सोमवार 2 नवंबर 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
002-11-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
002/11/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tum yahā̃ apnī rājāī takdīr banānē āyē hō , jitnā yād mē̃ rahē̃gē , paṛhāī par dhyān dēgē utnā takdīr śhrēṣhṭh bantī jāyēgī ' '
1Essence: Sweet children, you have come here to make your fortune of the kingdom. 2The more you stay in remembrance and pay attention to this study, the more elevated your fortune will continue to become.
Question
2Praśhna : saṅgam par kis śhrīmat kā pālan kar 21 janmō̃ kē liē tum apnī takdīr śhrēṣhṭh banā lētē hō ?
3Question: By following which shrimat at the confluence age do you make your fortune elevated for 21 births?
Answer
3Uttar : saṅgam par bāp key|kī śhrīmat hai - mīṭhē bachchē nirvikārī banō .
4Answer: At the confluence age, the Father’s shrimat is: Sweet children, become viceless.
4Dēhī-abhimānī bannē kā pūrā-pūrā puruṣhārth karō .
5Make full effort to become soul conscious.
5Kabhī kōī pāp karma nahī̃ karnā tō 21 janmō̃ kē liē takdīr śhrēṣhṭh ban jāyēgī .
6If you never perform any sinful actions your fortune will become elevated for 21 births.
Song
6Gīt : takdīr jagākar āī hū̃ …
7Song: I have come having awakened my fortune...
Murli
7Ōm śhānti .
8Om shanti.
8Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ nē yah gīt sunā .
9You sweetest, spiritual children, heard the song.
9Ab in dō line kā arth|earth jinhōnnē samjhā vah hāth uṭhāyē̃ ?
10Those who understood the meaning of these two lines should raise their hands.
10Yah kisnē kahā - takdīr jagākar āī hū̃ ?
11Who said, “I have come having my fortune awakened?”
11Ātmā nē .
12A soul.
12Sabhī key|kī ātmā kahtī hai - maĩ takdīr banākar āyī hū̃ , kaun see|sī|C takdīr ?
13The soul of each of you says: “I have come with my fortune awakened”, but which fortune?
13Naī duniyā mē̃ jānē key|kī takdīr .
14The fortune of going to the new world.
14Naī duniyā hai svarg . 15Yah purānī duniyā hai nark .
15The new world is heaven, whereas the old world is hell.
16Tō yah sab ātmāyē̃ kahtī haĩ .
16All souls say this.
17Ātmā kō tō śharīr jarūr chāhiē tab tō bōlē .
17A soul definitely needs a body, for only then can he speak.
18Jīv key|kī ātmāyē̃ kahtī haĩ ham āyē haĩ school mē̃ takdīr banānē .
18You soul in living beings say: I have come to school to make my fortune.
19Paṛhānē vālā kaun hai ?
19Who is teaching you?
20Śhivbābā gyān kā sāgar .
20Shiv Baba, the Ocean of Knowledge.
21Manuṣhya kō dēvtā athavā patit kō pāvan , narkavāsiyō̃ kō svargvāsī banānē vālā vah ēk bāp hī hai .
21It is only the one Father who makes human beings into deities, impure beings into pure beings and residents of hell into residents of heaven.
22Is nark kō āg lagnī hai .
22This hell has to be set on fire.
23Duniyā mē̃ aisā kōī school nahī̃ jahā̃ bachchē kahē̃ ki ham bēhad K|kē bāp kē pās āyē haĩ athavā aisā bhī kōī nahī̃ jō kahē maĩ bāp bhī hū̃ , teacher bhī hū̃ , gurū bhī hū̃ .
23There is no other school in the world where children would say that they have come to the unlimited Father, nor is there anyone else who says: I am the Father, the Teacher and the Guru.
24Yah brahmā bhī nahī̃ kah saktē haĩ .
24Even this Brahma cannot say this.
25Ēk śhivbābā hī kahtē haĩ - maĩ sabhī kā bāp , teacher , gurū hū̃ .
25Only Shiv Baba says: I am the Father, the Teacher and the Guru of everyone.
26Vahī baiṭh paṛhātē haĩ .
26He sits here and teaches you.
27Tō ab bachchō̃ kō takdīr banānī hai .
27So, you children should now make your fortune.
28Bachchē kahtē haĩ ham āyē haĩ naī duniyā K|kē rājdhānī key|kī takdīr banānē .
28You children say: We have come to make our fortune for the kingdom of the new world.
29Hamkō mālūm hai ki yah purānī duniyā khatm hōnī hai .
29We know that this old world is to be destroyed.
30Bāp ākar naī duniyā sthāpan kartē haĩ .
30The Father comes and establishes the new world.
31Tum 21 janmō̃ kā rājya-bhāgya lēnē paṛhtē hō . 32Gōyā tum rājāī takdīr banānē āyē hō .
31You are studying to claim your fortune of the kingdom for 21 births, that is, you have come here to make your fortune for the kingdom.
33Yahā̃ rājyōg sīkh rahē hō .
32You are studying Raja Yoga here.
34Yah gīt tō bhal un nāṭak vālō̃ kā banāyā huā hai parantu iskā arth|earth phir samjhāyā jātā hai . 35Jaisē bāp sabhī vēdō̃ , śhāstrō̃ kā sār baiṭh samjhātē haĩ .
33Although this song was composed by film-makers, its meaning is now being explained to you again, just as the Father sits here and explains to you the essence of all the Vedas and scriptures.
36Is samay sārī duniyā mē̃ hai bhakti .
34At this time, there is devotion throughout the whole world.
37Satyug mē̃ bhakti , mandir ādi hōtē nahī̃ .
35In the golden age, there is no devotion or temples, etc.
38Tumnē ādhākalp bhakti kī hai , ab tō bhagvān mil gayā hai .
36You performed devotion for half the cycle and have now found God.
39Pahlē-pahlē bhārat mē̃ in dēvī dēvtāō̃ kā rājya thā , phir 84 janm lētē-lētē takdīr bigaṛ gaī hai .
37At first, there was the kingdom of those deities in Bharat. 38Then, while taking 84 births, their fortune became spoilt.
40Ab phir sē takdīr banātē haĩ .
39Your fortune is now being made once again.
41Bāp āyē hī hai takdīr banānē .
40The Father has come to make your fortune.
42Bachchō̃ kō kahtē haĩ mujhē yād karō .
41He says: “Children, remember Me.”
43Tum bahut hī pāp ātmā ban paṛē hō .
42You have become very sinful souls.
44Pahlē-pahlē bhakti kī jātī hai śhivbābā key|kī , vah hai avyabhichārī bhakti . 45Phir bhakti bhī vyabhichārī hō jātī hai .
43At first, there is devotion of Shiv Baba alone. 44It is unadulterated devotion, but then devotion becomes adulterated.
46Tō bachchō̃ kō pahlē-pahlē yah niśhchay hōnā chāhiē ki jiskō bhagvān kahā jātā hai vah hamkō paṛhātē haĩ .
45Therefore, you children should first of all have the faith that the One who is called God is teaching us.
47Unkō kōī śharīr hai nahī̃ , vah is śharīr mē̃ baiṭh bōltē haĩ . 48Jaisē tumhārī ātmā is śharīr mē̃ ānē sē bōlnē lagtī hai .
46He doesn’t have a body of His own, but He sits in this body and speaks just as you souls begin to speak when you enter your bodies.
49Kabhī-kabhī manuṣhya mar jātē haĩ , phir jab śhmaśhān mē̃ lē jātē haĩ tō ādhē mē̃ churpur karnē lag paṛtē haĩ .
47Sometimes, a person dies, but then, half way to the cremation ground he starts to move.
50Aisē ātmā chalī gaī phir āī , nahī̃ .
48Is it that the soul went away and then came back?
51Ātmā bilkul sūkṣhma hai nā , tō kahā̃ chhip gaī .
49No, the soul is very subtle and was hiding somewhere.
52Aisē kahē̃gē unconscious hō gaī , kiskō patā nahī̃ paṛā .
50It would be said that the person became unconscious and that no one was aware of that.
53Aisē kabhī-kabhī hō jātā hai .
51It sometimes happens like that.
54Chitā sē bhī jāg paṛtē haĩ , phir unkō uṭhā lētē haĩ .
52Sometimes, someone even wakes up on the pyre and so he is lifted off the pyre.
55Tō yah kyā huā ?
53So, what was that?
56Ātmā kahā̃ chhip gaī . 57Phir apnē ṭhikānē ā gaī .
54The soul was hiding somewhere and then came back to its own place.
58Ātmā nahī̃ hai tō śharīr ēkdam murdā hō jātā hai .
55When a body has no soul in it, it is a total corpse.
59Tō ātmāō̃ kā dēśh hai paramdhām .
56The land of souls is the supreme abode.
60Tum jāntē hō ham vahā̃ us ghar K|kē rahnē vālē thē .
57You know that we were residents of that home.
61Pahlē-pahlē ham ātmā ghar sē āyē satyug mē̃ .
58First of all, we souls came down from our home to the golden age.
62Bhāratvāsī jō dēvī-dēvtā thē , vahī āyē hōṅgē .
59The people of Bharat, who were deities, must have come down first.
63Vāstav mē̃ jō-jō dharm sthāpan kartē haĩ , pichhāṛī tak kāyam rahtē haĩ .
60In fact, those who establish a religion remain until the end.
64Buddha kā dharm kāyam hai , Christ kā dharm kāyam hai .
61The Buddhist religion exists all the time and the Christian religion also exists all the time (after they have been established).
65Sirph dēvī-dēvtā dharm vālē jō rājya kartē thē unkā nām hī gum hai .
62It is only those of the deity dharma, those who used to rule the kingdom, whose name has disappeared.
66Kōī bhī nahī̃ hai jō apnē kō dēvī-dēvtā dharm kā kahtā hō .
63There isn’t anyone who says that they belong to the deity dharma.
67Bāp samjhātē haĩ bhāratvāsī apnē dharm kō bhūl gayē haĩ , hamārā gr̥ihastha dharm pavitra thā .
64The Father explains that the people of Bharat have forgotten their dharma. 65Our household religion was pure.
68Sampūrṇ nirvikārī , mahārājā-mahārānī kā rājya thā .
66It was a completely viceless kingdom of emperors and empresses.
69Unhō̃ kō kahtē haĩ bhagvatī lakṣhmī aur bhagvān nārāyaṇ .
67They are called Goddess Lakshmi and God Narayan.
70Vāstav mē̃ bhagvān ēk hai , unkō hī gyān sāgar kahā jātā hai .
68In fact, there is only the one God and He alone is called the Ocean of Knowledge.
71In lakṣhmī-nārāyaṇ mē̃ tō kōī gyān hai nahī̃ .
69Lakshmi and Narayan have none of this knowledge at all.
72Gyān kā sāgar ēk hī śhivbābā hai .
70Only Shiv Baba is the Ocean of Knowledge.
73Vah baiṭh tum bachchō̃ kō gyān dētē haĩ .
71He sits here and gives this knowledge to you children.
74Tum abhī paṛh rahē hō , yah paṛhāī phir vahā̃ bhūl jāyēṅgē .
72You are now studying, but you will have forgotten this study when you go there.
75Abhī tum har ēk samajhtē hō hamārī ātmā mē̃ 84 janmō̃ kā record bharā huā hai .
73Now, each of you souls understand that you have a record of 84 parts recorded in you.
76Ātmā abhī knowledge lē rahī hai .
74You souls are now receiving this knowledge.
77Phir satyug mē̃ jākar apnā rājya bhāgya karēgī .
75You will then go and rule your kingdom in the golden age.
78Tum kahē̃gē hamnē 84 kā chakra lagāyā . 79Ab bābā sē ham svarg kī bādśhāhī lē rahē haĩ .
76You say that you have been around the cycle of 84 births and are now claiming the sovereignty of heaven from Baba.
80Har ēk us dādē sē varsā lētē haĩ , parantu apnē-apnē puruṣhārth anusār .
77Each of you claims your inheritance from the Grandfather, but it is according to your own efforts.
81Ismē̃ kōī hissā bāṇṭā nahī̃ jātā hai .
78It is not a question of being given a share.
82Agyān kāl mē̃ bāṇṭā jātā hai nā .
79On the path of ignorance, it is shared.
83Bēhad kā bāp kahtē haĩ ham vaikuṇṭha sthāpan kartē haĩ .
80The unlimited Father says: I am establishing Paradise.
84Usmē̃ ūñch martabā pānā , vah hai tumhārē puruṣhārth par madār .
81To claim a high status depends on the efforts you make.
85Jitnā bāp kō yād karē̃gē utnā vikarma vināśh hōṅgē . 86Pavitra banē̃gē .
82The more you remember the Father, the more your sins will be absolved and the purer you will become.
87Sōnā kō bhaṭṭhī mē̃ ḍāltē haĩ nā . 88Tō unsē khād nikal sachchē sōnē key|kī ḍallī ban jātī hai .
83Gold is put in a furnace for the alloy to be removed from it and it then becomes guineas (gold coin).
89Yah ātmā bhī sachchā sōnā thī , yahā̃ part bajānē ātī hai .
84This soul was also real gold and came here to play his part.
90Pahlē hai golden aged phir pahlē chāndī key|kī khād paṛī .
85First of all, the soul is golden aged and then the alloy of silver is mixed in.
91Ātmā thōṛī impure ban jātī hai tō phir āhistē-āhistē thōṛā ghaṭtī jātī hai .
86As a soul becomes a little impure, his power gradually decreases.
92Makān bhī pahlē nayā phir āhistē-āhistē purānā hōtā jātā hai .
87A building too is at first new, and it then gradually continues to become old.
93100 varṣh kē bād kahē̃gē purānā .
88After a hundred years, you would say that it is old.
94Vaisē duniyā bhī naī aur purānī hōtī hai .
89The world also becomes old and new.
95Āj sē 5 hajār varṣh pahlē naī thī , in dēvī-dēvatāō̃ kā rājya jō thā - vah kahā̃ gayā ?
90It was new 5000 years ago. 91Where did the deities who existed in that kingdom go?
9684 janm bhōgtē-bhōgtē purānā hō gayā .
92Having taken 84 births, they have now become old.
97Ātmā bhī mailī , tō śharīr bhī mailā hō gayā .
93The soul has become dirty and so the body has also become dirty.
98Gōrē sē sāṅvarē hō gayē .
94He became ugly from beautiful.
99Śhrīkr̥iṣhṇa kō bhī gōrā aur sāṅvarā dikhātē haĩ nā .
95Shri Krishna is portrayed as the ugly and beautiful one.
100Ṭāṅg nark taraph , mũh svarg taraph dikhānā hai .
96He is shown with his feet towards hell and face towards heaven.
101Tum bhī us kul K|kē hō .
97You too belong to that clan.
102Tumhārī bhī ṭāṅg nark taraph mũh svarg taraph hai .
98Your feet are also towards hell and your face is towards heaven.
103Abhī tum pahlē nirvāṇdhām mē̃ jākar phir svarg mē̃ āyēṅgē .
99You will first go to the land beyond sound and then to heaven.
104Kaliyug kō āg lag jāyēgī .
100The iron age will be set on fire.
105Mūslādhār barsāt , āg , earthquake ādi hōgī .
101There will be torrential rainfall, fires and earthquakes, etc.
106Patit ātmāyē̃ sab hisāb-kitāb chuktū kar ghar chalī jāyēṅgī . 107Bākī thōṛē bachē̃gē .
102Impure souls will settle all their karmic accounts and return home and only a few will be left.
108Pavitra ātmāyē̃ ātī jāyēṅgī .
103Pure souls will continue to come.
109Abhī tō sab haĩ kāṇṭē .
104Now, all are thorns.
110Kām kaṭārī chalānā , yah kāṇṭā lagānā hai .
105To use the sword of lust is to prick someone.
111Yahā̃ tō bāp kahtē haĩ ki sampūrṇ nirvikārī bannā hai .
106Here, the Father says: You have to become completely viceless.
112Bāp kahtē haĩ - mujhē yād karō tō maĩ tumkō svarg kā varsā dū̃gā , tum pavitra ban jāyēṅgē .
107The Father says: Remember Me and I will give you the inheritance of heaven and you will become pure.
113Tum pāvan thē tō gr̥ihastha vyavahār bhī pavitra thā .
108When you were pure, your household activity was pure.
114Abhī tum patit banē hō tō gr̥ihastha vyavahār bhī apavitr , vikārī hai .
109Now that you have become impure, the household activity is also impure and full of vices.
115Satyug mē̃ vyavahār dhandhā bhī sachchā chaltā hai .
110In the golden age, your business activities are honest.
116Vahā̃ jhūṭh ādi bōlnē key|kī darkār nahī̃ rahtī , jhūṭh tab bōlā jātā hai jab bahut paisē kamānē kā lōbh hōtā hai .
111There is no need to tell lies there. 112You only tell lies when there is greed to earn a lot of money.
117Vahā̃ tō athāh paisē miltē haĩ .
113There, you have plenty of wealth.
118Anāj ādi kā kōī dām nahī̃ rahtā .
114Grain, etc. doesn’t cost anything. 115There, no one is poor.
119Vahā̃ kōī garīb hōtā hī nahī̃ , jō achchhā puruṣhārth karē̃gē vah mahārājā banē̃gē . 120Hīrē javāharō̃ K|kē mahal milē̃gē .
116Those who make effort well will become emperors and receive palaces studded with diamonds and jewels.
121Puruṣhārth pūrā nahī̃ karē̃gē tō prajā mē̃ chalē jāyēṅgē .
117Those who don’t make full effort will become subjects.
122Rājā-rānī phir prince-princess sārā gharānā hōtā hai nā .
118There are the king, the queen, the princes and princesses and the whole dynasty.
123Phir prajā mē̃ bhī number-vār sāhūkār aur garīb prajā hōtī hai .
119Then, there will be numberwise subjects, the wealthy and the poor.
124Vahā̃ tō sab pavitra hōṅgē . 125Rājā-rānī , vajīr bhī ēk .
120There, everyone will be pure. 121There will be the king, the queen and one advisor.
126Vahā̃ kōī bahut vajīr nahī̃ rahtē . 127Rājā mē̃ tākat rahtī hai rājya chalānē key|kī .
122There are not many advisors there; the king has the power to rule the kingdom.
128Tō jaisē bāp samjhātē haĩ tō bachchō̃ kō bhī samjhānā chāhiē . 129Ham bhāratvāsī dēvī-dēvtā thē .
123Therefore, you children should explain in the same way as the Father is explaining to you: We people of Bharat were deities.
130Satyug mē̃ hamārā rājya thā .
124It used to be our kingdom in the golden age.
131Gr̥ihastha vyavahār mē̃ ham pavitra thē , svargvāsī thē phir patit bantē-bantē narkvāsī banē haĩ phir svargvāsī bantē haĩ .
125When we were residents of heaven, we were pure in our household activity. 126Then, while gradually becoming impure, we became residents of hell and we are now once again becoming residents of heaven.
132Yah khēl banā huā hai .
127This play is predestined.
133Svargvāsī ēk janm mē̃ ban jāyēṅgē phir narkvāsī bannē mē̃ 84 janma lēnē paṛē̃gē .
128It takes one birth to become residents of heaven and 84 births to become residents of hell.
134Sīṛhī mē̃ baṛā clear dikhāyā huā hai .
129This is shown very clearly in the picture of the ladder.
135Abhī buddhi mē̃ āyā hai ki ham jākar svarg mē̃ rājya karē̃gē .
130It has now entered your intellects that you will go and rule in heaven.
136Abhī bāp sē varsā lē rahē haĩ .
131You are now claiming the inheritance from the Father.
137Bāp hī satya batākar nar sē nārāyaṇ banātē haĩ .
132Only the Father tells you the truth and changes you from ordinary humans into Narayan.
138Vē|way lōg jō satya nārāyaṇ kī kathā suntē haĩ vah kōī nar sē nārāyaṇ bantē nahī̃ .
133Those people who listen to the story of the true Narayan don’t really change from ordinary humans into Narayan.
139Tō vah kathā jhūṭhī huī nā .
134Therefore, the story is false.
140Yahā̃ tum baiṭhē hī hō nar sē nārāyaṇ bannē kē liē , vah aisē thōṛēhī kahtē ki pavitra banō , māmēkam yād karō .
135You are sitting here to change from ordinary humans into Narayan. 136They do not ask you to become pure and to remember the One alone constantly.
141Satya-nārāyaṇ key|kī kathā pūrṇmāsī K|kē din sunātē haĩ .
137They relate the story of the true Narayan on the day of the full moon.
142Ab is samay pūrṇmāsī kahā jātā hai 16 kalā chandramā kō .
138Now, when the moon is full, it is said to be sixteen celestial degrees full.
143Jab pichhāṛī hōtī hai tab chandramā key|kī lakīr jākar rahtī hai , jiskō amāvas kahtē haĩ . 144Amāvas mānā andhiyārī rāt .
139At the end, there is just a very thin crescent of the moon left, and they call this “Amavas” the night of total darkness.
145Satyug trētā kō din , dvāpar kaliyug kō rāt kahā jātā hai .
140The golden and silver ages are called the day and the copper and iron ages are called the night.
146Yah sab point samajhnē kī haĩ .
141All of these points have to be understood.
147Yah śhivbābā baiṭh paṛhātē haĩ .
142Shiv Baba sits here and teaches you.
148Vah bāp bhī hai , teacher bhī hai aur gurū bhī hai .
143He is the Father, the Teacher and the Guru.
149Inmē̃ pravēśh kar ātmāō̃ kō paṛhātē haĩ .
144He enters this one and teaches you souls.
150Bāp kahtē haĩ jaisē inkī ātmā bhrakuṭī kē bīch mē̃ baiṭhī hai , maĩ bhī ākar yahā̃ baiṭhtā hū̃ .
145The Father says: Just as this one’s soul is sitting in the middle of the forehead, so I too come and sit here.
151Tumkō baiṭh samjhātā hū̃ .
146I sit and explain to you.
152Tum pahlē pāvan thē phir patit banē hō .
147At first, you were pure but you have now become impure.
153Ab mujh bāp kō yād karō , pavitra bannē bigar ghar vāpis jā nahī̃ saktē .
148Now remember Me, the Father. 149No one can go back home without becoming pure.
154Pavitra banē̃gē tab uṛē̃gē .
150When you become pure, you will fly.
155Sab pukārtē bhī haĩ hē patit-pāvan āō , pāvan banāō , tab ham uṛē̃ . 156Apnē ghar muktidhām mē̃ jāyē̃ . 157Vah hai ham ātmāō̃ kā ghar .
151Everyone calls out: “O Purifier, come! 152Come and purify us so that we can fly back to our home in the land of liberation; it is the home of us souls.”
158Patit ghar jā nahī̃ saktē .
153Impure ones cannot go back home.
159Jō achchhī rīti śhikṣhā kō dhāraṇ karē̃gē tō jaldī svarg mē̃ āyēṅgē , nahī̃ tō dērī sē āyēṅgē .
154Those who imbibe these teachings very well will go to heaven very quickly. 155Otherwise, they will come later.
160Nayē makān mē̃ ānā chāhiē nā . 161Nayē makān mē̃ majā hai nā .
156One should go into a new house, because there is more enjoyment in a new house.
162Pahlē-pahlē satyug mē̃ ānā chāhiē .
157You should first come down in the golden age.
163Mama bābā satyug mē̃ jātē haĩ , ham phir dērī sē kyō̃ jāyē !
158Mama and Baba go to heaven, and so why should you go any later?
164Tum bhī follow karō brahmā kō .
159You can also follow Brahma.
165Bāp kō yād kartē rahō .
160Continue to remember the Father.
166Kōī bāt mē̃ taklīph hōtī hai tō śhivbābā sē pūchhō .
161If there is any difficulty about anything, you can ask Shiv Baba.
167Śhrīmat sē hī śhrēṣhṭh banē̃gē .
162Only by following shrimat will you become elevated.
168Purānī duniyā mē̃ tō pañch vikārō̃ rūpī rāvaṇ key|kī mat par chaltē āyē hō .
163In the old world, you have continued to follow the directions of Ravan, the five vices.
169Pahlē-pahlē hai dēh-abhimān .
164The number one vice is body consciousness.
170Abhī tum bachchō̃ kō dēhī-abhimānī bannā hai .
165You children now have to become soul conscious.
171Maĩ ātmā paramdhām key|kī rahnē vālī hū̃ , unkō śhāntidhām kahā jātā hai .
166I, a soul, am a resident of the supreme abode, which is also called the land of peace.
172Aisī-aisī bātē̃ dūsrā kōī samjhā na sakē .
167No one else can explain such things.
173Bāp hī samjhātē haĩ , tumhārī ātmā in organs sē suntī hai , satyug mē̃ kabhī śharīr kharāb hōtā hī nahī̃ .
168Only the Father explains and you souls are listening to Him through your organs. 169No one’s body becomes spoilt in the golden age.
174Yahā̃ tō baiṭhē-baiṭhē akālē mr̥iityu hō jātī hai .
170Here, there is untimely death while just sitting somewhere.
175Satyug mē̃ aisī kōī bāt hōtī nahī̃ , uskō kahā hī jātā hai heaven , svarg , paradise .
171Such things do not exist in the golden age. 172It is called heaven, Swarg, Paradise.
176Phir ham chakra lagākar punarjanma lētē-lētē 84 kā chakra pūrā kiyā hai , phir bāp ākar bachchō̃ kō svarg kā lāyak banātē haĩ .
173We go around the cycle taking rebirth and have now completed our 84 births. 174Then, the Father comes and makes you children worthy of heaven.
177Abhī tum nayī duniyā K|kē lāyak banē hō .
175You have now become worthy of the new world.
178Abhī tō nark hai .
176This is now hell.
179Abhī tum āyē hō narkvāsī sē svargvāsī bannē key|kī takdīr banānē .
177You have now come here to make your fortune of changing from residents of hell into residents of heaven.
180Kahtē haĩ ham śhivbābā kē pās āyē haĩ takdīr banānē .
178You say that you have come to Shiv Baba to make your fortune.
181Kalp-kalp her|har 5 hajār varṣh bād ham takdīr banātē haĩ .
179You make your fortune every cycle: every 5000 years, we become residents of heaven.
182Ham svargvāsī bantē haĩ phir rāvaṇ rājya śhurū hōnē sē ham vikārī ban jātē haĩ .
180Then, as soon as it becomes the kingdom of Ravan, we become full of vices.
183Abhī sab vikārī patit haĩ tab āp ākar naī duniyā sthāpan kartē haĩ .
181All are now impure and full of vices and it is now that the Father comes and establishes the new world.
184Naī duniyā mē̃ sirph tum bachchē hī hōṅgē .
182There will just be you children in the new world.
185Bākī sab śhāntidhām mē̃ chalē jāyēṅgē .
183All the rest will go to the land of peace.
186Ūpar mē̃ ātmāō̃ kā jhāṛ hai .
184Up above is the tree of souls.
187Phir apnē-apnē samay par āyēṅgē .
185They will then go down at their own time.
188Jab hamārā rājya hōgā tō vahā̃ aur dharm vālē hōṅgē nahī̃ .
186When it is our kingdom, no one of any other religion will be there.
189Phir dvāpar mē̃ rāvaṇ rājya śhurū hōgā .
187Then, in the copper age, the kingdom of Ravan will start.
190Yah sab bātē̃ achchhī rīti dhāraṇ karnī haĩ .
188Imbibe all these things very well.
191Yahā̃ narkvāsī sē svargvāsī bannā hai .
189Here, you have to change from residents of hell into residents of heaven.
192Narkvāsī manuṣhya kō asur aur svargvāsī manuṣhya kō dēvtā kahā jātā hai .
190The human beings who are residents of hell are called devils and the human beings who are residents of heaven are called deities.
193Ab sabhī āsurī svabhāv vālē haĩ .
191Now, everyone has a devilish nature.
194Ab bāp baiṭh puruṣhārth karātē haĩ .
192The Father now sits here and helps you to make effort.
195Bāp kahtē haĩ pavitra banō .
193He says: Become pure!
196Her|har bāt mē̃ pūchhtē rahō .
194Continue to ask Baba in every situation.
197Kōī pūchhtē haĩ ki bābā dhandhē mē̃ jhūṭh bōlnā paṛtā hai , jhūṭh bōlnē sē thōṛā pāp banēgā .
195Some ask Baba: “Baba, I have to lie in my business; will I accumulate sin by telling lies?”
198Vah phir bāp kō yād kartē rahē̃gē tō pāp kaṭ jāyēṅgē .
196If they continue to remember the Father, their sins will be cut away.
199Ājkal kī duniyā mē̃ sab pāp kartē rahtē haĩ .
197In today’s world, everyone continues to commit sin.
200Kitnī riśhvat khātē rahtē haĩ .
198They take so many bribes.
201Yah pradarśhanī kā chitra maps haĩ , aisē maps kahā̃ hōtē nahī̃ .
199The pictures at the exhibitions are maps. 200Such maps do not exist anywhere else.
202Agar kōī dēkhkar copy karkē banāyē bhī , parantu unkā arth|earth kuchh bhī samajh nahī̃ sakē̃gē .
201Even if someone were to copy them when he sees them, he wouldn’t understand the meaning of them.
203Pradarśhanī mēlē mē̃ tō bahut ātē haĩ .
202Many people come to the exhibitions and fairs.
204Kahā jātā hai 7 rōz liē samajhnē āō tō tum svargvāsī bannē lāyak ban jāyēṅgē .
203It is said: Come and understand this knowledge for seven days and you will become worthy of becoming residents of heaven.
205Abhī narkvāsī hō , sīṛhī mē̃ dēkhō kitnā clear hai .
204You are now residents of hell. 205This is so clear in the picture of the ladder.
206Yah hai patit duniyā , pāvan duniyā ūpar khaṛī hai .
206This is the impure world and the pure world is just above.
207Abhī tum bachchē śhivbābā sē promise kartē hō bābā ham narkvāsī sē svargvāsī jarūr banē̃gē .
207You children now promise Shiv Baba: Baba, I will definitely become a resident of heaven from a resident of hell.
208Abhī tum taiyārī kar rahē hō śhivālay mē̃ jānē kē liē , isliē vikār mē̃ kabhī nahī̃ jānā hai .
208You are now making preparations to go to the Temple of Shiva. 209This is why you must never indulge in vice.
209Tūphān tō māyā K|kē bahut āyēṅgē parantu naṅgan ( patit ) nahī̃ hōnā hai .
210Many storms of Maya will come, but you mustn’t allow yourself to be stripped (to become impure).
210Patit hōnē sē baṛī khatā ( bhūl ) hō jāyēgī phir dharmarāj key|kī bahut baṛī sajā khānī paṛēgī .
211If you become impure, you would make a great mistake and you would then have to experience great punishment from Dharamraj.
211Achchhā !
212Achcha.
212Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
213To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
213Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
214The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
214Dhārṇā kē liē mukhya sār :
215Essence for dharna:
2151 ) manuṣhya sē dēvtā bannē kē liē jō bhī āsurī svabhāv hai , jhūṭh bōlnē key|kī ādat hai , uskā tyāg karnā hai .
2161. In order to change from a human being into a deity, renounce your devilish nature and the habit of telling lies.
216Daivī svabhāv dhāraṇ karnā hai .
217Imbibe a divine nature.
2172 ) ghar chalnē kē liē pavitra jarūr bannā hai .
2182. In order to return home you must definitely become pure.
218Māyā K|kē tūphān ātē bhī karmēndriyō̃ sē kabhī kōī vikarma nahī̃ karnā hai .
219Even when storms of Maya come, never perform any sinful actions with your physical organs.
Blessing
219Vardān : adhikārī pan key|kī sthiti dvārā bāp kō apnā sāthī banānē vālē sadā vijayī bhav
220Blessing: May you become constantly victorious by having the stage of having all rights and thereby making the Father your Companion.
220Bāp kō sāthī banānē kā sahaj tarīkā hai - adhikārī pan key|kī sthiti .
221The easy way to make the Father your Companion is to have the stage of having all rights.
221Jab adhikārī pan key|kī sthiti mē̃ sthit rahtē hō tab vyarth saṅkalp vā aśhuddh saṅkalpō̃ key|kī halchal mē̃ vā anēk rasō̃ mē̃ buddhi ḍagmag nahī̃ hōtī .
222When you remain stable in the stage of having all rights, your intellect will not fluctuate over wasteful or impure thoughts or in the sweetness of many other things.
222Buddhi key|kī ēkāgratā dvārā sāmnā karnē , parakhnē va nirṇay karnē key|kī śhakti ā jātī hai , jō sahaj hī māyā K|kē anēk prakār K|kē war|vār sē vijayī banā dētī hai .
223By concentrating your intellect, you will develop the powers to face, to discern and to decide. 224These will easily make you victorious over the many types of attacks from Maya.
Slogan
223Slōgan : rājyōgī vah haĩ jō second mē̃ sār sē vistār aur vistār sē sār mē̃ jānē K|kē abhyāsī haĩ .
225Slogan: A Raja Yogi is one who practises going from the essence to the expansion and from the expansion to the essence in a second.
226*** Om Shanti ***
Avyakt Signal
224Yē avyakt iśhārē - brahmā bāp samān sampann aur sampūrṇ sthiti kā anubhav karō
227Avyakt signal: Experience the complete and perfect stage, the same as Father Brahma.
225Brahmā bāp nē sampūrṇ bannē kē liē apnē sarv khajānē ādi sē antim din tak saphal kiyē , iskā pratyakṣha pramāṇ dēkhā - sampūrṇ phariśhtā ban gayē .
228In order to become complete, Father Brahma used all his treasures in a worthwhile way from the beginning to the last day, and you saw that the practical result of that was that he became a perfect angel.
226Tō lakṣhya rakhō mujhē bāp samān sampann aur sampūrṇ bannā hī hai .
229So, have the aim of definitely becoming complete and perfect, the same as the Father.
227Kuchh bhī puruṣhārth karnā paṛē lēkin niśhchit hai ki bāp samān bannā hī hai .
230No matter what effort you have to make, it is fixed that you definitely do have to become the same as the Father.