शनिवार 26 जून 1965 की साकार मुरली - 2

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

> >

26-06-1965 madhuban ābū prātaḥ murlī sākār bābā ōm śhānti madhuban

Hēlō , good evening , yah 26 jūn kā rātri class hai ,

Yōg tō paṛhnā hī nahī̃ hai . Vō bhalē yōg mē̃ jā saktē hai , yōg sīkh saktē hai  ; parantu paṛhāī nahī̃ paṛh saktē haĩ . Paṛhāī paṛhnā yah tō gr̥ihasthī dharm vālō̃ kā hai . Sanyāsī kabhī school mē̃ nahī̃ jāē̃gē . Sanyās kiyā … . Sanyās K|kē pahlē school mē̃ bhalē jātē hō̃ kōī na kōī aim object sē paṛhnē kē liē . Pīchhē doctor banē̃ , kyā bhī banē̃ . Tō vō vāstav mē̃ gāyā tō aisē hī jātā hai ki yē phakīr haĩ  ; kyōṅki sanyās kā kapṛā hai nā . Tō phakīr haĩ  ; kyōṅki unkō khān-pān tō banānā nahī̃ hai . Tō jaisē phakīr hō gaē . Bhikṣhā bigar yē khā nahī̃ saktē haĩ . ( kisī nē mātēśhvarī kō alavidā dētē huē gīt gāyā ) vō apnī bachchī kō bōltā hai jāō pati kē pās . Tō barōbar piyar ghar sē patiyō̃ K|kē pati kē pās gaī . Yah tō achchhā hī huā nā pati K|kē ghar gaī . Ismē̃ kōī mūnjhnē key|kī tō bāt hī nahī̃ hai . Achchhā .