मम्मा की मुरली - 214
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
> >
Mama murlī madhuban
014 . G r u h a s t h a M e R a h t e K a r m o n K o A c h c h a B a n a n e K i V i d h i
Rikôrḍaḥ
Mātā mātā mātā tū sabkī bhāgya vidhātā …
Ōm śhānti , kaī manuṣhya samajhtē haĩ , kyōṅki ghar gr̥ihastha kā hai nā , yah tō jarūrī hai lēkin hā̃ bhagvān kā kuchh bhī karnā , jānnā yah tō thōṛā bahut kar diyā tō kar diyā , isī tarīkē sē ki hā̃ agar bhagvān kō bhī rājī nā karē̃gē tō kahī̃ nārāj hōkar K|kē hamārē ghar gr̥ihasthī mē̃ kuchh aśānti , duḥkh nā āvē isīliē bhagvān kō mēharbānī kahō , thōṛā bahut kuchh unkō bhī rājī rakhē̃ isīliē kuchh nā kuchh thōṛā bahut kar lētē haĩ aisē kaī samajhtē haĩ . Vah bhī apnē ghar gr̥ihastha key|kī lālsā kē liē ki hamārē ghar gr̥ihastha mē̃ kōī rōṛā na ḍālē bhagvān , kōī aisī aśānti aur duḥkh key|kī bāt nā āvē isliē thōṛā bahut bhagvān kō bhī rājī kartē rahē̃ tō hamārē ghar mē̃ kōī aśānti aur duḥkh key|kī bāt nā lāvē bākī ghar gr̥ihastha kā tō bahut jarūrī hī hai . Lēkin yah tō bāt ṭhīk key|kī ghar gr̥ihasthī kā tō bahut jarūrī hī hai lēkin yah tō hai ki vah kōī ham bhagvān kē liē tō nahī̃ kartē haĩ nā , jō kuchh kartē haĩ tō apnē liē kartē haĩ , apnē ghar gr̥ihastha kē liē kartē haĩ tō yah tō bāt hai ki ghar gr̥ihastha kā bannā bigaṛnā kahā̃ sē hai , pahlē tō uskā bhī patā hōnā chāhiē nā . Yah tō common sabhī jāntē haĩ , jō karma key|kī philosophy kō mānnē vālē haĩ vah itnā tō jāntē haĩ ki jō manuṣhya karma kartē haĩ sō pātā hai tō mānā hamārē ghar gr̥ihastha mē̃ duḥkh aśānti yā jō bhī bātē̃ ātī haĩ vah hamārē karma kā hī phal hai . Tō jab karma kā phal hai aur vahī ham khātē haĩ phir chāhē duḥkh aśānti mē̃ khāē̃ aur chāhē sukh aur śhānti mē̃ khāē̃ tō hamkō pahlē us chīj kā bhī gyān hōnā jarūrī hai nā ki jō ham gr̥ihastha mē̃ athavā pravr̥itti mē̃ khātē haĩ athavā bhōgtē haĩ unkō banānē key|kī jō chīj hai pahlī pahlī karma uskē ūpar bhī attention aur uskā knowledge hōnā jarūrī hai ki hamārī gr̥ihasthī hamārā yah sab saṅsār key|kī jō bhī banāvaṭ hai vah bantī hai karmō̃ sē tō jis chīj sē bantī hai uskō pahlē banānē mē̃ kyā sādhan chāhiē jis sādhan sē hamārī pravr̥itti achchhī banē , sadā sukh key|kī banē tō usī chīj kō jānnā aur uskō banānē kā prayatna bhī lēnā chāhiē nā kyōṅki yah chīj kōī bhagvān kō jānnā yā ātmā kō jānnā yā yah sr̥iṣhṭi chakra kō jānnā kōī alag chījē̃ nahī̃ hai yah hamārī karma key|kī gati hai chalnē key|kī usī kē ūpar hī tō in sab bātō̃ kā bhī ādhār hai nā . Bhagvān kā ādhār bhī hamārē karma banānē mē̃ hai uskā hāth hamārē karma banānē mē̃ hai . Agar uskō nā samajhē aur uskō nā jānē aur ussē bal na lē tō hamārē karma kaisē banē . Tō hamkō jō madad karnē vālā hai ussē tō hamkō milnā hai , usē nahī̃ kuchh milnā hai , hamkō milnā hai ussē . Tō ussē hamkō prāpt karnā hai kuchh bākī hamārē sē thōṛī hī kuchh uskō prāpt hōnē kā hai jō ham uskī tarah sē unsē chalē̃ ki jaisē ki bhāī ham uskē ūpar kōī mēharbānī kartē haĩ . Nahī̃ , ussē hamkō prāpt karnā hai aur apnī ātmā yānī khud kō jānnā yah bhī ham apnē kō jānē̃gē tabhī tō hamē̃ kyā karnā hai , kyā nā karnā hai , ham haĩ kaun see|sī|C chīj tab tō hamkō apnē chalnē mē̃ athavā karma karnē mē̃ right athavā rônga kā patā paṛēgā nā . Tō ātmā kō jānnā yā paramātmā kō jānnā aur yah sārī sr̥iṣhṭi chakra key|kī bātō̃ kō jānnā yē aisē hī āvaśhyak hai jaisē gr̥ihasthī samajhtē haĩ nā gr̥ihasthī mē̃ chalnē mē̃ hamārā karma kā hai sārā tō agar in bātō̃ kō nā jānē key|kī karma karnē vālā kaun hai aur hamārē karma key|kī nirbaltā kyō̃ āī hai hamārē mē̃ aur achchhā bhalā ab ā chukī hai tō uskō miṭāē kaisē , nirbaltā kō nikāl karkē apnē karmō̃ mē̃ tākat lāē kaisē , uskē liē bhalā abhī kyā karē̃ tō uskā bal chāhiē abhī tō jarūr hai ki uskō bhī jānā paṛē jissē lēnā hai abhī kyōṅki paramātmā kō bhī jānnā paṛēgā nā . Tō yah sabhī jānnē key|kī bātē̃ itnī hī jarūrī haĩ jaisē kōī samajhtā hai nā gr̥ihasthī jarūrī hai bachchē sambhālanā uskō khilānā pilānā inkā yah sab kuchh karnā jaisē vah jarūrī hai jaisē tō kyā balki unsē pahlē jarūrī hai kyōṅki inhī̃ K|kē bal K|kē binā aur in bātō̃ key|kī jānkārī K|kē binā hamārā gr̥ihastha nahī̃ chal saktā hai . Tō in sabhī bātō̃ kā tālluk paramātmā kō jānnā , ātmā kō jānnā , yah sr̥iṣhṭi chakra kō jānnā , in sab bātō̃ kō samajhnā apnē gr̥ihastha kō hī banānē key|kī chīj hai aur inkē binā aisē hī gr̥ihasthī chalānā vah tō janāvar paśu-pakṣī bhī chalātē haĩ jaisē uskō gyān thōṛī hai paramātmā kyā maĩ kyā , kyā karnā hai jaisē jānvarō̃ kō patā nahī̃ hai lēkin apnī gr̥ihasthī tō chalātē haĩ nā . Chiṛiyā dēkhō apnā ghar banātī haĩ , bachchē paidā kartī hai , uskō khilānē pilānē kā kām achchhī tarah sē business bhī kartī haĩ , jātī haĩ vah lē ātī haĩ khānā aur un bachchō̃ kō ā karkē khilātī hai aur unkī pālnā pōṣaṇā kar karkē jab unkō paṅkh ā jātē haĩ pūrā karkē apnī duty pūrī samajhtī haĩ , itnā kām tō vah bhī kar lētī haĩ phir manuṣhya nē bhī itnā hī kiyā tō yah kōī samajhē ki maĩ duty pālan kartā hū̃ gr̥ihastha yā ham … yah pharja tō pahlē karnē haĩ nā gr̥ihastha K|kē . Yah bhagvān kō jānnā nā jānnā , jān lē̃gē kabhī bhī . Abhī thōṛē hī jab būṛhē hōṅgē nā tab jānē̃gē yā tō kōī āphat āēgī tō kahē̃gē hē bhagvān abhī khair karō , bhagvān bhī kahēgā abhī kāhē kā khair karūṅgā abhī tō jō tumnē karam banāē haĩ abhī tō tumkō bhōgnā hī hai , kyō̃ nahī̃ karma karnē K|kē pahlē hī tum samajh lētē hō ki hamkō karma hī kaun sē karnē haĩ jissē tumhārī aisī duḥkh bhōgnē key|kī tumhārī ghaṛī hī nā āvē nā . Tō bāp tō aisē kahē̃gē nā ki bachchē pahlē unhī̃ bātō̃ kō pahlē samjhō aur apnē karma kō usī śhrēṣhṭhatā sē banāō jismē̃ tumkō sadā sukh prāpt rahē isīliē tō kahtē haĩ nā mērī jarūrat hai , maĩ ātā hū̃ vah samajh dēnē kē liē aur mainnē khud bhī kahā hai ki jab jab aisā agyān andhērā hō jātā hai jiskō hī adharm kahā hai , jab jab manuṣhya sē yah sārī samajh nikal jātī hai tab tak tō maĩ ākar K|kē yah samajh dētā hū̃ tō mērā dēkhā jarūrī kām hai nā . Isīliē tō mujhē bhī jānnā paṛēgā nā ki maĩ hū̃ kaun aur tērā aur mērā kyā relation hai , mērē sē tum kō milnā kyā hai . Tō mērē sē tō milnā hī hai , tērē sē mujhē nahī̃ milnā hai kuchh , bāp tō aisē kahēgā nā . Tērē sē kyā milēgā mujhē , tērē pās|pass hai hī kyā , kyā dēgē mujhē . Tō tērē sē mujhē kuchh nahī̃ milnē kā hai , mērē sē tumkō sab kuchh milnā hai isīliē mujhē nā jānē̃gē tō dūṅgā kaisē , aisē hī thōṛī mupht mē̃ dūṅgā . Nā , jab jānē̃gē , samajhē̃gē , mujhē bhī aur apnē kō bhī tabhī samajhē̃gē ki maĩ kaun hū̃ . Jab talak mujhē nā jānō tab talak apnē kō bhī nā jānō kyōṅki mērē dvārā hī tō tumkō apnā bhī patā chalēgā nā ki tū chīj kyā hai . Yah tumhārā gr̥ihastha vagairah jō pravr̥itti banī hai vah kaisē banī hai . Ismē̃ jō bhī duḥkh āyā yā kuchh bhī bāt I|āī|eye vah kaisē I|āī|eye . Abhī ismē̃ sukh kaisē āvē . In sabhī bātō̃ key|kī jānkārī sivāy mērē aur tō kōī dē bhī nahī̃ saktā hai isīliē tō mērē sē tumkō apnā sambandh jōṛnā hī paṛēgā kaisē bhī . Tō in sab bātō̃ kō samajhnā bilkul jarūrī hai . Bākī hai aisē nahī̃ hai ki yah gr̥ihastha sē alag chīj hai , kabhī samajh liyā samajh liyā yā būṛhē hōṅgē phir pīchhē samajh lē̃gē yā kabhī is janm mē̃ nā samajhē tō kōī dūsrē janm mē̃ samajh lē̃gē . Nahī̃ , bāp kahtē haĩ yah bhī samajhnē key|kī bāt hai ki maĩ jō samjhānē kē liē ātā hū̃ vah ātā hī hū̃ us janm par hū̃ jis janm par hī samajhnē kā time hai . Uskē bād kōī time hī nahī̃ hai , maĩ iskē pahlē isīliē tō nahī̃ ātā hū̃ . Itnā time tō tum manuṣhyō̃ key|kī suntē thē , mērī thōṛī hī suntē thē . Maĩ āyā hī abhī hū̃ sunānē vālā tō āp iskē pahlē mērī bātē̃ kahā̃ suntē thē . Mērē nām par dūsrē manuṣhyō̃ nē baiṭhkar jō śhāstra , granth ādi yah sabhī yādagārō key|kī banāī hai unhī̃ key|kī bātē̃ suntē āē lēkin abhī direct mērī bāt , maĩ kyā samjhātā hū̃ , maĩ hū̃ kyā aur tum kyā hō aur tērī yah karma kā sārā chakkar kaisē chaltā hai , in sab bātō̃ key|kī yathārth jō knowledge hai vah tō abhī maĩ āyā huā hū̃ abhī maĩ samjhātā hū̃ . Maĩ āyā hī abhī hū̃ samjhānē kē liē . Itnā samay mē̃ āyā hī nahī̃ thā samjhānē kē liē tō maĩ āyā hī nahī̃ tō tum kō samajh kahā̃ sē milī . Tō isīliē kahtē haĩ abhī maĩ samjhātā hū̃ , agar ab bhī nahī̃ samajhē̃gē tō phir sadā kē liē bēsamajh bhī rah jāēṅgē aur bēsamajh rahnē K|kē kāraṇ tumhārē kō vah jō samajh key|kī prāpti milē , vah nahī̃ milēgī isīliē bāp kahtē haĩ yah time hai , yah samay hai , jō kuchh abhī maĩ batlā rahā hū̃ aur usī kō samajh karkē apnē gr̥ihastha kō hī tō banānā hai . Yah tumhārē hī ghar gr̥ihastha kō bal dēnē kē liē aur tumhārē hī gr̥ihastha kō ūñch ādarśh par lānē kē liē , tumhārē hī saṅsār kō ūñch banānē kē liē , svarg banānē kē liē hī tō maĩ bhī māthā khōṭī kartā hū̃ , nahī̃ tō mujhē bhī kyā paṛī hai . Maĩ tō tum bachchō̃ kō dukhī dēkh karkē aur aśānt dēkh karkē tabhī tō maĩ ātā hū̃ aur ākar K|kē tum bachchē jis rāh par bhūlē hō aur tumnē kyā bhūl kī hai vah bhūl ā karkē correct karātā hū̃ aur batlātā hū̃ ki kis tarah sē apnī bhūl kō correct karkē aur apnē kō usī chīj par lē āō tō phir tum sadā sukhī rahē̃gē . Kaisē sukhī rahē̃gē vah bhī batlātē haĩ tum sukhī rahē̃gē kaisē lēkin bhūl gaē hō isīliē tumnē ās hī chhōṛ dī hai . Tum samajhtē hō manuṣhya jīvan mē̃ kabhī manuṣhya sukhī hōtā hī nahī̃ hai isīliē tumkō kisī nē batlā diyā ki bhāī tum jākar K|kē tum kahā̃ jyōti jyōt samāēṅgē yā vahā̃ kahā̃ jāēṅgē jahā̃ sē phir duniyā mē̃ āēṅgē nahī̃ vahā̃ tumkō sukh milēgā parantu aisā nahī̃ hai isī saṅsār mē̃ sukh thā . Saṅsār mē̃ hī sukh thā tō saṅsār mē̃ sukh kaisā thā , uskī kyā biography hai aur kyā hai vah bātē̃ baiṭhkar K|kē samjhātē haĩ ki yah jō hamārē pūjya dēvtāē thē , unhī̃ K|kē jīvan kā hī tō yah ādarśh hai nā lēkin likhnē vālō̃ nē unkī biography mē̃ aisī aisī bātē̃ lagā dī haĩ jō manuṣhyō̃ key|kī śhraddhā usmē̃ bhī cum|kam paṛ jātī hai , samajhtē haĩ bhāī rām K|kē jamānē mē̃ bhī rāvaṇ sē laṛāī huī thī , uskī bhī sītā churāī gaī thī uskē sāth bhī aisī aisī bātē̃ huī thī . Arē bhāī aisō̃ sē nahī̃ chalī tō hamārē jaisō̃ sē kyā bāt hōgī . Hā̃ , tō aisī aisī bātē̃ rakhī hai nā aur kahī̃ kahī̃ bātē̃ śhāstrō̃ mē̃ bhī aisī rakh dī haĩ ki hā̃ bhāī brahmā bhī apnī bēṭī kē ūpar phidā huā arē śhaṅkar , mahādēv vō bhī mōhinī kē ūpar phidā huā , aisī aisī śhāstrō̃ mē̃ bātē̃ rakhī hai tō vah samajhtē haĩ tō vō samajhtē haĩ inhō̃ sē bhī nahī̃ chalī tō āj K|kē manuṣhyō̃ sē kyā hōgā . Vah manuṣhya kyā is chīj kō pākar K|kē apnā kuchh kar sakē̃gē tō vah śāstrakārō nē jō apnē biography mē̃ aisī aisī bātē̃ lagā rakhī haĩ tō aur hī unkā mān cum|kam kar diyā hai isīliē kaī samajhtē haĩ ki bhāī yah bāt hamārē liē thōṛē hī hai . Aisō̃ aisō̃ sē nahī̃ chalī tō ham kyā kar sakē̃gē . Yah hamārē liē nahī̃ hai , yah tō dēvtāō̃ sē bhī nahī̃ chalī phalānō sē bhī nahī̃ huī tō ham kyā iskō pā sakē̃gē tō hamārē liē itnā hī ṭhīk hai . Hamārē liē yah ghar gr̥ihastha kā chalnā yahī sab bhagvān kā hai . Hā̃ , phir aisī aisī bātē̃ mān karkē phir chal paṛtē haĩ . Parantu nahī̃ , yah samajhnē key|kī bātē̃ haĩ bahut jarūrī ki jis chīj mē̃ ham chal rahē haĩ , binā karma K|kē tō chalā nahī̃ jā rahā hai . Karma sē sab bandhē huē haĩ aur usmē̃ chal bhī rahē haĩ tō jab chal rahē haĩ tō us bāt key|kī knowledge hōnā bhī jarūrī hai ki uskā rônga ōr right ēkśãs kā natījā jō ham bhōgtē haĩ , iskō ham kaisē banāē̃ jō hamkō duḥkh rūp mē̃ nā bhōgnā paṛē aur sadā sukh rūp mē̃ bhōgnā paṛē . Tō uskē liē kyā upāya hai , uskē liē kyā samajh hai , uskī knowledge kyā hai vah jānnā bhī jarūrī hai . Bākī aisē nahī̃ aisī aisī bātō̃ mē̃ mūñjh karkē aur ham apnā ūñch takdīr jabki abhī chance hai aur bāp ā karkē samjhā rahā hai tō ham us chance kō khōtē rahē̃ aur phir apnā vahī duḥkh kā duḥkh hai sadā kē liē duḥkh pātē rahē̃ kyōṅki abhī nahī̃ samajhē̃gē aur apnā yah takdīr nahī̃ banāēṅgē tō phir jab jab duḥkh key|kī duniyā hōgī nā , tab tab phir ākar K|kē duḥkh kō hī pāēṅgē . Isīliē bāp kahtē haĩ ki jab ab maĩ duḥkh key|kī duniyā banā rahā hū̃ aur tērā hī saṅsār svarg banā rahā hū̃ tō kyō̃ nahī̃ us bātō̃ kō samajh karkē aur apnē jīvan athavā gr̥ihasthī kō sukharūp banāō . Tō yah hai bhī gr̥ihasthī K|kē banānē key|kī chīj isīliē kōī aisā samajhnē mē̃ bhūl nā karē̃ tō yah bātē̃ bhī samjhānī paṛtī hai ki īśhvar kō samajhnā yā ātmā kō samajhnā yā yah sr̥iṣhṭi chakra kō samajhnā yah kōī alag bātē̃ nahī̃ hai . Yah mānō apnē gr̥ihasthī kō samajhnā hai . Bākī nahī̃ tō gr̥ihasthī jō chalātē haĩ nā , kaī tō kahē̃gē nā hamkō tō gr̥ihasthī chalānī ātī hai , bhāī kaisē ātī hai bachchē nahī̃ paidā kar saktā hū̃ , karnē ātā hai bachchē paidā , uskō khilānā pilānā ātā hai , uskē liē dhandhā dhōrī karnē ātā hai , uskō kaisē chalānā hai , yah tō ātā hai , itnā tō kōī chiṛiyō̃ kō bhī ātā hai nā . Tō yahī thōṛī bāt hai ki yahī kōī gr̥ihasthī hai . Gr̥ihasthī tō uskō kahā jāēgā jis gr̥ihasthī mē̃ karma key|kī bal thī . Abhī bāp baiṭhā hai , kuchh bhī hō jāēgā bachchē kō bāp kyā kar sakēgā . Jitnā karma kā hisāb hōgā , bhalē dhanvān hōgā , paisā hōgā karkē uskē liē kuchh thōṛā bahut upāya karēgā , jō kuchh karnē kā hai . Chalō uskō paṛhāēgā , likhāēgā yā kōī thōṛā duḥkh sukh hōgā uskā thōṛā ilāj ādi karēgā bas nā lēkin karma kā hisāb kuchh aisā hōgā tō usmē̃ bāp hō kar bhī kyā karēgā tō vah nirbaltā hai nā . Vah kahē̃gē nā bāp hōtē bhī kuchh nahī̃ kar saktā hai kōī karma key|kī aisī bāt ā jātī hai tō . Tō uskā matlab hai ki vō karma balvān hai . Jō hamnē kiyā hai vahī pānā paṛtā hai phir chāhē kōī bāp hō , mā̃ hō , kyā bhī hō , kuchh bhī hō , kyā bhī karē , vō hō nahī̃ pā saktā hai . Tō jab ham dēkh rahē haĩ ki kōī chīj dūsrī hai jō apnē tākat mē̃ chaltī hai tō usmē̃ bāp hōtē bhī kuchh nahī̃ kar saktā hai , usmē̃ mā̃ hōtē bhī kuchh nahī̃ kar saktā hai , kōī hōtē bhī kuchh nahī̃ kar saktā hai , bhagvān kahtē haĩ maĩ bhī kuchh nahī̃ kar saktā hū̃ . Tērē karma agar aisē hōṅgē tō maĩ bhī kyā karūṅgā . Bhagvān kahtē haĩ usmē̃ tō mērā bhī bal nahī̃ chalēgā tō tērē bāp kā kyā chalēgā . Maĩ , jō sarv samarth jiskō sarvśhaktimān kahtē hō tumnē jō apnē karma banāē haĩ tumkō hī bhōgnā hai . Usmē̃ mērā bhī abhī kām kuchh nahī̃ kar saktā hai . Parantu tō bhī maĩ bāp hū̃ isīliē phir bhī authority hū̃ tō thōṛī bahut rāy vah bhī tarīkē sē ā karkē dētā hū̃ jō karma key|kī philosophy hai uskē anusār ki hā̃ tum apnē karmō̃ kō abhī pāpō̃ kō bhī kaisē nāśh karō , chalō mujhē yād karō , mērē usnē rahō , apnē karma pavitra banāū̃ tō tērē jō pāp hai nā vah dagdha hōtē jāēṅgē . Hā̃ , isī tarīkē sē maĩ phir tumkō help kartā hū̃ . Vah bhī mujhē tumsē tumhārē karmō̃ sē karānā paṛtā hai nā aisē hī thōṛī tumkō aisē hī māph kar dēgē . Tō maĩ authority hū̃ maĩ bhī nahī̃ kar saktā hū̃ . Tērē karma kō bhī tērē sē banvā karkē tērē sē sudhār karkē tērē sē banvānā paṛtā hai . Tō bhagvān hōtē bhī kuchh nahī̃ kar saktā hai tō manuṣhya kyā karēgā , batāō . Tō isīliē bhagvān kahtē haĩ maĩ bhagvān bhī tabhī gāyā huā hū̃ ki maĩ ākar K|kē phir tumhārē karma kō sudhār karkē isī tarīkē sē tumhārē karmō̃ kō balvān banātā hū̃ . Tō banānē key|kī knowledge aur uskā bal dēnā mērā kām hai isīliē mujhē bhagvān kahtē haĩ , bāp kahtē hō , sarvśhaktimān kahtē hō isīliē . Bākī manuṣhya tō kuchh nahī̃ kar saktā hai nā . Maĩ phir bhī yah kar saktā hū̃ isī tarīkē sē kyōṅki iskī samajh mērē pās|pass hai , tum tō sabhī karma K|kē chakkar mē̃ vah bhūl gaē hō . Mērē pās|pass uskā knowledge hai isīliē maĩ tumkō samjhātā hū̃ , us rōśhnī sē phir tumsē achchhē kām karātā hū̃ , uskā tumkō himmat aur bal dētā hū̃ , usī ādhār sē tujhē chalā karkē tērē karma achchhē banā karkē phir tērā gr̥hasthāśram yā saṅsār svarg banātā hū̃ isīliē phir tum mujhē kahtē hō hā̃ tū banānē vālā hai tū bigaṛī kō sãvārnē vālā hai tū patitō̃ kō pāvan karnē vālā hai , tū duḥkhhartā sukhkartā hai vahī mērī mahimā kartē hō , kyō̃ kartē hō isīliē kartē hō . Tō maĩ bhī tō tumhārē karmō̃ sē hī tērē karma banātā hū̃ nā , bākī aisē nahī̃ aisē hī banā lū̃ binā kuchh mēhnat K|kē mujhē bhī tō ā karkē tērē sē karma karā karkē hī tō banānā paṛēgā bākī aisē nahī̃ bhagvān hai tō aisē hī banā dēvē̃ . Bhagvān K|kē galē thōṛī hī paṛnā hai . Kaī tō aisē aisē samajhtē haĩ bhagvān hai tō bhagvān aisē hī kar dēvē nā . Yah tō hai jaisē bhagvān K|kē galē paṛnā . Kōī kisī K|kē galē paṛtē haĩ nā tō uskī sārī lē lētē haĩ kahtē haĩ ki bhagvān hai nā abhī hamārā sab kuchh āp hī ṭhīk kar dēvē̃ . Arē bhagvān kahtē haĩ āp hī kyō̃ karūṅgā . Isīliē hī maĩ bhagvān thōṛī hū̃ āpē hī karūṅgā karūṅgā . Karāūṅgā tērē sē hī , karan karāvanhār . Maĩ karāūṅgā tō tērē sē hī karāūṅgā nā . Tērē hī karma sē tērē hī karma kō sudhār karkē unhī̃ karma kā phir tumkō phal achchhā milēgā hī . Bākī aisē nahī̃ tērā karma maĩ karūṅgā yā maĩ apnē āp karūṅgā , nahī̃ . Bākī hā̃ , unkī samajh dēnā , uskō baiṭh karkē samjhā karkē phir unkō himmat dēnā , bal dēnā , her|har tarah kā sahārā dēnā , tērā mā̃-bāp sab maĩ bantā hū̃ isī liē ki hā̃ tū mērā abhī saṅg pakaṛ , abhī sab taraph sē apnā buddhi haṭā , abhī man kō mērē mē̃ lagā , yah sabhī maĩ itnī himmat , itnā sāhas , itnā yah bal , yah sabhī bātē̃ maĩ dētā hū̃ . Bākī kyā karūṅgā , bākī tō karnā jō kuchh hai vah tumkō karnā hai nā parantu hā̃ tumkō abhī vah samajh nahī̃ hai isīliē mērē samajh lēnē kā tumkō sahārā lēnā hī paṛēgā , mērī mat lēnī paṛēgī . Aisē nahī̃ hai yah tō hamkō hai gyān , apnē hī karma kō apnē āp ṭhīk karnā , āpē hī karō , dēkhō . Nahī̃ , isīliē kahtē haĩ mērī mat lēnī paṛēgī . Binā mērī mat liē athavā gyān kē liē aur mērē sāth yōg rakhnā hī paṛēgā , unkē lagāē binā tumkō bal nahī̃ milēgā isīliē tumkō mērā sahārā pakaṛnā hī paṛēgā . Bākī aisē nahī̃ hai apnē āp , nahī̃ lēnā hī paṛēgā . Tō lēnā hī paṛēgā isīliē maĩ ākar K|kē samjhātā hū̃ ki kaisē lō|low , kis tarīkē sē lō|low isīliē tumkō mujhē jānnā paṛēgā , apnē kō jānnā paṛēgā , yah sārā chakkar kō samajhnā paṛēgā aur samajh karkē phir ham kaisē ūñchē jā saktē haĩ unhī̃ sabhī bātō̃ kō samajh karkē ūñchā uṭhnā paṛēgā . Paṛēgā nā , karnā paṛēgā nā . Kaisē bhī karnā paṛēgā . Nā karē̃gē tō phir nā pāēṅgē yah tō common kahāvat hai . Jō karēgā sō pāēgā nā karēgā tō phir nā pāēgā lēkin hai gr̥ihastha kē liē hī , hai apnē hī jīvan K|kē banānē key|kī chīj . Gr̥ihastha kyā hai , pravr̥itti kyā hai , yah karmō̃ kā hī tō hai nā kōī pati banā , kōī patnī banī , kōī bāp banā , kōī bēṭā banā , kōī kuchh banā , kōī kuchh banā , yah kyā banā , kāhē sē banā yah banāvaṭ kahā̃ sē banī , karma K|kē hisāb sē nā . Tō yah banāvaṭ bhī tō pati patnī tō karma sē hī banē nā . Tō jissē banē hō uskō banānā sīkhō nā . Karmō̃ sē pati-patnī banē , patnī pati banāyā karmō̃ nē , karmō̃ nē bāp bēṭā banāyā lēkin karma kō kaisē banāyā jāē jō achchhē bāp bēṭē banē , jō achchhē pati patnī banē . Banē tō aisē pati-patnī banē , banē tō aisē bāp bēṭē banē , tō uskō banānē key|kī tarkīb chāhiē nā . Tō pati-patnī karmō̃ nē banāyā aur karma kō kisnē banāyā . Tō vō ākar hamārē karma kō śhrēṣhṭh banānē key|kī knowledge dētā hai , bal dētā hai isī karma sē phir ham aisē pati-patnī bantē haĩ . Aisē samajhtē hō nā sab , sadā sukhdāī inhō̃ kē pās kabhī kōī duḥkh nahī̃ , kabhī aisē nahī̃ ki hā̃ strī kō chhōṛkar pati chalā jāē kabhī viḍō nahī̃ , kabhī kōī duḥkh nahī̃ , kabhī akālē mr̥iityu nahī̃ , kabhī kōī rōg nahī̃ , kabhī kōī bāt nahī̃ sadā sukh key|kī . Tō sadā sukh key|kī jō bāt hai aur sadā sukhdāī jō kahā jāē aisē sukh key|kī pravr̥itti banānā uskē liē kahtē haĩ kyā chīj chāhiē uskō abhī samjhō . Tō dēkhō yahī pravr̥itti gr̥ihastha banānē kā ḍhaṅg bāp ākar banānā sikhātē haĩ bākī kōī thōṛī aur kuchh sikhātā hai . Vō aisē nahī̃ kahtē haĩ key|kī pravr̥itti gr̥ihastha tumhārā hai nahī . Hai , parantu jis ḍhaṅg sē hōnī chāhiē abhī tumhārī bēḍhaṅg see|sī|C hō gaī hai . Dēkhō usmē̃ abhī majā nahī̃ rahā hai isīliē yah tumhārī gr̥ihasthī abhī bē ḍhaṅg kī hō gaī hai . Abhī maĩ ḍhaṅg vālā banātā hū̃ arthāt uskō kāydē sē , īśhvarīy niyam K|kē mutābik yah kaisī pravr̥itti hōnī chāhiē vahī tō banātā hū̃ nā . Tō uskō kaisē banāō vahī tō bāp samjhātē haĩ bākī dūsrī thōṛī kōī bāt hai isliē uskō dūsrā mat samjhō . Samjhā tō samjhā , nahī̃ samjhā tō kōī harja nahī̃ hai . Hā̃ , chalō thōṛā bahut bhagvān kō thōṛā aisē aisē kartē rahē̃gē jissē vah khuśh rahē , jissē kahī̃ hamārī gr̥ihasthī mē̃ kuchh nā gaṛbaṛ ḍāl dēvē isīliē uskō kartē haĩ , nahī̃ ham kartē haĩ apnē hī liē . Vah nahī̃ hamārī gr̥ihasthī mē̃ kōī duḥkh lātā hai tō isīliē hamārē mē̃ duḥkh lānē K|kē ham hī nimitt hai nā , sukh lānē K|kē bhī ham hī nimitt haĩ lēkin kis chīj sē , kaisē uskī sabhī bātō̃ kō samjhō isliē yah baṛī āvaśhyaktā chīj hai . Isī āvaśhyak chīj kē ūpar aisē attention dēnā chāhiē jaisā gr̥ihastha key|kī dūsrī bātō̃ kō attention dētē hō . Samajhtē haĩ kamāēṅgē nahī̃ tō khāēṅgē kahā̃ sē , jarūrī samajhtē hō nā tō jaisē vah jarūrī samajhtē hō ussē pahlē yah jarūrī hai kyōṅki kamātē hō karma K|kē hisāb sē . Aglā kiyā hai vah khā rahē hō ṭhīk hai nā . Parantu kōī karma key|kī bhī ūñchī nīchī hai tō phir nīñcā ūñchā bhī hai lēkin ham sadā kē liē niśhchint aur sukh pātē rahē vah tō chīj nahī̃ hai nā . Yah tō puṇya sē sab chaltā hai . Parantu bāp kahtē haĩ niśhchint tumhārī life aur sadā sukh hī chaltī rahē , guarantee sē sukh key|kī chaltī rahē . Aisē nahī̃ jō hōnā hōgā , nahī̃ . Yē aisē nahī̃ kahtē jō hōnā hōgā vah guarantee hai ki hamkō sukh prāpt hōnā hī hai . Jō hōnā hōgā , hōgā hī nahī̃ aisā kuchh . Ismē̃ tō kōī aisī grāraṇṭī nahī̃ rahtī hai nā jīvan mē̃ . Vah kahē̃gē kōī bhalē ismē̃ bhī kuchh aisā kuchh rahtā , jō hōnā hōgā dēkh lē̃gē , jō hōnā hōgā aisī aisī bhī rakh karkē bichārē kaī chaltē haĩ parantu nahī̃ , ismē̃ guarantee hai ki kuchh hōnā hī nahī̃ hōgā , kōī aisī duḥkh key|kī bāt hī nahī̃ hai tō aisī agar jīvan hō jāē tō achchhī bāt hai nā . Tō aisī jīvan kē liē aur aisī apnī pravr̥itti aur ādarśh banānē kē liē agar yē upāya miltā hai tō uskō āvaśhyak samajhnā chāhiē . Bākī kiyā nā kiyā , thōṛā sunā nā sunā , yā kuchh dhāraṇ kiyā nā kiyā aisī bātē̃ nahī̃ hai . Uskī lagan hōnī chāhiē aur usī lagan sē chalnā chāhiē kyōṅki yah apnē banānē key|kī lagan hai . Jaisē yē bhī lagan rakhtē hō kamānē key|kī , bachchō̃ kō sambhālanē key|kī lagan rakhtē hō nā , lēkin vah tumhārē bas key|kī nahī̃ hai , karma K|kē vaśh anusār hai . Jitnē karma kiē haĩ usī K|kē anusār chalēgā bas , usmē̃ āp ēk jarā sā bhī āgē pīchhē nahī̃ hō saktē hō tō karma kē andar hō gaē nā . Vō hai karma kō apnē bal mē̃ lē ānā , karma hamārē bas mē̃ . Abhī āp karmō̃ K|kē vaśh hō . Kuchh bhī hō jāē nīchā ūñchā kahē̃gē hā̃ takdīr , kismat . Lēkin kyō̃ nā ham vō kismat banāē jismē̃ ham sadā niśhchint , sadā sukhdāī rahē vah tō life yah hai nā . Isīliē aisī life kē liē apnā jō kuchh dhāraṇ karnē kā hai uskō barābar jarūrī samajh karkē lēnā chāhiē aur uskē liē aisī lagan rakhnī chāhiē aur usī lagan sē chalnē sē hī ham kuchh pā sakē̃gē . Aur her|har bāt mē̃ hī lagan sē hī pānā hōtā hai nā ? Kamānē K|kē bhī lagan hai , phalānē kā bhī hai lagna hai , jab lagan hai tabhī tō kuchh kar saktē haĩ nā , binā lagan K|kē hō nahī̃ saktā hai . Tō yah chīj bhī lagna rakhnī chāhiē kyōṅki kaī jō iskō alag samajhtē haĩ nā alag nā samjhō , apnā jīvan kā pahlā pahlā iskō sāthī samjhō , iskī lagan jarūrī chāhiē . Binā iskī lagan K|kē phir vō ham pā bhī nahī̃ saktē haĩ . Tō yah aisī jarūrī chīj kō pūrā dhyān dētē aur uskē liē pūrā puruṣhārth kartē chalnā hai . Achchhā abhī time huā . Hā̃ ṭōlī dō . Pūrā pūrā dhyān rakhnē kā hai , ismē̃ gaphlat nahī̃ hōnī chāhiē yā puruṣhārth ṭhaṇḍā nahī̃ hōnā chāhiē yā kiyā nā kiyā yā kuchh aisā nahī̃ . Kyōṅki yah common mat samjhō , kyōṅki bahut satsaṅg bahut bātē̃ chalī hai nā isīliē bēchārē kaī samajhtē haĩ yah tō hōtā rahtē hai , yah tō kaī kuchh , kōī kuchh kahtā hai kōī kuchh kahtā hai . Achchhā yah bhī kuchh kahtē haĩ tō isī tarīkē sē yah bhī kuchh hai aisā , nahī̃ yah tō svayã , jō authority hai parampitā paramātmā vah abhī hamē̃ kyā sunā rahā hai , vō sunātā hī idhar hai . Usnē mukh kā ādhār hī jiskā liyā hai usī sē sunāēgā nā , bākī sabkē mukh kā ādhār nahī̃ liyā hai yā sabsē vah sunātā hai aisī bāt nahī̃ hai . Aisā agar kōī misaaṇḍarasṭaiṇḍ kartā hō tō hā̃ usē yah bāt samajhnī chāhiē . Nahī̃ , vah kahtā hai maĩ ātā hū̃ aur ākar K|kē jiskā ādhār lētā hū̃ vah bhī hisāb kitāb samjhātē haĩ aur vahā̃ sē hī maĩ apnā knowledge samjhātā hū̃ . Bākī jō sabhī kuchh hai vah manuṣhyō̃ key|kī apnī-apnī mat hai vah bhī baiṭh karkē samjhātē haĩ ki yah manuṣhya sab samjhātē āē haĩ yah bhī bhakti mārg kā sab jalnē kā thā , vah bhī abhī pūrā hōtā hai . Abhī uskā bhī time pūrā huā . Ab jō maĩ kahtā hū̃ mērī sunō aur mērī mat par rahō , mērī rāy par chalō . Mat , śhrīmat kahā huā hai tō abhī uskī mat lēkar K|kē chalnē kā hai , jō apnā bēṛā pār karnē kā hai tō bākī tō bēṛā ḍūbnā hī hai isīliē bāp kahtē haĩ abhī pār karnā hai apnē kō tō phir mērī mat par rahkar K|kē chalnē mē̃ hī tērā pār hai athavā kalyāṇ hai tō kalyāṇkārī bāp kā pūrī pūrī mat lēnī chāhiē nā . Kaisā ? Manōram ? Yahā̃ hai be|B hōlī|holy ēṇḍ be|B yōgī tō phir bāt tō yahī hai nā tō iskē liē hamkō unkā saṅg bhī pakaṛnā paṛtā hai . Aisē nahī̃ hai ki bas yah samajh liyā be|B hōlī|holy ēṇḍ bhī yōgī , chaltē chalē̃gē , nahī̃ saṅg chāhiē . Jaisā saṅg vaisā raṅg isliē tō bāp kahtē haĩ maĩ ākar K|kē yē rōj ākarkē paṛhātā hū̃ , sunātā hū̃ , samjhātā hū̃ , nahī̃ tō mujhē kyā hai ā karkē rōj maĩ bhī ēk bār kah dū̃ be holy be yōgī bas kām hō gayā . Bābādādā , abhī bāpdādā kō samajhtē mūñjhtē tō nahī̃ hō nā ? Tō aisā bāp dādā aur mā̃ key|kī mīṭhē-mīṭhē bahut sapūt bachchō̃ prati yād pyār aur good morning .