मम्मा की मुरली - gyan-sitar-22
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0३० . ८ . ५९
030/08/1959
1२१ janmō̃ key|kī prālabdh kā ādhār is antim ēk janm kā puruṣhārth
1The reward of twenty-one births is based on the effort made in this one final birth.
Song
2Gīt : bachpan K|kē din bhulā na dēnā … .
2Song: Do not forget the days of your childhood...
3Om shanti.
Murli
3Paramātmā kē sāth yah hamārē bachpan K|kē din haĩ jiskā hī gāyan hai .
4It is the days of our childhood with God which are remembered.
4Jīvan key|kī chhōṭī āyu – vah bachpan tō common bāt hai .
5Young life, or childhood, is a common, thing.
5Mahimā tō kōī uttam chīj key|kī gāī jātī hai nā .
6But praise is normally sung of something that is elevated.
6Jab paramātmā practical mē̃ ātē haĩ tab ham unkē bachchē ban janmasiddh adhikār lētē haĩ .
7When God actually comes here, we become His children and claim our birthright from Him.
7In bachpan K|kē dinō̃ mē̃ hī dēkhō , ham २१ janmō̃ key|kī kamāī kar lētē haĩ !
8It is in the days of this childhood that we eam an income for twenty-one births.
8Aisē bachpan K|kē dinō̃ kā gāyan hai , jis par hī sārē chakra kā madār hai .
9There is praise of the days of such a childhood on which the entire cycle is based.
9Unkā hōkar jitnā ab hak lēnē kā puruṣhārth karē̃gē tō vah hamārī prālabdh kaī janmō̃ tak chaltī rahēgī .
10To the extent that we belong to Him and make effort to receive from Him, that reward will continue for many births.
10Yah hai paramātmā sē direct varsā lēnā , unkī pālnā lēnā .
11This is claiming a direct inheritance from Him, taking sustenance from Him.
11Hak lēkar phir unkī pālnā sē khātē rahē̃gē .
12We claim a right and then continue to be sustained by His sustenance.
12२१ janm - २५०० varṣh ham us bāp kā varsā khātē haĩ .
13We are using the inheritance from that Father for twenty-one births, for two thousand five hundred years.
13Laukik bāp kā tō khātē āyē haĩ , ab pārlaukik bāp kā varsā ham lētē haĩ .
14We have been provided for by the lokik father and now we claim the inheritance from the Parlokik Father.
14Abhī K|kē puruṣhārth sē hī २१ janmō̃ key|kī prālabdh bantī hai .
15With the effort made now we receive reward for twenty-one births.
15Lakṣhmī-nārāyaṇ kō bhī is puruṣhārth key|kī prālabdh milī hai .
16Lakshmi and Narayan have also received their reward through the effort made now.
16Sārī vaṅśhāvalī tō ab bantī hai nā .
17The entire dynasty is created now.
17Tō sārā hak abhī ham jamātē haĩ .
18So we claim a right at this time.
18Itnē janmō̃ kā varsā pārlaukik bāp sē abhī hamkō is janm mē̃ miltā hai .
19We receive an inheritance for so many births from the Parlokik Father in this birth at this time.
19Us pālnā mē̃ duḥkh-aśhānti hō nahī̃ saktī .
20There cannot be peacelessness or sorrow in that sustenance.
20Abhī tō karm-bandhāyamānī K|kē hisāb sē chaltē haĩ .
21At present, our life is governed by the bondages of our karma.
21Phir ham pārlaukik bāp kā khātē haĩ .
22Then we are sustained by what we receive from the Parlokik Father.
22२१ janmō̃ tak unkā varsā pātē haĩ .
23We receive an inheritance from Him for twenty-one births.
23Yah hai hamārā bachpan .
24This is our childhood.
24Abhī unkā ban hak lēnē kā dānv lagā rahē haĩ .
25We now belong to Him and are claiming our right.
25Yah hai sabsē śhrēṣhṭh prālabdh .
26This is the most elevated reward.
26Aisē bāp key|kī gōd lēnā hī śhrēṣhṭh hai .
27To be adopted by such a Father is the most elevated thing of all.
27Unkī hī balihārī hai nā .
28This is His greatness.
28Abhī yah bachpan us bāp kē sāth ham bitā rahē haĩ .
29We are now passing through this childhood with that Father.
29Abhī unkā nahī̃ banē̃gē tō dānv lagēgā hī nahī̃ .
30If we do not belong to Him, we shall not be able to claim anything.
30Iskī hī balihārī hai .
31It is His greatness.
31Iskē ādhār par ham anēk janmō̃ key|kī prālabdh banātē haĩ .
32With His support we are creating our reward for many births.
32Vah hai hamārā pārlaukik bāp .
33He is our Parlokik Father.
33Aisē bāp key|kī pālnā bhī tō ūñchī hōgī nā jismē̃ kōī aprāpta vastu nahī̃ .
34The sustenance received from such a Father would also be elevated. 35There is nothing lacking in that.
34Tō itnā naśhā rakhnā hai !
36So you have to have that much intoxication.
35Itnī ūñch prāpti kē liē apnā dānv pūrā lagātē rahnā , ismē̃ hī phāydā hai .
37You must continue to claim your full right to such an elevated attainment. 38There is benefit only in this.
36Is sārī rachnā key|kī knowledge kō jānkar abhī samajh saktē haĩ ki gyān athavā agyān - - yah bātē̃ hī is samay kī haĩ jabki is sārē khēl K|kē ant kā samay hai .
39Having the knowledge of the entire creation, we can now understand that knowledge and ignorance refer to the present time when the entire game is at its end.
37Paramātmā dvārā hī yah knowledge miltī hai jissē phir naī duniyā sthāpan hōtī hai .
40We receive from God the knowledge through which the new world is established.
38Knowledge dēnē kā samay ant kā hī hō saktā hai . 39Kyōṅki satyug mē̃ bhī dēvtāyē̃ haĩ , us samay gyān key|kī āvaśhyaktā nahī̃ .
41The time for giving this knowledge can only be at the end, because the deities exist in satyug and they do not need any knowledge.
40Pīchhē tō duniyā kō pūrā nīchē ānā hī hai , tō gyān key|kī darkār hī nahī̃ hai .
42Later, the world has to descend completely and so, again, there is no need for any knowledge.
41Manuṣhya ātmāyē̃ jab agyān mē̃ hō̃ tab gyān dēnē kē liē phir paramātmā key|kī āvaśhyaktā hai .
43When human souls are in ignorance there is a need for God to come and give knowledge.
42Dēvtāō̃ kē liē kahtē haĩ ki vah is dharnī par pāṅw nahī̃ rakhtē .
44It is said of the deities that they cannot set foot on this earth.
43Tō phir gyān kaisē dēgē ?
45So how can they give knowledge?
44Hā̃ , paramātmā ātē haĩ .
46Yes, the Supreme Soul comes.
45Knowledgeful bhī vah haĩ .
47He is the knowledge-full One.
46Kahtē haĩ - jab-jab dharm glāni hōtī hai tab maĩ ātā hū̃ .
48He says: I come when there is extreme irreligiousness.
47Paramātmā kā karttavya gāyā huā hai .
49God's acts have been remembered.
50So we know that only the one God comes and gives us knowledge at this time.
48Dēvtāyē̃ bhī manuṣhya thē .
51Deities were also human beings.
49Vah is pr̥ithvī par ākar gyān nahī̃ dētē haĩ .
52They do not come onto this earth to give knowledge.
50Tō ham jāntē haĩ ēk hī samay par ēk paramātmā hī ākar gyān dētē haĩ .
51Durgati hō tab sad gati kē liē gyān key|kī āvaśhyaktā rahē .
53It is only when they are in degradation that there is a need for knowledge in order to receive salvation.
52Sadgati-dātā bhī paramātmā kō kahā jātā hai .
54Only the Supreme Soul can be called the Bestower of Salvation.
53Paramātmā dvārā hī ham sārī knowledge jāntē jā rahē haĩ .
55Only through God do we now come to acquire the entire knowledge.
54Jinkō trikāldarśhī r̥iṣhi-muni kahā jātā hai , vah bhī paramātmā kē bārē mē̃ bēant kahtē thē .
56Those who are called rishis and munis, who know the three aspects of time, also used to say that they did not know anything about God, and that there was no end to Him.
55Āj key|kī duniyā phir kahtī ki paramātmā sarvavyāpī hai athavā aham śhivōham .
57However, the world today says that God is omnipresent, that is, "I am Shiva."
56Tō phir bēant key|kī bāt hī nahī̃ rahtī .
58So then there is no question of God being without an end.
57Jarur kuchh bhūl hai . 58Tab tō aisī ūñch buddhi vālō̃ nē bhī bēant kahā hai .
59There must definitely be some mistake, and this is why those who have such an elevated intellect say that God has no end.
59Yah knowledge mil hī unsē saktī hai jiskē pās|pass sabkā knowledge hai .
60This knowledge can only be received from the One who knows everything.
60Jab manuṣhya key|kī pūrī durgati hōtī hai tab paramātmā ākar gyān dētē hai jō khud sadā samarth haĩ .
61When human beings are in complete degradation God, who Himself is the Almighty, comes and gives knowledge to everyone.
62Achcha.