10 - āp milē miṭ gaī man kī sabhī chāhat

Devotional Songs-10

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
लिप्यंतरित हिंदीअंग्रेज़ी

āp milē miṭ gaī man kī sabhī chāhat

By attaining You all the desires in my mind are removed

āp milē miṭ gaī man kī sabhī chāhat

By attaining You all the desires in my mind are removed

khuśhiyō̃ kē gīt milē miṭī āh āhat

The song of happiness has removed all cries

pyās bujhī pāē hai sāgar athāh

Having attained the unlimited Ocean, my thirst is quenched

pyās bujhī pāē hai sāgar athāh

Having attained the unlimited Ocean, my thirst is quenched

vāh bābā vāh vāh bābā vāh

Wah Baba wah, wah Baba wah

vāh bābā vāh vāh bābā vāh

Wah Baba wah, wah Baba wah

bābā vāh bābā vāh bābā vāh vā bābā vāh

Baba wah, Baba wah, Baba wah, wah Baba wah

bābā vāh bābā vāh bābā vāh vā bābā vāh

Baba wah, Baba wah, Baba wah, wah Baba wah

hō chun chun kē mōtī banāī hai mālā

You created the garland by selecting pearls

nainō̃ mē̃ apnē hai hamkō sambhālā

You took care of us by keeping us in Your eyes

chun chun kē mōtī banāī hai mālā

You created the garland by selecting pearls

nainō̃ mē̃ apnē hai hamkō sambhālā

You took care of us by keeping us in Your eyes

palkō̃ mē̃ prabhu kē hai pāē panāh

I have received refuge in the eyes of God

palkō̃ mē̃ prabhu kē hai pāē panāh

I have received refuge in the eyes of God

vāh bābā vāh vāh bābā vāh

Wah Baba wah, wah Baba wah

vāh bābā vāh vāh bābā vāh

Wah Baba wah, wah Baba wah

bābā vāh bābā vāh bābā vāh vā bābā vāh

Baba wah, Baba wah, Baba wah, wah Baba wah

bābā vāh bābā vāh bābā vāh vā bābā vāh

Baba wah, Baba wah, Baba wah, wah Baba wah

hō nirbal kō ā karkē śhakti banāyā

You have come and made the weak ones powerful,

nirdhan kō takht aur tāj dilāyā

Given the throne and crown to the poor

nirbal kō ā karkē śhakti banāyā

You have come and made the weak ones powerful,

nirdhan kō takht aur tāj dilāyā

Given the throne and crown to the poor

svarg kā banātē hai hamē̃ bādśhāh

You make us the sovereigns of heaven

svarg kā banātē hai hamē̃ bādśhāh

You make us the sovereigns of heaven

vāh bābā vāh vāh bābā vāh

Wah Baba wah, wah Baba wah

vāh bābā vāh vāh bābā vāh

Wah Baba wah, wah Baba wah

bābā vāh bābā vāh bābā vāh vāh bābā vāh

Baba wah, Baba wah, Baba wah, wah Baba wah

bābā vāh bābā vāh bābā vāh vāh bābā vāh

Baba wah, Baba wah, Baba wah, wah Baba wah

hō yādō̃ kī bāhō̃ mē̃ ham kō samāē

You have merged me in the arms of Your remembrance

svarṇim bahārō̃ kē sukh sārē pāē

We have attained all the happiness of beautiful heaven

yādō̃ kī bāhō̃ mē̃ ham kō samāē

You have merged me in the arms of Your remembrance

svarṇim bahārō̃ kē sukh sārē pāē

We have attained all the happiness of beautiful heaven

bhar dī sitārō̃ sē jīvan kī rāh

You have spread stars on the path of my life

bhar dī sitārō̃ sē jīvan kī rāh

You have spread stars on the path of my life

vāh bābā vāh vāh bābā vāh

Wah Baba wah, wah Baba wah

vāh bābā vāh vāh bābā vāh

Wah Baba wah, wah Baba wah

āp milē miṭ gaī man kī sabhī chāhat

By attaining You all the desires in my mind are removed

āp milē miṭ gaī man kī sabhī chāhat

By attaining You all the desires in my mind are removed

khuśhiyō̃ kē gīt milē miṭī āh āhat

The song of happiness has removed all cries

pyās bujhī pāē hai sāgar athāh

Having attained the unlimited Ocean, my thirst is quenched

pyās bujhī pāē hai sāgar athāh

Having attained the unlimited Ocean, my thirst is quenched

vāh bābā vāh vāh bābā vāh

Wah Baba wah, wah Baba wah

vāh bābā vāh vāh bābā vāh

Wah Baba wah, wah Baba wah

bābā vāh bābā vāh bābā vāh vā bābā vāh

Baba wah, Baba wah, Baba wah, wah Baba wah

bābā vāh bābā vāh bābā vāh vā bābā vāh

Baba wah, Baba wah, Baba wah, wah Baba wah

← गीतों पर लौटें