बुधवार 11 नवंबर 2026 की दैनिक मुरली

ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।

आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

011-11-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

011/11/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

1 «  mīṭhē bachchē - duniyā mē̃ bhal aur kisī kā ḍar nahī̃ rakhō lēkin is bāp kā ḍar jarūr rakhō , ḍar rakhnā mānā pāp karmō̃ sē bachē rahnā ' '

1Essence: Sweet children, you may not be afraid of anyone in the world, but you should definitely be afraid of this Father. 2To be afraid of Him means to be saved from performing sinful actions.

2Praśhna  : bābā har ēk bachchē kō apnī jāñch karnē ( chart rakhnē ) kī|key śhrīmat kyō̃ dētē haĩ  ?

3Question: Why does Baba give all of you children the shrimat to check your charts?

3Uttar  : kyōṅki īśhvarīy kāydē baṛē kaṛē haĩ .

4Answer: Because God’s laws are very strict.

4Agar brāhmaṇ bankar chhōṭī-mōṭī bhūlē̃ hōtī tō bahut kaṛī sazā khānī paṛēgī , isliē bābā kahtē apnī jāñch rakhō .

5If, after becoming a Brahmin, you continue to make small mistakes, the punishment will be very severe. 6Therefore, Baba says: Check yourself.

5Agar kōī bhī purānā hisāb-kitāb rah gayā tō mānī aur mōchrā khānā paṛēgā .

7If any old karmic accounts remain, you will receive a small chappati (reward) together with the slipper (punishment).

6Ab kayāmat kā samay bahut najdīk hai isliē apnē sab hisāb-kitāb yōgbal sē chuktū karō .

8The time of settlement is now very close. 9Therefore, settle all your karmic accounts with the power of yoga.

7Ōm śhānti .

10Om shanti.

8Bāp kī yād mē̃ tō bachchē āpēhī rahtē haĩ .

11You children stay in remembrance of the Father by yourselves.

9Ghaṛī-ghaṛī kahnē kī|key bhī darkār nahī̃ rahtī .

12There is no need to tell you over and over again to do this.

10Bāp kā direction hai ki chaltē-phirtē , uṭhtē-baiṭhtē bāp kō yād karō tō rāvaṇ jisnē tumkō patit banā diyā hai , un par jīt pā lē̃gē .

13The Father’s direction is: Remember the Father while walking, sitting and moving around. 14You will then conquer Ravan who made you impure.

11Tumkō kōī hathiyār ādi nahī̃ dētē , sirph yōgbal sē tum rāvaṇ par jīt pātē hō .

15You are not given any weapons etc. 16You conquer Ravan with just the power of yoga.

12Jīt pānī hai jarūr aur saṅgam par hī pātē hō , jabki rāvaṇ rājya khatm hō rāmrājya kī|key sthāpanā hōnī hai .

17You definitely have to gain the victory that is attained at the confluence age when the kingdom of Ravan ends and the kingdom of Rama is being established.

13Bāp hiṅsā tō kabhī sikhlā na sakē̃ .

18The Father can never teach you violence.

14Dēvtāō̃ kā hai hī ahiṃsā paramōdharma .

19The supreme religion of the deities is non-violence.

15Duniyā yah nahī̃ jāntī ki vahā̃ kām kaṭārī kī|key hiṅsā hōtī nahī̃ .

20The world doesn’t know that the violence of the sword of lust doesn’t exist there.

16Jō kalp pahlē nirvikārī banē hōṅgē vahī tumhārī bātō̃ kō mānē̃gē .

21Those who became viceless in the previous cycle will accept what you tell them.

17Abhī tum yuddha kē|K maidān mē̃ hō .

22You are now on a battlefield.

18Gāyā bhī huā hai śhiv śhakti sēnā .

23The Shiv Shakti Army has been remembered.

19Tum hō gupta warriors , har ēk apnē liē kar rahē haĩ .

24You are incognito warriors and each one of you is doing everything for yourself.

20Māyā jīt jagatjīt bannā hai .

25Become conquerors of Maya and conquerors of the world.

21Tum apnē liē kartē hō , gōyā apnē bhārat dēśh kē liē kartē hō .

26You are doing everything for yourselves which means that you are doing it for your land of Bharat.

22Ismē̃ jō achchhī rīti puruṣhārth kartē haĩ vah pātē haĩ .

27Those who make very good effort in this will receive something.

23Jō 5 vikārō̃ par jīt pāyēṅgē vahī jagatjīt banē̃gē aur kōī chīz par jīt pānī nahī̃ hai .

28Those who are victorious over the five vices will become conquerors of the world. 29You don’t have to conquer anything else.

24Tumhārā hai hī rāvaṇ rājya par jīt pānā arthāt daivīguṇ dhāraṇ karnā .

30You have to conquer the kingdom of Ravan, that is, you have to imbibe divine virtues.

25Sivāē daivīguṇ dhāraṇ kiyē satyug mē̃ jā nahī̃ saktē .

31Unless you imbibe divine virtues, you cannot go to the golden age.

26Tō apnē sē pūchhnā hai ki kahā̃ tak hamnē daivīguṇ dhāraṇ kiyē haĩ  ?

32So, ask yourself to what extent have you imbibed divine virtues.

27Daivīguṇ dhāraṇ karnā mānā rāvaṇ par jīt pānā .

33To imbibe divine virtues means to conquer Ravan.

28Kahtē haĩ rāmrājya thā tō ēk rām nē tō rājya nahī̃ kiyā hōgā  ?

34It is said that there was the kingdom of Rama, but there can’t have been just one Rama who ruled the kingdom.

29Prajā bhī tō hōgī .

35There must also have been the subjects.

30Yahā̃ rājā , rānī tathā prajā sab rāvaṇ par jīt pā rahē haĩ .

36Here, the king, the queen and the subjects are all conquering Ravan.

31Daivīguṇ dhāraṇ kar rahē haĩ .

37They are imbibing divine virtues.

32Daivīguṇō̃ mē̃ khān-pān , bōlnā karnā sab śhuddha pavitra hōtā hai .

38Your food and drink, your way of speaking are all pure when you have divine virtues.

33Her|har bāt mē̃ sach batānā hai .

39Speak the truth about everything.

34Bāp hai hī satya .

40The Father is the Truth.

35Tō aisē bāp kē sāth kitnā sachchā bannā chāhiē .

41So, you have to be so honest and truthful to such a Father.

36Agar sachchē nahī̃ banē̃gē tō kitnī burī gati hōgī .

42If you are not truthful, your state becomes very bad.

37Gati tō ūñch pānī chāhiē .

43You have to reach an elevated state.

38Nar sē nārāyaṇ , nārī sē lakṣhmī bannā hai .

44You have to become Narayan from an ordinary man and Lakshmi from an ordinary woman.

39Kahā bhī jātā hai - tumharī gati mat tum hī jānō .

45It is said, “Only You know Your ways and means.”

40Bāp jō mat dētē , ussē kitnī ūñch gati hōtī hai .

46You receive such a high status by following the directions that the Father gives you.

41Ūñchē tē ūñchā bāp ūñchē sē ūñchī gati prāpt karātē haĩ .

47The highest-on-high Father enables you to claim the highest state.

42Tō ab śhrīmat par chalkar daivīguṇ dhāraṇ karnē haĩ .

48Therefore, now follow shrimat and imbibe divine virtues.

43Janma-janmāntar kē|K pāp yōgbal binā kaṭ nahī̃ saktē iskē liē yād kī yātrā baṛī achchhī chāhiē .

49The sins of many births can’t be cut away without the power of yoga. 50A very good pilgrimage of remembrance is needed for this.

44Yād achchhī rahēgī - amr̥itvēlē .

51You will be able to have very good remembrance at amrit vela.

45Us samay vāyumaṇḍal achchhā hōtā hai .

52The atmosphere is very good at that time.

46Din mē̃ bhal kitnā samay bhī baiṭhō , parantu amr̥itvēlē jaisā samay nahī̃ hai .

53No matter how much you sit during the day, there is no other time like that of amrit vela.

47Apnī bātē̃ gupta haĩ .

54Everything of ours is incognito.

48Aṅgrējī mē̃ kahtē haĩ «  we|V are|or at war|vār ' ' hamārī yuddha hai rāvaṇ kē sāth .

55In English, it is said: We are at war! 56Our war is with Ravan.

49Yah hai number one duśhman .

57He is the number one enemy.

50Rām sampradāy nē rāvaṇ sampradāy par jīt pāī hai śhrīmat sē .

58The community of Rama conquered the community of Ravan by following shrimat.

51Bāp sarvśhaktimān hai nā .

59The Father is the Almighty Authority.

52Duniyā tō bichārī is samay ghōr andhiyārē mē̃ hai .

60The poor world is in complete darkness at this time.

53Unkō mālūm hī nahī̃ ki hamnē hār khāī hai .

61They don’t know that they have been defeated.

54Māyā sē hārē hār hai , māyā kiskō kahā jātā hai - yah bhī kōī nahī̃ jāntā hai .

62They have been defeated by Maya. 63No one even knows what Maya is.

55Sārī laṅkā par rāvaṇ kā rājya thā .

64There was the kingdom of Ravan over the whole of Lanka.

56Śhāstrō̃ mē̃ bhakti mārg kī|key kitnī dant kathāyē̃ likh dī haĩ , jō janma-janmāntar paṛhī haĩ .

65They have written so many tall stories of the path of devotion in the scriptures. 66You have been reading those for birth after birth.

57Ab bhī kahtē haĩ śhāstra tō jarūr paṛhnē chāhiē , jō nahī̃ paṛhtē unkō nāstik kahā jātā hai aur bāp kahtē haĩ , tum yah sab paṛhtē-paṛhtē nāstik ban paṛē hō .

67Even now, they say that you should read the scriptures, that those who don’t study them are called atheists. 68The Father says: By studying the scriptures, all of you have become atheists.

58Yah bātē̃ bachchō̃ kō achchhī tarah samjhānī chāhiē ki bhārat jab satōpradhān thā tō uskō svarg kahā jātā thā .

69You children have to explain these things very well. 70When Bharat was satopradhan, it was called heaven.

59Vahī bhāratvāsī 84 janm lētē-lētē ab patit tamōpradhān banē haĩ . 60Ab phir pāvan kaisē banē̃ .

71Those same people of Bharat have become impure and tamopradhan while taking 84 births, and so how can they now become pure?

61Bāp kahtē haĩ - mujhē yād karō tō satōpradhān pāvan ban jāyēṅgē , aur kōī bhī dēhdhārī kō yād nahī̃ karō .

72The Father says: Remember Me and you will become satopradhan and pure. 73Don’t remember any bodily beings.

62Kiskō gurū nahī̃ banāō .

74Don’t make anyone your guru.

63Kahā jātā hai gurū binā ghōr andhiyārā .

75It is said: There is extreme darkness without a guru.

64Ḍhēr kē|K ḍhēr gurū haĩ .

76There are so many gurus!

65Parantu sab andhiyārē mē̃ lē jānē vālē haĩ .

77However, all of them lead you into darkness.

66Bāp kahtē haĩ - gyān sūrya jab āyē tab ghōr andhiyārā dūr hō .

78The Father says: When the Sun of Knowledge rises, extreme darkness is dispelled.

67Sannyāsī bhal pāvan bantē haĩ parantu janm tō vikār sē lētē haĩ nā .

79Although sannyasis become pure, they still take birth through vice.

68Dēvī-dēvtā tō vikār sē paidā nahī̃ hōtē .

80Deities are not born through vice.

69Yahā̃ sabkē śharīr mūt palītī haĩ .

81Here, everyone’s body is like impure, dirty clothes.

70Bāp aisē mūt palītī kapṛē sāph kartē haĩ .

82The Father washes such dirty impure clothes.

71Ātmā pavitra banē phir śharīr bhī achchhā milē . 72Uskē liē puruṣhārth karnā hai .

83You have to make effort to make yourselves, you souls, pure so that you also receive pure bodies.

73Apnī jāñch rakhnī hai - mērē sē kōī burā kām tō nahī̃ hōtā hai .

84Check yourselves to see that you do not perform any bad actions.

74Īśhvarīy kāydē bhī kaṛē haĩ .

85God’s laws are very strict.

75Kōī burā kām karē tō unkī sajā bahut kaṛī hai .

86When someone does something bad, the punishment for that is very severe.

76Kayāmat kā samay hai .

87It is the time of settlement.

77Sab hisāb-kitāb chuktū karnā hai - yōgbal sē .

88All karmic accounts have to be settled with the power of yoga.

78Agar chuktū nahī̃ kiyā tō mōchrā khānā paṛēgā .

89If you don’t settle them, you will have to experience punishment.

79Phir kahā bhī jātā hai - mōchrā aur mānī .

90It is then said: Punishment is received together with a small reward.

80Mānī tō ( rōṭī tō ) sabkō milnī hai .

91Everyone is going to receive a small reward.

81Mukti aur jīvanmukti kī|key mānī sabkō dēgē .

92Everyone will be given the reward of liberation and liberation-in-life.

82Kōī pass with honour , kōī kō mōchrā milēgā phir thōṛī mānī milēgī , bēijjatī sē . 83Takht par tō vah baiṭh na sakē̃ .

93Some pass with honours, some will experience punishment and then receive a small reward with no honour; they will not be able to sit on the throne.

84Kōī bhī burā kām kiyā tō bēijjatī hōgī , sō bhī bāp kē āgē .

94If you perform bad actions, you will be dishonoured, and that, in front of the Father too!

85Śhivbābā baiṭhē haĩ nā .

95Shiv Baba is sitting here.

86Tumkō sākṣhātkār karāyēṅgē ki ham ismē̃ thā , tumkō kitnā samjhātē thē .

96You will be given visions: I was in this one and explained to you so much.

87Abhī maĩ sampūrṇ ( brahmā ) mē̃ hū̃ .

97I am now in the perfect Brahma.

88Tum bachchiyā̃ sampūrṇ bābā kē pās jātī hō .

98You children go to the perfect Baba.

89Us dvārā śhivbābā direction ādi dētē haĩ nā .

99Shiv Baba gives you directions through him.

90Tumkō bābā sākṣhātkār karāyēgā ki ismē̃ baiṭhkar tumkō kitnā paṛhātē thē , samjhātē thē ki daivīguṇ dhāraṇ karō , service karō .

100Baba will give you visions of how He used to sit in this one and teach you and tell you: Imbibe divine virtues and do service.

91Kisī kī|key nindā nahī̃ karō .

101Don’t defame anyone.

92Tumnē phir bhī yah kām kiyē , ab khāō sajā .

102You still did that and so this is the punishment for it.

93Jitnē-jitnē pāp kiyē hōṅgē tō sajā khānī paṛēgī .

103There will have to be punishment for whatever sins you have committed.

94Kōī bahut sajāyē̃ khātē haĩ , kōī kam|cum .

104Some experience a lot of punishment and others less.

95Unmē̃ bhī number-vār haĩ , jitnā hō sakē yōgbal sē vikarmō̃ kō kāṭtē rahnā hai .

105That too is numberwise. 106As much as possible, continue to cut your sins away with the power of yoga.

96Yah baṛē tē baṛā phurnā bachchō̃ kō rakhnā hai ki ham sampūrṇ pakkā sōnā kaisē banē̃  ? 97Uṭhtē baiṭhtē yahī buddhi mē̃ rahē , jitnā yād karē̃gē utnā ūñch pad pāyēgē .

107The greatest concern that you children should have is how to become real gold. 108While walking and moving around, it should remain in your intellects that you will claim a high status according to how much you stay in remembrance.

98Māyā kē|K tūphānō̃ kī|key parvāh nahī̃ karnī hai , jitnā samay milē bāp kō yād karnā hai .

109You mustn’t be concerned about the storms of Maya. 110Remember the Father whenever you have time.

99Mujhē tamōpradhān sē satōpradhān bannā hai .

111I have to become satopradhan from tamopradhan.

100Bāp kō yād karē̃gē tō pāp kaṭ jāyēṅgē .

112If you remember the Father, your sins will be cut away.

101Kōī pāp bhī nahī̃ karnā chāhiē .

113You mustn’t commit any sins.

102Nahī̃ tō sauguṇā ban jāyēgā .

114Otherwise, they will accumulate one hundredfold.

103Māphī nahī̃ lī tō phir vr̥iddhi kō pātē-pātē satyānāśh hō jātī hai .

115If you don’t ask for forgiveness, they will increase and eventually everything will be ruined.

104Pāp pichhāṛī pāp māyā karātī rahēgī .

116Maya will make you commit sin after sin.

105Bēhad kē|K bāp sē bē-adabī hō jātī hai .

117There would then be disrespect for the unlimited Father.

106Yah bhī bahutō̃ kō patā nahī̃ paṛtā hai .

118Many are unaware of this.

107Bābā hamēśhā samjhātē haĩ aisē samjhō ki śhivbābā murlī chalātē haĩ . 108Śhivbābā direction dētē haĩ tō yād bhī rahē , ḍar bhī rahē .

119Baba always explains: Constantly consider it to be Shiv Baba who is speaking the murli and Shiv Baba who is giving directions so that you remember Him and are also afraid of Him.

109Bahut pāp kartē rahtē haĩ .

120Many continue to commit sin.

110Sāph bōlnā chāhiē ki bābā hamsē yah bhūl huī .

121You should tell Baba clearly: Baba, I made this mistake.

111Bāp samjhātē haĩ pāpō̃ kā bōjhā sir par bahut hai .

122The Father explains: There is a huge burden of sin on your heads.

112Jō kuchh kiyā hai vah batāō .

123Tell Baba about everything that you have done.

113Sach batānē sē ādhā kam hō jāyēgā .

124Half will be reduced by telling Baba the truth.

114Bābā nē samjhāyā hai jō number one puṇya ātmā bantē haĩ , vahī phir pāp ātmā bhī number one bantē haĩ .

125Baba has explained that the one who becomes the number one charitable soul then becomes the number one sinful soul.

115Bābā khud kahtē haĩ - tumhārā bahut janmō̃ kē|K bhī ant kā janm hai .

126Baba Himself says: This is the last of your many births. 127You were charitable souls.

116Tum puṇya ātmā thē , sō ab pāp ātmā banē hō phir puṇya ātmā bannā hai .

128You have now become sinful souls and you once again have to become charitable souls.

117Apnā kalyāṇ tō karnā hai .

129You have to benefit yourselves.

118Yahā̃ tumhē̃ māthā ādi ṭēknē kī|key bhī darkār nahī̃ hai , sirph bāp kō yād karnā hai .

130There is no need for you to bow down here. 131Simply remember the Father.

119Bhal yah bhī bujurg hai , namastē kartē haĩ .

132Although this one is old, he still says “Namaste”.

120Bachchē ghar mē̃ ghaṛī-ghaṛī thōṛēhī namastē kartē haĩ .

133Children do not repeatedly say “Namaste” while at home.

121Ēk bār namastē kiyā phir respond mē̃ bhī kiyā jātā hai .

134When one person says “Namaste”, the other one responds once.

122Bāp kahtē haĩ - tum mujhē baṛā samajhkar namastē kartē hō , maĩ phir tumkō viśhva kā mālik samajh namastē kartā hū̃ .

135Baba says: You say “Namaste” to Me considering Me to be senior and I say “Namaste” to you considering you to be the masters of the world.

123Arth|earth hai nā .

136This is full of meaning.

124Manuṣhya tō rām-rām kah dētē haĩ parantu arth|earth kuchh nahī̃ samajhtē .

137People say “Rama, Rama!” but they don’t understand the meaning of that.

125Vāstav mē̃ rām arthāt śhivbābā .

138In fact, “Rama” means Shiv Baba.

126Rām vah raghupati nahī̃ , yah rām nirākār hai . 127Unkā nām hai śhivbābā .

139Rama is not the one from the highest clan of Raghu, but incorporeal Rama and His name is Shiv Baba.

128Śhiv kē āgē kōī aisā nahī̃ kahēgā ki maĩ rām kī|key pūjā kartā hū̃ .

140No one would say in front of Shiva that he is worshipping Rama.

129Ab bāp kahtē haĩ tum mandirō̃ mē̃ jākar samjhāō ki yah bhī manuṣhya thē .

141The Father now says: Go and explain at the temples that he too was a human being.

130Tum inhō̃ kē āgē jākar mahimā gātē hō - āp nirvikārī , sarvguṇ sampann , ham pāpī nīch haĩ .

142You go and sing praise in front of them (deity idols): You are viceless and full of all virtues, whereas I am a degraded sinner.

131Yah tan bhī manuṣhya kā hai aur vah tan bhī manuṣhya kā hai lēkin usmē̃ daivīguṇ haĩ isliē dēvtā hai .

143These are human bodies (now) and those too are human bodies (deities), but those bodies have divine virtues and so they are deities.

132Tum khud kahtē hō - hamārē mē̃ āsurī guṇ haĩ isliē bandar haĩ .

144You yourselves say you have devilish traits and so you are like monkeys.

133Sūrat dōnō̃ kī|key ēk hai . 134Sīrat mē̃ fark hai .

145The features of the two are similar but the characters are different.

135Bhāratvāsī hī sirtāj thē .

146The people of Bharat were crowned.

136Abhī no|know tāj , garīb bhī bhāratvāsī hī haĩ .

147Now they have no crowns; the people of Bharat are now poor.

137Bāp bhī bhārat mē̃ hī ātē haĩ , jahā̃ svarg banānā hai vahā̃ bāp āyēgā nā .

148The Father comes in Bharat. 149The Father comes in the place where heaven is to be created.

138Kahā jātā hai kalaṅgī avatār , kitnē kalaṅk lagāyē haĩ .

150It is said: “Kalangi-avtar”, the incarnation that has been defamed so much.

139Agar aur dharm vālē bhī kuchh kahtē haĩ , vah bhī bhāratvāsiyō̃ kō follow kartē haĩ .

151If those of other religions say something, they are only following the people of Bharat.

140Pattharbuddhi hōnē kē|K kāraṇ mujhē bhī patthar-bhittar mē̃ kah dētē haĩ .

152Because they are those with stone intellects, they also say that He is in the pebbles and stones.

141Bāp kō jāntē hī nahī̃ ki bāp ismē̃ pravēśh kar bhārat kō kitnā sirtāj banātē haĩ .

153They don’t know the Father at all and they don’t know He enters this one and makes Bharat crowned (the highest).

142Bhārat kī|key kitnī sēvā kartē haĩ .

154He serves Bharat so much.

143Bāp kahtē haĩ mērī tum glāni kartē hō . 144Maĩ tumkō svarg kā mālik banātā hū̃ .

155The Father says: You defame Me and I make you into the masters of the world.

145Tum kitnā apkār kartē hō .

156You defame Me so much.

146Rāvaṇ nē tumhārī mat kitnī mār ḍālī hai .

157Ravan has completely destroyed your common sense.

147Burī gati hō gaī hai , tab bulātē haĩ patit-pāvan āō .

158You have reached a very bad state and this is why you call out to the Purifier.

148Samjhānī kitnī sahaj miltī hai . 149Phir bhī kaī bachchē bhūl jātē haĩ .

159The explanation that you are given is so easy and yet many of you children forget this.

150Yōg nahī̃ tō dhārṇā bhī nahī̃ hōtī hai isliē bābā kahtē haĩ bāndhēliyā̃ sabsē jāstī yād kartī haĩ .

160If you don’t have yoga, you’re unable to imbibe this. 161This is why Baba says: Those in bondage remember the Father the most.

151Śhivbābā kī|key yād mē̃ sahan bhī kartī haĩ .

162They also tolerate a lot in remembrance of Shiv Baba.

152Bhāratvāsiyō̃ mē̃ jō dēvī-dēvtā bannē vālē haĩ vahī yahā̃ āyēṅgē .

163Only the people of Bharat who are to become deities will come here.

153Ārya samājī tō dēvtāō̃ kī|key mūrtiyō̃ kō māntē hī nahī̃ .

164The Arya Samajis do not believe in the idols of the deities at all.

154Jhāṛ kē|K pichhāṛī mē̃ ṭālī hai , 2-3 janm bhī muśhkil hōṅgē . 155Bahut lōg samajhtē haĩ - vikār binā duniyā kaisē chalēgī .

165At the top of the tree, there are the branches and twigs of those who hardly take two or three births.

156Arē dēvtāō̃ kō sampūrṇ nirvikārī kahā jātā hai nā .

166Many people wonder how the world would continue without vice.

157Yah bhī kiskō patā nahī̃ ki vahā̃ vikār hōtā hī nahī̃ hai .

167Oh! but the deities are said to be completely viceless.

158Kalp pahlē vālē jhaṭ samajh jātē haĩ .

168No one understands that vice doesn’t exist there.

159Gāyan bhī hai  ; bhagvānuvāch - kām mahāśhatru hai .

169Those of the previous cycle will understand this very quickly.

160Parantu bhagvān nē kab kahā thā - yah kiskō patā nahī̃ hai .

170It is remembered that God says: Lust is the greatest enemy, but no one knows when God said this.

161Abhī tum bachchē jagatjīt ban rahē hō . 162Parantu ūñch pad pānē kē liē mēhnat karnī hai .

171You children are now becoming the conquerors of the world, but effort has to be made to claim a high status.

163Bāp kahtē haĩ - gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē sirph buddhiyōg mērē sē lagāō .

172The Father says: While living at home, simply connect your intellects in yoga to Me.

164Jabki bāp kē|K ban gayē hō tō bāp sē lav|love hōnā chāhiē .

173Now that you belong to the Father, you should have love for the Father.

165Bākī aurō̃ kē sāth kām nikālnē kē liē pyār rakhnā hai .

174Have love for others just in name.

166Buddhi mē̃ yah khyāl rakhnā hai ki bichārō̃ kō svargvāsī kaisē banāyē̃ . 167Sachchī yātrā par chalnē kī|key yukti batāyē̃ .

175Let your intellects be concerned about how to make the poor into residents of heaven and how to show them the way to go on this true pilgrimage.

168Vah hai jismānī yātrā , jō janma-janmāntar kartē āyē haĩ .

176Those are physical pilgrimages that you have been going on for birth after birth.

169Yah ēk hī yād kī yātrā hai .

177This is the only pilgrimage of remembrance.

170Abhī hamārē 84 janm pūrē huē phir satyug kī|key history repeat hōnī hai .

178Our 84 births have now come to an end and the history of the golden age has to repeat again.

171Patit tō ghar jā nahī̃ saktē .

179Impure ones cannot go back home.

172Pāvan banānē kē liē patit-pāvan bāp chāhiē .

180The Purifier Father is needed to make you pure.

173Bhal sannyāsī pāvan bantē haĩ parantu vāpis jā nahī̃ saktē .

181Although sannyasis become pure, they cannot go back home.

174Sabkō lē jānē vālā bāp hī hai .

182Only the Father takes everyone back home.

175Bāp ākar sabkō rāvaṇ sē chhuṛāē mukt kar dētē haĩ .

183The Father comes and liberates you all from Ravan and makes you free.

176Satyug mē̃ duḥkh dēnē vālī kōī chīz hōtī nahī̃ .

184There is nothing in the golden age that causes sorrow.

177Nām hī hai sukhdhām .

185The very name is the land of happiness.

178Yah hai duḥkhdhām .

186This is the land of sorrow.

179Vah kṣhīrsāgar , yah hai viṣhay sāgar .

187That is the ocean of milk whereas this is the ocean of poison.

180Abhī tum jāntē hō svarg mē̃ kitnē sukh ārām sē rahtē haĩ .

188You now know how they live in heaven with so much happiness and comfort.

181Kṣhīr sāgar sē nikal viṣhay sāgar mē̃ kaisē ātē haĩ , yah kōī nahī̃ jāntē .

189No one knows how you come out of the ocean of milk and go into the ocean of poison.

182Bāp samjhātē haĩ śhrīmat par chalnā hai phir javābdār vah hai .

190The Father tells you to follow shrimat and that He is then responsible.

183Śhrīmat kahtī hai - hā̃ bhal jāō , bachchō̃ kō sambhālō .

191Shrimat says: You may go and look after your children.

184Unkō bhū̃-bhū̃ kartē rahō , tō kuchh na kuchh kalyāṇ hō jāyēgā . 185Svarg mē̃ tō ā jāyēṅgē .

192Continue to buzz this knowledge to them so that they can be benefitted a little and go to heaven.

186Bāp ākar narkvāsī sē svargvāsī banātē haĩ 21 janm kē liē .

193The Father comes and changes you from residents of hell into residents of heaven for 21 births.

187Yah bhī tumhārī buddhi mē̃ hai .

194Only you have this in your intellects.

188Manuṣhya tō kuchh bhī nahī̃ jāntē .

195People don’t know anything.

189Yah bhī pahlē kuchh nahī̃ jāntē thē .

196This one didn’t know anything previously either.

190Jaisē inkē 84 janmō̃ kī|key kahānī hai - «  tattvam ' ' yah bhī rājyōg sīkh rahē haĩ .

197Just as there is the story of this one’s 84 births, so the same applies to you.

191Tum hō rājr̥iṣhi .

198He too is studying Raja Yoga.

192Vah haĩ haṭhyōg r̥iṣhi . 193Tum gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahkar rājāī prāpt kar rahē hō .

199You are Raj Rishis and those people are hatha yogi rishis. 200You are attaining a kingdom while living at home.

194Tum sab śharaṇāgati hōnē āyē hō nā .

201All of you have come here to seek refuge.

195Ab samajhtē haĩ ham tō svarg mē̃ baiṭhē haĩ .

202Those people believe that they are sitting in heaven.

196Duniyā mē̃ hai māyā kā pomp .

203There is the pomp of Maya in the world.

197Jab tak nark kā vināśh na hō tab tak svarg kaisē hō saktā hai .

204How could heaven exist unless hell is destroyed?

198Māyāvī puruṣh iskō hī svarg samajh baiṭhē haĩ .

205The people who are influenced by Maya consider this to be heaven.

199Bābā kō naī duniyā sthāpan karnē mē̃ kitnī mēhnat lagtī hai .

206Baba has to make so much effort to establish the new world.

200Pūrē narkvāsī haĩ .

207All are complete residents of hell.

201Svargvāsī bantē hī nahī̃ haĩ .

208They don’t become residents of heaven at all.

202Bāp kitnā pyār sē samjhātē haĩ .

209The Father explains to you with so much love.

203Achchhā  !

210Achcha.

204Mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ rāvaṇ par jīt pānē sē hī tum jagatjīt banē̃gē .

211Sweetest children, you will become conquerors of the world by conquering Ravan.

205Uskē liē pūrā puruṣhārth karnā hai .

212Full effort has to be made for that.

206Achchhā  !

213Achcha.

207Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

214To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

208Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

215The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

209Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

216Essence for dharna:

2101 ) aisā kōī kām nahī̃ karnā hai jō bēijjatī hō . 211Sajāyē̃ khānī paṛē̃ .

2171. Don’t perform any actions that would dishonour you and bring you punishment.

212Māyā kē|K tūphānō̃ kī|key parvāh na kar jitnā samay milē bāp kō yād karnā hai .

218Don’t be concerned about the storms of Maya but remember the Father whenever you have time.

213Ēk bāp sē sachchā-sachchā lav|love rakhnā hai .

2192. Have true love for the one Father.

2142 ) apnī ūñch gati banānē kē liē sachchē bāp sē sachchā rahnā hai .

220In order to reach an elevated state, remain honest and true to the true Father.

215Kōī bhī bāt chhipānī nahī̃ hai .

221Don’t hide anything.

216Vardān  : sarv jimmēvāriyō̃ kē|K bōjh bāp kō dēkar sadā apnī unnati karnē vālē sahajyōgī bhav

222Blessing: May you hand over the burden of all your responsibilities to the Father and constantly make progress as an easy yogi.

217Jō bachchē bāp kē|K kārya kō sampann karnē kī|key jimmēvārī kā saṅkalp lētē haĩ unhē̃ bāp bhī itnā hī sahyōg dētē haĩ .

223The children who have the thought of accomplishing the Father’s task receive that much co-operation from the Father.

218Sirph jō bhī vyarth kā bōjh hai vah bāp kē ūpar chhōṛ dō .

224Simply hand over the burden of all waste to the Father.

219Bāp kā bankar bāp kē ūpar jimmēvāriyō̃ kā bōjh chhōṛnē sē saphaltā bhī jyādā aur unnati bhī sahaj hōgī .

225By belonging to the Father and leaving the burden of responsibility to the Father, you will have greater success and easily make progress.

220Kyō̃ aur kyā kē|K question sē mukt rahō , viśhēṣh fullstop kī|key sthiti rahē tō sahajyōgī ban atīndriya sukh kā anubhav kartē rahē̃gē .

226Remain free from the questions of “Why?” and “What?” and especially have the stage of a full stop. 227You will then become an easy yogi and continue to experience supersensuous joy.

221Slōgan  : dil aur dimāg mē̃ honesty hō tō bāp vā parivār kē|K viśhvās pātr ban jāyēṅgē .

228Slogan: If you have honesty in your heart and head, you will become worthy and trusted by the Father and the family.

222Yē avyakt iśhārē - brahmā bāp samān sampann aur sampūrṇ sthiti kā anubhav karō

229*** Om Shanti *** 230Avyakt signal: Experience the complete and perfect stage, the same as Father Brahma.

223Jitnā sampūrṇ stage samīp ātī jāyēgī utnā dūsrō̃ kē|K saṅkalpō̃ kō read kar sakē̃gē , iskē liē apnē saṅkalpō̃ kē ūpar full brake chāhiē .

231The closer you come to your perfect stage, the more you will be able to read the thoughts of others. 232For this, you need to apply a full brake to your own thoughts.

224Jō apnē saṅkalpō̃ kō samēṭ saktē haĩ vahī dūsrō̃ kē|K saṅkalpō̃ kō samajh saktē haĩ .

233Those who are able to gather own thoughts are able to understand the thoughts of others.

225Tō saṅkalpō̃ kā bistar band kartē chalō .

234So, continue to pack the baggage of your own thoughts.