गुरुवार 22 अक्टूबर 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
022-10-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
022/10/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - mahāvīr banō , māyā K|kē tūphānō̃ sē laṛnē kē bajāē achal-aḍōl banō ' '
1Essence: Sweet children, become mahavirs. 2Instead of fighting the storms of Maya, remain unshakeable and immovable.
Question
2Praśhna : brahmā bābā K|kē sāmnē anēk haṅgāmē̃ hōtē bhī kabhī rañj nahī̃ huē - kyō̃ ?
3Question: Why did Brahma Baba not get upset even though so much upheaval appeared in front of him?
Answer
3Uttar : kyōṅki bābā kō naśhā thā ki hamē̃ bāp sē varsā lēnā hai .
4Answer: Because Baba had the intoxication of claiming his inheritance from the Father.
4Yah tō sab kalp pahlē muāphik hō rahā hai nothing new .
5Everything is happening exactly as it did in the previous cycle; it is nothing new.
5Gāliyā̃ tō sabsē adhik bāp kō milī .
6It was the father who received the most insults.
6Phir śhrīkr̥iṣhṇa kō bhī gālī dētē . 7Agar hamē̃ bhī gālī khānī paṛē tō kyā baṛī bāt .
7“They even insult Shri Krishna; so what is big deal if I have to take insults!
8Duniyā hamārī bātō̃ kō jāntī hī nahī̃ tō jarūr gālī dēgī isliē kōī bhī bāt mē̃ rañj nahī̃ huā .
8The world knows nothing about our matters, and so they will definitely insult me”. 9Therefore, he didn’t get upset about anything.
9Aisē hī follow father .
10Follow the father in the same way.
Song
10Gīt : bhōlēnāth sē nirālā …
11Song: No one is as unique as the Innocent Lord!
Murli
11Ōm śhānti .
12Om shanti.
12Yah bhaktimārg vālō̃ kā gīt hai .
13This song was composed by those on the path of devotion.
13Gyān mārg mē̃ gīt ādi nahī̃ gāyā jātā hai , na banāyā jātā hai , na jarūrat hai kyōṅki gāyā huā hai - bāp sē second mē̃ jīvanmukti kā varsā miltā hai .
14Neither are songs sung on the path of this knowledge, nor should songs be composed here. 15There is no need for them because it is remembered that you receive your inheritance of liberation-in-life in a second from the Father.
14Usmē̃ gīt ādi key|kī kōī bāt hī nahī̃ .
16There is no question of songs etc. in that.
15Tum jāntē hō hamē̃ bēhad K|kē bāp sē bēhad kā varsā miltā hai .
17You know that you are receiving the unlimited inheritance from the unlimited Father.
16Jō bhakti mārg key|kī rasam-rivāj hai , vah ismē̃ nahī̃ ā saktī .
18The systems and customs of the path of devotion cannot continue here.
17Bachchē kavitā ādi banātē haĩ vah bhī aurō̃ kō sunānē kē liē . 18Vah bhī jab tak tum nahī̃ samjhāō tab tak kōī samajh na sakē .
19The poetry etc. that children write is for reciting to others, but even that cannot be understood by them until you explain it personally.
19Ab tum bachchō̃ kō bāp milā hai tō khuśhī kā pārā chaṛhnā chāhiē .
20You children have now found the Father and so the mercury of your happiness must rise.
20Bāp nē 84 janmō̃ K|kē chakra kā knowledge bhī sunāyā hai .
21The Father has given you this knowledge of the cycle of 84 births.
21Khuśhī hōnī chāhiē ki abhī ham svadarśhan chakradhārī banē haĩ .
22You should have the happiness that you have now become spinners of the discus of self-realisation.
22Bāp sē viṣhṇupurī K|kē mālik ban rahē haĩ .
23You are becoming the masters of the land of Vishnu through the Father.
23Niśhchaybuddhi hī vijayantī .
24Those whose intellects have faith become victorious.
24Jiskō niśhchay hōtā vah satyug mē̃ jāyēṅgē hī .
25Those who have faith will definitely go to the golden age.
25Tō bachchō̃ kō sadaiv khuśhī rahnī chāhiē , follow father .
26Therefore, you children should constantly remain happy: follow the father.
26Bachchē jāntē haĩ nirākār bābā jab sē is tan mē̃ pravēśh huā hai , tō inkē pās|pass bhī baṛē haṅgāmē̃ huē .
27You children know that this one has had to face a lot of upheaval ever since the incorporeal Father entered him.
27Bhāīyō̃ K|kē jhagaṛē|jhagṛē , śhahar K|kē jhagaṛē|jhagṛē , sārē sindh K|kē jhagaṛē|jhagṛē chalē .
28There were fights between brothers in the cities and throughout the whole of Sindh.
28Bachchē baṛē huē kahē̃gē , jaldī śhādī karō .
29As soon as his children grew up, people wanted him to marry them off quickly.
29Śhādī bigar kām kaisē chalēgā .
30They asked: How can anything continue without getting married?
30Gītā paṛhnā miss nahī̃ kartē thē , jab mālūm paṛ gayā ki gītā kā bhagvān śhiv hai tō vah gītā paṛhnā chhūṭ gaī .
31He never used to miss studying the Gita. 32When he found out that the God of the Gita is God Shiva, he stopped studying the Gita.
31Phir naśhā chaṛh gayā ki ham tō viśhva K|kē mālik bantē haĩ .
33He then had the intoxication of becoming the master of the world.
32Yah tō śhiv bhagvānuvāch hai tō us gītā kō chhōṛ diyā aur phir pavitratā par baṛā haṅgāmā huā .
34These are the versions of God Shiva and so he stopped studying that Gita. 35Then there was also great upheaval over purity.
33Bhāī , kākē , chāchē ādi kitnē thē .
36There were so many brothers, uncles etc.
34Ismē̃ bahādurī chāhiē nā .
37One has to be courageous about this.
35Tum hō hī mahāvīr mahāvīrnī .
38You are mahavirs and mahavirnis (male and female great warriors).
36Sivāē ēk K|kē aur kōī key|kī parvāh nahī̃ .
39You are not concerned about anyone but the One.
37Puruṣh hai rachtā .
40A male is a creator.
38Rachtā khud pāvan bantā hai tō rachnā kō bhī pāvan banānā hai .
41This creator is becoming pure himself and so he also has to make his creation pure.
39Pavitra hans aur apavitr bagulē , ikaṭṭhē kaisē rah saktē haĩ .
42How could a pure swan and an impure stork live together?
40Creator tō jhaṭ hukm karēgā hamārī mat par chalnā hai tō chalō , nahī̃ tō nikal jāō .
43The creator would immediately have to order his creation to follow his directions or leave.
41Tumkō patā hai laukik bachchī śhādī key|kī huī thī .
44You know that Baba's daughter was married.
42Unkō milā gyān , tō bōlē vāh !
45When she received this knowledge, she said: Wonderful!
43Bāp kahtē haĩ pavitra banō tō ham kyō̃ nahī̃ banē̃gē .
46My father is telling me to become pure and so why would I not do that?
44Javāb dē diyā pati kō ki ham viṣh nahī̃ dēgē .
47She told her husband that she would not give poison.
45Bas is bāt par hī bahutō̃ kā jhagaṛā|jhagṛā chalā .
48There was a lot of fighting for many over this aspect.
46Baṛē-baṛē gharō̃ sē bachchiyā̃ nikal āī , kōī bhī parvāh nahī̃ key|kī .
49Many daughters came from grand families; they weren't concerned about anyone else.
47Jinkī takdīr mē̃ nahī̃ hai tō samajh bhī na sakē̃ .
50Those who don't have it in their fortune cannot understand this.
48Pavitra rahnā hai tō rahō , nahī̃ tō jākar apnā prabandh karō .
51If you want to remain pure, then do so. 52Otherwise, go and make your own arrangements.
49Itnī himmat bhī tō chāhiē nā .
53One has to have so much courage.
50Bāp K|kē sāmnē kitnē haṅgāmē̃ huē .
54The father had to face so much upheaval.
51Bābā kō kabhī rañj huā dēkhā !
55Did you ever see Baba become upset?
52America tak akhbārō̃ mē̃ nikal gayā .
56There were stories in the papers as far away as America.
53Nothing new .
57It was nothing new.
54Yah tō kalp pahlē muāphik hōtā hai , ismē̃ ḍar key|kī bāt kyā hai .
58This happened exactly as it did in the previous cycle. 59There is nothing to be afraid of in this.
55Hamkō tō apnē bāp sē varsā lēnā hai .
60We have to claim our inheritance from the Father.
56Apnī rachnā kō bachānā hai .
61We have to save our own creation.
57Bāp jāntē haĩ sārī creation is samay patit hai .
62The Father knows that the whole of creation is impure at this time.
58Mujhē hī sabkō pāvan banānā hai .
63I alone have to purify everyone.
59Bāp kō hī sab kahtē haĩ hē patit-pāvan , liberator āō .
64It is to the Father that everyone says: O Purifier, Liberator, come!
60Tō unkō hī taras paṛtā hai .
65So, He has mercy.
61Merciful hai nā .
66He is the Merciful One.
62Tō bāp samjhātē haĩ ki bachchē kōī bhī bāt mē̃ ḍarō mat .
67The Father explains: Children, don't be afraid of anything.
63Ḍarnē sē itnā ūñch pad pā nahī̃ sakē̃gē .
68You will not be able to claim such a high status by being afraid.
64Atyāchār , mātāō̃ par hī hōtē haĩ .
69It is the innocent mothers who are assaulted.
65Yah bhī niśhānī hai .
70This has been symbolised (in the Mahabharat scriptures).
66Drōpadī kō naṅgan kartē haĩ .
71They tried to strip Draupadi.
67Bāp 21 janmō̃ kē liē naṅgan hōnē sē bachātē haĩ .
72The Father is now saving you from being stripped for 21 births.
68Duniyā in bātō̃ kō nahī̃ jāntī hai .
73The world doesn't know these things.
69Sadgati dātā tō maĩ hū̃ nā .
74I alone am the Bestower of Salvation for All.
70Jab tak manuṣhya durgati kō na pāyē̃ tab tak maĩ kaisē ākar sadgati dū̃ .
75How could I come and grant salvation unless people were in degradation?
71Patit tamōpradhān sr̥iṣhṭi bhī bannī hai .
76The world has to become impure and tamopradhan.
72Her|har chīz naī sē purānī jarūr hōtī hai .
77Everything definitely becomes old from new.
73Purānē ghar kō chhōṛnā hī paṛtā hai .
78You definitely have to leave your old home.
74Naī duniyā golden age , purānī duniyā iron age .
79The golden age is the new world and the iron age is the old world.
75Sadaiv naī tō rah na sakē .
80It cannot remain new all the time.
76Tum bachchē jāntē hō yah sr̥iṣhṭi kā chakra hai .
81You children know that the cycle of the world continues to turn.
77Dēvī dēvtāō̃ kā rājya phir sē sthāpan hō rahā hai .
82The deity kingdom is being established once again.
78Bāp kahtē haĩ phir sē tumkō gītā gyān sunātā hū̃ .
83The Father says: I am once again speaking the knowledge of the Gita to you.
79Yahā̃ rāvaṇrājya mē̃ duḥkh hai .
84There is sorrow here in the kingdom of Ravan.
80Rāmrājya kiskō kahā jātā hai , yah bhī kiskō patā nahī̃ aur samajhtē bhī nahī̃ haĩ .
85No one knows or understands what the kingdom of Rama is.
81Bāp kahtē haĩ maĩ svarg athavā rāmrājya key|kī sthāpanā karnē āyā hū̃ .
86The Father says: I have come to establish heaven, the kingdom of Rama.
82Tum bachchō̃ nē anēk bār rājya liyā aur phir ganvāyā hai .
87You children have won and lost the kingdom many times.
83Yah sabkī buddhi mē̃ hai .
88This is in the intellects of all of you.
8421 janm satyug mē̃ rahtē haĩ , uskō kahā jātā hai 21 pīṛhī arthāt jab būṛhē hōtē haĩ tab śharīr chhōṛtē haĩ .
89You live in the golden age for 21 births; it is called 21 generations. 90It means that you shed your bodies when you are old.
85Akālē mr̥iityu kabhī hōtī nahī̃ .
91There is never untimely death.
86Ab tum jaisē trikāldarśhī ban gayē hō .
92It is as though you have now become trikaldarshi.
87Abhī tum jāntē hō ham janma-janmāntar bhakti kartē haĩ .
93You now know that you were performing devotion for birth after birth.
88Rāvaṇ rājya mē̃ bhī bhabhkā dēkhō kitnā hai .
94Look how much splendour there is in the kingdom of Ravan!
89Yah hai pichhāṛī kā bhabhkā .
95This is the splendour of the final time.
90Rāmrājya satyug mē̃ hōgā - vahā̃ yah vimān ādi sab thē phir yah sab gum hō gayē .
96There will be the kingdom of Rama in the golden age. 97All of those vimans etc. existed there and then they all disappeared.
91Phir is samay yah sab nikalē haĩ .
98All of those things have now emerged again.
92Abhī yah sab sīkh rahē haĩ .
99They are now learning everything.
93Jō sīkhnē vālē haĩ vah saṅskār lē jāyēṅgē . 94Phir ākar vahā̃ vimān banāyēṅgē .
100Those who are learning these things will carry those sanskars with them and they will then go there and build those vimans.
95Yah tumkō bhaviṣhya mē̃ sukh dēnē vālē haĩ .
101They will give you happiness in the future.
96Yah vimān ādi bhāratvāsī bhī banā saktē haĩ . 97Kōī naī bāt nahī̃ .
102Even the people of Bharat can build those vimans etc.; they are nothing new.
98Aklmand tō haĩ nā .
103People are clever.
99Yah science tumkō phir kām āyēgī .
104This science will be useful to you later on.
100Abhī yah science duḥkh kē liē hai phir vahā̃ sukh kē liē hōgī .
105Science is now causing sorrow, whereas it will give you happiness there.
101Vahā̃ tō her|har chīz naī hōgī .
106There, everything will be new.
102Abhī tō naī duniyā kī sthāpanā hō rahī hai .
107The new world is now being established.
103Bāp hī naī duniyā key|kī rājdhānī sthāpan kar rahē haĩ .
108The Father is establishing the kingdom of the new world.
104Tō bachchō̃ kō mahāvīr bannā hai .
109So, you children have to become mahavirs.
105Duniyā mē̃ yah kōī thōṛēhī jāntē ki bhagvān āyā huā hai .
110No one in the world knows that God has come.
106Bāp kahtē haĩ - gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē kamal fool|phūl samān pavitra rahō .
111The Father says: While living at home, remain as pure as a lotus.
107Ismē̃ ḍarnē key|kī bāt nahī̃ , karkē gālī dēgē .
112There is nothing to be afraid of. 113Perhaps, at the most, they will insult you.
108Gālī inkō bhī bahut dī haĩ .
114This one was also insulted a great deal.
109Śhrīkr̥iṣhṇa nē gālī khāī , aisā dikhātē haĩ .
115They have also shown Shri Krishna being insulted a great deal.
110Ab śhrīkr̥iṣhṇa tō gālī khā na sakē .
116However, Shri Krishna cannot be insulted.
111Gālī tō kaliyug mē̃ khātē haĩ .
117It is in the iron age that one gets insulted.
112Tumhārā rūp jō abhī hai phir kalp bād is samay hōgā .
118After a cycle you will have exactly the same forms you have now.
113Bīch mē̃ hō na sakē .
119Those same forms cannot exist at any time in between.
114Janm by janm features badaltē jātē haĩ . 115Ēk ātmā kō 84 janmō̃ mē̃ ēk jaisē features mil na sakē .
120Your features continue to change birth after birth for 84 births; no soul can receive the same features.
116Satō rajō tamō mē̃ ātē jātē haĩ , features badaltē jātē haĩ .
121You continue to go through the stages of sato, rajo and tamo and your features continue to change.
117Yah drama banā huā hai .
122This drama is predestined.
11884 janmō̃ mē̃ jō features vālē janma liē haĩ , vahī lē̃gē .
123You will have the same features as the features you have had in every one of the 84 births.
119Ab tum jāntē hō inkē features badal dūsrē janm mē̃ yah lakṣhmī-nārāyaṇ hō jāyēṅgē .
124You now know that their features will change in their next birth and they will become Lakshmi and Narayan.
120Tumhārī buddhi kā tālā ab khulā hai .
125The locks on your intellects have now opened.
121Ab yah hai naī bāt .
126This is something new.
122Bābā bhī nayā , bātē̃ bhī naī .
127Baba is new and this knowledge is new.
123Yah bātē̃ kiskī samajh mē̃ jaldī nahī̃ āyēṅgī .
128No one is able to understand these things very quickly.
124Jab takdīr mē̃ hō tab kuchh samajhē̃ .
129It is only when they have it in their fortune that they are able to understand.
125Mahāvīr kōī tūphān sē ḍarē̃gē nahī̃ .
130Mahavirs are never afraid of storms.
126Vah avasthā pichhāṛī mē̃ hōnī hai isliē gāyā huā hai atīndriya sukh pūchhnā hō tō gōp gōpiyō̃ sē pūchhō .
131That stage will be at the end. 132This is why it is remembered that if you want to know about supersensuous joy, ask the gopes and gopis.
127Bāp āyē hī haĩ tum bachchō̃ kō svarg K|kē lāyak banānē .
133The Father has come to make you children worthy of heaven.
128Kalp pahlē misal nark kā vināśh tō hōnā hī hai .
134Hell has to be destroyed like it was in the previous cycle.
129Satyug mē̃ tō ēk hī dharm hōgā .
135In the golden age, there will only be one dharma.
130Chāhtē bhī haĩ oneness hō .
136They want there to be oneness.
131Ēk dharm hōnā chāhiē .
137There should be one dharma.
132Yah bhī kiskō patā nahī̃ hai ki rāmrājya , rāvaṇ rājya alag-alag hai .
138They don't know that the kingdom of Rama is separate from the kingdom of Ravan.
133Yahā̃ vikār bigar janm hō na sakē .
139There cannot be birth here without vice.
134Mūt palītī haĩ nā .
140They are all impure dirty clothes.
135Ab bāp mē̃ niśhchay hai tō śhrīmat par pūrī rīti chalnā paṛē nā .
141If you have faith in the Father, you have to follow shrimat fully.
136Har ēk key|kī nabz bhī dēkhī jātī hai . 137Us anusār rāy bhī dī jātī hai .
142Each one's pulse is felt and advice is also given accordingly.
138Bābā nē bhī bachchō̃ kō kahā ki agar śhādī karnī hai tō jākar karō .
143Baba told his children that if they wanted to get married, they could do so by themselves.
139Bahut mitra-sambandhī ādi baiṭhē haĩ , unkō śhādī karā lē̃gē .
144There are many friends and relatives who would get them married.
140Tō har ēk key|kī nabz dēkhī jātī hai .
145Each one's pulse is felt.
141Pūchhtē haĩ bābā ; is hālat mē̃ haĩ , ham pavitra rahnē chāhtē haĩ , hamārē sambandhī hamkō ghar sē nikālnē chāhtē haĩ .
146Some ask: Baba, I am in this situation. 147I want to remain pure, but my relatives want to throw me out of the house.
142Ab kyā karnā hai ?
148What should I do now?
143Yah pūchhtē hō , pavitra rahnā hai .
149You are asking about wanting to remain pure.
144Agar nahī̃ rah saktē hō tō jākar śhādī karō .
150If you are unable to remain pure, go and get married.
145Achchhā samjhō kiskī sagāī huī hai . 146Rāzī karnā hai , harjā thōṛēhī haĩ .
151OK, for instance, if someone is engaged, you have to please them.
147Hathiyālā jab bāndhtē haĩ tō bhī kahtē haĩ - yah tumhārā pati gurū hai .
152When a couple get married, the bride is told that her husband is her guru.
148Achchhā us samay tum unsē likhvātē jānā . 149Māntī hō maĩ tumhārā gurū īśhvar hū̃ , likhō .
153OK, at that time, get it in writing: Do you believe me to be your guru and your god?
150Achchhā ab maĩ tumkō hukm dētā hū̃ , pavitra rahnā hai .
154OK, I am now ordering you to become pure!
151Himmat chāhiē nā .
155Courage is needed.
152Mañjil bahut bhārī hai .
156The destination is very high.
153Dōnō̃ ikaṭṭhē kaisē rahtē haĩ , yah sabkō dikhlānā hai .
157You have to show everyone how the two of you can live together.
154Prāpti bahut jabardast hai .
158The attainment is very great.
155Āg tab lagtī hai jab prāpti kā patā nahī̃ hai .
159Fire is created when you are unaware of the attainment you receive.
156Bāp kahtē haĩ - itnī baṛī prāpti hōtī hai tō ēk janm pavitra rahō , tō kyā baṛī bāt hai .
160The Father says: You receive such great attainment. 161Therefore, remain pure for one birth. 162It is not a big thing.
157Ham tumhārā pati īśhvar haĩ .
163I, your husband, am your god.
158Hamārī āgyā par pavitra rahnā paṛēgā .
164You will have to remain pure according to my orders.
159Bāp yuktiyā̃ batā dētē haĩ .
165The Father shows you many methods.
160Bhārat mē̃ yah kāydā hai , strī kō kahtē haĩ tumhārā pati īśhvar hai , unkī āgyā par chalnā hai .
166It is the system in Bharat that a bride is told that her husband is her god, that she has to obey his orders and she has to massage his feet.
161Pati K|kē pāṅw dabānā hai kyōṅki samajhtē haĩ lakṣhmī nē nārāyaṇ K|kē pāṅw dabāyē thē .
167This is because they believe that Lakshmi massaged the feet of Narayan.
162Yah ādat kahā̃ sē nikalī ?
168Where did that habit emerge from?
163In jhūṭhē chitrō̃ sē .
169From the false pictures.
164Satyug mē̃ tō aisī bātē̃ hōtī nahī̃ .
170Such things do not exist in the golden age.
165Nārāyaṇ kab thaktā hai kyā jō lakṣhmī baiṭh pāṅw dabāyēgī ?
171Does Narayan ever become tired that Lakshmi would have to massage his feet?
166Thakāvaṭ key|kī bāt hō na sakē .
172There is no question of tiredness there.
167Yah tō duḥkh key|kī bāt hō jātī hai .
173That would be a matter of sorrow.
168Vahā̃ duḥkh kahā̃ sē āyā .
174How could there be sorrow there?
169Tō kitnī jhūṭhī bātē̃ likh dī haĩ .
175They have written so many false things.
170Bābā kō chhōṭēpan sē hī vairāgya rahtā thā , isliē bhakti kartē thē .
176Baba had disinterest from childhood and that was why he used to perform devotion.
171Bābā bachchō̃ kō yukti bahut achchhī batātē haĩ .
177Baba used to tell you children very good methods.
172Kōī bachchē kō sambandhī taṅg kartē haĩ , achchhā śhādī kar lō .
178When some children were troubled by relatives, Baba would ask them to get married.
173Strī tumhārī hō gaī . 174Phir kōī kuchh kar na sakē .
179Once the wife belongs to you, no one can say anything.
175Āpas mē̃ mil pavitra rahō , companion hō gayē .
180You can live together and stay pure as companions.
176Vilāyat mē̃ būṛhē hōtē haĩ tō sambhāl kē liē companion rakh dētē haĩ .
181Abroad, when they become old, they take a companion to be looked after by them.
177Civil marriage kartē haĩ . 178Vikār mē̃ nahī̃ jāyēṅgē .
182They have civil marriages where they don’t indulge in vice.
179Ab tum jāntē hō ham ēk bāp K|kē bachchē haĩ , āpas mē̃ bhāī-bahan hō gayē .
183You know that you are now children of the one Father and so you are brothers and sisters.
180Dādē sē varsā lētē haĩ .
184You are claiming your inheritance from the Grandfather.
181Bāp kō bulātē bhī patit duniyā mē̃ haĩ .
185You call out to the Father to come into the impure world.
182Hē patit-pāvan , sab sītāō̃ K|kē rām .
186O Purifier! 187O Rama of Sita!
183Manuṣhya rām-rām japtē haĩ tō sītā kō thōṛēhī yād kartē haĩ .
188People chant Rama’s name, but they don't remember Sita at that time.
184Unsē baṛī tō lakṣhmī hai .
189Lakshmi is greater than Sita.
185Parantu yād tō ēk bāp kō kartē haĩ .
190However, they are remembering the one Father.
186Lakṣhmī-nārāyaṇ kō phir bhī jāntē haĩ , śhiv kō tō kōī jāntē nahī̃ .
191They know Lakshmi and Narayan, but no one knows Shiv Baba.
187Ātmā bindī hai tō ātmāō̃ kā bāp bhī bindī hōgā nā .
192A soul is a point and the Father of souls is also a point.
188Ātmā mē̃ sārā gyān hai .
193That soul has all knowledge.
189Unkō kahā jātā hai gyān kā sāgar .
194He is called the Ocean of Knowledge.
190Tum ātmā bhī gyān sāgar bantī hō .
195You souls also become oceans of this knowledge.
191Gyān sāgar baiṭh tum ātmāō̃ kō samjhātē haĩ .
196The Ocean of Knowledge sits here and explains to you.
192Ātmā chaitanya hai .
197Souls are living beings.
193Tumhārī ātmā gyān kā sāgar ban rahī hai .
198You souls are becoming oceans of knowledge.
194Sārī sr̥iṣhṭi K|kē ādi madhya ant kā gyān tumkō hai .
199You have this knowledge of the beginning, the middle and the end of the whole world.
195Mīṭhē bachchō̃ kō himmat rakhnī chāhiē .
200You sweet children should have courage.
196Hamkō bābā key|kī śhrīmat par chalnā chāhiē nā .
201We have to follow Baba's shrimat.
197Bēhad kā bāp bēhad K|kē bachchō̃ kō svarg kā mālik banātē haĩ tō bāp kahtē haĩ tum bhī apnī rachnā kō hāth mē̃ rakhō .
202The unlimited Father is making you children into the masters of heaven. 203Therefore, the Father says: You have to keep your creation in your hands.
198Agar bachchā tumhārī āgyā nahī̃ māntā hai tō bachchā , bachchā nahī̃ . 199Vah tō kapūt ṭhaharā|ṭhahrā .
204If your son doesn't obey you, then that son is not your son; he is disobedient.
200Āgyākārī , pharmānbardār bachchā hō tō varsē kā hakdār ban saktā .
205If the son is obedient and follows all orders, he can claim a right to the inheritance.
201Bēhad kā bāp bhī kahtē haĩ mērī śhrīmat par chalē̃gē tō tum aisē śhrēṣhṭh banē̃gē .
206The unlimited Father says: If you follow my shrimat, you become elevated.
202Nahī̃ tō prajā mē̃ chalē jāyēṅgē .
207Otherwise, you will become part of the subjects.
203Bāp tumkō nar sē nārāyaṇ banānē āyē haĩ .
208The Father has come to change you from ordinary humans into Narayan.
204Yah hai sachchī satya nārāyaṇ kī kathā .
209This is the true story of the true Narayan.
205Tum rājāī prāpt karnē āyē hō .
210You have come here to attain a kingdom.
206Ab mama bābā rājā rānī bantē haĩ tō tum bhī himmat karō .
211Mama and Baba become the queen and king and so you should also have courage.
207Bāp tō jarūr āp samān banāyēṅgē .
212The Father definitely makes others equal to Himself.
208Prajā bannē mē̃ hī rāzī nahī̃ hōnā chāhiē .
213Don't be happy with just becoming subjects.
209Puruṣhārth karnā hai - ham bāp sē pūrā varsā lē̃gē , vārī jāyēṅgē .
214Make effort to claim your full inheritance from the Father and completely surrender yourselves.
210Tum unkō apnā vāris banāyēṅgē tō yah tumkō 21 janmō̃ kē liē varsā dēgē .
215When you make Him your Heir, He will give you an inheritance for 21 births.
211Bāp bachchō̃ par vārī jātē haĩ .
216The Father surrenders Himself to you children.
212Bachchē kahtē haĩ bābā yah tan-man-dhan sab āpkā hai .
217Children say: Baba, this body, mind and wealth are Yours.
213Āp bāp bhī hō tō bachchē bhī hō .
218You are the Father and also the Child.
214Tvamēv mātā cha pitā tvamēv .
219You are the Mother and You are the Father.
215Ēk bāp key|kī mahimā kitnī baṛī hai .
220The praise of the one Father is so great!
216Duniyā mē̃ in bātō̃ kō kōī nahī̃ jāntē .
221No one in the world knows these things.
217Bhārat key|kī hī sārī bāt hai .
222This all refers to Bharat.
218Tum bachchē jāntē hō yah vahī 5 hajār varṣh pahlē vālī laṛāī hai .
223You children know that this is the same war of 5000 years ago.
219Abhī svarg key|kī sthāpanā hō rahī hai .
224Heaven is now being established.
220Tō bachchō̃ kō sadaiv bahut khuśhī mē̃ rahnā chāhiē .
225You children should remain constantly happy.
221Bhagvān nē tumkō adopt kiyā hai tō tumkō khuśhī hōnī chāhiē .
226God has adopted you and so you should have that happiness.
222Phir tum bachchō̃ kā bāp śhrr̥iṅgār kar rahē haĩ .
227The Father is now decorating you children.
223Paṛhātē bhī haĩ - bēhad kā bāp , gyān kā sāgar hai .
228He is also teaching you. 229He is the unlimited Father, the Ocean of Knowledge.
224Hamkō sārī sr̥iṣhṭi K|kē ādi madhya ant kā rāz samjhātē haĩ .
230He is explaining the secrets of the beginning, the middle and the end of the whole world to you.
225Jō bāp kō hī nahī̃ jāntē , vah haĩ nāstik .
231Those who don't know the Father are atheists.
226Tum bāp aur rachnā kō jāntē hō , tum hō āstik .
232You know the Father and creation and so you are theists.
227Lakṣhmī-nārāyaṇ āstik haĩ yā nāstik ?
233Are Lakshmi and Narayan atheists or theists?
228Tum kyā kahē̃gē ?
234What would you say?
229Tum khud kahtē hō satyug mē̃ paramātmā kō kōī yād nahī̃ kartē haĩ .
235You yourselves say that no one remembers God in the golden age.
230Vahā̃ hai sukh , tō sukh mē̃ paramātmā kā simraṇ kartē nahī̃ kyōṅki paramātmā kō jāntē nahī̃ .
236There is happiness there and so they don't remember God at that time of happiness because they don't know God at that time.
231Is samay tum āstik bankar varsā pā rahē hō .
237You become theists and receive your inheritance at this time.
232Phir vahā̃ yād hī nahī̃ kartē hō .
238Then, you won't remember Him there.
233Yahā̃ yād kartē haĩ parantu unkō jāntē nahī̃ haĩ isliē nāstik kahā jātā hai .
239People here remember Him, but they don't know Him and so they are atheists.
234Vahā̃ jāntē bhī nahī̃ tō yād bhī nahī̃ kartē .
240There, they neither know Him nor remember Him.
235Unhō̃ kō yah bhī patā nahī̃ hōgā ki yah varsā hamkō śhivbābā sē milā hai . 236Lēkin unkō nāstik nahī̃ kahē̃gē kyōṅki pāvan hai .
241There, they are unaware that they had received their inheritance from Shiv Baba, but they cannot be called atheists because they are pure.
237Achchhā !
242Achcha.
238Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
243To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
239Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
244The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
240Dhārṇā kē liē mukhya sār :
245Essence for dharna:
2411 ) śhrīmat par chalnē key|kī pūrī-pūrī himmat rakhnī hai .
2461. Have full courage to follow shrimat.
242Kisī bhī bāt mē̃ ḍarnā vā rañj ( nārāj ) nahī̃ hōnā hai .
247Don't become afraid or upset about anything.
2432 ) apnī rachnā apnē hāth mē̃ rakhnī hai .
2482. Keep your creation in your hands.
244Unhē̃ vikārō̃ sē bachānā hai .
249Save them from vice.
245Pāvan bannē key|kī rāy dēnī hai .
250Advise them to become pure.
Blessing
246Vardān : sadā bāp K|kē sammukh rah khuśhī kā anubhav karnē vālē athak aur ālasya rahit bhav
251Blessing: May you become tireless and free from laziness by constantly staying personally in front of the Father and experiencing happiness.
247Kōī bhī prakār K|kē saṅskār yā svabhāv kō parivartan karnē mē̃ dilśhikasta hōnā yā albēlāpan ānā bhī thaknā hai , issē athak banō .
252If you become disheartened or careless while transforming any type of sanskar or nature, it is a form of tiredness. 253Therefore, become tireless in this.
248Athak kā arth|earth hai jismē̃ ālasya na hō .
254To be tireless means not to have any laziness.
249Jō bachchē aisē ālasya rahit haĩ vē|way sadā bāp K|kē sammukh rahtē aur khuśhī kā anubhav kartē haĩ .
255The children who are free from this type of laziness constantly stay personally in front of the Father and experience happiness.
250Unkē man mē̃ kabhī duḥkh key|kī lahar nahī̃ ā saktī isliē sadā sammukh rahō aur khuśhī kā anubhav karō .
256Their minds never have any waves of sorrow. 257Therefore, remain constantly in front of the Father and experience happiness.
Slogan
251Slōgan : siddhi svarūp bannē kē liē her|har saṅkalp mē̃ puṇya aur bōl mē̃ duāyē̃ jamā kartē chalō .
258Slogan: In order to become an embodiment of success, continue to accumulate charity with your thoughts and blessings with your words.
259*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
252Yē avyakt iśhārē - parōpkār key|kī bhāvnā sē sampann ban apkārī par bhī upkār karō
260Avyakt Signal: Embrace the spirit of uplifting others and uplift those who have defamed you.
253Jiskā āpkē prati śhubh bhāv hai uskē prati āp bhī śhubh bhāv rakhtē hō , upkārī par upkār kartē hō , yah kōī baṛī bāt nahī̃ hai .
261It is not a big thing to have pure feelings for those who have pure feelings for you or uplift those who are already uplifted.
254Lēkin kōī āpkō bār-bār girānē key|kī kōśhiśh karē , āpkē man kō ḍagmag karē , phir bhī āpkō uskē prati sadā śhubhchintak kā , acal-aṭal bhāv hō , bāt K|kē kāraṇ bhāv na badalē|badlē , kōī apkār karē , āp ēk second mē̃ apkār kō upkār mē̃ parivartit kar dō tab kahē̃gē kamāl .
262However, when someone repeatedly tries to make you fall or tries to shake your mind, you should still have unshakeable and immovable pure feelings and thoughts for that soul. 263Your feelings for any soul should not change because of a situation. 264When someone defames you, transform that defamation in a second into upliftment. 265This would be called a wonder.