08 - man mandir kē mūrat bābā rakh lū dil kē sāth tumhē

Shanti Swar

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

लिप्यंतरित हिंदी

man mandir kē mūrat bābā rakh lū dil kē sāth tumhē

ē mērē man mit sunā dū apnē man kī bāt tumhē

jab sē dēkhā rūp rūhānī aur nahī̃ kuch bhāē
dil sē niklē bābā bābā pyār hai kitnā pāē

ab tō āṅkhē kahtī bābā dēkhū bas din rāt tumhē
man mandir kē mūrat bābā rakh lū dil kē sāth tumhē
man mandir kē mūrat bābā rakh lū dil kē sāth tumhē

vardānō̃ mē̃ tērē paltē aur duvā sē chaltē
janam janam kī jyōti jāgī dil mē̃ diyā ban jaltē

kaisā chintā kaisā gam hō dēkar hāth mē̃ hāth tumhē
man mandir kē mūrat bābā rakh lū dil kē sāth tumhē
man mandir kē mūrat bābā rakh lū dil kē sāth tumhē
aur hai kyā dēnē kē kābil mahimā tērī gāū
kadam kadam śhrīmat par chalkar tujpar vārī jāū

yē jīvan yē dhaṛkan bābā arpaṇ hai saugāt tumhē
man mandir kē mūrat bābā rakh lū dil kē sāth tumhē
man mandir kē mūrat bābā rakh lū dil kē sāth tumhē
ē mērē man mit sunā dū apnē man kī bāt tumhē
man mandir kē mūrat bābā rakh lū dil kē sāth tumhē
man mandir kē mūrat bābā rakh lū dil kē sāth tumhē

← गीतों पर लौटें