मम्मा की मुरली - gyan-sitar-43
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0१९ . १० . ६२
019/10/1962
1Gyān aur yōgbal sē karmātīt avasthā kō pānē vālē hī ijjat sē jātē haĩ
1Only those who attain the karmateet stage through knowledge and yoga return home with honour.
2Ōm śhānti .
2Om shanti.
3Apnī buddhi abhī bahut dūr nikaltī jā rahī hai .
3Our intellect is now going very far away.
4Dūr kā matlab hai is purānī duniyā sē naī duniyā mē̃ jahā̃ is purānī duniyā kā anśh-mātra bhī nahī̃ hai .
4Far away means that it is going from this old world to the new world where there is no trace of this old world.
5Aisē nahī̃ ki vahā̃ bhī māyā kā thōḍā aṅśh rahtā hai . 6Nahī̃ .
7Bāp samjhātē haĩ ki vahā̃ māyā kā aṅśh bhī nahī̃ hai .
5Baba explains there there isn't even a trace of Maya there.
8Prakr̥iti hai lēkin māyā nahī̃ hai .
6There is matter there but no Maya.
9Māyā kā phir apnā samay hai .
7Maya comes at her own time.
10Isliē is buddhi kō ५ vikārō̃ sē dūr haṭānā hai .
8This is why this intellect has to be removed from the five vices.
11Bāp kahtē haĩ ki ab tumhārā kām mērē sē hai .
9Baba says: Your connection is now with Me.
12Isliē karmātīt avasthā mē̃ ānā hai .
10This is why you have to reach your karmateet stage.
13Jaisē ghar sē ātmā aśharīrī I|āī|eye aisē bannā hai .
11Just as the soul has come from the home bodiless, you now have to become bodiless again.
14Ātmā nē yah chōlā pīchhē dhāraṇ kiyā hai .
12The soul adopted this costume later.
15I|āī|eye tō bhī aśharīrī , jānā hai tō bhī aśharīrī .
13It came bodiless and it has to return bodiless.
16Isliē dēh aur dēh sahit sab sambandh tōṛō kyōṅki ab vāpas jānā hai .
14This is why you have to break your connection with your body and bodily relations; you have to return home.
17Tō gyān-yōgbal sē aśharīrī hōnē mē̃ phāydā hai .
15There is benefit in becoming bodiless through knowledge and yoga.
18Jānā tō sabkō hai parantu ijjat sē jānē kā ijāphā milēgā aur aisē hī jānē sē phir daṇḍ K|kē bhāgī banē̃gē .
16Everyone has to return home but if you go with honour you will receive a bonus, whereas if you go just like that you will experience punishment.
19Bākī unkā ijāphā itnā hai jō kahtē haĩ ki tum svarg K|kē mālik banē̃gē , phir śharīr svarg mē̃ milēgā .
17The bonus is that you are told you will become the masters of heaven and then you will receive your body in heaven.
20Ab tō ēk-ēk point key|kī temptation kā patā hai .
18You now know about the benefit from each point.
21Har ēk subject sē phāydā alag-alag hai - gyān sē alag , yōg sē alag .
19There is different benefit through each subject: the benefit received through knowledge is different from the benefit that is received through yoga.
22Aur is karnē sē temptation yah hai ki kyō̃ na ijjat sē bāp kē sāth jāyē̃ ?
20By doing this, there is the temptation to return home with-the Father.
23Is śharīr kē sāth saṅskār yā karmbandhan kā khātā lagā huā hai , unkō kāṭnā hai aur jaisē karmātīt thē vaisē hōkar jānā hai .
21Together with this body, there are the accounts of sanskars and karmic bondages. 22Before you return you have to finish them and become karmateet as you once were.
24Abhī ham sārē drama kō jāntē haĩ .
23We now know the entire drama.
25Kahā jātā hai ki ātmā , paramātmā alag rahē bahukāl … .
24It is said: The soul and the Supreme Soul remained separated for a long time.
26Tō jō ātmā bahutkāl sē alag rahī hai unkā male|mail|mēl aur jō thōṛā samay rahī hai unkē male|mail|mēl mē̃ bhī tō phark rahtā hai .
25So there is a difference between the meeting of the souls who have remained separated for a long time and those who have remained separated for a little while.
27Tō ab total rachnā aur usmē̃ bhī jō mukhya-mukhya haĩ unkī biography kō jāntē haĩ .
26You now know the total creation and also the biography of the main ones within it.
28Bākī detail jānnē sē , har ēk key|kī janm-patrī kyā hai - uskī kyā jarurat hai ?
27But what need is there to know the detail of each one's horoscope?
29Vah kahtē haĩ ki paramātmā hai tō sab batāvē nā .
28People say that God exists, so they should tell you about Him.
30Lēkin vah sab batānē sē kyā phāydā ?
29But what is the benefit in their telling you anything?
31Pahlē satō , rajō , phir tamō stage hai .
30First of all there is the sato stage, then the rajo stage and then the tamo stage.
32Māyā kā bhī pahlē sukh hai .
31At first there is happiness through Maya too.
33Māyā ānē sē kōī jhaṭ sē duḥkh śhuru nahī̃ hōtā hai .
32Sorrow doesn't start as soon as Maya comes.
34Pahlē १६ kalā , phir १४ , phir १२ , phir ८ , ākhir ab tō kalā hī nikal gaī hai .
33First you are sixteen celestial degrees, then fourteen, then twelve, then eight and now, finally, there are no degrees remaining.
35Ab na ātmā satō hai , na śharīr satō hai .
34At present, neither the soul nor the body are satopradhan.
36Ab bāp ākar phir sab kalāō̃ mē̃ bharpūr kartē haĩ .
35Baba now comes and makes you complete in all degrees.
37Tō ātmā kō śharīr arthāt kāyā bhī aisī miltī hai .
36So the soul also receives a body accordingly.
38Abhī hamārī chaṛhtī kalā hai .
37It is now our stage of ascent.
39Yahā̃ tō guarantee hai ki itnē janm bāp dvārā rājdhānī milnī hai aur phir māyā K|kē pahlē bhāg mē̃ arthāt dvāpar mē̃ bhī tum sukh dēkhē̃gē .
38Here we have the guarantee that we shall receive the kingdom from the Father for that number of births. 39Then, in the first part of Maya, that is, in the copper age, we shall also experience happiness.
40Tō total sukh bahut hō gayā .
40So, overall, there is greater happiness.
41Tō kyō̃ na aisī nūndh banā dē̃ ?
41So why should you not create this for yourself?
42Manuṣhya phir kahtē haĩ ki abhī kaliyug tō bachchā hai , ghōr kaliyug tō pīchhē ānē vālā hai .
42Human beings say that the iron age is still a child, and that the extreme iron age will come later.
43Lēkin yah nahī̃ samajhtē ki ati pīṛā kā thōṛā time chaltā hai .
43But they do not understand that there is extreme suffering only for a short time.
44Agar bahut samay chalē tō patā nahī̃ life kyā hō jāē !
44If it were to continue for a long time, you couldn't even imagine what your life would be like.
45Āgē pākistān , hindustān K|kē bīch mē̃ jō jhagaṛā|jhagṛā chalā vah bahut samay tō nahī̃ chal sakā nā .
45The fighting that took place between Pakistan and Hindustan did not continue for a long time.
46Ab ghōr kaliyug bhī pīchhē hī ānā hai jō thōṛā samay hī chalēgā .
46The extreme iron age has yet to come and it will continue only for a short time.
47Ab sōchnā chāhiē ki hamkō tō bābā milā hai !
47You should think that you have now found the Father.
48Duḥkhī vah hōṅgē jinhō̃ kō kōī sahārā nahī̃ milēgā .
48Those who do not have any support will be experiencing sorrow.
49Yah janm ati durlabh hai kyōṅki bābā ākar milā hai .
49This is an extremely invaluable life because you have found Baba.
50Jab duniyā hāhākār mē̃ hōgī tō us samay ham sukh mē̃ hōṅgē .
50When the world is crying out in distress we shall be experiencing happiness.
51Tō andājā sukh kā lagāyā jātā hai . 52Tō kyō̃ na us life kā sōchē̃ jismē̃ guarantee hai ki ham tō sukhī rahē̃gē lēkin hamārē bachchō̃ K|kē bachchē arthāt २१ pīṛhī sukh pāyēṅgē .
51You are thinking of happiness, so why should you not think of that life where not only do you yourself have the guarantee of staying happy, but your children and your grandhchildren will also remain happy for twenty-one generations?
53Hamārā abhī sē hī paramātmā key|kī pālnā kā khātā śhuru hōtā hai .
52The account of our sustenance from God begins from now.
54Hamkō tō abhī bābā hī khilā rahē haĩ .
53Baba is feeding us now.
55Ham brāhmaṇ tō īśhvar kā hī khātē haĩ .
54We Brahmins are fed only by God.
56Phir janma-janmāntar bhī us bāp dvārā hī pāyā huā khāyēṅgē .
55Then, for birth after birth, we shall only eat what we have received from that Father.
57Śhrī nārāyaṇ kā bachchā bhī tō abhī key|kī kamāī kā khātē haĩ .
56Even the child of Shri Narayan will eat from what he has earned at this time.
58Janma-janmāntar māyā K|kē rājya mē̃ ham karmō̃ K|kē hisāb sē manuṣhyō̃ kā khātē haĩ .
57In the kingdom of Maya, for birth after birth, we have been eating from human beings according to our karmic accounts.
59Yah gyān bhī is samay hai .
58This knowledge exists at this time.
60Bākī satyug mē̃ thōṛēhī yah gyān rahtā hai .
59But this knowledge will not remain in satyug.
61Trikāldarśhī ab haĩ .
60We now know the three aspects of time.
62Bhakti mārg mē̃ tō kahtē haĩ ki ham paramātmā K|kē bachchē haĩ , hamkō paramātmā khilātā hai .
61On the path of bhakti, they say that they are the children of God and that God is feeding them.
63Lēkin vah tō ṭhagī hai .
62But that is cheating.
64Ab tō hamnē paramātmā sē direct sambandh jōṛā hai . 65Vah hamkō khilā rahē haĩ . 66Kōī pūchhtē haĩ ki tumhārē yagya kā kharchā kaisē chaltā hai ?
63We now have a direct relationship with God and He is feeding us Some people ask you: How are the expenses of your yagya met?
67Bōlō - hamārā guru tō nirākār paramātmā hai , hamkō khilānē vālā vah hai .
64Tell them: Our Guru is incorporeal God and He is feeding us.
68Lēkin khilāyēṅgē tō kōī K|kē through nā .
65But He would feed us through someone.
69Dēkhō , hamārā bābā kaisā hai !
66Look what our Baba is like! .
70Vah sarvśhaktivān hai .
67He is the Almighty Authority.
71Hamkō vah ruhāb vah naśhā rahtā hai ki hamārā bābā hartā-kartā hai ?
68Do we have the intoxication that our Baba is the One who is doing everything for us?
72Purānī duniyā kā hartā , naī duniyā kā kartā hai .
69He removes the old world and creates the new world.
73Hamārē bāp kō kōī bāp nahī̃ , vah sabkā bābā hai .
70Our Father does not have a father, yet He is the Father of all.
71Achcha.