10 - mai bābā kā bābā mērā

Shanti Swar

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
लिप्यंतरित हिंदीअंग्रेज़ी

mai bābā kā bābā mērā

I am Baba’s, Baba is mine

mai bābā kā bābā mērā

I am Baba’s, Baba is mine

bābā mērā

Baba is mine

bābā mērā

Baba is mine

bābā mērā

Baba is mine

ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā

ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā

ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā

ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā

man mē̃ isī dhun kā hai basērā

This is the only song which plays in my heart

mai bābā kā bābā mērā

I am Baba’s, Baba is mine

man mē̃ isī dhun kā hai basērā

This is the only song which plays in my heart

mai bābā kā bābā mērā

I am Baba’s, Baba is mine

sukh śhānti kā marm sunaharā

This is the golden secret for peace and happiness..

mai bābā kā bābā mērā

I am Baba’s, Baba is mine

man mē̃ isī dhun kā hai basērā

This is the only song which plays in my heart

mai bābā kā bābā mērā

I am Baba’s, Baba is mine

man mē̃ isī dhun kā hai basērā

This is the only song which plays in my heart

mai bābā kā bābā mērā

I am Baba’s, Baba is mine

ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā

ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā

ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā

ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā

jisnē jīvan dān diyā lākhō hai ēhasān kiyā

He has obliged us a million times by donating life to us

rachnā rachtā kā kē parichay kā hamkō anupam gyān diyā

He has given the unique knowledge of the Creator and the creation

jyōti bindu nē kiyā savērā

The point of light has brought the dawn

mai bābā kā bābā mērā

I am Baba’s, Baba is mine

jyōti bindu nē kiyā savērā

The point of light has brought the dawn

mai bābā kā bābā mērā

I am Baba’s, Baba is mine

ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā

ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā

ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā

ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā

utar utar kar svarṇim kirnē lagī hai gam kā tam hārnē

The golden rays of light are descending to dispel the darkness of sorrow

prēm kī paramānand liē hai lagī bhuvan pāvan karnē

and with the supreme bliss of love, it begin to purify the world

gagan nē path mē̃ phūl bikhērā

The sky has scattered flowers on the path

mai bābā kā bābā mērā

I am Baba’s, Baba is mine....

gagan nē path mē̃ phūl bikhērā

The sky has scattered flowers on the path

mai bābā kā bābā mērā

I am Baba’s, Baba is mine....

ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā

ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā

ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā

ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā ā

yād kā dil mē̃ diyā jalā hō gayā jag ujlā ujlā

The lamp of remembrance is lit in my heart and there is illumination all around

nahī̃ hai akēlē saṅg mē̃ mērē gātā hai kārvā chalā

I am not alone, we are all singing and moving together

bandhā vijay kā hai sēharā

with the crown of victory

mai bābā kā bābā mērā

I am Baba’s, Baba is mine....

bandhā vijay kā hai sēharā

with the crown of victory

mai bābā kā bābā mērā

I am Baba’s, Baba is mine

sukh śhānti kā marm sunaharā

The secret of peace and happiness is golden

mai bābā kā bābā mērā

I am Baba’s, Baba is mine

man mē̃ isī dhun kā hai basērā

This is the only song which plays in my heart

mai bābā kā bābā mērā

I am Baba’s, Baba is mine

man mē̃ isī dhun kā hai basērā

This is the only song which plays in my heart

mai bābā kā bābā mērā

I am Baba’s, Baba is mine

mai bābā kā bābā mērā

I am Baba’s, Baba is mine

mai bābā kā bābā mērā

I am Baba’s, Baba is mine

mai bābā kā bābā mērā

I am Baba’s, Baba is mine

← गीतों पर लौटें