मम्मा की मुरली - gyan-sitar-50
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
0३१ . ७ . ६३
031/07/1963
1Purānī duniyā sē vāpas chalnā hai , isliē issē dil haṭā lō
1We now have to leave the old world, therefore remove your heart from it.
2Ōm śhānti .
2Om shanti.
3Paramātmā hai paramdhām nivāsī .
3God is the Resident of Paramdham.
4Ham ātmāyē̃ bhī asul paramdhām key|kī nivāsī haĩ .
4We souls are also originally the residents of Paramdham.
5Abhī yahā̃ āyē haĩ part bajānē kē liē .
5We have now come here to play a part.
6Part bajātē-bajātē part hī bigaṛ gayā hai .
6Whilst playing our part, the part has become degraded.
7Ab phir bāp āyā hai lē chalnē kē liē .
7Baba has now come once again to take us back home.
8Phir vahā̃ jō apnā aslī part thā , sukh kā sambandh thā , usmē̃ āyēṅgē .
8Then we will enter our real part in which we had a relationship of happiness.
9Bigaṛī kō sãvārnē vālā paramātmā hī hai .
9God alone is the One who puts right that which has gone wrong.
10Dūrdēśh kā musāphir - yah bhī paramātmā key|kī mahimā hai .
10The praise "the Traveller of the Far-away Land" belongs to God.
11Vah parē tē parē dēśh K|kē nivāsī haĩ , ab musāphir bankar āyē haĩ thōṛī dēr kē liē .
11He is the Resident of the land beyond. 12He has now come as a Traveller for a short while.
12Lē chalnē kē liē unkō ānā hai .
13He has to come to take us back.
13Sarv samarth chāhiē nā jō ākar māyā K|kē bandhan sē chhuṛāvē .
14You need someone Almighty who can come and liberate you from the bondages of Maya.
14Ham karma K|kē bandhāyamānī mē̃ bandh gayē haĩ .
15We have been trapped in the bondage of karma.
15Ab unsē nikāltē haĩ .
16God now removes us from that.
16Vikarma K|kē khātē kō dagdha karnā - yah hai us sarvśhaktivān kā kām .
17To bum the account of karma is the task of the Almighty Authority.
17Unkī power K|kē sivāē ham māyā K|kē bandhan sē chhūṭ nahī̃ saktē .
18Without His power we cannot be liberated from the bondages of Maya.
18Manuṣhya , manuṣhya kō bandhanmukt kar na sakē .
19Human beings cannot free other human beings from bondage.
19Karmō̃ kō ūñch banānē vālā , bandhanō̃ kō kāṭnē vālā vahī hai .
20He is the One who makes our karma elevated and cuts away our bondage.
20Authority vah hai jō hamārē karmō̃ kō ūñch banānē kā tarīkā batātē haĩ .
21He is the Authority who teaches us the method to make our karma elevated.
21Vah tākat dētē haĩ .
22He gives us power.
22Is chīj key|kī authority ēk K|kē hī pās|pass hai .
23Only that One has the authority for this.
23Manuṣhya tō karma K|kē chakra mē̃ ānē vālē huē .
24Human beings come into the cycle of karma.
24Is chakra sē alag vah hai , isliē bandhanmukt banānē key|kī power bhī unkē pās|pass hai .
25He is separate from this cycle and this is why He has the power to free us from bondage.
25Vah bhī karātē hamsē hī haĩ .
26He enables everything to be carried out through us.
26Tō ab ham vahā̃ sē āyē haĩ , vahā̃ hī phir jānā hai .
27We have come from there and so we have to return there.
27Phir bandhanmukt hō sukh K|kē sambandh mē̃ ānā hai .
28Then we will become free from bondage and come into relationships of happiness.
28Ab vāpas chalnē kā hī khyāl karnā hai .
29We must now only think of returning home.
29Vāpas kahā̃ sē hōnā hai ?
30From where will we return?
30Purānī duniyā sē .
31From the old world.
31Naī duniyā jab hai tab vāpas jānē key|kī bāt nahī̃ , tab tō duniyā kō chalnā hai .
32When we are in the new world there is no question of returning home. 33This is why we have to go to the new world.
32Purānī duniyā K|kē ant samay vāpas hōnā paṛtā hai .
34When it is time for the end of the old world we have to return home.
33Purānī duniyā sē vāpas jānā hai tō ussē dil haṭāī jātī hai .
35We have to return from the old world, and so the heart is removed from this world.
34Ab khēl hī pūrā hōtā hai .
36The play is now finishing.
35Sarv ātmāō̃ kō vāpas jānā hai .
37All souls have to return home.
36Jabardastī bhī jānā hai , dharmarāj K|kē ḍanḍē khākar bhī jānā hai .
38You may even have to return by force. 39You may even have to experience punishment and then return home.
37Tō kyō̃ na ijjat sē jāyē̃ .
40So why should you not return with honour?
38Ab duniyā badalnī hai tō puruṣhārth kar svarg mē̃ bhī āgē number mē̃ ānā hai , satōpradhān kā pūrṇ sukh pānā hai .
41The world now has to change, so you must make effort and claim an advanced number in heaven. 42You must claim the complete happiness of being satopradhan.
39Tō apnē khātē kō bhī sambhālnā hai .
43So you have to look after your accounts.
40Anēk janmō̃ kā khātā jō banā hai uskō sudhārnā hai .
44You have to reform the accounts that you have created during many births.
41Achchhā .
45Achcha.