03 - dil kī davāt mē̃ kalam ḍubōkar bābā tujē ēk khat likhtā hū̃
Devotional Songs-10
सहेजा जा रहा है…
अब यह पृष्ठ ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
यह पृष्ठ ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
ऑफ़लाइन देखने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
इस उपकरण पर ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
इस उपकरण पर ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
लिप्यंतरित हिंदी
dil kī davāt mē̃ kalam ḍubōkar
Bābā tujē ēk khat likhtā hū̃
yādē jīgarkī syāhī lēkar
hālē dil sab sach likhtā hū̃
dil kī davāt mē̃ kalam ḍubōkar
Bābā tujē ēk khat likhtā hū̃
śhām savērē yād mē̃ tērī bītē din aur bītē rainā
tērē khyālō̃ mē̃ rahu
harpal tuj kō hī dēkhē yē mērē nayanā
lagtā hai bābā hāthō mai tērē hāth sadā dēkar chaltā hū̃
dil kī davāt mē̃ kalam ḍubōkar
bābā tujē ēk khat likhtā hū̃
man mē̃ basī hai mūrat tērī
dil mai hai tērī tasvīr
paramdhām sē ākar bābā
banā rahē sabkī takdīr
had kā sāth yahī hai bābā
sammukh milnē kō likhtā hū̃
dil kī davāt mē̃ kalam ḍubōkar
bābā tujē ēk khat likhtā hū̃
yādē jīgarkī syāhī lēkar
halē dil sab sach likhtā hū̃
khat likhtā hū̃
sach likhtā hū̃
khat likhtā hū̃
sach likhtā hū̃