063 - dūr dēśh kā rahnē vālā

Murli Songs

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

लिप्यंतरित हिंदी

dūr dēśh kā rahnē vālā
āyā āyā dēśh parāyā
dūr dēśh kā rahnē vālā
āyā āyā dēśh parāyā
man sē man kī pūchh rahā hai
man sē man kī pūchh rahā hai
ab na bēdh chupāyē
dūr dēśh kā rahnē vālā
āyā āyā dēśh parāyā
dūr dēśh kā rahnē vālā āyā

dēkh usē ēk pēṛ sē mainā bōlī
dēkh usē ēk pēṛ sē mainā bōlī
musāphir bōlō apnō̃ bōlī
kyō̃ itnē ghabarāyē
kyō̃ itnē ghabarāyē

sadā gōsalā banā rahī hai
banā sakō tō bhulā rahī hai
kyō̃ na hāth batāyē
kyō̃ na hāth batāyē
dūr dēśh kā rahnē vālā
āyā āyā dēśh parāyā
dūr dēśh kā rahnē vālā āyā

ṭūṭ gayā hai
ṭūṭ gayā dil tōṛ diyā
bhōlē musāphir rūṭh gayā
ṭūṭ gayā dil tōṛ diyā
jō pāyā thā
usē āj phūl sē jōṛ diyā
phir lēnē kō ham āyē
dūr dēśh kā rahnē vālā
āyā āyā dēśh parāyā
dūr dēśh kā rahnē vālā āyā

bikharā ãdhērā hāl śharābī
bōlī mainā bōlī mainnē
mērā kyā dōṣh hō maĩ
ham āyē ham āyē
ham āyē ham āyē
āyā āyā dēśh parāyā
dūr dēśh kā rahnē vālā āyā
āyā āyā dēśh parāyā
dūr dēśh kā rahnē vālā

← गीतों पर लौटें