05 - āpnē sanvār dī mērī jindgānī
Farishta (Angel) Songs
सहेजा जा रहा है…
अब यह पृष्ठ ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
यह पृष्ठ ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
ऑफ़लाइन देखने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
इस उपकरण पर ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
इस उपकरण पर ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
लिप्यंतरित हिंदी
āpnē sanvār dī mērī jindgānī
ham pē kī āpnē baṛī mēharbānī
mērē bābā mujhkō dī khuśhiyā̃ bēpanāh
mērē bābā mujhkō dī khuśhiyā̃ bēpanāh
āpkī hināyatē hai āpkī niśhānī
āpnē sanvār dī mērī jindgānī
āpkī najar paṛī muskurāī jindagī
sōī jō nasīb kī lakīr vō sabhī jagī
rōm rōm kahtē prabhu pyār kī kahānī
rōm rōm kahtē prabhu pyār kī kahānī
āpnē sanvār dī mērī jindgānī
ham pē kī āpnē baṛī mēharbānī
gam kē dāstā gaē̃ man kē phūl khil gaē̃
aśhk mērē in nayan kē mōtiyō̃ mē̃ ḍhal gaē̃
āsmā̃ mē̃ hai likhī prīt yē purānī
āpnē sanvār dī mērī jindgānī
sārē bhar diē khajānē mērē man kī khān mē̃
khilnē lagī chāndanī armān kē jahān mē̃
sīrat mē̃ surat samāī haĩ suhānī
sīrat mē̃ surat samāī haĩ suhānī
āpnē sanvār dī mērī jindgānī
ham pē kī āpnē baṛī mēharbānī
mērē bābā mujhkō dī khuśhiyā̃ bēpanāh
mērē bābā mujhkō dī khuśhiyā̃ bēpanāh
āpkī hināyatē hai āpkī niśhānī
āpnē sanvār dī mērī jindgānī