033 - badal jāyē duniyā
Murli Songs
सहेजा जा रहा है…
अब यह पृष्ठ ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
यह पृष्ठ ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
ऑफ़लाइन देखने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
इस उपकरण पर ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
इस उपकरण पर ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
लिप्यंतरित हिंदी
badal jāyē duniyā
nā badalēṅgē ham
tumhārī kasam
badal jāyē duniyā
nā badalēṅgē ham
tumhārī kasam
tumhārē haĩ kī
jab tak dam mē̃ hai dam
tumhārī kasam
kahō nām kā ulfat
kā badanām kyō̃ hai
hamārī vaphāō̃
pē ilzām kyō̃ hai
kahō nām kā ulfat
kā badanām kyō̃ hai
hamārī vaphāō̃
pē ilzām kyō̃ hai
batāō tōh hōgā
tumhārā karam
tumhārī kasam
badal jāyē duniyā
nā badalēṅgē ham
tumhārī kasam
yah man hai muśhkil
mōhabbat kī rahē
agar dāl dō tum
bāhō̃ mē̃ bāhē̃
yah man hai muśhkil
mōhabbat kī rahē
agar dāl dō tum
bāhō̃ mē̃ bāhē̃
ḵẖuśhī sē sahēṅgē
tumhārē sitam
tumhārī kasam
badal jāyē duniyā
nā badalēṅgē ham
tumhārī kasam
jahā̃ tak jahā̃
kē nazārē rahēṅgē
tumhārē rahē haĩ
tumhārē rahēṅgē
jahā̃ tak jahā̃
kē nazārē rahēṅgē
tumhārē rahē haĩ
tumhārē rahēṅgē
nā ḍōlēṅgē ulfat
mē̃ apnē kaṛē
tumhārī kasam
badal jāyē duniyā
nā badalēṅgē ham
tumhārī kasam