08 - kyā kyā nā pāyā bābā tērē darabār mē̃

Madhuban Songs -02

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

लिप्यंतरित हिंदी

kyā kyā nā pāyā bābā tērē darbār mē̃
pyār sē bhar gayā man tērē sansār mē̃
kyā kyā nā pāyā bābā tērē darbār mē̃
pyār sē bhar gayā man tērē sansār mē̃
kyā kyā nā pāyā bābā tērē darbār mē̃
pyār sē bhar gayā man tērē sansār mē̃
kyā kyā nā pāyā bābā tērē darbār mē̃
pyār sē bhar gayā man tērē sansār mē̃

jis din sē bābā āpkī pahachān aā gaī
jis din sē bābā āpkī pahachān aā gaī

sukhbharē har din har śhām aā gaī
sukhbharē har din har śhām aā gaī
ḍūbā rahatā hai dil tērē hī pyār mē̃
pyār sē bhar gayā man tērē sansār mē̃
kyā kyā nā pāyā bābā tērē darbār mē̃
pyār sē bhar gayā man tērē sansār mē̃

nayan kahē dēkhū sadā sūrat yē mai tumhārī
nayan kahē dēkhū sadā sūrat yē mai tumhārī
dēkhā hai jag mē̃ tū hī upkārī
dēkhā hai jag mē̃ tū hī upkārī
bahakā ānand pāyā tērī dīdār mē̃
pyār sē bhar gayā man tērē sansār mē̃
kyā kyā nā pāyā bābā tērē darbār mē̃
pyār sē bhar gayā man tērē sansār mē̃

pakaḍā hai bābā tūnē jab sē hāth hamārā
pakaḍā hai bābā tūnē jab sē hāth hamārā
tumhī kō pākē bābā milā hamē sahārā
tumhī kō pākē bābā milā hamē sahārā
tērē milan sē hī milā sab kuch sār mē̃
pyār sē bhar gayā man tērē sansār mē̃
kyā kyā nā pāyā bābā tērē darbār mē̃
pyār sē bhar gayā man tērē sansār mē̃

← गीतों पर लौटें