06 - dil mē̃ hai tērī yād bābā jīgar mē̃ tērā pyār
Devotional Songs-10
सहेजा जा रहा है…
अब यह पृष्ठ ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
यह पृष्ठ ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
ऑफ़लाइन देखने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
इस उपकरण पर ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
इस उपकरण पर ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
लिप्यंतरित हिंदी
dil mē̃ hai tērī yād bābā jīgar mē̃ tērā pyār

tērī śhrīmat aur śhikṣhāē̃ jīvan kā ādhār

padmā padam saubhāgyaśhālī tumnē hamē banāyā
nav jīvan dē kar kē tumnē dil mē̃ hamē biṭhāyā

ab tō yē jīvan hai bābā tujh par hī balihār
ab tō yē jīvan hai bābā tujh par hī balihār
tērī śhrīmat aur śhikṣhāē̃ jīvan kā ādhār
tērī śhrīmat aur śhikṣhāē̃ jīvan kā ādhār
tīnō jahā kī khuśhiyō̃ kā mil gayā mujhē khajānā
tumnē hamē sikhlāyā bābā sabsē guṇ apnānā

yē āṅkhē kartī hai bābā harpal tērā dīdār
yē āṅkhē kartī hai bābā harpal tērā dīdār
tērī śhrīmat aur śhikṣhāē̃ jīvan kā ādhār
tērī śhrīmat aur śhikṣhāē̃ jīvan kā ādhār
ō bābā antarman mērā tērē hī guṇ gāē
dhany banāyā jīvan tumnē sukh kī rāh dikhāē

tuj kō pākar hī bābā ab jīvan hai ujiyār