī .
195After the land of Kans, there is the land of Krishna.
185Kitnā sahaj samjhāyā jātā hai .
196Everything is explained to you so easily.
186Bāp kahtē haĩ is purānī duniyā sē sirph mamatva miṭā dō .
197The Father says: End all attachment to this old world.
187Ab hamnē 84 janm pūrē kiyē haĩ .
198We have now completed our 84 births.
188Yah purānā chōlā chhōṛ ham jāyēṅgē naī duniyā mē̃ .
199We will leave these old costumes and go to the new world.
189Yād sē hī tumhārē pāp kaṭ jāyēṅgē , itnī himmat karnī chāhiē .
200Only by having remembrance will your sins be cut away. 201You should have this much courage.
190Achchhā !
202Achcha.
191Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
203To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
192Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
204The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
193Dhārṇā kē liē mukhya sār :
205Essence for dharna:
1941 ) mukh sē sadaiv gyān amr̥it nikālnā hai .
2061. Always let the nectar of this knowledge emerge from your mouth.
195Gyān sē hī sabkī sadgati karnī hai .
207Give everyone this knowledge for them to receive liberation.
196Ēk bāp sē hī gyān sunnā hai , dūsrō̃ sē nahī̃ .
208Listen to only the one Father’s knowledge and no one else’s.
1972 ) chaṛhtī kalā mē̃ jānē kē liē chaltē-phirtē bāp kō yād karnē kā abhyās karnā hai .
2092. In order to go into the stage of ascent, practise remembering the Father while walking and moving around.
198Is purānī duniyā , purānē chōlē sē mamatva miṭā dēnā hai .
210Finish your attachment to this old world and to your old costume.
Blessing
199Vardān : buddhi rūpī pāṅw dvārā is pāñch tatvō̃ key|kī ākarṣhaṇ sē parē rahnē vālē phariśhtā svarūp bhav
211Blessing: May you be an angel whose feet of the intellect stay beyond any pull of the five elements.
200Phariśhtō̃ kō sadā prakāśh key|kī kāyā dikhātē haĩ .
212Angels are always shown with bodies of light.
201Prakāśh key|kī kāyā vālē is dēh key|kī smr̥iti sē bhī parē rahtē haĩ .
213Those who have bodies of light stay beyond the consciousness of their bodies.
202Unkē buddhi rūpī pāṅw is pāñch tatva key|kī ākarṣhaṇ sē ūñchē arthāt parē hōtē haĩ .
214The feet of their intellects stay beyond any pull of the five elements, that is, they remain beyond.
203Aisē phariśhtō̃ kō māyā va kōī bhī māyāvī touch nahī̃ kar saktē .
215Maya or anything to do with Maya cannot touch such angels.
204Lēkin yah tab hōgā jab kabhī kisī K|kē adhīn nahī̃ hōṅgē .
216However, this is only possible when there is no dependence on anyone.
205Śharīr K|kē bhī adhikārī bankar chalnā , māyā K|kē bhī adhikārī bannā , laukik vā alaukik sambandh key|kī bhī adhīnatā mē̃ nahī̃ ānā .
217Move along with a right over your body and also over Maya. 218Do not have any type of dependency on either your lokik or alokik relationships.
Slogan
206Slōgan : śharīr kō dēkhnē key|kī ādat hai tō light kā śharīr dēkhō , light rūp mē̃ sthit rahō .
219Slogan: If you have a habit of looking at bodies, then look at bodies of light and remain stable in the form of light.
207Mātēśhvarī jī K|kē anmōl mahāvākya - « nirantar īśhvarīy yād kī baiṭhak ' '
220Invaluable versions of Mateshwari 221Sitting to have constant remembrance of God.
208Ab jab paramātmā key|kī yād mē̃ baiṭhtē hō tō baiṭhnē kā matlab kyā hai ?
222When we are sitting in remembrance of God, what is the purpose of sitting?
209Hamē̃ sirph paramātmā key|kī yād mē̃ baiṭhnā nahī̃ hai parantu apnī īśhvarīy yād tō nitya chaltē phirtē her|har samay karnī hai aur yād bhī us vastu kī rahtī hai jiskā parichay hō .
223We mustn’t just sit in remembrance of God, for we have to have remembrance of God at every moment while walking and moving around. 224We can only remember Him when we know Him, what His name and form are.
210Uskā nām rūp kyā hai , agar ham kahē̃ īśhvar nām rūp sē nyārā hai tō phir kis rūp kō yād karē̃ ?
225If we say that God is beyond name and form, then in which form should we remember Him?
211Agar kahē̃ īśhvar sarvavyāpī hai tō unkī vyāpakatā tō sarvatra hō gaī tō phir yād kiskō karē̃ , agar yād śhabda hai tō avaśhya yād kā rūp bhī hōgā .
226If we say that God is omnipresent, then His presence is everywhere, and so whom should we remember? 227If we speak of remembrance, then there must definitely be a form that we have to remember.
212Yād kā matlab hai ēk yād karnē vālā , dūsrā jiskō yād kartē hō tō jarūr yād karnē vālā unsē bhī bhinn hai , tō phir īśhvar sarvavyāpī nahī̃ ṭhaharā|ṭhahrā .
228Remembrance means one who is remembering and the other one who is being remembered. 229Therefore, the one who is remembering is definitely separate from the one being remembered. 230So, it means that God is not omnipresent.
213Agar kōī kahē ham ātmāyē̃ paramātmā key|kī aṅśh haĩ tō kyā paramātmā bhī ṭukṛā ṭukṛā hōtā hai .
231If we say that souls are parts of God, then, is God in pieces?
214Phir tō paramātmā vināśhī ṭhaharā|ṭhahrā ! 215Unkī yād bhī vināśhī huī .
232That would mean God is perishable and remembrance of Him is also perishable.
216Ab is bāt kō lōg nahī̃ jāntē , paramātmā bhī avināśhī hai , ham us avināśhī parampitā paramātmā key|kī santān ātmā bhī avināśhī haĩ .
233People do not know that God is imperishable and that we souls, children of that imperishable Supreme Father, Supreme Soul, are also imperishable.
217Tō ham vanśh ṭhaharē na ki aṅśh .
234So, we are His creation, not a part of Him.
218Ab yah chāhiē knowledge , jō paramātmā svayã ākar ham bachchō̃ kō dētē haĩ .
235We need this knowledge which God Himself comes and gives us children.
219Paramātmā K|kē ham bachchō̃ kē prati mahāvākya haĩ bachchē , maĩ jō hū̃ jaisā hū̃ us rūp kō yād karnē sē tum mujhē avaśhya prāpt karōgē .
236God’s elevated versions for us children are: “Children, by remembering Me as I am and what I am, you will definitely attain Me.”
220Agar maĩ duḥkh sukh sē nyārā pitā sarvavyāpī hōtā tō phir khēl mē̃ sukh duḥkh nahī̃ hōtā .
237If, I, the Father, who is beyond happiness and sorrow were to be omnipresent, there wouldn’t be happiness and sorrow in this play.
221Tō maĩ sarvavyāpī nahī̃ hū̃ , maĩ bhī ātmā sadr̥iśhya ātmā hū̃ lēkin sarv ātmāō̃ sē mērē guṇ param haĩ isliē mujhē param ātmā arthāt paramātmā kahtē haĩ .
238So, I am not omnipresent. 239I am also a Soul like other souls, but My virtues are supreme when compared to all souls and this is why I am called the Supreme Soul, God.
222Achchhā , ōm śhānti .
240Achcha. 241*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
223Yē avyakt iśhārē - parōpkār key|kī bhāvnā sē sampann ban apkārī par bhī upkār karō
242Avyakt Signal: Embrace the spirit of uplifting others and uplift those who have defamed you.
224Mansā sēvā karnē kē liē sarv kē prati sadā hī śhrēṣhṭh aur niḥsvārth saṅkalp hō̃ , sadā par-upkār key|kī bhāvnā hō .
243In order to serve with your mind, constantly have elevated and altruistic thoughts for everyone. 244Always have the motivation of uplifting everyone.
225Apkārī par bhī upkār key|kī śhrēṣhṭh śhakti hō .
245Always maintain your elevated power of uplifting those who defame you.
226Sadā dātāpan key|kī bhāvnā hō .
246Always have the feeling that you are a bestower.
227Sadā sva parivartan , sva K|kē śhrēṣhṭh karma dvārā aurō̃ kō śhrēṣhṭh karma key|kī prērṇā dēnē vālē hō .
247Transform yourself and keep your actions constantly elevated and thereby inspire others to perform elevated actions.