मम्मा की मुरली - gyan-sitar-19
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0८ . ७ . ५९
008/07/1959
1Gyān binā yōg yathārth nahī̃ hō saktā , gyān-yōg sē hī daivī guṇ ā saktē haĩ
1Yoga cannot be accurate without knowledge. 2You can only imbibe the divine virtues through knowledge and yoga.
3Om shanti.
2Ham sabhī bāp kī yād mē̃ baiṭhē haĩ , kyōṅki hamē̃ bāp sē varsā pānā hai .
4We are all sitting in Baba's remembrance because we have to claim the inheritance from Him.
3Bāp aur varsē kō achchhī rīti jāntē haĩ .
5You know Baba and the inheritance very well.
4Yād bhī tabhī kartē haĩ .
6This is why you remember Him.
5Kōī samajhtē haĩ - - buddhi nē bāp kō jān liyā , bas .
7Some think that their intellect now knows the Father, and that that is enough.
6Lēkin unkā pharmān hai – « nirantar mujhē yād karō .
8But His order is: Constantly remember Me.
7Jitnā yād karē̃gē utnā varsā pāyēṅgē .
9The more you remember Him, the greater the inheritance you will claim.
8" tō yah temptation hai .
10So this is a temptation.
9Jāntē haĩ har ēk subject sē kyā lābh hōgā .
11You know what benefit there is through each subject.
10Jitnā gyān uṭhāyēṅgē utnā dān bhī karē̃gē tō pad bhī ūñchā pāyēṅgē aur daivīguṇ dhāraṇ karē̃gē tō kōī vikarma nahī̃ hōṅgē .
12The more knowledge you take, the more you will also donate it and so you will also claim a high status. 13By imbibing the divine virtues you will not perform any sinful action.
11Yōg sē phir vikarma vināśh hōṅgē .
14Then your sins are destroyed through yoga.
12Tō har ēk bāt jarurī hai .
15So each of these is essential.
13Gyān binā yathārth yōg nahī̃ hō saktā hai aur gyān-yōg K|kē binā daivīguṇ nahī̃ ā saktē haĩ .
16Without knowledge, you cannot have accurate yoga, and without gyan and yoga, you cannot imbibe the divine virtues.
14Tō jab jāntē haĩ ki issē yah phāydā hai . tō hamārā puruṣhārth bhī aisā tīvr hō jātā hai .
17Since you know that there is benefit through this, your effort also becomes intense.
15Sārī paḍhāī hamārē dhyān par hai . sirph ēk subject key|kī bāt nahī̃ hai .
18You pay attention to the entire study. 19It is not a question of just one subject.
16Sirph gyān-snān hī nahī̃ karnā hai lēkin gyān kō dhāraṇ kar practical life banānī hai .
20You must not just bathe in knowledge, but you have to imbibe the knowledge and create your life in a practical way.
17Kisī bhī bāt mē̃ mujhnā nahī̃ hai .
21You must not become confused in any way.
18Tan-man-dhan sē pūrā-pūrā lābh uṭhānā hai .
22Take full benefit through your body, mind and wealth.
19Abhī bāp sāmnē hai tō sab prāptiyā̃ hō jātī haĩ .
23Now Baba is in front of you and so you attain everything.
20Sukh , sampatti , tandarustī - sabkī guarantee hai .
24You have the guarantee of happiness, prosperity and good health.
21Śhak key|kī tō bāt hī nahī̃ hai .
25There is no question of any doubts.
22Jab temptation hai tō puruṣhārth karnā chāhiē .
26Since you are tempted, you should make effort.
23Bachchē kā pharja hai bāp K|kē her|har direction par chalnā .
27It is the children's duty to follow every direction of the Father.
24Student kō phir paṛhāī par pūrā attention dēnā paṛtā hai .
28Students then also have to pay full attention to their study.
25Guru key|kī āgyā par bhī chalnā paṛē .
29You also have to follow the orders of the guru.
26Tō bāp , teacher , guru - tīnō̃ K|kē pharmān par chalnā hai .
30So you have to follow the orders of all three: the Father, the Teacher and the Guru.
27Aur phir prāpti bhī itnī hai , rāstā bhī sahaj hai .
31You also have so much attainment and the path is easy.
28Tō kyō̃ na puruṣhārth karnā chāhiē .
32So why should you not make effort?
29Yah bhī abhī chance hai .
33You have this chance at this time.
30Purānē saṅskārō̃ kō bhī bhasma karnā hai .
34You have to burn away your old sanskars.
31Tō jab sabhī bātō̃ kō jāntē haĩ tō puruṣhārth kō bhī itnā tīvr rakhnā hai .
35Since you know everything, you have to make your effort just as intensely.
32Har ēk bāt kō itnā hī force sē uṭhānā hai .
36You have to deal with every aspect with just as much force.
33Kahtē tō sabhī haĩ ki ham sūryavanśhī banē̃ . 34Tō puruṣhārth bhī karnā hai . 35Thaknā nahī̃ hai .
37Everyone says that they wish to become part of the sun dynasty, and so you also have to make effort and not get tired.
36Achchhā .
38Achcha.
37Yah tō achchhī tarah sē pakkā hai ki ham ruh haĩ aur ham ruhō̃ kā bāp ruhānī ruh hai .
39You know very well that you are spirits and the Father of us spirits is the spiritual soul.
38Abhī hamē̃ us ruhānī ruh kē sāth vāpas jānā hai .
40We now have to return home with that spiritual Soul.
39Isliē svayã kō badalnā hai .
41This is why we have to change ourselves.
40Abhī ruhō̃ kē ūpar gyān kī barsāt hō rahī hai jissē ruh svachchha banē̃ .
42There is now the shower of knowledge on the spirits through which the spirit becomes clean.
41Yah gyān - barsāt hai jō ātmā dhāraṇ kartī hai , śharīr dhāraṇ nahī̃ kartā .
43This is the shower of knowledge which the soul imbibes: the body does not imbibe it.
42Śharīr kō bhī ātmā dhāraṇ kartī hai .
44The soul also adopts the body.
43Tō ātmā kō parivartan karnē vālā vō ruhānī bāp hai .
45So it is that spiritual Father who transforms the soul.
44Ātmā abhī mahsūs kartī hai ki hamārē mē̃ kaisē parivartan ā rahā hai .
46All souls realise how they are being transformed.
45Duniyā vālē tō samajhtē - vikārō̃ kō jītnā bahut kaṭhin hai .
47People of the world think that it is very difficult to conquer the vices.
46Lēkin hamē̃ niśhchay hai ki bāp dvārā hamnē anēk bār vikārō̃ kō jītā hai .
48However, we have the faith that we have attained victory over the vices through the Father many times.
47Patit-pāvan nē ham patitō̃ kō pāvan banāyā hai .
49The Purifier has purified us impure ones.
48Kahtē bhī haĩ - ahilyā-gaṇikā kā uddhār kiyā .
50It is said that He uplifted those with a stone intellect and the weak ones.
49Aisē nām bhī tab haĩ jab tamōpradhān haĩ .
51These names exist when they are in the tamopradhan stage.
50Aisē nahī̃ - - pāp-ātmāyē̃ , puṇy-ātmā ban hī nahī̃ saktī . 51Lēkin bāp dvārā kaisī bhī pāp ātmā , puṇy-ātmā ban saktī hai .
52It isn't that sinful souls cannot ever become pure, charitable souls, but through the Father any sinful soul can become a pure, charitable soul.
52Bāp kī yād sē anēk janmō̃ K|kē pāp khalās hō saktē haĩ .
53The sins of many births can be erased through the remembrance of the Father.
53Anēk janmō̃ K|kē pāp is ēk janm mē̃ khatm kar saktē haĩ .
54You can finish the sins of many births through this one birth.
54Isliē kabhī uljhan mē̃ nahī̃ ānā chāhiē ki itnē pāp kiyē haĩ .
55This is why you must never become confused through thinking you have committed so much sin.
55६३ janmō̃ K|kē pāp bhī is janm mē̃ bhasma hō saktē haĩ .
56You can burn away the sins of sixty-three births in this one birth.
56Abhī hamārē vikarmī khātē kō paramātmā svachchha banā rahē haĩ .
57God is now cleaning our account of sins.
57Manuṣhyō̃ dvārā tō na anēk janmō̃ K|kē pāp nāśh hō saktē haĩ , na prālabdh banā saktē haĩ .
58Human beings cannot help in burning away sins of the many births nor create a reward.
58Tō manuṣhya key|kī bāt nahī̃ hai .
59So this does not involve any human being.
59Vē|way tō mōkṣh māṅgtē rahtē haĩ .
60They just continue to ask for eternal liberation.
60Samajhtē haĩ - svarg sē bhī mōkṣh uttam hai .
61People think that eternal liberation is even more elevated than heaven.
61Lēkin mōkṣh kē bād bhī part mē̃ tō ānā hī hai .
62However, you have to come to play a part even after liberation.
62Vahā̃ baiṭh jānē sē tō kōī prāpti hī nahī̃ .
63There is no attainment by just sitting there.
63Ānā hai tō kyō̃ na aisī duniyā mē̃ āyē̃ .
64Since you have to come, why not come into such a world!
64Tō yah sab knowledge hai . 65Ismē̃ mūñjhnē key|kī bāt nahī̃ hai .
65You have all this knowledge and so there is no question of being confused.
66Achcha.