137 - marnā tērī galī mē̃ jīnā tērī galī mē̃

Murli Songs

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
लिप्यंतरित हिंदीअंग्रेज़ी

marnā tērī galī mē̃

To die in your street

marnā tērī galī mē̃ jīnā tērī galī mē̃

To die in your street, to live in your street

marnā tērī galī mē̃ jīnā tērī galī mē̃

To die in your street, to live in your street

marnā tērī galī

To die in your street

miṭ jāēgī hamārī duniyā tērī galī mē̃

My world will be destroyed (erased) in your street

duniyā tērī galī mē̃

The world (my world) is in your street

marnā tērī galī mē̃

To die in your street

āē haĩ tērē dar pē ham zindagī luṭānē

I have come to your doorstep to sacrifice my life

tū dēkhē yā na dēkhē tū jānē yā na jānē

Whether you look at me or not, whether you care or not

pūrā karēṅgē ham tō vādā tērī galī mē̃

Still, I will fulfill my promise in your street

marnā tērī galī mē̃

To die in your street

dil sē tērī mōhabbat kam umr bhar na hōgī

My love for you from the heart won’t fade even for a lifetime

ham tujhpē mar miṭēṅgē tujhkō ḵẖabar na hōgī

I’ll sacrifice myself for you, and you won’t even know it

marnē kē bād hōgā charchā tērī galī mē̃

After I die, there will be talk (gossip/remembrance) in your street

marnā tērī galī mē̃

To die in your street

miṭ jāēgī hamārī duniyā tērī galī mē̃

My world will be destroyed (erased) in your street

duniyā tērī galī mē̃

The world (my world) is in your street

marnā tērī galī mē̃

To die in your street

← गीतों पर लौटें