110 - kaun āyā mērē man kē dvārē

Murli Songs

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

लिप्यंतरित हिंदी

kaun āyā
kaun āyā
kaun āyā mērē man kē dvārē
pāyal kī jhankār liyē
kaun āyā mērē man kē dvārē
pāyal kī jhankār liyē
kaun āyā

ā̃kh na jānē dil pahachānē
ā̃kh na jānē dil pahachānē
sūrtiyā kuchh aisī
ā̃kh na jānē dil pahachānē
sūrtiyā kuchh aisī
yād karū̃ tō yād na āyē
mūrtiyā yē kaisī
pāgal manavā sōch mē̃ ḍūbā
sapnō̃ kā sansār liyē
kaun āyā mērē man kē dvārē
pāyal kī jhankār liyē
kaun āyā

ik pal sōchū̃ mērī āśhā
rūp badal kar āī
ik pal sōchū̃ mērī āśhā
rūp badal kar āī
dūjē pal phir dhyān yē āyē
hō na kahī̃ parachhāī̃
jō paradēsī kē ghar āī
ēk anōkhā pyār liyē
kaun āyā mērē man kē dvārē
pāyal kī jhankār liyē
kaun āyā

← गीतों पर लौटें