02 - āpnē bābā hamē̃ kitnī hansī takdīr dī

Shanti Swar

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

लिप्यंतरित हिंदी

āpnē bābā hamē̃ kitnī hansī takdīr dī
āpnē bābā hamē̃ kitnī hansī takdīr dī
jindagī jīnē kī hamkō ēk naī tadbīr dī
āpnē bābā hamē̃

āpkī najrō̃ sē bābā pyār kā amr̥it piē

āpkī najrō̃ sē bābā pyār kā amr̥it piē
sīkh kar duniyā sē marnā āpkē dil mē̃ jiē
gam sē gāphil hai fikr kī tōṛ har jañjīr dī
gam sē gāphil hai fikr kī tōṛ har jañjīr dī
jindagī jīnē kī hamkō ēk naī tadbīr dī
āpnē bābā hamē̃

kyā nirālī śhān hai dil takht par hamē̃ rakh liyā

kyā nirālī śhān hai dil takht par hamē̃ rakh liyā
khud sē ūñchā mān dēkar nām dil par likh liyā
tāj, takht aur tilak kī hamkō amar jāgīr dī
tāj, takht aur tilak kī hamkō amar jāgīr dī
jindagī jīnē kī hamkō ēk naī tadbīr dī
āpnē bābā hamē̃

śhubh karm kī kalam sē kal kā likhē itihās ham

śhubh karm kī kalam sē kal kā likhē itihās ham
prēm, pāvan ēktā kī āō karē̃ mil rās ham
bharnē kō rūhānī raṅg sē jag kī hai tasvīr dī
bharnē kō rūhānī raṅg sē jag kī hai tasvīr dī
jindagī jīnē kī hamkō ēk nahī̃ tadbīr dī
āpnē bābā hamē̃ kitnī hansī takdīr dī
jindagī jīnē kī hamkō ēk naī tadbīr dī
āpnē bābā hamē̃

← गीतों पर लौटें