02 - āpnē bābā hamē̃ kitnī hansī takdīr dī

Shanti Swar

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
लिप्यंतरित हिंदीअंग्रेज़ी

āpnē bābā hamē̃ kitnī hansī takdīr dī

Baba, You have created such a beautiful fortune

āpnē bābā hamē̃ kitnī hansī takdīr dī

Baba, You have created such a beautiful fortune

jindagī jīnē kī hamkō ēk naī tadbīr dī

You gave us new inspirations for our life

āpnē bābā hamē̃

You created such a beautiful fortune for us

āpkī najrō̃ sē bābā pyār kā amr̥it piē

Baba, we drink the nectar of love from Your eyes

āpkī najrō̃ sē bābā pyār kā amr̥it piē

Baba, we drink the nectar of love from Your eyes

sīkh kar duniyā sē marnā āpkē dil mē̃ jiē

We learn to die to the world and live in your heart

gam sē gāphil hai fikr kī tōṛ har jañjīr dī

Heedless of sorrow, we break every chain that causes us worry

gam sē gāphil hai fikr kī tōṛ har jañjīr dī

Heedless of sorrow, we break every chain that causes us worry

jindagī jīnē kī hamkō ēk naī tadbīr dī

You gave us new inspiration for our life

āpnē bābā hamē̃

You created such a beautiful fortune for us

kyā nirālī śhān hai dil takht par hamē̃ rakh liyā

How unique is our honour that you have placed us on the throne of Your heart

kyā nirālī śhān hai dil takht par hamē̃ rakh liyā

How unique is our honour that you have placed us on the throne of Your heart

khud sē ūñchā mān dēkar nām dil par likh liyā

You gave us higher respect than Yourself and wrote our name on Your heart

tāj, takht aur tilak kī hamkō amar jāgīr dī

You gave us the immortal property of the crown, throne and tilak

tāj, takht aur tilak kī hamkō amar jāgīr dī

You gave us the immortal property of the crown, throne and tilak

jindagī jīnē kī hamkō ēk naī tadbīr dī

You gave us new inspiration for our life

āpnē bābā hamē̃

You created such a beautiful fortune for us

śhubh karm kī kalam sē kal kā likhē itihās ham

With the pen of pure karma, we are writing the history of tomorrow

śhubh karm kī kalam sē kal kā likhē itihās ham

With the pen of pure karma, we are writing the history of tomorrow

prēm, pāvan ēktā kī āō karē̃ mil rās ham

With love, purity and unity, come, let us meet and dance together

bharnē kō rūhānī raṅg sē jag kī hai tasvīr dī

You gave us the picture of the world to fill with spiritual colours.

bharnē kō rūhānī raṅg sē jag kī hai tasvīr dī

You gave us the picture of the world to fill with spiritual colours.

jindagī jīnē kī hamkō ēk nahī̃ tadbīr dī

You gave us new inspiration for our life

āpnē bābā hamē̃ kitnī hansī takdīr dī

Baba, You have created such a beautiful fortune

jindagī jīnē kī hamkō ēk naī tadbīr dī

You gave us new inspiration for our life

āpnē bābā hamē̃

You created such a beautiful fortune for us

← गीतों पर लौटें