02 - kitnī hī sādiyā bītē
Madhuban Songs -02
सहेजा जा रहा है…
अब यह पृष्ठ ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
यह पृष्ठ ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
ऑफ़लाइन देखने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
इस उपकरण पर ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
इस उपकरण पर ऑफ़लाइन उपलब्ध है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
kitnī hī sādiyā bītē
Though centuries may pass
yē jag kitnā hī badlē
And no matter how much the world may change
bābā tērī yādō̃ kē dīp hamēśhā rahēṅgē jalē
Baba, the flame of your memory will remain burning forever.

jag nē jinkō ṭhukrāyā padadalit kiyā bhaṭkāyā
Those in the world who have been rejected, deprived and misled

tumnē un hī kē hāthō is jag kō svarg banāyā
Make the world into heaven with your help
is jag kō svarg banāyā
Make the world into heaven
iśh milan kē pyāsōkō bābā tum khud ān milē
Baba, you Yourself came and met those souls who yearned to see You
bābā tērī yādō̃ kē dīp hamēśhā rahēṅgē jalē
Baba, the flame of your memory will remain burning forever.
kitnī hī sādiyā bītē
Though centuries may pass
yē jag kitnā hī badlē
And no matter how much the world may change
bābā tērī yādō̃ kē dīp hamēśhā rahēṅgē jalē
Baba, the flame of your memory will remain burning forever.
hamnē tērē ujālē mē̃ sākār huē śhiv kō dēkhā
In your radiant form we saw Shiva enter the corporeal plane

ēk jhalak bhāgīrath kī
Seeing this lucky chariot in this way just once
pākar badlī jīvan rēkhā
Completely changed the direction of your life

parivartan gāthā tērī sunkar patthar bhī pīghlē
Even stones melted hearing the story of your transformation.
bābā tērī yādō̃ kē dīp hamēśhā rahēṅgē jalē
Baba, the flame of your memory will remain burning forever.
kitnī hī sādiyā bītē
Though centuries may pass
yē jag kitnā hī badlē
And no matter how much the world may change
bābā tērī yādō̃ kē dīp hamēśhā rahēṅgē jalē
Baba, the flame of your memory will remain burning forever.
guṇ gyān śhakti kī mūrat
You are the embodiment of virtues, knowledge and power,
tap tyāg snēh kī surat
You are the image of renunciation, tapasya and love

yugparivartak yugśhrēṣhṭhā
You are the transformer of the age and creator of the new age
bābā tum ab bhī hō sēvārat
And you are still a server
bābā tum āj bhī sēvārat
And you are still a server
dhany huā jīvan unkā jō tērī chāyā mē̃ palē
The lives of those who were nurtured under your canopy have become truly fortunate.