03 - kitnā pyārā hai apnē pyārē bābā kā pyār

Devotional Songs-09

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
लिप्यंतरित हिंदीअंग्रेज़ी

kitnā pyārā hai

How lovely is

kitnā pyārā hai apnē pyārē bābā kā pyār

How lovely is the love of our beloved Baba

kitnā pyārā hai apnē pyārē bābā kā pyār

How lovely is the love of our beloved Baba

ismē̃ ḵẖuśhiyā̃ haĩ apār ismē̃ jannat kī bahār

It is filled with unlimited happiness, it has the Spring of heaven

kitnā pyārā hai apnē pyārē bābā kā pyār

How lovely is the love of our beloved Baba

saṅgamyug kī ghaṛiyā̃ madhuban kī yē galiyā̃

The moments of the confluence age and the streets of Madhuban

pal bhar judā na hōṅgē apnī yē hai dunyā

We will never become separated from them even for a moment, it is our world

yōgī-pāvan jīvan miltā kalp mē̃ ēk hī bār

Only once in a cycle do we have a pure yogi life

kitnā pyārā hai apnē pyārē bābā kā pyār

How lovely is the love of our beloved Baba

mātā-pitā bhāī-bahanō̃ kā chōṭā sā sansār hai

This is a small world of the mother, father, brothers and sisters

kismat vālō̃ kō hē miltā hai aur daivī parivār hai

Only the fortunate ones find this divine family

man-vīṇā kā tār-tār kartā hai yah jhaṅkār

Every string of the mind-sitar constantly creates this music

kitnā pyārā hai apnē pyārē bābā kā pyār

How lovely is the love of our beloved Baba

bābā kī muraliyā amr̥it ras barsāyē

Baba’s murli showers nectar,

mast-magan hō jāē manvā jhūmē nāchē gāē

let the mind become intoxicated and sing and dance

bābā kī muraliyā amr̥it ras barsāyē

Baba’s murli showers nectar,

mast-magan hō jāē manvā jhūmē nāchē gāē

let the mind become intoxicated and sing and dance

bābā murlī madhuban tīnō̃ apnē haĩ sansār

Baba, murli and Madhuban are our world

kitnā pyārā hai

How lovely is

kitnā pyārā hai apnē pyārē bābā kā pyār

How lovely is the love of our beloved Baba

kitnā pyārā hai apnē pyārē bābā kā pyār

How lovely is the love of our beloved Baba

ismē̃ ḵẖuśhiyā̃ haĩ apār ismē̃ jannat kī bahār

It is filled with unlimited happiness, it has the Spring of heaven

kitnā pyārā hai

How lovely is

kitnā pyārā hai

How lovely is

kitnā pyārā hai apnē pyārē bābā kā pyār

How lovely is the love of our beloved Baba

← गीतों पर लौटें