मम्मा की मुरली - gyan-sitar-15
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
021/4/1959
021/4/1959
1Ātmā aur śharīr – dōnō̃ key|kī khūbsūrtī kā ādhār ' karma ' hai
1The beauty of the soul and the body is based on karma.
2Ōm śhānti .
2Om shanti.
3Sūrat aur sīrat - sūrat kahā jātā hai rup kō , sīrat kahā jātā hai guṇō̃ kō .
3Features and character. 4The features are the form and the character is the virtues.
4Yah dōnō̃ chīj bantī haĩ saṅskārō̃ K|kē ādhār sē .
5Both these are created on the basis of sanskars.
5Ātmā gyān sē ḵẖūbṣhūrat athavā prakāśhmay bantī hai .
6The soul becomes beautiful, that is, full of light, through knowledge.
6Jaisē paramātmā sabsē tējōmay hai nā . 7Tō yah tēj aur guṇ bhī saṅskārō̃ K|kē ādhār par rahtē haĩ . 8Jis ādhār par phir śharīr bhī aisā pure miltā hai .
7God is the brightest of all, so too the virtues and this brightness are based on sanskars, and on this basis, you also receive a pure body.
9Śharīr kā rup bhī saṅskārō̃ K|kē ādhār par bantā hai .
8The form of the body is also based on sanskars.
10Śharīr aur ātmā key|kī khūbsūrtī - dōnō̃ kā ādhār hai manuṣhya K|kē karmō̃ par aur karma sē phir jō saṅskār bantē haĩ vah us anusār .
9The beauty of the soul and the body are both based on the karma, performed by the self, and then sanskars are also created accordingly on the basis of karma.
11Ab hamārā puruṣhārth hai ki ham ātmā kō ḵẖūbṣhūrat banāyē̃ .
10At present, our effort is to make the soul beautiful.
12Tō yah sab hō gayā ātmā K|kē ādhār par .
11All this is dependent on the soul.
13Jitnā-jitnā ātmā kō ūñchā uṭhāyēṅgē utnā ātmā ḵẖūbṣhūrat hōgī aur sīrat bhī aisī hōgī .
12The more we uplift the soul, the more beautiful it becomes, and its character will also be aocordingly.
14Ātmā kē sāth dēh kā sambandh hai , dēh kē sāth sab sambandhō̃ kā connection hai .
13The body is connected with the soul, and all relationships are connected with the body.
15In sabkō ādhār milā hai ātmā K|kē saṅskārō̃ kā .
14All of these have been based on the sanskars of the soul.
16Jitnā-jitnā unkō prakāśhmay banāyēṅgē tō phir guṇ bhī aisē rahē̃gē .
15The more you make your soul sparkle, the more your virtues will also be like that.
17Ātmā kō hī śhuddha banānā hai .
16The soul has to be purified.
18Ātmā K|kē purified hōnē sē yah sab kuchh pure banēgā .
17When the soul is'purified, everything becomes pure.
19Sūrat aur sīrat ātmā key|kī banānī hai . 20Banānē vālā vah hai .
18The form and character of the soul must be created, and the One who creates them is that One.
21Ātmā badal jātī tō śharīr bhī badal jātā hai .
19When the soul changes, the body also changes.
22Sārī sajāvaṭ badal jātī hai .
20All its decoration changes.
23Tō apnā attention hai ātmā par .
21So now our attention is on the soul.
24Sabsē ḵẖūbṣhūrat tō paramātmā hī hai jis dvārā hī sab ātmāyē̃ purified bantī haĩ .
22The most beautiful One is God, through whom all souls are purified.
25Paramātmā immortal hai . 26Ātmā phir bhī badaltī hai .
23God is immortal, but the soul goes through change.
27Tō apnā attention hai ātmā key|kī taraph .
24So our attention is on the soul.
28Insē sārī rachnā ḵẖūbṣhūrat hō jāyēgī , jiskō svarg kahā jātā hai .
25The entire creation will become beautiful through Him, and then it is called heaven.
29Svarg kō hī sabsē ḵẖūbṣhūrat kahē̃gē .
26Heaven is said to be the most beautiful place of all.
30Sārī khūbsūrtī kā ādhār ātmā par hai .
27The basis of beauty is the soul.
31Unkō bhī itnā immortal banānā hai jō itnā samay unkī sūrat aur sīrat dōnō̃ kāyam chalē̃ .
28You have to make it immortal to such an extent that the beauty of its features and character remain permanent for all time.
32Sūrat ḵẖūbṣhūrat hai tō avaśhya sīrat bhī aisī rahēgī .
29If the character is beautiful, then the features will definitely also be so.
33Ōm śhānti .
30Achcha.