04:00, 19:30 (4:00 AM, 7:30 PM) arē śhiv kī yād rahēgī tab

Meditation Songs-01 (Traffic Control Songs)

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
लिप्यंतरित हिंदीअंग्रेज़ी

arē śhiv kī yād rahēgī tab

Hey, when you consistently remember Shiva,

ā̃khō̃ mē̃ samāyā hōgā

Then He will be merged in your eyes

ham dhany tabhī ban pāyēṅgē

We will only have become fortunate

jab aisā prīy jīvan hōgā

When we lead such a wonderful life

yahā̃ hamārā.. yahā̃ hamārā.. tan hōgā.. tan hōgā.. vahā̃ hamārā.. vahā̃ hamārā.. man hōgā.. man hōgā..

Our bodies will be here but our minds will be there.

jahā̃ hōtā hai mānav kā dhan, vahī̃ hōtā hai uskā man

The mind of man follows his wealth

isliyē paramātmā nē batāyā

This is why the Supreme Soul has said:

mujhsē lagālō apnā man

Link your mind with Me

hamsā nahī̃ kōī zamānē mē̃

There is no-one in the world like us

rachnā rachtā kā gyān jisē

Who have the knowledge of the Creator and His creation.

par aisā bhī bannā hōgā, nahī̃ kabhī abhimān jisē

But we have to become such that we never have any arrogance.

yahā̃ hamārā.. yahā̃ hamārā.. tan hōgā tan hōgā.. vahā̃ hamārā.. vahā̃ hamārā.. man hōgā.. man hōgā..

Our bodies will be here but our minds will be there.

yē duniyā tō māyāvī hai

This is a world of maya,

māyā sē bhalā kaisī yārī

What sort of friendship can there be with maya

apnē tō dō hī ṭhikānē haĩ

We have just two places of rest;

vaikuṇṭh duniyā nirākārī

Heaven and the incorporeal world

dhundalā sā andhiyārā hai

There is murky darkness here,

dīpak sē ujiyārā hōgā

With a lamp there will be light

yē ā̃kh bhī tan kā dīpak hai

Just as these eyes are the lamps of the body

yē gyān jīvan dīpak hōgā

So this knowledge will be the lamp of life.

yahā̃ hamārā.. yahā̃ hamārā.. tan hōgā.. tan hōgā.. vahā̃ hamārā.. vahā̃ hamārā.. man hōgā.. man hōgā..

Our bodies will be here but our minds will be there.

arē śhiv kī yād rahēgī tab

Hey, when you consistently remember Shiva,

ā̃khō̃ mē̃ samāyā hōgā

Then He will be merged in your eyes

ham dhany tabhī ban pāyēṅgē

We will only have become fortunate

jab aisā prīy jīvan hōgā

When we lead such a wonderful life

yahā̃ hamārā.. yahā̃ hamārā.. tan hōgā.. tan hōgā.. vahā̃ hamārā.. vahā̃ hamārā.. man hōgā.. man hōgā..

Our bodies will be here but our minds will be there.

← गीतों पर लौटें