6 - dil sē niklē bābā har pal
Smriti Pushp-01
सहेजा जा रहा है…
अब यह पृष्ठ ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
यह पृष्ठ ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
ऑफ़लाइन देखने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
इस उपकरण पर ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
इस उपकरण पर ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
लिप्यंतरित हिंदी
dil sē niklē bābā har pal
dil sē niklē bābā har pal
jīvan hamārā banā diyā
mālī tū ēk milā anōkhā
mālī tū ēk milā anōkhā
phūl jō tūnē banā diyā
dil sē niklē bābā har pal
tērā parichay pākar hamnē
paramānand kō pāyā hai
khil gayā man kamal kī tarah
jabsē tumhē apnāyā hai
chamkā hai ab sukh kā sūraj
chamkā hai ab sukh kā sūraj
mārg jō tūnē dikhā diyā
dil sē niklē bābā har pal
jīvan hamārā banā diyā
dil sē niklē bābā har pal
jab sē pakṛā hāth tumhārā
pavitratā vardān milā
jab sē pakṛā hāth tumhārā
pavitratā vardān milā
sab jag hamkō lagē hai apnā
aisā ātmagyān milā
bhāī bhāī kā tūnē jō
bhāī bhāī kā tūnē jō
nātā aisā banā diyā
dil sē niklē bābā har pal
jīvan hamārā banā diyā
dil sē niklē bābā har pal
ānand hī ānand jīvan mē̃
udāsī kā kōī nām nahī̃
ānand hī ānand jīvan mē̃
udāsī kā kōī nām nahī̃
tērī yōg kī jharnō̃ mē̃
pyās kā kōī kām nahī̃
jīvan ban gayā hai rasvantī
jīvan ban gayā hai rasvantī
gyān ras jō pīlā diyā
dil sē niklē bābā har pal
dil sē niklē bābā har pal
jīvan hamārā banā diyā
mālī tū ēk milā anōkhā
mālī tū ēk milā anōkhā
phūl jō tūnē banā diyā
dil sē niklē bābā har pal
jīvan hamārā banā diyā
mālī tū ēk milā anōkhā
phūl jō tūnē banā diyā
jīvan hamārā banā diyā
jīvan hamārā banā diyā