05 - āṅkhō̃ mē̃ bābā tērī jānē hai kitnē jalvē

Devotional Songs-10

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

लिप्यंतरित हिंदी

āṅkhō̃ mē̃ bābā tērī jānē hai kitnē jalvē
āṅkhō̃ mē̃ bābā tērī jānē hai kitnē jalvē
dēkhā hai hamnē insē jag kō nihāl kartē
āṅkhō̃ mē̃ bābā tērī jānē hai kitnē jalvē
dēkhā hai hamnē insē jag kō nihāl kartē
āṅkhō̃ mē̃ bābā tērī āṅkhō̃ mē̃ bābā tērī

bhagvān kō bhī bābā āṅkhē tērī lubhāī
bhagvān kō bhī bābā āṅkhē tērī lubhāī
barsā rahī hai insē ab rahmatē khudāī
kismat kī jhōliyōmē dēkhā sitār bhartē
kismat kī jhōliyōmē dēkhā sitār bhartē
dēkhā hai hamnē insē jag kō nihāl kartē
āṅkhō̃ mē̃ bābā tērī āṅkhō̃ mē̃ bābā tērī

āṅkhō hī āṅkhō mē̃ tum jādū chalā rahē hō
āṅkhō hī āṅkhō mē̃ tum jādū chalā rahē hō
prabhu sē milā rahē hō duniyā banā rahē hō
tum kuchh nahī̃ hai kartē karkē bhī yahī kahtē
tum kuchh nahī̃ hai kartē karkē bhī yahī kahtē
dēkhā hai hamnē isē jag kō nihāl kartē
āṅkhō̃ mē̃ bābā tērī āṅkhō̃ mē̃ bābā tērī

āṅkhō sē tērī chhalkā hai pyār kā samandar
āṅkhō sē tērī chhalkā hai pyār kā samandar
jhāṅkā tanikbhī jisnē vō kastarakā vō sikandar
bhartō ālam jahā kē sārē inhisē hartē
bhartō ālam jahā kē sārē inhisē hartē
dēkhā hai hamnē insē jag kō nihāl kartē
āṅkhō̃ mē̃ bābā tērī jānē hai kitnē jalvē
dēkhā hai hamnē insē jag kō nihāl kartē
āṅkhō̃ mē̃ bābā tērī jānē hai kitnē jalvē
āṅkhō̃ mē̃ bābā tērī āṅkhō̃ mē̃ bābā tērī

← गीतों पर लौटें