01 - mērē brahmā bābā madhuban kē mālī

Shanti Swar

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
लिप्यंतरित हिंदीअंग्रेज़ी

mērē brahmā bābā madhuban kē mālī

My Brahma Baba, the gardener of Madhuban

tumhē̃ yād kartī yē bagiyā tumhārī

Your garden is remembering you

mērē brahmā bābā madhuban kē mālī

My Brahma Baba, the gardener of Madhuban

tumhē̃ yād kartī yē bagiyā tumhārī

Your garden is remembering you

mahakā rahē hai jagkē chaman kō

We are making the garden of the world fragrant

ham phūl tērē haĩ kaliyā tumhārī

We are your flowers, we are your buds

mērē brahmā bābā madhuban kē mālī

My Brahma Baba, the gardener of Madhuban

tumhē̃ yād kartī yē bagiyā tumhārī

Your garden is remembering you

mērē brahmā bābā

My Brahma Baba

yē śhānti stambh hai tērī niśhānī

This tower of peace symbolises you

kurbānī kī kah rahā hai kahānī

It tells the story of your sacrifice

yē śhānti stambh hai tērī niśhānī

This tower of peace symbolises you

kurbānī kī kah rahā hai kahānī

It tells the story of your sacrifice

vahī̃ pyār upkār kō sōch karkē

Thinking about your love and upliftment for us

sajal hō gaī bābāakhiyā̃ hamārī

Our eyes get filled with tears

mērē brahmā bābā madhuban kē mālī

My Brahma Baba, the gardener of Madhuban

tumhē̃ yād kartī yē bagiyā tumhārī

Your garden is remembering you

mērē brahmā bābā

My Brahma Baba

hamē dēkhtē hō khaṛē pās kabsē

You are watching us standing close for a long time

avyakt hōtē bhī hō sāth sabkē

Even though you are avyakt, you are with everyone

hamē dēkhtē hō khaṛē pās sabsē

You are watching us standing close for a long time

avyakt hōtē bhī hō sāth sabkē

Even though you are avyakt, you are with everyone

aisā hī ābhās kamrē mē̃ hōtā

The same feelings we experience in your room

yahī kah rahī pyārī kuṭiyā tumhārī

This is what your lovely cottage tells us

mērē brahmā bābā madhuban kē mālī

My Brahma Baba, the gardener of Madhuban

tumhē̃ yād kartī yē bagiyā tumhārī

Your garden is remembering you

mērē brahmā bābā

My Brahma Baba

bhagīrath banē apnē hī bhōlē pan mē̃

Through your innocence you became the lucky chariot

bhagvān āē tumhārē hī tan mē̃

God came into your body alone

bhagīrath banē apnē hī bhōlē pan mē̃

Through your innocence you became the lucky chariot

bhagvān āē tumhārē hī tan mē̃

God came into your body alone

usī tap nē tō gyān gaṅgā bahāī

This tapasya of yours enabled the Ganges of knowledge to flow

kartī hai pāvan nadiyā̃ tumhārī

Your rivers purify others

mērē brahmā bābā madhuban kē mālī

My Brahma Baba, the gardener of Madhuban

tumhē̃ yād kartī yē bagiyā tumhārī

Your garden is remembering you

mērē brahmā bābā

My Brahma Baba

mērē brahmā bābā

My Brahma Baba

← गीतों पर लौटें