07 - apnī dhartī apnē ambar

Devotional Songs-10

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
लिप्यंतरित हिंदीअंग्रेज़ी

apnī dhartī apnē ambar

Our earth, our sky,

apnī dhartī apnē ambar

Our earth, our sky,

tujmē hī sindhu apār hai

unlimited ocean is in You

bābā apnā sansār hai

Baba is our world,

bābā mērā sansār hai

Baba is my world

apnī dhartī apnē ambar

Our earth, our sky,

apnī dhartī apnē ambar

Our earth, our sky,

tujmē hī sindhu apār hai

unlimited ocean is in You

bābā apnā sansār hai

Baba is our world,

bābā mērā sansār hai

Baba is my world

jō tūnē diyā jag kyā dēgā

What can the world give compared to what You have given

kōī pyār karēgā kyā itnā

Who can love as much as You love

hamē janm janm kā sāth milā

I have attained your company for birth after births

dē diyā hamē jīvan jītnā

You have given such a life

tū sachchā jīvankā sāthī hai

You are the real life Companion,

tū hī jīvankā sār hai

You are the essence of life ...

bābā apnā sansār hai

Baba is our world,

bābā mērā sansār hai

Baba is my world

tujh saṅg baiṭhū̃ tujh saṅg khēlū tam saṅg hī milan mai manāū

I sit with You, I play with you, I celebrate a meeting with you alone

jab āṅkh khulē tumkō pāū tērī gōd mē̃ hī sō jāū̃

When I open my eyes, I see You, I sleep in Your lap

mērē bābā mērē bābā sabkī dhaṛkan kā śhr̥iṅgār hai

My Baba! My Baba — is the decoration of everyone’s heart beat

bābā apnā sansār hai

Baba is our world,

bābā mērā sansār hai

Baba is my world

tērī yād kē laharō̃ mē̃ sōē ham apnā tan man hai bhūlē

By remaining lost in the waves of your remembrance I forget my body and mind

tērā pyār milā duniyā bhūlī ham atiindriy sukh mē̃ jhūlē

By receiving your love, we forgot the world and swayed in the swing of joy beyond senses

jīvan kā pal pal saphal huā pākar kē tērā pyār hai

Every moment of my life has become worthwhile by attaining Your love

bābā apnā sansār hai

Baba is our world,

bābā mērā sansār hai

Baba is my world

apnī dhartī apnē ambar

Our earth, our sky,

apnī dhartī apnē ambar

Our earth, our sky,

tujmē hī sindhu apār hai

unlimited ocean is in You

bābā apnā sansār hai

Baba is our world,

bābā mērā sansār hai

Baba is my world

bābā apnā sansār hai

Baba is our world,

bābā mērā sansār hai

Baba is my world

← गीतों पर लौटें