102 - jō piyā kē sāth hai

Murli Songs

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

लिप्यंतरित हिंदी

jō piyā kē sāth hai
uskē liē barsāt hai
jō piyā kē sāth hai
uskē liē barsāt hai
jō piyā kē sāth hai

jiskī duniyā mē̃ milān hai
sukh mē̃ jiskā dil magan hai
yah zamīn hai dil sahī̃ mē̃
rāt kisī kī rāz hai
jiskī duniyā mē̃ milān hai
sukh mē̃ jiskā dil magan hai
yah zamīn hai dil sahī̃ mē̃
rāt kisī kī rāz hai
uskē liē barsāt hai
jō piyā kē sāth hai
uskē liē barsāt hai
jō piyā kē sāth hai

dard sē jō dūr hai
jō naśhē mē̃ chūr hai
dard sē jō dūr hai
jō naśhē mē̃ chūr hai
jiskī ā̃khō̃ mē̃ kisī kī ā̃kh hai
jiskī ā̃khō̃ mē̃ kisī kī ā̃kh hai
jiskē hāthō̃ mē̃ kisī kā hāth hai
jiskē hāthō̃ mē̃ kisī kā hāth hai
uskē liē barsāt hai
jō piyā kē sāth hai
uskē liē barsāt hai
jō piyā kē sāth hai

jal rahā hai dil kā tann manan
jiskē nainō mē̃ hai sāvan
jal rahā hai dil kā tann manan
jiskē nainō mē̃ hai sāvan
uskē liē yē ghar hai akēlē mē̃
uskē liē yē ghar hai akēlē mē̃
sapnē kī yah bāt hai
jō piyā kē sāth hai
uskē liē barsāt hai
jō piyā kē sāth hai

← गीतों पर लौटें