बुधवार 15 जनवरी 1969 की साकार मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

026-01-2026 ( 15-01-1969 ) prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

026/01/26 (15-01-1969) Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

1Ōm śhānti .

1Om shanti.

2Rūhānī bāp rūhānī bachchō̃ kō baiṭh samjhātē haĩ .

2The spiritual Father sits here and explains to you spiritual children.

3Rūhānī bāp key|kī mahimā tō bachchō̃ kō sunāī hai .

3The praise of the spiritual Father has been told to you children.

4Vah gyān kā sāgar , sat-chit-ānand svarup hai . 5Śhānti kā sāgar hai .

4He is the Ocean of Knowledge, the Truth, the Living Being and the Blissful One; He is the Ocean of Peace.

6Unkō sab bēhad key|kī śhiphtē̃ dī jātī haĩ .

5He is given all the unlimited praise.

7Ab bāp hai gyān kā sāgar .

6The Father is the Ocean of Knowledge.

8Aur is samay jō bhī manuṣhya haĩ sab jāntē haĩ ham bhakti K|kē sāgar haĩ .

7You know that, at this time, all humans are oceans of devotion.

9Bhakti mē̃ jō sabsē tīkhā hōtā hai unkō mān miltā hai .

8Those who are the greatest devotees receive respect.

10Is samay kaliyug mē̃ hai bhakti , duḥkh . 11Satyug mē̃ hai gyān kā sukh .

9At this time, in the iron age, there is devotion and sorrow, whereas in the golden age, there is the happiness of this knowledge.

12Aisē nahī̃ ki vahā̃ gyān hai .

10It isn’t that they have this knowledge there.

13Tō yah mahimā sirph ēk hī bāp kī hai aur bachchō̃ key|kī mahimā bhī hai kyōṅki bāp bachchō̃ kō paṛhātē haĩ athavā yātrā sikhlātē haĩ .

11This praise is of just the one Father. 12It is also the praise of the children because the Father teaches you children, that is, He teaches them this pilgrimage.

14Bāp nē samjhāyā hai dō yātrāyē̃ haĩ .

13The Father has explained that there are two pilgrimages.

15Bhakta lōg tīrtha kartē haĩ , chārō̃ taraph chakra lagātē haĩ .

14Devotees go on pilgrimages and go to all the four main pilgrimage places.

16Tō jitnā time chārō̃ taraph chakra lagātē haĩ , utnā time vikār mē̃ nahī̃ jātē haĩ . 17Śharāb ādi chhī-chhī kōī chīz nahī̃ khātē pītē haĩ .

15For the duration of their pilgrimage, they don’t indulge in vice; they don’t drink alcohol or eat anything impure.

18Kabhī badrīnāth , kabhī kāśhī chakra lagātē haĩ .

16Sometimes, they go to Badrinath and sometimes, to Kashi.

19Bhakti kartē haĩ bhagvān key|kī .

17They worship God.

20Ab bhagvān tō ēk hōnā chāhiē nā .

18God is only One.

21Sab taraph tō chakra nahī̃ lagānā chāhiē nā  !

19They shouldn’t go wandering around everywhere (looking for Him).

22Śhivbābā K|kē tīrtha kā bhī chakra lagātē haĩ .

20They still go on a pilgrimage to Shiv Baba.

23Sabsē baṛā banāras kā tīrtha gāyā huā hai , jiskō śhiv key|kī purī kahtē haĩ .

21The greatest pilgrimage remembered is to Benares, which is also called the place of Shiva.

24Chārō̃ taraph jātē haĩ parantu jinkā darśhan karnē jātē haĩ athavā jinkī bhakti kartē haĩ , unkī biography , occupation kā kiskō patā nahī̃ isliē unkō kahā jātā hai andhaśhraddhā .

22They go in all directions, but no one knows the biography or occupation of the One they go to have a vision of or the One they worship. 23This is why that is called blind faith.

25Kiskī pūjā karnā , māthā ṭēknā aur unkī jīvan kahānī kō na jānnā , uskō kahā jātā hai blind faith .

24To worship someone and bow down to that one and not know his biography is called blind faith.

26Ghar mē̃ bhī manātē haĩ , dēviyō̃ key|kī kitnī pūjā kartē haĩ , miṭṭī key|kī vā patthar key|kī dēviyā̃ banāē unkō bahut śhrr̥iṅgārtē haĩ .

25They celebrate all of that at home and worship the goddesses so much. 26They make goddesses of clay and decorate them a great deal.

27Samjhō lakṣhmī kā chitra banātē haĩ , unsē pūchhō inkī biography batāō tō kahē̃gē satyug key|kī mahārānī thī . 28Trētā key|kī phir sītā thī . 29Bākī inhōnnē kitnā samay rājya kiyā , lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya kab sē kab tak chalā , yah kōī bhī jāntē nahī̃ .

27For instance, they make a non-living image of Lakshmi. 28When you ask them, “What is her biography?”, they reply that she was an empress of the golden age or Sita of the silver age, but for how long did they rule? 29From when till when did the kingdom of Lakshmi and Narayan last? 30No one knows this.

30Manuṣhya bhakti mārg mē̃ yātrā par jātē haĩ , yah sab haĩ bhagvān sē milnē K|kē upāya .

31On the path of devotion, people go on pilgrimages. 32All of those paths are to meet God.

31Śhāstra paṛhnā yah bhī upāya hai bhagvān sē milnē liē .

33To study the scriptures is also a way to meet God.

32Parantu bhagvān hai kahā̃  ?

34However, where is God?

33Kahē̃gē vah tō sarvavyāpī hai .

35They say that He is omnipresent.

34Abhī tum jāntē hō paṛhāī sē ham yah ( dēvī-dēvtā ) bantē haĩ .

36You understand that you are now becoming deities through this study.

35Bāp khud ākar paṛhātē haĩ , jiskē milnē liē ādhākalp bhakti mārg chaltā hai .

37The Father Himself comes and teaches you. 38The path of devotion to meet that Father continues for half a cycle.

36Kahtē haĩ bābā pāvan banāō aur apnā parichay bhī dō ki āp haĩ kaun  ?

39You say: Baba, purify us and also give us Your introduction as to who You are.

37Bābā nē samjhāyā hai ki tum ātmā bindī hō , ātmā kō hī yahā̃ śharīr milā huā hai , isliē yahā̃ karma kartī hai .

40Baba has explained that you souls are points. 41It is souls that receive bodies here. 42Therefore, souls perform actions here.

38Dēvtāō̃ kē liē kahē̃gē ki yah satyug mē̃ rājya karkē gayē haĩ .

43Of deities it is said that they ruled in the golden age in the past.

39Kriściyan lōg tō samajhtē haĩ barōbar god father nē paradise sthāpan kiyā . 40Ham usmē̃ nahī̃ thē .

44Christians believe that God, the Father, really did establish Paradise, but that they were not there then.

41Bhārat mē̃ paradise thā , unhō̃ key|kī buddhi phir bhī achchhī hai .

45Paradise existed in Bharat. 46Their intellects are still good.

42Bhāratvāsī satōpradhān bhī bantē haĩ tō phir tamōpradhān bhī bantē haĩ .

47The people of Bharat become satopradhan and they also become tamopradhan.

43Vah itnā sukh nahī̃ dēkhtē tō duḥkh bhī itnā nahī̃ dēkhtē haĩ .

48The Christians don’t see as much happiness or as much sorrow.

44Abhī pichhāṛī K|kē kriściyan lōg kitnā sukhī haĩ .

49Those who have come now, at the end, are so happy.

45Pahlē tō vah garīb thē .

50Previously, they were poor.

46Paisā tō mēhnat sē kamāyā jātā hai nā .

51One can earn a lot of money by working hard.

47Pahlē ēk Christ āyā , phir unkā dharm sthāpan hōtā hai , vr̥iddhi hōtī jātī hai .

52Christ first came alone and established his religion which continued to grow.

48Ēk sē dō , dō sē chār … phir aisē vr̥iddhi hōtī jātī hai .

53One grew into two, then into four and it gradually expanded in that way.

49Abhī dēkhō kriściyan kā jhāṛ kitnā hō gayā hai .

54Look how big the tree of Christians has become.

50Foundation hai - dēvī-dēvtā gharānā .

55The foundation is the deity clan.

51Vah phir yahā̃ is samay sthāpan hōtā hai .

56That is being established here at this time.

52Pahlē ēk brahmā phir brāhmaṇō̃ key|kī adopted santān vr̥iddhi kō pātē haĩ .

57First of all, there is just the one Brahma, then the number of adopted children, the Brahmins, increases.

53Bāp paṛhātē haĩ tō bahut ḍhēr brāhmaṇ hō jātē haĩ .

58When the Father teaches, many Brahmins are created.

54Pahlē tō yah ēk thā nā .

59At first, there was just this one.

55Ēk sē kitnī vr̥iddhi huī hai . 56Kitnī hōnē kī hai .

60So much growth has taken place through just one and there will be so much more expansion.

57Jitnē sūryavanśhī , chandravanśhī dēvtāyē̃ thē , utnē sab bannē K|kē haĩ .

61However many sun and moon dynasty deities there are, there have to be that many (Brahmins).

58Pahlē hai ēk bāp , unkī ātmā tō hai hī .

62At first, there is just the one Father. 63His soul exists all the time.

59Bāp key|kī ham ātmāyē̃ santān kitnī haĩ  ?

64How many children, souls, does the Father have?

60Ham sab ātmāō̃ kā bāp ēk anādi hai . 61Phir sr̥iṣhṭi kā chakra phirtā rahtā hai .

65The Father of all of us souls is the one eternal Father and the world cycle continues to turn.

62Sab manuṣhya tō sadaiv nahī̃ haĩ nā .

66Not all human beings exist all the time.

63Ātmāō̃ kō bhinn-bhinn part bajānā hai .

67Souls have to play their various parts.

64Is jhāṛ kā pahlē-pahlē thur hai dēvī-dēvatāō̃ kā , phir unsē tubes nikalī haĩ .

68The trunk of this tree that comes first is that of the deities. 69Then the tubes emerge from that.

65Tō bāp baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ - bachchō̃ , maĩ ākarkē kyā kartā hū̃  ?

70Therefore, the Father sits here and explains to you children what He does when He comes.

66Ātmā mē̃ hī dhārṇā hōtī hai .

71It is souls who imbibe everything.

67Bāp baiṭh sunātē haĩ - maĩ āyā kaisē  ?

72The Father sits here and explains how He comes.

68Tum sab bachchē jabki patit banē hō tō yād kartē hō .

73All of you children remember Me when you have become impure.

69Satyug-trētā mē̃ tō tum sukhī thē tō yād nahī̃ kartē thē .

74In the golden and silver ages, you were happy; you didn’t remember Me.

70Dvāpar kē bād jab duḥkh jāstī huā hai tab pukārā hai - hē parampitā paramātmā bābā .

75When sorrow started to increase in the copper age, you called out to Me: O Baba, Supreme Father, Supreme Soul!

71Hā̃ bachchō̃ , sunā .

76Yes, children, I heard you.

72Kyā chāhtē hō  ?

77What do you want?

73Bābā ākar patitō̃ kō pāvan banāō .

78Baba, come and purify the impure!

74Bābā ham bahut duḥkhī , patit haĩ .

79Baba, we are very unhappy and impure.

75Hamkō ākar pāvan banāō .

80Come and purify us.

76Kr̥ipā karō , āśhīrvād karō .

81Have mercy on us. 82Bless me!

77Tumnē mujhē pukārā hai - bābā , ākar patitō̃ kō pāvan banāō .

83You called out to Me: Baba, come and purify the impure.

78Pāvan satyug kō kahā jātā hai .

84The golden age is called pure.

79Yah bhī bāp khud baiṭh batlātē haĩ .

85The Father Himself sits here and explains this.

80Drama K|kē plan anusār jab saṅgamyug hōtā hai , sr̥iṣhṭi purānī hōtī hai tab maĩ ātā hū̃ .

86According to the drama plan, when it is the confluence age, when the world has become old, it is then that I come.

81Tum samajhtē hō sannyāsī bhī dō prakār K|kē haĩ .

87You understand that there are two types of sannyasi.

82Vah haĩ haṭhyōgī , unkō rājyōgī nahī̃ kahā jātā .

88They are hatha yogis. 89They cannot be called Raja Yogis.

83Unhō̃ kā hai had kā sannyās .

90Their renunciation is limited.

84Gharbār chhōṛ jāē jaṅgal mē̃ rahtē haĩ .

91They leave their homes and families and go and live in the jungles.

85Gurūō̃ K|kē followers bantē haĩ .

92They become followers of gurus.

86Gōpīchand rājā kē liē bhī ēk kathā sunātē haĩ .

93They relate the story of King Gopichand.

87Usnē kahā tum gharbār kyō̃ chhōṛtē hō  ?

94He asked: Why are you leaving your home?

88Kahā̃ jātē hō  ?

95Where are you going?

89Śhāstrō̃ mē̃ bahut kuchh kahāniyā̃ haĩ .

96There are many stories in the scriptures.

90Abhī tum be|B . K|kē . rājāō̃ kō bhī jākar gyān aur yōg sikhlātē hō .

97You BKs also go to the kings and teach them this knowledge and yoga.

91Ēk aṣhṭāpā gītā bhī hai , jismē̃ dikhātē haĩ - rājā kō vairāgya āyā , bōlā hamkō kōī paramātmā sē milāyē .

98There is the Ashthavakra Gita in which a king is portrayed having disinterest in the world. 99He said: I want someone to help me attain God.

92Ḍhiṇḍhōrā piṭvāyā .

100He announced this to the whole kingdom.

93Vah yahī samay hai .

101This is that same time.

94Tum jākar rājāō̃ kō gyān dētē hō nā , bāp sē milānē liē .

102You go and give this knowledge to the kings to enable them to meet the Father.

95Jaisē tum milē hō tō aurō̃ kō bhī milānē key|kī kōśhiśh kartē hō .

103Just as you have met the Father, you also try to make others meet Him.

96Tum kahtē hō ham tumkō svarg kā mālik banāyēṅgē , mukti-jīvanmukti dēgē .

104You tell them: We will make you into the masters of heaven and grant you liberation and liberation-in-life.

97Phir unkō bōlō śhivbābā kō yād karō , aur kōī kō nahī̃ .

105Then you tell them: Remember Shiv Baba alone and no one else.

98Tumhārē pās|pass bhī śhurū mē̃ baiṭhē-baiṭhē ēk-dō kō dēkhtē dhyān mē̃ chalē jātē thē nā .

106In the beginning, you used to look at one another and go into trance.

99Baṛā wonder lagtā thā .

107It was a great wonder.

100Bāp thā nā inmē̃ , tō vah chamatkār dikhātē thē .

108The Father was in this one and so He showed that miracle.

101Sabkī rassī khīñch lētē thē .

109He used to pull everyone’s string.

102Bāpdādā ikaṭṭhē hō gayē nā .

110Bap and Dada became one.

103Kabristān banātē thē . 104Sab bāp kī yād mē̃ sō jāō . 105Sab dhyān mē̃ chalē jātē thē .

111We used to create a graveyard where everyone would go to sleep in remembrance of the Father and they would all go into trance.

106Yah sab śhivbābā key|kī chaturāī thī .

112All of that was the cleverness of Shiv Baba.

107Iskō phir kaī jādū samajhnē lagē .

113Some began to consider it to be magic.

108Yah thā śhivbābā kā khēl .

114This was Shiv Baba’s game.

109Bāp jādūgar , saudāgar , ratnāgar hai nā .

115The Father is the Magician, the Businessman, the Jewel Merchant.

110Dhōbī bhī hai , sōnār bhī hai , vakīl bhī hai . 111Sabkō rāvaṇ key|kī jēl sē chhuṛātē haĩ .

116He is also the Laundryman, the Goldsmith and the Lawyer: He has everyone released from Ravan’s jail.

112Unkō hī sab bulātē haĩ - hē patit-pāvan , hē dūrdēśh K|kē rahnē vālē … hamkō ākar pāvan banāō .

117Everyone calls out to Him: O Purifier, O Resident of the faraway land, come and purify us!

113Āō bhī patit duniyā mē̃ , patit śharīr mē̃ ākar hamkō pāvan banāō .

118Come into this impure world, in an impure body and purify us.

114Abhī tum unkā bhī arth|earth samajhtē hō .

119You now understand the meaning of this.

115Bāp ākar batlātē haĩ tum bachchō̃ nē rāvaṇ K|kē dēśh mē̃ hamkō bulāyā hai , maĩ tō paramdhām mē̃ baiṭhā thā .

120The Father comes and tells you: You called out to Me to come into this land of Ravan. 121I was sitting in the supreme abode.

116Svarg sthāpan karnē kē liē mujhē nark rāvaṇ K|kē dēśh mē̃ bulāyā ki ab sukhdhām mē̃ lē chalō .

122You called Me into hell, the land of Ravan, to establish heaven. 123You said: Now take us to the land of happiness.

117Abhī tum bachchō̃ kō lē chaltē haĩ nā .

124I am now taking you children.

118Tō yah hai drama .

125Therefore, this is the drama.

119Mainnē jō tumkō rājya diyā thā vah pūrā huā phir dvāpar sē rāvaṇ rājya chalā hai .

126The kingdom that I gave you ended and the kingdom of Ravan continued from the copper age.

1205 vikārō̃ mē̃ girē , unkē phir chitra bhī haĩ jagannāthpurī mē̃ .

127You fell into the five vices and there are the images of that at Jaganathpuri.

121Pahlē number mē̃ jō thā vahī phir 84 janma lē ab pichhāṛī mē̃ hai phir unkō hī pahlē number mē̃ jānā hai .

128The one who was number one took 84 births and is now in the last number. 129He is the one who has to go into the first number again.

122Yah brahmā baiṭhā hai , viṣhṇu bhī baiṭhā hai .

130This Brahma is sitting here. 131Vishnu is also sitting here.

123Inkā āpas mē̃ kyā connection hai  ?

132What is the connection between them?

124Duniyā mē̃ kōī nahī̃ jāntē .

133No one in the world knows this.

125Brahmā-sarasvatī bhī asul mē̃ satyug K|kē mālik lakṣhmī-nārāyaṇ thē .

134Saraswati and Brahma are in fact Lakshmi and Narayan, the masters of heaven.

126Abhī nark K|kē mālik haĩ .

135They are now the masters of hell.

127Abhī yah tapasyā kar rahē haĩ - yah lakṣhmī-nārāyaṇ bannē kē liē .

136They are now doing tapasya in order to become Lakshmi and Narayan.

128Dēlvāṛā mandir mē̃ pūrā yādgār hai .

137There is the accurate memorial of this in the Dilwala Temple.

129Bāp bhī yahā̃ hī āyē haĩ isliē ab likhtē bhī haĩ - ābū sarv tīrthō̃ mē̃ , sab dharmō̃ K|kē tīrthō̃ mē̃ mukhya tīrtha hai kyōṅki yahā̃ hī bāp ākar sarv dharmō̃ key|kī sadgati kartē haĩ .

138The Father came here, and this is why it is written: Abu is the greatest pilgrimage place of all the pilgrimage places of all the religions because the Father comes here and grants salvation to those of all religions.

130Tum śhāntidhām hōkar phir svarg mē̃ jātē hō .

139You first go to the land of peace and then to heaven.

131Bākī sab śhāntidhām mē̃ chalē jātē haĩ .

140Everyone else will go and stay in the land of peace.

132Vah hai jaṛ yādgār , yah hai chaitanya .

141That memorial is non-living whereas this one is in the living form.

133Jab tum chaitanya mē̃ vah ban jāyēṅgē tō phir yah mandir ādi sab khatm hō jāyēṅgē .

142When you become the living form of that, all of those temples, etc. will be destroyed.

134Phir bhakti mārg mē̃ yah yādgār banāyēṅgē .

143Those memorials will then be created once again on the path of devotion.

135Abhī tum svarg key|kī sthāpanā kar rahē hō .

144You are now establishing heaven.

136Manuṣhya samajhtē haĩ - svarg ūpar mē̃ hai .

145People believe that heaven is up above.

137Abhī tum samajhtē hō yahī bhārat svarg thā , abhī nark hai .

146You now understand that this Bharat was heaven and that it is now hell.

138Yah chakra dēkhnē sē hī sārā gyān ā jātā hai .

147When you look at the cycle, the whole of this knowledge enters your intellects.

139Dvāpar sē aur aur dharm ātē haĩ tō abhī dēkhō kitnē dharm haĩ .

148Other religions start to come in the copper age. 149Look how many religions there are now.

140Yah hai iron age .

150This is the iron age.

141Abhī tum saṅgam par hō .

151You are now at the confluence age.

142Satyug mē̃ jānē kē liē puruṣhārth kartē hō .

152You are making effort to go to the golden age.

143Kaliyug mē̃ haĩ sab patthar-buddhi .

153In the iron age, everyone has a stone intellect.

144Satyug mē̃ haĩ pārasbuddhi .

154In the golden age, everyone has a divine intellect.

145Tum hī pārasbuddhi thē , tum hī phir pattharbuddhi banē hō , phir pārasbuddhi bannā hai .

155You were those with divine intellects and have become those with stone intellects. 156You now have to become those with divine intellects again.

146Ab bāp kahtē haĩ tumnē hamkō bulāyā hai tō maĩ āyā huā hū̃ aur tumkō kahtā hū̃ - kām kō jītō tō jagatjīt banē̃gē .

157The Father says: You called out for Me and so I have now come. 158I tell you: Conquer lust and become the conquerors of the world.

147Mukhya yah vikār hī hai .

159This is the main vice.

148Satyug mē̃ haĩ sab nirvikārī .

160Everyone in the golden age is viceless.

149Kaliyug mē̃ haĩ vikārī .

161In the iron age, they are vicious.

150Bāp kahtē haĩ bachchē , ab nirvikārī banō .

162The Father says: Children, now become viceless.

15163 janm vikār mē̃ gayē hō .

163You have been indulging in vice for 63 births.

152Ab yah antim janm pavitra banō .

164Now, in this last birth, become pure.

153Abhī marnā bhī sabkō hai .

165Everyone now has to die.

154Maĩ svarg sthāpan karnē āyā hū̃ tō ab mērī śhrīmat par chalō .

166I have come to establish heaven. 167Therefore, now follow My shrimat.

155Maĩ jō kahū̃ vah sunō .

168Listen to what I am telling you.

156Abhī tum pattharbuddhi kō pārasbuddhi banānē kā puruṣhārth kar rahē hō .

169You are now making effort to change your intellects from stone to divine.

157Tum hī pūrī sīṛhī utartē hō phir chaṛhtē hō .

170You come all the way down the ladder and then you climb up.

158Tum jaisē jinn hō .

171You are like genies.

159Jinn key|kī kahānī hai nā - usnē bōlā kām dō tō rājā nē kahā achchhā sīṛhī utarō aur chaṛhō .

172There is the story of a genie who asked a king to give him some work to do. 173So the king told him to go up and down a ladder.

160Bahut manuṣhya kahtē haĩ bhagvān kō kyā paṛī thī jō sīṛhī chaṛhātē aur utārtē haĩ .

174Many people say: What is it to God that He makes us go up and down the ladder?

161Bhagvān kō kyā huā jō aisī sīṛhī banāī  !

175What happened to God that He created such a ladder?

162Bāp samjhātē haĩ yah anādi khēl hai .

176The Father explains: This is an eternal play.

163Tumnē 5 hajār varṣh mē̃ 84 janma liē haĩ .

177You have taken 84 births in 5000 years.

1645 hazār varṣh tumkō nīchē utarnē mē̃ lagē haĩ phir ūpar mē̃ jātē hō second mē̃ .

178It took you 5000 years to come down and you then go up in a second.

165Yah hai tumhārē yōgbal key|kī lift .

179This is the lift of your power of yoga.

166Bāp kahtē haĩ yād karō tō tumhārē pāp kaṭ jāyēṅgē .

180The Father says: Remember Me and your sins will be cut away.

167Bāp ātē haĩ tō second mē̃ tum ūpar chaṛh jātē hō phir nīchē utarnē mē̃ 5 hazār varṣh lagē haĩ . 168Kalāyē̃ kam hōtī jātī haĩ .

181When the Father comes, you go up in a second and you then come down over 5000 years; your degrees continue to decrease.

169Chaṛhnē key|kī tō lift hai .

182You have a lift in which you ascend.

170Second mē̃ jīvanmukti .

183“Liberation-in-life in a second”.

171Satōpradhān bannā hai .

184You have to become satopradhan.

172Phir āhistē-āhistē tamōpradhān banē̃gē . 1735 hazār varṣh lagtē haĩ .

185You will then gradually become tamopradhan; it takes 5000 years.

174Achchhā , phir tamōpradhān sē satōpradhān bannā hai ēk janm mē̃ .

186Achcha, you then have to become satopradhan from tamopradhan in one birth.

175Abhī jabki maĩ tumkō svarg kī bādśhāhī dētā hū̃ tō tum pavitra kyō̃ nahī̃ banē̃gē .

187Now that I am giving you the sovereignty of heaven, why will you not remain pure?

176Parantu kāmēśhu , krōdhēśhu bhī haĩ nā . 177Vikār na milnē sē phir strī kō mārtē haĩ , bāhar nikāl dētē haĩ , āg lagā dētē haĩ .

188However, when they don't receive poison, those who are angry and lustful beat their wives. 189They throw them out or set fire to them.

178Ablāō̃ par kitnē atyāchār hōtē haĩ .

190Poor innocent mothers are assaulted so much.

179Yah bhī drama mē̃ nūndh hai .

191This too is fixed in the drama.

180Achchhā  !

192Achcha.

181Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

193To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

182Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

194The spiritual Father says namaste to you spiritual children.