शनिवार 26 अक्टूबर 1963 की साकार मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
> >
` 26-10-1963 bambaī prātaḥ murlī sākār bābā ōm śhānti madhuban
Hēlō , good mōrniṅg ham bambaī sē bōl rahē haĩ . Āj chabbīs akṭūbar śanīcaravār hai . Prātaḥ class mē̃ bāpdādā key|kī murlī suntē haĩ .
Record :
Ō dūr K|kē musāphir , hamkō bhī sāth lē lē rē …
Bābā kahtē haĩ ki jaisē bābā K|kē nōṭ C lētē hō nā , vaisē jab kōī gīt bajtā hai tō nīchē likhtē jāō aur unkā arth|earth bhī likhtē jāō . Arth|earth kyō̃ nahī̃ likhē̃gē ? Phir bābā kōī-kōī sē pūchhē̃gē tumnē iskā arth|earth kyā likhā ? Yē dūr kā musāphir kaun hai ? Kyā kōī jagat sē āyā huā hai ? Kōī landan sē āyā huā hai ? Kaun haĩ dūr K|kē musāphir kyā likhā tumnē ? Maĩ pūchhū̃gā . Dēkhō , yah school hai . Yah vō satsaṅg nahī̃ hai . Iskō gātū kahā jātā hai . Inkā arth|earth likhtē jāō , maĩ kōī sē bhī iskā arth|earth pūchhū̃gā yād rakh lēnā . Abhī rōj aisē karū̃gā . Abhī sunō record - hamē̃ maut bhī na I|āī|eye . Ō dūr K|kē musāphir , hamkō bhī sāth lē lē ham rah gaē akēlē … . Dūr K|kē musāphir kā nām likhō . Record - tūnē vō dē diyā gam , bēmaut mar gaē ham ' bēmaut mar gaē ham ' iskā arth|earth likhō . ( record - lē chal hamē̃ yahā̃ sē , kis kām key|kī yē duniyā , jō jindagī sē khēlē rē , hamkō bhī sāth lē lē , ham rah gaē akēlē … ) kaun-sī duniyā chāhtē hō ? Bōltē hō is duniyā sē hamkō lē chalō . Kis duniyā mē jānā chāhtē hō ? Jā rahē hō yā puruṣhārth kar rahē hō ? ( record - sūnī hai dil key|kī rāhē̃ , khāmōś haĩ nigāhē̃ . Nākām hasaratō̃ kā uṭhnē kō hai janājā … ) arth|earth likhō ' nākām hasaratō̃ kā uṭhnē kō haĩ jinkē janājē ' . Hasarat kiskō kahā jātā hai ? Kahā̃ marē paṛē haĩ ? Record - chārō taraph lagē haĩ barabādiyō̃ K|kē mēlē rē … ) arth|earth likhō , barabādiyā̃ kiskō kahā jātā hai ? Bachchō̃ nē kahā - gīt hī nahī̃ suntē haĩ … ) punaḥ record chalā - chārō̃ taraph lagē haĩ barabādiyō̃ K|kē mēlē rē … ) dēkhō mīṭhē bachchē , dūr K|kē musāphir śhiv bhagvānuvāch kahē̃gē . Śhiv dūr K|kē musāphir haĩ nā . Bahut dūr K|kē musāphir haĩ . Sabsē dūr K|kē musāphir haĩ śhivbābā . Phir unsē cum|kam musāphir haĩ brahmā , viṣhṇu śhaṅkar . Unsē cum|kam hai phir yah manuṣhya sr̥iṣhṭi . Manuṣhya sr̥iṣhṭi sē dūr hai sūkṣhmavatan jahô yē brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar rahtē haĩ . Ussē dūr hai parampitā paramātmā . Parampitā param-ātmā mānā paramātmā . Vō dūr rahtē haĩ . Unkō śharīr bagair yād tō kartē haĩ , parantu unkō jāntē kōī nahī haĩ . Kyō̃ yād kartē haĩ ? Yād karē̃gē tō kyā hamkō bulāyēgā yā khud āēṅgē , yah kōī kō patā nahī̃ hai . Yād tō sab kartē haĩ . Sabhī bhakta yād kartē haĩ . Kiskō ? Dūr K|kē musāphir kō . Vō kaun hai ? Vō parampitā param-ātmā , paramdhām mē̃ rahnē vālā hai , jis paramdhām sē ham unkē bachchē ātmāē̃ yahā̃ is manuṣhya sr̥iṣhṭi mē̃ karmakṣhētra par part bajānē ātē haĩ . Yah nāṭak hai nā . Tō nāṭak mē̃ part bajānā hōtā hai . Iskō sr̥iṣhṭi kā drama bhī kahā jātā hai ; kyōṅki chakkar lagtā hai nā . Satyug , trētā , dvāpar , kalahayug phir saṅgamyug , phir satyug , trētā . Satyug ādi hai bhī sat , hōsī bhī sat yānī phir-phir sē yah phirtā rahēgā . Iskō hī chakkar kahā jātā hai . Tō bāp ātē haĩ . Unkō bulāyā jātā hai . Sab bhakta bāp kō bulātē haĩ . Unkō yah mālūm nahī̃ hai ki bāp ēk hōtā hai . Anēk bhakta , anēk hī manuṣhyō̃ key|kī , dēvtāō̃ key|kī , bhittar key|kī , ṭhikkar key|kī , kachchha key|kī , machchha key|kī , phalānē key|kī tīrē key|kī sabkō bhagvān samajhkar karkē , phir apnē kō bhī bhagvān samajh karkē pūjā kartē haĩ . Bhalā bhittar-ṭhikkar key|kī pūjā kyō̃ karnī chāhiē ! Vō bhī nahī̃ samajhtē haĩ . Isīliē bāp kahtē haĩ ki yē kalahayugī manuṣhya , sārī sr̥iṣhṭi K|kē sabhī manuṣhya mātra kaisē mūrkh buddhihīn , bēsamajh banē huē haĩ . Kuchh bhī samajhtē nahī̃ haĩ . Bēsamajh tō kōī kām K|kē nahī̃ rahtē haĩ . Dēkhō , bhārat kōī kām kā nahī̃ rahā hai . Kauṛī tulya ban gayā hai . Vaiśhyālay ban gayā hai . Iskō aisē bhī kahā jātā hai . Nark ban gayā hai . Jahā̃ kām hai , krōdh hai , lōbh hai , mōh hai , māyā kā rājya hai , uskō nark kahā jātā hai . Aisē tō nahī̃ , isē svarg kahē̃gē aur uskō nark kahē̃gē . Svarg mē̃ yē rahtē haĩ . Maĩ uṭhāū̃ phir bhī ēk bachchē kō , bachchō̃ kō , bachchō̃ kō , aur phir kyā kahū̃ , bāp tō phir bhī bachchē bachchē hī kahē̃gē na . Yah bāp K|kē bachchē haĩ nā ! Jaisē lakṣhmī aur nārāyaṇ inkō satyug mē̃ rājya kahā̃ sē milā hōgā ? Yah svarg hai nā . Tō svarg kā rachtā kaun ? Jarūr kahē̃gē - gôḍaphādar , yānī parampitā . Tō jarūr inkō parampitā sē varsā milā huā hai . Tō kaisē inkō varsā milā thā ? Ab vō varsā tum sabkō diyā . Varsā milā , 84 janm phir chakkar lagāyā . Abhī phir sē varsā lē rahē haĩ . Abhī yē hai nahī̃ . Is samay mē̃ yē chaitanya mē̃ haĩ ? Sirph mandir haĩ . Lakṣhmī nārāyaṇ K|kē mandir mē̃ jō lakṣhmī nārāyaṇ haĩ , vō kahā̃ haĩ ? Jarūr vō aur unkā jō bhī kul hai vō 84 janm bhōg karkē abhī unkā pichhāṛī kā janm hōgā ; isliē inkō uṭhāyā jātā hai . Kul arthāt dynasty . Yē phir kahtē haĩ ham ā rahē haĩ . Inkē badalē|badlē mē̃ bāp samjhātē haĩ - bachchē , inkī ātmāē̃ , jō yahā̃ bhārat mē̃ rājya karkē gaī , unhōnnē 84 janma lēnā thā jarūr . Sabsē jāstī janm . Inkā abhī antim janm hai . Antim janm mē̃ , jabki yah sādhāraṇ vr̥iddha tan mē̃ inkī bāt kartē haĩ . Samajhnē kā akla chāhiē nā bahut achchhī tarah sē . 84 vā̃ inkā antim janm haĩ , kyōṅki yē satyug ādi mē̃ yē thē . Yē madhuban mē̃ haĩ nā . Lakṣhmī nārāyaṇ K|kē mandir bahut haĩ , ḍhēr haĩ . Vō satyug mē̃ thē . 84 janm bhōgnā hai , 84 lākh nahī̃ . 84 janm bhōg karkē yah ant K|kē janm mē̃ haĩ . Ab yē phir apnā rājyōg kissē sīkh rahē haĩ ? Itnā ū̃chā martabā kaun dē saktā hai ? Vō hī gyān sāgar , parampriya , parampitā , param-ātmā mānā paramātmā . Abhī tum bachchō̃ kō kaun paṛhāy rahē haĩ ? Vō parampitā , param-ātmā , dūr dēśh K|kē musāphir . Musāphir kahā jātā hai nā ; kyōki part bajānē vahā̃ sē ham musāphir bankar āē haĩ nā . Tō bāp bhī āē haĩ part bajānē . Sabsē dūr dēśh K|kē rahnē vālē āē dēśh parāyē . Ab parāyē dēśh kyō̃ ānā paṛtā hai ? Bōltē haĩ - yah jō svarg K|kē mālik thē , jō is samay mē̃ apnī sārī rājdhānī sahit nark K|kē mālik haĩ unkō phir sē svarg kā mālik banānē ātā hū̃ . Ab yah tō samajhtē hō nā ki yah bhī nahī̃ samajhtē hō ! Naē nahī̃ samajh sakē̃gē . Yahā̃ kōī rāmāyaṇ , gītā yā bhāgavat ādi key|kī jhūṭhī kathāē̃ nahī haĩ . Vō tō jhūṭhī kathāē̃ haĩ , jō suntē - suntē jitnā suntē ātē haĩ , itnā jhūṭhī māyā , jhūṭhī kāyā , jhūṭhā sab saṅsār bantā jātā hai . Abhī aisā tō kōī nahī̃ hai tumkō samjhānē vālā ki inhōnnē 84 janma liē , 5000 varṣh pahlē inkā bhārat mē̃ rājya thā . Rājya thā mānā yē rājā-rānī bhī thē aur inkī bahut dynasty prince aur prĩsēj bhī thē . Rājdhānī jaisē landan mē̃ - Edward the first , tō jarūr unkē prince-princess , rājdhānī hōgī nā . Tō aisē hī yah śhrī lakṣhmī nārāyaṇ the first thē , phir unkī dynasty chalī thī - lakṣhmī nārāyaṇ dī|the sēkēṇḍ , the third , the fourth . Pīchhē unkē bād śhrī rāmacandra kā , sītā aur rām kā rājya chalā thā . Yē bhūl tō nahī̃ gaē hō ! Dēkhō ham kyā kahtā hū̃ ? Ḍôn dū ḍaska . Knowledge dētā hū̃ . Ḍôn dū ḍaska kā arth|earth batāō . Jō ḍôn two|to|too ḍaska jāntē haĩ , hāth uṭhāō . Yād rakhnā , samjhānē key|kī baṛī bātē̃ haĩ . Ḍôn kiskō kahā jātā hai ? Kisī nē kahā - jānnā . Buddhū aṅgrējī kahā̃ paṛhī hō ! A bachchō̃ , a officer ! Ḍān mānā - javāb diyā - sūryōday kā jab subah hōtā hai nā vō . Ḍôn mānā subah . Ḍaska mānā rāt . Itnā bhī nahī̃ samajhtē hō . ( kisī nē kahā - brahmā bābā rātri aur subah kā saṅgamakāl aur yah din aur rāt ) ādhī rāt vō hai saṅgamakāl . Bābā pūchhtē haĩ ki tum bachchē abhī kahā̃ hō ? Ḍôn mē̃ hō yā ḍaska mē̃ hō ? Yē praśhna baṛē gambhīr haĩ . Bābā pūchhtē haĩ ki ḍôn K|kē samay mē̃ hō yā ḍaska K|kē samay mē̃ hō ? Sabhī yah phaṭ sē likhō . Yahā̃ bahut din aisē hī sunā , kān sē nikālā aur bāhar jākar phēṅkā . Abhī tumhārā praśhna-uttar rōj pūchhē̃gē . Sab kōī jāntē haĩ ki subah kō ḍôn kahā jātā hai , śhām kō , rāt kō ḍaska kahā jātā hai . Bābā pūchh rahē̃ haĩ tumhārā ḍôn and ḍaska kyā hai aur abhī kahā̃ hō ? Ḍôn par hō yā ḍaska par hō ? Subah par hō yā rāt par hō ? Kahā̃ hō , bōlō ? Abhī bachchō kō samjhāyā hai nā . Yah kaun samajhāy saktē haĩ ! Kōī sādhu , sant , mahātmā thōṛē hī samajhāy saktē haĩ . Yah tō mālik hai nā , jō inkō rājya dē rahē haĩ . Jō inkō phir sē rājya dē rahē haĩ , vō hī tō kahē̃gē nā , dūsrā tō kōī kā nām nahī̃ hai nā . Bāp kahtē haĩ yē rājya gumāy baiṭhē haĩ . Abhī sachchī - sachchī satya nārāyaṇ kī kathā yē sun rahē haĩ . Yē dōnō̃ lakṣhmī nārāyaṇ bahut janm K|kē ant K|kē janm K|kē bhī at mē̃ haĩ aur vānaprasth avasthā mē haĩ . Yē samajhtē hō achchhī tarah sē key|kī nahī̃ ? Yē ḍôn mē̃ thē aur ab ḍaska mē̃ haĩ . Jāstī nahī̃ batātā hū̃ kahā̃ haĩ ; kyōṅki yah tumkō khud likhnā hai . Yē bhārat K|kē mālik thē . Abhī haĩ nahī̃ . Jab yē bhārat K|kē mālik thē tab bhārat kō svarg kahā jātā thā , hīrē tulya kahā jātā thā , vaikuṇṭha kahā jātā thā . Yē chhōṭēpan mē̃ rādhē-kr̥iṣhṇa thē . Naē - naē bachchō̃ kō yah mālūm nahī̃ hōtā hai ki rādhē-kr̥iṣhṇa chhōṭē bachchē thē aur svayamvar rachā , pīchhē lakṣhmī nārāyaṇ kā rājya paṛā . Yē satyug K|kē viśvamahārājan aur viśvamahārānī thē . Viśhva kā mahārājā-mahārānī in bigar kōī bhī ban nahī̃ saktā hai . Manuṣhya nahī̃ ban saktē haĩ . Yē dēvī aur dēvtā kahē jātē haĩ ; kyōṅki ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm K|kē yē mālik thē . Yānī viśhva K|kē mahārājan viśhva key|kī mahārānī thī̃ . Ab nahī̃ haĩ . Kahā̃ haĩ ? Abhī apnā 84 janm pūrā karkē antim janm mē̃ haĩ . Antim janm K|kē bhī vānaprasth mē̃ haĩ . Yē vānaprasth mē̃ haĩ aur yē javān haĩ . Sirph bachchē jāntē haĩ . Naē bachchē yah bāt nahī̃ samajh sakē̃gē nā . Ismē̃ bhī jō bilakul mast hōṅgā hōśhiyār hōṅgā jinkē buddhi mē̃ rāt din ḍaun ēṇḍ ḍaska , down ēṇḍ ḍaska , subah aur śhām yē chakra chaltā rahēgā unkā . Chakkar phirtā hōgā nā ; kyōṅki subah sē śhām tak kā chakkar hōtā hai nā . Uskō kahā jātā hai 84 kā chakkar . Tō yah 84 kā chakkar pūrā karkē abhī yah vānaprasth avasthā mē̃ hai aur yah jō vānaprasth vālā hai , unkī yah bēṭī hai aur javān hai . Yē brahmā sarasvatī yahī tō lakṣhmī nārāyaṇ haĩ . Brahmā mukhvaṅśhāvalī sarasvatī , unkō jagadambā kahā jātā hai . Sabhī kāmnāō̃ kō pūrṇ karnē vālī arthāt svarg kā mālik banānē vālī . Yah jō ambā hai nā tumhārī mummy , phir vō mummy kahō yā iskō mummy kahō . Yah tumhārī buddhi key|kī bāt hai . Vō tumhārī sabhī manōkāmanāē̃ pūrṇ kar rahī haĩ . Kis dvārā ? Vō thōṛē hī sabhī key|kī khud pūrī kar rahī haĩ . Nahī̃ , unkī bhī manōkāmanāē̃ pūrṇ hō rahī haĩ , aisē ban rahī hai . Kis dvārā ? Bāp dvārā . Bēhad K|kē bāp dvārā yē hai bēhad kā rāj aur bhāg . Satyug K|kē ādi mē̃ lakṣhmī aur nārāyaṇ kō itnā baṛā rāj aur bhāg kisnē diyā ? Jabki abhī kalahayug hai nā . Kaliyug mē̃ tō rāj-bhāg kōī hai nahī̃ . Hīrē , javāhar , mōtī , sōnē K|kē mahal-vahal tō kuchh nahī̃ haĩ . 9 carat aur 14 carat , sōnē key|kī bāt hī nikal rahī hai . Is samay kalahayug key|kī aisī hālat aur phir satyug key|kī ādi hōtī hai , usmē̃ inkō aisā rājya kaisē diyā , yah kab āyā ? Heaven kā sthāpan karnē vālā god father mānā sabkā bāp . Sabkā jō bāp hai , vō rachtā hai nā . Vō rachtā hai naī duniyā svarg . Tō svarg mē̃ hai inkā rājya . Tō jarūr inhōnnē us bāp sē rājya liyā thā . Ab nahī̃ hai , phir sē lē rahē haĩ . Vō kahā̃ hai ? Yahā̃ maujūd hai . Yah knowledge tō bāp bigar kōī nahī̃ sunāy sakē . Tumkō chitra isliē banvā kar dētē haĩ ki bachchē inkō , yah chitra kaisā sīdhā hai , bilkul accurate . Vō śhivbābā nirākār ū̃chē tē ū̃chā gāyā jātā hai . Mahimā hai ū̃chē tē ū̃chā bhagavat key|kī . Jarūr jō ū̃chē tē ū̃chā hōgā , unkī mahimā bahut achchhī hōgī . Unkī tō mahimā hai - gyān sāgar , śhānti kā sāgar , sukh kā sāgar , ānand kā sāgar , sabkā sāgar aur parampitā hai . Parampitā param-ātmā hai mānā paramātmā , paramdhām mē̃ rahnē vālī ātmā . Iskō kōī bhī param-ātmā nahī̃ kahē̃gē , bhalē rahnē vālī hai ; parantu abhī thōṛē hī paramdhām mē̃ rahnē vālī hai , abhī yahā̃ hai aur ēkdam patit hai . Tō phir patit kō pāvan karnē vālā kaun huā ? Yah . Dēkhō , aisā pāvan tum hō rahī hō . Manuṣhya pāvan kā arth|earth bhī tō nahī̃ samajhtē nā . Pāvan duniyā , patit duniyā . Abhī patit duniyā hai nā . Kal hai pāvan duniyā ; kyōṅki bāp is patit duniyā kō pāvan banā rahē haĩ . Pāvan duniyā mē̃ rahnē vālē bhī tō haĩ na . Tō rahnē vālō̃ kō , abhī patitō̃ kō rājyōg sikhalāy rahē haĩ . Bahut sahaj . Sirph kyā kahtē hai ? Ki bachchē , abhī tum sabkā maut hai . Mujhē yād karō aur mērē varsē kō yād karō , inkō yād karō . Manmanābhav madyājī bhav kā arth|earth hī aisē hai . Śhivbābā kō , parampitā paramātmā bāp kō yād karō , jahā̃ sē tum āē hō . Aur phir apnē bhaviṣhya yānī āgē jākar kyā bannā hai uskō yād karō . Abhī jō rāvaṇ K|kē dō rūp haĩ , 5 vikār strī K|kē , pañch haĩ puruṣh K|kē , tō huā rāvaṇ . Tum abhī rāvaṇ K|kē jōṛē hō , pīchhē tum daivī jōṛē bantē hō . Abhī duḥkhī hō barōbar aur sabhī śhōk vāṭikā mē̃ haĩ . Tum samajhtē hō jō bhī yahā̃ baṛē sē baṛā hōtā hai nā , vō śhōk mē̃ jāstī rahtā hai . Sabsē bahut śhōk mē̃ rahtā hōgā rādhākr̥ṣṇan prējiḍēṇṭ aur unsē cum|kam jāstī phir yah nēhrū jī . Chīnī lōg āē̃gē , mārē̃gē , yah karē̃gē , yah karē̃gē , agar laṛāī hōgī tō nīnd bhī fit jāēgī , kyōki phir taras tō ānā chāhiē nā ki hamārī prajā marēgī , hamārē javān marē̃gē , yah hōgā , yah hōgā . Martē tō haĩ na bahut . Tō dēkhō , sabhī phikra mē̃ haĩ nā aur tum jō sachchē-sachchē , pakkē-pakkē bachchē haĩ , phakhur mē̃ haĩ . Bhalē yē laṛāiyā̃ tō lagnī haĩ . Yē laṛāiyā̃ tō hamārē liē lag rahī haĩ , kyōki jab yah patit duniyā vināśh hō , yē bandar key|kī duniyā vināśh hō tab svarg sthāpan hō . Yē sabhī bandar sēnā hai nā . Dēkhtē hō bandar-bandariyô haĩ . Bandar-bandariyā kahō yā drōpadī aur duryōdhan kahō . Har ēk draupadī aur har ēk duryōdhan haĩ ; kyōṅki sabkō naṅgan kartē haĩ . Tō drōpadiyô bahut hō gaī̃ nā . Tō drōpadiyā̃ huī bhakti . Kiskō yād kartī haĩ ? Bhagvān kō . Kyō̃ ? Hamkō svarg mē̃ lē chalō ; kyōṅki vahā̃ kōī bhī vikh nahī̃ pītē haĩ . Sīdhī bāt hai nā . Sabhī bhagat nahī̃ kahtē haĩ . Kyā ēk drōpadī kahtī hai mērā chīr baṛhāō ? Mērē kō naṅgan hōnē sē bachāō ? Nahī̃ . Sārī duniyā mē̃ yē sab drōpadiyā̃ naṅgan jarūr hōtī haĩ . Phir tō duryōdhan jarūr chāhiē . Is samay mē̃ yah hai draupadī aur duryōdhanō̃ key|kī duniyā . Bāp ā karkē sabkō naṅgan hōnē sē bachātē haĩ . Satyug mē̃ unkē rājya mē̃ kōī bhī naṅgan nahī̃ hōtā hai . Abhī yah kōī mānēgā nahī̃ . Bōltē haĩ - agar naṅgan hōnē sē , yah kaisē hōgā ? Vahā̃ māyā nahī̃ hōtī hai . Tum kahtē hō nā , sarvguṇ sampann , 16 kalā sampūrṇ , sampūrṇ nirvikārī , phir usmē̃ yē vikār kahā̃ sē āyēṅgē ! Hōgā kōī vikār ? Ab yah tum bachchē mānē̃gē , aur tō kab bhī kōī nahī̃ mānē̃gē ; kyōṅki jaisī hai sr̥iṣhṭi , taisī hai sabkī dr̥iṣhṭi . Tum is sr̥iṣhṭi K|kē nahī̃ hō . Tum kalahayugī nahī̃ hō , na satyugī hō . Tum kahā̃ hō ? Tum ḍôn and ḍaska K|kē bīch mē̃ hō . Abhī samjhā ? Likhā hai tum bachchō̃ nē ? Abhī ham ḍaska sē ḍôn taraph jā rahē haĩ . Bākī thōṛā samay hai . Ḍôn kahā jātā hai svarg kō , ḍaska kahā jātā hai nark kō . Ḍasṭa kahō bhalā , dhūl kahō ēkdam , dhūl mē̃ phirtē haĩ nā . Khōdarē K|kē bachchē khōdarē kabhī akṣhar sunā hai ? Sau - sau karīs siṅgār , tab bhī khōdarē kā bachchā khōdarā . Yah sabhī yahā̃ key|kī bāt hai nā . Inkō aisā banānē kē liē ham ā karkē gyān sē siṅgāratē haĩ , pavitra banātē haĩ . Dēkhō , kitnā siṅgārī banātē haĩ ! Ham unkō siṅgārī banāvē̃ , pīchhē māyā unkō jhaṭ pakaṛ karkē khōdarē kā bachchā khōdarā banā dēvē phir vikār mē̃ chalē jāvē . Tō maĩ kabhī-kabhī aisē kōī-kōī kō likhtā bhī hū̃ . Arē , tumhē itnā gyān sē siṅgār rahā hū̃ phir bhī tum yah vikār mē̃ chalē jātē hō aur kām , krōdh mē̃ K|kē vaśhībhūt hō jātē hō . Usmē̃ kām hai bahut . Tum tō kōī khōdarē kā bachchā khōdarā dēkhnē mē̃ ātē hō . Sudhartē hī nahī̃ hō . Itnā siṅgāratē haĩ phir tum yē karkē bigaṛ jātē hō . Ham likhtē haĩ . Tō unkō baṛī kaṛī dose dēnī paṛtī hai nā . Kōī-kōī kō kaṛā dose dēnā paṛtā hai , nahī tō dose tō bahut mīṭhā hai . Vō kaṛā bhī mīṭhā hī hai . In gīt kā arth|earth tō tum samajhē hō . Jō pichhāṛī kā hajarat hai , hajarat kiskō kahā jātā hai ? Jō dharm key|kī sthāpanā karnē ātē haĩ . Hajarat kahō , paigambar kahō , maisēñjar kahō , jō-jō dharm sthāpan kartē haĩ . Jaisē sikkh dharm sthāpan huā , buddha dharm sthāpan huā , kriściyan dharm sthāpan huā . Yē parampitā paramātmā nē brahmā dvārā brāhmaṇ , dēvī-dēvtā aur kṣhatriya dharm , tīn dharm sthāpan kiē . Abhī vō sabhī kahā̃ haĩ ? Unkā dharm sthāpak kahā̃ hai ? Aur unkē jō bhī followers va prajā kahē̃ , kahā̃ haĩ ? Vō sabhī narkavās mē̃ haĩ , kabradākhil haĩ . Iskō kahā jātā hai kabradākhil haĩ , phir ātē haĩ , ā karkē sabkō jagātē haĩ . Barōbar sabhī jō bhī paigambar haĩ , vō jō kahtē haĩ buddha nirvāṇdhām mē̃ chalā gayā , Christ chalā gayā , yah gurunānak bhī chalā gayā , yah śhaṅkarāchārya gayā , nahī̃ , śhaṅkarāchārya ādi sab yahā̃ kabradākhil haĩ yānī apnē sabhī prajā sahit patit duniyā mē̃ narkvāsī haĩ . Śhaṅkarāchārya K|kē jō bhī sanyāsī haĩ , abhī sabhī narkvāsī haĩ . Abhī kōī svarg hai ! Narkvāsī sab haĩ . Vō lakṣhmī nārāyaṇ bhī narkvāsī haĩ . Abhī batāō , narkvāsī kiskō kaisē svargvāsī banāyēṅgē ? Mukti kaisē dēgē ? Narkvāsī manuṣhya , manuṣhya kō kabhī bhī mukti-jīvanmukti dē nahī̃ saktē haĩ . Śhānti aur sukh dē nahī̃ saktē haĩ . Manuṣhya kahtē haĩ ham sanyāsī kē pās jātē haĩ , hamkō śhānti miltī hai , duāē̃ miltī haĩ , achchhāī miltī hai . Śhānti miltī hai . Sthāyī śhānti dēnē vālā hai hī ēk . Śhānti vā sukh , gati vā sad gati , mukti vā jīvanmukti dēnē vālā hī ēk hai . Sad gati dātā ēk hai . Phir unkō rām nahī̃ kahnā chāhiē . Rām kahō tō bhalē ; paratu asul unkā nām hai parampitā param-ātmā mānā paramātmā . ' paramātmā ' nām jarūr chāhiē , nahī̃ tō manuṣhya mūñjh jāēṅgē . Isliē śhiv nām rakhā huā hai . Asul nām pakkā - pakkā śhiv hai . Pīchhē nām paṛā hai rudra ; kyōki yah rudra gyān yagya rachā hai nā . Is samay mē̃ unkō phir rudra bhī kahā jātā hai . Yah rudra gyān yagya , jissē vināśh jvālā prajvalit hō rahī hai vināśh kē liē , sabkē marnē kē liē . Abhī kitnā achchhī tarah sē bachchō̃ kō samjhātē haĩ . Abhī kaun arth|earth samajh sakē̃gē , yahā̃ itnē sab baiṭhē huē haĩ ! Bilkul thōṛā . Kōī na kōī point mē̃ hār jāēṅgē . Abhī tumkō ḍôn and ḍaska ḍaska aur ḍôn , rāt-din , din-rāt , yād hai ? Achchhā , jō bāhar vālā manuṣhya hōgā , vah bōlēgā - vāh ! Yah tō kōī kō bhī yād hōgā . Arē nahī , bēhad kā din aur bēhad key|kī rāt . Uskō kahā jātā hai brahmā key|kī bēhad kā din aur brahmā kī rāt . Abhī kōī bhī sanyāsī nahī̃ jāntē haĩ . Kahtē haĩ ki brahmā kā din aur brahmā kī rāt , par jānē̃gē kabhī nahī̃ . Kōī sē jā karkē pūchhō ki brahmā kī rāt kiskō kahā jātā hai , brahmā kā din kiskō kahā jātā hai ? Śhāstrō̃ mē̃ likhā huā hai nā ! Ēk bhī kuchh batāvē , tō lē ā karkē bābā K|kē sāmnē kar dō . Isliē bābā kahtē haĩ - inkē tō jō bhī vēd , śhāstra , granth , upaniṣhad , gītā vagairah haĩ , sabmē̃ gapōṛē K|kē gapōṛē haĩ . Hā̃ , yē jō hai gītā , bhāgavat , mahābhārat , rāmāyaṇ yē , kyōṅki vaśiṣṭha nahī̃ hai yahā̃ kā . Vō tō rāmrājya kā , vō sanyāsiyō̃ kā key|kī yē duniyā banī hī nahī hai . Duniyā banī nahī̃ hai tō tum kahā̃ baiṭhē hō - tō vaśiṣṭha nahī̃ hai . Yū̃ tō thōṛā-thōṛā bahut kuchh hai . Aṣṭāvakra gītā , pāḍav gītā , aisē tō phir śhiv purāṇ , nām tō bahut haĩ ; par hai kuchh bhī nahī̃ . Vāstav mē̃ hai phir bhī ēk gītā , kyōṅki sarv śhāstramaī śhirōmaṇī hai , parantu vō gītā nahī̃ . Is samay mē̃ jō bāp baiṭh karkē samajhāvē , sahajyōg aur rājyōg sikhlāvē jissē tum nar sē nārāyaṇ nārī sē , lakṣhmī yānī aisē bantē hō , iskā nām pichhāṛī mē̃ rakh diyā hai gītā , par maĩ tō ā karkē paṛhātā hū̃ . Maĩ tō kōī śāstr-vāstra nahī̃ paṛhtā hū̃ . Maĩ tō gyān kā sāgar hū̃ nā . Mujhē thōṛē hī kōī kahē̃gē ki yah vaśiṣṭha jāntē hō ? Pūchhē̃gē - vaśiṣṭha paṛhā hai ? Rām-avatār ? Nahī̃ , maĩ gyān kā sāgar hū̃ ? Maĩ tumhārē sē bhī jāstī achchhī tarah sē jāntā hū̃ . Isliē tō maĩ tumkō sabhī vēdō̃ , granthō̃ vagairah kā sār samjhānē āyā hū̃ . Mērē buddhi mē yānī ātmā mē̃ yē sabhī part pahlē sē nūndhā huā hai ki ā karkē tumkō in vēdō̃ , granthō̃ vagairah kā sār bhī sunāvē aur sahaj rājyōg bhī sikhlāvē aur tum sab bachchō̃ kō ā karkē mukti aur jīvanmukti dēvē̃ . Yah hai mērā part mērē is param-ātmā mē̃ aur sō bhī sthāyī hai . Usmē kōī adal-badal nahī hō saktī hai , kyōṅki yah hai impēriśēbal yānī avināśhī drama , prīôrḍēnṭa yānī yah banā-banāyā hai . Kabhī bhī iskī and nahī̃ hōtī hai . Aur tum rām key|kī sēnā nē svarg banāyā hai , rāvaṇ nē inkō nark banāyā hai . Phir rāvaṇ key|kī sēnā hī kahō . Abhī samjhā na ! Achchhā , abhī time huā hai , jab talak ṭōlī bāṇṭō . Ēk hōtā hai had kā ḍôn two|to|too ḍaska yānī subah sē rāt , dūsrā hōtā hai bēhad kā ḍôn two|to|too ḍaska satyug sē lē karkē kalahayug K|kē ant tak . Uskō kahā jātā hai bēhad kā din , uskō kahā jātā hai bēhad key|kī rāt . Bēhad kā din mē̃ sukh , bēhad key|kī rāt mē̃ duḥkh . Vō sukhdhām , yah duḥkhdhām . Abhī bēhad key|kī rāt pūrī hōtī hai , bēhad kā din uday hōtā hai . Gyān sūrya pragaṭā agyān andhērī rāt vināśh . Yānī abhī andhiyārā khalās hōtā hai aur subah yānī satyug ātā hai , kalahayug khatam hōtā hai . Arē , ṭōlī dō . Dēkhō yē kitnē kām mē̃ ātē haĩ ; parantu insē vō kām mē̃ jāstī āēgā . Manuṣhya vō kr̥ṣṇ-rādhē kō jō dvāpar mē̃ lē gaē haĩ , vō bhī vahā̃ sē uskā pūñchanā nikal jāēgā ; kyōṅki kr̥iṣhṇa hai satyug kā prince aur vahā̃ duḥkh key|kī bāt nahī̃ hai . Un bichārē kō bahut gālī khāī , unkā mũh kālā kar diyā , dhakkā khilāyā , ṭōkrī mē̃ ḍālkar nand kō nadī pār lē jānā paṛā , yē sab gapōṛē haĩ . Yād rakh lēnā , yē school hai nā , unmē̃ jō-jō bhī head hōgā , monitor hōgā , number mē̃ hōgā , vō hī tō teacher kō achchhā lagēgā nā . Phrôm right two|to|too left . Yahā̃ ham rakh nahī̃ saktē haĩ . Ham agar tum bachchō̃ kō kahē̃ - arē , nambaravār biṭhāō , nahī̃ biṭhā saktē haĩ . Hō nahī̃ saktā hai . Hō sakēgā ? Yah vaṇḍaraphul school hai nā , vō hō nahī̃ saktā hai . Ab skūlō̃ mē̃ aisē hī biṭhāvē vō dhamchakra mach jāēgī . Abhī śhāyad naē bhī āē hōṅgē . Arē bachchē , jō naē āē haĩ sō tō hāth uṭhānā . Dēkhō , maĩ pahlē hāth uṭhātā hū̃ kyōṅki sab kōī aisē sīdhā hāth nahī̃ uṭhātē haĩ . Dēkhō , tum aisē uṭhātē hō nā , a hāth uṭhāō . Dēkhō kaisē sīdhē hai inkā . In sabkō śhuruāt mē̃ drill sikhlāī gaī hai . Itnā hāth uṭhānā chāhiē . Tum lōgō̃ nē yah jō hāth uṭhāyā hai nā , gōvardhan parvat mē̃ vahā̃ kā bhī aisē uṭhāyā hai , aisē nahī̃ uṭhāyā hai . Naī bātē̃ haĩ nā . Yē tō bichārē manuṣhya mūñjh jātē haĩ ki kyā hai yahā̃ ? Kōī bhī sādhu , sant , sanyāsī śhāstrō̃ mē̃ bāt hī nahī̃ hai . Yē tō sabkō khaṇḍan kar dētē haĩ . Bābā bōltē haĩ - yah sab jhūṭhē haĩ . ' sab jhūṭhē ' - aisā kahnē vālā bhī kōī tākat rakhnē vālā hōgā nā . Manuṣhya thōṛē hī kah sakē̃ . Jhaṭ unkē ūpar case kar dē . Bābā tō kahtē haĩ - mērē ūpar kōī case karē . Ham kahtē rahtē haĩ na - śhivbhagvānuvāch , yē jō bhī hai , 95 % sab jhūṭh hai . Gītā jhūṭhī , bhāgavat jhūṭhā , rāmāyaṇ jhūṭhā , mahābhārat jhūṭhā . Unmē̃ 5 % āṭē mē̃ lūn jaisā kuchh hai , bākī sab jhūṭhā hai . Itnē vēd-granth-śāstra key|kī bēadabī ! Tō bhaī kiskō case karnā chāhiē nā ! Mērē ūpar kōī case hī nahī̃ kartā hai . Ēk din karē̃gē . Kabhī-kabhī uchhaltē haĩ ; parantu abhī unkā bhī tō kōī baṛā head chāhiē nā . Tō abhī kōī kartē nahī̃ hai . Bābā tō chāhtē haĩ case karē . Tum bhī raḍiyô mārtē rahō ; kyōṅki bhārat kā hai mukhya śhāstra , jinkā bahutō̃ nē baiṭh karkē gāyan kiyā hai aur tum kahē̃gē yē sab gītāē̃ jhūṭhī , tō usmē̃ sab jhūṭhē hō gaē . Gāndhī key|kī gītā , ṭaigōr key|kī gītā , gaṅgē gyānēśhvar key|kī gītā , rājārām key|kī gītā , gītāē̃ tō ḍhēr haĩ . Tumhārā yē sab jhūṭhī batātē haĩ ēkdam . Tō jhūṭhē lōg haĩ . Jhūṭhī banānē vālē , jhūṭhā bōlnē vālē , unkō jhūṭhē lōg kahā jātā hai . Gāyā jātā hai jhūṭhī māyā , jhūṭhī kāyā . Kāyā yah śharīr huā nā . Pūrē phir sab saṅsār , tumkō siddha karkē batātē haĩ nā . Sabsē jhūṭhē phir kaun haĩ ? Jō kahtē haĩ īśhvar sarvavyāpī hai . Sab saṅsār jhūṭhā hō gayā . Achchhā , sabkō ṭōlī milī ? Jiskō nahī̃ milī hai hāth uṭhāō . Achchhā , tumkō dē rahē haĩ , inkō nahī̃ milī hai . Achchhā āj kyā hai ? Sēṭaraḍē hai . Jō naē bachchē ātē haĩ , ḍarō mat , kōī jādū nahī̃ hai , ā̃kh mē̃ ḍālnē jaisā kōī sūramā nahī̃ hai . Gyān añjan sadaguru diyā , agyān andhēr vināśh . Añjan kō sōnā bhī kahā jātā hai . Yah añjan kōī vō nahī̃ hai . Vō tō sab kōī lagātē haĩ . Anēk prakār K|kē añjan hōtē haĩ , vō tō mainyūphaikcar hōtē haĩ . Nahī̃ , yah gyān key|kī bāt hai . Gyān añjan sad guru diyā . Yē haĩ kalahayugī guru . Kalahayugī guruō̃ kē pās tō kōylā banānē kē liē , kālē banānē kē liē kōylē kā kālā añjan hōgā . Dēkhō , sabhī kālē bantē jātē haĩ nā . Achchhā , bāpdādā , mīṭhī mama kā mīṭhē-mīṭhē sikīladhē nambaravār puruṣhārth anusār bachchō̃ kō yādpyār good morning .